रविवार 24 जनवरी 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
024-01-21 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 17-10-87 madhuban
0 24/01/21 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 17/10/87
1Brāhmaṇ jīvan kā śhrr̥iṅgār - ' pavitratā '
1The decoration of Brahmin life ispurity
2Āj bāpdādā apnē viśhva K|kē chārō̃ ōr K|kē viśhēṣh hōvanhār pūjya bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
2Today, BapDada is looking at His children from everywhere in the world who are particularly going to be worthy of worship.
3Sārē viśhva mē̃ sē kitnē thōṛē amūlya ratna pūjanīy banē haĩ !
3Out of the whole world, so few become invaluable, worthy-of-worship jewels.
4Pūjanīy ātmāyē̃ hī viśhva kē liē viśhēṣh jahān K|kē nūr ban jātē haĩ .
4Only the worthy-of-worship souls become the special lights of the world.
5Jaisē is śharīr mē̃ nūr nahī̃ tō jahān nahī̃ , aisē viśhva K|kē andar pūjanīy jahān K|kē nūr āp śhrēṣhṭh ātmāyē̃ nahī̃ tō viśhva kā bhī mahatva nahī̃ .
5Just as when there is no light (life) in a body, there is no world, in the same way, if, in this world, there were not you elevated worthy-of-worship souls, you lights of the world, the world would have no importance.
6Svarṇ-yug vā ādi-yug vā satōpradhān yug , nayā saṅsār āp viśhēṣh ātmāō̃ sē ārambh hōtā hai .
6The golden age, the first age, and the satopradhan age, the new world, begins with you special souls.
7Nayē viśhva K|kē ādhār-mūrta , pūjanīy ātmāyē̃ āp hō .
7You worthy-of-worship souls are the images of support for the new world.
8Tō āp ātmāō̃ kā kitnā mahatva hai !
8So, you souls have so much importance.
9Āp pūjya ātmāyē̃ saṅsār kē liē naī rōśhnī hō .
9You worthy-of-worship souls are the new lights for the world.
10Āpkī chaṛhtī kalā viśhva kō śhrēṣhṭh kalā mē̃ lānē kē nimitt bantī hai .
10Your stage of ascending becomes instrumental in taking the world into its elevated stage.
11Āp girtī kalā mē̃ ātē hō tō saṅsār key|kī bhī girtī kalā hōtī hai .
11When you enter the stage of falling down, the world too enters into the stage of falling down.
12Āp parivartan hōtē hō tō viśhva bhī parivartan hōtā hai .
12When you are transformed, the world is also transformed.
13Itnē mahān aur mahatva vālī ātmāyē̃ hō !
13You are such great souls with such importance.
14Āj bāpdādā sarv bachchō̃ kō dēkh rahē thē .
14Today, BapDada was looking at all the children.
15Brāhmaṇ bannā arthāt pūjya bannā kyōṅki brāhmaṇ sō dēvtā bantē haĩ aur dēvtāyē̃ arthāt pūjanīy .
15To become a Brahmin means to become worthy of worship, because Brahmins become deities and deities means worthy-of-worship.
16Sabhī dēvtāyē̃ pūjanīy tō haĩ , phir bhī number-vār jarūr haĩ .
16All deities are worthy of worship; nevertheless, they are definitely numberwise.
17Kin dēvtāō̃ key|kī pūjā vidhipūrvak aur niyamit rūp sē hōtī hai aur kinhō̃ key|kī pūjā vidhipūrvak niyamit rūp sē nahī̃ hōtī .
17Some deities are worshipped regularly, in the right way and some deities are not.
18Kinhō̃ K|kē her|har karma key|kī pūjā hōtī hai aur kinhō̃ K|kē her|har karma key|kī pūjā nahī̃ hōtī hai .
18Every action of some deities is worshipped, whereas for others, not all of their actions are worshipped.
19Kōī kā vidhipūrvak her|har rōj śhrr̥iṅgār hōtā hai aur kōī kā śhrr̥iṅgār rōz nahī̃ hōtā hai , ūpar-ūpar sē thōṛā-bahut sajā lētē haĩ lēkin vidhipūrvak nahī̃ .
19Some are decorated in the right way every day, whereas others are not decorated every day; they are superficially decorated, but not with the right method.
