शनिवार 5 सितंबर 2020 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
005-09-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 05/09/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1' ' mīṭhē bachchē - is bēhad K|kē nāṭak mē̃ tum ātmāō̃ kō apnā-apnā part milā huā hai , abhī tumhē̃ yah śharīr rūpī kapṛē utār ghar jānā hai , phir nayē rājya mē̃ ānā hai ' '
1Essence: Sweet children, you souls have received your own parts in this unlimited drama. 2You now have to remove your bodily costumes and return home. 3You then have to go to your new kingdom.
Question
2Praśhna : bāp kōī bhī kārya prērṇā sē nahī̃ kartē , unkā avataraṇ hōtā hai , yah kis bāt sē siddha hōtā hai ?
4Question: How is it proved that the Father doesn't have any tasks performed through inspiration, but that He incarnates?
Answer
3Uttar : bāp kō kahtē hī haĩ karankarāvanhār .
5Answer: It is said of the Father that He is Karankaravanhar. 6Inspiration means to think. 7A new world cannot be established through inspiration.
4Prērṇā kā tō arth|earth hai vichār . 5Prērṇā sē kōī naī duniyā kī sthāpanā nahī̃ hōtī hai .
8The Father establishes the new world through the children.
6Bāp bachchō̃ sē sthāpanā karātē haĩ , karmēndriyō̃ bigar tō kuchh bhī karā nahī̃ saktē isliē unhē̃ śharīr kā ādhār lēnā hōtā hai .
9Unless he has physical organs, He cannot enable anything to be done. 10Therefore, He has to take the support of a body.
Murli
7Ōm śhānti .
11Om shanti.
8Rūhānī bachchē rūhānī bāp K|kē sāmnē baiṭhē haĩ .
12You spiritual children are sitting in front of the spiritual Father.
9Gōyā ātmāyē̃ apnē bāp K|kē sammukh baiṭhī haĩ .
13In fact, you souls are sitting in front of your Father.
10Ātmā jarūr jism kē sāth hī baiṭhēgī .
14A soul definitely sits with a body.
11Bāp bhī jab jism lētē haĩ tab hī sammukh hōtē haĩ iskō hī kahā jātā hai ātmā-paramātmā alag rahē … tum bachchē samajhtē hō ūñch tē ūñch bāp kō hī īśhvar , prabhu , paramātmā bhinn nām diyē haĩ , parampitā kabhī laukik bāp kō nahī̃ kahā jātā hai .
15It is when the Father takes a body that He comes in front of you. 16This is why it is said: Souls remained separated from the Supreme Soul for a long time. 17You children understand that the different names given, such as Ishwar, Prabhu and the Supreme Soul belong to the highest-on-high Father. 18No physical father is ever called the Supreme Father.
12Sirph parampitā likhā tō bhī harjā nahī̃ hai .
19It doesn't matter even if you just write “Supreme Father”.
13Parampitā arthāt vah sabhī kā pitā hai ēk .
20“Supreme Father” means that the Father of all is One.
14Bachchē jāntē haĩ ham parampitā kē sāth baiṭhē haĩ .
21You children know that we are sitting with the Supreme Father.
15Parampitā paramātmā aur ham ātmāyē̃ śhāntidhām K|kē rahnē vālē haĩ .
22The Supreme Father, the Supreme Soul, and we souls are residents of the land of peace; we came here to perform our parts.
16Yahā̃ part bajānē ātē haĩ , satyug sē lēkar kaliyug ant tak part bajāyā hai , yah hō gaī naī rachnā .
23We have performed our parts from the golden age to the end of the iron age. 24This will now become a new creation.
17Rachtā bāp nē samjhāyā hai ki tum bachchō̃ nē aisē part bajāyā hai .
25The Father, the Creator, has explained to you children how you played such parts.
18Āgē yah nahī̃ jāntē thē ki hamnē 84 janmō̃ kā chakra lagāyā hai .
26Previously, you didn't know that you had been around the cycle of 84 births.
19Abhī tum bachchō̃ sē hī bāp bāt kartē haĩ , jinhōnnē 84 kā chakra lagāyā hai .
