गुरुवार 22 अक्टूबर 2020 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

022-10-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 22/10/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1Mīṭhē bachchē - «  sabsē mīṭhā akṣhar ' bābā ' hai , tumhārē mukh sē sadā bābā-bābā nikaltā rahē , sabkō śhivbābā kā parichay dētē rahō ' '

1Essence: Sweet children, the sweetest word is “Baba”. 2The word “Baba” should constantly emerge from your lips. 3Continue to give Shiv Baba’s introduction to everyone.

Question

2Praśhna  : satyug mē̃ kōī manuṣhya tō kyā jānvar bhī rōgī nahī̃ hōtē haĩ , kyō̃  ?

4Question: In the golden age not only do human beings never become ill, but even animals never become ill. 5Why?

Answer

3Uttar  : kyōṅki saṅgamyug par bābā sabhī ātmāō̃ kā aur bēhad sr̥iṣhṭi kā aisā operation kar dētē haĩ , jō rōg kā nām-niśhān hī nahī̃ rahtā .

6Answer: Because Baba performs such an operation on souls and the unlimited world at the confluence age that all name and trace of disease disappear. 7The Father is the eternal Surgeon.

4Bāp hai avināśhī surgeon .

8The world now is full of disease.

5Abhī jō sārī sr̥iṣhṭi rōgī hai , is sr̥iṣhṭi mē̃ phir duḥkh kā nām-niśhān nahī̃ hōgā . 6Yahā̃ K|kē duḥkhō̃ sē bachnē kē liē bahut-bahut bahādur bannā hai .

9Then, no name or trace of sorrow will remain in that world. 10In order to remain safe from the sorrow of this world, you have to be very, very courageous.

Song

7Gīt  : tumhē̃ pākē hamnē …

11Song: Having found You we have found everything. 12The earth and sky all belong to us.

Murli

8Ōm śhānti .

13Om shanti.

9Double bhī kah saktē haĩ , double ōm śhānti .

14You can even say it twice, “Double Om shanti.”

10Ātmā apnā parichay dē rahī hai . 11Maĩ ātmā śhānt svarūp hū̃ .

15The soul gives his own introduction: I, this soul, am an embodiment of peace.

12Hamārā nivās sthān śhāntidhām mē̃ hai aur bābā key|kī ham sab santān haĩ .

16My place of residence is the land of peace and we are all children of Baba.

13Sab ātmāyē̃ ōm kahtī haĩ , vahā̃ ham sab bhāī haĩ phir yahā̃ bhāī-bahan bantē haĩ .

17All souls say “Om”. 18There, all of us are brothers and when we come here we become brothers and sisters.

14Ab bhāī-bahan sē nātā śhurū hōtā hai .

19Relationship begins now with brother and sister.

15Bāp samjhātē haĩ hamārē sab bachchē haĩ , brahmā key|kī bhī tum santān hō isliē bhāī-bahan ṭhaharē .

20The Father explains: All of you are My children. 21You are also children of Brahma and you are therefore brothers and sisters.

16Tumhārā aur kōī sambandh nahī̃ .

22You don’t have any other relationship.

17Prajāpitā key|kī santān brahmākumār-kumārī haĩ .

23The children of Prajapita Brahma are Brahma Kumars and Kumaris.

18Purānī duniyā kō change karnē is samay hī ātē haĩ .

24He only comes at this time in order to change this old world.

19Bāp brahmā dvārā hī phir naī sr̥iṣhṭi rachtē haĩ .

25Only through Brahma does the Father create the new world.

20Brahmā sē bhī sambandh hai nā .

26You also have a relationship with Brahma, do you not?

21Yukti bhī kitnī achchhī hai .

27This method is very good.

22Sab brahmākumār-kumārī haĩ .

28All of you are Brahma Kumars and Kumaris.

23Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnā hai aur apnē kō bhāī-bahan samajhnā hai .

29Consider yourselves to be souls and remember the Father and also consider yourselves to be brothers and sisters.

24Criminal eye nahī̃ rahnī chāhiē , yahā̃ tō kumār-kumārī jaisē baṛē-baṛē hōtē jātē haĩ tō āṅkhē̃ criminal bantī jātī haĩ phir criminal act kar lētē haĩ .

