बुधवार 9 सितंबर 2020 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

009-09-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 09/09/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1' ' mīṭhē bachchē - her|har bāt mē̃ yōg bal sē kām lō|low , bāp sē kuchh bhī pūchhnē key|kī bāt nahī̃ hai , tum īśhvarīy santān hō isliē kōī bhī āsurī kām na karō ' '

1Essence: Sweet children, do everything with the power of yoga. 2There is no question of asking the Father about anything. 3You are the children of God, so don’t perform any devilish actions.

Question

2Praśhna  : tumhārē is yōgbal key|kī karāmāt kyā hai  ?

4Question: What miracle does your power of yoga perform?

Answer

3Uttar  : yahī yōgbal hai jissē tumhārī sab karmēndriyā̃ vaśh hō jātī haĩ . 4Yōg bal K|kē sivāē tum pāvan ban nahī̃ saktē .

5Answer: With this power of yoga you are able to control all your physical senses. 6Unless you have the power of yoga, you cannot become pure. 7It is with the power of yoga that the whole world becomes pure.

5Yōgbal sē hī sārī sr̥iṣhṭi pāvan bantī hai isliē pāvan bannē kē liē vā bhōjan kō śhuddha banānē kē liē yād kī yātrā mē̃ rahō . 6Yukti sē chalō . 7Namratā sē vyavahār karō .

8Therefore, in order to become pure and make your food pure, stay on the pilgrimage of remembrance. 9Do everything tactfully, interact with everyone with humility.

Murli

8Ōm śhānti .

10Om shanti.

9Rūhānī bāp rūhānī bachchō̃ kō samjhātē haĩ .

11The spiritual Father explains to the spiritual children.

10Duniyā mē̃ kiskō mālūm nahī̃ hai ki rūhānī bāp ākar svarg key|kī vā naī duniyā kī sthāpanā kaisē kartē haĩ .

12No one in the world knows how the spiritual Father comes and establishes the new world of heaven. 13No one knows this.

11Kōī bhī nahī̃ jāntē haĩ .

14You cannot ask the Father about anything.

12Tum bāp sē kōī bhī prakār key|kī māṅgnī nahī̃ kar saktē hō .

15The Father explains everything to you. 16You don't need to ask about anything.

13Bāp sab kuchh samjhātē haĩ .

17He continues to explain everything Himself.

14Kuchh bhī pūchhnē key|kī darkār nahī̃ rahtī , sab kuchh āpēhī samjhātē rahtē haĩ .

18The Father says: I know what I have to come and do here, in the land of Bharat, every cycle.

15Bāp kahtē haĩ mujhē kalp-kalp is bhārat khaṇḍ mē̃ ākar kyā karnā hai , sō maĩ jāntā hū̃ , tum nahī̃ jāntē .

19You don't know this. 20He explains to you every day. 21Even if no one asks a question, He still continues to explain everything.

16Rōz-rōz samjhātē rahtē haĩ . 17Kōī bhal ēk akṣhar bhī na pūchhē tō bhī sab kuchh samjhātē rahtē haĩ .

22Sometimes, children ask Baba what to do because they have difficulty about their food and drink.

18Kabhī pūchhtē haĩ khān-pān key|kī taklīph hōtī hai . 19Ab yah tō samajh key|kī bāt hai .

23This is something to be understood. 24Baba has already told you to do everything with the power of yoga.

20Bābā nē kah diyā hai her|har bāt mē̃ yōgbal sē kām lō|low , yād kī yātrā sē kām lō|low aur kahā̃ bhī jāō tō mukhya bāt bāp kō jarūr yād karnā hai . 21Aur kōī bhī āsurī kām nahī̃ karnā hai .

25Do everything while staying on the pilgrimage of remembrance. 26Wherever you go, the main thing is for you to definitely remember the Father and not to perform any devilish actions.

22Ham īśhvarīy santān haĩ vah hai sabkā bāp , sabkē liē śhikṣhā yah ēk hī dēgē .

27We are the children of God and He is the Father of all. 28He gives the same teachings to everyone.

23Bāp śhikṣhā dētē haĩ-baccē svarg kā mālik bannā hai .

29The Father gives the teaching: Children, you have to become the masters of heaven.

24Rājāī mē̃ bhī position tō hōtī haĩ nā .

30Even in a kingdom, there are different positions.

