बुधवार 30 दिसंबर 2020 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
030-12-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 30/12/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - sat bāp dvārā saṅgam par tumhē̃ satya kā vardān miltā hai isliē tum kabhī bhī jhūṭh nahī̃ bōl saktē hō ' '
1Essence: Sweet children, at the confluence age you receive the blessing of truth from the true Father. 2Therefore you must never lie.
Question
2Praśhna : nirvikārī bannē kē liē āp bachchō̃ kō kaun see|sī|C mēhnat jarūr karnī hai ?
3Question: What effort do you children definitely have to make in order to become viceless?
Answer
3Uttar : ātma-abhimānī bannē key|kī mēhnat jarūr karnī hai .
4Answer: You definitely have to make the effort to become soul conscious. 5Practise only seeing the soul in the centre of the forehead.
4Bhr̥ikuṭī K|kē bīch mē̃ ātmā kō hī dēkhnē kā abhyās karō .
6Consider yourself to be a soul as you talk to souls and listen to souls.
5Ātmā hōkar ātmā sē bāt karō , ātmā hōkar sunō .
7Your vision should not fall on their bodies.
6Dēh par dr̥iṣhṭi na jāē - yahī mukhya mēhnat hai , isī mēhnat mē̃ vighna paṛtē haĩ .
8This is the main effort you have to make and it is in this effort that there are obstacles.
7Jitnā hō sakē yah abhyās karō - ki « maĩ ātmā hū̃ , maĩ ātmā hū̃ . 8' '
9Practise as much as possible, "I am a soul, I am a soul."
Song
9Gīt : ōm namō śhivāē …
10Song: Salutations to Shiva!
Murli
10Ōm śhānti .
11Om shanti.
11Mīṭhē bachchō̃ kō bāp nē smr̥iti dilāī hai ki sr̥iṣhṭi kā chakra kaisē phirtā hai .
12The Father has reminded you sweet children how the world cycle turns.
12Abhī tum bachchē jāntē hō hamnē bāp sē jō kuchh jānā hai , bāp nē jō rāstā batāyā hai , vah duniyā mē̃ kōī nahī̃ jāntā .
13Now, you children know that whatever you have come to know from the Father and the path that the Father has shown you are not known by anyone in the world.
13Āpēhī pūjya , āpēhī pujārī kā arth|earth bhī tumhē̃ samjhāyā hai , jō pūjya viśhva K|kē mālik bantē haĩ , vahī phir pujārī bantē haĩ .
14He has also explained the meaning of "Those who become the worthy-of-worship masters of the world then become worshippers.”
14Paramātmā kē liē aisē nahī̃ kahē̃gē .
15You wouldn't say this of the Supreme Soul.
15Ab tumhē̃ smr̥iti mē̃ āyā ki yah tō bilkul right bāt hai .
16It has entered your awareness that this is absolutely right.
16Sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā samāchār bāp hī sunātē haĩ , aur kiskō bhī gyān kā sāgar nahī̃ kahā jātā hai .
17Only the Father tells you the news of the beginning, the middle and the end of the world. 18No one else can be called the Ocean of Knowledge.
17Yah mahimā śhrīkr̥iṣhṇa key|kī nahī̃ hai .
19This is not the praise of Shri Krishna.
18Kr̥iṣhṇa nām tō śharīr kā hai nā .
20Krishna is the name of that soul’s body.
19Vah śharīrdhārī hai , unmē̃ sārā gyān hō na sakē .
21He is a bodily being; he cannot have all this knowledge.
20Abhī tum samajhtē hō , unkī ātmā gyān lē rahī hai .
22You understand that soul is now receiving knowledge.
21Yah wonderful bāt hai .
23This is a wonderful thing.
22Bāp bigar kōī samjhā na sakē .
24No one but the Father can explain this.
23Aisē tō bahut sādhū-santa bhinn-bhinn prakār K|kē haṭhyōg ādi sikhlātē rahtē haĩ .
25There are many sages and holy men who teach many different types of hatha yoga etc.
24Vah sab hai bhakti mārg .
26All of that is the path of devotion.