20Kōī kē āgē sārā samay kīrtan hōtā aur kōī kē āgē kabhī-kabhī kīrtan hōtā hai .
20In front of some deities, devotional songs are sung all the time, whereas those songs are only sung sometimes in front of others.
21In sabhī kā kāraṇ kyā hai ?
21What is the reason for all of this?
22Brāhmaṇ tō sabhī kahlātē haĩ , gyān-yōg key|kī paṛhāī bhī sabhī kartē haĩ , phir bhī itnā antar kyō̃ ?
22All of you are called Brahmins, all of you study knowledge and yoga, and yet why is there this difference?
23Dhārṇā karnē mē̃ antar hai .
23There is a difference in dharna.
24Phir bhī viśhēṣh kaunsī dhārṇāō̃ K|kē ādhār par number-vār hōtē haĩ , jāntē hō ?
24However, do you know on the basis of which particular dharna it becomes numberwise?
25Pūjanīy bannē kā viśhēṣh ādhār pavitratā kē ūpar hai .
25The special basis of becoming worthy of worship is purity.
26Jitnā sarv prakār key|kī pavitratā kō apnātē haĩ , utnā hī sarv prakār K|kē pūjanīy bantē haĩ aur jō nirantar vidhipūrvak ādi , anādi viśhēṣh guṇ K|kē rūp sē pavitratā kō sahaj apnātē haĩ , vahī vidhipūrvak pūjya bantē haĩ .
26The more you adopt all types of purity, the more you become worthy of worship in every way. 27Those who easily adopt purity constantly with the right method as their original and eternal virtue are those who become worthy of worship with the right method.
27Sarv prakār key|kī pavitratā kyā hai ?
28What are all the types of purity?
28Jō ātmāyē̃ sahaj , svataḥ her|har saṅkalp mē̃ , bōl mē̃ , karma mē̃ sarv arthāt gyānī aur agyānī ātmāyē̃ , sarv K|kē samparka mē̃ sadā pavitra vr̥itti , dr̥iṣhṭi , vibration sē yathārth sampark-sambandha nibhātē haĩ - iskō hī sarv prakār key|kī pavitratā kahtē haĩ .
29Those souls who easily and automatically fulfil their responsibilities in all their connections and relationships to all souls, whether in knowledge or without knowledge, through their every thought, word and deed with a constantly pure attitude, vision and vibrations, are said to have all types of purity.
29Svapn mē̃ bhī svayã kē prati yā anya kōī ātmā kē prati sarv prakār key|kī pavitratā mē̃ sē kōī kamī na hō .
30Even in your dreams, let nothing be lacking in adopting all types of purity for yourself and for others.
30Mānō svapn mē̃ bhī brahmcharya khaṇḍit hōtā hai vā kisī ātmā kē prati kisī bhī prakār key|kī īrṣhyā vā āvēśh K|kē vaśh karma hōtā yā bōl nikaltā hai , krōdh K|kē aṅśh rūp mē̃ bhī vyavahār hōtā hai tō iskō bhī pavitratā kā khaṇḍan mānā jāyēgā .
31For instance, if celibacy is broken even in your dreams, or if you perform actions or speak to another soul under the influence of jealousy or anger, if your interaction with that one is based on even a trace of anger, that would also be considered to be breaking the vow of purity.
31Sōchō , jab svapn kā bhī prabhāv paṛtā hai tō sākār mē̃ kiyē huē karma kā kitnā prabhāv paṛtā hōgā !
32Just think about it: if even dreams have such an effect, then, how much effect would actions performed physically have?
32Isliē khaṇḍit mūrti kabhī pūjanīy nahī̃ hōtī .
33This is why an idol that is damaged is never worthy of worship.
33Khaṇḍit mūrtiyā̃ mandirō̃ mē̃ nahī̃ rahtī , ājkal K|kē museum mē̃ rahtī haĩ .
34Damaged idols are not placed in the temples; they stay in the museums of today.
34Vahā̃ bhakta nahī̃ ātē .
35Devotees do not go there.
35Sirph yahī gāyan hōtā hai ki bahut purānī mūrtiyā̃ haĩ , bas .
36There is just their praise: "These are very old idols". 37That is all!
