रविवार 8 नवंबर 2020 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

008-11-20 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 01-10-87 madhuban

0 08/11/20 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 01/10/87

1Īśhvarīy snēh - jīvan parivartan kā foundation hai

1God's love is the foundation for transformation in life.

2Āj snēh K|kē sāgar apnē snēhī bachchō̃ sē milnē āyē haĩ .

2Today, the Ocean of Love has come to meet His loving children.

3Bāp aur bachchō̃ kā snēh viśhva kō snēh sūtra mē̃ bāndh rahā hai .

3The love of the Father and the children is tying the world in the thread of love.

4Jab snēh K|kē sāgar aur snēh sampann nadiyō̃ kā male|mail|mēl hōtā hai tō snēh-bharī nadī bhī bāp samā na master snēh kā sāgar ban jātī hai isliē viśhva key|kī ātmāyē̃ snēh K|kē anubhav sē svataḥ hī samīp ātī jā rahī haĩ .

4When the meeting of the Ocean of Love and the rivers full of love takes place, the rivers full of love also become master oceans of love, like the Father. 5This is why souls of the world are automatically continuing to come close with the experience of love.

5Pavitra pyār vā īśhvarīy parivār K|kē pyār sē - kitnī bhī anjān ātmāyē̃ hō̃ , bahut samay sē parivār K|kē pyār sē vañchit patthar samān bannē vālī ātmā hō lēkin aisē patthar samān ātmāyē̃ bhī īśhvarīy parivār K|kē snēh sē pighal pānī ban jātī hai .

6No matter how unknowing souls are, how stone-like they may have become through being deprived of the love of the family for a long time, with pure love and God's love, even such stone-like souls, with the love of the Godly family, melt and become like water.

6Yah hai īśhvarīy parivār K|kē pyār key|kī kamāl .

7This is the wonder of the love of the Godly family.

7Kitnā bhī svayã kō kinārē karē lēkin īśhvarīy pyār chumbak K|kē samān svataḥ hī samīp lē ātā hai .

8No matter how much they may keep themselves aside, Godly love automatically pulls them like a magnet and brings them close.

8Iskō kahtē haĩ īśhvarīy snēh kā pratyakṣhaphal .

9This is called the practical fruit of God's love.

9Kitnā bhī kōī svayã kō alag rāstē vālē mānē̃ lēkin īśhvarīy snēh sahyōgī banāē ' āpas mē̃ ēk hō ' āgē baṛhnē K|kē sūtra mē̃ bāndh dētā hai .

10No matter how much some consider themselves to be on a different path, God's love makes them co-operative and ties them with the thread, "We are all one" and enables them to move forward.

10Aisā anubhav kiyā nā .

11You had this experience, did you not?

11Snēh pahlē sahyōgī banātā hai , sahyōgī banātē-banātē svataḥ hī samay par sarv kō sahajyōgī bhī banā dētā hai .

12Love first of all makes them co-operative. 13By gradually making them co-operative, in time it will automatically make them easy yogis.

12Sahyōgī bannē key|kī niśhānī hai - āj sahyōgī haĩ , kal sahajyōgī ban jāyēṅgē .

14The sign of being co-operative is that, today, they are co-operative and, tomorrow, they will become easy yogis.

13Īśhvarīy snēh parivartan kā foundation ( nīṃv ) hai athavā jīvan-parivartan kā bījasvarūp hai .

15God's love is the foundation for transformation, that is, it is the seed for transformation in life.

14Jin ātmāō̃ mē̃ īśhvarīy snēh key|kī anubhūti kā bīj paṛ jātā hai , tō yah bīj sahyōgī bannē kā vr̥ikṣha svataḥ hī paidā kartā rahēgā aur samay par sahajyōgī bannē kā phal dikhāī dēgā kyōṅki parivartan kā bīj phal jarūr dikhātā hai .

16Souls who have the seed of experiencing God's love in them automatically make the tree of being co-operative grow and, at the right time, the fruit of becoming easy yogis will be visible because the seed of transformation definitely bears fruit.

15Sirph kōī phal jaldī nikaltā hai , kōī phal samay par nikaltā hai .

17It is just that some fruit emerges quickly, whereas other fruit emerges at its own time.

16Chārō̃ ōr dēkhō , āp sabhī master snēh K|kē sāgar , viśhva-sēvādhārī bachchē kyā kārya kar rahē hō  ?

18Just see, everywhere what all of you master oceans of love, you world server children, are doing!

17Viśhva mē̃ īśhvarīy parivār K|kē snēh kā bīj bō rahē hō .

19You are sowing seeds of love of the Godly family in the world.

