रविवार 13 दिसंबर 2020 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
013-12-20 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 18-03-87 madhuban
0 13/12/20 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 18/03/87
1Sachchē rūhānī āśhik key|kī niśhāniyā̃
1Signs of a true spiritual lover.
2Āj rūhānī māśhūk apnē rūhānī āśhik ātmāō̃ sē milnē kē liē āyē haĩ .
2Today, the spiritual Beloved has come to meet you souls, His spiritual lovers.
3Sārē kalp mē̃ is samay hī rūhānī māśhūk aur āśhikō̃ kā milan hōtā hai .
3It is only at this time in the whole cycle that the meetings of the spiritual Beloved and the spiritual lovers take place.
4Bāpdādā apnē har ēk āśhik ātmā kō dēkh harṣhit hōtē haĩ - kaisē rūhānī ākarṣhaṇ sē ākarṣhit hō apnē sachchē māśhūk kō jān liyā , pā liyā hai !
4BapDada is pleased to see each and every soul who is His lover and has been attracted by spiritual attraction and has recognised his or her true Beloved and attained Him.
5Khōyē huē āśhik kō dēkh māśhūk bhī khuśh hōtē haĩ ki phir sē apnē yathārth ṭhikānē par pahũch gayē .
5Seeing you lovers who were lost, the Beloved is also pleased that you have once again reached your correct destination.
6Aisā sarv prāpti karānē vālā māśhūk aur kōī mil nahī̃ saktā .
6You would not be able to find any other beloved who could enable you to experience all attainments.
7Rūhānī māśhūk sadā apnē āśhikō̃ sē milnē kē liē kahā̃ ātē haĩ ?
7Where does the spiritual Beloved come in order to meet His spiritual lovers?
8Jaisā śhrēṣhṭh māśhūk aur āśhik haĩ , aisē hī śhrēṣhṭh sthān par milnē kē liē ātē haĩ .
8Just as you lovers and the Beloved are elevated, so, He comes to meet you at an elevated place too.
9Yah kaunsā sthān hai jahā̃ milan manā rahē hō ?
9What is this place where you are celebrating a meeting?
10Isī sthān kō jō bhī kahō , sarv nām is sthān kō dē saktē haĩ .
10You can call this place by whatever name you want.
11Vaisē milnē K|kē sthān jō ati priya lagtē haĩ vah kaun-sē hōtē haĩ ?
11Generally speaking, what are the best meeting places that are loved by all?
12Milan yā phūlō̃ K|kē bagīchē mē̃ hōtā hai vā sāgar K|kē kinārē par milnā hōtā hai , jiskō āp lōg bīch ( samudra kā kinārā ) kahtē hō .
12A meeting takes place either in a flower garden or on the shore of an ocean, which you call the beach. 13So, where are you now sitting?
13Tō ab kahā̃ baiṭhē hō ? 14Gyān sāgar K|kē kinārē rūhānī milan K|kē sthān par baiṭhē hō .
14You are sitting on the shore of the Ocean of knowledge, at a spiritual meeting place.
15Rūhānī vā godly garden ( allāh kā bagīchā ) hai .
15It is a spiritual and Godly garden.
16Aur tō anēk prakār K|kē bagīchē dēkhē haĩ lēkin aisā bagīchā jahā̃ harēk ēk dō sē jyādā khilē huē fool|phūl hai , ēk-ēk śhrēṣhṭh sundartā sē apnī khuśhbū dē rahē haĩ - aisā bagīchā hai .
16You have all seen the many other types of garden, but this is a garden where every flower is more in bloom than the others and each one is giving its own very beautiful fragrance.
17Isī bīch par bāpdādā vā māśhūk milnē ātē haĩ .
17It is on this beach that BapDada, the Beloved, comes to meet His lovers.
18Vah anēk bīch dēkhī̃ , lēkin aisī bīch kab dēkhī jahā̃ gyān sāgar K|kē snēh key|kī laharē̃ , śhakti key|kī laharē̃ , bhinn-bhinn laharē̃ laharāē sadā kē liē refresh kar dētī haĩ ?
18You have seen those beaches, of which there are many, but have you ever seen a beach where the different waves of love, power and many other different waves of the Ocean of Knowledge constantly refresh you?
19Yah sthān pasand hai nā ?
19You like this place, do you not?
