मंगलवार 24 नवंबर 2020 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

024-11-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 24/11/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tumnē duḥkh sahan karnē mē̃ bahut time west|waste kiyā hai , ab duniyā badal rahī hai , tum bāp kō yād karō , satōpradhān banō tō time saphal hō jāyēgā ' '

1Essence: Sweet children, you have wasted a lot of time tolerating sorrow. 2The world is now changing. 3Remember the Father, become satopradhan and your time will be used in a worthwhile way.

Question

2Praśhna  : 21 janmō̃ kē liē lottery prāpt karnē kā puruṣhārth kyā hai  ?

4Question: What effort do you need to make in order to win the lottery for 21 births?

Answer

3Uttar  : 21 janmō̃ key|kī lottery lēnī hai tō mōhjīt banō .

5Answer: If you want to win the lottery for 21 births, become a conqueror of attachment. 6Sacrifice yourself completely to the Father.

4Ēk bāp par pūrā-pūrā kurbān jāō . 5Sadā yah smr̥iti mē̃ rahē ki ab yah purānī duniyā badal rahī hai , ham naī duniyā mē̃ jā rahē haĩ .

7Always have the awareness that this old world is now changing and that we are going to the new world. 8Even while seeing this old world, don't see it.

6Is purānī duniyā kō dēkhtē bhī nahī̃ dēkhnā hai . 7Sudāmā misal chāval muṭṭhī saphal kar satyugī bādśhāhī lēnī hai .

9Use your handful of rice in a worthwhile way, like Sudama did, and claim the golden-aged sovereignty.

Murli

8Ōm śhānti .

10Om shanti.

9Rūhānī bachchō̃ prati rūhānī bāp baiṭh samjhātē haĩ , yah tō bachchē samajhtē haĩ . 10Rūhānī bachchē mānā ātmāyē̃ . 11Rūhānī bāp mānā ātmāō̃ kā bāp .

11The spiritual Father sits here and explains to you spiritual children. 12You children understand that “spiritual children” means souls and that "spiritual Father" means the Father of souls.

12Iskō kahā jātā hai ātmāō̃ aur paramātmā kā milan .

13This is known as the meeting of souls with the Supreme Soul.

13Yah milan hōtā hī hai ēk bār .

14This meeting only takes place once.

14Yah sab bātē̃ tum bachchē jāntē hō .

15You children know all of these things.

15Yah hai vichitr bāt .

16This is something unique.

16Vichitr bāp vichitr ātmāō̃ kō samjhātē haĩ .

17The Father without an image explains to souls without an image.

17Vāstav mē̃ ātmā vichitr hai , yahā̃ ākar chitradhārī bantī hai .

18In fact, souls are without an image and they then adopt an image when they come here.

18Chitra sē part bajātī hai .

19They play their parts through their images.

19Ātmā tō sabmē̃ hai nā .

20There is a soul in everyone.

20Jānvar mē̃ bhī ātmā hai .

21There is a soul in all the animals too.

2184 lākh kahtē haĩ , usmē̃ tō sab jānvar ā jātē haĩ nā .

22They speak of 8.4 million species and all animals are included in that.

22Ḍhēr jānvar ādi haĩ nā .

23There are many animals.

23Bāp samjhātē haĩ in bātō̃ mē̃ time west|waste nahī̃ karnā hai .

24The Father explains: Don't waste your time in those matters.

24Sivāē is gyān K|kē manuṣhyō̃ kā time west|waste hōtā rahtā hai .

25People without this knowledge continue to waste a lot of their time.

25Is samay bāp tum bachchō̃ kō baiṭh paṛhātē haĩ phir ādhākalp tum prālabdh bhōgtē hō .

26At this time, the Father sits here and teaches you children and you then experience the reward for half the cycle.

26Vahā̃ tumkō kōī taklīph nahī̃ hōtī hai .

27You don't have any difficulty there.

27Tumhārā time west|waste hōtā hī hai duḥkh sahan karnē mē̃ .

28Your time is wasted tolerating sorrow; there is nothing but sorrow here.

28Yahā̃ tō duḥkh hī duḥkh hai isliē sab bāp kō yād kartē haĩ ki hamārā duḥkh mē̃ time west|waste hōtā hai , issē nikālō .

