शुक्रवार 1 जनवरी 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
001-01-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 01/01/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
1 « mīṭhē bachchē - tumhē̃ pāvan duniyā mē̃ chalnā hai isliē kām mahāśhatru par jīt pānī hai , kāmjīt , jagatjīt bannā hai ' '
1Essence: Sweet children, you have to go to the pure world. 2Therefore, conquer lust, the great enemy. 3Become conquerors of lust and thereby conquerors of the world.
2Praśhna : har ēk apnī activity sē kaun-sā sākṣhātkār sabkō karā saktē haĩ ? 3Uttar : maĩ hans hū̃ yā bagulā hū̃ ?
4Question: What vision can you give everyone through your activity?
4Yah har ēk apnī activity sē sabkō sākṣhātkār karā saktē haĩ kyōṅki hans kabhī kisī kō duḥkh nahī̃ dēgē .
5Answer: Each one of you can give a vision as to whether you are a swan or a stork through your activity.Swans never cause anyone sorrow.
5Bagulē duḥkh dētē haĩ , vah vikārī hōtē haĩ .
6Storks cause sorrow because they are vicious.
6Tum bachchē abhī bagulē sē hans banē hō .
7You children are now becoming swans from storks.
7Tum pārasbuddhi bannē vālē bachchō̃ kā kartavya hai sabkō pārasbuddhi banānā . 8Ōm śhānti .
8The duty of you children who are becoming those with divine intellects is to make everyone else into one with a divine intellect.
9Jab ōm śhānti kahā jātā hai tō apnā svadharm yād paṛtā hai .
9Om shanti. 10When you say "Om shanti" you remember your original religion.
10Ghar key|kī bhī yād ātī hai . 11Parantu ghar mē̃ baiṭh tō nahī̃ jānā hai .
11You also remember your home, but you mustn't just sit at home.
12Bāp K|kē bachchē haĩ tō jarūr apnā svarg bhī yād karnā paṛē .
12You are the children of the Father and so you definitely have to remember your heaven.
13Tō ōm śhānti kahnē sē yah sārā gyān buddhi mē̃ ā jātā hai .
13So, by saying "Om shanti" all of this knowledge enters your intellect.
14Maĩ ātmā śhānt svarūp hū̃ , śhānti K|kē sāgar bāp kā bachchā hū̃ .
14I, a soul, am an embodiment of peace. 15I am a child of the Father, the Ocean of Peace.
15Jō bāp svarg sthāpan kartē haĩ vah bāp hī hamkō pavitra śhānt svarūp banātē haĩ .
16The Father, who establishes heaven, is making us into embodiments of purity and peace.
16Mukhya bāt hai pavitratā key|kī .
17The main aspect is purity.
17Duniyā hī pavitra aur apavitr bantī hai .
18It is the world that becomes pure and impure.
18Pavitra duniyā mē̃ ēk bhī vikārī nahī̃ hai .
19Not a single vicious person exists in the pure world.
19Apavitr duniyā mē̃ 5 vikār haĩ , isliē kahā jātā hai vikārī duniyā .
20The five vices exist in the impure world and that is why this world is called a vicious world.
20Vah hai nirvikārī duniyā .
21That is the viceless world.
21Nirvikārī duniyā sē sīṛhī utartē-utartē phir nīchē vikārī duniyā mē̃ ātē haĩ .
22While coming down the ladder from the viceless world, you come into the vicious world.
22Vah hai pāvan duniyā , yah hai patit duniyā .
23That is the pure world and this is the impure world.
23Vah hai din , sukh .
24That is the day, happiness.
24Yah hai bhaṭaknē key|kī rāt .
25This is the night of wandering.
25Yū̃ tō rāt mē̃ kōī bhaṭaktā nahī̃ hai . 26Parantu bhakti kō bhaṭaknā kahā jātā hai .
26In fact, no one wanders at night, but devotion is said to be like wandering.
27Tum bachchē ab yahā̃ āyē hō sadgati pānē .
27You children have now come here to attain salvation.
28Tumhārī ātmā mē̃ sab pāp thē , 5 vikār thē .
28You souls were full of all those sins; you had the five vices.