25Har ēk K|kē puruṣhārth anusār martabā hōtā hai .

31Everyone's status is according to the effort he makes.

26Puruṣhārth bachchō̃ kō karnā hai aur prārabdha bhī bachchō̃ kō pānī hai .

32It is the children who have to make effort and the children who have to receive the reward.

27Purūṣhārth karānē liē bāp ātē haĩ .

33The Father comes to inspire you to make effort.

28Tumkō kuchh bhī patā nahī̃ thā ki bāp kab āyēṅgē , kyā ākar karē̃gē , kahā̃ lē jāyēṅgē .

34You didn't know anything about when the Father comes, what He does when He comes or where He takes you.

29Bāp hī ākar samjhātē haĩ , drama K|kē plan anusār tum kahā̃ sē girē hō .

35According to the dramaplan, the Father Himself comes and explains where you had fallen from.

30Ēkdam ūñch chōṭī sē .

36You fell from the very top.

31Zarā bhī buddhi mē̃ nahī̃ ātā ki ham kaun haĩ .

37It didn't enter your intellects at all as to who you are.

32Ab mahsūs kartē hō nā .

38You now realise this, do you not?

33Tumkō svapn mē̃ bhī nahī̃ thā ki bāp ākar kyā karē̃gē .

39You never even dreamt what the Father would come and do. 40You didn't know anything at all.

34Tum bhī kuchh nahī̃ jāntē thē .

41You have now found the Father.

35Ab bāp milā huā hai tō samajhtē hō aisē bāp kē ūpar tō nyōchhāvar hōnā paṛē . 36Jaisē pativratā strī hōtī hai tō pati par kitnā nyōchhāvar jātī hai .

42You understand that you should sacrifice yourself to such a Father, just as a very loyal and faithful wife completely sacrifices herself to her husband.

37Chitā par chaṛhnē mē̃ bhī ḍar nahī̃ hōtā hai . 38Kitnī bahādur hōtī hai .

43She isn't even afraid to climb onto the funeral pyre; she is that courageous.

39Āgē chitā par bahut chaṛhtī thī .

44Earlier, many of them would climb onto the funeral pyre.

40Yahā̃ bābā tō aisī kōī taklīph nahī̃ dētē haĩ .

45Here, Baba doesn't give you any such difficulty.

41Bhal nām gyān chitā hai parantu jalnē karnē key|kī kōī bāt nahī̃ .

46Although the term "the pyre of knowledge" is used, there is no question of burning yourself.

42Bāp bilkul aisē samjhātē haĩ jaisē makkhan sē bāl .

47The Father explains as simply as pulling a hair through butter.

43Bachchē samajhtē haĩ barōbar janma-janmāntar kā sir par bōjhā hai .

48You children understand that there truly are the burdens of sins of many births on your heads.

44Kōī ēk ajāmil nahī̃ . 45Har ēk manuṣhya ēk-dō sē jāstī ajāmil haĩ .

49There isn't just one Ajamil; every human being is more of an Ajamil than the next.

46Manuṣhyō̃ kō kyā patā past janm mē̃ kyā-kyā kiyā hai .

50Human beings don't know what they did in their past birth.

47Abhī tum samajhtē hō pāp hī kiyē haĩ , vāstav mē̃ puṇya ātmā ēk bhī nahī̃ hai .

51You now understand that you only committed sin. 52In fact, not a single soul is a charitable soul.

48Sab haĩ pāp ātmāyē̃ .

53All souls are sinful.

49Puṇya karē̃ tō puṇya ātmā ban jāyē̃ .

54If someone performs charity, he becomes a charitable soul.

50Puṇya ātmāyē̃ hōtī haĩ satyug mē̃ .

55However, charitable souls only exist in the golden age.

51Kōī nē hospital ādi banāī sō kyā huā .

56So what if someone built a hospital etc!

52Sīṛhī utarnē sē thōṛēhī bach jāyēgā .

57He cannot escape coming down the ladder.

53Chaṛhtī kalā tō nahī̃ hōtī hai nā . 54Girtē hī jātē haĩ .

58He doesn't go into the stage of ascending; he continues to descend.

55Yah bāp tō aisā beloved hai jis par kahtē haĩ jītē jī nyōchhāvar jāyē̃ kyōṅki patiyō̃ kā pati , bāpō̃ kā bāp sabsē ūñch hai .