36Unhōnnē sthūl aṅgō̃ K|kē khaṇḍit kō khaṇḍit kah diyā hai lēkin vāstav mē̃ kisī bhī prakār key|kī pavitratā mē̃ khaṇḍan hōtā hai tō vah pūjya-pad sē khaṇḍit hō jātē haĩ .
38They call the damage of the physical limbs breakage but, in fact, if there is some breakage of observing purity in any way, then that soul becomes deprived of receiving a worthy-of-worship status.
37Aisē , chārō̃ prakār key|kī pavitratā vidhipūrvak hai tō pūjā bhī vidhipūrvak hōtī hai .
39In the same way, if all four types of purity are observed in the right way, then the worship too is in the right way.
38Man , vāṇī , karma ( karma mē̃ sambandh samparka ā jātā hai ) aur svapn mē̃ bhī pavitratā - iskō kahtē haĩ sampūrṇ pavitratā .
40Purity in your mind, words, actions - relationships and connections are included in actions - and dreams is called complete purity.
39Kaī bachchē albēlēpan mē̃ ānē K|kē kāraṇ , chāhē baṛō̃ kō , chāhē chhōṭō̃ kō , is bāt mē̃ chalānē key|kī kōśhiśh kartē haĩ ki mērā bhāv bahut achchhā hai lēkin bōl nikal gayā , vā mērī aim|M|am ( lakṣhya ) aisē nahī̃ thī lēkin hō gayā , yā kahtē haĩ ki hãsī-majāk mē̃ kah diyā athavā kar liyā .
41Because of carelessness, some children just try to make do and move along with the older ones or younger ones, saying, "My intention was very good, but the words just came out." 42Or, "That wasn’t my aim, but it just happened." 43Or, "I only said that or did that as a joke."
40Yah bhī chalānā hai isliē pūjā bhī chalānē jaisī hōtī hai .
44This is also “making do”, and that is why the worship of you is also just “making do”.
41Yah albēlāpan sampūrṇ pūjya sthiti kō number-vār mē̃ lē ātā hai .
45This carelessness makes you numberwise in the stage of being fully worthy of worship.
42Yah bhī apavitratā K|kē khātē mē̃ jamā hōtā hai .
46This too is accumulated in the account of impurity.
43Sunāyā nā - pūjya , pavitra ātmāō̃ key|kī niśhānī yahī hai - unhō̃ key|kī chārō̃ prakār key|kī pavitratā svabhāvik , sahaj aur sadā hōgī .
47You were told that the sign of worthy-of-worship pure souls is that all four types of their purity will be natural, easy and constant.
44Unkō sōchnā nahī̃ paṛēgā lēkin pavitratā key|kī dhārṇā svataḥ hī yathārth saṅkalp , bōl , karma aur svapn lātī hai .
48They don't have to think about it, but the dharna of purity automatically makes their thoughts, words, deeds and dreams accurate.
45Yathārth arthāt ēk tō yuktiyukt , dūsrā yathārth arthāt her|har saṅkalp mē̃ arth|earth hōgā , binā arth|earth nahī̃ hōgā .
49Firstly, accurate means to be yogyukt and secondly, accurate means that every thought would have meaning; it would not be meaningless.
46Aisē nahī̃ ki aisē hī bōl diyā , nikal gayā , kar liyā , hō gayā .
50You would not say, "I said it just like that, for the sake of it; it just came out; I just did it or it just happened.
47Aisī pavitra ātmā sadā her|har karma mē̃ arthāt dincharyā mē̃ yathārth yuktiyukt rahtī hai .
51Such pure souls remain constantly accurate and yuktiyukt in every action, that is, through their whole day's activity.
48Isliē pūjā bhī unkē her|har karma key|kī hōtī hai arthāt pūrē dincharyā key|kī hōtī hai .
52This is why every action of such souls is worshipped, that is, their whole day's activity is worshipped.
49Uṭhnē sē lēkar sōnē tak bhinn-bhinn karma K|kē darśhan hōtē haĩ .
53A viewing is given of all their different activities from the time they wake up to the time they go to sleep.
50Agar brāhmaṇ jīvan key|kī banī huī dincharyā pramāṇ kōī bhī karma yathārth vā nirantar nahī̃ kartē tō uskē antar K|kē kāraṇ pūjā mē̃ bhī antar paṛēgā .
