गुरुवार 7 जनवरी 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
007-01-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 07/01/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - jab yah bhārat svarg thā tab tum ghōr sōjharē mē̃ thē , abhī andhiyārā hai , phir sōjharē mē̃ chalō ' '
1Essence: Sweet children, when Bharat was heaven, you were in total light. 2There is now darkness; let us go into the light once again.
Question
2Praśhna : bāp apnē bachchō̃ kō kaun see|sī|C ēk kahānī sunānē āyē haĩ ?
3Question: Which story has the Father come to tell His children?
Answer
3Uttar : bābā kahtē mīṭhē bachchē - maĩ tumhē̃ 84 janmō̃ key|kī kahānī sunātā hū̃ .
4Answer: Baba says: Sweet children, I tell you the story of your 84 births. 5When you took your first birth, there was just the deity religion.
4Tum jab pahlē-pahlē janm mē̃ thē tō ēk hī daivī dharm thā phir tumnē hī dō yug kē bād baṛē-baṛē mandir banāyē haĩ .
6Then, after two ages, you started to perform devotion and to build huge temples.
5Bhakti śhurū kī hai .
7This is now the end of your many births.
6Abhī tumhārā yah ant K|kē bhī ant kā janm hai .
8You called out: O Remover of Sorrow, Bestower of Happiness, come!
7Tumnē pukārā duḥkh hartā sukh kartā āō … ab maĩ āyā hū̃ .
9Therefore, I have now come.
Song
8Gīt : āj andhērē mē̃ hai insān . . . . . . . .
10Song: People of today are in darkness.
Murli
9Ōm śhānti .
11Om shanti.
10Tum bachchē jāntē hō abhī yah kaliyugī duniyā hai , sab andhiyārē mē̃ haĩ .
12You children understand that this is now the iron-aged world in which everyone is in darkness.
11Pahlē sōjharē mē̃ thē , jabki bhārat svarg thā .
13At first, when Bharat was heaven, you were in the light.
12Yahī bhāratvāsī jō abhī apnē kō hindū kahlātē haĩ yah asul dēvī-dēvtāyē̃ thē .
14The same people of Bharat who call themselves Hindus were originally deities.
13Bhārat mē̃ svargvāsī thē jab aur kōī dharm nahī̃ thā . 14Ēk hī dharm thā .
15They were the residents of heaven in Bharat and there was no other religion at that time; there was just the one religion.
15Svarg , vaikuṇṭha , bahiśht , heaven - yah sab is bhārat K|kē nām thē .
16Heaven, Vaikunth, Bahist and Paradise are names for that Bharat.
16Bhārat pavitra aur prāchīn dhanvān thā .
17Ancient Bharat was originally pure and wealthy.
17Abhī tō bhārat kaṅgāl hai kyōṅki abhī kaliyug hai .
18Bharat has now become poverty-stricken because it is now the iron age.
18Tum jāntē hō ham andhiyārē mē̃ haĩ .
19You know that you are in darkness.
19Jab svarg mē̃ thē tō sōjharē mē̃ thē .
20When you were in heaven you were in the light.
20Svarg K|kē rāj-rājēśhvar , rāj-rājēśhvarī śhrī lakṣhmī-nārāyaṇ thē .
21The Empress and Emperor of heaven were Shri Lakshmi and Narayan.
21Uskō sukhdhām kahā jātā hai .
22That was called the land of happiness.
22Bāp sē hī tumkō svarg kā varsā lēnā hai , jiskō jīvanmukti kahā jātā hai .
23You have to claim your inheritance of heaven from the Father and that is called liberation-in-life.
23Abhī tō sab jīvan-bandh mē̃ haĩ .
24Everyone is now in a life of bondage.
24Khās bhārat aur ām duniyā rāvaṇ key|kī jēl mē̃ , śhōkvāṭikā mē̃ haĩ .
25Bharat in particular and the world in general are in Ravan’s jail, in the cottage of sorrow.
25Aisē nahī̃ rāvaṇ sirph laṅkā mē̃ thā aur rām bhārat mē̃ thā , usnē ākar sītā churāī .