59This Father is such a beloved that you say you sacrifice yourself to Him whilst alive because He is the Husband of all husbands, the Father of all fathers, the highest of all.

56Bachchō̃ kō abhī bāp jagā rahē haĩ .

60The Father is now awakening you children.

57Aisā bābā jō svarg kā mālik banātē haĩ , kitnā sādhāraṇ hai .

61Such a Father, who is making you into the masters of heaven, is so ordinary!

58Śhurū mē̃ bachchiyā̃ jab bīmār paṛtī thī tō bābā khud unhō̃ key|kī sēvā kartē thē .

62In the beginning, when daughters became ill, Baba, Himself, used to serve them.

59Ahaṅkār kuchh bhī nahī̃ .

63He doesn’t have any arrogance.

60Bāpdādā ūñch tē ūñch hai .

64BapDada is the Highest on High.

61Kahtē haĩ jaisē karma maĩ insē karāūṅgā , yā karūṅgā . 62Dōnō̃ jaisē ēk hō jātē haĩ .

65He says: Whatever actions I perform, I perform them through this one or I inspire him to perform them.

63Patā thōṛēhī paṛtā hai .

66The two are like one.

64Bāp kyā kartē haĩ , dādā kyā kartē haĩ .

67You can’t tell which acts the Father does and which ones Dada does.

65Karma-akarma-vikarma kī gati bāp hī baiṭhkar samjhātē haĩ .

68The Father Himself sits here and explains to you the philosophy of action, neutral action and sinful action.

66Bāp bahut ūñch hai .

69The Father is so elevated.

67Māyā kā bhī kitnā prabhāv hai .

70There is also so much influence of Maya.

68Īśhvar bāp kahtē haĩ aisā mat karō tō bhī nahī̃ māntē haĩ .

71God, the Father, says: Don’t do this! and yet some don’t listen to Him.

69Bhagvān kahtē haĩ - mīṭhē bachchē , yah kām nahī̃ karnā , phir bhī ulṭā kām kar dētē haĩ .

72God says: Sweet children, don’t do this! 73In spite of that, some children do wrong things.

70Ulṭē kām kē liē hī manā karē̃gē nā . 71Lēkin māyā bhī baṛī jabardast hai .

74He only forbids you to perform wrong actions, but Maya is very powerful.

72Bhūlē-cūkē bhī bāp kō nahī̃ bhūlnā hai .

75Don’t forget the Father, even by mistake.

73Kuchh bhī karē̃ , mārē athavā kūṭē . 74Aisā kuchh bāp kartē nahī̃ haĩ parantu yah extreme mē̃ kahā jātā hai .

76We say, "No matter what You do to me, even if You beat me", but the Father doesn't actually do anything like that. 77However, this is said in extreme situations.

75Gīt bhī hai tumhārē dar kō kabhī nahī̃ chhōṛē̃gē . 76Chāhē kuchh bhī kahō .

78There is also the song: I will never leave Your door, no matter what You say to me.

77Bāhar mē̃ rakhā hī kyā hai .

79What is there outside anyway?

78Buddhi bhī kahtī haĩ jāyēṅgē kahā̃  ?

80The intellect also says: Where else could I go?

79Bāp bādśhāhī dētē haĩ phir thōṛēhī kabhī miltī hai .

81The Father gives you the kingdom which you will never receive at any other time.

80Aisē thōṛēhī hai dūsrē janm mē̃ kuchh mil saktā hai .

82It isn’t that you can receive something in your next birth; no.

81Nahī̃ . 82Yah pārlaukik bāp hai jō bēhad sukhdhām kā tumkō mālik banātē haĩ .

83That One is the parlokik Father who makes you into the masters of the unlimited land of happiness.

83Bachchō̃ kō daivīguṇ bhī dhāraṇ karnē haĩ , sō bhī bāp rāy dētē haĩ . 84Apnā pulis ādi kā kām bhī karō , nahī̃ tō dismiss kar dēgē .

84You children also have to imbibe divine virtues. 85However, in regard to that, the Father also advises you: Do your duty as a policeman etc. 86Otherwise, you will be dismissed.

85Apnā kām tō karnā hī hai , āṅkh dikhānī paṛtī hai .

87You have to do your job; you have to show a stern eye sometimes.

86Jitnā hō sakē prēm sē kām lō|low .

88As much as possible, do everything with love.