29This is why everyone remembers the Father: Our time is being wasted in sorrow and so take us away from here!

29Sukh mē̃ kabhī time west|waste nahī̃ kahē̃gē .

30You would never say that your time is wasted in happiness.

30Yah bhī tum samajhtē hō-is samay manuṣhya key|kī kōī value nahī̃ hai .

31You also understand that, at this time, human beings have no value.

31Manuṣhya dēkhō achānak hī mar paṛtē haĩ .

32You can see how people die suddenly.

32Ēk hī tūphān mē̃ kitnē mar jātē haĩ .

33So many people die in just one storm.

33Rāvaṇ rājya mē̃ manuṣhya key|kī kōī value nahī̃ hai .

34In the kingdom of Ravan human beings have no value.

34Abhī bāp tumhārī kitnī value banātē haĩ .

35The Father is now giving you so much value.

35Worth not A penny sē worth pound banātē haĩ .

36He is changing you from not worth a penny to worth a pound.

36Gāyā bhī jātā hai hīrē jaisā janm amōlak .

37It is remembered: The birth like a diamond is invaluable.

37Is samay manuṣhya kauṛī pichhāṛī lagē huē haĩ .

38At this time human beings chase after shells.

38Karkē lakhpati , karōṛpati , padmapati bantē haĩ , unhō̃ key|kī sārī buddhi usmē̃ hī rahtī hai .

39Perhaps they become millionaires, multimillionaires or billionaires; their intellects are engrossed in that all of the time.

39Unkō kahtē haĩ-yah sab bhūl ēk bāp kō yād karō parantu mānē̃gē hī nahī̃ .

40They are told to forget all of that and to remember the one Father, but they don't accept it.

40Unkī buddhi mē̃ baiṭhēgā , jinkī buddhi mē̃ kalp pahlē bhī baiṭhā hōgā .

41This will only sit in the intellects of those in whose intellects it sat in the previous cycle.

41Nahī̃ tō kitnā bhī samjhāō , kabhī buddhi mē̃ baiṭhēgā nahī̃ .

42Otherwise, no matter how much you explain, it will not sit in their intellects.

42Tum bhī number-vār jāntē hō ki yah duniyā badal rahī hai .

43You know, numberwise, that this world is changing.

43Bāhar mē̃ bhal tum likh dō ki duniyā badal rahī hai phir bhī samajhē̃gē nahī̃ . 44Jab tak tum kiskō samjhāō .

44Even though you may have written on a board outside that the world is changing, they will not understand this until you explain to them.

45Achchhā , kōī samajh jāē phir unkō samjhānā paṛē-bāp kō yād karō , satōpradhān banō .

45OK, once someone has understood this, you then have to tell him: Remember the Father and become satopradhan.

46Knowledge tō bahut sahaj hai .

46The knowledge is very easy.

47Yah sūryavanśhī-chandravanśhī … .

47This is the sun dynasty and this is the moon dynasty…and so on.

48Abhī yah duniyā badal rahī hai , badlānē vālā ēk hī bāp hai .

48This world is now changing and it is the one Father who changes it.

49Yah bhī tum yathārth rīti jāntē hō sō bhī number-vār puruṣhārth anusār .

49You know this accurately, and that too is numberwise, according to the efforts you make.

50Māyā puruṣhārth karnē nahī̃ dētī phir samajhtē haĩ yah bhī drama anusār itnā puruṣhārth nahī̃ chaltā hai .

50Maya doesn't allow you to make effort and so you then understand that, according to the drama, you are not able to make so much effort.

51Abhī tum bachchē jāntē hō ki śhrīmat sē ham apnē liē is duniyā kō badlā rahē haĩ .

51You children now know that you are changing this world for yourselves by following shrimat.

52Śhrīmat hai hī ēk śhivbābā key|kī .

52Shrimat is from the one Shiv Baba.

53Śhivbābā , śhivbābā kahnā tō bahut sahaj hai aur kōī na śhivbābā kō , na varsē kō jāntē haĩ .

53It is very easy to say, "Shiv Baba, Shiv Baba". 54No one else knows Shiv Baba or the inheritance.

54Bābā mānā hī varsā .

55"Baba" means an inheritance.