26It isn't that Ravan only existed in Lanka and that Rama existed in Bharat and that he (Ravan) came and abducted Sita.
26Yah tō sab haĩ dant kathāyē̃ .
27All of those are tall stories.
27Gītā hai mukhya , sarv śhāstramaī śhirōmaṇī śhrīmat arthāt bhagvān key|kī sunāī huī hai , bhārat mē̃ .
28The Gita is the main scripture; it is the jewel of all scriptures and spoken in Bharat by God.
28Manuṣhya tō kōī key|kī sadgati kar nahī̃ saktē .
29Human beings cannot grant salvation to anyone.
29Satyug mē̃ thē jīvanmukt dēvī-dēvtāyē̃ , jinhōnnē yah varsā kaliyug ant mē̃ pāyā thā .
30In the golden age, there were the deities who were liberated-in-life, and they attained that inheritance of theirs at the end of the iron age.
30Bhāratvāsiyō̃ kō yah patā nahī̃ hai , na kōī śhāstrō̃ mē̃ hai .
31Neither do the people of Bharat know this nor is it mentioned in any of the scriptures.
31Śhāstrō̃ mē̃ hai bhakti mārg kā gyān .
32The scriptures have the knowledge of the path of devotion.
32Sadgati mārg kā gyān manuṣhya mātra mē̃ bilkul hai nahī̃ .
33No human being has the knowledge of salvation at all.
33Sab bhakti sikhlānē vālē haĩ .
34All of them teach devotion.
34Kahē̃gē śhāstra paṛhō , dān-puṇya karō .
35They ask you to study the scriptures, to give donations and to perform charity.
35Yah bhakti dvāpar sē chalī ātī hai .
36That devotion has continued from the copper age.
36Satyug aur trētā mē̃ hai gyān kī prālabdha .
37There is the reward of knowledge in the golden and silver ages.
37Aisē nahī̃ ki vahā̃ bhī yah gyān chaltā ātā hai .
38It isn't that this knowledge continues there as well.
38Yah jō varsā bhārat kō thā vah bāp sē saṅgamyug par hī milā thā jō phir abhī tumkō mil rahā hai .
39The inheritance that Bharat had received came from the Father at the confluence age and you are now receiving it once again.
39Bhāratvāsī jab narkvāsī bēhad duḥkhī ban jātē haĩ tab pukārtē haĩ - hē patit-pāvan duḥkh hartā sukh kartā .
40When the people of Bharat experience unlimited sorrow and become residents of hell, they call out: O Purifier! 41Remover of Sorrow and Bestower of Happiness!
40Kiskā ?
42For whom?
41Sarv kā kyōṅki bhārat khās , duniyā ām sabmē̃ 5 vikār haĩ .
43For themselves, because everyone in Bharat in particular and the world in general have the five vices.
42Bāp hai patit-pāvan .
44The Father is the Purifier.
43Bāp kahtē haĩ - maĩ kalp-kalp , kalp K|kē saṅgam par ātā hū̃ .
45He says: I come at the confluence of the cycles.
44Sarv kā sadgati dātā bantā hū̃ .
46I become the Bestower of Salvation for All.
45Ahilyāyē̃ , gaṇikāyē̃ aur jō gurū lōg haĩ un sabkā uddhār mujhē hī karnā paṛtā hai kyōṅki yah tō hai hī patit duniyā .
47I have to uplift those who have stone intellects, those without virtues and the gurus because this is the impure world.
46Pāvan duniyā satyug kō kahā jātā hai .
48The golden age is called the pure world.
47Bhārat mē̃ in lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .
49It used to be the kingdom of Lakshmi and Narayan in Bharat.
48Bhāratvāsī yah nahī̃ jāntē ki yah svarg K|kē mālik thē .
50The people of Bharat do not know that they were the masters of heaven.
49Patit khaṇḍ mānā jhūṭh khaṇḍ , pāvan khaṇḍ mānā sachkhaṇḍ .
51“The impure land” means the land of falsehood, and “the pure land” means the land of truth.