87Nahī̃ tō yukti sē āṅkh dikhāō .

89Otherwise, show a stern eye with tact.

88Hāth nahī̃ chalānā hai .

90Don’t use your hands!

89Bābā K|kē kitnē ḍhēr bachchē haĩ .

91Baba has so many children.

90Bābā kō bhī bachchō̃ kā ōnā ( khyāl ) rahtā hai nā .

92Baba is also concerned about the children.

91Mūl bāt hai pavitra rahnā .

93The main thing is to remain pure.

92Janm janmāntar tumnē pukārā hai nā - hē patit-pāvan ākar hamkō pāvan banāō .

94For birth after birth, you have been calling out: O Purifier, come and purify us!

93Parantu arth|earth kuchh bhī nahī̃ samajhtē .

95However, you didn’t understand the meaning of that at all.

94Bulātē haĩ tō jarūr patit haĩ .

96Since they call out, they must definitely be impure.

95Nahī̃ tō bulānē key|kī darkār nahī̃ .

97Otherwise, there would be no need to call out to Him.

96Pūjā kī bhī darkār nahī̃ .

98There is no need to worship Him.

97Bāp samjhātē haĩ tum ablāō̃ par kitnē atyāchār hōtē haĩ , sahan karnā hī hai .

99The Father explains that there is so much assault on you innocent, weak ones. 100You have to tolerate that.

98Yuktiyā̃ bhī batlātē rahtē haĩ .

101Baba continues to show you many tactics.

99Bahut namratā sē chalō .

102Continue to move along with great humility.

100Bōlō , āp tō bhagvān hō phir yah kyā māṅgtē hō  ?

103Tell him: You are my god! 104So, what are you asking for?

101Hathiyālā bāndhtē samay kahtē haĩ - maĩ tumhārā pati īśhvar gurū sab kuchh hū̃ , ab maĩ pavitra rahnā chāhtī hū̃ , tō tum rōktē kyō̃ hō .

105At the time of getting married, the bridegroom says: I am your husband, your god, and your guru! 106I am your everything! 107Therefore, now tell him: I want to remain pure, and so why are you stopping me?

102Bhagvān kō tō patit-pāvan kahā jātā hai nā .

108God is called the Purifier.

103Āp hī pāvan banānē vālē ban jāō .

109You should be the one who purifies me.

104Aisē pyār sē namratā sē bāt karnī chāhiē .

110Speak with a lot of love and humility in this way.

105Krōdh karē tō phūlō̃ key|kī varṣhā karō .

111If he becomes angry, shower him with flowers.

106Mārtē haĩ phir aphsōs bhī kartē haĩ .

112Sometimes, they beat their wives and then say they're sorry.

107Jaisē śharāb pītē haĩ tō baṛā naśhā chaṛh jātā hai . 108Apnē kō bādśhāh samajhtē haĩ .

113When someone drinks too much and becomes very intoxicated, he considers himself to be an emperor.

109Tō yah viṣh bhī aisī chīz hai bāt mat pūchhō .

114This poison is such a thing, don’t even ask!

110Pachhtātē bhī haĩ parantu ādat paṛī hai tō vah ṭūṭtī nahī̃ hai .

115They repent afterwards but, because they have developed the habit, it doesn’t break.

111Ēk-dō bār vikār mē̃ gayā , bas naśhā chaṛhā phir girtē rahē̃gē .

116They fall into vice once or twice and become intoxicated and then continue to fall.

112Jaisē naśhē key|kī chīzē̃ khuśhī mē̃ lātī haĩ , vikār bhī aisē haĩ .

117Just as intoxicating things bring souls happiness, so vice is also like that.

113Yahā̃ phir baṛī mēhnat hai .

118You have to make a lot of effort here.

114Sivāē yōgbal K|kē kōī bhī karmēndriyō̃ kō vaśh nahī̃ kar saktē .

119Without the power of yoga, none of your physical senses can be controlled.

115Yōgbal key|kī hī karāmāt hai , tab tō nām maśhhūr hai , bāhar sē ātē haĩ yahā̃ yōg sīkhnē .

120This is the miracle of the power of yoga and this is why its name is very well known.

116Śhānti mē̃ baiṭhē rahē̃gē .

121People come from abroad to learn this yoga.

117Gharbār sē dūr hō jātē haĩ .

122They remain sitting in silence.