18Jahā̃ bhī jātē hō - chāhē kōī nāstik hō vā āstik hō , bāp kō na bhī jāntē hō̃ , na bhī māntē hō̃ lēkin itnā avaśhya anubhav kartē haĩ ki aisā īśhvarīy parivār kā pyār jō āp śhivvanśhī brahmākumār / brahmākumāriyō̃ sē miltā hai , yah kahī̃ bhī nahī̃ miltā aur yah bhī māntē haĩ ki yah snēh vā pyār sādhāraṇ nahī̃ hai , yah alaukik pyār hai vā īśhvarīy snēh hai .

20Wherever you go, whether someone is an atheist or a theist, even if he doesn't know or accept the Father, he definitely feels that he cannot receive anywhere else such love as that of the Godly family, which he receives from you Brahma Kumars and Kumaris, who belong to Shiva's clan. 21He would also accept that this love and affection is not ordinary, that this is unique love, that it is Godly love.

19Tō indirect nāstik sē āstik hō gayā nā .

22So, from being an atheist he has indirectly become a theist, has he not?

20Īśhvarīy pyār hai , tō vah kahā̃ sē āyā  ?

23Since it is Godly love, where did it come from?

21Kiraṇē̃ sūrya kō svataḥ hī siddh kartī haĩ .

24The rays automatically prove the existence of the sun.

22Īśhvarīy pyār , alaukik snēh , niḥsvārth snēh svataḥ hī dātā bāp kō siddha kartā hī hai .

25Godly love, unique, spiritual love and altruistic love automatically prove the existence of the Father, the Bestower.

23Indirect īśhvarīy snēh K|kē pyār dvārā snēh K|kē sāgar bāp sē sambandh juṭ jātā hai lēkin jāntē nahī̃ haĩ kyōṅki bīj pahlē gupta rahtā hai , vr̥ikṣha spaṣhṭ dikhāī dētā hai .

26Because they experience Godly love, their relationship is indirectly forged with the Father, the Ocean of Love, but they don't know this because the Seed is at first incognito, whereas the tree is clearly visible.

24Tō īśhvarīy snēh kā bīj sarv kō sahyōgī sō sahajyōgī , pratyakṣarūp mē̃ samay pramāṇ pratyakṣha kar rahā hai aur kartā rahēgā .

27So, the seed of Godly love is making all of you reveal yourselves as co-operative and easy yogis in a practical way, according to the time and it will continue to do so.

25Tō sabhī nē īśhvarīy snēh K|kē bīj ḍālnē key|kī sēvā key|kī .

28So, all of you did the service of sowing the seed of God's love.

26Sahyōgī banānē key|kī śhubh bhāvnā aur śhubh kāmnā K|kē viśhēṣh dō pattē bhī pratyakṣha dēkhē .

29You also practically saw the two special leaves - good wishes and pure feelings - that make them co-operative.

27Abhī yah tanā vr̥iddhi kō prāpt kartē pratyakṣhaphal dikhāyēgā .

30This trunk will now grow and show the practical fruit.

28Bāpdādā sarv bachchō̃ K|kē variety ( bhinn-bhinn ) prakār key|kī sēvā kō dēkh harṣhit hōtē haĩ .

31BapDada is pleased to see the variety of service of all the children.

29Chāhē bhāṣhaṇ karnē vālē bachchē , chāhē sthūl sēvā karnē vālē bachchē - sarv K|kē sahyōg key|kī sēvā sē saphaltā kā phal prāpt hōtā hai .

32Whether they are children who give lectures, children who do physical service, success in service is achieved with everyone's co-operation.

30Chāhē pahrā dēnē vālē hō̃ , chāhē bartan sambhālnē vālē hō̃ lēkin jaisē pāñch aṅguliyō̃ K|kē sahyōg sē kitnā bhī śhrēṣhṭh kārya , baṛā kārya sahaj hō jātā hai , aisē har ēk brāhmaṇ bachchō̃ K|kē sahyōg sē jitnā sōchā thā ki aisā hōgā , us sōchnē sē hajār guṇā jyādā sahaj kārya hō gayā .

33Whether it is someone on guard duty or someone who looks after the dishes, with the co-operation of all five fingers, no matter how big or how elevated a task may be, it is easily accomplished. 34In the same way, with the co-operation of every Brahmin child, every task has ended up being a thousand times easier than you had thought.

31Yah kiskī kamāl hai  ?

35Whose wonder is this?

32Sabhī key|kī .

36Everyone's.

33Jō bhī kārya mē̃ sahyōgī banē - chāhē svachchhatā bhī rakhī , chāhē table ( mēj ) sāph kiyā lēkin sarv K|kē sahyōg key|kī result ( pariṇām ) saphaltā hai .