20Svachchhatā bhī hai aur ramaṇīktā bhī hai .
20There is cleanliness and also enjoyment.
21Sundartā bhī hai .
21There is also beauty.
22Itnī hī prāptiyā̃ bhī haĩ .
22There are also just as many attainments.
23Aisā manōrañjan kā viśhēṣh sthān āp āśhikō̃ kē liē māśhūk nē banāyā hai jahā̃ ānē sē muhabbat key|kī lakīr K|kē andar pahũchtē hī anēk prakār key|kī mēhnat sē chhūṭ jātē .
23The Beloved has created such a special place for the entertainment of you lovers that, as soon as you arrive here within the line (boundary) of love, you are liberated from many types of effort.
24Sabsē baṛī mēhnat - natural yād kī , vah sahaj anubhav kartē hō aur kaunsī mēhnat sē chhūṭtē hō ?
24You experience the greatest effort of natural remembrance to be very easy. 25What other efforts are you liberated from?
25Laukik job ( naukrī ) sē bhī chhūṭ jātē hō .
26You are liberated from your lokik jobs.
26Bhōjan banānē sē bhī chhūṭ jātē hō .
27You are also liberated from cooking.
27Sab banā banāyā miltā hai nā .
28You receive everything ready made, do you not?
28Yād bhī svataḥ anubhav hōtī .
29You also experience remembrance to be natural.
29Gyān ratnō̃ key|kī jhōlī bhī bhartī rahtī .
30Your aprons also continue to become filled with the jewels of knowledge.
30Aisē sthān par jahā̃ mēhnat sē chhūṭ jātē hō aur muhabbat mē̃ līn hō jātē hō .
31You come to such a place where you are liberated from making effort and become absorbed in love.
31Vaisē bhī snēh key|kī niśhānī viśhēṣh yahī gāī jātī ki dō , dō na rahē̃ lēkin dō milkar ēk hō jāē̃ .
32Generally, the special sign of love is that the two no longer remain two, but the two merge and become one.
32Iskō hī samā jānā kahtē haĩ .
33This is called merging.
33Bhaktō̃ nē isī snēh key|kī sthiti kō samā jānā vā līn hōnā kah diyā hai .
34Devotees have taken this stage of becoming absorbed in love as becoming merged or united.
34Vō lōg līn hōnē kā arth|earth nahī̃ samajhtē .
35Those people do not understand the meaning of being lost in love.
35Lav|love mē̃ līn hōnā - yah sthiti hai lēkin sthiti kē badlē unhōnnē ātmā K|kē astitva kō sadā kē liē samāpt karnā samajh liyā hai .
36There is the stage of becoming merged in love, but they have taken that to mean that the identities of the souls are finished for all time.
36Samā jānā arthāt samān ban jānā .
37To become merged means to become equal.
37Jab bāp K|kē vā rūhānī māśhūk K|kē milan mē̃ magna hō jātē hō tō bāp samān bannē athavā samā jānē arthāt samān bannē kā anubhav kartē hō .
38When you become lost in love while meeting the Father and the spiritual Beloved, you experience becoming equal to the Father, that is, merging with Him.
38Isī sthiti kō bhaktō̃ nē samā jānā kahā hai .
39Devotees have referred to this stage as becoming merged.
39Līn bhī hōtē hō , samā bhī jātē hō .
40You become absorbed and you become merged.
40Lēkin yah milan K|kē muhabbat K|kē sthiti key|kī anubhūti hai . 41Samjhā !
41However, this is to experience the stage of being lost in love whilst meeting Him.
42Isliē bāpdādā apnē āśhikō̃ kō dēkh rahē haĩ .
42Do you understand? 43So, BapDada is seeing His lovers.
43Sachchē āśhik arthāt sadā āśhik , natural ( svataḥ ) āśhik .
44A true lover means one who is a constant lover, a natural lover.
44Sachchē āśhik key|kī viśhēṣhatāyē̃ jāntē bhī hō .
45You also know the specialities of those who are true lovers.
45Phir bhī uskī mukhya niśhāniyā̃ haĩ :
46Nevertheless, their main signs are:
46Pahlī niśhānī - ēk māśhūk dvārā sarv sambandhō̃ key|kī samay pramāṇ anubhūti karnā .
47First sign: To experience all relationships with the one Beloved according to the time.