118Vah tō hai ādhākalp kē liē artificial śhānti .

123They become distant from their homes and families.

119Kiskō sachchī śhānti kā mālūm hī nahī̃ .

124That is the artificial peace of half the cycle.

120Bāp kahtē haĩ bachchē , tumhārā svadharm hī hai śhānt , is śharīr sē tum karma kartē hō .

125No one knows about true peace. 126The Father says: Children, your original religion is peace.

121Jab tak śharīr dhāraṇ na karē tab tak ātmā śhānt rahtī hai .

127You do have to perform actions through your body. 128A soul remains peaceful until he adopts a body.

122Phir kahā̃ na kahā̃ jākar pravēśh kartī hai .

129Afterwards, that soul goes somewhere and enters another body.

123Yahā̃ tō phir kōī-kōī sūkṣhma śharīr sē dhakkē khātī rahtī hai .

130Here, some souls continue to stumble around in their subtle bodies.

124Vah chhāyā K|kē śharīr hōtē haĩ , kōī duḥkh dēnē vālē hōtē haĩ , kōī achchhē hōtē haĩ , yahā̃ bhī kōī bhalē manuṣhya hōtē haĩ jō kiskō duḥkh nahī̃ dētē haĩ .

131Those are bodies of light. 132Some souls cause a lot of sorrow and others are good souls. 133Here, too, there are some good human beings who don’t cause anyone sorrow.

125Kōī tō bahut duḥkh dētē haĩ .

134Others cause a lot of sorrow.

126Kōī jaisē sādhū mahātmā hōtē haĩ .

135Some are like saddhus and mahatmas (great souls).

127Bāp samjhātē haĩ mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ tum 5 hazār varṣh kē bād phir sē ākar milē hō .

136The Father says: O long-lost and now-found children, you have come once again to meet Me after 5000 years.

128Kyā lēnē liē  ?

137What have you come here to receive?

129Bāp nē batāyā hai tumkō kyā milnē kā hai .

138The Father has told you what you are going to receive.

130Bābā āpsē kyā milnā hai , yah tō praśhna hī nahī̃ .

139“Baba, there is no question of what we are going to receive from You.

131Āp tō hō hī heavenly god father . 132Naī duniyā K|kē rachayitā .

140You are Heavenly God, the Father, the Creator of the new world.

133Tō jarūr āpsē bādśhāhī hī milēgī .

141So, we will definitely receive the sovereignty from You”.

134Bāp kahtē haĩ thōṛā bhī kuchh samajhkar jātē haĩ tō svarg mē̃ jarūr ā jāyēṅgē .

142The Father says: When someone understands even a little knowledge, he will definitely go to heaven.

135Ham svarg key|kī sthāpanā karnē āyē haĩ .

143I have come to establish heaven.

136Baṛē sē baṛā āsāmī hai bhagvān aur prajāpitā brahmā .

144God and Prajapita Brahma are the greatest personalities of all.

137Tum jāntē hō viṣhṇu kaun hai  ?

145You know who Vishnu is. 146No one else knows this.

138Aur kōī kō bhī patā nahī̃ hai .

147You say: We belong to their clan.

139Tum tō kahē̃gē ham inkē gharānē K|kē haĩ , yah lakṣhmī-nārāyaṇ tō satyug mē̃ rājya kartē haĩ .

148This Lakshmi and Narayan rule the kingdom in the golden age. 149This discus etc. doesn’t actually belong to Vishnu.

140Yah chakra ādi vāstav mē̃ viṣhṇu kō thōṛēhī hai .

150These ornaments belong to us Brahmins.

141Yah alaṅkār ham brāhmaṇō̃ K|kē haĩ .

151We have this knowledge at this time.

142Abhī yah knowledge hai . 143Satyug mē̃ thōṛēhī yah samjhāyēṅgē .

152None of these things are explained in the golden age.

144Aisī bātē̃ batānē key|kī kōī mē̃ tākat nahī̃ hai .

153No one else has the power to explain such things.

145Tum is 84 K|kē chakra kō jāntē hō .

154You now know the cycle of 84 births.

146Inkā arth|earth kōī samajh na sakē .

155No one else understands the meaning of it.

147Bachchō̃ kō bāp nē samjhāyā hai .

156The Father has explained this to you children.

148Bachchē samajh gayē haĩ , hamkō tō yah alaṅkār śhōbhtē nahī̃ .

