सोमवार 23 नवंबर 2020 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
023-11-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 23/11/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum dēhī-abhimānī banō tō sab bīmāriyā̃ khatm hō jāyēṅgī aur tum double sirtāj viśhva K|kē mālik ban jāyēṅgē ' '
1Essence: Sweet children, become soul conscious and all your illnesses will end and you will become the double-crowned masters of the world.
Question
2Praśhna : bāp K|kē sammukh kin bachchō̃ kō baiṭhnā chāhiē ?
2Question: Which children should sit personally in front of the Father?
Answer
3Uttar : jinhē̃ gyān dance karnā ātā hai .
3Answer: Those who know how to perform the dance of knowledge. 4When the children who perform the dance of knowledge are personally in front of the Father, Baba then speaks such a murli.
4Gyān dance karnē vālē bachchē jab bāp K|kē sammukh hōtē haĩ tō bābā key|kī murlī bhī aisī chaltī hai . 5Agar kōī sāmnē baiṭh idhar-udhar dēkhtē tō bābā samajhtē yah bachchā kuchh bhī samajhtā nahī̃ hai .
5If someone sitting in front of Baba looks here and there, Baba understands that that child doesn't understand anything.
6Bābā brāhmaṇiyō̃ kō bhī kahē̃gē tumnē yah kiskō lāyā hai , jō bābā K|kē sāmnē bhī ubāsī dētē haĩ .
6Baba would then ask the Brahmin teacher: Whom have you brought here? 7He is sitting in front of the Father and yawning!
7Bachchō̃ kō tō aisā bāp milā hai , jō khuśhī mē̃ dance karnī chāhiē .
8Since you children have found such a Father, you should dance in happiness!
Song
8Gīt : dūrdēśh kā rahnē vālā …
9Song: The Resident of the faraway land has come to the foreign land.
Murli
9Ōm śhānti .
10Om shanti.
10Mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ nē gīt sunā .
11You sweetest children heard the song.
11Rūhānī bachchē samajhtē haĩ ki rūhānī bābā jiskō ham yād kartē āyē haĩ , duḥkh hartā , sukh kartā vā tum māt-pitā . . . . . phir sē ākar hamkō sukh ghanērē dō , ham duḥkhī haĩ , yah sārī duniyā duḥkhī hai kyōṅki yah hai kaliyugī purānī duniyā .
12You spiritual children understand that it is spiritual Baba whom you have been remembering as the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness and the Mother and Father, and to whom you have been calling out: Come again and give us a great deal of happiness; we are unhappy. 13The whole world is unhappy, because this is the iron-aged old world.
12Purānī duniyā athavā purānē ghar mē̃ itnā sukh nahī̃ hō saktā , jitnā naī duniyā , nayē ghar mē̃ hōtā hai .
14There cannot be as much happiness in the old world and the old home as there is in the new world and the new home.
13Tum bachchē samajhtē hō ham viśhva K|kē mālik ādi sanātan dēvī-dēvtā thē , hamnē hī 84 janma liē haĩ .
15You children understand that you were the masters of the world; you were the original eternal deities. 16We are the ones who have taken 84 births.
14Bāp kahtē haĩ bachchō̃ tum apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē hō ki kitnē janm part bajāyā hai .
17The Father says: Children, you don't know your own births or for how many births you have been playing your parts.
15Manuṣhya samajhtē haĩ 84 lākh punarjanma haĩ .
18People think that there are 8.4 million rebirths.
16Ēk-ēk punarjanma kitnē varṣh kā hōtā hai .
19How many years would each rebirth be for?
1784 lākh K|kē hisāb sē tō sr̥iṣhṭi chakra bahut baṛā hō jāē .
20In terms of 8.4 million births, the world cycle would become very long.
18Tum bachchē jāntē hō ham ātmāō̃ kā bāp hamkō paṛhānē āyē haĩ .
21You children understand that the Father of you souls has come to teach you.
19Ham bhī dūrdēśh K|kē rahnē vālē haĩ .
22I am the Resident of the faraway land.
20Ham kōī yahā̃ K|kē rahnē vālē nahī̃ haĩ .
23I am not a resident of this place.
21Yahā̃ ham part bajānē āyē haĩ .
24I have come here to play My part.
22Bāp kō bhī ham paramdhām mē̃ yād kartē haĩ .