27The Father now speaks to you children who have been around the cycle of 84 births.
20Sab tō 84 janm nahī̃ lē saktē haĩ .
28Not everyone can take 84 births.
21Yah samjhānā hai ki 84 kā chakra kaisē phirtā hai .
29You have to explain how the cycle of 84 births turns.
22Bākī lākhō̃ varṣh key|kī tō bāt hī nahī̃ .
30It is not a matter of hundreds of thousands of years.
23Bachchē jāntē haĩ ki ham her|har 5 hazār varṣh bād part bajānē ātē haĩ .
31You children also know that we come to play our parts every 5000 years.
24Ham pārṭdhārī haĩ .
32We are actors.
25Ūñch tē ūñch bhagvān kā bhī vichitr part hai .
33The highest-on-high Father has a unique part to play.
26Brahmā aur viṣhṇu kā vichitr part nahī̃ kahē̃gē .
34You wouldn't say that Brahma or Vishnu has a unique part to play.
27Dōnō̃ hī 84 kā chakra lagātē haĩ .
35Both go around the cycle of 84 births.
28Bākī śhaṅkar kā part is duniyā mē̃ tō hai nahī̃ .
36Shankar doesn't have a part to play in this world.
29Trimūrti mē̃ dikhātē haĩ - sthāpanā , vināśh , pālnā . 30Chitrō̃ par samjhānā hōtā hai .
37Establishment, destruction and sustenance are shown in the picture of the Trimurti.
31Chitra jō dikhātē hō us par samjhānā hai .
38You have to explain the pictures that you display.
32Saṅgamyug par purānī duniyā kā vināśh tō hōnā hī hai .
39Destruction of the old world has to take place at the confluence age.
33Prērak akṣhar bhī wrong hai .
40It is wrong to use the word "Inspirer".
34Jaisē kōī kahtē haĩ āj hamkō bāhar jānē key|kī prērṇā nahī̃ hai , prērṇā yānī vichār . 35Prērṇā kā kōī aur arth|earth nahī̃ hai .
41Someone may say, "Today, I don’t feel inspired to go out.” 42Inspiration means thought – inspiration has no other meaning.
36Paramātmā kōī prērṇā sē kām nahī̃ kartā . 37Na prērṇā sē gyān mil saktā hai .
43Neither does the Supreme Soul work by giving inspiration, nor can knowledge be received through inspiration.
38Bāp ātē haĩ in karmēndriyō̃ dvārā part bajānē .
44The Father comes to play a part through these physical organs.
39Karankarāvanhār hai nā .
45He is Karankaravanhar.
40Karāyēṅgē bachchō̃ sē .
46He works through the children.
41Śharīr bigar tō kar na sakē̃ .
47He cannot do anything without a body.
42In bātō̃ kō kōī bhī jāntē nahī̃ . 43Na īśhvar bāp kō hī jāntē haĩ .
48No one knows these things nor does anyone know God, the Father.
44R̥iṣhi-muni ādi kahtē thē ham īśhvar kō nahī̃ jāntē .
49Rishis and munis etc. used to say that they didn't know God.
45Na ātmā kō , na paramātmā bāp kō , kōī mē̃ gyān nahī̃ hai .
50They neither have knowledge of souls nor of the Father, the Supreme Soul.
46Bāp hai mukhya creator , director , direction bhī dētē haĩ .
51The Father is the principal Creator and Director. 52He gives directions.
47Śhrīmat dētē haĩ .
53He gives you shrimat.
48Manuṣhyō̃ key|kī buddhi mē̃ tō sarvavyāpī kā gyān hai .
54People have the knowledge of omnipresence in their intellects.
49Tum samajhtē hō bābā hamārā bābā hai , vō lōg sarvavyāpī kah dētē haĩ tō bāp samajh hī nahī̃ saktē .
55You understand that Baba is our Baba. 56Those people say that He is omnipresent. 57Therefore, they cannot realize that He is the Father.
50Tum samajhtē hō yah bēhad K|kē bāp key|kī family hai .
58You understand that this is the family of the unlimited Father.