37Whoever was co-operative in this task, whether you maintained cleanliness, whether you wiped the tables, the result of everyone's co-operation has been successful.

34Yah saṅgaṭhan key|kī śhakti mahān hai .

38The power of this gathering is great.

35Bāpdādā dēkh rahē thē - na sirph madhuban mē̃ ānē vālē bachchē lēkin jō sākār mē̃ bhī nahī̃ thē , chārō̃ ōr K|kē brāhmaṇ bachchō̃ key|kī , chāhē dēśh , chāhē vidēśh - sabkē man key|kī śhubh bhāvnā aur śhubh kāmnā kā sahyōg rahā .

39BapDada saw that this wasn't just because of the children who came to Madhuban, for even those who were not present here in the physical form, all the Brahmin children from everywhere, from this land and abroad, co-operated with good wishes and pure feelings in their mind.

36Yah sarv ātmāō̃ key|kī śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā kā kilā ātmāō̃ kō parivartan kar lētā hai . 37Chāhē nimitt śhaktiyā̃ bhī rahī̃ , pāṇḍav bhī rahē .

40This fortress of the good wishes and pure feelings of all the souls brings about transformation in souls, whether it is the Shaktis or the Pandavas who were instruments for this.

38Nimitt sēvādhārī viśhēṣh her|har kārya mē̃ bantē hī haĩ lēkin vāyumaṇḍal kā kilā sarv K|kē sahyōg sē hī bantā hai .

41Of course special servers become instruments in every task, but the fortress of the atmosphere is only created with everyone's co-operation.

39Nimitt bannē vālē bachchō̃ kō bhī bāpdādā mubārak dētē haĩ , lēkin sabsē jyādā mubārak sabhī bachchō̃ kō .

42BapDada is congratulating the children who were the instruments but He is most of all congratulating all the children.

40Bāp kō bachchē mubārak kyā dēgē kyōṅki bāp tō avyakt hō gayā .

43What congratulations could you children give to the father, because he has become avyakt?

41Vyakt mē̃ tō bachchō̃ kō nimitt banāyā isliē bāpdādā sadā bachchō̃ K|kē hī gīt gātē haĩ .

44He made you children the instruments in the physical form. 45This is why BapDada constantly sings the songs of only you children.

42Āp bāp K|kē gīt gāō , bāp āpkē gīt gāyē .

46You sing songs of the Father and the Father sings songs of you.

43Jō bhī kiyā , bahut achchhā kiyā .

47Whatever you did, you did very well.

44Bhāṣhaṇ karnē vālō̃ nē bhāṣhaṇ achchhē kiyē , stage sajānē vālō̃ nē stage achchhī sajāī aur viśhēṣh yōg-yukt bhōjan banānē vālē , khilānē vālē , sabjī kāṭnē vālē rahē .

48Those who gave lectures gave good lectures, those who decorated the stage decorated it well and those who prepared the food, those who served the food and those who cut the vegetables were especially yogyukt.

45Pahlē foundation tō sabjī kaṭtī hai .

49The first foundation is that of cutting vegetables.

46Sabjī nahī̃ kaṭē tō bhōjan kyā banēgā  ?

50If the vegetables were not cut, what food would be prepared?

47Sab department vālē all-round ( sarv prakār key|kī ) sēvā kē nimitt rahē . 48Sunāyā nā - agar saphāī vālē saphāī nahī̃ kartē tō bhī prabhāv nahī̃ paṛtā .

51Those from all departments were instruments for all-round service. 52You were told that, if those who maintain the cleanliness didn't keep everything clean, there wouldn't have been that impact.

49Har ēk kā chēhrā īśhvarīy snēh sampann nahī̃ hōtā tō sēvā key|kī saphaltā kaisē hōtī .

53If each one's face was not full of God’s love, then how could there have been success in service?

50Sabhī nē jō bhī kārya kiyā , snēh bharkar K|kē kiyā isliē , unhō̃ mē̃ bhī snēh kā bīj paṛā .

54Whatever work each one of you did, you filled it with love and did it. 55This is why the seed of love was sown in them.

51Umaṅg-utsāh sē kiyā , isliē unhō̃ mē̃ bhī umaṅg-utsāh rahā .

56You did it with zeal and enthusiasm and that was why others also had zeal and enthusiasm.

52Anēktā hōtē bhī snēh K|kē sūtra K|kē kāraṇ ēktā key|kī hī bātē̃ kartē rahē .

57While there was diversity, because of the thread of love, they only spoke of unity.

53Yah vāyumaṇḍal K|kē chhatrachhāyā key|kī viśhēṣhtā rahī .