47Māśhūk ēk hai lēkin ēk kē sāth sarv sambandh haĩ .
48The Beloved is just one, but you have all relationships with the One.
48Jō sambandh chāhē̃ aur jis samay jis sambandh key|kī āvaśhyaktā hai , us samay us sambandh K|kē rūp sē prīti key|kī rīti dvārā anubhav kar saktē hō .
49Whatever relationship you want and whatever relationship you need at any particular time, you can experience that relationship by fulfilling the responsibility of love.
49Tō pahlī niśhānī hai - sarv sambandhō̃ key|kī anubhūti .
50So, the first sign is the experience of all relationships.
50' sarv ' śhabda kō underline karnā .
51Underline the word "all", not just a relationship.
51Sirph sambandh nahī̃ . 52Kaī aisē naṭkhaṭ āśhik bhī haĩ jō samajhtē haĩ sambandh tō juṭ gayā hai . 53Lēkin sarv sambandh juṭē haĩ ?
52There are also some mischievous lovers who believe that they have forged a relationship, but have all their relationships been forged with Him?
54Aur dūsrī bāt - samay par sambandh key|kī anubhūti hōtī hai ?
53Secondly, are you able to experience that relationship at a time of need?
55Knowledge K|kē ādhār par sambandh hai vā dil key|kī anubhūti sē sambandh hai ?
54Is your relationship on the basis of knowledge or on the basis of the experience in your heart?
56Bāpdādā sachchī dil par rāzī hai .
55BapDada is pleased with honest hearts.
57Sirph tīvr dimāg vālō̃ par rāzī nahī̃ , lēkin dilārām dil par rāzī hai isliē dil kā anubhav dil jānē , dilārām jānē .
56He is not pleased with those who just have sharp intellects, but the Comforter of Hearts is pleased with their heart. 57This is why only the heart and the Comforter of Hearts know the experience of the heart.
58Samānē kā sthān dil kahā jātā hai , dimāg nahī̃ .
58The heart, not the head, is the place of merging.
59Knowledge kō samānē kā sthān dimāg hai , lēkin māśhūk kō samānē kā sthān dil hai .
59The head is the place to merge knowledge, but the heart, not the head, is the place to merge your Beloved.
60Māśhūk āśhikō̃ key|kī bātē̃ hī sunāyēṅgē nā . 61Kōī-kōī āśhik dimāg jyādā chalātē lēkin dil sē dimāg key|kī mēhnat ādhī hō jātī hai .
60The place to merge knowledge is the head, but the place to merge the Beloved is the heart. 61The Beloved would only tell you things about His lovers, would He not?
62Jō dil sē sēvā kartē vā yād kartē , unhō̃ key|kī mēhnat cum|kam aur santuṣhṭatā jyādā hōtī aur jō dil K|kē snēh sē nahī̃ yād kartē , sirph knowledge K|kē ādhār par dimāg sē yād kartē vā sēvā kartē , unhō̃ kō mēhnat jyādā karnī paṛtī , santuṣhṭatā cum|kam hōtī .
62Some lovers use their head a lot, but when working with the heart, that labour of the head is halved. 63Those who do service and have remembrance in their hearts don’t have to work so hard and have greater contentment than those who do not have remembrance with love in their hearts. 64Those who simply remember and do service with their heads on the basis of knowledge have to work hard and are less content.
63Chāhē saphaltā bhī hō jāē , tō bhī dil key|kī santuṣhṭatā kam hōgī .
65Even if there is success, the contentment in their hearts would be less.
64Yahī sōchtē rahē̃gē - huā tō achchhā , lēkin phir , phir bhī … kartē rahē̃gē aur dil vālē sadā santuṣhṭatā K|kē gīt gātē rahē̃gē .
66They would continue to think, "Whatever happened was good, but nevertheless... nevertheless....", whereas those who work from their hearts constantly sing songs of contentment.
65Dil key|kī santuṣhṭatā K|kē gīt , mukh key|kī santuṣhṭatā K|kē gīt nahī̃ .
67They sing songs of contentment from their hearts, not just songs of contentment in words.
66Sachchē āśhik dil sē sarv sambandhō̃ key|kī samay pramāṇ anubhūti kartē haĩ .
68True lovers experience all relationships with their hearts according to the time.
