शुक्रवार 9 अक्टूबर 2020 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
009-10-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 09/10/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
1 « mīṭhē bachchē - savērē-savērē uṭh bābā sē mīṭhī-mīṭhī bātē̃ karō , vichār sāgar manthan karnē kē liē savērē kā time bahut achchhā hai ' '
1Essence: Sweet children, wake up early in the morning and have sweet conversations with Baba.
2Praśhna : bhakta bhī bhagvān kō sarvśhaktimān kahtē haĩ aur tum bachchē bhī , lēkin dōnō̃ mē̃ antar kyā hai ? 3Uttar : vah kahtē bhagvān tō jō chāhē vah kar saktā hai . 4Sab kuchh uskē hāth mē̃ hai .
2The early morning is a very good time to churn the ocean of knowledge. 3Question: What is the difference between devotees calling God “The Almighty Authority” and you children calling Him that?
5Lēkin tum jāntē hō bābā nē kahā hai maĩ bhī drama K|kē bandhan mē̃ bāndhā huā hū̃ . 6Drama sarvśhaktimān hai .
4Answer: They say that God can do whatever He wants, that everything is in His hands. 5However, you know that Baba has said: I too am bound by the drama.
7Bāp kō sarvśhaktimān isliē kahā jātā kyōṅki unkē pās|pass sarv kō sadgati dēnē key|kī śhakti hai .
6The drama is the almighty authority. 7The Father is called the Almighty Authority because He has the power to grant salvation to everyone.
8Aisā rājya sthāpan kartā jisē kabhī kōī chhīn nahī̃ saktā .
8He establishes such a kingdom that no one can snatch it away from you.
9Ōm śhānti .
9Om shanti.
10Kisnē kahā ?
10Who said that?
11Bābā nē .
11Baba.
12Ōm śhānti - yah kisnē kahā ?
12Om shanti. 13Who said that?
13Dādā nē .
14Dada.
14Ab tum bachchō̃ nē yah pahchānā hai . 15Ūñch tē ūñch key|kī mahimā tō bahut bhārī hai .
15You children have now recognised the praise of the Highest on High to be very great.
16Kahtē haĩ sarvśhaktimān hai tō kyā nahī̃ kar saktē .
16They say: Since He is the Almighty Authority, what can He not do?
17Ab yah bhakti mārg vālē tō sarvśhaktimān kā arth|earth bahut bhārī nikāltē hōṅgē .
17People on the path of devotion give a much greater meaning to the term “Almighty Authority”.
18Bāp kahtē haĩ drama anusār sab kuchh hōtā hai , maĩ kuchh bhī kartā nahī̃ hū̃ .
18The Father says: Everything happens according to the drama.
19Maĩ bhī drama K|kē bandhan mē̃ bāndhā huā hū̃ .
19I don’t do anything. 20I, too, am bound by the drama.
20Sirph tum bāp kō yād karnē sē sarvśhaktimān ban jātē hō .
21It is just by remembering the Father that you become almighty authorities.
21Pavitra bannē sē tamōpradhān sē satōpradhān ban jātē hō .
22By remaining pure, you become satopradhan from tamopradhan.
22Bāp sarvśhaktimān hai , unkō sikhlānā hōtā hai .
23The Father is the Almighty Authority. 24He has to teach you.
23Bachchē , mujhē yād karō tō vikarma vināśh hō jāyēṅgē phir sarvśhaktimān ban viśhva par rājya karē̃gē .
25He says: Children, remember Me and your sins will be absolved. 26You will then become almighty authorities and rule the world.
24Śhakti nahī̃ hōgī tō rājya kaisē karē̃gē .
27If you don’t have power, how would you rule?
25Śhakti miltī hai yōg sē isliē bhārat kā prāchīn yōg bahut gāyā jātā hai .
28You receive power by having yoga, for this is why the ancient yoga of Bharat has been remembered.
26Tum bachchē number-vār yād kar aur khuśhī mē̃ ātē hō .
29You children have remembrance, numberwise, and you experience happiness accordingly.
27Tum jāntē hō ham ātmāyē̃ bāp kō yād karnē sē viśhva par rājya prāpt kar saktē haĩ .
30You souls know that you can attain the kingdom of the world by remembering the Father.
