बुधवार 21 अक्टूबर 2020 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

021-10-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 21/10/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - rōz rāt kō apnā pōtāmēl nikālō , diary rakhō tō ḍar rahēgā ki kahī̃ ghāṭā na paṛ jāē ' '

1Essence: Sweet children, look at your chart every night and also keep a diary and you will be concerned about not making a loss.

Question

2Praśhna  : kalp pahlē vālē bhāgyaśhālī bachchō̃ kō bāp key|kī kaun see|sī|C bāt phauran touch hōgī  ?

2Question: Which of the Father's aspects will instantly touch the fortunate children of the previous cycle?

Answer

3Uttar  : bābā rōz-rōz jō bachchō̃ kō yād kī yuktiyā̃ batlātē haĩ , vah bhāgyaśhālī bachchō̃ kō hī touch hōtī rahē̃gī .

3Answer: Baba tells you children ways to have remembrance every day. 4Only the fortunate children are touched by this. 5They will instantly put them into practice.

4Vah unhē̃ phauran amal mē̃ lāyēṅgē . 5Bābā kahtē bachchē kuchh time ēkānt mē̃ bagīchē mē̃ jākar baiṭhō .

6Baba says: Children, go and sit in the garden in solitude for a little while.

6Bābā sē mīṭhī-mīṭhī bātē̃ karō , apnā chart rakhō tō unnati hōtī rahēgī .

7Talk to Baba sweetly and keep your chart and you will continue to make progress.

Murli

7Ōm śhānti .

8Om shanti.

8Military kō pahlē-pahlē sāvdhān kiyā jātā hai - attention please .

9Those in the military are first of all cautioned: Attention please!

9Bāp bhī bachchō̃ kō kahtē haĩ apnē kō ātmā niśhchay kar bāp kō yād kartē rahtē hō  ?

10The Father too cautions you children and asks: Do you have the faith that you are souls and do you remember the Father?

10Bachchō̃ kō samjhāyā hai yah gyān bāp is samay hī dē saktē haĩ . 11Bāp hī paṛhātē haĩ .

11You children have been told that it is only at this time that the Father gives you this knowledge.

12Bhagvānuvāch hai nā - mūl bāt hō jātī hai yah ki bhagvān kaun hai  ?

12Only the Father teaches you. 13God speaks! 14The main thing is: Who is God?

13Kaun paṛhātē haĩ  ?

15Who is teaching you?

14Yah bāt pahlē samajhnē aur niśhchay karnē key|kī hōtī hai .

16This is the first thing you have to understand and have faith in.

15Phir atīndriya sukh mē̃ bhī rahnā hai .

17Then, you also have to stay in supersensuous joy.

16Ātmā kō bahut khuśhī hōnī chāhiē . 17Hamkō bēhad kā bāp milā hai .

18You souls should experience so much happiness in having found the unlimited Father.

18Bāp ēk hī bār ākar miltē haĩ varsā dēnē .

19Only once does the Father come and meet you to give you your inheritance.

19Kiskā varsā  ?

20The inheritance of what?

20Viśhva kī bādśhāhī kā varsā dētē haĩ , 5 hajār varṣh pahlē misal .

21He gives you the inheritance of sovereignty over the world exactly as He did 5000 years ago.

21Yah tō pakkā niśhchay hai - bāp āyā huā hai .

22Have the firm faith that the Father has come.

22Phir sē sahaj rājyōg sikhlātē haĩ , sikhlānā paṛtā hai .

23He is once again teaching us easy Raj Yoga; He has to teach this.

23Bachchē kō kōī sikhlāyā nahī̃ jātā hai .

24Babies are not taught anything.

24Āpēhī mukh sē mama bābā nikaltā rahēgā kyōṅki akṣhar tō suntē haĩ nā .

25The words "Mama, Baba" emerge from their lips automatically because they hear those words.

25Yah hai rūhānī bāp .

26This is the spiritual Father.

26Ātmā kō āntarik gupta naśhā rahtā hai .

27This soul has internal, incognito intoxication.

27Ātmā kō hī paṛhnā hai .

28It is souls that have to study.

28Parampitā paramātmā tō knowledgeful hai hī . 29Vah kōī paṛhā nahī̃ hai .