55Śhivbābā bhī sachchā chāhiē nā .

56There has to be the true Shiv Baba.

56Ājkal tō mayor kō bhī father kah dētē haĩ .

57Nowadays, they even call a mayor “father”.

57Gāndhī kō bhī father kahtē haĩ , kōī kō phir jagadgurū kah dētē haĩ . 58Ab jagat mānā sārī sr̥iṣhṭi kā gurū .

58They call Gandhi, “father”. 59Someone is even called Jagadguru, which would mean that he is the guru of the whole world.

59Vah kōī manuṣhya hō kaisē saktā  ! 60Jabki patit-pāvan sarv kā sadgati dātā ēk hī bāp hai .

60No human being can be that, since the Purifier and the Bestower of Salvation for All is the one Father.

61Bāp tō hai nirākār phir kaisē liberate kartē haĩ  ?

61The Father is incorporeal; so how does He liberate you?

62Duniyā badaltī hai tō jarūr act mē̃ āyēṅgē tab tō patā paṛēgā .

62The world is changing and so He definitely comes here to act. 63Only then could you become aware of this.

63Aisē nahī̃ ki pralay hō jātī hai , phir bāp naī sr̥iṣhṭi rachtē haĩ .

64It isn't that annihilation takes place and that the Father then creates the new world.

64Śhāstrō̃ mē̃ dikhāyā hai bahut baṛī pralay hōtī hai , phir pīpal K|kē pattē par kr̥iṣhṇa ātā hai .

65In the scriptures they have portrayed a huge annihilation taking place and then Krishna coming, floating on a pipal leaf.

65Parantu bāp samjhātē haĩ aisē tō hai nahī̃ .

66However, the Father explains that it is not like that.

66Gāyā jātā hai world key|kī history-geography repeat tō pralay hō na sakē .

67Since it is remembered that the history and geography of the world repeat, there cannot be annihilation.

67Tumhārē dil mē̃ hai ki abhī yah purānī duniyā badal rahī hai .

68It is in your hearts that the old world is now changing.

68Yah sab bātē̃ bāp hī ākar samjhātē haĩ .

69Only the Father comes and explains all of these things.

69Yah lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ naī duniyā K|kē mālik .

70Lakshmi and Narayan are the masters of the new world.

70Tum chitrō̃ mē̃ bhī dikhlātē hō ki purānī duniyā kā mālik hai rāvaṇ .

71In the pictures, they have portrayed Ravan as the master of the old world.

71Rām rājya aur rāvaṇ rājya gāyā jātā hai nā .

72Both the kingdoms of Rama and Ravan have been remembered.

72Yah bātē̃ tumhārī buddhi mē̃ haĩ ki bābā purānī āsurī duniyā kō khatm kar naī daivī duniyā sthāpan karā rahē haĩ .

73It is in your intellects that Baba finishes the old, devilish world and inspires the establishment of the new, divine world.

73Bāp kahtē haĩ maĩ jō hū̃ , jaisā hū̃ , kōī virlā hī samajhtē haĩ .

74The Father says: Hardly anyone knows Me as I am or what I am.

74Vah bhī tum number-vār purūṣhārth anusār jāntē hō jō achchhē puruṣhārthī haĩ unkō baṛā achchhā naśhā rahtā hai .

75You know Me, numberwise, according to the efforts you make. 76Those who make effort very well also have great intoxication.

75Yād K|kē purūṣhārthī kō real naśhā chaṛhēgā .

77Those who make effort for remembrance have real intoxication.

7684 K|kē chakra key|kī knowledge samjhānē mē̃ itnā naśhā nahī̃ chaṛhtā jitnā yād kī yātrā mē̃ chaṛhtā hai .

78You don't experience as much intoxication explaining the knowledge of the cycle of 84 births as you do on the pilgrimage of remembrance.

77Mūl bāt hai hī pāvan bannē key|kī .

79The main thing is to become pure.

78Pukārtē bhī haĩ-ākar pāvan banāō .

80People call out: Come and purify us!

79Aisā nahī̃ pukārtē ki ākar viśhva kī bādśhāhī dō .

81They don't say: Come and give us the sovereignty of the world.

80Bhakti mārg mē̃ kathāyē̃ bhī kitnī suntē haĩ .