58This was the speciality of the canopy of the atmosphere.

54Vāyumaṇḍal chhatrachhāyā ban jātā hai .

59The atmosphere becomes a canopy of protection.

55Tō chhatrachhāyā K|kē andar hōnē K|kē kāraṇ kaisē bhī saṅskār vālē snēh K|kē prabhāv mē̃ samāyē huē thē .

60So, because of being under the canopy of protection, no matter what type of sanskars they had, they were absorbed by the influence of love.

56Samjhā  ?

61Do you understand?

57Sabhī key|kī baṛē tē baṛī duty ( jimmēvārī ) thī .

62All of you had the greatest of all duties (responsibilities).

58Sabhī nē sēvā key|kī .

63All of you did service.

59Kitnā bhī vō aur kuchh bōlnē chāhē̃ , tō bhī bōl nahī̃ saktē vāyumaṇḍal K|kē kāraṇ .

64No matter how much they wanted to speak of something else, they were unable to do so because of the atmosphere.

60Man mē̃ kuchh sōchē̃ bhī lēkin mukh sē nikal nahī̃ saktā kyōṅki pratyakṣha āp sabkī jīvan K|kē parivartan kō dēkh unhō̃ mē̃ bhī parivartan key|kī prērṇā svataḥ hī ātī rahī .

65Even if they thought something in their minds, they were unable to speak about it, because, seeing the practical transformation in the lives of all of you, they also automatically continued to be inspired to bring about transformation.

61Pratyakṣha pramāṇ dēkhā nā .

66You saw the practical proof, did you not?

62Śhāstra pramāṇ sē bhī , sabsē baṛā pratyakṣha pramāṇ hai .

67Even more powerful than the proof of the scriptures is practical proof.

63Pratyakṣha pramāṇ kē āgē aur sab pramāṇ samā jātē haĩ .

68All other types of proof become merged in front of practical proof.

64Yah rahī sēvā key|kī result .

69This was the result of service.

65Abhī bhī usī snēh K|kē sahyōg key|kī viśhēṣhtā sē aur samīp lātē rahē̃gē tō aur bhī sahyōg mē̃ āgē baṛhtē jāyēṅgē .

70Even now, if you continue to bring them closer with the speciality of the co-operation of love, they will continue to move forward even more in their co-operation.

66Phir bhī pratyakṣhatā kā āvāj buland tabhī hōgā , jab sab sattāō̃ kā sahyōg hōgā .

71Nevertheless, only when there is co-operation from all authorities will the sound of revelation be heard loudly.

67Viśhēṣh sarv sattāyē̃ jab milkar ēk āvāj buland karē̃ , tab hī pratyakṣhatā kā pardā viśhva kē āgē khulēgā .

72Only when all the special authorities come together and speak out loud with one voice will the curtain of revelation open in front of the world.

68Vartamān samay jō sēvā kā plan banāyā hai , vah isliē hī banāyā hai nā .

73So, the plans for service you have made at present are for this purpose, are they not?

69Sabhī varg vālē arthāt sattā vālē samparka mē̃ , sahyōg mē̃ āyē̃ , snēh mē̃ āyē̃ tō phir sambandh mē̃ ākar sahajyōgī ban jāyēṅgē .

74If people from all fields, that is, all the authorities, connect with us and are co-operative and loving, they will form a relationship and become easy yogis.

70Agar kōī bhī sattā sahyōg mē̃ nahī̃ ātī hai tō sarv K|kē sahyōg kā jō kārya rakhā hai , vah saphal kaisē hōgā  ?

75If even one authority does not co-operate, how would the task that you have undertaken of "Global Co-operation" be successful?

71Abhī foundation paṛā viśhēṣh sattā kā .

76The foundation of the special authorities has now been laid.

72Dharm sattā sabsē baṛē tē baṛī sattā hai nā .

77The field of religion is a very great authority, is it not?

73Us viśhēṣh sattā dvārā foundation ārambh huā .

78The foundation has now begun with that special authority.

74Snēh kā prabhāv dēkhā nā .

79You saw the effect of love, did you not?

75Vaisē lōg kyā kahtē thē ki - yah itnē sab ikaṭṭhē kaisē bulā rahē hō  ? 76Yah lōg bhī sōchtē rahē nā .

80What were people saying? 81“How are you able to invite so many of them together (first conference of all the mahamandleshwars from India) here?”

77Lēkin īśhvarīy snēh kā sūtra ēk thā , isliē , anēktā K|kē vichār hōtē huē bhī sahyōgī bannē kā vichār ēk hī rahā . 78Aisē abhī sarv sattāō̃ kō sahyōgī banāō .