50Bhārat pāvan khaṇḍ thā , yah bhārat hai avināśhī khaṇḍ , jō kabhī vināśh nahī̃ hōtā hai .
52Bharat was a pure land. 53This Bharat is the imperishable land that is never destroyed.
51Jab inkā ( lakṣhmī-nārāyaṇ kā ) rājya thā tō aur kōī khaṇḍ thē nahī̃ .
54When it is their kingdom (Lakshmi and Narayan’s), there are no other lands.
52Vah sabhī bād mē̃ ātē haĩ .
55All of them come later.
53Manuṣhyō̃ nē tō kalp lākhō̃ varṣh kā likh diyā hai .
56Human beings have written that the cycle is of hundreds of thousands of years.
54Bāp kahtē haĩ kalp key|kī āyu 5 hazār varṣh hai .
57The Father says: The duration of the cycle is 5000 years.
55Vah phir kah dētē manuṣhya 84 lākh janma lētē haĩ .
58Those people say that human beings take 8.4 million births.
56Manuṣhya kō kuttā , billī , gadhā ādi sab banā diyā hai .
59They have made human beings into dogs, cats, donkeys etc.
57Parantu kuttē billī kā janm alag hai , 84 lākh variety haĩ . 58Manuṣhyō̃ key|kī tō variety ēk hī hai .
60However, dogs and cats have a different birth; there are 8.4 million species of them, whereas there is only the one species of human beings.
59Unkē hī 84 janm haĩ .
61They are the ones who take 84 births.
60Bāp kahtē haĩ bhāratvāsī apnē dharm kō drama plan anusār bhūl gayē haĩ .
62The Father says: According to the dramaplan, the people of Bharat have forgotten their religion.
61Kaliyug ant mē̃ bilkul hī patit ban paṛē haĩ .
63They have become completely impure by the end of the iron age.
62Phir bāp saṅgam par ākar pāvan banātē haĩ , iskō kahā jātā hai duḥkhdhām phir bhārat sukhdhām hōgā .
64The Father has come to purify you at the confluence age. 65This is called the land of sorrow.
63Bāp kahtē haĩ - hē bachchō̃ , tum bhāratvāsī , svargvāsī thē phir tum 84 janmō̃ key|kī sīṛhī utartē hō .
66Then Bharat will become the land of happiness. 67The Father says: O children, you children of Bharat were residents of heaven.
64Satō sē rajō-tamō mē̃ jarūr ānā hai .
68Then you came down the ladder for 84 births.
65Tum dēvtāō̃ jaisā dhanvān ever happy , ever healthy , wealthy kōī nahī̃ hōtā .
69You definitely have to go through the stages of sato, rajo and tamo.
66Bhārat kitnā sāhūkār thā , hīrē-javāharāt tō pattharō̃ misal thē .
70No one is as everhappy, everhealthy or as wealthy as you deities were.
67Dō yug bād bhaktimārg mē̃ itnē baṛē-baṛē mandir banātē haĩ .
71Bharat was so wealthy! 72The diamonds and jewels there were as plentiful as stones.
68Vah bhī kitnē bhārī mandir banāyē .
73After two ages, they built huge temples on the path of devotion.
69Sōmnāth kā mandir baṛē sē baṛā thā .
74They built very grand temples; the Somnath Temple was the biggest of all.
70Sirph ēk mandir tō nahī̃ hōgā nā .
75There wouldn't have been just one temple.
71Aur bhī rājāō̃ K|kē mandir thē .
76Many other kings also had temples.
72Kitnā lūṭkar lē gayē haĩ .
77Those were looted so much.
73Bāp tum bachchō̃ kō smr̥iti dilātē haĩ .
78The Father reminds you children: You were made so wealthy.
74Tumkō kitnā sāhūkār banāyā thā . 75Tum sarvguṇ sampann , 16 kalā sampūrṇ thē yathā mahārājā-mahārānī .
79As were the emperor and empress, so you too were full of all virtues, 16 celestial degrees full.