29Unmē̃ bhī mukhya hai kām vikār , jissē hī manuṣhya pāp ātmā bantē haĩ .
29Of those, the main vice is lust. 30It is through this that human beings become sinful souls.
30Yah tō har ēk jāntē haĩ ham patit haĩ aur pāp ātmā bhī haĩ .
31Everyone knows that he or she is an impure and sinful soul.
31Ēk kām vikār K|kē kāraṇ sab qualification bigaṛ paṛtī haĩ isliē bāp kahtē haĩ kām kō jītō tō tum jagatjīt arthāt nayē viśhva K|kē mālik banē̃gē .
32Because of the one vice of lust, all qualifications are ruined. 33This is why the Father says: Conquer lust and you will become conquerors of the world, which means, the masters of the new world.
32Tō andar mē̃ itnī khuśhī rahnī chāhiē .
34Therefore, you should have that much happiness in you.
33Manuṣhya patit bantē haĩ tō kuchh bhī samajhtē nahī̃ .
35When human beings become impure, they don't understand anything.
34Bāp samjhātē haĩ - kōī bhī vikār nahī̃ hōnā chāhiē .
36The Father says: You shouldn't have any of the vices.
35Mukhya hai kām vikār , is par kitnē haṅgāmē̃ hōtē haĩ .
37The main vice is lust and it is because of this vice that there is so much upheaval.
36Ghar-ghar mē̃ kitnī aśhānti , hāhākār hō jātā hai .
38There is so much peacelessness in every home. 39There are cries of distress everywhere.
37Is samay duniyā mē̃ hāhākār kyō̃ hai ?
40Why are there cries of distress in this world?
38Kyōṅki pāp ātmāyē̃ haĩ .
41Because they are sinful souls.
39Vikārō̃ K|kē kāraṇ hī asur kahā jātā hai .
42It is because of the vices that they are called devils.
40Abhī tum samajhtē hō is samay duniyā mē̃ kōī bhī kām key|kī chīz nahī̃ , bhambhōr kō āg lagnī hai .
43You now understand that nothing in this world is useful; the haystack has to be set on fire.
41Jō kuchh in āṅkhō̃ sē dēkhā jātā hai , sabkō āg lag jāyēgī .
44Whatever you can see with your physical eyes is going to be set ablaze.
42Ātmā kō tō āg lagtī nahī̃ .
45Souls cannot be set on fire.
43Ātmā tō sadaiv jaisē insure hai , sadaiv jītī rahtī .
46It is as though souls are always insured; they are always alive.
44Ātmā kō kabhī insure karātē haĩ kyā ?
47Does anyone ever insure a soul?
45Śharīr kō insure karāyā jātā hai .
48Bodies can be insured. 49Souls are imperishable.
46Ātmā avināśhī hai . 47Bachchō̃ kō samjhāyā gayā hai - yah khēl hai .
50It is has been explained to you children that this is a play.
48Ātmā tō ūpar rahnē vālī 5 tatvō̃ sē bilkul alag hai .
51Souls reside up above and are completely separate from the five elements.
495 tatvō̃ sē sārī duniyā key|kī sāmagrī bantī hai .
52All the things of the world are created from the five elements.
50Ātmā tō nahī̃ bantī hai . 51Ātmā sadaiv hai hī .
53Souls are never created; they always exist.
52Sirph puṇya ātmā , pāp ātmā bantī hai .
54It is just that they become charitable souls and sinful souls.
53Ātmā par hī nām paṛtā hai puṇya ātmā , pāp ātmā .
55These names are given to souls: charitable soul or sinful soul.
545 vikārō̃ sē kitnē gandē ban jātē haĩ .
56Souls become so dirty because of the five vices!
55Ab bāp āyē haĩ pāpō̃ sē chhuṛānē .
57The Father has now come to liberate you from all sins.
56Vikār hī sārā character bigāṛtē haĩ .
58It is the vices that ruin the whole character.
57Character kiskō kahā jātā hai , yah bhī samajhtē nahī̃ .
59People don’t even understand what a good character is.
58Yah hai ūñch tē ūñch rūhānī government .
60This is the highest-on-high spiritual Government.
59Pāṇḍav government na kah tumkō īśhvarīy government kah saktē haĩ .