30There should not be any criminal eye at all. 31Here, as kumars and kumaris grow older, their eyes continue to become criminal and then they perform criminal acts.

25Criminal act hōtī hai rāvaṇ rājya mē̃ .

32Criminal acts take place in the kingdom of Ravan.

26Satyug mē̃ criminal act hōtī nahī̃ .

33There are no criminal acts in the golden age.

27Criminal akṣhar hī nahī̃ hōtā .

34Even the word “criminal” doesn't exist there.

28Yahā̃ tō criminal act bahut hai .

35Here, there are many criminal acts.

29Unkē liē phir court ādi bhī haĩ .

36There are also courts for that.

30Vahā̃ court ādi hōtī nahī̃ .

37There are no courts etc. there.

31Wonder hai nā . 32Na jēl , na pulis , na chōr ādi hōtē .

38It is a wonder that there are no jails, police or thieves etc. there.

33Yah sab haĩ duḥkh key|kī bātē̃ , jō yahā̃ hō rahī haĩ isliē bachchō̃ kō samjhāyā gayā hai , yah tō khēl hai sukh aur duḥkh kā , hār aur jīt kā .

39All of these things of sorrow take place here. 40This is why it has been explained to you children that this is a play about happiness and sorrow, victory and defeat.

34Inkō bhī tum hī samajhtē hō .

41Only you understand this.

35Gāyā huā hai māyā sē hārē hār hai , māyā par jīt bāp ākar ādhākalp kē liē pahnātē haĩ .

42It has been remembered that those who are defeated by Maya are defeated by everything. 43The Father comes and enables you to gain victory over Maya for half the cycle.

36Phir ādhākalp hārnā paṛtā hai .

44You then have to be defeated for half the cycle.

37Yah kōī naī bāt nahī̃ .

45This is nothing new.

38Yah tō sādhāraṇ pāī-paisē kā khēl hai phir tum mujhē yād kartē hō tō apnā rājya-bhāgya ādhākalp kē liē lētē hō .

46This is an ordinary play worth a few pennies. 47Then, you remember Me and claim your fortune of the kingdom for half the cycle.

39Rāvaṇrājya mē̃ mujhē bhūl jātē hō .

48You forget Me in the kingdom of Ravan.

40Rāvaṇ duśhman hai , unkō her|har varṣh bhāratvāsī hī jalātē haĩ .

49Ravan is the enemy whose effigy the people of Bharat burn every year.

41Jis dēśh mē̃ bahut bhāratvāsī hōṅgē vahā̃ bhī jalātē hōṅgē .

50They also burn that effigy in countries that have many people of Bharat.

42Kahē̃gē yah bhārat-vāsiyō̃ K|kē dharm kā utsav hai .

51They say that that is a religious festival for the people of Bharat.

43Daśhaharā manātē haĩ tō bachchō̃ kō samjhānā hai - vah tō had key|kī bāt hai .

52They celebrate Dashera (burning an effigy of Ravan). 53Therefore, you children have to explain that that is a limited thing.

44Rāvaṇrājya tō abhī sārē viśhva par hai . 45Sirph laṅkā par nahī̃ hai .

54It is now Ravan’s kingdom over the whole world, not just over Lanka.

46Viśhva tō bahut baṛī hai nā .

55The world is very large, is it not?

47Bāp nē samjhāyā hai yah sr̥iṣhṭi sārī sāgar par khaṛī hai .

56The Father has explained that the whole world is surrounded by the ocean.

48Manuṣhya kahtē haĩ - nīchē ēk bail vā gaū hai jinkē sīṅg par sr̥iṣhṭi khaṛī hai phir thak jātē haĩ tō badaltē haĩ .

57People say that there is a bull below supporting the world on one of its horns and that when the bull becomes tired it changes it over to the other horn.

49Ab yah bāt tō hai nahī̃ .

58However, there isn’t anything like that.

50Pr̥ithvī tō pānī par khaṛī hai , chārō̃ taraph pānī hī pānī hai .

59The world is surrounded by water; all around there is water and only water.