76Unhō̃ kō bhagvān-bhagvatī bhī kah saktē haĩ . 77Parantu bāp nē samjhāyā hai - bhagvān ēk hai , vah bāp hai .
80They could also be called gods and goddesses, but, the Father has explained that there is only one God and He is the Father.
78Sirph īśhvar vā prabhū kahnē sē bhī yād nahī̃ ātā ki vah sabhī ātmāō̃ kā bāp hai .
81When you say "Ishwar" or "Prabhu" you don't remember Him as the Father of all souls.
79Bāp kahānī baiṭh sunātē haĩ . 80Abhī tumhārē bahut janmō̃ K|kē ant kā janm hai .
82The Father sits here and tells you a story: it is now the end of your many births.
81Ēk key|kī bāt nahī̃ hai , na kōī yuddha kā maidān ādi hai .
83This doesn't refer to just one. 84There isn’t a battlefield etc.
82Bhāratvāsī yah bhūl gayē haĩ ki unhō̃ kā rājya thā .
85The people of Bharat have forgotten that it used to be their kingdom.
83Satyug key|kī āyu lambī kar dēnē sē bahut dūr lē gayē haĩ .
86Because they have made the duration of the golden age very long, it has become very distant.
84Bāp ākar samjhātē haĩ - manuṣhya kō bhagvān nahī̃ kah saktē .
87The Father comes and explains that human beings cannot be called God.
85Manuṣhya kisī key|kī sadgati nahī̃ kar saktē .
88Human beings cannot grant salvation to anyone.
86Kahāvat hai - sarv kā sadgati dātā , patitō̃ kā pāvan kartā ēk hai .
89It is said: The Bestower of Salvation for All, the Purifier of all the impure ones, is just the One.
87Ēk hī sachchā bābā hai jō sachkhaṇḍ key|kī sthāpanā karnē vālā hai .
90There is only the one true Baba who establishes the land of truth.
88Pūjā bhī kartē haĩ parantu bhakti mārg mē̃ tum jiskī pūjā kartē āyē hō , ēk key|kī bhī biography kō nahī̃ jāntē isliē bāp samjhātē haĩ , tum śhivjayantī tō manātē hō nā .
91People worship on the path of devotion but they don't know the biography of any of those whom they worship. 92This is why the Father explains: You celebrate the birth of Shiva, do you not?
89Bāp hai naī duniyā kā rachayitā , heavenly god father .
93The Father is the Creator of the new world; Heavenly God, the Father.
90Bēhad sukh dēnē vālā .
94He gives unlimited happiness.
91Satyug mē̃ bahut sukh thā .
95There was a lot of happiness in the golden age.
92Vah kaisē aur kisnē sthāpan kiyā ?
96How was that established and who established it?
93Yah bāp hī baiṭh samjhātē haĩ .
97Only the Father sits and explains this.
94Narkvāsī kō ākar svargvāsī banānā yā bhraṣhṭāchāriyō̃ kō śhrēṣhṭhāchārī dēvtā banānā , yah tō bāp kā hī kām hai .
98It is only the task of the Father to change the residents of hell into residents of heaven, to change corrupt people into elevated deities.
95Bāp kahtē haĩ - maĩ tum bachchō̃ kō pāvan banātā hū̃ .
99The Father says: I purify you children.
96Tum svarg K|kē mālik bantē hō .
100You become the masters of heaven.
97Tumkō patit kaun banātē haĩ ?
101Who makes you impure?
98Yah rāvaṇ .
102Ravan!
99Manuṣhya kah dētē duḥkh bhī īśhvar hī dētē haĩ .
103Human beings say that God also causes sorrow.
100Bāp kahtē haĩ - maĩ tō sabhī kō itnā sukh dētā hū̃ jō phir ādhākalp tum bāp kā simraṇ nahī̃ karē̃gē .
104The Father says: I give you all so much happiness that you don't remember God for half the cycle.
101Phir jab rāvaṇ rājya hōtā hai tō sabkī pūjā karnē lag paṛtē haĩ .
105Then, when the kingdom of Ravan begins, you begin to worship everyone.