67Dūsrī niśhānī - sachchē āśhik her|har paristhiti mē̃ , her|har karma mē̃ sadā prāpti key|kī khuśhī mē̃ hōṅgē .
69Second sign: A true lover would always have the happiness of attainment in every situation and in every action.
68Ēk hai anubhūti , dūsrī hai ussē prāpti .
70One is the experience and the other is the attainment from that.
69Kaī anubhūti bhī kartē haĩ ki hā̃ , mērā bāp bhī hai , sājan bhī hai . 70Bachchā bhī hai lēkin prāpti jitnī chāhtē utnī nahī̃ hōtī hai .
71Some have the experience: "Yes, He is my Father and also my Bridegroom and Child, but I am not able to have as much attainment as I want."
71Bāp hai , lēkin varsē K|kē prāpti key|kī khuśhī nahī̃ rahtī .
72He is the Father, but there isn't the happiness of attainment of the inheritance.
72Anubhūti kē sāth sarv sambandhō̃ dvārā prāpti kā bhī anubhav hō .
73As well as that experience, let there also be the experience of the attainment through having all relationships.
73Jaisē - bāp K|kē sambandh dvārā sadā varsē K|kē prāpti key|kī mahsūstā hō , bharpūrtā hō .
74For instance, in the relationship of the Father, let there always be the experience of the attainment of the inheritance; let there be the feeling of fullness.
74Satgurū dvārā sadā vardānō̃ sē sampann sthiti kā vā sadā sampann svarūp kā anubhav hō .
75Through the Satguru, let there constantly be the experience of a complete and perfect stage and a perfect form through blessings.
75Tō prāpti kā anubhav bhī āvaśhyak hai .
76So the experience of attainment is also essential.
76Vah hai sambandhō̃ kā anubhav , yah hai prāptiyō̃ kā anubhav .
77One is the experience of relationships and the other is the experience of attainments.
77Kaīyō̃ kō sarv prāptiyō̃ kā anubhav nahī̃ hōtā .
78Some don't experience all attainments.
78Master sarvśhaktivān hai lēkin samay par śhaktiyō̃ key|kī prāpti nahī̃ hōtī .
79You are master almighty authorities, but there isn't the attainment of powers at the right time.
79Prāpti key|kī anubhūti nahī̃ tō prāpti mē̃ bhī kamī hai .
80If there isn't the experience of attainment, then there is also some lack of attainment.
80Tō anubhūti kē sāth prāpti svarūp bhī banē̃ - yah hai sachchē āśhik key|kī niśhānī .
81So, as well as experience, you also need to become an embodiment of attainment: this is a sign of a true lover.
81Tīsrī niśhānī - jis āśhik kō anubhūti hai , prāpti bhī hai vah sadā tr̥ipt rahē̃gē , kisī bhī bāt mē̃ aprāpta ātmā nahī̃ lagēgī .
82Third sign: The lovers who have the experience and also the attainment through that relationship are alwayssatisfied; they never feel themselves to be souls who are lacking anything in any situation.
82Tō , ' tr̥ipti ' - yah āśhik key|kī viśhēṣhtā hai .
83So satisfaction is the speciality of these lovers.
83Jahā̃ prāpti hai , vahā̃ tr̥ipti jarūr hai .
84Where there is attainment, there is definitely satisfaction.
84Agar tr̥ipt nahī̃ tō avaśhya prāpti mē̃ kamī hai aur prāpti nahī̃ tō sarv sambandhō̃ key|kī anubhūti mē̃ kamī hai .
85If you are not satisfied, something is definitely lacking in your attainment and, where there is no attainment, something is also missing when it comes to experiencing all relationships.
85Tō 3 niśhāniyā̃ hai - anubhūti , prāpti aur tr̥ipti . 86Sadā tr̥ipt ātmā .
86So, the three signs are: experience, attainment and satisfaction, a constantly satisfied soul.
87Jaisā bhī samay hō , jaisā bhī vāyumaṇḍal hō , jaisē bhī sēvā K|kē sādhan hō̃ , jaisē bhī sēvā K|kē saṅgaṭhan K|kē sāthī hō̃ lēkin her|har hall|hāl mē̃ , her|har chāl mē̃ tr̥ipt hō̃ .
87Whatever the time, atmosphere, facilities for doing service, companions in the gathering of service, in every situation and in every activity, you must always remain satisfied.