29The Supreme Father, the Supreme Soul, is the knowledge-full One.

30Unmē̃ knowledge hai hī , kiskī knowledge hai  ?

30He hasn't studied anything; He already has knowledge.

31Yah bhī tumhārī ātmā samajhtī hai .

31Knowledge of what? 32You souls understand this.

32Bābā mē̃ sārē sr̥iṣhṭi K|kē ādi madhya ant key|kī knowledge hai .

33Baba has knowledge of the beginning, the middle and the end of the whole world.

33Kaisē ēk dharm key|kī sthāpanā aur anēk dharmō̃ kā vināśh hōtā hai , yah sab jāntē haĩ - isliē unkō jānī jānanhār kah dētē haĩ .

34He knows how there is establishment of the one religion and destruction of the innumerable religions. 35This is why he is called Janijananhar (One who knows everything).

34Jānī jānanhār kā arth|earth kyā hai  ?

36What is the meaning of Janijananhar?

35Yah kōī bhī bilkul jāntē nahī̃ haĩ .

37No one knows this at all.

36Abhī tum bachchō̃ kō bāp nē samjhāyā hai ki yah slōgan bhī jarūr lagāō ki manuṣhya hōkar agar creator aur rachnā K|kē ādi madhya ant duration , repetition kō nahī jānā tō kyā kahā jāē … yah repetition akṣhar bhī bahut jarūrī hai .

38The Father has told you children that you must definitely write the slogan: What can be said if, as a human being, you don't know the Creator, or the beginning, the middle and the end of creation or its duration or repetition? 39The word "repetition" is also most essential.

37Correction tō hōtī rahtī hai nā .

40Corrections continue to be made.

38Gītā kā bhagvān kaun . . . yah chitra baṛā first class hai .

41The picture, "Who is the God of the Gita?" is firstclass.

39Sārē world mē̃ yah hai sabsē number one bhūl .

42This is the number one mistake in the whole world.

40Parampitā paramātmā kō na jānnē kāraṇ phir kah dētē sab bhagvān K|kē rūp haĩ .

43Because of not knowing the Supreme Father, the Supreme Soul, they say that everyone is a form of God.

41Jaisē chhōṭē bachchē sē pūchhā jātā hai tum kiskā bachchā  ?

44When you ask a little child, "Whose child are you?", he will reply "so-and-so’s."

42Kahē̃gē phalānē kā . 43Phalānā kiskā bachchā  ? 44Phalānē kā . 45Phir kah dēgē vah hamārā bachchā .

45Then, when you ask, "Whose child is so-and-so?", he will reply "so-and-so's" Then, he will say finally "He is my child!".

46Vaisē yah bhī bhagvān kō jāntē nahī̃ tō kah dētē ham bhagvān haĩ .

46In the same way because people don't know God, they say: "I am God."

47Itnī pūjā bhī kartē haĩ parantu samajhtē nahī̃ .

47They worship Him so much and yet they don't know Him.

48Gāyā jātā hai brahmā kī rāt tō jarūr brāhmaṇ brāhmaṇiyō̃ key|kī bhī rāt hōgī .

48"The night of Brahma" is remembered. 49Therefore, it would also definitely be the night of Brahmins.

49Yah sab dhāraṇ karnē key|kī bātē̃ haĩ .

50All of these matters have to be imbibed.

50Yah dhārṇā unkō hōgī jō yōg mē̃ rahtē haĩ .

51Only those who have yoga are able to imbibe these things.

51Yād kō hī bal kahā jātā hai .

52Remembrance is also said to be a power.

52Gyān tō hai source of income .

53Knowledge is your source of income.

53Yād sē śhakti miltī hai jissē vikarma vināśh hōtē haĩ .

54By having remembrance, you receive the power to be absolved of your sins.

54Tumhē̃ buddhi kā yōg bāp sē lagānā hai .

55You have to connect your intellects in yoga with the Father.

55Yah gyān bāp abhī hī dētē haĩ phir kabhī miltā hī nahī̃ .

56It is only at this time, and not at any other time, that the Father gives this knowledge.

56Sivāē bāp K|kē kōī dē na sakē .

57No one but the Father can give this.

57Bākī sab haĩ bhakti mārg K|kē śhāstra , karm-kāṇḍ key|kī kriyāyē̃ .