28Kōī key|kī tākat nahī̃ jō chhīn sakē .
31No one has the strength to snatch that away from you.
29Ūñch tē ūñch bāp key|kī mahimā sab kartē haĩ parantu samajhtē kuchh nahī̃ .
32Everyone praises the highest-on-high-Father, but no one understands anything.
30Ēk bhī manuṣhya nahī̃ jiskō yah patā hō ki yah nāṭak hai .
33Not a single human being knows that this is a play.
31Agar samajhtē hō ki nāṭak hai tō śhurū sē ant tak vah yād ānā chāhiē .
34If they understood that this is a play, they would also remember everything from the beginning to the end.
32Nahī̃ tō nāṭak kahnā hī wrong hō jātā hai .
35Otherwise, it would be wrong to call it a play.
33Kahtē bhī haĩ yah nāṭak hai , ham part bajānē āyē haĩ .
36They say that it is a play and that we have come to play our parts.
34Tō us nāṭak K|kē ādi-madhy-ant kō bhī jānnā chāhiē nā .
37Therefore, they should know the beginning, middle and end of this play.
35Yah bhī kahtē haĩ ham ūpar sē ātē haĩ tab tō vr̥iddhi hōtī rahtī hai nā .
38They even say that they come from up above and that this is why the population grows.
36Satyug mē̃ tō thōṛē manuṣhya thē .
39In the golden age there were very few human beings.
37Itnī sab ātmāyē̃ kahā̃ sē I|āī|eye , yah kōī samajhtē nahī̃ ki yah anādi banā-banāyā avināśhī drama hai . 38Jō ādi sē ant tak repeat hōtā rahtā hai .
40Where did all these souls come from? 41No one understands that this drama is eternally predestined and everlasting and that it continues to repeat from the beginning to the end.
39Tum bioscope śhurū sē ant tak dēkhō phir dubārā repeat karkē agar dēkhē̃gē tō chakra jarūr hūbahū repeat hōgā . 40Zarā bhī fark nahī̃ hōgā .
42When you watch a film from the beginning to the end and then watch it again, it definitely repeats identically the second time; there won’t be the slightest difference.
41Bāp mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō kaisē baiṭh samjhātē haĩ .
43Look how the Father explains to you sweetest children!
42Kitnā mīṭhā bāp hai .
44The Father is so sweet!
43Bābā āp kitnē mīṭhē hō .
45Baba, You are so sweet!
44Bābā bas , abhī tō ham chaltē haĩ apnē sukhdhām mē̃ .
46Baba, we are now going to go to our land of happiness.
45Abhī yah mālūm paṛā hai ki ātmā pāvan ban jāyēgī tō dūdh bhī vahā̃ pāvan milēgā .
47We now know that when souls become pure they will even receive pure milk there.
46Śhrēṣhṭhāchārī mātāyē̃ bahut mīṭhī hōtī haĩ , samay par bachchē kō āpēhī dūdh pilātī haĩ .
48Those elevated mothers are very sweet. 49They feed their babies themselves at the right time.
47Bachchē kō rōnē key|kī darkār nahī̃ hōtī .
50Their babies don’t have to cry for it.
48Aisē-aisē yah bhī vichār sāgar manthan karnā hōtā hai .
51You have to churn the ocean of knowledge in this way.
49Subah kō bābā sē bātē̃ karnē sē baṛā majā ātā hai .
52You will enjoy yourself a great deal by talking to Baba early in the morning.
50Bābā āp kitnī achchhī yukti batātē hō , śhrēṣhṭhāchārī rājya sthāpan karnē key|kī .
53Baba, You are showing us such good ways to establish the elevated kingdom.
51Phir ham śhrēṣhṭhāchārī mātāō̃ key|kī gōd mē̃ jāyēṅgē .
54Then we will go into the laps of elevated mothers.
52Anēk bār ham hī us naī sr̥iṣhṭi mē̃ gayē haĩ .
55We are the ones who have been to that new world innumerable times.
53Abhī hamārē khuśhī K|kē din ātē haĩ .
56Our days of happiness are about to come.
54Yah khuśhī key|kī khurāk hai isliē gāyan bhī hai atīndriya sukh pūchhnā hō tō gōp-gōpiyō̃ sē pūchhō .