25Satyug mē̃ tum kōī key|kī bhī pūjā nahī̃ kartē hō .
27You don't worship anyone in the golden age. 28You don't become worshippers there.
26Vahā̃ tum pujārī nahī̃ bantē hō .
29It is of them that it is said: They were worthy-of-worship deities.
27Unkō kahā hī jātā hai - pūjya dēvī-dēvtā thē , ab nahī̃ hai .
30However, they are no longer that, those same worthy-of-worship ones have now become worshippers.
28Vahī pūjya phir ab pujārī banē haĩ .
31The Father says: This one also used to perform worship.
29Bāp kahtē haĩ yah bhī pūjā kartē thē nā .
32At this time the people of the whole world are worshippers.
30Sārī duniyā is samay pujārī hai . 31Naī duniyā mē̃ ēk hī pūjya dēvī-dēvtā dharm rahtā hai .
33In the new world, there is only the one deity religion of those who are worthy of worship.
32Bachchō̃ kō smr̥iti mē̃ āyā barōbar drama K|kē plan anusār yah bilkul right hai .
34You children are now aware that, according to the dramaplan, this is absolutely right.
33Gītā episode barōbar hai .
35This is truly the Gita episode.
34Sirph gītā mē̃ nām badal diyā hai . 35Jis samjhānē kē liē hī tum mēhnat kartē hō .
36It is just that they have changed the name in the Gita and you make effort to explain this.
362500 varṣh sē gītā kr̥iṣhṇa key|kī samajhtē āyē haĩ .
37For 2500 years, they have been thinking that the Gita was spoken by Krishna.
37Ab ēk janm mē̃ samajh jāē̃ ki gītā nirākār bhagvān nē sunāī , ismē̃ time tō lagtā hai nā .
38Now, it would take time, would it not, for them to understand in one birth that it was incorporeal God who spoke the Gita?
38Bhakti kā bhī samjhāyā hai , jhāṛ kitnā lambā-chauṛā hai .
39He has also explained how tall and complicated the tree of devotion is.
39Tum likh saktē hō bāp hamkō rājyōg sikhā rahē haĩ .
40You can write that the Father is teaching you Raj Yoga.
40Jin bachchō̃ kō niśhchay hō jātā hai tō vē|way niśhchay sē samjhātē bhī haĩ .
41You children who have such faith can explain to others with that faith.
41Niśhchay nahī̃ tō khud bhī mūñjhtē rahtē haĩ - kaisē samjhāyē̃ , kōī haṅgāmā tō nahī̃ hōgā . 42Niḍar tō abhī huē nahī̃ haĩ nā .
42If there isn’t that faith, you yourselves become confused about how to explain to others and are afraid that there might be some upheaval.
43Niḍar tab hōṅgē jab pūrē dēhī-abhimānī ban jāē̃ , ḍarnā tō bhakti mārg mē̃ hōtā hai . 44Tum sab hō mahāvīr .
43You haven’t yet become fearless. 44You will be fearless when you become completely soul conscious. 45It is on the path of devotion that they have fear.
45Duniyā mē̃ tō kōī nahī̃ jāntē ki māyā par jīt kaisē pahanī jātī hai .
46All of you are brave warriors. 47No one in the world knows how to conquer Maya.
46Tum bachchō̃ kō ab smr̥iti mē̃ āyā hai . 47Āgē bhī bāp nē kahā thā manmanābhav .
48You children now remember that the Father also told you previously: Manmanabhav!
48Patit-pāvan bāp hī ākar yah samjhātē haĩ , bhal gītā mē̃ akṣhar hai parantu aisē kōī samjhātē nahī̃ .
49Only the Purifier Father comes and explains this to you. 50Although this term is mentioned in the Gita, no one can explain it.
49Bāp kahtē haĩ bachchē dēhī-abhimānī bhav .
51The Father says: Children, may you be soul conscious!
50Gītā mē̃ akṣhar tō haĩ nā - āṭē mē̃ namak misal .
52These expressions in the Gita are like a pinch of salt in a sackful of flour.