51Tō abhī sārī duniyā mē̃ rāvaṇ rājya hai phir rām athavā īśhvarīy rājya sthāpan karnē bāp kō ānā paṛtā hai .

60It is now the kingdom of Ravan over the whole world. 61Therefore, the Father has come again to establish the kingdom of Rama or God’s kingdom.

52Sirph īśhvar kahnē sē bhī kah dētē īśhvar tō sarvśhaktimān haĩ , sab kuchh kar saktē haĩ .

62When you speak of Ishwar (God) they say that He is the Almighty Authority and that He can do everything.

53Phāltū mahimā hō jātī hai .

63That praise is unnecessary.

54Itnā lav|love nahī̃ rahtā .

64There isn’t that much love for Him.

55Yahā̃ īśhvar kō bāp kahā jātā hai .

65Here, God is called the Father.

56Bābā kahnē sē varsā milnē key|kī bāt hō jātī hai .

66When “Baba” is said, there is the aspect of receiving the inheritance.

57Śhivbābā kahtē haĩ hamēśhā bābā-bābā kahnā chāhiē .

67Shiv Baba says: You should always say “Baba, Baba”.

58Īśhvar vā prabhū ādi akṣhar bhūl jānē chāhiē .

68Forget the words “Ishwar” and “Prabhu”.

59Bābā nē kahā hai - māmēkam yād karō .

69Baba says: Constantly remember Me alone.

60Pradarśhanī ādi mē̃ bhī jab samjhātē hō tō ghaṛī-ghaṛī śhivbābā kā parichay dō .

70When you explain at exhibitions, give Shiv Baba’s introduction over and over again.

61Śhivbābā ēk hī ūñch tē ūñch hai , jiskō god father kahā jātā hai .

71Only Shiv Baba is the Highest on High and He is also called God, the Father.

62Musalmān allāh kahtē haĩ , subah kō 10 minute baiṭhkar kurān kā arth|earth kartē haĩ ki allāh miyā nē kahā hai , kiskō duḥkh nahī̃ dēnā chāhiē .

72The word “Baba” is the sweetest of all. 73“Shiv Baba, Shiv Baba” should continue to emerge from your mouths. 74These mouths are only of human beings; they couldn’t be a cows’ mouth.

63Yah nahī̃ karnā chāhiē .

75You are Shiv Shaktis.

64Aisē nahī̃ samajhtē ki bābā nē kahā hai .

76The nectar of knowledge emerges from your lotus lips.

65Bābā akṣhar sabsē mīṭhā hai . 66Śhivbābā , śhivbābā mukh sē nikaltā hai .

77In order to glorify your name, they have mentioned the Gaumukh (cow’s mouth).

67Mukh tō manuṣhya kā hī hōgā .

78They don’t say this about the Ganges.

68Gaū kā mukh thōṛēhī hō saktā . 69Tum hō śhiv śhaktiyā̃ .

79It is now that nectar emerges from the lotus lips.

70Tumhārē mukh kamal sē gyān amr̥it nikaltā hai .

80Once you have drunk the nectar of knowledge you cannot drink poison.

71Tumhārā nām bālā karnē gaū mukh kah diyā hai .

81By drinking nectar you become deities.

72Gaṅgā kē liē aisē nahī̃ kahē̃gē .

82I have now come to change devils into deities.

73Mukh kamal sē amr̥it abhī nikaltā hai .

83You are now becoming part of the deity community.

74Gyān amr̥it piyā tō phir viṣh pī|P nahī̃ saktē .

84No one knows how or when the confluence age comes.

75Amr̥it pīnē sē tum dēvtā bantē hō . 76Ab maĩ āyā hū̃ - asurō̃ kō dēvtā banānē .

85You know that we Brahma Kumars and Kumaris belong to the most elevated confluence age.

77Tum abhī daivī sampradāy ban rahē hō .

86All the rest are iron aged.

78Saṅgamyug kab , kaisē hōtā hai , yah bhī kiskō patā nahī̃ hai .

87There are very few of you. 88You have the knowledge of the tree.