82Those people were also wondering this, were they not? 83However, there was the one thread of God's love, and this was why, even though they had diverse opinions, there was just the one thought of being co-operative.

79Ban bhī rahē haĩ lēkin aur bhī samīp , sahyōgī banātē chalō kyōṅki abhī golden jubilee ( svarṇ jayantī ) samāpt huī , tō abhī sē , aur pratyakṣhatā K|kē samīp ā gayē .

84Similarly, make those of all professions co-operative in the same way. 85They are becoming that but bring them even closer and make them co-operative more because the Golden Jubilee has now ended, and so you have come even closer to revelation now.

80Diamond jubilee arthāt pratyakṣhatā kā nārā buland karnā .

86The Diamond Jubilee means to make the sound of revelation be heard loud and clearly.

81Tō is varṣh sē pratyakṣhatā kā pardā abhī khulnē ārambh huā hai .

87So, this year, the curtain of revelation has started to open.

82Ēk taraph vidēśh dvārā bhārat mē̃ pratyakṣhatā huī , dūsrē taraph nimitt mahāmaṇḍalēśhvarō̃ dvārā kārya key|kī śhrēṣhṭhatā key|kī saphaltā .

88On the one hand, there was revelation in Bharat through the lands abroad, and on the other side, there was the success of the great task of the mahamandleshwars.

83Vidēśh mē̃ U|you . N . vālē nimitt banē , vē|way bhī viśhēṣh nāmīgrāmī aur bhārat mē̃ bhī nāmīgrāmī dharm sattā hai .

89Abroad, the United Nations became the instrument; they are especially very well known. 90In Bharat, it is the authority of religion that is very well known.

84Tō dharm sattā vālō̃ dvārā dharm-ātmāō̃ key|kī pratyakṣhatā hō - yah hai pratyakṣhatā kā pardā khulnā ārambh hōnā .

91So, to bring about revelation of the dharamatmas through the authority of religion is to begin to open the curtain of revelation.

85Ajun khulnā ārambh huā hai . 86Abhī khulnē vālā hai .

92As yet, it has only just begun to open; it is still to open.

87Pūrā nahī̃ khulā hai , ārambh huā hai .

93It hasn't opened fully, it has only just begun to open.

88Vidēśh K|kē bachchē jō kārya kē nimitt banē , yah bhī viśhēṣh kārya rahā .

94The children abroad were instruments for that task; that was also a special task.

89Pratyakṣhatā K|kē viśhēṣh kārya mē̃ is kārya K|kē kāraṇ nimitt ban gayē .

95In the special task of revelation, you became instruments for this task.

90Tō bāpdādā vidēśh K|kē bachchō̃ kō is antim pratyakṣhatā K|kē hero part mē̃ nimitt bannē K|kē sēvā key|kī bhī viśhēṣh mubārak dē rahē haĩ .

96BapDada is giving special congratulations to the children abroad for being the instruments to play the hero part in this final revelation.

91Bhārat mē̃ halchal tō machā lī nā .

97You created upheaval in Bharat, did you not?

92Sabkē kānō̃ tak āvāj gayā .

98The sound reached everyone's ears.

93Yah vidēśh kā buland āvāj bhārat K|kē kumbhakaraṇō̃ kō jagānē kē nimitt tō ban gayā .

99This sound from abroad at least became instrumental in awakening the Kumbhakarnas of Bharat.

94Lēkin abhī sirph āvāj gayā hai , abhī aur jagānā hai , uṭhānā hai .

100However, as yet, the sound has only just been heard; they still have to be woken up.

95Abhī sirph kānō̃ tak āvāj pahuñchā hai .

101You have to get them up. 102The sound has only just reached their ears.

96Sōyē huē kō agar kān mē̃ āvāj jātā hai tō thōṛā hiltā hai nā , halchal tō kartā hai nā .

103When a sound reaches someone who is sleeping, he stirs a little; there is a little movement. 104So, the movement has been created.

97Tō halchal paidā huī . 98Halchal mē̃ thōṛē jāgē haĩ , samajhtē ki yah bhī kuchh haĩ .

105In the movement, they have woken a little and they understand that there is something in this.

99Abhī jāgēṅgē tab jab aur jōr sē āvāj karē̃gē .

106They will awaken when you make a louder sound.

100Abhī pahlē bhī thōṛā jōr sē huā .

107The sound now was a little louder than before.

101Aisē hī kamāl tab hō jab sab sattā vālē ikaṭṭhē stage par snēh milan karē̃ .

108In the same way, it will be a wonder when all the authorities have a sneh-milan (loving meeting) together on the stage.

