बुधवार 6 जनवरी 2021 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

006-01-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 06/01/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum jō bhī karma kartē hō uskā phal avaśhya miltā hai , niṣhkām sēvā tō kēval ēk bāp hī kartē haĩ ' '

1Essence: Sweet children, you definitely receive the fruit of whatever actions you perform. 2Only the one Father does altruistic service.

Question

2Praśhna  : yah class baṛā wonderful hai kaisē  ? 3Yahā̃ mukhya mēhnat kaun see|sī|C karnī hōtī hai  ?

3Question: How is this class so wonderful? 4What is the main effort that you have to make here?

Answer

4Uttar  : yahī ēk class hai jismē̃ chhōṭē bachchē bhī baiṭhē haĩ tō būṛhē bhī baiṭhē haĩ . 5Yah class aisā wonderful hai jō ismē̃ ahilyāyē̃ , kubjāyē̃ , sādhū bhī ākar ēk din yahā̃ baiṭhē̃gē .

5Answer: This is the only class where young ones, adults and also old people sit together. 6This class is so wonderful that, one day, even those who have stone intellects, those without virtues and sages will come and sit here. 7The main effort you have to make here is for remembrance.

6Yahā̃ hai hī mukhya yād kī mēhnat . 7Yād sē hī ātmā aur śharīr key|kī nature cure hōtī hai parantu yād kē liē bhī gyān chāhiē .

8It is only by having remembrance that there is the nature cure for souls and bodies, but in order to stay in remembrance you do also need knowledge.

Song

8Gīt  : rāt K|kē rāhī …

9Song: O traveller of the night, do not become weary! 10The destination of the dawn is not far off!

Murli

9Ōm śhānti .

11Om shanti.

10Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ nē gīt sunā .

12You sweetest, spiritual children heard the song.

11Rūhānī bāp bachchō̃ kō iskā arth|earth bhī samjhātē haĩ .

13The spiritual Father explains the meaning of this to you children.

12Wonder tō yah hai gītā athavā śhāstra ādi banānē vālē inkā arth|earth nahī̃ jāntē . 13Har ēk bāt kā anarth hī nikāltē haĩ .

14The wonder is that those who wrote the Gita and the scriptures don't understand the meaning of them; they extract the wrong meaning from everything.

14Rūhānī bāp jō gyān kā sāgar patit-pāvan hai , vah baiṭh inkā arth|earth batātē haĩ .

15The spiritual Father, who is the Ocean of Knowledge and the Purifier, sits here and explains their meaning.

15Rājyōg bhī bāp hī sikhlātē haĩ .

16Only the Father teaches you Raj Yoga.

16Tum bachchē jāntē hō - abhī phir sē rājāō̃ kā rājā ban rahē haĩ aur skūlō̃ mē̃ aisē kōī thōṛēhī kahē̃gē ki ham phir sē barrister bantē haĩ .

17You children understand that you are once again becoming kings of kings. 18In other schools they wouldn't say that they are going to become barristersonce again.

17Phir sē , yah akṣhar kiskō kahnē nahī̃ āyēgā .

19No one else understands how to use the term "once again".

18Tum kahtē hō ham 5 hajār varṣh pahlē misal phir sē bēhad K|kē bāp sē paṛhtē haĩ .

20You say that you are now once again studying with the unlimited Father as you did 5000 years ago.

19Yah vināśh bhī phir sē hōnā hai jarūr .

21This destruction will definitely take place again.

20Kitnē baṛē-baṛē bombs banātē rahtē haĩ .

22They continue to manufacture so many big bombs.

21Bahut powerful banātē haĩ .

23They are manufacturing very powerful bombs.

22Rakhnē liē tō nahī̃ banātē haĩ nā . 23Yah vināśh bhī śhubh kārya kē liē hai nā .

24They don't make them just to keep them; this destruction is also for an auspicious purpose.

24Tum bachchō̃ kō ḍarnē key|kī kōī darkār nahī̃ hai . 25Yah hai kalyāṇkārī laṛāī .

25You children don't need to be afraid about anything; this war will be beneficial.