61Instead of you being called the Pandava Government, you can be called the Godly Government.
60Tum samajhtē hō ham īśhvarīy government haĩ .
62You understand that you are the Godly Government.
61Īśhvarīy government kyā kartī hai ?
63What does the Godly Government do?
62Ātmāō̃ kō pavitra banākar dēvtā banātī hai .
64It makes souls pure and changes them into deities.
63Nahī̃ tō dēvtā kahā̃ sē āyē ?
65Where else would deities come from?
64Yah kōī bhī nahī̃ jāntē , haĩ tō yah bhī manuṣhya parantu dēvtā kaisē thē , kisnē banāyā ?
66No one knows this. 67Deities are also human beings but how did they become deities and who made them that?
65Dēvtāyē̃ tō hōtē hī haĩ svarg mē̃ .
68Deities only exist in heaven.
66Tō unhō̃ kō svargvāsī kisnē banāyā ? 67Svargvāsī phir jarūr narkvāsī bantē haĩ phir svargvāsī .
69Residents of heaven definitely become residents of hell and then they become residents of heaven once again.
68Yah bhī tum nahī̃ jāntē thē tō aur phir kaisē jānē̃gē !
70You didn't know this, and so how could anyone else know it?
69Ab tum samajhtē hō ki drama banā huā hai , itnē sab actors haĩ .
71You now understand that the drama is predestined and that all of these souls are actors.
70Yah sab bātē̃ buddhi mē̃ hōnī chāhiē .
72Keep all of these aspects in your intellects.
71Paṛhāī tō buddhi mē̃ hōnī chāhiē nā aur pavitra bhī jarūr bannā hai .
73You should have the study in your intellects and you also definitely have to become pure.
72Patit bannā bahut kharāb bāt hai .
74It is very bad to become impure.
73Ātmā hī patit bantī hai .
75It is souls that become impure.
74Ēk-dō mē̃ patit bantē haĩ .
76They continue to become impure with one another.
75Patitō̃ kō pāvan banānā yah tumhārā dhandhā hai .
77It is your business to make the impure pure.
76Pāvan banō tō pāvan duniyā mē̃ chalē̃gē .
78Become pure and you will go to the pure world.
77Yah ātmā samajhtī hai .
79You souls understand this.
78Ātmā na hō tō śharīr bhī ṭhahar na sakē , respond mil na sakē .
80If there is no soul, the body cannot remain and cannot respond.
79Ātmā jāntī hai ham asul pāvan duniyā K|kē rahvāsī haĩ .
81You souls understand that, originally, you resided in the pure world.
80Abhī bāp nē samjhāyā hai tum bilkul hī bēsamajh thē , isliē patit duniyā K|kē lāyak ban paṛē hō .
82The Father has now explained how you became completely senseless and that this is why you became worthy of the impure world.
81Ab jab tak pāvan nahī̃ banē̃gē tab tak svarg K|kē lāyak nahī̃ ban sakē̃gē .
83Now, until you become pure, you cannot become worthy of heaven.
82Svarg key|kī bhēṇṭ bhī saṅgam par kī jātī hai .
84Comparison with heaven is made at the confluence age.
83Vahā̃ thōṛēhī bhēṇṭ kar sakē̃gē .
85There is no comparison made there.
84Is saṅgamyug par hī tumkō sārā gyān miltā hai .
86It is only at this confluence age that you receive all the knowledge.
85Pavitra bannē kā hathiyār miltā hai .
87You receive the weapons with which to become pure.
86Ēk kō hī kahā jātā hai patit-pāvan bābā , hamkō aisā pāvan banāō . 87Yah svarg K|kē mālik haĩ nā .
88Only the One is called the Purifier Baba. 89You tell Him: Make us pure like them; they are the masters of heaven.
88Tum jāntē hō ham hī svarg K|kē mālik thē phir 84 janm lēkar patit banē haĩ .
90You know that you were the masters of heaven, and then, while taking 84 births, you became impure.
89Śhyām aur sundar , inkā nām bhī aisā rakhā hai .
91This one has been named "Shyam Sundar".
90Kr̥iṣhṇa kā chitra śhyām banā dētē haĩ parantu arth|earth thōṛēhī samajhtē haĩ .