79Tum jāntē hō ham brahmākumār-kumāriyā̃ purūṣhōttam saṅgamyugī haĩ .

89The tree is small at first and then it grows. 90They create so many inventions for birth control.

80Bākī jō bhī haĩ sab kaliyugī haĩ . 81Tum kitnē thōṛē hō .

91However, human beings want one thing to happen and something else happens instead.

82Jhāṛ key|kī bhī knowledge tumkō hai .

92Everyone has to die.

83Jhāṛ pahlē chhōṭā hōtā hai phir vr̥iddhi kō pātā hai . 84Kitnī invention nikāltē haĩ ki bachchē paidā cum|kam kaisē hō̃ .

93They think that they will have a very good harvest, but when the rains come, so much damage is caused.

85Parantu nar chāhat kuchh aur , bhaī kuchh aurē key|kī aur .

94No one understands about natural calamities.

86Sabkī mr̥ityu tō hōnī hī hai .

95Nothing is guaranteed.

87Abhī phasal bahut achchhī hōgī , I|āī|eye barsāt , kitnā nuksān kar dētī hai .

96When there are hailstorms at harvest time, so much damage is caused.

88Natural calamities kō tō kōī samajh na sakē .

97Even when there is no rain, damage is caused.

89Kōī bāt kā ṭhikānā thōṛēhī hai .

98They are known as natural calamities.

90Kahā̃ phasal hō aur barph K|kē ōlē paṛ jāē̃ tō kitnā nuksān hō paṛtā .

99There will be many of them. 100You have to be very courageous in order to remain safe from them.

91Bāriśh na paṛī tō bhī nuksān , inkō kudratī āpdāyē̃ kahā jātā hai .

101Someone who is unable to watch a person being operated on becomes unconscious.

92Yah tō ḍhēr hōnē vālī haĩ , insē bachnē kē liē bahut bahādur hōnā chāhiē .

102This whole dirty world is now going to have an operation.

93Kōī kā operation hōtā hai , tō kaī vah dēkh nahī̃ saktē haĩ , dēkhtē hī unconscious hō jātē haĩ .

103The Father says: I have come to perform an operation on everyone. 104The whole world is diseased.

94Abhī is sārī chhī-chhī sr̥iṣhṭi kā operation hōnā hai .

105The Father is also called the eternal Surgeon.

95Bāp kahtē haĩ maĩ ākar sabkā operation kartā hū̃ . 96Sārī sr̥iṣhṭi rōgī hai . 97Avināśhī surgeon bhī bāp kā nām hai .

106He performs such an operation on the whole world now that everyone who lives in that future world will never experience pain or sorrow.

98Vah sārē viśhva kā operation kar dēgē , jō phir viśhva mē̃ rahnē vālō̃ kō kabhī duḥkh nahī̃ hōgā .

107He is such a great Surgeon. 108He is the One who performs an operation on souls and the unlimited world.

99Kitnā baṛā surgeon hai . 100Ātmāō̃ kā bhī operation , bēhad sr̥iṣhṭi kā bhī operation karnē vālā hai .

109There, not only do human beings never become diseased, but animals too never become diseased.

101Vahā̃ manuṣhya tō kyā jānvar bhī rōgī nahī̃ hōtē haĩ .

110The Father explains what His part is and what the children’s parts are.

102Bāp samjhātē haĩ mērā aur bachchō̃ kā kyā part hai .

111This is known as the knowledge of the beginning, the middle and the end of creation.

103Iskō kahtē haĩ rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā gyān jō tum hī lē rahē hō .

112You are now receiving this. 113First, you children should have this happiness.

104Bachchō̃ kō pahlē-pahlē tō yah khuśhī hōnī chāhiē .

114Today is the day of the Satguru. 115You should always speak the truth.

105Āj satgurūvār hai , hamēśhā sat bōlnā chāhiē .

116In business, too, it is said: Speak the truth! 117Don’t cheat!

106Vyāpār mē̃ bhī kahtē haĩ nā - sat bōlō . 107Ṭhagī kī bāt nahī̃ karō .

118Nevertheless, they become greedy and quote a higher price and make a deal.