25We remember the Father in the supreme abode.
23Abhī is parāyē dēśh mē̃ āyē haĩ .
26He has now come to this foreign land.
24Śhiv kō bābā kahē̃gē .
27It is Shiva who is called Baba.
25Rāvaṇ kō bābā nahī̃ kahē̃gē .
28Ravan isn’t called Baba.
26Bhagvān kō bābā kahē̃gē .
29God is called Baba.
27Bāp key|kī mahimā alag hai , 5 vikārō̃ key|kī kōī mahimā karē̃gē kyā !
30The Father's praise is distinct. 31Would anyone praise the five vices?
28Dēh-abhimān tō bahut baṛī bīmārī hai .
32Body consciousness is a very severe illness.
29Ham dēhī-abhimānī banē̃gē tō kōī bīmārī nahī̃ rahēgī aur ham viśhva K|kē mālik ban jāyēṅgē .
33When we become soul conscious, no illnesses will remain and we will become the masters of the world.
30Yah bātē̃ tumhārī buddhi mē̃ haĩ .
34These things are in your intellects.
31Tum jāntē hō śhivbābā ham ātmāō̃ kō paṛhātē haĩ .
35You know that Shiv Baba is teaching us souls.
32Jō bhī aur itnē satsaṅg ādi haĩ , kahā̃ bhī aisē nahī̃ samajhē̃gē ki hamkō bābā ākar rājyōg sikhlāyēṅgē . 33Rājāī kē liē paṛhāyēṅgē .
36In no other spiritual gathering do they understand that Baba has come to teach them Raja Yoga in order for them to claim a kingdom.
34Rājā banānē vālā tō rājā hī chāhiē nā .
37Someone who makes others into kings would be a king himself.
35Surgeon paṛhākar āp samān surgeon banāyēṅgē .
38A surgeon would teach others and make them into surgeons like himself.
36Achchhā , double sirtāj banānē vālā kahā̃ sē āyēgā , jō hamkō double sirtāj banāyē isliē manuṣhyō̃ nē phir double sirtāj kr̥iṣhṇa kō rakh diyā hai .
39Achcha, where would someone who makes you doublecrowned come from to make you doublecrowned? 40This is why people have given Krishna a doublecrown.
37Parantu kr̥iṣhṇa kaisē paṛhāyēṅgē !
41However, how could Krishna teach?
38Jarūr bāp saṅgam par āyē hōṅgē , ākar rājāī sthāpan key|kī hōgī .
42It must definitely have been the Father who came at the confluence and established the kingdom.
39Bāp kaisē ātē haĩ , yah tumhārē sivāē aur kōī key|kī buddhi mē̃ nahī̃ hōgā .
43How the Father comes is not in the intellect of anyone but you.
40Dūrdēśh sē bāp ākar hamkō paṛhātē haĩ , rājyōg sikhlātē haĩ .
44The Father comes from the faraway land to teach us Raja Yoga.
41Bāp kahtē haĩ mujhē kōī light vā ratna jaṛit tāj hai nahī̃ .
45The Father says: I neither have a crown of light nor one of jewels.
42Vah kabhī rājāī pātē nahī̃ .
46He never attains a kingdom.
43Double sirtāj bantē nahī̃ , aurō̃ kō banātē haĩ .
47He never becomes doublecrowned, but He does make others that.
44Bāp kahtē haĩ ham agar rājā bantā tō phir raṅk bhī bannā paṛtā .
48The Father says: If I were to become a king, I would also have to become a pauper.
45Bhāratvāsī rāv thē , ab raṅk haĩ .
49The people of Bharat were wealthy and have now become poor.
46Tum bhī double sirtāj bantē hō tō tumkō banānē vālā bhī double sirtāj hōnā chāhiē , jō phir tumhārā yōg bhī lagē .
50You are becoming doublecrowned. 51Therefore, the One who makes you that should also be doublecrowned so that you can have yoga with Him.
47Jō jaisā hōgā aisā āp samān banāyēgā .
52Whatever someone is, he makes others similar to himself.
48Sannyāsī kōśhiśh kar sannyāsī banāyēṅgē .
53Sannyasis try and make others into sannyasis.
49Tum gr̥ihasthī , vah sannyāsī tō phir tum followers tō ṭhaharē nahī̃ .
54If you are householders and they are sannyasis you cannot be their followers.