51Har ēk bāt kā bāp niśhchay biṭhātē haĩ .
53The Father instils faith in you about everything.
52Niśhchaybuddhi vijayantī .
54Those who have faithful intellects become victorious.
53Tum abhī bāp sē varsā lē rahē hō .
55You are now claiming your inheritance from the Father.
54Bāp kahtē haĩ gr̥ihastha vyavahār mē̃ bhī jarūr rahnā hai .
56The Father says: You definitely have to live at home with your families.
55Sabkō yahā̃ ākar baiṭhnē key|kī darkār nahī̃ .
57There is no need for all of you to come and live here.
56Service karnī hai , centres khōlnē haĩ .
58Service has to be done and centres have to be opened.
57Tum hō salvation army .
59You are the Salvation Army.
58Īśhvarīy mission hō nā .
60You are the Godly mission.
59Pahlē śhūdra māyāvī mission K|kē thē , abhī tum iśhvarīy mission K|kē banē hō .
61Previously, you belonged to the shudra mission of Maya, whereas you now belong to the Godly mission.
60Tumhārā mahatva bahut hai .
62You are very important.
61In lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī kyā mahimā hai .
63What praise is there of Lakshmi and Narayan?
62Jaisē rājāyē̃ hōtē haĩ , vaisē rājya kartē haĩ . 63Bākī inhō̃ kō kahē̃gē sarvguṇ sampann , viśhva kā mālik kyōṅki us samay aur kōī rājya nahī̃ hōtā .
64They rule in the same way that kings rule, but they are called, “Full of all virtues and the masters of the world”, because there is no other kingdom at that time.
64Abhī bachchē samajh gayē haĩ - viśhva K|kē mālik kaisē banē̃ ?
65You children now understand how they became the masters of the world.
65Abhī ham sō dēvtā bantē haĩ tō phir unhō̃ kō māthā kaisē jhukā sakē̃gē .
66We are now becoming deities. 67Therefore, how can we bow down to them?
66Tum knowledgeful ban gayē hō , jinkō knowledge nahī̃ hai vah māthā ṭēktē rahtē haĩ .
68You have now become knowledge-full. 69Those who don’t have knowledge continue to bow their heads.
67Tum sabkē occupation kō abhī jān gayē hō .
70You also now know everyone’s occupation.
68Chitra wrong kaun sē haĩ , right kaun sē haĩ , vah bhī tum samjhā saktē hō .
71You can explain which pictures are right and which ones are wrong.
69Rāvaṇ rājya kā bhī tum samjhātē hō . 70Yah rāvaṇ rājya hai , inkō āg lag rahī hai .
72You can also explain that this is the kingdom of Ravan and it is about to be set on fire.
71Bhambhōr kō āg lagnī hai , bhambhōr viśhva kō kahā jātā hai .
73The haystack has to be set on fire. 74The world is said to be like a haystack.
72Akṣhar jō gāyē jātē haĩ un par samjhāyā jātā hai .
75You have to explain the words that have been used.
73Bhakti mārg mē̃ tō anēk chitra banāyē haĩ .
76They have created many pictures on the path of devotion.
74Vāstav mē̃ asul hōtī hai - śhivbābā key|kī pūjā , phir brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar key|kī .
77In fact, originally, there is the worship of Shiv Baba and then of Brahma, Vishnu and Shankar.
75Trimūrti jō banātē haĩ vah right hai .
78The Trimurti that they have created is right.
76Phir yah lakṣhmī-nārāyaṇ bas .
79Then, there are this Lakshmi and Narayan.
77Trimūrti mē̃ brahmā-sarasvatī bhī ā jātē haĩ .
80Saraswati is also included with Brahma in the Trimurti.
78Bhaktimārg mē̃ kitnē chitra banātē haĩ .
81They create so many pictures on the path of devotion.
79Hanumān key|kī bhī pūjā kartē haĩ .
82They even worship Hanuman.
80Tum mahāvīr ban rahē hō nā .
83You are becoming brave warriors.
81Mandir mē̃ bhī kōī key|kī hāthī par savārī , kōī key|kī ghōṛē par savārī dikhāī hai .