58Everything else is either a scripture or a physical ritual of the path of devotion.

58Uskō gyān nahī̃ kahē̃gē .

59That cannot be called knowledge.

59Spiritual knowledge ēk bāp kē pās hai aur vah brāhmaṇō̃ kō hī dētē haĩ .

60Only the one Father has spiritual knowledge and He only gives it to you Brahmins.

60Aur kōī kē pās spiritual knowledge hōtī nahī̃ .

61No one else has spiritual knowledge.

61Duniyā mē̃ kitnē dharm maṭh panth haĩ , kitnī matē̃ haĩ .

62There are so many religions, sects and cults in the world. 63There are so many opinions.

62Bachchō̃ kō samjhānē mē̃ kitnī mēhnat hōtī hai . 63Kitnē tūphān ātē haĩ .

64You children have to make a great deal of effort in order to explain all of this.

64Gātē bhī haĩ - naīyā mērī pār lagāō .

65So many storms arise. 66It is sung: Take my boat across!

65Sabkī naīyā tō pār nahī̃ jā saktī .

67Not everyone's boat can go across.

66Kōī ḍūb bhī jāyēgī , kōī khaṛī hō jāyēgī .

68Some boats will sink and some will stay afloat.

672-3 varṣh hō jātē haĩ , kaiyō̃ kā patā hī nahī̃ . 68Kōī tō purjā-purjā ( ṭukṛē-ṭukṛē ) hō jātē haĩ .

69Even after two to three years, no one knows anything about what happened to some boats that sunk. 70Some boats are completely smashed to pieces.

69Kōī vahā̃ hī khaṛē hō jātē haĩ , ismē̃ mēhnat bahut hai .

71Some boats remain in the same place. 72This requires a lot of effort.

70Artificial yōg bhī kitnē nikalē haĩ .

73There are so many people who have emerged with artificial yoga.

71Kitnē yōg āśhram haĩ .

74There are so many yoga ashrams.

72Rūhānī yōg āśhram kōī hō na sakē .

75There cannot be any other spiritual yoga ashram.

73Bāp hī ākar ātmāō̃ kō rūhānī yōg sikhlātē haĩ .

76Only the Father comes and teaches you souls spiritual yoga.

74Bābā kahtē haĩ yah tō bahut sahaj yōg hai .

77The Father says: This is very easy yoga.

75In jaisā sahaj kuchh bhī hai nahī̃ .

78There is nothing as easy as this.

76Ātmā hī śharīr mē̃ ākar part bajātī hai .

79A soul enters a body and plays his part.

7784 janm maximum haĩ , bākī tō cum|kam-cum|kam hōtē jāyēṅgē .

80The maximum number of births is 84. For others, the number of births is reduced.

78Yah bātē̃ bhī tum bachchō̃ mē̃ kōī key|kī buddhi mē̃ haĩ .

81These things enter the intellects of some of you children.

79Buddhi mē̃ dhārṇā baṛā muśhkil hōtī hai .

82It is with great difficulty that your intellects are able to imbibe this.

80Pahlī bāt bāp samjhātē haĩ kahā̃ bhī jātē hō tō pahlē-pahlē bāp kā parichay dō .

83The first thing the Father explains is: Wherever you go, first of all, give the Father's introduction.

81Bāp kā parichay kaisē dēvē̃ , iskē liē yukti rachī jātī hai . 82Vah jab niśhchay hō tab samajhē̃ bāp tō satya hai .

84Create ways to give the Father's introduction. 85Only when they have this faith will they understand that the Father is the Truth.

83Jarūr bāp satya bātē̃ hī batātē hōṅgē .

86The Father will definitely only tell you that which is true.

84Inmē̃ sanśhay nahī̃ lānā chāhiē .

87You mustn't doubt this.

85Yād mē̃ hī mēhnat hai , ismē̃ māyā opposition kartī hai .

88Only in remembrance is there effort and it is in this that there is opposition from Maya.

86Ghaṛī-ghaṛī yād bhulā dētī hai isliē bābā kahtē haĩ - chart likhō .

89She repeatedly makes you forget to have remembrance. 90This is why Baba says: Write your chart!

87Tō bābā bhī dēkhē kaun kitnā yād kartē haĩ .