102Yah hai tumhārā bahut janmō̃ K|kē ant kā janm .
106This is the last of your many births.
103Kahtē haĩ bābā kitnē janm hamnē liē ?
107Some ask: Baba, how many births have we taken?
104Bābā kahtē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bhāratvāsiyō̃ , hē ātmāō̃ , ab tumkō bēhad kā varsā dētā hū̃ .
108Baba says: Sweetest people of Bharat, o souls, I am now giving you an unlimited inheritance.
105Bachchē , tumnē 84 janma liē haĩ .
109Children, you have taken 84 births.
106Abhī tum 21 janm kē liē bāp sē varsā lēnē āyē hō .
110You have now come to claim your inheritance of 21 births from the Father.
107Sabhī tō ikaṭṭhē nahī̃ āyēṅgē .
111Not everyone will come at the same time.
108Tum hī satyug kā sūryavanśhī pad phir sē lētē hō arthāt sachchē satya bābā sē satya nar sē nārāyaṇ bannē kā gyān suntē hō .
112Only you claim the sun-dynasty status of the golden age once again. 113That is, only you listen to the true Father telling the true knowledge of becoming Narayan from an ordinary human.
109Yah hai gyān , vah hai bhakti .
114This is knowledge and that is devotion.
110Śhāstra ādi sab haĩ bhakti mārg kē liē .
115All the scriptures etc. are for the path of devotion.
111Vah gyān mārg K|kē nahī̃ haĩ .
116They are not for the path of knowledge.
112Yah hai spiritual rūhānī knowledge .
117This is spiritual knowledge.
113Supreme rūh baiṭh knowledge dētē haĩ .
118The Supreme Spirit sits here and gives you this knowledge.
114Bachchō̃ kō dēhī-abhimānī bannā paṛē .
119You children have to become soul conscious.
115Apnē kō ātmā niśhchay kar māmēkam yād karō .
120Consider yourselves to be souls and constantly remember Me alone.
116Bāp samjhātē haĩ - ātmā mē̃ hī achchhē vā burē saṅskār hōtē haĩ , jis anusār hī manuṣhya kō achchhā vā burā janm miltā hai .
121The Father explains: It is the soul that has good and bad sanskars and it is according to those that human beings receive a good or bad birth.
117Bāp baiṭh samjhātē haĩ yah jō pāvan thā , antim janm mē̃ patit hai , tat tvam .
122The Father sits here and explains: This one was pure and has now become impure reaching the last birth and the same applies to you.
118Mujh bāp kō is purānī rāvaṇ key|kī duniyā , patit duniyā mē̃ ānā paṛtā hai .
123I, the Father, have to come into Ravan’s old, impure world.
119Ānā bhī us tan mē̃ hai jō phir pahlē number mē̃ jānā hai .
124I have to enter the body of the one who will then become number one.
120Sūryavanśhī hī pūrē 84 janma lētē haĩ . 121Yah hai brahmā aur brahmāvanśhī brāhmaṇ .
125Only those of the sun dynasty take the full 84 births; this means Brahma and the Brahmins who are the creation of Brahma.
122Bāp samjhātē tō rōz haĩ .
126The Father explains this every day.
123Pattharbuddhi kō pārasbuddhi banānā māsī kā ghar nahī̃ hai .
127To change those who have stone intellects into those who have divine intellects is not like going to your aunty’s home!
124Hē ātmāyē̃ , ab dēhī-abhimānī banō .
128O souls, now become soul conscious!
125Hē ātmāyē̃ , ēk bāp kō yād karō aur rājāī kō yād karō .
129O souls, remember the one Father and remember the kingdom!
126Dēh K|kē sambandh kō chhōṛō .
130Renounce bodily relations!
127Marnā tō sabhī kō hai .
131Everyone has to die.
128Sabkī vānaprasth avasthā hai .
132It is the stage of retirement for everyone.
129Ēk satgurū bigar sarv kā sadgati dātā kōī hō nahī̃ saktā .
133No one, apart from the one Satguru, can be the Bestower of Salvation for All.