84In the temple, some are portrayed riding elephants and others riding horses.
82Ab aisī savārī thōṛēhī hai . 83Bāp kahtē haĩ mahārathī .
85However, how could any of them (the deities) be riding them like that?
84Mahārathī mānā hāthī par savār .
86The Father says: Maharathis.
85Tō unhōnnē phir hāthī key|kī savārī banā dī hai .
87A maharathi means one who rides an elephant.
86Yah bhī samjhāyā hai kaisē gaj kō grāh khātē haĩ .
88Therefore, they have portrayed them riding elephants.
87Bāp samjhātē haĩ jō mahārathī haĩ , kabhī-kabhī unkō bhī māyā grāh hap kar lētī hai .
89The meaning of how the alligator ate the elephant has also been explained to you.
88Tumkō abhī gyān key|kī samajh āī hai . 89Achchhē-achchhē mahārathiyō̃ kō māyā khā jātī hai .
90The Father explains: Maya, the alligator, sometimes swallows maharathis.
90Yah haĩ gyān key|kī bātē̃ , inkā varṇan kōī kar na sakē .
91You now understand this knowledge. 92Maya eats good maharathis.
91Bāp kahtē haĩ nirvikārī bannā hai , daivīguṇ dhāraṇ karnē haĩ .
93These things are aspects of knowledge. 94No one else can explain these things.
92Kalp-kalp bāp kahtē haĩ - kām mahāśhatru hai .
95The Father says: Become viceless and imbibe divine virtues.
93Ismē̃ hai mēhnat . 94Is par tum vijay pātē hō .
96Every cycle, the Father says: Lust is the greatest enemy.
95Prajāpitā K|kē banē tō bhāī-bahan hō gayē .
97It requires effort for you to gain victory over that.
96Vāstav mē̃ asal tum hō ātmāyē̃ .
98You belong to the Father of People.
97Ātmā , ātmā sē bāt kartī hai .
99Therefore, you are brothers and sisters.
98Ātmā hī in kānō̃ sē suntī hai , yah yād rakhnā paṛē .
100In fact, you are originally souls. 101A soul is speaking to souls.
99Ham ātmā kō sunātē haĩ , dēh kō nahī̃ . 100Asul mē̃ ham ātmāyē̃ bhāī haĩ phir āpas mē̃ bhāī-bahan bhī haĩ .
102You have to remember that it is the soul that hears everything through these ears.
101Sunānā tō bhāī kō hōtā hai .
103I am speaking to souls and not bodies.
102Dr̥iṣhṭi ātmā taraph jānī chāhiē .
104We souls are originally brothers.
103Ham bhāī kō sunātē haĩ . 104Bhāī suntē hō ?
105Then we become one another’s brothers and sisters.
105Hā̃ maĩ ātmā suntā hū̃ .
106You have to relate this to brothers.
106Bīkānēr mē̃ ēk bachchā hai jō sadaiv ātmā-ātmā kah likhtā hai .
107Your vision should go towards the soul. 108I am speaking to my brother.
107Mērī ātmā is śharīr dvārā likh rahī hai .
109Brother, are you listening? 110Yes, I, a soul, am listening.
108Mujh ātmā kā yah vichār hai . 109Mērī ātmā yah kartī hai .
111There is a child in Bikaneer who always writes “soul this" and “soul that".
110Tō yah ātma-abhimānī bannā mēhnat key|kī bāt hai nā .
112"I, a soul, am writing through this body." 113"I, a soul, think this."
111Mērī ātmā namastē kartī hai .
114"I, a soul, am doing this."
112Jaisē bābā kahtē haĩ - rūhānī bachchē .
115To become soul conscious requires effort.
113Tō bhrakuṭī taraph dēkhnā paṛē .
116I, a soul, say “Namaste”.
114Ātmā hī sunnē vālī hai , ātmā kō maĩ sunātā hū̃ .
117When Baba says “spiritual children” he has to look at the foreheads.
115Tumhārī nazar ātmā par paṛnī chāhiē .
118It is the souls that listen. 119I am speaking to this soul.