51Sarvavyāpī kahnē sē family key|kī khuśhbū nahī̃ ātī .
59By His being called omnipresent, there is no fragrance of a family.
52Unkō kahā jātā hai nirākārī śhivbābā . 53Nirākārī ātmāō̃ kā bābā .
60He is called incorporeal Shiv Baba, the Baba of incorporeal souls.
54Śharīr hai tab ātmā bōltī hai ki bābā .
61It is when souls have bodies that they say: Baba.
55Bigar śharīr tō ātmā bōl na sakē .
62A soul without a body cannot speak.
56Bhakti mārg mē̃ bulātē āyē haĩ . 57Samajhtē haĩ vah bābā duḥkh hartā sukh kartā hai .
63On the path of devotion you were calling out to God with the understanding that that Baba is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.
58Sukh miltā hai sukhdhām mē̃ . 59Śhānti miltī hai śhāntidhām mē̃ .
64You receive happiness in the land of happiness and peace in the land of peace.
60Yahā̃ hai hī duḥkh .
65Here, there is just sorrow.
61Yah gyān tumkō miltā hai saṅgam par . 62Purānē aur nayē K|kē bīch .
66You receive this knowledge at the confluence age, between the old and the new worlds.
63Bāp ātē hī tab haĩ jab naī duniyā kī sthāpanā aur purānī duniyā kā vināśh hōnā hai .
67The Father only comes when establishment of the new world and destruction of the old world have to take place.
64Pahlē hamēśhā kahnā chāhiē naī duniyā kī sthāpanā .
68First of all, you should always speak of establishment of the new world.
65Pahlē purānī duniyā kā vināśh kahnā wrong hō jātā hai .
69To speak of destruction of the old world first is wrong.
66Abhī tumkō bēhad K|kē nāṭak key|kī knowledge miltī hai .
70You are now receiving the knowledge of the unlimited play.
67Jaisē us nāṭak mē̃ actors ātē haĩ tō ghar sē sādhāraṇ kapṛē pahankar ātē phir nāṭak mē̃ ākar kapṛē badaltē haĩ .
71When actors come from their homes to play parts, they wear ordinary clothes. 72Then, they change into their costumes, and when the play is over, they remove their costumes and return home.
68Phir nāṭak pūrā huā tō vah kapṛē utār kar ghar jātē haĩ .
73Similarly, you souls come here bodiless from your home.
69Yahā̃ tum ātmāō̃ kō ghar sē aśharīrī ānā hōtā hai .
74You come here and put on costumes in the form of bodies.
70Yahā̃ ākar yah śharīr rūpī kapṛē pahantē hō .
75Each soul has received his own part. 76This is an unlimited play.
71Har ēk kō apnā-apnā part milā huā hai . 72Yah hai bēhad kā nāṭak .
77This entire unlimited world is now old and then there will be the new world.
73Abhī yah bēhad key|kī sārī duniyā purānī hai phir hōgī naī duniyā .
78That population is very small and there is only one religion.
74Vah bahut chhōṭī hai , ēk dharm hai . 75Tum bachchō̃ kō is purānī duniyā sē nikal phir had key|kī duniyā mē̃ , naī duniyā mē̃ ānā hai kyōṅki vahā̃ hai ēk dharm .
79You children are to move away from this old world and go into the limited new world where there is just one religion. 80When there are innumerable religions and innumerable human beings in the world, it becomes unlimited.
76Anēk dharm , anēk manuṣhya hōnē sē bēhad hō jātī .
81There, there is just one religion and few human beings.
77Vahā̃ tō hai ēk dharm , thōṛē manuṣhya .
82The Father has to come to establish the one religion.
78Ēk dharm key|kī sthāpanā kē liē ānā paṛtā hai .
83You children understand the secrets of the unlimited play: how the cycle turns.
79Tum bachchē is bēhad K|kē nāṭak K|kē rāz kō samajhtē hō ki yah chakra kaisē phirtā hai .
84Whatever happens in a practical way at this time will later be celebrated as a festival on the path of devotion.
80Is samay jō kuchh practical mē̃ hōtā hai uskā hī phir bhakti mārg mē̃ tyōhār manātē haĩ .