130Bāp kahtē haĩ - hē bhāratvāsī bachchō̃ , tum pahlē-pahlē mērē sē bichhuṛē hō .
134The Father says: O children of Bharat, you are the ones who separated from Me first.
131Gāyā jātā hai - ātmāyē̃-paramātmā alag rahē bahukāl . . . . . pahlē-pahlē tum bhāratvāsī dēvī-dēvtā dharm vālē āyē hō .
135It is remembered that souls remained separated from the Supreme Soul for a long time. 136First of all, you people of Bharat who belonged to the deity religion came.
132Aur dharm vālō̃ K|kē janm thōṛē hōtē haĩ .
137Those of other religions take fewer births.
133Sārā chakra kaisē phirtā hai sō bāp baiṭh samjhātē haĩ .
138The Father sits here and explains how the cycle turns.
134Jō dhāraṇ nahī̃ karā saktē haĩ , unkē liē bhī bahut sahaj hai .
139It is very easy to imbibe this, even for those who are not able to imbibe.
135Ātmāyē̃ dhāraṇ kartī haĩ , puṇya ātmā , pāp ātmā bantī haĩ nā .
140Souls imbibe everything. 141Souls become charitable and sinful.
136Tumhārā yah 84 vā̃ antim janm hai .
142This is your last birth of your 84 births.
137Tum sab vānaprasth avasthā mē̃ hō .
143All of you are in the stage of retirement.
138Vānaprasth avasthā vālē gurū kartē haĩ , mantra lēnē kē liē .
144Those in the stage of retirement adopt a guru in order to receive a mantra.
139Tumkō tō abhī dēhdhārī gurū karnē key|kī darkār nahī̃ hai .
145You don't need to adopt a physical guru.
140Tum sabkā maĩ bāp , teacher , gurū hū̃ .
146I am the Father, Teacher and Guru of all of you.
141Mujhē kahtē bhī hō - hē patit-pāvan śhivbābā .
147You call out to Me: O Purifier! 148Shiv Baba!
142Abhī smr̥iti āī hai .
149You have now remembered.
143Sab ātmāō̃ kā bāp hai , ātmā sat hai , chaitanya hai kyōṅki amar hai .
150He is the Father of all souls. 151Souls are the truth and living beings because they are immortal.
144Sabhī ātmāō̃ mē̃ part bharā huā hai .
152A part is recorded in each soul.
145Bāp bhī sat chaitanya hai .
153The Father too is the Truth and the Living Being.
146Vah manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hōnē kāraṇ kahtē haĩ - maĩ sārē jhāṛ K|kē ādi-madhy-ant kō jāntā hū̃ isliē mujhē knowledgeful kahā jātā hai .
154Because He is the Seed of the human world tree, He says: I know the beginning, the middle and the end of the whole tree and this is why I am called the knowledge-full One.
147Tumkō bhī sārī knowledge hai . 148Bīj sē jhāṛ kaisē nikaltā hai .
155You too have all the knowledge of how the tree emerges from the Seed.
149Jhāṛ baṛhnē mē̃ time lagtā hai nā .
156It takes time for the tree to grow.
150Bāp kahtē haĩ maĩ bījrūp hū̃ , ant mē̃ sārā jhāṛ jaṛjaṛībhūt avasthā kō pā lētā hai .
157The Father says: I am the Seed. 158The whole tree reaches a state of total decay by the end.
151Abhī dēkhō dēvī-dēvtā dharm kā foundation hai nahī̃ .
159The deity foundation doesn’t exist now; it has once again disappeared.
152Prāyaḥ gum hai . 153Jab dēvtā dharm gum hō jātā hai tab bāp kō ānā paṛtā hai - ēk dharm key|kī sthāpanā kar bākī sabkā vināśh karā dētē haĩ .
160The Father has to come when the deity religion has disappeared. 161He establishes the one religion and inspires the destruction of all the rest.
154Prajāpitā brahmā dvārā bāp sthāpanā karā rahē haĩ , ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī .
162The Father is carrying out establishment of the original, eternal, deity religion through Prajapita Brahma.