82You listen to so many stories on the path of devotion.

81Sachchī-sachchī satya nārāyaṇ kī kathā tō yah hai .

83This is the true story of the true Narayan.

82Vah kathāyē̃ tō janm-janmātar suntē-suntē nīchē hī utartē āyē hō .

84You have been hearing those stories for birth after birth and have continued to come down.

83Bhārat mē̃ hī yah kathāyē̃ sunnē kā rivāj hai , aur kōī khaṇḍ mē̃ kathāyē̃ ādi nahī̃ hōtī .

85It is only in Bharat that they have the system of listening to religious stories. 86In other lands, they don't have such religious stories.

84Bhārat kō hī religious māntē haĩ .

87They consider Bharat to be religious.

85Ḍhēr K|kē ḍhēr mandir bhārat mē̃ haĩ .

88There are so many temples in Bharat.

86Kriściyan key|kī tō ēk hī church hōtī hai .

89Christians only have the one church.

87Yahā̃ tō kisma-kisma K|kē ḍhēr mandir haĩ .

90Here, they have so many different types of temple.

88Vāstav mē̃ ēk hī śhivbābā kā mandir hōnā chāhiē .

91In fact there should only be one temple to Shiv Baba.

89Nām bhī ēk kā hōnā chāhiē . 90Yahā̃ tō ḍhēr nām haĩ .

92There should be the name of just the One, but there are so many names here.

91Vilāyat vālē bhī yahā̃ mandir dēkhnē ātē haĩ .

93People come from abroad to see the temples here.

92Bichārō̃ kō yah patā nahī̃ ki prāchīn bhārat kaisā thā  ?

94Those poor people don't understand what ancient Bharat was like.

935 hazār varṣh sē tō purānī kōī chīz hōtī nahī̃ .

95There is nothing older than 5000 years.

94Vah tō samajhtē haĩ ki lākhō̃ varṣh key|kī purānī chīz milī .

96They think that they have found something older than hundreds of thousands of years.

95Bāp samjhātē haĩ yah mandir mē̃ chitra ādi jō banē haĩ unkō 2500 varṣh hī huē haĩ , pahlē-pahlē śhiv key|kī hī pūjā hōtī hai . 96Vah hai avyabhichārī pūjā .

97The Father explains: The pictures that exist in the temples etc. have only existed for 2500 years. 98At first, there is worship of Shiva alone; that is unadulterated worship.

97Vaisē hī avyabhichārī gyān bhī kahā jātā hai .

99In the same way, there is also unadulterated knowledge.

98Pahlē avyabhichārī pūjā , phir hai vyabhichārī pūjā .

100First, there is unadulterated worship and then there is adulterated worship.

99Ab tō dēkhō pānī , miṭṭī key|kī pūjā kartē rahtē haĩ .

101Now, look how they worship water and the soil etc!

100Abhī bēhad kā bāp kahtē haĩ tumnē kitnā dhan bhakti mārg mē̃ ganvāyā hai .

102The unlimited Father says: You wasted so much wealth on the path of devotion.

101Kitnē athāh śhāstra , athāh chitra haĩ .

103There are so many scriptures and so many pictures.

102Gītāyē̃ kitnī ḍhēr key|kī ḍhēr hōṅgī .

104There must be so many different Gitas.

103In sab par kharchā kartē-kartē dēkhō tum kyā hō gayē hō .

105Look what you have become by spending so much on all of that!

104Kal tumkō double sirtāj banāyā thā phir tum kitnē kaṅgāl hō gayē hō .

106Yesterday, I made you doublecrowned; now, you have become so poverty-stricken.

105Kal key|kī hī tō bāt hai nā .

107It is a matter of only yesterday.

106Tum bhī samajhtē hō barōbar hamnē 84 kā chakra lagāyā hai .

108You also understand that you truly have been around the cycle of 84 births.

107Abhī ham phir sē yah ban rahē haĩ .

109We are now once again becoming this.

108Bābā sē varsā lē rahē haĩ .

110We are claiming our inheritance from Baba.

109Bābā ghaṛī-ghaṛī tākīd kartē ( puruṣhārth karātē ) haĩ , gītā mē̃ bhī akṣhar hai manmanābhav .