50Kahtē haĩ phalānā śhivānand kā follower hai .
55People say: So-and-so is a follower of Shivananda.
51Parantu vah sannyāsī māthā muṛānē vālē haĩ , tum tō follow kartē nahī̃ !
56However, that sannyasi has shaved his head, but you don't follow him and do the same.
52Tō tum phir follower kyō̃ kahtē hō !
57So, why do you say that you are a follower?
53Follower tō vah jō jhaṭ kapṛā utār kaphnī pahan lē̃ .
58A follower is someone who quickly exchanges his clothes and puts on saffron robes.
54Tum tō gr̥ihastha mē̃ vikārō̃ ādi mē̃ rahtē hō phir śhivānand kā followers kaisē kahlātē hō .
59You live in a household among the vices, so how can you say that you are a follower of Shivananda?
55Gurū kā tō kām hai sadgati karnā .
60A guru's duty is to grant salvation.
56Gurū aisē tō nahī̃ kahē̃gē phalānē kō yād karō .
61A guru would never say: Remember so-and-so.
57Phir tō khud gurū nahī̃ huā .
62In that case, he himself would not be a guru.
58Muktidhām mē̃ jānē liē bhī yukti chāhiē .
63A method is needed to go to the land of liberation.
59Tum bachchō̃ kō samjhāyā jātā hai , tumhārā ghar hai muktidhām athavā nirākārī duniyā .
64It has been explained to you children that your home is called the land of liberation and the incorporeal world.
60Ātmā kō kahā jātā hai nirākārī soul .
65Souls are called incorporeal souls.
61Śharīr hai 5 tatvō̃ kā banā huā .
66Bodies are made of the five elements.
62Ātmāyē̃ kahā̃ sē ātī haĩ ?
67Where do souls come from?
63Paramdhām nirākārī duniyā sē .
68From the supreme abode, the incorporeal world.
64Vahā̃ bahut ātmāyē̃ rahtī haĩ .
69There are many souls living there.
65Unkō kahē̃gē sweet silence home .
70That is called the sweet silence home.
66Vahā̃ ātmāyē̃ duḥkh-sukh sē nyārī rahtī haĩ .
71Souls there are beyond happiness and sorrow.
67Yah achchhī rīti pakkā karnā hai .
72You have to make this very firm.
68Ham haĩ sweet silence home K|kē rahnē vālē .
73We are residents of the sweet silence home.
69Yahā̃ yah nāṭakśhālā hai , jahā̃ ham part bajānē ātē haĩ .
74This is the theatre where we have come to play our parts.
70Is nāṭakśhālā mē̃ sūrya , chānd , stars ādi battiyā̃ haĩ .
75The sun, the moon and the stars are lights for this theatre.
71Kōī gintī kar na sakē ki yah nāṭakśhālā kitnē miles kī hai .
76No one can estimate how many miles away this theatre is.
72Aeroplane mē̃ ūpar jātē haĩ lēkin usmē̃ petrol ādi itnā nahī̃ ḍāl saktē jō jākar phir lauṭ bhī āyē̃ . 73Itnā dūr nahī̃ jā saktē .
77People go up in aeroplanes, but they’re not able to go very far because they are unable to fill them with enough petrol to be able to return.
74Vah samajhtē haĩ itnē miles tak hai , lauṭē̃gē nahī̃ tō gir paṛē̃gē . 75Samudra kā vā ākāśh tatva kā ant pā nahī̃ saktē .
78They know that after they've gone so many miles, they would crash if they didn't start their return journey.
76Abhī bāp tumkō apnā ant dētē haĩ .
79No one can reach the end of the ocean or the sky.
77Ātmā is ākāśh tatva sē pār chalī jātī hai .
80The Father is now giving you in-depth knowledge of Himself.
78Kitnā baṛā rocket hai .
81Souls go beyond the element of sky.
79Tum ātmāyē̃ jab pavitra ban jāyēṅgī tō phir rocket misal tum uṛnē lag paṛē̃gē .
82A rocket is so big! 83When you souls become pure, you will begin to fly like a rocket.
80Kitnā chhōṭā rocket hai .
84You are such tiny rockets.
81Sūrya-chānd sē bhī us pār mūlvatan mē̃ chalē jāyēṅgē .
85You will go beyond the sun and the moon to the incorporeal world.