155Yah bhī sārā drama banā huā hai .
163This drama is predestined; it has no end.
156Inkī and hōtī nahī̃ . 157Bāp ātē haĩ ant mē̃ . 158Jabki sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā knowledge sunānā hai tō jarūr saṅgam par āyēṅgē .
164The Father comes at the end of the cycle when He has to speak the knowledge of the beginning, the middle and the end of the world. 165Therefore, He surely has to come at the confluence age.
159Tumhārā ēk bāp hai .
166You have one Father.
160Ātmāyē̃ sabhī brothers haĩ , mūlvatan mē̃ rahnē vālī .
167All souls are brothers, residents of the incorporeal world. 168Everyone remembers that one Father.
161Us ēk bāp kō sab yād kartē haĩ .
169Everyone remembers Him at a time of sorrow.
162Duḥkh mē̃ simraṇ sab karē̃ . . rāvaṇ rājya mē̃ duḥkh hai nā .
170There is sorrow in the kingdom of Ravan. 171Here, everyone remembers Him.
163Yahā̃ simraṇ kartē haĩ tō bāp sabkā sadgati dātā ēk hai .
172Therefore, the Father, the Bestower of Salvation for All, is One.
164Unkī hī mahimā hai .
173There is only His praise.
165Bāp nahī̃ āyē tō bhārat kō svarg kaun banāvē !
174Who would make Bharat into heaven if the Father didn't come?
166Islāmī ādi jō bhī haĩ sab is samay tamōpradhān haĩ .
175At this time, everyone is tamopradhan.
167Sabkō punarjanma tō jarūr lēnā hai .
176Everyone definitely has to take rebirth.
168Abhī punarjanma miltā hai nark mē̃ .
177Rebirth is now taken in hell.
169Aisē nahī̃ ki svarg mē̃ chalē jātē haĩ .
178It isn't that anyone goes to heaven.
170Jaisē hindū lōg kahtē haĩ svargvāsī huā tō jarūr nark mē̃ thā nā . 171Abhī svarg mē̃ gayā .
179Hindus say that so-and-so has gone to heaven, which means that if that person has now gone to heaven, he was definitely in hell.
172Tumhārē mukh mē̃ gulāb .
180Let there be a rose in your mouth (may it become true)!
173Svargvāsī huā phir nark K|kē āsurī vaibhav tum unkō kyō̃ khilātē hō !
181If that person has become a resident of heaven, why do you feed him the impure food of hell?
174Baṅgāl mē̃ machhliyā̃ ādi bhī khilātē haĩ .
182In Bengal, they even feed them fish etc.
175Arē , unkō in sab khānē key|kī darkār hī kyā hai !
183What need is there for them to eat such food?
176Kahtē haĩ phalānā pār nirvāṇ gayā , bāp kahtē yah sab haĩ gapōṛē .
184They say: So-and-so has gone to the Land of Nirvana.
177Vāpis kōī bhī jā nahī̃ saktē .
185The Father says: All of those are lies.
178Jabki pahlē number vālō̃ kō hī 84 janma lēnē paṛtē haĩ .
186Since even the one who is the first number has to take 84 births, no one else can return home yet.
179Bāp samjhātē haĩ ismē̃ kōī taklīph nahī̃ hai .
187The Father says: There is no difficulty about this.
180Bhakti mārg mē̃ kitnī taklīph hai .
188There are so many difficulties on the path of devotion.
181Rām-rām japtē rōmāñch khaṛē hō jātē .
189While chanting the name of Rama, they have goose pimples.
182Vah sab hai bhakti mārg .
190All of that is the path of devotion.
183Yah sūrya-chānd bhī tum jāntē hō ki rōśhnī karnē vālē haĩ .
191You know that the sun and moon bring light; that they are not deities.
184Yah kōī dēvtāyē̃ thōṛēhī haĩ . 185Vāstav mē̃ gyān sūrya , gyān chandramā aur gyān sitārē haĩ .
192In fact, there are the Sun of Knowledge, the moon of knowledge and the stars of knowledge.