26Bāp ātē hī haĩ kalyāṇ kē liē .

26The Father comes to benefit you.

27Kahtē bhī haĩ bāp ākar brahmā dvārā sthāpanā , śhaṅkar dvārā vināśh kā kartavya karātē haĩ .

27It is said: The Father comes and carries out the task of establishment through Brahma and destruction through Shankar.

28Sō yah bombs ādi haĩ hī vināśh kē liē .

28Therefore, those bombs etc. are for destruction.

29Insē jāstī aur tō kōī chīz hai nahī̃ .

29There is nothing more powerful than those.

30Sāth-sāth natural calamities bhī hōtī hai .

30Together with those, there are also natural calamities.

31Unkō kōī īśhvarīy calamities nahī̃ kahē̃gē .

31They cannot be called Godly calamities.

32Yah kudratī āpdāyē̃ drama mē̃ nūndh haĩ . 33Yah kōī naī bāt nahī̃ .

32These natural calamities are fixed in the drama; they are nothing new!

34Kitnē baṛē-baṛē bomb banātē rahtē haĩ .

33They continue to manufacture so many big bombs.

35Kahtē haĩ ham śhaharō̃ K|kē śhahar khatm kar dēgē .

34They say: We can wipe out whole cities.

36Abhī jō jāpān key|kī laṛāī mē̃ bombs chalāyē - yah tō bahut chhōṭē thē .

35The bombs that they dropped on Japan were very small ones.

37Abhī tō baṛē-baṛē bombs banāyē haĩ .

36They have now created very big bombs.

38Jab jāstī musībat mē̃ paṛtē haĩ , sahan nahī̃ kar saktē tō phir bombs śhurū kar lētē haĩ .

37When they have greater difficulties and are unable to tolerate them, they will start to use the bombs.

39Kitnā nuksān hōgā .

38There will be so much damage!

40Vah bhī trial kar dēkh rahē haĩ .

39They are performing trials to see what happens.

41Arabō̃ rūpayā kharchā kartē haĩ .

40They spend billions of rupees on this.

42In banānē vālō̃ key|kī tanakhvāh bhī bahut hōtī hai .

41Even the salaries of those who manufacture them are very large.

43Tō tum bachchō̃ kō khuśhī hōnī chāhiē . 44Purānī duniyā kā hī vināśh hōnā hai .

42You children should be happy: the old world is going to be destroyed.

45Tum bachchē naī duniyā kē liē puruṣhārth kar rahē hō .

43You children are making effort for the new world.

46Vivēk bhī kahtā hai purānī duniyā khatm hōnī hai jarūr .

44Reason says that the old world is definitely going to be destroyed.

47Bachchē samajhtē haĩ kaliyug mē̃ kyā hai , satyug mē̃ kyā hōgā .

45You children understand what there is in the iron age and what there will be in the golden age.

48Tum abhī saṅgam par khaṛē hō .

46You are now standing at the confluence age.

49Jāntē hō satyug mē̃ itnē manuṣhya nahī̃ hōṅgē , tō in sabkā vināśh hōgā .

47You understand that there won't be so many people in the golden age. 48Therefore, all of them will be destroyed.

50Yah kudratī āpdāyē̃ kalp pahlē bhī huī thī .

49These natural calamities also took place a cycle ago.

51Purānī duniyā khatm hōnī hī hai .

50The old world has to be destroyed.

52Calamities tō aisī bahut hōtī āī haĩ . 53Parantu vah hōtī haĩ thōṛī andāj mē̃ .

51There have continued to be many calamities, but those were on a small scale.

54Abhī tō yah purānī duniyā sārī khatm hōnī hai .

52The whole of this old world is now going to be destroyed.

55Tum bachchō̃ kō tō bahut khuśhī hōnī chāhiē .

53You children should have a lot of happiness.

56Ham rūhānī bachchō̃ kō parampitā paramātmā bāp baiṭh samjhātē haĩ , yah vināśh tumhārē liē hō rahā hai .

54The Father, the Supreme Father, the Supreme Soul, sits here and explains to us spiritual children. 55This destruction is taking place for you.