57This is the nourishment of happiness of which it is said: If you want to know about supersensuous joy, ask the gopes and gopis.
55Ab hamkō bēhad kā bāp milā hai .
58We have now found the unlimited Father.
56Hamkō phir sē svarg kā mālik śhrēṣhṭhāchārī banātē haĩ .
59He is making us into the elevated masters of heaven.
57Kalp-kalp ham apnā rājya-bhāgya lētē haĩ .
60We receive our fortune of the kingdom every cycle.
58Hār khātē haĩ phir jīt pātē haĩ .
61We experience defeat and then gain victory.
59Abhī bāp kō yād karnē sē hī rāvaṇ par jīt pānī hai phir ham pāvan ban jāyēṅgē .
62We now have to conquer Ravan by remembering the Father. 63Then we will become pure.
60Vahā̃ laṛāī duḥkh ādi kā nām nahī̃ , kōī kharchā nahī̃ .
64There is no mention of any war or suffering there. 65There are no expenses there.
61Bhakti mārg mē̃ janma-janmāntar kitnā kharcha kiyā , kitnē dhakkē khāyē , kitnē gurū kiyē haĩ .
66We spent so much on the path of devotion for birth after birth. 67We stumbled so much and adopted so many gurus!
62Ab phir ādhākalp ham kōī gurū nahī̃ karē̃gē .
68We now won't adopt any gurus for half a cycle.
63Śhāntidhām , sukhdhām jāyēṅgē . 64Bāp kahtē haĩ tum sukhdhām K|kē rāhī hō .
69We will go to the abode of peace and then to the land of happiness.
65Ab duḥkhdhām sē sukhdhām mē̃ jānā hai .
70The Father says: You are travellers to the land of happiness.
66Vāh hamārā bābā , kaisē hamkō paṛhā rahē haĩ .
71You now have to go from the land of sorrow to the land of happiness.
67Hamārā yādgār bhī yahā̃ hai .
72Our wonderful Baba! 73Look how He is teaching us!
68Yah tō baṛā wonder hai . 69Is dēlvāṛā mandir key|kī tō aparamapār mahimā hai .
74It is a great wonder that our memorial exists here. 75There is limitless praise of the Dilwala Temple.
70Abhī ham rājyōg sīkhtē haĩ .
76We are now studying Raj Yoga.
71Uskā yādgār tō jarūr banēgā nā .
77Therefore, a memorial of this would definitely be created.
72Yah hūbahū hamārā yādgār hai .
78It is our identical memorial.
73Bābā , mama aur bachchē baiṭhē haĩ .
79Baba, Mama and the children are sitting there.
74Nīchē yōg sīkh rahē haĩ , ūpar mē̃ svarg kī rājāī hai .
80On the ground they are shown practising yoga and the kingdom of heaven is shown above them.
75Jhāṛ mē̃ bhī kitnā clear hai .
81This knowledge is so clear in the picture of the tree.
76Bābā nē kaisē sākṣhātkār karāē phir chitra baiṭh banavāyē haĩ .
82Look how Baba granted visions and had the pictures made.
77Bābā nē hī sākṣhātkār karāyā aur phir correct bhī kiyā .
83Baba granted those visions and also gave corrections.
78Kitnā wonder hai .
84It was such a wonder!
79Sārī naī knowledge hai .
85All of this knowledge is new.
80Kiskō bhī is knowledge kā patā nahī̃ hai .
86No one knows of this knowledge.
81Bāp hī baiṭh samjhātē haĩ , manuṣhya kitnā tamōpradhān bantē jātē haĩ .
87Only the Father sits and explains how human beings continue to become tamopradhan.
82Manuṣhya sr̥iṣhṭi baṛhtī jātī hai .
88The human world population continues to grow.
83Bhakti bhī vr̥iddhi kō pātē-pātē tamōpradhān bantī jātī hai .
89Devotion also continues to become tamopradhan as it progresses.
84Yahā̃ ab tum satōpradhān bannē kā purūṣhārth kartē hō .
90You are now making effort here to become satopradhan.
85Gītā mē̃ bhī akṣhar hai man-manābhav .
91The term “Manmanabhav” is also mentioned in the Gita.
86Sirph yah nahī̃ jāntē ki bhagvān kaun hai .
92It’s just that they don’t know who God is.