85You children know about the numberwise festivals. 86It is said: The birthday of Shiv Baba, God, the Highest on High.
81Number-vār kaun-kaun sē tyōhār haĩ , yah bhī tum bachchē jāntē hō . 82Ūñch tē ūñch bhagvān śhivbābā key|kī jayantī kahē̃gē .
87The other festivals can only be created after He comes. 88Shiv Baba first comes and speaks the Gita, that is, He tells you the knowledge of the beginning, the middle and the end.
83Vah jab āyē tab phir aur tyōhār banē̃ .
89Together with teaching you this, He also teaches you yoga.
84Śhivbābā pahlē-pahlē ākar gītā sunātē haĩ arthāt ādi-madhy-ant kā gyān sunātē haĩ .
90So, first of all, when the Father came, there was the birthday of Shiva. 91Then there was the birth of the Gita.
85Yōg bhī sikhātē haĩ . 86Sāth-sāth tumkō paṛhātē bhī haĩ .
92He spoke knowledge to souls, and so that was the birth of the Gita.
87Tō pahlē-pahlē bāp āyā śhivjayantī huī phir kahē̃gē gītā jayantī .
93You children should think about all of these things and writedown the festivals, numberwise.
88Ātmāō̃ kō gyān sunātē haĩ tō gītā jayantī hō gaī .
94Only those who belong to your religion will understand these things.
89Tum bachchē vichār kar tyōhārō̃ kō number-vār likhō .
95Everyone loves his own religion. 96There is no question of those of other religions.
90In bātō̃ kō samajhē̃gē bhī apnē dharm K|kē .
97Although someone may love another religion, he cannot go into that religion.
91Har ēk kō apnā dharm pyārā lagtā hai .
98Those of other religions cannot go to heaven.
92Dūsrē dharm vālō̃ key|kī bāt hī nahī̃ .
99It is very clear in the picture of the tree.
93Bhal kiskō dūsrā dharm pyārā hō bhī parantu usmē̃ ā na sakē̃ .
100All the religions will come at exactly the same time as they did previously.
94Svarg mē̃ aur dharm vālē thōṛēhī ā saktē haĩ .
101First of all, the Father comes.
95Jhāṛ mē̃ bilkul sāph hai .
102He comes and teaches you Raja Yoga.
96Jō jō dharm jis samay ātē haĩ phir us samay āyēṅgē . 97Pahlē bāp ātē haĩ , vahī ākar rājyōg sikhlātē haĩ tō kahē̃gē śhivjayantī sō phir gītā jayantī phir nārāyaṇ jayantī .
103Therefore, it is said: There is the birth of Shiva, then the birth of the Gita and then the birth of Krishna, who then becomes Narayan. 104That is then the golden age. 105You have to write this, numberwise.
98Vah tō hō jātā satyug .
106These are aspects of knowledge.
99Vō bhī likhnā paṛē number-vār . 100Yah gyān key|kī bātē̃ haĩ .
107People don't understand when Shiva’s birth takes place.
101Śhiv jayantī kab huī vah bhī patā nahī̃ hai , gyān sunāyā , jiskō gītā kahā jātā hai phir vināśh bhī hōtā hai .
108The knowledge that He gives is called the Gita and that then disappears. 109There is no holiday for the birthday of Jagadamba etc.
102Jagat ambā ādi key|kī jayantī kā kōī holy ḍē|day nahī̃ hai .
110People don’t know the date or time of any of these things at all.
103Manuṣhya kisī key|kī bhī tithi-tārīkh ādi kō bilkul nahī̃ jāntē haĩ .
111They don't know about the kingdom of Lakshmi and Narayan or that of Rama and Sita.
104Lakṣhmī-nārāyaṇ , rām-sītā K|kē rājya kō hī nahī̃ jāntē .
112They only know about those who have come in the last 2,500 years.
1052500 varṣh mē̃ jō āyē haĩ , unkō jāntē haĩ parantu unsē pahlē jō ādi sanātan dēvī-dēvtā thē , unkō kitnā samay huā , kuchh nahī̃ jāntē .