111Baba repeatedly inspires you to make effort. 112The term "Manmanabhav" is also mentioned in the Gita.

110Kōī-kōī akṣhar ṭhīk haĩ .

113Some words in that are correct.

111' prāyaḥ ' kahā jātā hai nā , yāni dēvī-dēvtā dharm hai nahī̃ , bākī chitra haĩ .

114It is said: It used to exist. 115That is, the deity religion doesn't exist now, but there are its images.

112Tumhārā yādgār dēkhō kaisē achchhā banāyā huā hai .

116Look how well they have made your memorial.

113Tum samajhtē hō abhī ham phir sē sthāpanā kar rahē haĩ .

117You understand that you are now once again carrying out establishment.

114Phir bhakti mārg mē̃ hamārē hī accurate yādgār banē̃gē .

118Then, on the path of devotion, our accurate memorial will be built.

115Earthquake ādi hōtī hai , usmē̃ sab khatm hō jātā hai . 116Phir vahā̃ sab tum nayā banāyēṅgē .

119When an earthquake takes place, everything is destroyed and everything has to be built anew.

117Hunar tō vahā̃ rahtā hai nā .

120There are all the skills there.

118Hīrē kāṭnē kā bhī hunar ( kalā ) hai .

121There is also the skill of cutting diamonds.

119Yahā̃ bhī hīrō̃ kō kāṭtē haĩ phir banātē haĩ .

122Here, too, people cut diamonds and then set them.

120Hīrē kāṭnē vālē bhī baṛē expert hōtē haĩ .

123Diamond cutters are very expert.

121Vah phir vahā̃ jāyēṅgē .

124They will then go there.

122Vahā̃ yah sab hunar jāyēgā .

125All of these skills will go there too.

123Tum jāntē hō vahā̃ kitnā sukh hōgā .

126You know that there will be so much happiness there.

124In lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā nā .

127It used to be the kingdom of Lakshmi and Narayan.

125Nām hī hai svarg . 126100 percent solvent .

128The very name is heaven, one hundred per cent solvent.

127Abhī tō hai insolvent .

129It is now insolvent.

128Bhārat mē̃ javāharāt kā bahut fashion hai , jō paramparā chalā ātā hai .

130There is a lot of fashion in Bharat for wearing jewellery; it continues from time immemorial.

129Tō tum bachchō̃ kō kitnī khuśhī rahnī chāhiē .

131So you children should have so much happiness.

130Tum jāntē hō yah duniyā badal rahī hai .

132You know that this world is changing.

131Ab svarg ban rahā hai , uskē liē hamkō pavitra jarūr bannā hai .

133Heaven is being created and so we definitely do need to become pure for that.

132Daivī guṇ bhī dhāraṇ karnē haĩ isliē bābā kahtē haĩ chart jarūr likhō .

134We also have to imbibe divine virtues. 135This is why Baba says: Definitely write your chart.

133Ham ātmā nē kōī āsurī act tō nahī̃ kiyā  ?

136Have I, this soul, performed any devilish act?

134Apnē kō ātmā pakkā samjhō .

137Firmly consider yourself to be a soul.

135Is śharīr sē kōī vikarma tō nahī̃ kiyā  ?

138Have I performed any sinful act through this body?

136Agar kiyā tō register kharāb hō jāyēgā .

139If I have, then my register would be spoilt.

137Yah hai 21 janmō̃ key|kī lottery .

140This is the lottery for 21 births.

138Yah bhī race hai .

141This is also a race.

139Ghōṛē key|kī dauṛ hōtī hai nā .

142There are horse races.

140Iskō kahtē haĩ rājasva aśhvamēdh . . . . . . . . svarājya kē liē aśhva yānī tum ātmāō̃ kō dauṛī lagānī hai .

143This is called the sacrificial fire in which the horse is sacrificed to attain self-sovereignty, which means that you souls have to race.

141Ab vāpis ghar jānā hai .

144You now have to return home.

142Uskō sweet silence home kahā jātā hai .

145That is also called the sweet silence home.

143Yah akṣhar tum abhī suntē hō .

146You are listening to these words now.

144Ab bāp kahtē haĩ bachchē khūb mēhnat karō .

147The Father says: Children, now make a lot of effort.