92They make dark blue images of Krishna but they don't understand the meaning of that.
91Kr̥iṣhṇa key|kī bhī tumkō kitnī clear samjhānī miltī hai .
93You receive such a clear understanding of Krishna.
92Inmē̃ dō duniyāyē̃ kar dī haĩ . 93Vāstav mē̃ dō duniyāyē̃ tō haĩ nahī̃ . 94Duniyā ēk hī hai .
94They have shown two worlds but, in fact, there aren't two worlds; there is just the one world.
95Vah naī aur purānī hōtī hai .
95It becomes new and then old.
96Pahlē chhōṭē bachchē nayē hōtē haĩ phir baṛē ban būṛhē hōtē haĩ .
96At first, a baby is new and then, as he grows up, he becomes old.
97Tō tum kitnā māthā mārtē hō samjhānē kē liē , apnī rājdhānī sthāpan kar rahē hō nā .
97You beat your heads so much to explain to them. 98You are establishing your own kingdom.
98Lakṣhmī-nārāyaṇ nē samjhā hai nā .
99Lakshmi and Narayan also understood this, did they not?
99Samajh sē kitnē mīṭhē banē haĩ .
100They became so sweet by understanding this.
100Kisnē samjhāyā ?
101Who explained to them?
101Bhagvān nē .
102God!
102Laṛāī ādi key|kī tō bāt hī nahī̃ .
103There is no question of a war.
103Bhagvān kitnā samajhdār , knowledgeful hai .
104God is so sensible and knowledge-full!
104Kitnā pavitra hai .
105He is so pure!
105Śhiv K|kē chitra āgē sab manuṣhya jākar naman kartē haĩ parantu vah kaun hai , kyā kartē haĩ , yah kōī nahī̃ jāntē .
106All human beings go and bow down in front of an image of Shiva, but they don't know who He is or what He does.
106Śhiv kāśhī viśhvanāth gaṅgā … bas sirph kahtē rahtē haĩ .
107They simply continue to say, "Shiv Kashi Vishwanath Ganga..."
107Arth|earth zarā bhī nahī̃ samajhtē . 108Samjhāō tō kahē̃gē tum kyā hamkō samjhāyēṅgē .
108(Temple of Shiva at Kashi where the Ganges emerged from the Lord of the World).
109Ham tō vēd-śhāstra ādi sab paṛhē haĩ .
109They don't understand the meaning of that at all!
110Parantu rām rājya kiskō kahā jātā hai , yah bhī kōī jāntē nahī̃ .
110When you explain to them, they say: What can you explain to us?
111Rām rājya satyug naī duniyā kō kahā jātā hai .
111We have studied all the Vedas and scriptures.
112Tumhārē mē̃ bhī number-vār haĩ , jinkō dhārṇā hōtī hai .
112However, no one knows what the kingdom of Rama is.
113Kaī tō bhūl bhī jātē haĩ kyōṅki bilkul hī pattharbuddhi ban gayē haĩ .
113The golden age, the new world, is called the kingdom of Rama. 114Those of you who imbibe this are also numberwise.
114Tō ab pārasbuddhi jō banē haĩ unkā kām hai aurō̃ kō pārasbuddhi banānā .
115Some of you even forget this because your intellects are completely like stone.
115Pattharbuddhi key|kī activity vahī chaltī rahēgī kyōṅki hans aur bagulē hō gayē nā .
116So, it is the duty of those with divine intellects to make others the same. 117Those with stone intellects will continue with the same activity.
116Hans kabhī kiskō duḥkh nahī̃ dētē .
118This is because there are swans and storks.
117Bagulē duḥkh dētē haĩ .
119Swans never cause anyone sorrow.
118Kaī haĩ jinkī chāl hī bagulē misal hōtī hai , unmē̃ sab vikār hōtē haĩ .
120Storks cause sorrow. 121Some behave completely like storks and they have all the vices.
119Yahā̃ bhī aisē bahut vikārī ā jātē haĩ , jinkō asur kahā jātā hai .
122Many very vicious ones come here too. 123They are called devils.
120Pahchān nahī̃ rahtī .
124They cannot be recognised.