91Then Baba will see who has remembrance and how much too.

88Quarter percent bhī chart nahī̃ rakhtē haĩ .

92Not even a quarter per cent of you write your chart.

89Kōī kahtē haĩ ham tō sārā din yād mē̃ rahtā hū̃ .

93Some say: I stayed in remembrance for the whole day.

90Bābā kahtē haĩ yah tō baṛī muśhkil hai .

94Baba says: That is very difficult.

91Sārā din rāt tō bāndhēliyā̃ jō mār khātī rahtī vah yād mē̃ rahtī hōṅgī , śhivbābā kab in sanbandhiyō̃ sē ham chhūṭē̃gē  ?

95Those who are in bondage and experience beatings are the ones who stay in remembrance day and night. 96"Shiv Baba, when will I be liberated from these relatives?"

92Ātmā pukārtī hai - bābā ham bandhan sē kaisē chhūṭē̃ .

97Souls call out: “Baba, how can I be liberated from this bondage?”

93Agar kōī bahut yād mē̃ rahtē haĩ tō bābā kō chart bhējē̃ .

98If you stay in remembrance a great deal, you should send your chart to Baba.

94Direction miltē haĩ rōz rāt kō apnā pōtāmēl nikālō , diary rakhō .

99You have been given the direction to write your chart every night and also to keep a diary.

95Diary rakhnē sē ḍar rahēgā , hamārā ghāṭā na nikal āyē .

100By keeping a diary, you would be afraid that you might incur a loss.

96Bābā dēkhē̃gē tō kyā kahē̃gē - itnē most beloved bābā kō itnā samay hī yād kartē hō  !

101What would Baba say if He were to see it? 102That you remember the most beloved Baba for such a short time?

97Laukik bāp kō , strī kō tum yād kartē hō , mujhē itnā thōṛā bhī yād nahī̃ kartē hō .

103You remember your physical father and your wife and yet you can't remember Me for even such a short time!

98Chart likhō tō āpēhī lajjā āyēgī .

104Write your chart and you will feel ashamed.

99Is hālat mē̃ maĩ pad pā nahī̃ sakūṅgā , isliē bābā chart par jōr dē rahē haĩ .

105You could see that you would not be able to claim a status in that condition. 106This is why Baba emphasises that you must write your chart.

100Bāp kō aur 84 K|kē chakra kō yād karnā hai tō phir chakravartī rājā ban jāyēṅgē .

107Remember the Father and the cycle of 84 births and you will become a ruler of the globe.

101Āp samān banāyēṅgē tab tō prajā par rājya karē̃gē . 102Yah hai hī rājyōg - nar sē nārāyaṇ bannē kā .

108Only when you make others similar to yourselves will you be able to rule over your subjects.

103Aim object yah hai . 104Jaisē ātmā kō dēkhā nahī̃ jātā , samjhā jātā hai .

109This Raj Yoga is to change from an ordinary human into Narayan. 110This is your aim and objective.

105Inmē̃ ātmā hai , yah bhī samjhā jātā hai .

111Souls cannot be seen but they can be understood.

106In lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī jarūr rājdhānī hōgī .

112It is understood that there is a soul in this one.

107Inhō̃ nē sabsē jāstī mēhnat kī hai tab scholarship pāī hai .

113There will definitely be the kingdom of Lakshmi and Narayan. 114They made the most effort.

108Jarūr inhō̃ key|kī bahut prajā hōgī .

115That is how they claimed the scholarship.

109Ūñch tē ūñch pad pāyā hai , jarūr bahut yōg lagāyā hai tab pass with honour huē .

116They will definitely have many subjects. 117They claimed the highest-on-high status.

110Yah bhī kāraṇ nikālnā chāhiē , hamārā yōg kyō̃ nahī̃ lagtā hai  ?

118They must definitely have had a lot of yoga, for that is how they passed with honours.

111Dhandhē ādi K|kē jhañjhaṭ mē̃ bahut buddhi chalī jātī hai .

119You have to find the reason why you are not able to have yoga.

112Unsē time nikāl is taraph jāstī dhyān dēnā chāhiē .

120Your intellects are diverted into all your business complications.

113Kuchh time nikāl bagīchē mē̃ ēkānt mē̃ baiṭhnā chāhiē . 114Female tō jā na sakē̃ .