145Rājāī miltī hai , cum|kam bāt thōṛēhī hai .

148You are receiving a kingdom and that is no small thing.

146Maĩ ātmā hū̃ , hamnē itnē janma liē haĩ .

149I am a soul and I have taken this many births.

147Ab bāp kahtē haĩ tumhārē 84 janm pūrē huē .

150The Father says: Your 84 births are now coming to an end.

148Ab phir pahlē number sē śhurū karnā hai .

151You now have to begin again from the first number.

149Nayē mahalō̃ mē̃ jarūr bachchē hī baiṭhē̃gē .

152It will definitely be you children who will sit in the new palaces.

150Purānē mē̃ tō nahī̃ baiṭhē̃gē .

153You will not sit in old ones.

151Aisē tō nahī̃ , khud purānē mē̃ baiṭhē aur nayē mē̃ kirāyē vālō̃ kō biṭhāyēṅgē .

154It isn't that you will sit in old ones and rent out the new ones to tenants.

152Tum jitnī mēhnat karē̃gē , naī duniyā K|kē mālik banē̃gē .

155The more effort you make, so accordingly, you will become the masters of the new world.

153Nayā makān bantā hai tō dil hōtī hai purānē kō chhōṛ nayē mē̃ baiṭhē̃ .

156When a new home is being built, the heart's desire is to leave the old one and go and sit in the new one.

154Bāp bachchō̃ kē liē nayā makān banātē hī tab haĩ jab pahlā makān purānā hōtā hai .

157The Father builds a new home for the children only when the earlier one becomes old.

155Vahā̃ kirāyē par dēnē key|kī tō bāt hī nahī̃ .

158There, it isn't a question of renting it out.

156Jaisē vō lōg moon par plat lēnē key|kī kōśhiśh kartē haĩ , tum phir svarg mē̃ plat lē rahē hō .

159Just as those people try to get a plot of land on the moon, so you are claiming your plot in heaven.

157Jitnā-jitnā gyān aur yōg mē̃ rahē̃gē utnā pavitra banē̃gē .

160The more yoga and knowledge you have, the purer you will become.

158Yah hai rājyōg , kitnī baṛī rājāī milēgī .

161This is Raja Yoga; you are receiving such a huge kingdom!

159Bākī yah jō moon ādi par plat ḍhūṇḍhtē rahtē haĩ vah sab vyarth hai .

162When people go searching for a plot of land on the moon, it is all wasteful.

160Yahī chīzē̃ jō sukh dēnē vālī haĩ vahī phir vināśh karnē , duḥkh dēnē vālī ban jāyēṅgī .

163These things that now give you happiness will later become things that bring about destruction and cause sorrow.

161Āgē chalkar laśhkar ādi sab kam hō jāyēgā .

164As you progress further, there will be fewer armies.

162Bombs sē hī phaṭāphaṭ kām hōtā jāyēgā .

165Everything will happen very quickly through bombs.

163Yah drama banā huā hai , samay par achānak vināśh hōtā hai .

166This drama is predestined and destruction will take place suddenly at the right time.

164Phir sipāhī ādi bhī mar jātē haĩ .

167Soldiers etc. will then die.

165Tum ab phariśhtē ban rahē hō .

168You are now becoming angels.

166Tum jāntē hō hamārē khātir vināśh hōtā hai .

169You know that destruction takes place for you.

167Drama mē̃ part hai , purānī duniyā khalās hō jātī hai .

170It is part of the drama for the old world to end.

168Jō jaisā karma kartē haĩ aisā tō bhōgnā hai nā .

171Whatever actions each one performs, accordingly he has to suffer.

169Ab samjhō sannyāsī achchhē haĩ , janm tō phir bhī gr̥ihasthiyō̃ pās|pass lē̃gē nā .

172For instance, sannyasis may be good, but they still take birth to householders.

170Śhrēṣhṭh janm tō tumkō naī duniyā mē̃ milnā hai , phir bhī saṅskār anusār jākar vah banē̃gē .

173Only in the new world will you receive an elevated birth and that too will be according to your sanskars.

171Tum abhī saṅskār lē jātē hō naī duniyā kē liē .

174You are now taking those sanskars to the new world.

172Janm bhī jarūr bhārat mē̃ lē̃gē .