116Ātmā bhrakuṭī kē bīch mē̃ hai . 117Śharīr par nazar paṛnē sē vighna ātē haĩ .
120Similarly, your vision should fall on the soul that is in the centre of the forehead.
118Ātmā sē bāt karnī hai .
121Obstacles come when your vision falls on the body.
119Ātmā kō hī dēkhnā hai .
122Speak to souls! 123Look at the souls!
120Dēh-abhimān kō chhōṛō .
124Renounce body consciousness!
121Ātmā jāntī hai - bāp bhī yahā̃ bhrakuṭī kē bīch mē̃ baiṭhā hai . 122Unkō ham namastē kartē haĩ .
125This soul also understands that the Father is sitting in the centre of the forehead and that you say “namaste” to Him.
123Buddhi mē̃ yah gyān hai ham ātmā haĩ , ātmā hī suntī hai .
126Your intellects have the knowledge that each of you is a soul and that it is the soul that listens.
124Yah gyān āgē nahī̃ thā .
127Previously, you didn’t have this knowledge.
125Yah dēh milī hai part bajānē kē liē isliē dēh par hī nām rakhā jātā hai .
128You received those bodies in order to play your parts. 129This is why a name is given to each body.
126Is samay tumkō dēhī-abhimānī ban vāpis jānā hai . 127Yah nām rakhā hai part bajānē .
130It is at this time that you have to become soul conscious in order to return home.
128Nām bigar tō kārōbār chal na sakē .
131Those names have been given to you to play your parts.
129Vahā̃ bhī kārōbār tō chalēgī nā .
132No activity can take place without names.
130Parantu tum satōpradhān ban jātē hō isliē vahā̃ kōī vikarma nahī̃ banē̃gē .
133There will be business activity there too, but you will have become satopradhan.
131Aisā kām hī tum nahī̃ karē̃gē jō vikarma banē . 132Māyā kā rājya hī nahī̃ .
134That is why there are no sinful actions there; you won’t perform any actions that are sinful.
133Ab bāp kahtē haĩ - tum ātmāō̃ kō vāpis jānā hai .
135The kingdom of Maya doesn’t exist there. 136The Father says: You souls now have to return home.
134Yah tō purānē śharīr haĩ phir jāyēṅgē satyug-trētā mē̃ .
137Those are old bodies. 138Then, you will go to the golden and silver ages.
135Vahā̃ gyān key|kī darkār hī nahī̃ .
139There is no need for knowledge there.
136Yahā̃ tumkō gyān kyō̃ dētē haĩ ?
140Why are you given knowledge here?
137Kyōṅki durgati kō pāyē huē hō .
141Because you are in a state of degradation.
138Karma tō vahā̃ bhī karnā hai parantu vah akarma hō jātā hai .
142You will perform actions there too, but they will be neutral actions.
139Ab bāp kahtē haĩ hath kār|car ḍē|day . . ātmā yād bāp kō kartī hai .
143The Father says: Let your hands do the work and your heart be with the Father!
140Satyug mē̃ tum pāvan hō tō sārī kārōbār pāvan hōtī hai .
144Souls remember the Father. 145In the golden age you are pure and so all your activities are true.
141Tamōpradhān rāvaṇ rājya mē̃ tumhārī kārōbār khōṭī hō jātī hai , isliē manuṣhya tīrtha yātrā ādi par jātē haĩ .
146In the tamopradhan kingdom of Ravan all your activities are false. 147This is why people go on pilgrimages etc.
142Satyug mē̃ kōī pāp kartē nahī̃ jō tīrthō̃ ādi par jānā paṛē .
148No one commits any sin in the golden age, so they do not have to go on pilgrimages etc.
143Vahā̃ tum jō bhī kām kartē hō vah satya hī kartē hō .
149Whatever you do there is truthful. 150You have received the blessing of truth.
144Satya kā vardān mil gayā hai .
151There is no question of any vice there.
145Vikār key|kī bāt hī nahī̃ .
152There is no need for lies in any activities.
146Kārōbār mē̃ bhī jhūṭh key|kī darkār nahī̃ rahtī .