157You children understand that these ornaments don’t seem right on us.

149Ham abhī śhikṣhā pā rahē haĩ . 150Purūṣhārth kar rahē haĩ .

158We are still receiving teachings and making effort.

151Phir aisē ban jāyēṅgē .

159We will then become like them.

152Svadarśhan chakra phirātē-phirātē ham dēvtā ban jāyēṅgē .

160By spinning the discus of self-realisation, we will become deities.

153Svadarśhan chakra arthāt rachayitā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō jānnā hai . 154Sārī duniyā mē̃ kōī bhī yah samjhā nahī̃ saktē ki yah sr̥iṣhṭi kā chakra kaisē phirtā hai .

161The discus of self-realisation means to know the Creator and the beginning, the middle and the end of creation. 162No one in the world can explain how the world cycle turns.

155Bāp kitnā sahaj kar samjhātē haĩ-is chakra key|kī āyu itnī baṛī tō hō nahī̃ saktī .

163The Father explains everything very easily. 164The duration of this cycle cannot be as long as they say.

156Manuṣhya sr̥iṣhṭi kā hī samāchār sunāyā jātā hai ki itnē manuṣhya haĩ .

165News of the world is related in terms of its human population.

157Aisē thōṛēhī batāyā jātā hai ki kuchaē kitnē haĩ , machhliyā̃ ādi kitnī haĩ , manuṣhyō̃ key|kī hī bāt hai .

166They don’t speak about the population of tortoises or fish; it only applies to human beings. 167People ask you questions.

158Tumsē bhī praśhna pūchhtē haĩ , bāp sab kuchh batlātē rahtē haĩ .

168The Father explains everything; you simply have to pay full attention to this.

159Sirph us par pūrā dhyān dēnā hai . 160Bābā nē samjhāyā hai - yōgbal sē tum sr̥iṣhṭi kō pāvan banātē hō tō kyā yōgbal sē khānā śhuddha nahī̃ hō saktā hai  ?

169Baba has explained that you make the world pure with the power of your yoga. 170Therefore, can you not purify your food with the power of yoga? 171Achcha.

161Achchhā , tum tō aisē banē hō . 162Phir kōī kō āp samān banātē hō  ?

172You have become like this; so do you make others become like yourselves?

163Abhī tum bachchē samajhtē hō ki bāp āyā hai svarg kī bādśhāhī phir sē dēnē .

173You children now understand that the Father has come to give you the sovereignty of heaven once again.

164Tō inkō refuse nahī̃ karnā hai .

174Therefore, you mustn’t refuse Him.

165Viśhva kī bādśhāhī refuse key|kī tō khatm .

175If you refuse the sovereignty of the world, everything is finished.

166Phir refuse ( kichṛē K|kē ḍibbē ) mē̃ jākar paṛē̃gē .

176You will then end up in the refuse. 177The whole world is rubbish.

167Yah sārī duniyā hai kichṛā .

178So that would be called refuse.

168Tō inkō refuse hī kahē̃gē .

179Look at the condition of the world!

169Duniyā kā hall|hāl dēkhō kyā hai .

180You know that you are becoming the masters of the world.

170Tum tō jāntē hō ham viśhva K|kē mālik bantē haĩ .

181No one understands that there was just the one kingdom in the golden age.

171Yah kiskō patā nahī̃ hai ki satyug mē̃ ēk hī rājya thā , mānē̃gē nahī̃ .

182They don’t believe you. 183They have their pride and so they don’t listen to you at all.

172Apnā ghamaṇḍ rahtā hai tō phir zarā bhī suntē nahī̃ , kah dētē yah sab āpkī kalpanā hai .

184They say: All of that is your imagination. 185They say that bodies etc. have been created through imagination.

173Kalpanā sē hī yah śharīr ādi banā huā hai .

186They don’t understand the meaning at all.

174Arth|earth kuchh nahī̃ samajhtē . 175Bas yah īśhvar key|kī kalpanā hai , īśhvar jō chāhē sō bantē haĩ , unkā yah khēl hai .

187They simply say that this is the imagination of God, that everyone becomes what God wants them to become and that this is His play.

176Aisī bātē̃ kartē haĩ , bāt mat pūchhō .

188They say such things, don’t even ask!

177Abhī tum bachchē jāntē hō bābā āyā huā hai .