88Aisē sachchē āśhik hō nā ?
88You are such true lovers, are you not?
89Tr̥ipt ātmā mē̃ kōī had key|kī ichchhā nahī̃ hōgī .
89A satisfied soul will never have any limited desires.
90Vaisē dēkhō tō tr̥ipt ātmā bahut minority ( thōṛī ) rahtī hai .
90If you look, there is a minority of satisfied souls.
91Kōī na kōī bāt mē̃ chāhē mān key|kī , chāhē śhān key|kī bhūkh hōtī hai .
91In one situation or other, there is some hunger for respect or fame.
92Bhūkh vālā kabhī tr̥ipt nahī̃ hōtā .
92Someone who is hungry can never be satisfied.
93Jiskā sadā pēṭ bharā huā hōtā , vah tr̥ipt hōtā hai .
93Those whose stomachs are always full remain satisfied.
94Tō jaisē śharīr K|kē bhōjan key|kī bhūkh hai , vaisē man key|kī bhūkh hai - śhān , mān , salvation , sādhan . 95Yah man key|kī bhūkh hai .
94So, just as the body is hungry for food, similarly, the mind is hungry for name, fame, salvation and facilities: it is hunger of the mind.
96Tō jaisē śharīr key|kī tr̥ipti vālē sadā santuṣhṭ hōṅgē , vaisē man key|kī tr̥ipti vālē sadā santuṣhṭ hōṅgē .
95So, just as those who are physically satisfied will always be content, in the same way, those whose minds are satisfied will remain constantly content.
97Santuṣhṭatā tr̥ipti key|kī niśhānī hai .
96Contentment is a sign of satisfaction.
98Agar tr̥ipt ātmā nahī̃ hōṅgē , chāhē śharīr key|kī bhūkh , chāhē man key|kī bhūkh hōgī tō jitnā bhī milēgā , milēgā bhī jyādā lēkin tr̥ipt ātmā na hōnē kāraṇ sadā hī atr̥pta rahē̃gē . 99Asantuṣhṭatā rahtī hai .
97If a soul is not satisfied but is hungry physically or mentally, then no matter how much he receives, even though he may receive a great deal, because of not being satisfied, he would always be dissatisfied; there would be discontentment.
100Jō royal hōtē haĩ , vah thōṛē mē̃ tr̥ipt hōtē haĩ .
98Those who are royal are satisfied with just a little.
101Royal ātmāō̃ key|kī niśhānī - sadā hī bharpūr hōṅgē , ēk rōṭī mē̃ bhī tr̥ipt tō 36 prakār K|kē bhōjan mē̃ bhī tr̥ipt hōṅgē .
99The sign of royal souls is that they will constantly be full, they would be satisfied with even one chapatti or with 36 varieties of food.
102Aur jō atr̥pta hōṅgē , vah 36 prakār K|kē bhōjan miltē bhī tr̥ipt nahī̃ hōṅgē kyōṅki man key|kī bhūkh hai .
100However, those who are dissatisfied will not be satisfied even if you give them 36 varieties of food because their hunger is in their minds.
103Sachchē āśhik key|kī niśhānī - sadā tr̥ipt ātmā hōṅgē .
101The sign of a true lover is that he is constantly satisfied.
104Tō tīnō̃ hī niśhāniyā̃ check karō .
102So check all three signs.
105Sadaiv yah sōchō - ' ham kiskē āśhik haĩ !
103Always think about whose lovers you are.
106Jō sadā sampann hai , aisē māśhūk K|kē āśhik haĩ !
104You are the lovers of the Beloved who is always perfect.
107' tō santuṣhṭatā kabhī nahī̃ chhōṛō .
105So, never let go of contentment.
108Sēvā chhōṛ dō lēkin santuṣhṭatā nahī̃ chhōṛō .
106You may let go of service, but do not let go of your contentment.
109Jō sēvā asantuṣhṭ banāvē vō sēvā , sēvā nahī̃ .
107Any service that makes you discontent is not service.
110Sēvā kā arth|earth hī hai mēvā dēnē vālī sēvā .
108Service means service that gives you nourishing fruit.
111Tō sachchē āśhik sarv had key|kī chāhnā sē parē , sadā hī sampann aur samān hōṅgē .
109So a true lover is one who is beyond all limited desires, one who is constantly full and equal.