54If any action is not accurate or not constantly according to the timetable created for Brahmin life, then, because of that difference, there will be a difference in the way that you are worshipped.
51Mānō kōī amr̥itvēlē uṭhnē key|kī dincharyā mē̃ vidhipūrvak nahī̃ chaltē , tō pūjā mē̃ bhī unkē pujārī bhī us vidhi mē̃ nīchē-ūpar kartē arthāt pujārī bhī samay par uṭhkar pūjā nahī̃ karēgā , jab āyā tab kar lēgā athavā amr̥itvēlē jāgr̥it sthiti mē̃ anubhav nahī̃ kartē , majbūrī sē vā kabhī sustī , kabhī custī K|kē rūp mē̃ baiṭhtē tō pujārī bhī majbūrī sē yā sustī sē pūjā karē̃gē , vidhipūrvak pūjā nahī̃ karē̃gē .
55For instance, if someone is not disciplined when it comes to waking up at amrit vela, then, in their worship too, their worshippers will also fluctuate when it comes to worshipping them, that is, the worshippers will also not wake up at the right time and worship them; they will only worship them when it suits them. 56Or else, if at amrit vela they don't experience an awakened stage, if sometimes they sit under compulsion, sometimes with laziness and sometimes with alertness, then their worshippers too will worship them under compulsion or laziness; they will not worship them in the right way.
52Aisē her|har dincharyā K|kē karma kā prabhāv pūjanīy bannē mē̃ paṛtā hai .
57In this way, every action of the timetable affects their becoming worthy of worship.
53Vidhipūrvak na chalnā , kōī bhī dincharyā mē̃ ūpar-nīchē hōnā - yah bhī apavitratā K|kē aṅśh mē̃ gintī hōtā hai kyōṅki ālasya aur albēlāpan bhī vikār hai .
58Not to move along in the right way, to fluctuate in any part of the timetable is also counted as a trace of impurity because laziness and carelessness are also vices.
54Jō yathārth karma nahī̃ hai vah vikār hai .
59Any action that is not accurate is a vice.
55Tō apavitratā kā aṅśh hō gayā nā .
60Therefore, that is a trace of impurity, is it not?
56Is kāraṇ pūjya pad mē̃ number-vār hō jātē haĩ .
61Because of this you become numberwise in attaining a worthy-of-worship status.
57Tō foundation kyā rahā ?
62So, what is the foundation?
58Pavitratā .
63Purity.
59Pavitratā key|kī dhārṇā bahut mahīn hai .
64The dharna of purity is very deep.
60Pavitratā K|kē ādhār par hī karma key|kī vidhi aur gati kā ādhār hai .
65The ways and means of actions are based on purity.
61Pavitratā sirph mōṭī bāt nahī̃ hai .
66Purity is not just about gross things.
62Brahmchārī rahē yā nirmōhī hō gayē - sirph iskō hī pavitratā nahī̃ kahē̃gē .
67Simply to be celibate or to remain free from attachment is not called purity.
63Pavitratā brāhmaṇ jīvan kā śhrr̥iṅgār hai .
68Purity is the decoration of Brahmin life.
64Tō her|har samay pavitratā K|kē śhrr̥iṅgār kī anubhūti chēhrē sē , chalan sē aurō̃ kō hō .
69Let others experience the decoration of purity from your face and your activity at every moment.
65Dr̥iṣhṭi mē̃ , mukh mē̃ , hāthō̃ mē̃ , pā̃vō̃ mē̃ sadā pavitratā kā śhrr̥iṅgār pratyakṣha hō .
70Let the decoration of purity always be revealed in a practical way in your eyes, your mouth, hands and feet.
66Kōī bhī chēhrē taraph dēkhē tō features sē unhē̃ pavitratā anubhav hō .
71Let anyone who looks at your face experience purity in your features.
67Jaisē aur prakār K|kē features varṇan kartē haĩ , vaisē yah varṇan karē̃ ki inkē features sē pavitratā dikhāī dētī hai , nayanō̃ mē̃ pavitratā key|kī jhalak hai , mukh par pavitratā key|kī muskarāhaṭ hai .
72Just as they speak of other types of features, similarly, let them say that purity is visible in your features, that there is the sparkle of purity in your eyes and the smile of purity on your lips.