82Sūrya-chānd kā ant pānē key|kī bahut kōśhiśh kartē haĩ .
86People try to reach the sun and the moon.
83Dūr K|kē stars ādi kitnē chhōṭē dēkhnē mē̃ ātē haĩ . 84Haĩ tō bahut baṛē .
87The distant stars appear to be so tiny, but, they are in fact very large.
85Jaisē tum pataṅg uṛātē hō tō ūpar mē̃ kitnī chhōṭī-chhōṭī dikhāī paṛtī hai .
88When you fly kites, they seem so tiny in the distance.
86Bāp kahtē haĩ tumhārī ātmā tō sabsē tīkhī hai .
89The Father says: You souls are the fastest.
87Second mē̃ ēk śharīr sē nikal dūsrē garbh mē̃ jāē pravēśh kartī hai .
90You shed your bodies in a second and enter other wombs.
88Kiskā karmō̃ kā hisāb-kitāb london mē̃ hai tō second mē̃ london jākar janma lēgī .
91If a soul has karmic accounts in London, that soul will go to London in a second and take birth there.
89Second mē̃ jīvanmukti bhī gāī huī hai nā .
92“Liberation-in-life in a second” is also remembered.
90Bachchā garbh sē nikalā aur mālik banā , vāris hō hī gayā .
93As soon as a child emerges from a womb he becomes a master; he becomes an heir.
91Tum bachchō̃ nē bhī bāp kō jānā gōyā viśhva K|kē mālik ban gayē .
94You children now know the Father, that is, you have become the masters of the world.
92Bēhad kā bāp hī ākar tumkō viśhva kā mālik banātē haĩ .
95The unlimited Father comes and makes you into the masters of the world.
93School mē̃ bairisṭarī paṛhtē tō barrister banē̃gē .
96When you study at college to become a barrister, you become a barrister.
94Yahā̃ tum double sirtāj bannē kē liē paṛhtē hō .
97You have come here to become doublecrowned.
95Agar pās|pass hōṅgē tō double sirtāj jarūr banē̃gē .
98If you pass, you will definitely become doublecrowned.
96Phir bhī svarg mē̃ tō jarūr āyēṅgē .
99At least, you will definitely go to heaven.
97Tum jāntē hō bāp tō sadaiv vahā̃ hī rahtē haĩ .
100You know that the Father always resides up there.
98Ō god father kahē̃gē tō bhī dr̥iṣhṭi jarūr ūpar jāyēgī .
101When people say, "O God,the Father!", they look upwards.
99God father hai tō jarūr kuchh tō unkā part hōgā nā .
102Since God, the Father, exists, He would definitely have a part to play.
100Abhī part bajā rahē haĩ .
103He is now playing His part.
101Unkō bāgvān bhī kahtē haĩ .
104He is also called the Master of the Garden.
102Kôṭō̃ sē ākar fool|phūl banātē haĩ .
105He comes and changes thorns into flowers.
103Tō tum bachchō̃ kō khuśhī hōnī chāhiē .
106Therefore, you children should be very happy.
104Bābā āyā huā hai is dēśh parāyē .
107Baba has come to this foreign land.
105Dūr dēśh kā rahnē vālā āyē dēśh parāyē .
108The Resident of the faraway land has come to the foreign land.
106Dūr dēśh kā rahnē vālā tō bāp hī hai .
109The Father resides in the faraway land.
107Aur ātmāyē̃ bhī vahā̃ rahtī haĩ .
110All souls also reside there.
108Yahā̃ phir part bajānē ātī haĩ .
111They come here to play their parts.
109Dēśh parāyē - yah arth|earth kōī nahī̃ jāntē haĩ .
112No one knows the meaning of “foreign land”.
110Manuṣhya tō bhaktimārg mē̃ jō suntē haĩ vah sat-sat kahtē rahtē haĩ .
113Whatever people hear on the path of devotion, they continue to say "It’s true!
111Tum bachchō̃ kō bāp kitnā achchhī rīti samjhātē haĩ .
114It’s true!" 115The Father explains to you children so well.
112Ātmā impure hōnē sē uṛ nahī̃ saktī hai .
116Because souls are impure they are unable to fly.
113Pure bannē bigar vāpis jā nahī̃ saktī .
117No one can return home without becoming pure.
114Patit-pāvan ēk hī bāp kō kahā jātā hai .