112Āj āśhikō̃ key|kī kahāniyā̃ sunā rahē haĩ .
110Today, Baba is telling you stories of the lovers.
113Nāz , nakhrē bhī bahut kartē haĩ .
111You also play many mischievous games.
114Māśhūk bhī dēkh-dēkh muskarātē rahtē .
112Seeing those, the Beloved just smiles.
115Nāz , nakhrē bhal karō lēkin māśhūk kō māśhūk samajh uskē sāmnē karō , dūsrē K|kē sāmnē nahī̃ .
113You may play your mischievous games, but you have to understand that the Beloved is the Beloved and play those games in front of Him, not in front of others.
116Bhinn-bhinn had K|kē svabhāv , saṅskār K|kē nakhrē aur nāz kartē haĩ .
114You play the mischievous games of the different types of limited nature and sanskars.
117Jahā̃ mērā svabhāv , mērē saṅskār śhabda ātā hai , vahā̃ bhī nāz , nakhrē śhurū hō jātē haĩ .
115It is when it comes to "my nature", "my sanskars" that you begin to play those mischievous games.
118Bāp kā svabhāv sō mērā svabhāv hō .
116The Father's nature has to be my nature.
119Mērā svabhāv bāp K|kē svabhāv sē bhinn hō nahī̃ saktā .
117My nature cannot be different from the Father's nature.
120Vah māyā kā svabhāv hai , parāyā svabhāv hai . 121Uskō mērā kaisē kahē̃gē ?
118That is Maya's nature, a nature that belongs to someone else.
122Māyā parāī hai , apnī nahī̃ hai . 123Bāp apnā hai .
119How can you say that that is your nature?
124Mērā svabhāv arthāt bāp kā svabhāv .
120Maya is foreign; she doesn't belong to you.
125Māyā K|kē svabhāv kō mērā kahnā bhī wrong hai .
121The Father belongs to you. 122“My nature” means the Father's nature.
126' mērā ' śhabda hī phērē mē̃ lātā hai arthāt chakra mē̃ lātā hai .
123It is wrong to say Maya's nature is your nature. 124The word "my" puts you in a spin.
127Āśhik māśhūk kē āgē aisē nāz-nakhrē bhī dikhātē haĩ . 128Jō bāp kā sō mērā .
125The lovers also show these mischievous games to the Beloved: whatever is the Father's is mine.
129Her|har bāt mē̃ bhakti mē̃ bhī yahī kahtē haĩ - jō tērā sō mērā , aur mērā kuchh nahī̃ .
126In every situation, even on the path of devotion, it is said: Whatever I have is Yours; nothing is mine.
130Lēkin jō tērā sō mērā .
127However, it is: Whatever is Yours is mine.
131Jō bāp kā saṅkalp , vah mērā saṅkalp .
128Whatever is the Father's thought is my thought.
132Sēvā K|kē part bajānē K|kē bāp K|kē sanskār-svabhāv , vah mērē .
129In playing your parts in doing service, the Father's nature and sanskars are yours.
133Tō issē kyā hōgā ?
130What will happen through that?
134Had kā mērā , tērā hō jāyēgā .
131Any limited mine will become Yours.
135Tērā sō mērā , alag mērā nahī̃ hai .
132Whatever is Yours is mine, and I don't have anything separate.
136Jō bhī bāp sē bhinn hai , vah mērā hai hī nahī̃ , vah māyā kā phērā hai isliē is had K|kē nāz-nakhrē sē nikal rūhānī nāz - maĩ tērī aur tū mērā , bhinn-bhinn sambandh key|kī anubhūti K|kē rūhānī nakhrē bhal karō . 137Parantu yah nahī̃ karō .
133Whatever is different from the Father's is not mine; that is the spin of Maya. 134Therefore, leave those limited mischievous games and maintain the spiritual pride, "I am Yours and You are mine". 135You may play the spiritual, mischievous games of the experience of different relationships, but don't play the other kind.
138Sambandh nibhānē mē̃ bhī rūhānī nakhrē kar saktē hō .
136You can also play spiritual mischievous games in fulfilling a relationship.
139Muhabbat key|kī prīt K|kē nakhrē achchhē hōtē haĩ .
137The mischievous games of love are good.