87Ab tum bachchō̃ kō savērē-savērē uṭhkar vichār sāgar manthan karnā hai ki manuṣhyō̃ kō bhagvān kā parichay kaisē dē̃ .
93You children have to wake up early in the morning and churn the ocean of knowledge about how to give people God's introduction.
88Bhakti mē̃ bhī manuṣhya savērē-savērē uṭhkar kōṭhī mē̃ baiṭh bhakti kartē haĩ . 89Vah bhī vichār sāgar manthan huā nā .
94In devotion, too, people wake up early in the morning and perform their devotions while sitting in their little alcoves.
90Abhī tumkō gyān kā tīsrā nētra miltā hai .
95This is also churning the ocean of knowledge, is it not?
91Bāp tīsrā nētra dēnē key|kī kathā sunātē haĩ .
96Each of you is now receiving a third eye of knowledge.
92Iskō hī phir tījrī kī kathā kah diyā hai .
97The Father is telling you the story of the third eye.
93Tījrī kī kathā , amarkathā , satya nārāyaṇ kī kathā bhī maśhhūr hai .
98The story of the third eye, the story of immortality and the story of becoming true Narayan are all well known.
94Sunānē vālā ēk hī bāp hai jō phir bhakti mārg mē̃ chaltī hai .
99The one Father tells them. 100They then continue to be told on the path of devotion.
95Gyān sē tum bachchē solvent bantē hō , isliē dēvtāō̃ kō padmapati kahtē haĩ .
101You children become solvent with knowledge, and this is why deities are said to be multimillionaires.
96Dēvtāyē̃ bahut dhanvān , padmapati bantē haĩ .
102The deities become very wealthy, multimillionaires.
97Kaliyug kō bhī dēkhō aur satyug kō bhī dēkhō - rāt-din kā fark hai .
103Look at the iron age and then look at the golden age! 104There is the difference of day and night!
98Sārī duniyā key|kī saphāī hōnē mē̃ time lagtā hai nā .
105It takes time for the whole world to be cleansed.
99Yah bēhad key|kī duniyā hai .
106This world is unlimited.
100Bhārat hai hī avināśhī khaṇḍ . 101Yah kabhī prāyaḥ lōp hōtā nahī̃ .
107Bharat is the imperishable land that never disappears.
102Ēk hī khaṇḍ rahtā hai - ādhākalp .
108For half the cycle, only this one land is here.
103Phir aur khaṇḍ emerge hōṅgē number-vār .
109Then, all the other lands emerge, numberwise.
104Tum bachchō̃ kō kitnā gyān miltā hai .
110You children are receiving so much knowledge!
105Bōlō - world key|kī history-geography kaisē chakra lagātī hai - ākar samjhō .
111Tell them: Come and understand how the world history and geography repeat.
106Prāchīn r̥iṣhi muniyō̃ kā kitnā mān hai , parantu vah bhī sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kō nahī̃ jāntē .
112Ancient rishis and munis are given so much respect, but they too don’t know the beginning, middle or end of the world.
107Vah haṭhyōgī haĩ .
113They are hatha yogis.
108Hā̃ bākī unmē̃ pavitratā key|kī tākat hai jissē bhārat kō thamātē haĩ .
114However, they do have the power of purity through which they support Bharat.
109Nahī̃ tō bhārat patā nahī̃ kyā hō jātā .
115Otherwise, you never know what Bharat would have become!
110Makān kō pōchī ādi lagāī jātī hai nā - tō śhōbhā hōtī hai .
116When a building is whitewashed, it looks beautiful.
111Bhārat mahān pavitra thā , ab vahī patit banā hai .
117Bharat was very pure, whereas that same Bharat has now become impure.
112Vahā̃ tumhārā sukh bhī bahut samay chaltā hai .
118Your happiness there lasts for a long period of time.
113Tumhārē pās|pass bahut dhan rahtā hai .
119You have a lot of wealth there.
114Tum bhārat mē̃ hī rahtē thē .
120You lived in Bharat alone.
115Tumhārā rājya thā , kal key|kī bāt hai .
121It used to be your kingdom. 122This is a matter of yesterday.
116Phir bād mē̃ anya dharm āyē haĩ .
123Then, all the other religions came.
117Unhōnnē ākar kuchh sudhār kar apnā nām bālā kiyā hai .