121Bahut centres par bhī vikārī ātē haĩ , bahānā banātē haĩ , ham brāhmaṇ haĩ , parantu hai jhūṭh .
125Many vicious ones go to the various centres. 126They make excuses saying that they are Brahmins, but that is a lie.
122Iskō kahā hī jātā hai jhūṭhī duniyā .
127This is called the world of lies.
123Vah naī duniyā sachchī duniyā hai .
128The new world is the world of truth.
124Abhī hai saṅgam .
129It is now the confluence age.
125Kitnā fark rahtā hai .
130There is so much difference!
126Jō jhūṭh bōlnē vālē , jhūṭhā kām karnē vālē haĩ , vah third grade bantē haĩ .
131Those who tell lies and do everything false become third grade. 132There are first grade and second grade too.
127First grade , second grade tō hōtē haĩ nā .
133The Father says: You have to give the complete proof of purity.
128Bāp kahtē haĩ pavitratā kā bhī pūrā sabūt dēnā hai .
134Some say that it is impossible to live together and remain pure.
129Kaī kahtē haĩ yah dōnō̃ ikaṭṭhē rahkar pavitra rahtē , yah tō impossible hai . 130Tō bachchō̃ kō samjhānā chāhiē .
135Therefore, you children have to explain to them. 136Because some don’t have any power of yoga, they aren’t fully able to explain something as easy as this.
131Yōgbal na hōnē kāraṇ itnī sahaj bāt bhī pūrī rīti samjhā nahī̃ saktē haĩ .
137No one explains to them that it is God who is teaching us here.
132Unkō yah bāt kōī nahī̃ samjhātē ki yahā̃ hamkō bhagvān paṛhātē haĩ .
138He says: By becoming pure you will become the masters of heaven for 21 births.
133Vah kahtē pavitra bannē sē tum 21 janm svarg K|kē mālik banē̃gē .
139That is the pure world. 140There cannot be anyone impure in the pure world.
134Vah hai pavitra duniyā .
141The five vices don't exist there.
135Pavitra duniyā mē̃ patit kōī hō na sakē . 1365 vikār hī nahī̃ haĩ .
142That is the viceless world and this is the vicious world.
137Vah hai viceless world . 138Yah hai vicious world .
143We are receiving the sovereignty of the golden age.
139Hamkō satyug key|kī bādśhāhī miltī hai tō ham ēk janm kē liē kyō̃ nahī̃ pāvan banē̃gē !
144Therefore, why should we not become pure for one birth? 145We are winning such a huge lottery!
140Jabardast lottery miltī hai hamkō .
146This is why there is so much happiness.
141Tō khuśhī hōtī hai .
147Deities are pure.
142Dēvī-dēvtā pavitra haĩ nā .
148Only the Father makes you pure from impure.
143Apavitr sē pavitra bhī bāp hī banāyēṅgē .
149Therefore, you should tell them that you are given this temptation.
144Tō batānā chāhiē hamkō yah temptation hai .
150Only the Father makes you become like them.
145Bāp hī aisā banātē haĩ .
151No one but the Father can make the world new.
146Bāp bigar tō naī duniyā kōī banā na sakē .
152Only God comes to change humans into deities.
147Manuṣhya sē dēvtā banānē bhagvān hī ātē haĩ , jiskī rātri gāī jātī hai .
153This night of His is remembered. 154It is said: Knowledge, devotion and disinterest.
148Yah bhī samjhāyā hai gyān , bhakti , vairāgya .
155Knowledge and devotion are each for half the time.
149Gyān aur bhakti ādhā-ādhā hai .
156After devotion, there is disinterest.
150Bhakti kē bād hai vairāgya .
157You now have to return home.
151Ab ghar jānā hai , yah śharīr rūpī kapṛē utār dēnē haĩ .
158Therefore, you have to shed your costumes, your bodies. 159You must no longer live in this dirty world.
152Is chhī-chhī duniyā mē̃ nahī̃ rahnā hai .
160The cycle of 84 births has now come to an end.
15384 kā chakra ab pūrā huā . 154Ab via śhāntidhām jānā hai .
161We now have to return to the pure world via the abode of peace.
155Pahlē-pahlē alpha key|kī bāt nahī̃ bhūlnī hai .