118Only the one Father is called the Purifier.
115Unkō ānā bhī hai saṅgam par .
119He has to come at the confluence age.
116Tumkō kitnī khuśhī hōnī chāhiē .
120You should have so much happiness.
117Bābā hamkō double sirtāj banā rahē haĩ , issē ūñch darjā kōī kā hōtā nahī̃ .
121Baba is making us doublecrowned. 122No one can have a status higher than that.
118Bāp kahtē haĩ maĩ double sirtāj bantā nahī̃ hū̃ .
123The Father says: I don't become doublecrowned. 124I only come once.
119Maĩ ātā hī hū̃ ēk bār . 120Parāyē dēśh , parāyē śharīr mē̃ .
125I come into the foreign world in a foreign body.
121Yah dādā bhī kahtē haĩ maĩ śhiv thōṛēhī hū̃ .
126This Dada says: I am not Shiva.
122Mujhē tō lakhīrāj kahtē thē phir surrender huā tō bābā nē brahmā nām rakhā .
127I was called Lekhraj, but when I surrendered to Baba, Baba gave me the name Brahma.
123Ismē̃ pravēśh kar inkō kahā ki tum apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē hō .
128He entered this one and said: You don't know your own births.
12484 janmō̃ kā bhī hisāb hōnā chāhiē nā .
129There has to be an account of 84 births.
125Vō lōg tō 84 lākh kah dētē haĩ jō bilkul hī impossible hai .
130Those people speak of 8.4 million births, but that is totally impossible.
12684 lākh janmō̃ kā rāz samjhānē mē̃ hī saikṛō̃ varṣh lag jāyē̃ .
131It would take hundreds of years to explain the secrets of 8.4 million births.
127Yād bhī paṛ na sakē .
132You wouldn't even be able to remember that.
12884 lākh yōniyō̃ mē̃ tō paśu-pakṣī ādi sab ā jātē haĩ .
133All the birds and animals and different species are included in 8.4 million species.
129Manuṣhya kā hī janm durlabh gāyā jātā hai .
134It is the birth of a human being that is said to be the invaluable birth.
130Jānvar thōṛēhī knowledge samajh sakē̃gē .
135Animals would not be able to understand knowledge.
131Tumkō bāp ākar knowledge paṛhātē haĩ .
136The Father comes and teaches you knowledge.
132Khud kahtē haĩ maĩ ātā hū̃ rāvaṇ rājya mē̃ .
137He Himself says: I come into the kingdom of Ravan.
133Māyā nē tumkō kitnā pattharbuddhi banā diyā hai .
138Maya has turned your intellects to stone.
134Ab phir bāp tumkō pārasbuddhi banātē haĩ .
139The Father is now making your intellects divine.
135Utartī kalā mē̃ tum pattharbuddhi ban gayē .
140Your intellects became stone in your stage of descent.
136Ab phir bāp chaṛhtī kalā mē̃ lē jātē haĩ , number-vār tō hōtē haĩ nā .
141The Father is now taking you into the stage of ascent; it is numberwise.
137Har ēk kō apnē puruṣhārth sē samajhnā hai .
142Each of you can understand from your own efforts.
138Mukhya bāt hai yād kī .
143The main thing is remembrance.
139Rāt kō jab sōtē hō tō bhī yah khyāl karō . 140Bābā ham āpkī yād mē̃ sō jātē haĩ .
144When you go to sleep at night, think: "Baba, I am going to sleep in remembrance of You."
141Gōyā ham is śharīr kō chhōṛ dētē haĩ . 142Āpkē pās|pass ā jātē haĩ .
145That is, "I am now leaving this body and coming to You."
143Aisē bābā kō yād kartē-kartē sō jāō tō phir dēkhō kitnā mazā ātā hai .
146Go to sleep while remembering Baba in this way and see how much you enjoy yourself.
144Hō saktā hai sākṣhātkār bhī hō jāē .
147It's possible you may even have a vision.
145Parantu is sākṣhātkār ādi mē̃ khuśh nahī̃ hōnā hai .
148However, you mustn't become happy with just visions.
146Bābā ham tō āpkō hī yād kartē haĩ .
149"Baba, I only remember You, I want to come to You.”
147Āpkē pās|pass ānē chāhtē haĩ . 148Bāp kō tum yād kartē-kartē baṛē ārām sē chalē jāyēṅgē .