140Kab sakhā K|kē sambandh sē muhabbat K|kē nakhrē kā anubhav karō . 141Vah nakharā nahī̃ lēkin nirālāpan hai .
138Sometimes, experience the loving mischievous games with the relationship of the Friend.
142Snēh K|kē nakhrē pyārē hōtē haĩ .
139Those are then not mischievous games, but uniqueness.
143Jaisē chhōṭē bachchē bahut snēhī aur pure ( pavitra ) hōnē kāraṇ unkē nakhrē sabkō achchhē lagtē haĩ .
140Loving mischievous games are lovely, just as little children's mischief is loved by all because they are lovely and pure.
144Śhuddhatā aur pavitratā hōtī hai bachchō̃ mē̃ . 145Aur baṛā kōī nakharā karē tō vah burā mānā jātā .
141Children have cleanliness and purity, whereas when a mature person plays mischievous games, it is considered to be bad.
146Tō bāp sē bhinn-bhinn sambandh K|kē , snēh K|kē , pavitratā K|kē nāz-nakhrē bhal karō , agar karnā hī hai tō .
142If you must, you may play mischievous games filled with purity and love in different relationships with the Father.
147' sadā hāth aur sāth ' hī sachchē āśhik māśhūk key|kī niśhānī hai .
143The constant hand and company is the sign of the true lover and Beloved.
148Sāth aur hāth nahī̃ chhūṭē .
144Never let the company and hand become separated.
149Sadā buddhi kā sāth hō aur bāp K|kē her|har kārya mē̃ sahyōg kā hāth hō .
145Always have the company in your intellect and let there always be the Father's hand of co-operation in every task.
150Ēk dō K|kē sahyōg key|kī niśhānī hāth mē̃ hāth milākē dikhātē haĩ nā .
146The symbol used to portray mutual co-operation is one hand in another.
151Tō sadā bāp K|kē sahyōgī bannā - yah hai sadā hāth mē̃ hāth aur sadā buddhi sē sāth rahnā .
147So, always to be co-operative with the Father is always to remain hand-in-hand with the Father and always to keep Him in your intellect.
152Man key|kī lagan , buddhi kā sāth .
148The love of the mind and the company of the intellect.
153Is sthiti mē̃ rahnā arthāt sachchē āśhik aur māśhūk K|kē pose mē̃ rahnā .
149To stay in this stage means to stay in the pose of a true lover and Beloved. 150Do you understand?
154Samjhā ? 155Vāydā hī yah hai ki sadā sāth rahē̃gē .
151The promise you made was that you will always stay with Him.
156Kabhī-kabhī sāth nibhāyēṅgē - yah vāydā nahī̃ hai .
152You didn't promise that you would only stay with Him sometimes.
157Man kā lagāv kabhī māśhūk sē hō aur kabhī na hō tō vah sadā sāth tō nahī̃ huā nā , isliē isī sachchē āśikapan K|kē position mē̃ rahō .
153If the attachment of the mind is sometimes with the Beloved but not at other times, then that is not constant company, is it? 154Therefore, maintain the position of true lovers.
158Dr̥iṣhṭi mē̃ bhī māśhūk , vr̥itti mē̃ bhī māśhūk , sr̥iṣhṭi hī māśhūk .
155Let there be the Beloved in your vision, in your attitude and let Him be your world.
159Tō yah māśhūk aur āśhikō̃ key|kī mahaphil hai .
156So, this is the happy gathering of the lovers and the Beloved.
160Bagīchā bhī hai tō sāgar kā kinārā bhī hai .
157It is a garden and also the shore of the Ocean.
161Yah wonderful aisī private bīch ( sāgar kā kinārā ) hai , jō hajārō̃ K|kē bīch ( madhya ) bhī private hai .
158This is such a wonderful and private beach that you remain private in the midst of thousands (beech in Hindi = middle).
162Har ēk anubhav kartē - mērē sāth māśhūk kā personal pyār hai .
159Each one of you experiences personal love with the Beloved.
163Harēk kō personal pyār key|kī feeling prāpt hōnā - yahī wonderful māśhūk aur āśhik haĩ .
160For each one to have a feeling of personal love- that is being awonderful Beloved and lover.
164Hai ēk māśhūk lēkin hai sabkā .
161He is just the one Beloved, but He belongs to all.
165Sabhī kā adhikār sabsē jyādā hai .