162First of all, you mustn’t forget the aspect of Alpha.
156Yah bhī bachchē samajhtē haĩ yah purānī duniyā khatm hōnī hai .
163You children also understand that the old world is to be destroyed.
157Bāp naī duniyā sthāpan kartē haĩ .
164The Father is establishing the new world.
158Bāp anēk bār āyē haĩ svarg key|kī sthāpanā karnē .
165The Father has come many times to establish heaven.
159Nark kā vināśh hō jānā hai .
166Hell is to be destroyed.
160Nark kitnā baṛā hai , svarg kitnā chhōṭā hai .
167Hell is so big and heaven is so small!
161Naī duniyā mē̃ ēk hī dharm hōtā hai . 162Yahā̃ haĩ anēk dharm .
168In the new world there is just one religion, whereas there are innumerable religions here.
163Ēk dharm kisnē sthāpan kiyā ?
169Who established the one religion?
164Brahmā nē tō nahī̃ kiyā .
170It wasn't Brahma who did that.
165Brahmā hī patit sō phir pāvan bantā hai .
171Brahma becomes impure and then pure.
166Mērē liē tō nahī̃ kahē̃gē patit sō pāvan .
172You wouldn't say of Me: The impure One who becomes pure.
167Pāvan haĩ tō lakṣhmī-nārāyaṇ nām hai .
173When they are pure, they are called Lakshmi and Narayan.
168Brahmā kā din , brahmā kī rāt .
174There is the day of Brahma and the night of Brahma.
169Yah prajāpitā hai nā .
175This one is Prajapita.
170Śhivbābā kō anādi creator kahā jātā hai .
176Shiv Baba is called the eternal Creator.
171Anādi akṣhar bāp kē liē hai .
177The word "eternal" refers to the Father.
172Bāp anādi tō ātmāyē̃ bhī anādi haĩ .
178The Father is eternal and therefore souls too are eternal.
173Khēl bhī anādi hai .
179The play is also eternal.
174Banā banāyā drama hai .
180The drama is predestined.
175Sva ātmā kō sr̥iṣhṭi chakra K|kē ādi-madhy-ant , duration kā gyān miltā hai .
181The self, the soul, receives the knowledge of the beginning, the middle and the end of the whole duration of the world cycle.
176Yah kisnē diyā ?
182Who gives this?
177Bāp nē .
183The Father.
178Tum 21 janmō̃ kē liē dhankē ban jātē hō phir rāvaṇ K|kē rājya mē̃ nidhankē ban jātē hō .
184You belong to the Lord and Master for 21 births, and you then become orphans in the kingdom of Ravan.
179Yahā̃ sē hī character bigaṛtē haĩ , vikār haĩ nā .
185It is then that everyone’s character is spoilt because the vices enter.
180Bākī dō duniyāyē̃ nahī̃ haĩ .
186However, it isn't that there are two worlds.
181Manuṣhya tō phir samajhtē haĩ nark-svarg sab ikaṭṭhē hī chaltē haĩ .
187People believe that hell and heaven exist at the same time.
182Abhī tum bachchō̃ kō kitnā clear samjhāyā jātā hai .
188Everything is now being explained to you children so clearly!
183Abhī tum gupta hō .
189You are now incognito.
184Śhāstrō̃ mē̃ tō kyā-kyā likh diyā hai .
190Look at what has been written in the scriptures!
185Sūt kitnā mūnjhā huā hai .
191They have completely tangled everything up.
186Sivāē bāp K|kē kōī sulajhā|suljhā na sakē .
192No one but the Father can untangle everything that is tangled.
187Unhē̃ hī pukārtē haĩ - ham kōī kām K|kē nahī̃ rahē haĩ , ākar pāvan banāē hamārē character sudhārō .
193People call out to Him: I am of no use, so come and purify me and reform my character! 194Your characters arebeing reformed so much!
188Tumhārē kitnē character sudhartē haĩ . 189Kōī-kōī K|kē tō sudharnē badalē|badlē aur hī bigaṛtē haĩ .
195However, when it comes to others, instead of being reformed, they are becoming even more spoilt.
190Chalan sē bhī mālūm paṛ jātā hai .