186Unhō̃ key|kī mahimā hai .
193There is their praise.
187Vah phir kah dētē sūrya dēvtāē namaḥ .
194Those people then say: Salutations to the Sun Deity!
188Unkō dēvtā samajh pānī dētē haĩ .
195They consider the sun to be a deity and offer water to it.
189Tō bāp samjhātē haĩ yah sab hai bhakti mārg , jō phir bhī hōgā .
196Therefore, the Father explains: All of that is the path of devotion and it will all repeat.
190Pahlē hōtī hai avyabhichārī bhakti ēk śhivbābā key|kī , phir dēvtāō̃ key|kī , phir utartē-utartē abhī tō dēkhō ṭivāṭē par ( jahā̃ tīn rāstē miltē haĩ ) bhī miṭṭī kā dīvā jagāē , tēl ādi ḍāl unkī bhī pūjā kartē haĩ .
197First, there is unadulterated devotion of Shiv Baba and then devotion of the deities. 198Then you come down. 199They now even light earthenware lamps at road T-junctions. 200They throw sesame seeds and grains in all directions and perform devotion there.
191Tatvō̃ key|kī bhī pūjā kartē haĩ . 192Manuṣhyō̃ K|kē bhī chitra banāē pūjtē haĩ .
201They even worship the elements; they even make images of human beings and worship them.
193Ab insē prāpti tō kuchh bhī nahī̃ hōtī , in bātō̃ kō tum bachchē hī samajhtē hō .
202There is no attainment from any of that. 203Only you children understand these things.
194Achchhā !
204Achcha.
195Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
205To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
196Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
206The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
197Dhārṇā kē liē mukhya sār :
207Essence for dharna:
1981 ) ātmā sē burē saṅskārō̃ kō nikālnē kē liē dēhī-abhimānī rahnē kā abhyās karnā hai .
208 1. In order to remove the bad sanskars from the soul, practise becoming soul conscious.
199Yah antim 84 vā̃ janm hai , vānaprasth avasthā hai isliē puṇya ātmā bannē key|kī mēhnat karnī hai .
209This is your last birth of your 84 births. 210It is now your stage of retirement. 211Therefore, make effort to become a charitable soul.
2002 ) dēh K|kē sab sambandhō̃ kō chhōṛ ēk bāp kō aur rājāī kō yād karnā hai , bīj aur jhāṛ kā gyān simraṇ kar sadā harṣhit rahnā hai .
212 2. Renounce all bodily relations and remember the one Father and the kingdom. 213Churn the knowledge of the Seed and the tree and remain constantly cheerful.
Blessing
201Vardān : viśhva parivartan K|kē śhrēṣhṭh kārya key|kī jimmēvārī nibhātē huē double light rahnē vālē ādhārmūrt bhav
214Blessing: May you be an image of support and remain double light while fulfilling the responsibility of the elevated task of world transformation.
202Jō ādhārmūrt hōtē haĩ unkē ūpar hī sārī jimmēvārī rahtī hai .
215 Those who are images of support have all responsibilities on them.
203Abhī āp jis rūp sē , jahā̃ bhī kadam uṭhāyēṅgē vaisē anēk ātmāyē̃ āpkō follow karē̃gī , yah jimmēvārī hai .
216Wherever and however you now set foot, others souls will follow you in the same way.
204Lēkin yah jimmēvārī avasthā kō banānē mē̃ bahut madad kartī hai kyōṅki issē anēk ātmāō̃ key|kī āśhīrvād miltī hai , jis kāraṇ jimmēvārī halkī hō jātī hai , yah jimmēvārī thakāvaṭ miṭānē vālī hai .
217This is your responsibility, but this responsibility helps you a lot in your creating your stage because by doing this you receive blessings from many souls with which the responsibility becomes light. 218This responsibility finishes your tiredness.
Slogan
205Slōgan : dil aur dimāg dōnō̃ kā balance rakh sēvā karnē sē saphaltā miltī hai .
219Slogan: By keeping a balance of the heart and the head, you become successful in service.
220*** Om Shanti ***