121You have to make time in that and pay more attention to this.

115Unkō tō ghar sambhālnā hai . 116Purūṣhō̃ kō sahaj hai .

122Make time and go and sit in the garden in solitude.

117Kalp pahlē vālē jō bhāgyaśhālī hōṅgē unkō hī yah touch hōgā .

123Females cannot go there; they have to look after the home.

118Paṛhāī tō bahut achchhī hai .

124It is easier for the men.

119Bākī har ēk key|kī buddhi apnī hōtī hai . 120Kaisē bhī karkē bāp sē varsā lēnā hai .

125The fortunate ones from the previous cycle will be touched by this. 126This study is very good.

121Bāp direction sab dētē haĩ .

127Each one's intellect is his own.

122Karnā tō bachchō̃ kō hī hai . 123Bābā direction dēgē general .

128Under all circumstances, you must claim your inheritance from the Father.

124Ēk-ēk personal bhī ākar kōī pūchhē tō rāy dē saktē haĩ .

129The Father gives you all directions, but you children have to follow them.

125Tīrthō par baṛē-baṛē pahāṛō̃ par jātē haĩ tō paṇḍē lōg sāvdhān kartē rahtē haĩ .

130Baba only gives general directions. 131If someone comes and asks for personal advice, Baba can give that too.

126Baṛī muśhkilāt sē jātē haĩ . 127Tum bachchō̃ kō tō bāp bahut sahaj yukti batātē haĩ .

132When people go on a pilgrimage up a large mountain, the guides caution them; they go with great difficulty.

128Bāp kō yād karnā hai . 129Śharīr kā bhān khatm karnā hai .

133The Father shows you children a very easy way: Remember the Father!

130Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō .

134Finish all consciousness of your bodies!

131Bāp ākar knowledge dē chalē jātē haĩ .

135The Father says: Remember Me!

132Ātmā jaisā tīkhā rocket aur kōī hō nahī̃ saktā .

136The Father comes and gives you knowledge and then goes back.

133Vō lōg moon ādi taraph jānē mē̃ kitnā time west|waste kartē haĩ .

137There can be no rocket as fast as a soul. 138People waste so much time in trying to go to the moon.

134Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .

139That too is fixed in the drama.

135Yah science kā hunar bhī vināśh mē̃ madad kartā hai .

140That art of science will help in destruction.

136Vah hai science , tumhārī hai silence .

141They have science and you have silence.

137Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnā - yah hai dead silence .

142Consider yourselves to be souls and remember the Father: This is dead silence.

138Maĩ ātmā śharīr sē alag hū̃ .

143I, this soul, am separate from the body.

139Yah śharīr purānī juttī hai .

144This body is an old shoe.

140Sarp kachhuē K|kē misāl bhī tumhārē liē haĩ , tum hī kīṛē jaisē manuṣhyō̃ kō bhū̃-bhū̃ kar manuṣhya sē dēvtā banātī hō .

145The examples of the snake and the tortoise refer to you. 146You buzz this knowledge and change ordinary humans who are like insects into deities.

141Viṣhay sāgar sē kṣhīr sāgar mē̃ lē jānā tumhārā kām hai .

147It is your duty to take them across the ocean of poison to the ocean of milk.

142Sannyāsiyō̃ kō yah yagya tap ādi kuchh bhī karnā nahī̃ hai .

148Sannyasis don't need to have sacrificial fires or do tapasya.

143Bhakti aur gyān hai hī gr̥ihasthiyō̃ kē liē .

149Devotion and knowledge are for householders.

144Unhō̃ kō tō satyug mē̃ ānā hī nahī̃ hai .

150Sannyasis don't want to go to the golden age.

145Vah kyā jānē̃ in bātō̃ sē .

151What do they know of these matters?

146Yah bhī drama mē̃ nūndh hai is nivr̥itti mārg vālō̃ key|kī .

152It is fixed in the drama for those on the path of isolation.

147Jinhōnnē pūrē 84 janma liē haĩ - vahī drama anusār ātē rahē̃gē . 148Ismē̃ bhī number-vār nikaltē rahē̃gē .

153Those who have taken the full 84 births will continue to come, according to the drama; they will continue to emerge, numberwise.