189You children know that the Father has now come.

178Buṛhiyā̃ bhī kahtī haĩ - bābā her|har 5 hazār varṣh kē bād ham āpsē svarg kā varsā lētē haĩ .

190Even the old mothers say: Baba, we claim our inheritance of heaven from You every 5000 years.

179Ham abhī āyē haĩ svarg kī rājāī lēnē .

191We have now come to claim the sovereignty of heaven.

180Tum jāntē hō ki sabhī actors kā apnā part hai .

192You know that all actors have their own parts.

181Ēk kā part na milē dūsrē sē .

193No two actors have the same part.

182Tum phir isī hī nām rūp mē̃ ākar isī samay bāp sē varsā lēnē kā purūṣhārth karē̃gē .

194You will make effort in the same name and form, at the same time, to claim your inheritance from the Father.

183Kitnī athāh kamāī hai .

195There is such a huge income!

184Bhal bābā kahtē haĩ thōṛā bhī sunā hai tō svarg mē̃ ā jāyēṅgē . 185Parantu har ēk manuṣhya purūṣhārth tō ūñch bannē kā hī kartē haĩ nā .

196Although Baba says that even if someone has heard just a little knowledge he will go to heaven; every human being makes effort to become elevated.

186Tō purūṣhārth hai first .

197Therefore, effort is first.

187Achchhā  !

198Achcha.

188Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

199To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and Good morning from the Mother, the Father, BapDada.

189Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

200The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

190Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

201Essence for dharna:

1911 ) jaisē bābā bachchō̃ key|kī sēvā kartē haĩ , kōī ahaṅkār nahī̃ , aisē follow karnā hai .

202 1. Just as Baba serves you children without any arrogance, so, follow the Father.

192Bāp key|kī śhrīmat par chalkar viśhva kī bādśhāhī lēnī hai , refuse nahī̃ karnī hai .

203Also follow the Father’s shrimat and claim the sovereignty of the world. 204Don’t refuse!

1932 ) bāpō̃ kā bāp , patiyō̃ kā pati jō sabsē ūñch hai , beloved hai us par jītē jī nyōchhāvar jānā hai .

205 2. Die alive and sacrifice yourself to the Father of all fathers and the Husband of all husbands who is the Highest on High and the most beloved.

194Gyān-chitā par baiṭhnā hai .

206Sit on the pyre of knowledge.

195Kabhī bhūlē chūkē bhī bāp kō bhūl ulṭā kām nahī̃ karnā hai .

207Don’t forget the Father, even by mistake and thereby perform wrong actions.

Blessing

196Vardān  : master gyān sāgar ban gyān key|kī gahrāī mē̃ jānē vālē anubhav rūpī ratnō̃ sē sampann bhav

208Blessing: May you be filled with jewels of experience by going into the depths of knowledge and becoming a master ocean of knowledge.

197Jō bachchē gyān key|kī gahrāī mē̃ jātē haĩ vē|way anubhav rūpī ratnō̃ sē sampann bantē haĩ .

209 The children who go into the depths of knowledge become filled with the jewels of experience.

198Ēk hai gyān sunnā aur sunānā , dūsrā hai anubhavī mūrt bannā .

210One is to listen to knowledge and relate it to others and the other is to become an embodiment of experience.

199Anubhavī sadā avināśhī aur nirvighna rahtē haĩ . 200Unhē̃ kōī bhī hilā nahī̃ saktā .

211Those who are experienced always remain imperishable and free from obstacles; no one can shake them.

201Anubhavī kē āgē māyā key|kī kōī bhī kōśhiśh saphal nahī̃ hōtī .

212Maya is not successful in anything she tries to do to those who are experienced.

202Anubhavī kabhī dhōkhā nahī̃ khā saktē isliē anubhavō̃ kō baṛhātē huē her|har guṇ K|kē anubhavī mūrt banō .

213Those who are experienced are never deceived and so you must continue to increase your experiences and thereby become an embodiment of every virtue.

203Manan śhakti dvārā śhuddha saṅkalpō̃ kā stock jamā karō .

214With churning power, accumulate a stock of pure thoughts.

Slogan

204Slōgan  : phariśhtā vah hai jō dēh K|kē sūkṣhma abhimān K|kē sambandh sē bhī nyārā hai .

215Slogan: An angel is one who is beyond any subtle arrogance of a body.

216*** Om Shanti ***