162Each one has a greater right than everyone else.
166Harēk kā adhikār hai .
163Each one has a right.
167Adhikār mē̃ number nahī̃ haĩ , adhikār prāpt karnē mē̃ number hō jātē haĩ .
164There is no number to your right, but it becomes numberwise in your claiming those rights.
168Sadā yah smr̥iti rakhō ki ' godly garden mē̃ hāth aur sāth dē chal rahē haĩ yā baiṭhē haĩ .
165Always be aware that you are walking or sitting in the Godly garden, hand-in-hand, and in His company.
169Rūhānī bīch par hāth aur sāth dē mauj manā rahē haĩ . 170' tō sadā hī manōrañjan mē̃ rahē̃gē , sadā khuśh rahē̃gē , sadā sampann rahē̃gē .
166You are celebrating with pleasure on the spiritual beach by giving Him your hand and company. 167You will then always remain in pleasure and will remain constantly full.
171Achchhā .
168Achcha.
172Yah double vidēśhī bhī double lucky haĩ .
169You double foreigners are double lucky.
173Achchhā hai jō ab tak pahũch gayē .
170It is good that you have arrived here now.
174Āgē chal kyā parivartan hōtā hai , vah tō drama .
171Whatever change takes place in the future is in the drama.
175Lēkin double lucky hō jō samay pramāṇ pahũch gayē hō .
172However, you are double lucky that you have arrived here according to the time.
176Achchhā .
173Achcha.
177Sadā avināśhī āśhik ban rūhānī māśhūk sē prīti key|kī rīti nibhānē vālē , sadā svayã kō sarv prāptiyō̃ sē sampann anubhav karnē vālē , sadā her|har sthiti vā paristhiti mē̃ tr̥ipt rahnē vālē , sadā santuṣhṭatā K|kē khajānē sē bharpūr ban aurō̃ kō bhī bharpūr karnē vālē , aisē sadā kē sāth aur hāth milānē vālē sachchē āśhikō̃ kō rūhānī māśhūk kā dil sē yādpyār aur namastē .
174To the eternal lovers who fulfil the responsibility of love to the spiritual Beloved, to those who experience themselves to be full of all attainments, to those who remain satisfied in every stage and in every situation, to those who become full with the treasure of contentment and who make others full, to the true lovers who are constant companions and who constantly give their hand, love, remembrance and namaste from the heart of the spiritual Beloved.
Blessing
178Vardān : sadā śhrēṣhṭh aur nayē prakār key|kī sēvā dvārā vr̥iddhi karnē vālē sahaj sēvādhārī bhav
175Blessing: May you be an easy server who brings about growth by constantly doing an elevated and new type of service.
179Saṅkalpō̃ dvārā īśhvarīy sēvā karnā yah bhī sēvā kā śhrēṣhṭh aur nayā tarīkā hai , jaisē javāharī rōj subah apnē her|har ratna kō check kartā hai ki sāph haĩ , chamak ṭhīk hai , ṭhīk jagah par rakhē̃ haĩ . . aisē rōz amr̥itvēlē apnē samparka mē̃ ānē vālī ātmāō̃ par saṅkalp dvārā nazar dauṛāō , jitnā āp unhō̃ kō saṅkalp sē yād karē̃gē utnā vah saṅkalp unhō̃ kē pās pahuñchēṅgā . . is prakār sēvā kā nayā tarīkā apnātē vr̥iddhi kartē chalō .
176 To do Godly service through your thoughts is a new and elevated means of doing service. 177A jeweller checks his jewels every day as to whether they are clean, whether they are sparkling and are positioned properly. 178In the same way, in your mind every day at amrit vela, cast your vision with your thoughts on souls who come into connection with you. 179The more you remember them in your thoughts, the more your thoughts will reach them.
180Āpkē sahajyōg key|kī sūkṣhma śhakti ātmāō̃ kō āpkē taraph svataḥākarṣit karēgī .
180By adopting this new type of service in this way, you will continue to bring about growth. 181The subtle power of your easy yoga will automatically attract souls to you.
Slogan
181Slōgan : bahānēbājī kō merge karō aur bēhad key|kī vairāgyavr̥tti kō emerge karō .
182Slogan: Merge the game of making excuses and let an attitude of unlimited disinterest emerge.
183*** Om Shanti ***