108Phir bhī lōbh mē̃ ākar kuchh jāstī dām batākar saudā kar dēgē .

119They never speak the truth; they only tell lies.

109Sach tō kabhī kōī bōltē nahī̃ .

120This is why they remember the Truth.

110Jhūṭh hī jhūṭh bōltē haĩ isliē sat kō yād kartē haĩ .

121It is said: May the name of the Truth be with you!

111Kahtē haĩ nā - sat nām saṅg hai . 112Abhī tum jāntē hō bābā jō satya hai vahī̃ saṅg chalē̃gē , ham ātmāō̃ K|kē .

122You now understand that only Baba, who is the Truth, will take you souls back with Him.

113Abhī sat kē sāth tum ātmāō̃ kā saṅg huā hai tō tum hī sāth jāyēṅgē .

123You souls have now come into the company of the Truth. 124Therefore, you will go back with Him.

114Tum bachchē jāntē hō śhivbābā āyā huā hai , jiskō truth kahā jātā hai .

125You children know that Shiv Baba, who is called the Truth, has come.

115Vah ham ātmāō̃ kō pavitra banākar sāth lē jāyēṅgē ēk hī bār .

126He will purify us souls and take us all back with Him at one time.

116Satyug mē̃ aisē nahī̃ kahtē haĩ ki rām-rām saṅg hai yā sat nām saṅg hai . 117Nahī̃ .

127In the golden age, you don’t say that the name of Rama or the name of the Truth is with you.

118Bāp kahtē haĩ abhī maĩ tum bachchō̃ kē pās āyā hū̃ , nayanō̃ par biṭhāē lē jātā hū̃ .

128The Father says: I have now come to you children. 129I seat you in My eyes and take you back home.

119Yah nain nahī̃ , tīsrā nētra .

130It is not these eyes, but the third eye.

120Tum jāntē hō is samay bāp āyē haĩ - sāth lē jāyēṅgē .

131You know that the Father has come at this time to take you back home.

121Śhaṅkar key|kī barāt nahī̃ , yah śhiv K|kē bachchō̃ key|kī barāt hai .

132It isn’t the procession of Shankar; it is the procession of the children of Shiva.

122Vah patiyō̃ kā pati bhī hai .

133He is also the Husband of all husbands.

123Kahtē haĩ tum sab brides hō . 124Maĩ hū̃ bridegroom .

134He says: All of you are brides and I am the Bridegroom.

125Tum sab āśhik hō , maĩ hū̃ māśhūk .

135All of you are lovers and I am the Beloved.

126Māśhūk ēk hī hōtā hai nā .

136There is just the one Beloved.

127Tum ādhākalp sē mujh māśhūk K|kē āśhik hō .

137You have been lovers of Myself, the Beloved, for half the cycle.

128Abhī maĩ āyā hū̃ sab bhaktiyā̃ haĩ . 129Bhaktō̃ key|kī rakṣhā karnē vālā hai bhagvān .

138I have now come. 139All of you are devotees; God is the One who protects all the devotees.

130Ātmā bhakti kartī hai śharīr kē sāth .

140Souls do devotion through their bodies.

131Satyug-trētā mē̃ bhakti hōtī nahī̃ .

141There is no devotion in the golden and silver ages.

132Bhakti kā phal satyug mē̃ bhōgtē hō , jō ab bachchō̃ kō dē rahē haĩ .

142You children are now being given the fruit of devotion and you experience the reward of that in the golden age.

133Vah tumhārā māśhūk hai , jō tumkō sāth lē jāyēṅgē phir tum apnē purūṣhārth anusār jākar rājya-bhāgya lē̃gē .

143That One is your Beloved. 144He will take you back home with Him, and you will then claim your fortune of the kingdom according to the efforts you make now.

134Yah kahā̃ bhī likhā nahī̃ hai .

145This is not written anywhere.

135Kahtē haĩ śhaṅkar nē pārvatī kō amarkathā sunāī .

146They say that Shankar related the story of immortality to Parvati.

136Tum sab hō pārvatiyā̃ .

147All of you are Parvatis.

137Maĩ hū̃ kathā sunānē vālā amarnāth .