102Sab sattā key|kī ātmāō̃ dvārā īśhvarīy kārya key|kī pratyakṣhatā ārambh hō , tab pratyakṣhatā kā pardā pūrā khulēgā .

109When the revelation of God's task begins with all the souls of all the authorities, the curtain of revelation will then open fully.

103Isliē abhī jō programme banā rahē hō usmē̃ yah lakṣhya rakhnā ki sab sattāō̃ kā snēh milan hō .

110This is why you have to keep the aim in the programme that you are now making, that there should be a sneh-milan of all authorities.

104Sab vargō̃ kā snēh milan tō hō saktā hai .

111A sneh-milan of all authorities can take place.

105Jaisē sādhāraṇ sādhuō̃ kō bulātē tō kōī baṛī bāt nahī̃ , lēkin yah mahāmaṇḍalēśhvarō̃ kō bulāyā nā .

112For instance, when you call the ordinary sages, that is not a big thing, but you called all the mahamandleshwars.

106Aisē tō śhaṅkarāchārya key|kī bhī is saṅgaṭhan mē̃ aur hī śhōbhā hōtī .

113In fact, there would have been greater splendour in this gathering if Shankaracharya had come.

107Lēkin ab uskā bhī bhāgya khul jāyēgā .

114However, his fortune will also open now.

108Andar sē tō phir bhī sahyōgī hai .

115He is at least internally co-operative.

109Bachchō̃ nē mēhnat bhī achchhī key|kī . 110Lēkin phir bhī lōk-lāj tō rakhnī paṛtī hai .

116Children have worked very hard, but people’s opinions have to be considered.

111Vah bhī din āyēgā jab sabhī sattā vālē mil karkē kahē̃gē ki śhrēṣhṭh sattā , īśhvarīy sattā , ādhyātmik sattā hai tō ēk paramātm-sattā hī hai isliē lambē samay kā plan banāyā hai nā .

117The day will also come when those of all authorities will say together that the most elevated authority, the Godly authority, the spiritual authority, is the authority of the one God. 118This is why you have made a plan for a long period, have you not?

112Itnā samay isliē milā hai ki sabhī kō snēh K|kē sūtra mē̃ bāndh samīp lāō .

119You have been given all this time, so that you can tie everyone in the thread of love and bring them close.

113Yah snēh chumbak banēgā jō sab ēk sāth saṅgaṭhan rūp mē̃ bāp key|kī stage par pahũch jāē .

120This love will become a magnet, so that all of them will come together on to the Father's stage as a group.

114Aisā plan banāyā hai nā  ?

121You have made such a plan, have you not?

115Achchhā .

122Achcha.

116Sēvādhāriyō̃ kō sēvā kā pratyakṣhaphal bhī mil gayā .

123You servers have received the practical fruit of all the service you did.

117Nahī̃ tō , abhī number nayē bachchō̃ kā hai nā .

124Otherwise, it is now the turn of the new ones to meet Baba.

118Āp lōg tō milan manātē-manātē ab vānaprasth avasthā tak pahũchē hō .

125All of you have now reached the stage of retirement whilst continuously celebrating meetings.

119Abhī apnē chhōṭē bhāī-bahinō̃ kō turn dē rahē hō .

126You are now giving your younger brothers and sisters their turn.

120Svayã vānaprasthī banē tab aurō̃ kō chance diyā .

127It is because you became those who are in the stage of retirement that you gave a chance to others.

121Ichchhā tō sabkī baṛhtī hī jāyēgī .

128Of course everyone's desires will continue to increase.

122Sab kahē̃gē - abhī bhī milnē kā chance milnā chāhiē .

129Everyone will say that they should even now have a chance to meet Baba.

123Jitnā milē̃gē , utnā aur ichchhā baṛhtī jāyēgī .

130The more you receive, the more your desire will increase.

124Phir kyā karē̃gē  ?

131What will you then do?

125Aurō̃ kō chance dēnā bhī svayã tr̥ipti kā anubhav karnā hai kyōṅki purānē tō anubhavī haĩ , prāpti-svarūp haĩ .

132To give a chance to others means to experience yourself to be fully satisfied because the older ones are experienced. 133You are embodiments of attainments.

126Tō prāpti-svarūp ātmāyē̃ sarv par śhubh bhāvnā rakhnē vālē , aurō̃ kō āgē rakhnē vālē hō .

134Souls who are embodiments of attainments are those who have good wishes for everyone, the ones who keep others in front.

127Yā samajhtē hō ham tō mil lēvē̃  ?

135Or, do you feel that you should also meet now?

128Ismē̃ bhī niḥsvārthī bannā hai .