153Here, because of greed, they continue to cheat and steal.
147Yahā̃ tō lōbh hōnē K|kē kāraṇ manuṣhya chōrī ṭhagī kartē haĩ , vahā̃ yah bātē̃ hōtī nahī̃ .
154These things do not exist there. 155According to the drama, you become such flowers.
148Drama anusār tum aisē fool|phūl ban jātē hō .
156That world is viceless, whereas this world is vicious.
149Vah hai hī nirvikārī duniyā , yah hai vikārī duniyā . 150Sārā khēl buddhi mē̃ hai .
157You have the whole play in your intellects. 158Only at this time do you have to make effort to become pure.
151Is samay hī pavitra bannē kē liē mēhnat karnī paṛē .
159Through the power of yoga, you become the masters of the world.
152Yōgbal sē tum viśhva K|kē mālik bantē hō , yōgbal hai mukhya . 153Bāp kahtē haĩ bhakti mārg K|kē yagya tap ādi sē kōī bhī mērē kō prāpt nahī̃ kartē .
160The power of yoga is the main thing. 161The Father says: No one on the path of devotion has been able to attain Me by doing penance or having sacrificial fires etc. 162Everyone has to go through the stages of sato, rajo and tamo.
154Satō-rajō-tamō mē̃ jānā hī hai .
163This knowledge is very easy and entertaining.
155Gyān baṛā sahaj aur ramaṇīk hai , mēhnat bhī hai .
164It does require you to make effort too.
156Is yōg key|kī hī mahimā hai jissē tumkō satōpradhān bannā hai .
165It is this yoga, through which you become satopradhan, that is praised.
157Tamōpradhān sē satōpradhān banānē kā rāstā bāp hī batlātē haĩ .
166Only the Father shows you the path to become satopradhan from tamopradhan.
158Dūsrā kōī yah gyān dē na sakē .
167No one else can give you this knowledge.
159Bhal kōī chandramā tak chalē jātē haĩ , kōī pānī sē chalē jātē haĩ .
168Even though some go to the moon and some even walk on water, that is not Raj Yoga.
160Parantu vah kōī rājyōg nahī̃ hai . 161Nar sē nārāyaṇ tō nahī̃ ban saktē .
169They cannot change from ordinary humans into Narayan.
162Yahā̃ tum samajhtē hō ham ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm K|kē thē jō phir ab ban rahē haĩ . 163Smr̥iti āī hai .
170Here, you understand that you belonged to the original, eternal, deity religion and are now once again becoming that.
164Bāp nē kalp pahlē bhī yah samjhāyā thā . 165Bāp kahtē haĩ niśhchaybuddhi vijayantī .
171You now remember that the Father also explained this to you in the previous cycle.
166Niśhchay nahī̃ tō vah sunnē āyēṅgē hī nahī̃ .
172The Father says: Those who have faithful intellects become victorious.
167Niśhchaybuddhi sē phir sanśhaybuddhi bhī ban jātē haĩ .
173If someone doesn’t have faith, he won’t come to listen.
168Bahut achchhē-achchhē mahārathī bhī sanśhay mē̃ ā jātē haĩ .
174Even after having faithful intellects, some become those with doubtful intellects.
169Māyā kā thōṛā tūphān ānē sē dēh-abhimān ā jātā hai .
175Many very good maharathis also develop doubts.
170Yah bāpdādā dōnō̃ hī combined haĩ nā .
176There is body consciousness because of just a small storm of Maya.
171Śhivbābā gyān dētē haĩ phir chalē jātē haĩ vā kyā hōtā hai , kaun batāyē .
177Bap and Dada are combined. 178Shiv Baba gives you knowledge and then who knows whether He goes away or what happens?
172Bābā sē pūchhē̃ kyā āp sadaiv hō yā chalē jātē hō ?
179Should you ask Baba whether He is always here or if He goes away?
173Bāp sē tō yah nahī̃ pūchh saktē haĩ nā .
180You cannot ask the Father this question.
174Bāp kahtē haĩ maĩ tumkō rāstā batātā hū̃ patit sē pāvan hōnē kā .