150Then, while remembering the Father, you will go to Him very comfortably.
149Hō saktā hai sūkṣhmavatan mē̃ bhī chalē jāō .
151It's possible that you will even go to the subtle region.
150Mūlvatan mē̃ tō jā nahī̃ sakē̃gē .
152No one can go to the incorporeal world.
151Abhī vāpis jānē kā samay kahā̃ āyā hai .
153It is not yet the time to return home.
152Hā̃ , sākṣhātkār huā bindī kā phir chhōṭī-chhōṭī ātmāō̃ kā jhāṛ dikhāī paṛēgā . 153Jaisē tumkō baikuṇṭh kā sākṣhātkār hōtā hai nā .
154Yes, when you have a vision of a point, you will also see that tree of tiny souls, just as you have a vision of Paradise.
154Aisē nahī̃ , sākṣhātkār huā tō tum baikuṇṭh mē̃ chalē jāyēṅgē .
155However, it isn't that, because you had a vision of it, you will go to Paradise.
155Nahī̃ , uskē liē tō phir mēhnat karnī paṛē .
156No, you have to make effort for that.
156Tumkō samjhāyā jātā hai tum pahlē-pahlē jāyēṅgē sweet home .
157It has been explained to you that you will first go to your sweet home.
157Sab ātmāê part bajānē sē mukt hō jāyēṅgī .
158All souls will be liberated from playing their parts.
158Jab tak ātmā pavitra nahī̃ banī hai tab tak jā na sakē .
159A soul cannot return home until he becomes pure.
159Bākī sākṣhātkār sē miltā kuchh bhī nahī̃ hai .
160Nothing can be achieved by having a vision.
160Mīrā kō sākṣhātkār huā , baikuṇṭh mē̃ chalī thōṛēhī gaī .
161Meera had a vision of Paradise, but she didn't go there.
161Baikuṇṭh tō satyug mē̃ hī hōtā hai .
162Paradise only exists in the golden age.
162Abhī tum taiyārī kar rahē hō baikuṇṭh kā mālik bannē kē liē .
163You are now making preparations to become the masters of Paradise.
163Bābā dhyān ādi mē̃ itnā jānē nahī̃ dētē haĩ kyōṅki tumkō tō paṛhnā hai nā .
164Baba doesn't allow you to go into trance too much because you have to study.
164Bāp ākar paṛhātē haĩ , sarv key|kī sadgati kartē haĩ .
165The Father comes and teaches you and grants salvation to everyone.
165Vināśh bhī sāmnē khaṛā hai .
166Destruction is standing just ahead.
166Bākī asurō̃ aur dēvtāō̃ key|kī laṛāī tō hai nahī̃ .
167The war is not between devils and deities.
167Vah āpas mē̃ laṛtē haĩ tumhārē liē kyōṅki tumhārē liē naī duniyā chāhiē . 168Bākī tumhārī laṛāī hai māyā kē sāth .
168They fight among themselves because a new world is needed for you, but your war is with Maya.
169Tum bahut nāmīgrāmī warriors hō .
169You are unknown but very well-known warriors.
170Parantu kōī jāntē nahī̃ ki dēviyā̃ itnā kyō̃ gāī jātī haĩ .
170However, no one knows why goddesses are remembered so much.
171Abhī tum bhārat kō yōgbal sē svarg banātē hō .
171You are now making Bharat into heaven with the power of yoga.
172Tumkō ab bāp mil gayā hai .
172You have now found the Father.
173Tumkō samjhātē rahtē haĩ-jñān sē naī duniyā jindābād hōtī hai .
173He continues to explain to you. 174There is victory for the new world through knowledge.
174Yah lakṣhmī-nārāyaṇ naī duniyā K|kē mālik thē nā .
175Lakshmi and Narayan were the masters of the new world.
175Ab purānī duniyā hai .
176The world is now old.
176Purānī duniyā kā vināśh āgē bhī mūsalō̃ dvārā huā thā . 177Mahābhārat laṛāī lagī thī .
177Destruction of the old world took place earlier through missiles too; there was the Mahabharat War.
178Us samay bāp rājyōg bhī sikhā rahē thē .
178At that time, the Father taught Raj Yoga.
179Ab practical mē̃ bāp rājyōg sikhā rahē haĩ nā .