196Everything can be known from one's behaviour.
191Āj mahārathī hans kahlātē haĩ , kal bagulā ban paṛtē . 192Dērī nahī̃ lagtī hai .
197Today, someone may be called a maharathi or a swan, whereas tomorrow he becomes like a stork.
193Māyā bhī gupta hai nā .
198It doesn't take long!
194Krōdh kōī dēkhnē mē̃ thōṛēhī ātā hai .
199Maya is incognito. 200Anger is not visible either.
195Bhaũ-bhaũ kartē haĩ tō phir vah bāhar nikalnē sē dikhāī paṛtā hai .
201When someone starts barking, it emerges and it is then visible.
196Phir āśhcharyavat sunantī . . . . kathantī bhāgantī hō jātē haĩ .
202Then, those who were amazed by listening to the knowledge and relating it to others run away.
197Kitnā girtē haĩ .
203They fall so far!
198Ēkdam patthar ban jātē haĩ .
204They become completely like stone.
199Indraprastha key|kī bhī bāt hai nā .
205There is the story of the Court of Indra.
200Mālūm tō paṛ hī jātā hai . 201Aisā phir sabhā mē̃ nahī̃ ānā chāhiē .
206Such ones can be recognised; they should not come into this gathering.
202Thōṛā-bahut gyān sunā hai tō svarg mē̃ ā hī jātē haĩ . 203Gyān kā vināśh nahī̃ hō saktā .
207Anyone who has received even a little knowledge will go to heaven, because knowledge is never destroyed.
204Ab bāp kahtē haĩ - tumkō puruṣhārth kar ūñch pad pānā hai .
208The Father says: You now have to make effort and claim a high status.
205Agar vikār mē̃ gayē tō pad bhraṣhṭa kar dēgē .
209If you indulge in vice, your status will become degraded.
206Sūryavanśhī , chandravanśhī banē̃gē phir vaiśhya vãnśhī , śhūdra vãnśhī . 207Abhī tum samajhtē hō yah chakra kaisē phirtā hai .
210You first become part of the sun dynasty, then the moon dynasty and then the merchant dynasty and then the shudra dynasty. 211You now understand how the cycle turns.
208Vah tō kaliyug key|kī āyu hī 40 hazār varṣh kah dētē haĩ .
212They say that there are still 40,000 years of the iron age to go.
209Sīṛhī tō nīchē utarnī hōtī hai nā .
213You have to come down the ladder.
21040 hazār varṣh hō̃ tō manuṣhya ḍhēr hō jāē̃ .
214If it were another 40,000 years, there would be so many human beings!
2115 hazār varṣh mē̃ hī itnē manuṣhya haĩ , jō khānē kō nahī̃ miltā .
215In just 5000 years, there are so many human beings that there isn't even enough to eat.
212Tō itnē hazār varṣhō̃ mē̃ kitnī vr̥iddhi hō jāē .
216Therefore, if there were that many thousands of years more, the population would expand so much!
213Tō bāp ākar dhīraj dētē haĩ .
217So, the Father comes and gives you patience.
214Patit manuṣhyō̃ kō tō laṛnā hī hai .
218Impure human beings continue to fight one another.
215Unhō̃ key|kī buddhi is taraph ā na sakē .
219Their intellects cannot turn towards this side.
216Ab tumhārī buddhi dēkhō kitnī badaltī hai phir bhī māyā dhōkhā jarūr dētī hai .
220Look how much your intellects have changed. 221In spite of that, Maya definitely deceives you.
217Ichchhā mātram avidyā . 218Kōī ichchhā key|kī tō gayā .
222You have to become completely ignorant of the knowledge of all desires.
219Worth not A penny ban jātē haĩ .
223If there are any desires, everything is lost.
220Achchhē-achchhē mahārathiyō̃ kō bhī māyā kōī na kōī prakār sē kabhī dhōkhā dētī rahtī haĩ .
224You become completely worth not a penny. 225Maya continues to deceive even very good maharathis in one way or another.
221Phir vah dil par chaṛh nahī̃ saktē . 222Jaisē laukik mā̃-bāp K|kē dil par nahī̃ chaṛhtē haĩ .