57Yah bhī gāyan hai rūdra gyān yagya sē vināśh jvālā prajjavalit huī .

56It is remembered that the flames of destruction emerged from the sacrificial fire of the knowledge of Rudra.

58Kaī bātē̃ gītā mē̃ haĩ jinkā arth|earth baṛā achchhā hai , parantu kōī samajhtē thōṛēhī haĩ .

57Some things mentioned in the Gita have a very good meaning, but no one understands them.

59Vah śhānti māṅgtē rahtē haĩ .

58They continue to ask for peace.

60Tum kahtē hō jaldī vināśh hō tō ham jākar sukhī hōvē̃ .

59You say that destruction should take place soon so that you can go and be happy!

61Bāp kahtē haĩ sukhī tab hōṅgē jab satōpradhān hōṅgē .

60The Father says: Only when you become satopradhan will you be happy.

62Bāp anēk prakār key|kī points dētē haĩ phir kōī key|kī buddhi mē̃ achchhī rīti baiṭhtī haĩ , kōī key|kī buddhi mē̃ cum|kam .

61The Father gives many types of points, and they sit very well in the intellects of some but not so well in the intellects of others.

63Buṛhiyāē̃ samajhtī haĩ śhivbābā kō yād karnā hai , bas .

62The old mothers understand that they have to remember Shiv Baba, and that’s all!

64Unkē liē samjhāyā jātā hai - apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .

63For them, it is explained: Consider yourselves to be souls and remember the Father!

65Phir bhī varsā tō pā lētī haĩ .

64However, they do claim their inheritance.

66Sāth mē̃ rahtī haĩ .

65They live together.

67Pradarśhanī mē̃ sab āyēṅgē .

66Everyone comes to the exhibitions.

68Ajāmil jaisī pāp ātmāō̃ , gaṇikāō̃ ādi sabkā uddhār hōnē kā hai .

67Sinners like Ajamil and prostitutes etc. all have to be uplifted.

69Mēhtar bhī achchhē kapṛē pahankar ā jātē haĩ .

68Even cleaners come wearing good clothes.

70Gāndhī jī nē achūtō̃ kō free kar diyā .

69Gandhi made the Untouchables free.

71Sāth mē̃ khātē bhī haĩ .

70They eat together with others.

72Bāp tō aur bhī manā nahī̃ kartē haĩ .

71The Father doesn’t forbid you at all.

73Samajhtē haĩ inhō̃ kā bhī uddhār karnā hī hai .

72He understands that even they have to be uplifted.

74Kām sē kōī connection nahī̃ hai .

73This isn't connected with the work they do.

75Ismē̃ sārā madār hai bāp kē sāth buddhiyōg lagānē kā .

74Everything depends on connecting your intellects in yoga with the Father.

76Bāp kō yād karnā hai .

75You have to remember the Father.

77Ātmā kahtī hai maĩ achhūt hū̃ .

76The soul says: I am untouchable.

78Ab ham samajhtē haĩ ham satōpradhān dēvī-dēvtā thē .

77We now understand that we were satopradhan deities.

79Phir punarjanma lētē-lētē ant mē̃ ākar patit banē haĩ .

78Now, at the end, we have become impure by taking rebirth.

80Ab phir mujh ātmā kō pāvan bannā hai .

79I, a soul, now have to become pure again.

81Tumkō mālūm hai - sindh mē̃ ēk bhīlnī ātī thī , dhyān mē̃ jātī thī .

80You know how the native woman who used to come in Sindh would go into trance.

82Dauṛ kar āē miltī thī .

81She would come running to meet Baba.

83Samjhāyā jātā thā - inmē̃ bhī ātmā tō hai nā .

82It was explained that she too was a soul.

84Ātmā kā hak hai , apnē bāp sē varsā lēnā .

83Souls have a right to claim their inheritance from the Father.

85Unkē ghar vālō̃ kō kahā gayā - inkō gyān uṭhānē dō . 86Bōlē hamārī birādrī mē̃ haṅgāmā hōgā .