181The Father says: I am showing you the way to become pure from impure.
175Āū̃ , jāū̃ , mujhē tō bahut kām karnē paṛtē haĩ .
182I come and go; I have a lot of work to do.
176Bachchō̃ kē pās bhī jātā hū̃ , unsē kārya karātā hū̃ .
183I come to the children and even have tasks accomplished through them.
177Ismē̃ sanśhay key|kī kōī bāt na lāē .
184No one should have doubts about this.
178Apnā kām hai - bāp kō yād karnā .
185Your duty is to remember the Father.
179Sanśhay mē̃ ānē sē gir paṛtē haĩ .
186By having doubts, you fall.
180Māyā thappaṛ zōr sē mār dētī hai .
187Maya slaps you very hard.
181Bāp nē kahā hai bahut janmō̃ K|kē ant K|kē bhī ant mē̃ maĩ inmē̃ ātā hū̃ .
188The Father says: I enter this one at the end of the last of his many births.
182Bachchō̃ kō niśhchay hai barōbar bāp hī hamē̃ yah gyān dē rahē haĩ , aur kōī dē na sakē .
189You children have the faith that it really is only the Father who gives us this knowledge. 190No one else can give it.
183Phir bhī is niśhchay sē kitnē gir paṛtē haĩ , yah bāp jāntē haĩ .
191The Father knows that, in spite of this, so many fall even after having faith.
184Tumkō pāvan bannā hai tō bāp kahtē haĩ māmēkam yād karō , aur kōī bātō̃ mē̃ nahī̃ paṛō .
192You have to become pure. 193Therefore, the Father says: Constantly remember Me alone! 194Don’t get caught up in anything else.
185Tum yah aisī bātē̃ kartē hō tō samajh mē̃ ātā hai - pakkā niśhchay nahī̃ hai .
195When you speak in that way, it is understood that you don’t have firm faith.
186Pahlē ēk bāt kō samjhō jissē tumhārē pāp nāśh hōtē haĩ , bākī phāltū bātē̃ karnē key|kī darkār nahī̃ .
196First of all, understand the one thing through which your sins are absolved. 197There is no need to speak of useless matters.
187Bāp kī yād sē vikarma vināśh hōṅgē phir aur bātō̃ mē̃ kyō̃ ātē hō !
198Your sins will be absolved by having remembrance of the Father. 199So, why do you get involved in other things?
188Dēkhō kōī praśhna-uttar mē̃ mūnjhtā hai tō usē bōlō ki tum in bātō̃ kō chhōṛ ēk bāp kī yād mē̃ rahnē kā puruṣhārth karō .
200When you see that someone is becoming confused by the questions and answers, tell him: Forget those things and just make the effort to remember the one Father.
189Sanśhay mē̃ āyā tō paṛhāī hī chhōṛ dēgē phir kalyāṇ hī nahī̃ hōgā .
201When you develop doubt, you stop studying and then there’ll be no benefit.
190Nabz dēkhkar samjhānā hai .
202Explain after feeling their pulse.
191Sanśhay mē̃ hai tō ēk point par khaṛā kar dēnā hai .
203If they have any doubt, make them have firm faith in one point alone.
192Bahut yukti sē samjhānā paṛtā hai .
204You have to explain with great tact.
193Bachchō̃ kō pahlē yah niśhchay hō - bābā āyā huā hai , hamkō pāvan banā rahē haĩ .
205You children should first of all have the faith that Baba has come and is making us pure.
194Yah tō khuśhī rahtī hai .
206You have this happiness.
195Nahī̃ paṛhē̃gē tō nā-pass hō jāyēṅgē , unkō khuśhī bhī kyō̃ āyēgī .
207If you don’t study, you fail. 208How could such a soul then be happy?
196School mē̃ paṛhāī tō ēk hī hōtī hai . 197Phir kōī paṛhkar lākhō̃ key|kī kamāī kartē haĩ , kōī 5-10 rūpayā kamātē haĩ .
209At school, they have the same study, but some study and then earn hundreds of thousands, whereas others earn five to ten rupees.