175You will definitely take birth in Bharat.

173Jō bahut achchhē religious minded hōṅgē unkē pās|pass janma lē̃gē kyōṅki tum karma hī aisē kartē hō .

176Because you perform such actions, you will take birth to those who are very good, religious-minded people.

174Jaisē-jaisē saṅskār , us anusār janm hōtā hai .

177You will take birth according to your sanskars.

175Tum bahut ūñch kul mē̃ jākar janma lē̃gē .

178You will go and take birth in a very high clan.

176Tumhārē jaisā karma karnē vālā tō kōī hōgā nahī̃ .

179There wouldn't be anyone else who performs actions like you.

177Jaisī paṛhāī , jaisī service , vaisā janm . 178Marnā tō bahutō̃ kō hai .

180Your birth will be according to how you study and the service you have do. 181Many have to die.

179Pahlē receive karnē vālē bhī jānē haĩ .

182Those who are to receive you will go in advance.

180Bāp samjhātē haĩ ab yah duniyā badal rahī hai .

183The Father explains: This world is now changing.

181Bāp nē tō sākṣhātkār karāyā hai .

184The Father has granted you visions.

182Bābā apnā bhī misāl batātē haĩ .

185Baba tells you of his own example.

183Dēkhā 21 janmō̃ kē liē rājāī miltī hai , uskē āgē yah 10-20 lākh kyā haĩ .

186He saw that he was going to receive a kingdom for 21 births, and so he thought: What is this one or two million compared to that?

184Alpha kō milī bādśhāhī , bē kō milī gadāī . 185Bhāgīdār kō kah diyā jō chāhiē sō lō .

187The first one (alpha) received the sovereignty and the second one (beta) received the "donkeyship".

186Kōī bhī taklīph nahī̃ huī .

188He told his partner to take whatever he wanted.

187Bachchō̃ kō bhī samjhāyā jātā hai-bābā sē tum kyā lētē hō  ?

189There was no difficulty. 190You children have been told what you receive from Baba.

188Svarg kī bādśhāhī .

191You receive the kingdom of heaven!

189Jitnā hō sakē centres khōltē jāō .

192Continue to open as many centresas possible.

190Bahutō̃ kā kalyāṇ karō .

193You have to benefit many.

191Tumhārī 21 janmō̃ key|kī kamāī hō rahī hai .

194You are earning an income for 21 births.

192Yahā̃ tō lakhpati , karōṛpati bahut haĩ .

195Here, there are many millionaires and billionaires.

193Vah sab haĩ beggars .

196All of them are beggars.

194Tumhārē pās|pass āyēṅgē bhī bahut .

197Many will come to you.

195Pradarśhanī mē̃ kitnē ātē haĩ , aisā mat samjhō prajā nahī̃ bantī hai .

198Many come to the exhibitions; don't think that subjects are not being created.

196Prajā bahut bantī hai .

199Many subjects are created.

197Achchhā-achchhā tō bahut kahtē haĩ parantu kahtē hamkō phursat nahī̃ .

200Many people say that this is very good but they say that they don't have time!

198Thōṛā bhī sunā tō prajā mē̃ ā jāyēṅgē .

201By hearing just a little, they will become part of the subjects.

199Avināśhī gyān kā vināśh nahī̃ hōtā hai .

202This imperishable knowledge is never destroyed.

200Bābā kā parichay dēnā kōī cum|kam bāt thōṛēhī hai .

203It is not a small thing to give Baba's introduction.

201Kōī-kōī K|kē rōmāñch khaṛē hō jāyēṅgē .

204Some will have goose pimples.

202Agar ūñch pad pānā hōgā tō puruṣhārth karnē lag paṛē̃gē .

205If someone wants to claim a high status, he will busy himself in making effort.

203Bābā kōī sē dhan ādi tō lē̃gē nahī̃ .

206Baba will not take money from anyone.

204Bachchō̃ key|kī būnd-būnd sē talāb hōtā hai .

207The pool is created through each drop of the children.

205Kōī-kōī ēk rūpayā bhī bhēj dētē haĩ . 206Bābā ēk īṭ lagā dō .

208Some even send one rupee: Baba, use one brick in my name.

207Sudāmā key|kī muṭṭhī chāval kā gāyan hai nā .