113However, they don’t know how long it has been since the deities of the original eternal deity religion, who came before that,existed. 114The cycle cannot last longer than 5000 years.
1065 hazār varṣh sē baṛā kalp tō hō na sakē .
115In the first half of the cycle, it is their kingdom.
107Ādhā taraph tō ḍhēr saṅkhyā ā gaī , bākī ādhā mē̃ inkā rājya .
116In the second half of the cycle the population grows large.
108Phir jāstī varṣhō̃ kā kalp hō kaisē saktā .
117So, how could the cycle be of more years than this?
10984 lākh janm bhī nahī̃ hō saktē .
118There cannot be 8.4 million births.
110Vō lōg samajhtē haĩ kaliyug key|kī āyu lākhō̃ varṣh hai .
119Those people believe that the duration of the iron age is hundreds of thousands of years.
111Manuṣhyō̃ kō andhiyārē mē̃ ḍāl diyā hai .
120They have put people into total darkness.
112Kahā̃ sārā drama 5 hazār varṣh kā , kahā̃ sirph kaliyug kē liē kahtē ki abhī 40 hazār varṣh śēṣ haĩ .
121There is a vast difference between the whole drama being 5000 years and the 40,000 years of the iron age that still remain, as they say.
113Jab laṛāī lagtī hai tō samajhtē haĩ bhagvān kō ānā chāhiē lēkin bhagvān kō tō ānā chāhiē saṅgam par .
122When a war takes place, they feel that God has to come. 123However, God has to come at the confluence age.
114Mahābhārat laṛāī tō lagtī hī hai saṅgam par .
124The Mahabharat War takes place at the confluence age.
115Bāp kahtē haĩ maĩ bhī kalp-kalp saṅgamyug par ātā hū̃ .
125The Father says: I come at the confluence age of every cycle.
116Bāp āyēṅgē naī duniyā kī sthāpanā purānī duniyā kā vināśh karānē .
126The Father comes to carry out establishment of the new world and destruction of the old world.
117Naī duniyā kī sthāpanā hōgī tō purānī duniyā kā vināśh jarūr hōgā , iskē liē yah laṛāī hai .
127When establishment of the new world takes place, the old world is then definitely destroyed because this is what that war is for.
118Ismē̃ śhaṅkar K|kē prērṇā ādi key|kī tō kōī bāt nahī̃ .
128There is no question of inspiration from Shankar etc. in this.
119Understood purānī duniyā khalās hō jāyēgī .
129It is understood that the whole world will be destroyed.
120Makān ādi tō earthquake mē̃ sab khalās hō jāyēṅgē kyōṅki naī duniyā chāhiē .
130All the buildings etc. will be destroyed in the earthquakes because a new world is needed. 131There definitely was a new world.
121Naī duniyā thī jarūr .
132Delhi was Paristhan, the land of angels.
122Dēhlī paristān thī , jamunā kā kaṇṭhā thā . 123Lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .
133It used to be on the banks of the River Jamuna in the kingdom of Lakshmi and Narayan.
124Chitra bhī haĩ .
134There are pictures of this.
125Lakṣhmī-nārāyaṇ kō svarg kā hī kahē̃gē .
135Lakshmi and Narayan are said to belong to heaven.
126Tum bachchō̃ nē sākṣhātkār bhī kiyā hai ki kaisē svãyavar hōtā hai .
136You children have had visions of how their wedding ceremony takes place.
127Yah sab points bābā revise karātē haĩ .
137Baba revises all these points with you.
128Achchhā points yād nahī̃ paṛtī haĩ tō bābā kō yād karō .
138Achcha, if you can't remember the points, then simply remember Baba.
129Bāp bhūl jātā hai tō teacher kō yād karō .
139If you forget the Father, then remember the Teacher.
130Teacher jō sikhlātē haĩ vah bhī jarūr yād āyēgā nā .
140You would surely remember what your Teacher teaches, would you not?
131Teacher bhī yād rahēgā , knowledge bhī yād rahēgī .
141By remembering the Teacher, you will also remember the knowledge.
132Uddēśhya bhī buddhi mē̃ hai .