179The Father is now teaching you practical Raj Yoga.
180Bāp hī tumkō sach batātē haĩ .
180Only the Father tells you the truth.
181Sachchā bābā ātē haĩ tō tum sadaiv khuśhī mē̃ dance kartē hō .
181When the true Baba comes, you constantly dance in happiness.
182Yah hai gyān dance .
182This is the dance of knowledge.
183Tō jō gyān dance K|kē śhaukīn haĩ , unkō hī sāmnē baiṭhnā chāhiē .
183Only those who are very interested in performing the dance of knowledge should sit in front of Baba.
184Jō nahī̃ samajhnē vālē hōṅgē , unkō ubāsī āyēgī .
184Those who don't understand anything will continue to yawn.
185Samajh jātē haĩ , yah kuchh bhī samajhtē nahī̃ haĩ .
185Baba then understands that that one doesn't understand anything.
186Gyān kō kuchh bhī samajhē̃gē nahī̃ tō idhar-udhar dēkhtē rahē̃gē .
186When they don't understand knowledge they continue to look around here and there.
187Bābā bhī brāhmaṇī kō kahē̃gē tumnē kiskō lāyā hai .
187Baba would then ask the Brahmin teacher: Whom have you brought here?
188Jō sīkhtē haĩ aur sikhlātē haĩ unkō sāmnē baiṭhnā chāhiē .
188Those who study and teach others should sit in front here.
189Unkō khuśhī hōtī rahēgī . 190Hamkō bhī dance karnā hai .
189They will continue to experience happiness and also want to dance.
191Yah hai gyān dance .
190This is the dance of knowledge.
192Kr̥iṣhṇa nē tō na gyān sunāyā , na dance kiyā .
191Krishna neither related knowledge nor performed a dance.
193Murlī tō yah gyān kī hai nā .
192This is the murli of knowledge.
194Tō bāp nē samjhāyā hai-rātri kō sōtē samay bābā kō yād kartē , chakra kō buddhi mē̃ yād kartē rahō .
193The Father has told you: When you go to sleep at night, continue to remember the Father and turn the cycle around in your intellects.
195Bābā ham ab is śharīr kō chhōṛ āpkē pās|pass ātē haĩ .
194"Baba, I am now leaving this body and coming to You."
196Aisē yād kartē-kartē sō jāō phir dēkhō kyā hōtā hai .
195Go to sleep while remembering Him in this way and then see what happens.
197Āgē kabristān banātē thē phir kōī śhānt mē̃ chalē jātē thē , kōī rās karnē lagtē thē .
196In the early days they used to have “kabristan” yoga (a graveyard) and they would then go into silence.
198Jō bāp kō jāntē hī nahī̃ , tō vah yād kaisē kar sakē̃gē .
197Some would begin to perform a dance. 198How can those who don't know the Father remember Him?
199Manuṣhy-mātra bāp kō jāntē hī nahī̃ tō bāp kō yād kaisē karē̃ , tab bāp kahtē haĩ maĩ jō hū̃ , jaisā hū̃ , mujhē kōī bhī nahī̃ jāntē .
199Human beings don't know the Father, so how can they remember Him? 200This is why the Father says: No one knows who I am or knows Me as I am.
200Abhī tumkō kitnī samajh āī hai .
201You have now received so much understanding.
201Tum hō gupta warriors .
202You are incognito warriors.
202Warriors nām sunkar dēviyō̃ kō phir talvār bāṇ ādi dē diyē haĩ .
203Having heard the name "warriors" they have portrayed goddesses with a sword and a bow and arrow.
203Tum warriors hō yōgbal K|kē .
204You are the warriors who have the power of yoga.
204Yōgbal sē viśhva K|kē mālik bantē hō .
205You become the masters of the world with the power of yoga.
205Bāhubal sē bhal kōī kitnī bhī kōśhiśh karē parantu jīt pā nahī̃ saktē .
206No matter how much someone tries to gain victory over the world with physical power, he is unable to do so.
206Bhārat kā yōg maśhhūr hai .
207The yoga of Bharat is very well known.
207Yah bāp hī ākar sikhlātē haĩ .
208Only the Father comes and teaches it.
208Yah bhī kiskō patā nahī̃ hai .
209No one knows this.
209Uṭhtē-baiṭhtē bāp kō hī yād kartē rahō .