148I am the Lord of Immortality who tells you the story of immortality.

138Amarnāth ēk kō hī kahā jātā hai .

149Only the One is called the Lord of Immortality.

139Ūñch tē ūñch bāp haĩ , unkō tō apnī dēh nahī̃ hai , kahtē haĩ maĩ amarnāth tum bachchō̃ kō amarkathā sunātā hū̃ .

150The Father is the Highest on High. 151He doesn't have a body of His own. 152He says: I, the Lord of Immortality, tell you children the story of immortality.

140Śhaṅkar-pārvatī yahā̃ kahā̃ sē āyē .

153How could Shankar and Parvati come here?

141Vah tō haĩ hī sūkṣhmavatan mē̃ , jahā̃ sūrya-chānd key|kī bhī rōśhnī nahī̃ rahtī .

154They exist in the subtle region where there is no light of the sun or moon.

142Satya bāp abhī tumkō satya kathā sunātē haĩ .

155The true Father is now telling you the true story.

143Bāp bigar sachchī kathā kōī sunā na sakē .

156No one but the Father can tell you the true story.

144Yah bhī samajhtē hō vināśh hōnē mē̃ time lagtā hai .

157You also understand that it takes time for destruction to take place.

145Kitnī baṛī duniyā hai , kitnē ḍhēr makān ādi girkar khatm hōṅgē .

158The world is so large. 159So many buildings will fall and be destroyed.

146Earth-quake mē̃ kitnā nuksān hōtā hai .

160So much damage will be caused by earthquakes.

147Kitnē martē haĩ .

161So many will die.

148Bākī tumhārā chhōṭā jhāṛ hōgā . 149Dēhlī paristān ban jāyēgī .

162Then, only your small tree will remain and Delhi will become Paristhan (Land of Angels).

150Ēk hī paristān mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya chaltā hai .

163Only the kingdom of Lakshmi and Narayan exists in Paristhan.

151Kitnē baṛē-baṛē mahal bantē hōṅgē .

164Such large palaces will be built there.

152Bēhad key|kī jāgīr miltī hai .

165You receive unlimited property.

153Tumkō kuchh kharchā nahī̃ karnā paṛtā hai .

166You don't have to incur any expense.

154Bābā kahtē haĩ inkī ( brahmā key|kī ) life mē̃ hī kitnā sastā anāj thā .

167Baba says: Grain was so cheap during this one's (Brahma's) life-time. 168Therefore, think how cheap it will be in the golden age.

155Tō satyug mē̃ kitnā sastā hōgā .

169Each one's home and land will be as big as Delhi.

156Dēhlī jitnē tō ēk-ēk K|kē ghar aur jamīn ādi hōgī .

170Your kingdom will exist by the banks of the river of sweet water.

157Mīṭhī nadiyō̃ par tumhārā rājya chalēgā .

171What will each of you not have? 172You will always have food.

158Ēk-ēk kō kyā nahī̃ hōgā . 159Sadā ann miltā rahēgā .

173You have seen how big the fruit and flowers are there.

160Vahā̃ K|kē phal-phūl bhī dēkhtē hō , kitnē baṛē-baṛē hōtē haĩ .

174You went there and came back, having drunk nectar (subiras).

161Tum śhūbīras pīkar ātē hō . 162Kahtē thē vahā̃ mālī hai .

175They used to say that there was a gardener there.

163Ab mālī tō jarūr baikuṇṭh mē̃ athavā nadī kinārē hōgā .

176The gardener would definitely be in Paradise and on the river banks.

164Vahā̃ kitnē thōṛē hōṅgē .

177There will be very few people there.

165Kahā̃ abhī itnē krōṛ , kahā̃ 9 lākh hōṅgē aur sab kuchh tumhārā hōgā .

178Now, there are so many billions. 179However, then, there will only be 900,000 and everything will belong to you.

166Bāp aisī rājāī dētē haĩ jō hamsē kōī chhīn na sakē .

180The Father is giving us such a kingdom that no one will be able to snatch it away from us.

167Āsmān , dhartī ādi sabkē mālik tum rahtē hō .

181You will remain the masters of the earth and sky.