142You also have your aim in your intellects.
133Yād rakhnā hī paṛē kyōṅki tumhārī student life hai nā .
143You have to remember this because this is your student life, is it not?
134Yah bhī jāntē hō jō hamkō paṛhātē haĩ vah hamārā bāp bhī hai , laukik bāp kōī gum nahī̃ hō jātā hai .
144You know that the One who teaches you is also your Father. 145A physical father does not disappear.
135Laukik , pārlaukik aur phir yah hai alaukik .
146There are the lokik and parlokik fathers and then this alokik father.
136Inkō kōī yād nahī̃ kartē .
147No one remembers this one.
137Laukik bāp sē tō varsā miltā hai .
148You receive an inheritance from your physical father.
138Ant tak yād rahtī hai .
149You remember that one till the end.
139Śharīr chhōṛā phir dūsrā bāp miltā hai .
150When you leave your body, you go and have another father.
140Janm by janm laukik bāp miltē haĩ .
151You receive a physical father for birth after birth.
141Pārlaukik bāp kō bhī duḥkh va sukh mē̃ yād kartē haĩ .
152People remember the parlokik Father in sorrow and in happiness.
142Bachchā milā tō kahē̃gē īśhvar nē bachchā diyā .
153When they have a baby they say that God gave them that baby.
143Bākī prajāpitā brahmā kō kyō̃ yād karē̃gē , insē kuchh miltā thōṛēhī hai .
154Why would they remember Prajapita Brahma? 155You don't receive anything from him.
144Inkō alaukik kahā jātā hai .
156He is called the alokik father.
145Tum jāntē hō ham brahmā dvārā śhivbābā sē varsā lē rahē haĩ .
157You know that you are receiving your inheritance from Shiv Baba through Brahma.
146Jaisē ham paṛhtē haĩ , yah rath bhī nimitt banā huā hai .
158Just as you are studying, so, too, is this one. 159This chariot has become the instrument.
147Bahut janmō̃ K|kē ant mē̃ inkā śharīr hī rath banā hai .
160This one's body has become the chariot at the end of his many births.
148Rath kā nām tō rakhnā paṛtā hai nā .
161The chariot has to be given a name.
149Yah hai bēhad kā sanyās .
162This renunciation is unlimited.
150Rath kāyam hī rahtā hai , bākī kā ṭhikānā nahī̃ hai .
163The chariot stays all the time, but there is no guarantee for anyone else.
151Chaltē-chaltē phir bhāgantī hō jātē .
164While moving along, they become those who run away from the Father.
152Yah rath tō mukarar hai drama anusār , inkō kahā jātā hai bhāgyaśhālī rath .
165This chariot has been appointed, according to the drama. 166He is called “The Lucky Chariot”.
153Tum sabkō bhāgyaśhālī rath nahī̃ kahē̃gē .
167None of you are called a lucky chariot.
154Bhāgyaśhālī rath ēk mānā jātā hai , jismē̃ bāp ākar gyān dētē haĩ .
168Only one is considered to be “The Lucky Chariot” whom the Father enters to give you knowledge.
155Sthāpanā kā kārya karātē haĩ .
169He enables the task of establishment to be carried out.
156Tum bhāgyaśhālī rath nahī̃ ṭhaharē .
170You are not lucky chariots.
157Tumhārī ātmā is rath mē̃ baiṭh paṛhtī hai .
171You souls are sitting in those chariots and studying.
158Ātmā pavitra ban jātī isliē balihārī is tan kī hai jō ismē̃ baiṭh paṛhātē haĩ .
172You souls become pure. 173Therefore, it is the greatness of this body in which He sits and teaches us.
159Yah antim janm bahut valuable hai phir śharīr badal ham dēvtā ban jāyēṅgē .
174This final birth is very valuable. 175Then, you change your bodies and become deities.
160Is purānē śharīr dvārā hī tum śhikṣhā pātē hō .
176You receive teachings through this old body.
161Śhivbābā K|kē bantē hō .
177You belong to Shiv Baba.
162Tum jāntē hō hamārī pahlī jīvan worth not A penny thī .