84Her family members were asked to let her continue to take knowledge but they said that there would be upheaval in their community.

87Ḍar K|kē mārē unkō lē gayē .

85Because they were afraid, they took her away.

88Tō tumhārē pās|pass ātē haĩ , tum kiskō manā nahī̃ kar saktē hō .

86You mustn't say ‘no’ to anyone who comes to you.

89Gāyā huā hai ablāyē̃ , gaṇikāyē̃ , bhīlniyā̃ , sādhū ādi sabkā uddhār kartē haĩ . 90Sādhū lōgō̃ sē lēkar bhīlnī tak .

87It is remembered that God uplifts innocent women, prostitutes, native women and sages etc.: everyone from the sages to the natives.

91Tum bachchē abhī yagya key|kī service kartē hō tō is service sē bahut prāpti hōtī hai .

88There will be a lot of attainment from serving the yagya and many will be benefited. 89Day by day, service through exhibitions will increase.

92Bahutō̃ kā kalyāṇ hō jātā hai .

90Baba continues to have badges made.

93Din-pratidin pradarśhanī service key|kī bahut vr̥iddhi hōgī . 94Bābā badges bhī banvātē rahtē haĩ .

91Wherever you go you should explain this badge: This is the Father, this is Dada and this is the Father's inheritance.

95Kahā̃ bhī jāō tō is par samjhānā hai .

92The Father now says: Remember Me and you will become pure!

96Yah bāp , yah dādā , yah bāp kā varsā .

93It is also mentioned in the Gita: Constantly remember Me alone.

97Ab bāp kahtē haĩ - mujhē yād karō tō tum pāvan ban jāyēṅgē .

94It is just that they have taken out My name and inserted the name of the child.

98Gītā mē̃ bhī hai - māmēkam yād karō . 99Sirph unmē̃ mērā nām uṛāē bachchē kā nām dē diyā hai .

95Even the people of Bharat don't understand what the relationship between Radhe and Krishna is.

100Bhāratvāsiyō̃ kō bhī yah patā nahī̃ hai ki rādhē-kr̥iṣhṇa kā āpas mē̃ kyā sambandh hai .

96The history of them before their marriage etc. has not been shown at all.

101Unkē śhādī ādi key|kī history kuchh bhī nahī̃ batātē haĩ .

97Each belonged to a separate kingdom.

102Dōnō̃ alag-alag rājdhānī K|kē haĩ .

98The Father sits here and explains these things.

103Yah bātē̃ bāp baiṭh samjhātē haĩ . 104Yah agar samajh jāē̃ aur kah dē̃ ki śhiv bhagvānuvāch , tō sab unkō bhagā dē̃ .

99If they (the sannyasis) were to understand these things and were to say that these are the versions of God Shiva, people would chase them away.

105Kahē̃ tum yah phir kahā̃ sē sīkhē hō  ?

100They would ask: Where did you learn this?

106Vah kaun-sā gurū hai  ?

101Which guru was that?

107Kahē be|B . K|kē . haĩ tō sab bigaṛ jāē̃ .

102They would all become upset if they said they learnt it from the BKs.

108In gurūō̃ key|kī rājāī hī chaṭ hō jāē .

103The kingdom of the gurus would then completely end.

109Aisē bahut ātē haĩ .

104Many such people come here.

110Likhkar bhī dētē haĩ , phir gum hō jātē haĩ .

105They even put something in writing but then they disappear.

111Bāp bachchō̃ kō kōī bhī taklīph nahī̃ dētē haĩ .

106The Father doesn't give you children any difficulty.

112Bahut sahaj yukti batlātē haĩ .

107He shows you very easy methods.

113Kōī kō bachchā nahī̃ hōtā hai tō bhagvān kō kahtē haĩ bachchā dō .

108When a couple don't have a child, they ask God to grant them children.

114Phir miltā hai tō unkī baṛī achchhī parvariśh kartē haĩ . 115Paṛhātē haĩ .

109Then, when they do have a child, they look after it very well; they educate him.

116Phir jab baṛā hōgā tō kahē̃gē ab apnā dhandhā karō .