124They came and reformed the world a little and had their names glorified.
118Ab vah bhī sab tamōpradhān ban gayē haĩ .
125Now, they too have all become tamopradhan.
119Ab tum bachchō̃ kō kitnī khuśhī hōnī chāhiē .
126You children should now experience so much happiness!
120Yah sab bātē̃ nayē kō nahī̃ sunānī haĩ .
127You mustn’t tell all these things to new ones.
121Pahlē-pahlē tō bāp key|kī pahchān dēnī hai .
128First of all, enable them to recognise the Father.
122Bāp kā nām , rūp , dēśh , kāl jāntē hō ?
129Do you know the name, form, place and time of the Father?
123Ūñch tē ūñch bāp kā part tō maśhhūr hōtā hai nā .
130The part of the highest-on-high Father is very well known.
124Abhī tum jāntē hō - vah bāp hī hamkō direction dē rahē haĩ .
131You now know that that Father is giving us directions.
125Tum phir sē apnī rājdhānī sthāpan kar rahē hō .
132You are once again establishing your own kingdom.
126Tum bachchē mērē madadgār hō .
133You children are My helpers.
127Tum pavitra bantē hō .
134You are becoming pure.
128Tumhārē liē pavitra duniyā jarūr sthāpan hōnī hai .
135Therefore, a pure world definitely has to be established for you.
129Tum yah likh saktē hō ki purānī duniyā badal rahī hai . 130Phir yah sūryavanśhī-chandravanśhī rājya hōgā .
136You can write that the old world is now changing and that there will then be the kingdom of the sun and moon dynasties.
131Phir rāvaṇ rājya hōgā .
137After that, the kingdom of Ravan will continue.
132Chitrō̃ par samjhānā bahut mīṭhā lagtā hai , inmē̃ tithi-tārīkh sab likhā huā hai .
138It is very sweet to explain using the pictures. 139All the times and dates are written on them.
133Bhārat kā prāchīn rājyōg mānā yād .
140“Ancient Raj Yoga of Bharat” means remembrance.
134Yād sē vikarma vināśh hōtē haĩ aur paṛhāī sē status miltī hai .
141By having remembrance your sins are absolved and by studying this you receive a status.
135Daivīguṇ dhāraṇ karnē haĩ .
142You also have to imbibe divine virtues.
136Hā̃ , itnā jarūr hai māyā K|kē tūphān āyēṅgē .
143Yes, there will definitely be storms of Maya.
137Savērē uṭhkar bābā sē bātē̃ karnā baṛā achchhā hai .
144It is very good to wake up early in the morning and talk to Baba.
138Bhakti aur gyān dōnō̃ kē liē yah time achchhā hai .
145This is a very good time for both devotion and knowledge.
139Mīṭhī-mīṭhī bātē̃ karnī chāhiē .
146Have a very sweet conversation.
140Abhī ham śhrēṣhṭhāchārī duniyā mē̃ jāyēṅgē .
147We are now to go to the elevated world.
141Būṛhō̃ K|kē dil mē̃ tō yah rahtā hai nā ki ham śharīr chhōṛ garbh mē̃ jāyēṅgē .
148It enters the hearts of the elderly that they are now to leave their bodies and enter a womb.
142Bābā kitnā naśhā chaṛhātē haĩ .
149Baba makes them all so intoxicated!
143Aisī-aisī bātē̃ baiṭh karō tō bhī tumhārā jamā hō jāē .
150Sit and talk in this way and you will accumulate a great deal.
144Śhivbābā hamkō narkvāsī sē svargvāsī banā rahē haĩ .
151Shiv Baba is changing us from the residents of hell into the residents of heaven.
145Pahlē-pahlē ham ātē haĩ , sārā all-round part hamnē bajāyā hai .
152We are the ones who come first. 153We play all-round parts.
146Ab bābā kahtē haĩ is chhī-chhī chōlē kō chhōṛ dō .
154The Father says: Renounce those dirty costumes.
147Dēh sahit sārī duniyā kō bhūl jāō .
155Forget the whole world, including your own bodies.
148Yah hai bēhad kā sannyās .
156This is unlimited renunciation.
149Vahā̃ bhī tum būṛhē hōṅgē tō sākṣhātkār hōgā - ham bachchā bantē haĩ .