136You have to be altruistic in this too.

129Samajhdār hō .

137You are sensible.

130Ādi , madhya , ant kō samajhnē vālē hō .

138You are those who understand the beginning, the middle and the end.

131Samay kō bhī samajhtē hō .

139You also understand the time.

132Prakr̥iti K|kē prabhāv kō bhī samajhtē hō .

140You understand the influence of matter.

133Part kō bhī samajhtē hō .

141Each of you also understands your part.

134Bāpdādā bhī sadā hī bachchō̃ sē milnē chāhtē haĩ .

142BapDada too always wants to meet you children.

135Agar bachchē milnē chāhtē tō pahlē bāp chāhtā , tab bachchē bhī chāhtē . 136Lēkin bāp kō bhī samay kō , prakr̥iti kō dēkhnā tō paṛtā hai nā .

143If the children want to meet, it is because the Father wants to meet you first, and this is why you children also want to meet. 144However, the Father also has to consider the time and matter.

137Jab is duniyā mē̃ ātē haĩ tō duniyā key|kī sab bātō̃ kō dēkhnā paṛtā hai .

145When He comes into this world, He has to consider everything of this world.

138Jab insē dūr avyakt vatan mē̃ haĩ tō vahā̃ tō pānī key|kī , samay key|kī , rahnē ādi key|kī problem ( samasyā ) hī nahī̃ .

146When He is far from here, in the subtle region, then there is no problem of water, time, or accommodation there. 147Those from Gujarat live close.

139Gujarāt vālē samīp rahtē haĩ . 140Tō iskā bhī phal milā hai nā .

148So you have also received the fruit of that, have you not?

141Yah bhī gujarāt vālō̃ key|kī viśhēṣhtā hai , sadaiv ever ready rahtē haĩ .

149It is a speciality of those from Gujurat that they always remain everready.

142' hā̃ jī ' kā pāṭh pakkā hai aur jahā̃ bhī rahnē kā sthān milē , tō rah bhī jātē haĩ .

150You have made the lesson of "Ha ji" (Yes indeed) very firm, and you stay wherever you are given a place to stay.

143Her|har paristhiti mē̃ khuśh rahnē key|kī bhī viśhēṣhtā hai .

151You also have the speciality of remaining happy in all circumstances.

144Gujarāt mē̃ vr̥iddhi bhī achchhī hō rahī hai .

152There is good growth in Gujarat.

145Sēvā kā umaṅg-utsāh svayã kō bhī nirvighna banātā , dūsrō̃ kā bhī kalyāṇ kartā hai . 146Sēvābhāv key|kī bhī saphaltā hai .

153The enthusiasm for service makes you free from obstacles and also brings benefit to others. 154There is also success in having the feeling of serving.

147Sēvā-bhāv mē̃ agar aham-bhāv ā gayā tō uskō sēvā-bhāv nahī̃ kahē̃gē .

155If the feeling of "I" is mixed in doing service, that would not be called the motivation to serve.

148Sēvā-bhāv saphaltā dilātā hai .

156The feeling of serving brings success.

149Aham-bhāv agar mix hōtā hai tō mēhnat bhī jyādā , samay bhī jyādā , phir bhī svayã key|kī santuṣhṭī nahī̃ hōtī .

157If the feeling of "I" is mixed with it, it takes more hard work and more time and you yourself are not even content.

150Sēvā-bhāv vālē bachchē sadā svayã bhī āgē baṛhtē aur dūsrō̃ kō bhī āgē baṛhātē haĩ .

158Children who have the motivation to serve move forward themselves and also enable others to move forward.

151Sadā uṛtī kalā kā anubhav kartē haĩ .

159You constantly experience the flying stage.

152Achchhī himmat vālē haĩ .

160You have good courage.

153Jahā̃ himmat hai vahā̃ bāpdādā bhī her|har samay kārya mē̃ madadgār haĩ .

161Where there is courage, BapDada always helps in every task.

154Mahārathī tō haĩ hī mahādānī .

162The maharathis are great donors anyway.

155Jō bhī mahārathī sēvā kē prati āyē haĩ , mahādānī vardānī hō nā  ?

163You maharathis who have come to do service, are you all great donors and bestowers of blessings?

156Aurō̃ kō chance dēnā - yah bhī mahādān , vardān hai .

164To give others a chance is also a great donation, a blessing.

157Jaisā samay , vaisā part bajānē mē̃ bhī sab sikīladhē bachchē sadā hī sahyōgī rahē haĩ aur rahē̃gē .

165All the long-lost and now-found children are always co-operative in playing their parts according to the time, and will continue to be so.