110Then, when he grows up, they ask him to earn his own living.

117Bāp bachchē kō parvariśh kar unkō lāyak banātē haĩ tō bachchō̃ kā servant ṭhaharā|ṭhahrā nā .

111A father sustains his child and makes him worthy. 112So, he is the servant of his children.

118Yah bāp tō bachchō̃ key|kī sēvā kar sāth lē jātē haĩ .

113This Father serves you children and takes you back with Him.

119Vō laukik bāp samajhēgā bachchā baṛā hō apnē dhandhē mē̃ lag jāē phir ham būṛhē hōṅgē tō hamārī sēvā karēgā .

114A physical father thinks that his children will become independent and become engaged in business and that they will then serve the parents when they become old.

120Yah bāp tō sēvā nahī̃ māṅgtē haĩ .

115That Father doesn't ask for any service for Himself.

121Yah hai hī niṣhkām .

116That One is altruistic.

122Laukik bāp samajhtē haĩ - jab tak jītā hū̃ tab tak bachchō̃ kā pharja hai hamārī sambhāl karnā .

117A physical father believes that it is his children's duty to look after him for as long as he lives.

123Yah kāmnā rakhtē haĩ .

118He has that desire.

124Yah bāp tō kahtē haĩ maĩ niṣhkām sēvā kartā hū̃ .

119That Father says: I do altruistic service.

125Ham rājāī nahī̃ kartē haĩ .

120I don't rule a kingdom.

126Maĩ kitnā niṣhkām hū̃ .

121I am so altruistic!

127Aur jō kuchh bhī kartē haĩ tō uskā phal unkō jarūr miltā hai .

122Whatever others do, they definitely receive the fruit of that.

128Yah tō hai sabkā bāp .

123That one is the Father of All.

129Kahtē haĩ maĩ tum bachchō̃ kō svarg kī rājāī dētā hū̃ .

124He says: I give you children the kingdom of heaven.

130Tum kitnā ūñch pad prāpt kartē hō .

125You attain such an elevated status!

131Maĩ tō sirph brahmāṇḍ kā mālik hū̃ , sō tō tum bhī hō parantu tum rājāī lētē hō aur ganvātē hō .

126I am just the Master of Brahmand. 127You too become that, but you also receive the kingdom and then lose it.

132Ham rājāī nahī̃ lētē haĩ , na ganvātē haĩ .

128I neither receive the kingdom nor do I lose it.

133Hamārā drama mē̃ yah part hai .

129This is in My part in the drama.

134Tum bachchē sukh kā varsā pānē kā puruṣhārth kartē hō .

130You children continue to make effort to claim your inheritance of happiness.

135Bākī sab sirph śhānti māṅgtē haĩ .

131All others simply ask for peace.

136Vō gurū lōg kahtē haĩ sukh kāg viṣhṭā samān hai isliē vah śhānti hī chāhtē haĩ .

132Those gurus say that happiness is like the droppings of a crow. 133That is why they only want peace.

137Vah yah knowledge uṭhā na sakē .

134They cannot take this knowledge.

138Unkō sukh kā patā hī nahī̃ hai .

135They don't understand anything about happiness.

139Bāp samjhātē haĩ śhānti aur sukh kā varsā dēnē vālā ēk maĩ hī hū̃ .

136The Father explains: Only I can give you the inheritance of peace and happiness.

140Satyug-trētā mē̃ gurū hōtā nahī̃ , vahā̃ rāvaṇ hī nahī̃ .

137There are no gurus in the golden and silver ages. 138Ravan doesn’t exist there.

141Vah hai hī īśhvarīy rājya .

139That is the Godly kingdom.

142Yah drama banā huā hai .

140This drama is predestined.

143Yah bātē̃ aur kiskī buddhi mē̃ baiṭhē̃gī nahī̃ .

141These things will not sit in the intellect of anyone else.

144Tō bachchō̃ kō achchhī rīti dhāraṇ kar aur ūñch pad pānā hai .

142Therefore, you children should imbibe these things very well and claim a high status.