157There, when you become old, you will have a vision of how you are to become a baby again.
150Khuśhī hōtī hai .
158There is great happiness.
151Bachpan tō sabsē achchhā hai .
159Childhood is best of all.
152Aisē-aisē savērē baiṭh vichār sāgar manthan karnā hai .
160Sit and churn the ocean of knowledge in this way early in the morning.
153Points nikalē̃gī tō tumkō khuśhī hōgī .
161When points emerge, you feel great happiness.
154Khuśhī mē̃ ghaṇṭā ḍēṛh ghaṇṭā bīt jātā hai .
162An hour to an hour and a half passes in happiness.
155Jitnī practice hōtī jāyēgī utnī khuśhī baṛhtī jāyēgī .
163The more practice you have, the more your happiness will increase and the more you will enjoy yourself.
156Bahut mazā āyēgā aur phir ghūmtē-phirtē yād karnā hai .
164You have to remember Baba while walking and moving around.
157Phursat bahut hai , hā̃ vighna paṛē̃gē , usmē̃ kōī śhakya nahī̃ .
165You have a lot of time. 166There’s no doubt that obstacles will come.
158Dhandhē mē̃ manuṣhya kō nīnd nahī̃ ātī .
167People never fall asleep while doing business.
159Sust lōg nīnd kartē haĩ .
168It is lazy people who fall asleep.
160Tum jitnā hō sakē śhivbābā kō hī yād kartē rahō .
169Just continue to remember Shiv Baba as much as possible.
161Tumkō buddhi mē̃ rahtā hai śhivbābā kē liē ham bhōjan banātē haĩ .
170Keep Shiv Baba in your intellects when you are preparing food.
162Śhivbābā kē liē ham yah kartē haĩ .
171“I’m doing this for Shiv Baba”.
163Bhōjan bhī śhuddhi sē banānā hai .
172Food must be prepared with great cleanliness.
164Aisī chīz na hō jissē khiṭpiṭ hō jāē .
173It should not be anything that creates complications.
165Bābā khud bhī yād kartē haĩ .
174Baba Himself (Brahma Baba) also stays in remembrance.
166Achchhā !
175Achcha.
167Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
176To the sweetest, beloved, long-lost, now-found children, love, remembrance and Good morning from the Mother, the Father, BapDada.
168Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
177The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
169Dhārṇā kē liē mukhya sār :
178Essence for dharna:
1701 ) savērē-savērē uṭhkar bābā sē mīṭhī-mīṭhī bātē̃ karnī haĩ .
179 1. Wake up early in the morning and have a sweet conversation with Baba.
171Rōz khuśhī key|kī khurāk khātē huē atīndriya sukh kā anubhav karnā hai .
180By having the nourishment of happiness every day, you experience supersensuous joy.
1722 ) satyugī rājdhānī sthāpan karnē mē̃ bāp kā pūrā madadgār bannē kē liē pāvan bannā hai , yād sē vikarma vināśh karnē haĩ , bhōjan bhī śhuddhi sē banānā hai .
181 2. In order to become a complete helper of the Father in establishing the golden-aged kingdom, become pure. 182Become absolved of your sins by having remembrance.
173Vardān : sva sthiti dvārā paristhitiyō̃ par vijay prāpt karnē vālē saṅgamyugī vijayī ratna bhav
183Prepare food with great cleanliness. 184Blessing: May you gains victory over adverse situations with your original stage and become a confluence-aged victorious jewel.
174Paristhitiyō̃ par vijay prāpt karnē kā sādhan hai sva-sthiti .
185 The way to gain victory over adverse situations is to adopt your original stage.
175Yah dēh bhī par hai , sva nahī̃ .
186Even that body is not yours, it is not you.
176Sva sthiti va svadharm sadā sukh kā anubhav karātā hai aur prakr̥ti-dharma arthāt par dharm yā dēh key|kī smr̥iti kisī na kisī prakār K|kē duḥkh kā anubhav karātī hai .
187Your original stage, or your original religion enables you to experience happiness. 188Any religion of matter, that is, any external religion or awareness of the body makes you experience one type of sorrow or other.
177Tō jō sadā sva sthiti mē̃ rahtā hai vah sadā sukh kā anubhav kartā hai , uskē pās|pass duḥkh key|kī lahar ā nahī̃ saktī .