149Māyā baṛī prabal hai .

154Maya is very powerful.

150Āṅkhē̃ baṛī criminal haĩ .

155The eyes are very criminal.

151Gyān kā tīsrā nētra milnē sē āṅkhē civil bantī haĩ phir ādhākalp kabhī criminal nahī̃ banē̃gī .

156When you receive the third eye of knowledge your eyes become civil. 157Then, for half the cycle, they will never become criminal.

152Yah haĩ baṛī dhōkhēbāj .

158They deceive you a lot.

153Tum jitnā bāp kō yād karē̃gē utnā karmēndriyā̃ śhītal hōṅgī .

159The more you remember the Father, the cooler your physical senses will become.

154Phir 21 janm karmēndriyō̃ kō chañchaltā mē̃ ānā nahī̃ hai .

160Then, for 21 births, there will not be any mischief of the physical senses.

155Vahā̃ karmēndriyō̃ mē̃ chañchaltā hōtī nahī̃ .

161There is no mischief of the physical senses there.

156Sab karmēndriyā̃ śhānt satōguṇī rahtī haĩ .

162All your physical senses become peaceful and satoguni.

157Dēh-abhimān kē bād hī sab śhaitānī ātī hai .

163It is only after you become body conscious that some devilish nature emerges.

158Bāp tumkō dēhī-abhimānī banātē haĩ .

164The Father is making you soul conscious.

159Ādhākalp kē liē tumkō varsā mil jātā hai .

165You receive the inheritance for half the cycle.

160Jitnī jō mēhnat kartē haĩ , utnā ūñch pad pāyēṅgē .

166The more effort you make, the higher the status you claim.

161Mēhnat karnī hai - dēhī-abhimānī bannē key|kī , phir karmēndriyā̃ dhōkhā nahī̃ dē̃gī .

167You have to make effort to become soul conscious and then your physical senses will not deceive you.

162Ant tak yuddha chaltī rahēgī .

168This war will continue until the end.

163Jab karmātīt avasthā kō pāyēṅgē tab vah laṛāī bhī śhurū hōgī .

169That war will start when you reach your karmateet stage.

164Din pratidin āvāj hōtā jāyēgā , maut sē ḍarē̃gē .

170Day by day, the sound will spread and people will become afraid of death.

165Bāp kahtē haĩ yah gyān sabkē liē hai .

171The Father says: This knowledge is for everyone.

166Sirph bāp kā parichay dēnā hai .

172Simply give the Father's introduction!

167Ham ātmāyē̃ sab bhāī haĩ .

173All of us souls are brothers.

168Sab ēk bāp kō yād kartē haĩ .

174All of you remember the one Father.

169God father kahtē haĩ .

175You say: God the Father.

170Karkē kōī nature kō mānnē vālē hōtē haĩ .

176There are those who believe in nature.

171Parantu god tō hai nā .

177However, God does exist.

172Unkō yād kartē haĩ mukti-jīvanmukti kē liē .

178People remember Him in order to receive liberation and liberation-in-life.

173Mōkṣh tō hai nahī̃ .

179There is no eternal liberation.

174World key|kī history-geography kō repeat karnā hai .

180The history and geography of the world have to repeat.

175Buddhi bhī kahtī hai jab satyug thā tō ēk hī bhārat thā .

181The intellect says that, when there was the golden age, there was just one Bharat alone.

176Manuṣhya tō kuchh bhī nahī̃ jāntē .

182People don't know anything at all.

177In lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā nā .

183There used to be the kingdom of Lakshmi and Narayan.

178Lākhō̃ varṣh key|kī bāt hō na sakē .

184It cannot be a matter of hundreds of thousands of years.

179Lākhō̃ varṣh hōtē tō kitnī ḍhēr saṅkhyā hō jātī .

185If it were hundreds of thousands of years, the population would be so large.

180Bāp kahtē haĩ ab kaliyug pūrā hō satyug key|kī sthāpanā hō rahī hai .

186The Father says: The iron age is now coming to an end and the golden age is being established.

181Vah samajhtē haĩ kaliyug tō ajun bachchā hai , itnē hajār varṣh key|kī āyu hai .

187Those people believe that the iron age is still in its infancy and that its duration is many thousands of years.