145Abhī tum hō saṅgam par .

143You are now at the confluence age.

146Jāntē hō naī duniyā key|kī rājdhānī sthāpan hō rahī hai .

144You understand that the kingdom of the new world is being established.

147Tō tum hō hī saṅgamyug par . 148Bākī sab haĩ kaliyug mē̃ .

145You are at the confluence age and all the rest are in the iron age.

149Vah tō kalp key|kī āyu hī lākhō̃ varṣh kah dētē haĩ .

146They say that the duration of a cycle is hundreds of thousands of years.

150Ghōr andhiyārē mē̃ haĩ nā .

147They are in total darkness.

151Gāyā bhī huā hai kumbhakaraṇ key|kī nīnd mē̃ sōyē paṛē haĩ .

148It is remembered that they were sleeping in the sleep of Kumbhakarna.

152Vijay tō pāṇḍavō̃ key|kī gāī huī hai .

149The victory of the Pandavas has been remembered.

153Tum hō brāhmaṇ .

150You are Brahmins.

154Yagya brāhmaṇ hī rachtē haĩ .

151Only Brahmins create sacrificial fires.

155Yah tō hai sabsē baṛā bēhad kā bhārī īśhvarīy rūdra yagya .

152This is the greatest, unlimited, most important sacrificial fire of God Rudra.

156Vah had K|kē yagya anēk prakār K|kē hōtē haĩ .

153There are many types of limited sacrificial fire.

157Yah rūdra yagya ēk hī bār hōtā hai .

154This sacrificial fire is only created once.

158Satyug-trētā mē̃ phir kōī yagya hōtā nahī̃ kyōṅki vahā̃ kōī āpdā ādi key|kī bāt nahī̃ .

155There are no sacrificial fires in the golden and silver ages because there is no question of calamities etc. there.

159Vah hai sab had K|kē yagya .

156All of those sacrificial fires are limited.

160Yah hai bēhad kā .

157This one is unlimited.

161Yah bēhad bāp kā rachā huā yagya hai , jismē̃ bēhad key|kī āhuti paṛnī hai .

158This sacrificial fire, in which the unlimited sacrifice has to be made, is created by the unlimited Father.

162Phir ādhākalp kōī yagya nahī̃ hōgā .

159Afterwards, there won't be any sacrificial fires for half a cycle.

163Vahā̃ rāvaṇ rājya hī nahī̃ .

160There is no kingdom of Ravan there.

164Rāvaṇ rājya śhurū hōnē sē phir yah sab śhurū hōtē haĩ .

161All of those things start when the kingdom of Ravan starts.

165Bēhad kā yagya ēk hī bār hōtā hai , inmē̃ yah sārī purānī sr̥iṣhṭi svāhā hō jātī hai .

162This unlimited sacrificial fire is only created once, and the whole of the old world is sacrificed into it.

166Yah hai bēhad kā rūdra gyān yagya .

163This is the unlimited sacrificial fire of the knowledge of Rudra.

167Ismē̃ mukhya hai gyān aur yōg key|kī bāt .

164The main things here are knowledge and yoga.

168Yōg arthāt yād .

165Yoga means remembrance.

169Yād akṣhar bahut mīṭhā hai . 170Yōg akṣhar common hō gayā hai .

166The word "remembrance" is very sweet, whereas the word "yoga" has become very common.

171Yōg kā arth|earth kōī nahī̃ samajhtē haĩ .

167No one understands the meaning of yoga.

172Tum samjhā saktē hō - yōg arthāt bāp kō yād karnā hai .

168You can explain that yoga means to remember the Father.

173Bābā āp tō hamkō varsā dētē haĩ bēhad kā .

169Baba, You give us the unlimited inheritance!

174Ātmā bāt kartī hai - bābā , āp phir sē āyē hō .

170The soul says: Baba, You have come once again! 171I had forgotten You!

175Ham tō āpkō bhūl gayē thē .

172You gave me the sovereignty.

176Āpnē hamkō bādśhāhī dī thī .

173You have now come and met me again!

177Ab phir ākar milē hō .

174I will definitely follow your shrimat.