178You know that your previous lives are not worth a penny.
163Ab pound ban rahī hai .
179Your lives are now becoming worth a pound.
164Jitnā paṛhē̃gē utnā ūñch pad pāyēṅgē .
180You will claim a high status according to how much you study.
165Bāp nē samjhāyā hai yād kī yātrā hai mukhya .
181The Father has explained that the pilgrimage of remembrance is the main thing.
166Inkō hī bhārat kā prāchīn yōg kahtē haĩ jissē tum patit sē pāvan bantē hō , svargvāsī tō sab bantē haĩ phir hai paṛhāī par madār .
182This is called the ancient yoga of Bharat through which you become pure from impure. 183You all become residents of heaven. 184However, it then depends on how much you study.
167Tum bēhad K|kē school mē̃ baiṭhē hō .
185You are sitting in this unlimited school.
168Tum hī phir dēvtā banē̃gē .
186You will then become deities.
169Tum samajh saktē hō ūñch pad kaun pā saktē haĩ . 170Unkī qualification kyā hōnī chāhiē .
187You can understand who will claim a high status and what the qualification for that will be.
171Pahlē hamārē mē̃ bhī qualification nahī̃ thī .
188Previously, we too didn’t have any qualifications.
172Āsurī mat par thē .
189We were following the Devil’s dictates.
173Ab īśhvarīy mat miltī hai .
190We are now receiving God's directions.
174Āsurī mat sē ham utartī kalā mē̃ jātē haĩ .
191We go into the descending stage by following the Devil’s dictates.
175Īśhvarīy mat sē chaṛhtī kalā mē̃ jātē haĩ .
192By following God's directions we go into the ascending stage.
176Īśhvarīy mat dēnē vālā ēk hai , āsurī mat dēnē vālē anēk haĩ .
193Only the One gives us God’s directions, whereas many give the Devil’s directions.
177Mā̃-bāp , bhāī-bahan , teacher-gurū kitnō̃ key|kī mat miltī hai .
194You receive dictates from so many - mother, father, brothers, sisters, teachers and gurus etc.
178Abhī tumkō ēk key|kī mat miltī hai jō 21 janm kām ātī hai .
195You are now receiving the directions of One. 196These will be useful to you for 21 births.
179Tō aisē śhrīmat par chalnā chāhiē nā .
197Therefore, you must follow such directions, must you not?
180Jitnā chalē̃gē utnā śhrēṣhṭh pad pāyēṅgē .
198You claim an elevated status according to how much you follow directions.
181Cum|kam chalē̃gē tō cum|kam pad . 182Śhrīmat hai hī bhagvān key|kī .
199If you follow them less, the status you receive is less.
183Ūñch tē ūñch bhagvān hī hai , jisnē kr̥iṣhṇa kō ūñch tē ūñch banāyā phir nīch tē nīch rāvaṇ nē banāyā .
200Shrimat comes from God. 201God is the Highest on High, the One who made Krishna the most elevated of all. 202Then, Ravan made him the lowest of all.
184Bāp gōrā banātē phir rāvaṇ sāṅvarā banātē .
203The Father makes you beautiful and then Ravan makes you ugly.
185Bāp varsā dētē haĩ .
204The Father gives you your inheritance.
186Vah tō hai hī viceless .
205He is viceless.
187Dēvtāō̃ key|kī mahimā gātē haĩ sarvguṇ sampann . . . . . . sanyāsiyō̃ kō sampūrṇ nirvikārī nahī̃ kahē̃gē .
206The praise of the deities is sung as “Full of all virtues, completely virtuous….” 207Sannyasis aren’t called “completely viceless”.
188Satyug mē̃ ātmā aur śharīr dōnō̃ pavitra hōtē haĩ .
208In the golden age, both souls and bodies are pure.
189Dēvtāō̃ kō sab jāntē haĩ , vō sampūrṇ nirvikārī hōnē K|kē kāraṇ sampūrṇ viśhva K|kē mālik bantē haĩ .
209Everyone knows the deities. 210Because they are completely viceless, they become the masters of the perfect world.