158Ichchhā tō hōgī kyōṅki yah śhubh ichchhā hai .

166Of course, there will be the desire because this is a pure desire.

159Lēkin iskō samānē bhī jāntē haĩ isliē sabhī sadā santuṣhṭ hai .

167However, you also know how to merge it. 168This is why all of you are always content.

160Bāpdādā bhī chāhtē haĩ ki ēk-ēk bachchē sē milan manāvē̃ aur samay key|kī sīmā bhī nahī̃ hōnī chāhiē .

169BapDada too wants to celebrate a meeting with every child and for there to be no time restrictions.

161Lēkin āp lōgō̃ key|kī duniyā mē̃ yah sabhī sīmāē̃ dēkhnī paṛtī hai .

170However, all these restrictions have to be considered in the world of you people.

162Nahī̃ tō , ēk-ēk viśhēṣh ratan key|kī mahimā agar gāyē̃ tō kitnī baṛī hai .

171Otherwise, if BapDada were to sing the praise of each special jewel, it would be so elevated.

163Kam sē kam ēk-ēk bachchē key|kī viśhēṣhtā kā ēk-ēk gīt tō banā saktē haĩ .

172At least one song of each child's specialities can be composed, but…

164Lēkin … isliē kahtē haĩ vatan mē̃ āō jahā̃ kōī sīmā nahī̃ . 165Achchhā .

173This is why Baba asks you to go to the subtle region where there are no restrictions.

166Sadā īśhvarīy snēh mē̃ samāyē huē , sadā her|har second sarv K|kē sahyōgī bannē vālē , sadā pratyakṣhatā K|kē pardē kō haṭāē bāp kō viśhva kē āgē pratyakṣha karnē vālē , sadā sarv ātmāō̃ kō pratyakṣ-pramāṇ-svarūp ban ākarṣhit karnē vālē , sadā bāp aur sarv K|kē her|har kārya mē̃ sahyōgī ban ēk kā nām bālā karnē vālē - aisē viśhva K|kē iṣhṭ bachchō̃ kō , viśhva K|kē viśhēṣh bachchō̃ kō bāp-dādā kā ati snēh sampann yādpyār .

174To all the children who are merged in God's love, to those who are co-operative with everyone at every second, to those who remove the curtain of revelation and reveal the Father to the world, to all the souls who become images that attract and become the embodiments who give the practical proof, to those who are always co-operative in the Father's and everyone's task and who glorify the name of the One, to such children who become the special deities of the world, to the special children of the world, BapDada's deep love and remembrance.

167Sāth-sāth sarv dēśh-vidēśh K|kē snēh sē bāp K|kē sāmnē pahuñchnē vālē sarv samīp bachchō̃ kō sēvā key|kī mubārak K|kē sāth-sāth bāpdādā kā viśhēṣh yādpyār svīkār hō .

175Together with that, to all the children from this land and abroad who are close and who come in front of the Father with love, please accept congratulations for your service and also special love and remembrance from BapDada.

Blessing

168Vardān  : knowledgeful key|kī viśhēṣhtā dvārā saṅskārō̃ K|kē ṭakkar sē bachnē vālē kamal puṣhp samān nyārē va sākṣhī bhav

176Blessing: May you become a detached observer like a lotus and, with the speciality of being knowledge-full, save yourself from any conflict of sanskars.

169Saṅskār tō ant tak kisī K|kē dāsī K|kē rahē̃gē , kisī K|kē rājā K|kē . 170Saṅskār badal jāē̃ yah intjār nahī̃ karō .

177 Until the end, some will have the sanskars of a maid and others will have the sanskars of a king.

171Lēkin mērē ūpar kisī kā prabhāv na hō kyōṅki ēk tō har ēk K|kē saṅskār bhinn haĩ , dūsrā māyā kā bhī rūp bankar ātē haĩ isliē kōī bhī bāt kā phaĩslā maryādā kī lakīr K|kē andar rahkar karō , bhinn-bhinn saṅskār hōtē huē bhī ṭakkar na hō iskē liē knowledgeful ban kamal puṣhp samān nyārē va sākṣhī rahō .

178Do not wait for their sanskars to change, but let there not be anyone’s influence over you because, firstly, each one’s sanskars are different and, secondly, they come as a form of Maya. 179Therefore, take any decision while staying within the line of the codes of conduct. 180While having different sanskars, let there not be any conflict. 181For this, become knowledge-full and a detached observer, like a lotus.

Slogan

172Slōgan  : haṭh vā mēhnat karnē kē bajāē ramaṇīktā sē purūṣhārth karō .

182Slogan: Instead of being stubborn and working hard, make effort with entertainment.

183*** Om Shanti ***