178Āpkī śhrīmat par ham jarūr chalē̃gē .

175You have to talk to yourself in this way.

179Aisē-aisē andar mē̃ apnē sāth bātē̃ karnī hōtī haĩ .

176Baba, You are showing me a very good path. 177I forget it every cycle.

180Bābā , āp tō hamē̃ bahut achchhā rāstā batātē hō .

178The Father is now making you such that you don't forget.

181Ham kalp-kalp bhūl jātē haĩ .

179This is why you now have to remember the Father alone.

182Abhī bāp phir abhul banātē haĩ isliē ab bāp kō hī yād karnā hai .

180Only by having this remembrance will you receive your inheritance.

183Yād sē hī varsā milēgā . 184Maĩ jab sammukh ātā hū̃ tab tumkō samjhātā hū̃ .

181It is when I come personally in front of you that I explain to you.

185Tab tak gātē rahtē haĩ - tum duḥkh hartā sukh kartā hō .

182Until then you continue to sing: You are the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.

186Mahimā gātē haĩ parantu na ātmā kō , na paramātmā kō jāntē haĩ .

183You sing this praise but you neither understand about souls nor about the Supreme Soul.

187Abhī tum samajhtē hō - itnī chhōṭī bindī mē̃ avināśhī part nūndhā huā hai .

184You now understand that an imperishable part is recorded in such a tiny point.

188Yah bhī bāp samjhātē haĩ .

185The Father explains this.

189Unkō kahā jātā hai parampitā paramātmā arthāt param ātmā .

186He is also called the Supreme Father, the Supreme Soul. 187He is the Supreme Soul.

190Bākī kōī baṛā hajārō̃ sūrya misal nahī̃ hū̃ .

188It isn’t that He is like the sun that never becomes dim.

191Ham tō teacher misal paṛhātē rahtē haĩ .

189I continue to teach you as a teacher does.

192Kitnē ḍhēr bachchē haĩ .

190There are so many children.

193Yah class tō dēkhō kitnā wonderful hai .

191Look how wonderful this class is!

194Kaun-kaun ismē̃ paṛhtē haĩ  ?

192Look at who is studying here!

195Ablāyē̃ , kubjāyē̃ , sādhū bhī ēk din ākar baiṭhē̃gē .

193Even innocent women, those without virtues and sages will come and sit here one day.

196Buṛhiyāyē̃ , chhōṭē bachchē ādi sab baiṭhē haĩ .

194Old women and young children are also sitting here.

197Aisā school kabhī dēkhā .

195Have you ever seen such a school?

198Yahā̃ hai yād kī mēhnat .

196Here, effort is made for remembrance.

199Yah yād hī time lētī hai .

197It is this remembrance that takes time.

200Yād kā puruṣhārth karnā yah bhī gyān hai nā .

198To make effort for remembrance is also knowledge.

201Yād kē liē bhī gyān . 202Chakra samjhānē kē liē bhī gyān .

199There is knowledge for remembrance too.

203Natural sachchā-sachchā nature cure iskō kahā jātā hai .

200There is also knowledge for explaining the cycle.

204Tumhārī ātmā bilkul pure hō jātī hai .

201This is called the real natural nature cure.

205Vah hōtī hai śharīr key|kī cure .

202You souls become completely pure.

206Yah hai ātmā key|kī cure . 207Ātmā mē̃ hī khād paṛtī hai .

203Those cures are for bodies, whereas this cure is for souls.

208Sachchē sōnē kā sachchā zewar hōtā hai .

204Alloy has mixed into souls. 205Real gold makes real jewellery.

209Abhī yahā̃ bachchē jāntē haĩ śhivbābā sammukh āyā huā hai .

206You children understand that Shiv Baba has personally come here.

210Bachchō̃ kō bāp kō jarūr yād karnā hai .

207You children definitely do have to remember the Father.

211Hamkō ab vāpis jānā hai .

208We now have to return home.

212Is pār sē us pār jānā hai .

209We have to go from this side to the other side.

213Bāp kō , varsē kō aur ghar kō bhī yād karō .