226They cannot then climb into the heart, just as some cannot climb into their parents' hearts.
223Kōī tō bachchē aisē hōtē haĩ jō bāp kō bhī khatm kar dētē haĩ .
227Some children are such that they even kill their lokik parents!
224Parivār kō khatm kar dētē haĩ .
228They even kill their family!
225Mahān pāp ātmāyē̃ haĩ .
229They are very sinful souls.
226Rāvaṇ kyā kar dētē , bahut dirty duniyā hai .
230Look at what Ravan does! 231This world is very dirty.
227Insē kabhī dil nahī̃ lagānī chāhiē .
232You mustn't attach your heart to it.
228Pavitra bannē key|kī baṛī himmat chāhiē .
233A lot of courage is needed to become pure.
229Viśhva K|kē bādśhāhī key|kī prize lēnē kē liē pavitratā mukhya hai isliē bāp kō kahtē haĩ ki ākar pāvan banāō .
234Purity is the main thing needed to claim the prize of the sovereignty of the world and that is why you tell the Father to come and purify you.
230Achchhā !
235Achcha.
231Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
236To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
232Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
237The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
233Dhārṇā kē liē mukhya sār :
238Essence for dharna:
2341 ) māyā K|kē dhōkhō̃ sē bachnē kē liē ichchhā mātram avidyā bannā hai .
239 1. In order to be saved from being deceived by Maya, become completely ignorant of the knowledge of all desires.
235Is dirty duniyā sē dil nahī̃ lagānī hai .
240Don’t attach your heart to this dirty world.
2362 ) pavitratā kā pūrā-pūrā sabūt dēnā hai .
241 2. Give the complete proof of purity.
237Sabsē ūñchā character hī pavitratā hai .
242The highest character is that of purity.
238Apnē āpkō sudhārnē kē liē pavitra jarūr bannā hai .
243In order to reform yourself, you definitely have to become pure.
239Vardān : apnē ēkāgr svarūp dvārā sūkṣhma śhakti key|kī līlāō̃ kā anubhav karnē vālē antarmukhī bhav
244Blessing: May you be introverted and experience the divine activities of the subtle powers with your concentrated form. 245 The basis of concentration is introverted. 246Those who are introverted experience the power of divine activities within themselves.
240Ēkāgratā kā ādhār antarmukhtā hai . 241Jō antarmukhī haĩ vē|way andar hī andar sūkṣhma śhakti key|kī līlāō̃ kā anubhav kartē haĩ .
247To invoke souls, to have heart-to-heart conversations with souls, to transform the sanskars and nature of souls, to have a connection with the Father; in order to do such spiritual service in the world of souls, increase your power of concentration.
242Ātmāō̃ kā āhvān karnā , ātmāō̃ sē rūhrihān karnā , ātmāō̃ K|kē saṅskār svabhāv kō parivartan karnā , bāp sē connection juṛvānā - aisē rūhō̃ key|kī duniyā mē̃ rūhānī sēvā karnē kē liē ēkāgratā kī śhakti kō baṛhāō , issē sarv prakār K|kē vighna svataḥ samāpt hō jāyēṅgē . 243Slōgan : sarv prāptiyō̃ kō svayã mē̃ dhāraṇ kar viśhva key|kī stage par pratyakṣha hōnā hī pratyakṣhatā kā ādhār hai .
248By doing this, all types of obstacles will automatically finish. 249Slogan: To imbibe all attainments in the self and be revealed on the world stage is the basis of revelation.
244Viśhēṣh note : yah January mās mīṭhē sākār bābā key|kī smr̥itiyō̃ kā mās hai , svayã kō samarth banānē kē liē viśhēṣh antarmukhī ban sūkṣhma śhaktiyō̃ key|kī līlāō̃ kā anubhav karnā hai .
250*** Om Shanti *** 251Special note: This month of January is the month of memories of sweet sakar Baba.In order to makeyourselves powerful, you especially have to become introverted and experience the divine activities of the subtle powers.
245Pūrā hī mās apnī avyakt sthiti mē̃ rahnā hai .
252Maintain your avyakt stage for the whole month.
246Man aur mukh kā maun rakhnā hai .
253Maintain silence of the mind and the mouth.