198Tumhārī aim object hī hai nar sē nārāyaṇ bannā .
210Your aim and objective is to change from ordinary humans into Narayan.
199Rājāī sthāpan hōtī hai .
211A kingdom is being established.
200Tum manuṣhya sē dēvtā banē̃gē .
212You are to change from ordinary humans into deities.
201Dēvtāō̃ key|kī tō baṛī rājdhānī hai , usmē̃ ūñch pad pānā vah phir paṛhāī aur activity par hai .
213Deities have a huge kingdom. 214To claim a high status in that depends on how you study and your activity.
202Tumhārī activity baṛī achchhī hōnī chāhiē .
215Your activities should be very good.
203Bābā apnē liē bhī kahtē haĩ - abhī karmātīt avasthā nahī̃ banī hai .
216Baba even says of himself: I haven’t yet reached my karmateet stage.
204Hamkō bhī sampūrṇ bannā hai , abhī banē nahī̃ haĩ .
217I too have to become perfect; I haven’t become that yet.
205Gyān tō baṛā sahaj hai .
218Knowledge is very easy.
206Bāp kō yād karnā bhī sahaj hai parantu jab karē̃ nā .
219It is also easy to remember the Father, but you should at least do it.
207Achchhā !
220Achcha.
208Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
221To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
209Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
222The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
210Dhārṇā kē liē mukhya sār :
223Essence for dharna:
2111 . kisī bhī bāt mē̃ sanśhay buddhi ban paṛhāī nahī̃ chhōṛnī hai .
224 1. Never stop studying by developing doubt about any aspect.
212Pahlē tō pāvan bannē kē liē ēk bāp kō yād karnā hai , dūsrī bātō̃ mē̃ nahī̃ jānā hai .
225In order to become pure, first of all remember the one Father. 226Don’t become involved in other matters.
2132 . śharīr par nazar jānē sē vighna ātē haĩ , isliē bhrakuṭī mē̃ dēkhnā hai .
227 2. Obstacles come when your vision falls on bodies. 228Therefore, always look at the centre of the forehead.
214Ātmā samajh , ātmā sē bāt karnī hai .
229Consider yourselves to be souls and talk to souls.
215Ātma-abhimānī bannā hai .
230Become soul conscious.
216Niḍar bankar sēvā karnī hai .
231Become fearless when you do service.
Blessing
217Vardān : dr̥iṛh saṅkalp dvārā kamjōriyō̃ rūpī kaliyugī parvat kō samāpt karnē vālē samarthī svarūp bhav
232Blessing: May you become an embodiment of power and destroy the iron-aged mountain of weaknesses with your determined thoughts.
218Dilśhikasta hōnā , kisī bhī saṅskār vā paristhiti K|kē vaśhībhūt hōnā , vyakti vā vaibhavō̃ K|kē taraph ākarṣhit hōnā - in sab kamjōriyō̃ rūpī kaliyugī parvat kō dr̥iṛh saṅkalp key|kī aṅgulī dēkar sadākāl kē liē samāpt karō arthāt vijayī banō .
233 When you are disheartened, influenced by a sanskar or adverse situation, attracted to a person or material comfort, give a finger of determined thoughts to the iron-aged mountain of all these weaknesses and destroy it for all time that is, become victorious.
219Vijay hamārē galē key|kī mālā hai - sadā is smr̥iti sē samarthī svarūp banō .
234“Victory is the garland around your neck”. 235With this awareness, you will always be an embodiment of power.
220Yahī snēh kā return hai .
236This is the return of love.
221Jaisē sākār bāp nē sthiti kā stambh bankar dikhāyā aisē follow father kar sarvguṇō̃ K|kē stambh banō .
237Just as sakar Baba demonstrated this by becoming a pillar in his stage, follow the Father in the same way and become a pillar of all virtues.
Slogan
222Slōgan : sādhan sēvāō̃ kē liē haĩ , ārāmapasanda bannē kē liē nahī̃ .
238Slogan: Facilities are for service, not for your luxury or comfort.
239*** Om Shanti ***