210Remember the Father, the inheritance and your home.

214Vah hai sweet silence home .

211That is the sweet silence home.

215Duḥkh hōtā hai aśhānti sē , sukh hōtā hai śhānti sē .

212Sorrow is caused by peacelessness whereas happiness is experienced by peace.

216Satyug mē̃ sukh-śhānti-sampatti sab kuchh hai .

213In the golden age, you have peace, happiness and prosperity; you have everything.

217Vahā̃ laṛāī-jhagṛē key|kī bāt hī nahī̃ .

214There is no question of fighting or quarrelling there.

218Bachchō̃ kō yahī phurnā hōnā chāhiē - hamkō satōpradhān , sachchā sōnā bannā hai tab hī ūñch pad pāyēṅgē .

215The only concern you children should have is to become satopradhan, real gold, because only then will you claim a high status.

219Yah rūhānī bhōjan miltā hai , uskō phir ugārnā chāhiē .

216You are receiving spiritual food which you have to chew and digest.

220Āj kaunsī , kaunsī mukhya points sunī  !

217What main points did we hear today?

221Yah bhī samjhāyā yātrāyē̃ dō hōtī haĩ - rūhānī aur jismānī .

218It has been explained to you that there are two types of pilgrimage – spiritual and physical.

222Yah rūhānī yātrā hī kām āyēgī .

219Only this spiritual pilgrimage is useful.

223Bhagvānuvāch - manmanābhav .

220God speaks: Manmanabhav!

224Achchhā  !

221Achcha.

225Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

222To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

226Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

223The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

227Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

224Essence for dharna:

2281 ) yah vināśh bhī śhubh kārya kē liē hai isliē ḍarnā nahī̃ hai , kalyāṇkārī bāp sadā kalyāṇ kā hī kārya karātē haĩ , is smr̥iti sē sadā khuśhī mē̃ rahnā hai .

225 1. This destruction is auspicious and so you mustn't be afraid. 226Remain constantly happy by having the awareness that the benevolent Father only inspires beneficial things.

2292 ) sadā ēk hī phurnā rakhnā hai ki satōpradhān sachchā sōnā ban ūñch pad pānā hai .

227 2. Constantly have the one concern to become satopradhan, real gold and claim a high status.

230Jō rūhānī bhōjan miltā hai usē ugārnā hai .

228Continue to chew and digest the spiritual food that you receive.

Blessing

231Vardān  : satsaṅg dvārā rūhānī raṅg lagānē vālē sadā harṣhit aur double light bhav

229Blessing: May you be constantly cheerful and double light and colour yourself with spiritual colour by keeping spiritual company.

232Jō bachchē bāp kō dil kā sachchā sāthī banā lētē haĩ unhē̃ saṅg kā rūhānī raṅg sadā lagā rahtā hai .

230 The children who make the Father their heart’s true Companion always remain coloured with spiritual company.

233Buddhi dvārā sat bāp , sat śhikṣhak aur satgurū kā saṅg karnā - yahī satsaṅg hai .

231To keep the company of the true Father, the true Teacher and the true Satguru with your intellect is to have the company of the Truth (satsang).

234Jō is satsaṅg mē̃ rahtē haĩ vō sadā harṣhit aur double light rahtē haĩ .

232Those who stay in the company of the Truth remain constantly cheerful and double light.

235Unhē̃ kisī bhī prakār kā bōjh anubhav nahī̃ hōtā .

233They do not experience any type of burden.

236Vē|way aisā anubhav kartē jaisē bharpūr haĩ , khuśhiyō̃ key|kī khān mērē sāth hai , jō bhī bāp kā hai vah sab apnā hō gayā .

234They experience themselves to be full, as though they have a mine of happiness in them, and that whatever belongs to the Father belongs to them.

Slogan

237Slōgan  : apnē mīṭhē bōl aur umaṅg-utsāh K|kē sahyōg sē dilśhikasta kō śhaktivān banāō .

235Slogan: Make disheartened ones strong with the co-operation of your sweet words and zeal and enthusiasm.

236*** Om Shanti ***