210Continue to remember the Father while walking and moving around.
210Kahtē haĩ yōg nahī̃ lagtā hai .
211Some say that they are unable to have yoga.
211Yōg akṣhar uṛā dō .
212Remove the word "yoga!"
212Bachchē tō bāp kō yād kartē haĩ nā .
213Children remember their father, do they not?
213Śhivbābā kahtē haĩ māmēkam yād karō .
214Shiv Baba says: Constantly remember Me alone.
214Maĩ hī sarvśhaktimān hū̃ , mujhē yād karnē sē tum satōpradhān ban jāyēṅgē .
215Only I am the Almighty Authority. 216By remembering Me you will become satopradhan.
215Jab satōpradhān ban jāyēṅgē tab phir ātmāō̃ key|kī barāt nikalēgī .
217When you become satopradhan, there will be the procession of you souls.
216Jaisē makkhiyō̃ key|kī barāt hōtī hai nā . 217Yah hai śhivbābā key|kī bārāt .
218Just as there is a procession of bees, this is the procession of Shiv Baba.
218Śhiv-bābā K|kē pichhāṛī sab ātmāyē̃ machchharō̃ sadr̥iśhya bhāgē̃gī . 219Bākī śharīr sab khatm hō jāyēṅgē .
219All souls will follow Shiv Baba like a swarm of mosquitoes and all the bodies will be destroyed.
220Achchhā !
220Achcha.
221Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
221To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
222Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
222The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
223Dhārṇā kē liē mukhya sār :
223Essence for dharna:
2241 ) rāt kō sōnē sē pahlē bābā sē mīṭhī-mīṭhī bātē̃ karnī haĩ .
224 1. Before going to sleep at night, have a sweet conversation with Baba.
225Bābā ham is śharīr kō chhōṛ āpkē pās|pass ātē haĩ , aisē yād karkē sōnā hai .
225"Baba, I am now leaving this body and coming to You." 226Remember Baba in this way and then go to sleep.
226Yād hī mukhya hai , yād sē hī pārasbuddhi banē̃gē .
227Remembrance is the main thing; it is by having remembrance that your intellect will become divine.
2272 ) 5 vikārō̃ key|kī bīmārī sē bachnē kē liē dēhī-abhimānī rahnē kā purūṣhārth karnā hai .
228 2. In order to remain safe from the illness of the five vices, make effort to become soul conscious.
228Athāh khuśhī mē̃ rahnā hai , gyān dance karnā hai .
229Become very happy. 230Perform the dance of knowledge.
229Class mē̃ sustī nahī̃ phailānā hai .
231Don't spread laziness in class.
Blessing
230Vardān : trikāldarśhī stage dvārā vyarth kā khātā samāpt karnē vālē sadā saphaltāmūrt bhav
232Blessing: May you finish your account of waste with your trikaldarshi stage and thereby become a constant embodiment of success.
231Trikāldarśhī stage par sthit hōnā arthāt her|har saṅkalp , bōl vā karma karnē K|kē pahlē check karnā ki yah vyarth hai yā samarth hai !
233 To be stable in the trikaldarshi stage means to check before creating any thought, speaking any word or performing any act as to whether it is wasteful or powerful.
232Vyarth ēk second mē̃ padamō̃ kā nuksān kartā hai , samarth ēk second mē̃ padamō̃ key|kī kamāī kartā hai .
234One second of waste can create a loss of multimillions and one second of a powerful thought can accumulate an income of multimillions.
233Second kā vyarth bhī kamāī mē̃ bahut ghāṭā ḍāl dētā hai jissē key|kī huī kamāī bhī chhip jātī hai isliē ēk kāl darśī hō karma karnē kē bajāē trikāldarśhī sthiti par sthit hōkar karō tō vyarth samāpt hō jāyēgā aur sadā saphaltāmūrt ban jāyēṅgē .
235One second of waste creates a huge loss in your income due to which even the income you have earned becomes hidden. 236This is why, you must not perform any actions just seeing one aspect of time but perform every action while being stable in the trikaldarshi stage. 237All waste will then finish and you will become an embodiment of constant success.
Slogan
234Slōgan : slōgan : mān , śhān aur sādhanō̃ kā tyāg hī mahān tyāg hai .
238Slogan: The renunciation of respect, honour and facilities is the greatest renunciation.
239*** Om Shanti ***