168Gīt bhī bachchō̃ nē sunā .

182You children heard the song.

169Aisē-aisē gīt 6-8 haĩ jō sunnē sē hī khuśhī kā pārā chaṛh jātā hai .

183There are six to eight such songs that make the mercury of your happiness rise when you hear them.

170Dēkhō avasthā mē̃ kuchh gaṛbaṛ hai , tō gīt bajā lō . 171Yah hai khuśhī K|kē gīt .

184When you find that your stage is not quite right, just play one of those songs; they are songs of happiness.

172Tum tō arth|earth bhī jāntē hō .

185You even know the meanings of them.

173Bābā bahut yuktiyā̃ batlātē haĩ apnē kō harṣhitmukh banānē key|kī .

186Baba shows you many ways to keep yourselves cheerful.

174Bābā kō likhtē haĩ bābā itnī khuśhī nahī̃ rahtī hai . 175Māyā K|kē tūphān ātē haĩ .

187Some write to Baba and say that they don't have much happiness or that they experience storms of Maya.

176Arē māyā K|kē tūphān āyē - tum bājā bajā lō .

188Ah! but when storms of Maya come, just play some music.

177Khuśhī kē liē baṛē-baṛē mandirō̃ mē̃ bhī phāṭak par bājā bajtā rahtā hai .

189They play music at the entrance to the big temples to make people happy.

178Bāmbē mē̃ mādhavbāg mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē mandir K|kē phāṭak par bhī bājā bajtā rahtā hai .

190In Bombay, in Madhavbaag (an area in Bombay) they continue to play music at the entrance to the Lakshmi and Narayan temple.

179Tumkō kahtē haĩ - yah philmī record kyō̃ bajātē haĩ .

191Some people ask you why you play these film songs.

180Unkō kyā patā yah bhī drama anusār kām mē̃ ānē key|kī chīz hai .

192They don't know that, according to the drama, these things are very useful for us.

181Inkā arth|earth tō tum bachchē samajhtē hō .

193Only you children understand the meaning of them.

182Yah sunnē sē bhī khuśhī mē̃ ā jāyēṅgē .

194By listening to them you become happy.

183Parantu bachchē bhūl jātē haĩ .

195However, some children forget them.

184Ghar mē̃ kiskō gamī hōtī hai tō bhī gīt sunkar baṛē khuśh hōṅgē .

196When you are sad at home, listen to the songs and become happy.

185Yah bahut valuable chīz hai .

197These are very valuable things.

186Kōī K|kē ghar mē̃ jhagaṛā|jhagṛā chaltā hai - bōlō , bhagvānuvāch kām mahāśhatru hai .

198If quarrelling continues in someone’s home, tell them: God says: Lust is the greatest enemy.

187In par jīt pānē sē ham viśhva K|kē mālik banē̃gē phir phūlō̃ key|kī varṣhā hōgī , jayjaykār hō jāyēgī .

199By conquering this you will become the masters of the world. 200Then, there will be a shower of flowers and cries of victory.

188Sōnē K|kē fool|phūl barasē̃gē .

201Golden flowers will be showered.

189Tum abhī kāṇṭē sē sōnē K|kē fool|phūl ban rahē hō nā .

202You are now changing from thorns into golden flowers.

190Phir tumhārā avataraṇ hōgā , fool|phūl nahī̃ barastē lēkin tum fool|phūl bankar ātē hō .

203You will then incarnate. 204It isn’t that flowers shower, but that you come down as flowers.

191Manuṣhya samajhtē haĩ sōnē K|kē fool|phūl barastē haĩ .

205People think that there is a shower of golden flowers.

192Ēk rājkumār vilāyat mē̃ gayā , vahā̃ party dī thī , unkē liē sōnē K|kē fool|phūl banavāyē . 193Sabkē ūpar varṣhā key|kī .

206A prince went abroad and gave a party and had flowers made of gold for the party; they were showered down on everyone.

194Khuśhī K|kē mārē itnī khātirī key|kī . 195Sachchē-sachchē sōnē K|kē banāyē .

207He gave so much hospitality because of his happiness.