182Tum bachchē jāntē hō yah kalp hai hī 5 hajār varṣh kā .

188You children know that the cycle is only 5000 years.

183Bhārat mē̃ hī yah sthāpanā hō rahī hai .

189Establishment is taking place in Bharat.

184Bhārat hī ab svarg ban rahā hai .

190Bharat is now becoming heaven.

185Abhī ham śhrīmat par yah rājya sthāpan kar rahē haĩ .

191We are now establishing this kingdom by following shrimat.

186Ab bāp kahtē haĩ māmēkam yād karō .

192The Father says: Now constantly remember Me alone!

187Pahlā-pahlā śhabda hī yah dō .

193This is the first thing you have to tell them.

188Jab tak bāp kā niśhchay nahī̃ hōgā tab tak praśhna pūchhtē rahē̃gē .

194Until they have faith in the Father they will continue to ask questions.

189Phir kōī bāt kā uttar nahī̃ milēgā tō samajhē̃gē yah jāntē kuchh bhī nahī̃ aur kahtē haĩ bhagvān hamkō paṛhātē haĩ isliē pahlē-pahlē tō ēk hī bāt par ṭhahar jāō .

195When they don't receive an answer to a particular question, they say: You tell us that God is teaching you and yet you don't know anything! 196Therefore, first of all, just stay on this one aspect.

190Pahlē bāp kā niśhchay karē ki barōbar sabhī ātmāō̃ kā bāp ēk hī hai aur vah hai rachtā .

197First of all, they should have faith in the Father, that, the Father of all souls is truly One and that He is the Creator.

191Tō jarūr saṅgam par hī āyēṅgē .

198He definitely comes at the confluence age.

192Bāp kahtē haĩ maĩ yugē-yugē nahī̃ , kalp K|kē saṅgamyug par ātā hū̃ .

199The Father says: I don't come in every age; I come at the confluence of the cycles.

193Maĩ hū̃ hī naī sr̥iṣhṭi kā rachtā .

200I am the Creator of the new world.

194Tō bīch mē̃ kaisē āūṅgā .

201How could I come in the middle of a cycle?

195Maĩ ātā hī hū̃ purānī aur naī K|kē bīch mē̃ .

202I come between the old one and the new one.

196Inkō purūṣhōttam saṅgamyug kahā jātā hai .

203This is called the most elevated confluence age.

197Tum purūṣhōttam bhī yahā̃ bantē hō .

204It is here that you become the most elevated.

198Lakṣhmī-nārāyaṇ sabsē purūṣhōttam haĩ .

205Lakshmi and Narayan are the most elevated of all.

199Aim object kitnī sahaj hai .

206This aim and objective is so easy!

200Sabkō bōlō yah sthāpanā hō rahī hai .

207Tell everyone that establishment of this is now taking place.

201Bābā nē kahā hai purūṣhōttam akṣhar jarūr ḍālō kyōṅki yahā̃ tum kaniṣhṭ sē purūṣhōttam bantē hō .

208Baba has told you that you must definitely use the words "most elevated" because it is here that you change from degraded ones into the most elevated ones.

202Aisī-aisī mukhya bātē̃ bhūlnī nahī̃ chāhiē .

209You mustn't forget these main things.

203Aur saṃvat key|kī date bhī jarūr likhnī chāhiē .

210You must also definitely write the dates of the time periods.

204Yahā̃ tumhārī pahlē sē rājāī śhurū hō jātī hai , aurō̃ key|kī rājāī pahlē sē nahī̃ hōtī .

211Your kingdom starts at the beginning. 212The kingdoms of others don't exist at the beginning.

205Vah tō dharm sthāpak āyē tab unkē pīchhē unkē dharm key|kī vr̥iddhi hō .

213It is only after the founders of their religions come that their religions expand.

206Karōṛō̃ banē̃ tab rājāī chalē .

214Their kingdoms start when there are millions of them.

207Tumhārī tō śhurū sē satyug mē̃ rājāī hōgī .

215Your kingdom starts at the beginning of the golden age.

208Yah kiskō bhī buddhi mē̃ nahī̃ ātā ki satyug mē̃ itnī rājāī kahā̃ sē I|āī|eye .

216It doesn't enter anyone's intellect where the kingdom of the golden age came from.