209There is also the praise of the handful of rice of Sudama.

208Bābā kahtē haĩ tumhārē tō yah hīrē-javāhar haĩ .

210Baba says: These are like diamonds and jewels for you.

209Hīrē jaisā janm sabkā bantā hai .

211Everyone's life becomes like a diamond.

210Tum bhaviṣhya kē liē banā rahē hō .

212You are creating this for the future.

211Tum jāntē hō yahā̃ in ôkhō̃ sē jō kuchh dēkhtē haĩ , yah purānī duniyā hai .

213You know that everything you see with your physical eyes is part of the old world.

212Yah duniyā badal rahī hai .

214This world is now changing.

213Abhī tum amarpurī K|kē mālik ban rahē hō .

215You are now becoming the masters of the land of immortality.

214Mōhjīt jarūr bannā paṛē .

216You definitely do have to become conquerors of attachment.

215Tum kahtē āyē hō ki bābā āp āyēṅgē tō ham kurbān jāyēṅgē , saudā tō achchhā hai nā .

217You have been saying: Baba, when You come we will sacrifice ourselves to You. 218So this is a good bargain, is it not?

216Manuṣhya thōṛēhī jāntē haĩ , saudāgar , ratnāgar , jādūgar nām kyō̃ paṛā hai .

219People don't know why He has been given the names: Businessman, Jewel Merchant and Magician.

217Ratnāgar hai nā , avināśhī gyān ratna ēk-ēk amūlya versions haĩ .

220He is the Jewel Merchant; each imperishable jewel of knowledge is an invaluable version.

218Is par rūp-basant key|kī kathā hai nā .

221The story of Rup and Basant is based on this.

219Tum rūp bhī hō , basant bhī hō .

222You too are rup and basant.

220Achchhā  !

223Achcha.

221Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

224To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

222Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

225The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

223Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

226Essence for dharna:

2241 ) ab is śharīr sē kōī bhī vikarma nahī̃ karnā hai .

227 1. Don't now perform any sinful acts through your body.

225Aisī kōī āsurī act na hō jissē register kharāb hō jāē .

228Don't perform any devilish act through which your register would become spoilt.

2262 ) ēk bāp kī yād K|kē naśhē mē̃ rahnā hai .

229 2. Maintain the intoxication of having remembrance of the one Father.

227Pāvan bannē kā mūl purūṣhārth jarūr karnā hai .

230Definitely make the main effort of becoming pure.

228Kauṛiyō̃ pichhāṛī apnā amūlya samay barbād na kar śhrīmat sē jīvan śhrēṣhṭh banānī hai .

231Don't waste your invaluable time chasing after shells, but make your life elevated by following shrimat.

Blessing

229Vardān  : svayã kō mould kar real gold ban her|har kārya mē̃ saphal hōnē vālē sva parivartak bhav

232Blessing: May you become a self-transformer and real gold by moulding yourself and being successful in every task.

230Jō her|har paristhiti mē̃ svayã kō parivartan kar sva parivartak bantē haĩ vah sadā saphal hōtē haĩ isliē svayã kō badalnē kā lakṣhya rakhō .

233 Those who transform themselves in every situation and become self-transformers are always successful and this is why you have to keep the aim of transforming yourself.

231Dūsrā badalē|badlē tō maĩ badalū̃-nahī̃ . 232Dūsrā badalē|badlē yā na badalē|badlē mujhē badalnā hai .

234It is not that you will change when others change: whether others change or not, I have to change.

233Hē arjun mujhē bannā hai .

235I have to become Arjuna.

234Sadā parivartan karnē mē̃ pahlē maĩ .

236I always have to be first in bringing about transformation.

235Jō ismē̃ pahlē maĩ kartā vahī pahlā number hō jātā kyōṅki svayã kō mould karnē vālā hī real gold hai .

237Those who are first in this claim number one because only those who mould themselves are real gold.

236Real gold key|kī hī value hai .

238There is value only in real gold.

Slogan

237Slōgan  : apnē śhrēṣhṭh jīvan K|kē pratyakṣha pramāṇ dvārā bāp kō pratyakṣha karō .

239Slogan: With the practical proof of your elevated life, reveal the Father.

240*** Om Shanti ***