196Bābā unkī state ādi kō bhī achchhī rīti jāntē haĩ .

208He had them made of real gold. 209Baba knows his stateetc. very well.

197Vāstav mē̃ tum fool|phūl bankar ātē hō .

210In fact, you come down as flowers.

198Sōnē K|kē fool|phūl tum ūpar sē utartē hō .

211You flowers of gold come down from up above.

199Tum bachchō̃ kō kitnī lottery mil rahī hai viśhva K|kē bādśhāhī key|kī .

212You children are winning a big lottery of the sovereignty of the world.

200Jaisē laukik bāp bachchō̃ kō kahtē haĩ - tumhārē liē yah lāyā hū̃ tō bachchē kitnā khuśh hōtē haĩ .

213When a worldly father says, "I have brought this for you", his children become very happy.

201Bābā bhī kahtē haĩ tumhārē liē bahiśht lāyā hū̃ .

214Baba says: I have brought heaven for you. 215You will rule there.

202Tum vahā̃ rājya karē̃gē tō kitnī khuśhī hōnī chāhiē .

216Therefore, you should have so much happiness.

203Kōī kō chhōṭī saugāt dētē haĩ tō kahtē haĩ bābā āp tō hamkō viśhva kī bādśhāhī dētē hō , yah saugāt kyā hai .

217When Baba gave a small gift to someone, that person said: Baba, You give us the kingdom of the world. 218What is this gift compared to that?

204Arē śhivbābā key|kī yādgār sāth rahēgī tō śhivbābā key|kī yād rahēgī aur tumkō padma mil jāyēṅgē .

219Ah, but when you have a souvenir of Shiv Baba with you, you will be able to remember Shiv Baba and receive multimillions.

205Achchhā  !

220Achcha.

206Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

221To the sweetest, beloved, long-lost, now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

207Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

222The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

208Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

223Essence for dharna:

2091 ) sat K|kē saṅg vāpas jānā hai isliē sadā sachchā hōkar rahnā hai .

224 1. You have to return home in the company of the Truth.

210Kabhī bhī jhūṭh nahī̃ bōlnā hai .

225Therefore, remain constantly truthful. 226Never tell lies.

2112 ) ham brahmā bābā K|kē bachchē āpas mē̃ bhāī-bahan haĩ , isliē kōī bhī criminal act nahī̃ karnī hai .

227 2. You children of Brahma Baba are brothers and sisters. 228Therefore, you must not perform any criminal acts.

212Bhāī-bhāī aur bhāī-bahan K|kē sivāē aur kisī sambandh kā bhān na rahē .

229There should be no awareness of any relationship other than that of brothers and brothers and sisters.

Blessing

213Vardān  : lōk pasand sabhā key|kī ticket book karnē vālē rājya siṃhāsan adhikārī bhav

230Blessing: May you have a right to the throne of the kingdom by booking a ticket for the lok-pasand sabha (Public assembly).

214Kōī bhī saṅkalp yā vichār kartē hō tō pahlē check karō ki yah vichār va saṅkalp bāp pasand hai  ?

231 When you have a thought or an idea, first of all check whether that thought or idea is something that the Father would like.

215Jō bāp pasand hai vah lōk pasand svataḥban jātē haĩ .

232That which is liked by the Father will automatically be liked by people.

216Yadi kisī bhī saṅkalp mē̃ svārtha hai tō man pasand kahē̃gē aur viśhva kalyāṇārtha hai tō lōkpasand va prabhū pasand kahē̃gē .

233If there is some selfishness in the thought, it would then be said to be liked by the self, whereas if it is for the benefit of the world, it would be said to be loved by people and by God.

217Lōk pasand sabhā K|kē member bannā arthāt lā|law and order kā rājya adhikār va rājya siṃhāsan prāpt kar lēnā .

234To be a member of the “lok-pasand sabha” means to attain the right and throne to the kingdom of law and order.

Slogan

218Slōgan  : paramātma sāth kā anubhav karō tō sab kuchh sahaj anubhav kartē huē safe rahē̃gē .

235Slogan: Experience God’s company and you will remain safe and experience everything to be easy.

236*** Om Shanti ***