190Abhī nahī̃ haĩ , phir tum bantē hō .
211They are not that now. 212You will become those later.
191Bāp bhī saṅgamyug par hī ātē haĩ .
213The Father only comes at the confluence age.
192Brahmā K|kē dvārā brāhmaṇ .
214Brahmins are created through Brahma.
193Brahmā K|kē bachchē tō tum sab ṭhaharē .
215All of you are the children of Brahma.
194Vah hai great great grand father .
216He is the great-great-grandfather.
195Bōlō , prajāpitā brahmā kā nām nahī̃ sunā hai ?
217Ask them: Have you not heard the name of Prajapita Brahma?
196Parampitā paramātmā brahmā dvārā hī sr̥iṣhṭi rachē̃gē nā .
218The Supreme Father, the Supreme Soul, creates the world through Brahma, does He not?
197Brāhmaṇ kul hai .
219There is the Brahmin clan.
198Brahmā mukh vaṅśhāvalī bhāī-bahin hō gayē .
220You then become brothers and sisters, the mouth-born creation of Brahma.
199Yahā̃ rājā-rānī key|kī bāt nahī̃ .
221There is no question of kings or queens here.
200Yah brāhmaṇ kul tō saṅgam kā thōṛā samay chaltā hai .
222This Brahmin clan only exists for this short time of the confluence age.
201Rājāī na pāṇḍavō̃ kī hai , na kauravō̃ key|kī .
223Neither the Pandavas nor the Kauravas have a kingdom.
202Achchhā !
224Achcha.
203Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
225To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and Good morning from the Mother, the Father, BapDada.
204Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
226The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
205Dhārṇā kē liē mukhya sār :
227Essence for dharna:
2061 ) 21 janm śhrēṣhṭh pad kā adhikārī bannē kē liē sab āsurī matō̃ kō chhōṛ ēk īśhvarīy mat par chalnā hai .
228 1. In order to claim all rights for an elevated status for 21 births, renounce following all the Devil’s dictates and only follow God's directions.
207Sampūrṇ viceless bannā hai .
229Become completely viceless.
2082 ) is purānē śharīr mē̃ baiṭh bāp key|kī śhikṣhāō̃ kō dhāraṇ kar dēvtā bannā hai .
230 2. While sitting in your old body, imbibe the Father's teachings and become a deity.
209Yah hai bahut valuable jīvan , ismē̃ worth pound bannā hai .
231This is a very valuable life. 232You have to become worth a pound in this life.
Blessing
210Vardān : sarv sambandhō̃ K|kē sahyōg key|kī anubhūti dvārā nirantar yōgī , sahajyōgī bhav
233Blessing: May you become a constant and an easy yogi by experiencing the co-operation of all relationships.
211Her|har samay bāp K|kē bhinn-bhinn sambandhō̃ kā sahyōg lēnā arthāt anubhav karnā hī sahaj yōg hai .
234 To take help, that is, to experience all the different relationships with the Father every moment, is to have easy yoga.
212Bāp kaisē bhī samay par sambandh nibhānē kē liē bandhē huē haĩ .
235The Father is bound to fulfil the responsibility of a relationship at any time.
213Sārē kalp mē̃ abhī hī sarv anubhavō̃ key|kī khān prāpt hōtī hai isliē sadā sarv sambandhō̃ kā sahyōg lō|low aur nirantar yōgī , sahajyōgī banō kyōṅki jō sarv sambandhō̃ key|kī anubhūti vā prāpti mē̃ magna rahtā hai vah purānī duniyā K|kē vātāvaraṇ sē sahaj hī uparām hō jātā hai .
236Throughout the whole cycle, it is only now that you have the mine of all experiences. 237Therefore, always take the help of all the relationships and become a constant and easy yogi because those who remain lost in the experience and attainment of all relationships are easily able to remain beyond the atmosphere of the old world.
Slogan
214Slōgan : sarv śhaktiyō̃ sē sampann rahnā yahī brāhmaṇ svarūp key|kī viśhēṣhtā hai .
238Slogan: To remain filled with all powers is the speciality of the Brahmin form.
239*** Om Shanti ***