189Those who constantly maintain their original stage always experience happiness; no wave of sorrow can come to them.
178Vah saṅgamyugī vijayī ratna ban jātē haĩ .
190They become confluence-aged victorious jewels.
179Slōgan : parivartan śhakti dvārā vyarth saṅkalpō̃ K|kē bahāv kā force samāpt karō . 180Mātēśhvarī jī K|kē anmōl mahāvākya 181 « is avināśhī īśhvarīy gyān prāpt karnē K|kē liyē kōī bhī bhāṣhā sīkhnī nahī̃ paṛtī ' ' 182Apnā jō īśhvarīy gyān hai , vō baṛā hī sahaj aur mīṭhā hai , issē janma-janmāntar K|kē liyē kamāī jamā hōtī hai .
191Slogan: With the power of transformation, finish the forceful flow of waste thoughts.
183Yah gyān itnā sahaj hai jō kōī bhī mahān ātmā , ahilyā jaisī pattharbuddhi , kōī bhī dharm vālā bālak sē lēkar vr̥iddha tak kōī bhī prāpt kar saktā hai .
192*** Om Shanti *** 193Invaluable versions of Mateshwari 194In order to receive this imperishable Godly knowledge, you don’t need to learn any language. 195Our Godly knowledge is very easy and very sweet, and with it you can accumulate an income for birth after birth.
184Dēkhō , itnā sahaj hōtē bhī duniyā vālē is gyān kō bahut bhārī samajhtē haĩ . 185Kōī samajhtē haĩ jab ham bahut vēd , śhāstra , upaniṣhad paṛhkar baṛē-baṛē vidvān banē̃ , uskē liyē phir bhāṣhā sīkhnī paṛē .
196This knowledge is so easy that anyone, from a great soul to someone like Ahilya (a person turned to stone - character remembered in the Ramayana), from a child of any religion to an elderly person, can receive it. 197Look, even though it is so easy, people of the world consider this knowledge to be very difficult.
186Bahut haṭhyōg karē̃ tab hī prāpti hō sakēgī lēkin yah tō ham apnē anubhav sē jān chukē haĩ ki yah gyān baṛā hī sahaj aur saral hai kyōṅki svayã paramātmā paṛhā rahā hai , ismē̃ na kōī haṭhāiḍhayā , na jap tap , na śhāstravādī paṇḍit bannā , na kōī iskē liyē saṅskr̥it bhāṣhā sīkhnē key|kī jarurat hai , yah tō natural ātmā kō apnē parampitā paramātmā kē sāth yōg lagānā hai .
198Some believe that they can become great scholars when they study many Vedas, scriptures, Upanishads etc. but for these, they need to learn a language. 199It is only when they have a lot of hatha yoga that they would attain something, but we know from our experience that this knowledge is very simple and easy because God Himself is teaching us. 200There is no physical force, chanting or doing penance, no becoming pundits of great scriptures, or any need to learn the Sanskrit language.
187Bhal kōī is gyān kō na bhī dhāraṇ kar sakē tō bhī sirph yōg sē bhī bahut phāydā hōgā .
201Here, souls have to have yoga with the Supreme Father, the Supreme Soul in a natural way.
188Issē ēk tō pavitra bantē haĩ , dūsrā phir karmbandhan bhasmībhūt hōtē haĩ aur karmātīt bantē haĩ , itnī tākat hai is sarvśhakti-vān paramātmā key|kī yād mē̃ .
202Even if someone is not able to imbibe this knowledge, there can still be a lot of benefit just by having yoga. 203With this, firstly, you become pure and secondly, your karmic bondages are burnt away and you become karmateet.
189Bhal vō apnē sākār brahmā tan dvārā hamē̃ yōg sikhlā rahē haĩ parantu yād phir bhī direct us jyōti svarūp śhiv paramātmā kō karnā hai , us yād sē hī karmbandhan key|kī mail utarēgī . 190Achchhā .
204There is so much power gained by having remembrance of the Almighty Authority, God. 205Although He is teaching us yoga through the physical body of Brahma, we still have to remember that form of light, Shiva, the Supreme Soul, Himself, directly. 206It is only with this remembrance that the dirt on souls will be removed.
191Ōm śhānti
207Achcha.