209Kaliyug ant mē̃ itnē ḍhēr dharm haĩ , phir satyug mē̃ ēk dharm , ēk rājya kaisē huā  ?

217At the end of the iron age there are many religions. 218So, how was there just one religion and one kingdom in the golden age?

210Kitnē hīrē javāharō̃ K|kē mahal haĩ .

219There were so many palaces studded with diamonds and jewels.

211Bhārat aisā thā jiskō paradise kahtē thē .

220Bharat was such that it was called Paradise.

2125 hajār varṣh key|kī bāt hai .

221It was a matter of 5000 years ago.

213Lākhō̃ varṣh kā hisāb kahā̃ sē āyā . 214Manuṣhya kitnē mūñjhē huē haĩ .

222How could there be a calculation if it were hundreds of thousands of years?

215Ab unkō kaun samjhāyē .

223Human beings are so confused!

216Vē|way samajhtē thōṛēhī haĩ ki ham āsurī rājya mē̃ haĩ .

224Now, who can explain this to them? 225They don't believe that they are in the Devil's kingdom.

217Inkī ( dēvtāō̃ key|kī ) tō mahimā sarvguṇ sampann . . hai , inmē̃ 5 vikār nahī̃ haĩ kyōṅki dēhī-abhimānī haĩ tō bāp kahtē haĩ mukhya bāt hai yād kī .

226The praise of the deities is: Full of all virtues, completely viceless... 227They don't have the five vices because they are soul conscious. 228Therefore, the Father says: The main thing is remembrance.

21884 janm lētē-lētē tum patit banē hō , ab phir pavitra bannā hai .

229Having taken 84 births, you have become impure and you now have to become pure.

219Yah drama kā chakra hai .

230This is the cycle of the drama.

220Achchhā  !

231Achcha.

221Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

232To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

222Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

233The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

223Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

234Essence for dharna:

2241 ) gyān sē tīsrē nētra kō dhāraṇ kar apnī dhōkhēbāj āṅkhō̃ kō civil banānā hai . 225Yād sē hī karmēndriyā̃ śhītal , satōguṇī banēgī isliē yahī mēhnat karnī hai .

235 1. Adopt the third eye of knowledge and make your deceitful eyes civil. 236It is only by having remembrance that your physical organs will become peaceful and totally pure. 237Therefore, just make this effort.

2262 ) dhandhē ādi sē time nikāl ēkānt mē̃ jākar yād mē̃ baiṭhnā hai .

238 2. Make time during your work to sit in solitude and have remembrance.

227Kāraṇ dēkhnā hai ki hamārā yōg kyō̃ nahī̃ lagtā hai .

239Try to find the reason why you are unable to have yoga.

228Apnā chart jarūr rakhnā hai .

240Definitely write your chart.

Blessing

229Vardān  : nirṇay śhakti aur controlling power dvārā sadā saphaltāmūrt bhav

241Blessing: May you have judgement power and controlling power and become a constant embodiment of success.

230Kisī bhī laukik yā alaukik kārya mē̃ saphaltā prāpt karnē kē liē viśhēṣh controlling power aur judgement power key|kī āvaśhyaktā hōtī hai kyōṅki jab kōī bhī ātmā āpkē samparka mē̃ ātī hai tō pahlē judge karnā hōtā ki isē kis chīz key|kī jarūrat hai , nabz dvārā parakh kar uskī chāhnā pramāṇ usē tr̥ipt karnā aur svayã key|kī controlling power sē dūsrē par apnī achal sthiti kā prabhāv ḍālnā - yahī dōnō̃ śhaktiyā̃ sēvā K|kē kṣhētra mē̃ saphaltāmūrt banā dētī haĩ .

242 In order to achieve success in any worldly or spiritual task, you especially need controlling power and judgment power because when souls come into connection with you, you first have to judge as to what those people need. 243To feel their pulse and then satisfy them, according to their desires, and to influence others with your controlling power and your unshakeable stage: these two powers will make you an embodiment of success on the field of service.

Slogan

231Slōgan  : sarvśhaktivān bāp kō sāthī banā lō tō māyā paper tiger ban jāyēgī .

244Slogan: Make the Almighty Authority Father your Companion and Maya will become a paper tiger.

245*** Om Shanti ***