68Aur kōī bāt unhē̃ nazar na āyē .
73Let them not see anything else.
69Iskō kahtē haĩ pavitratā K|kē śhrr̥iṅgār sē śhrr̥iṅgārī huī mūrt .
74This is called being an image that is decorated with the decoration of purity.
70Samjhā ?
75Do you understand?
71Pavitratā key|kī tō aur bhī bahut guhyatā hai , vah phir sunātē rahē̃gē .
76There is a lot more depth to purity, which you will hear more about later.
72Jaisē karmō̃ kī gati gahan hai , pavitratā key|kī paribhāṣhā bhī baṛī guhya hai aur pavitratā hī foundation hai .
77Just as the philosophy of actions is deep, so, too, the definition of purity is also very deep, and purity is the foundation.
73Achchhā .
78Achcha.
74Āj gujarāt āyā hai .
79Today, those from Gujarat have come.
75Gujarāt vālē sadā halkē ban nāchtē aur gātē haĩ .
80Those from Gujarat are always dancing and singing with lightness.
76Chāhē śharīr mē̃ kitnē bhī bhārī hō̃ lēkin halkē ban nāchtē haĩ .
81No matter how heavy they may be physically, they become light and dance.
77Gujarāt key|kī viśhēṣhtā hai - sadā halkā rahnā , sadā khuśhī mē̃ nāchtē rahnā aur bāp K|kē vā apnē prāptiyō̃ K|kē gīt gātē rahnā .
82The speciality of Gujarat is that they always remain light, they always dance in happiness and continue to sing songs of the Father and their attainments.
78Bachpan sē hī nāchtē-gātē achchhā haĩ .
83From childhood, they sing and dance very well.
79Brāhmaṇ jīvan mē̃ kyā kartē hō ?
84What do they do in Brahmin life?
80Brāhmaṇ jīvan arthāt maujō̃ key|kī jīvan .
85A Brahmin life means a life of pleasure.
81Garbhā rās kartē hō tō mauj mē̃ ā jātē hō nā .
86When you have garba-raas (dancing in unity in a circle), you enjoy yourselves, do you not?
82Agar mauj mē̃ na āyē tō jyādā kar nahī̃ sakē̃gē .
87If you did not enjoy yourselves, you would not be able to do that for long.
83Mauj-mastī mē̃ thakāvaṭ nahī̃ hōtī hai , athak ban jātē haĩ .
88When you are enjoying yourselves and are intoxicated, you don’t feel tired; you become tireless.
84Tō brāhmaṇ jīvan arthāt sadā mauj mē̃ rahnē key|kī jīvan , vah hai sthūl mauj aur brāhmaṇ jīvan kī hai man key|kī mauj .
89So, Brahmin life means a life of constantly remaining in pleasure. 90The other is physical pleasure, whereas Brahmin life is pleasure of the mind.
85Sadā man mauj mē̃ nāchtā aur gātā rahē .
91Let the mind always continue to dance and sing in pleasure.
86Vah lōg halkē ban nācanē-gānē K|kē abhyāsī haĩ .
92Those people have the practice of being light and dancing and singing.
87Tō inhō̃ kō brāhmaṇ jīvan mē̃ bhī double light ( halkā ) bannē mē̃ muśhkil nahī̃ hōtī .
93So they don't find it difficult to be doublelight in their Brahmin life.
88Tō gujarāt arthāt sadā halkē rahnē K|kē abhyāsī kahō , vardānī kahō .
94So, those from Gujarat means those who constantly have the practice of remaining light, those who are always blessed.
89Tō sārē gujarāt kō vardān mil gayā - double light .
95So, the whole of Gujarat has received this blessing of being double light.
90Murlī dvārā bhī vardān miltē haĩ nā .
96You also receive blessings through the murli, do you not?
91Sunāyā nā - āpkī is duniyā mē̃ yathā śhakti , yathā samay hōtā hai .
97You were told that everything in your world happens according to capacity and the time.
92Yathā aur tathā .
98As is the capacity, so is the result.
93Aur vatan mē̃ tō yathā-tathā key|kī bhāṣhā hī nahī̃ hai .
99In the subtle region, there is no language for anything being ‘according to capacity’, etc.
94Yahā̃ din bhī tō rāt bhī dēkhnā paṛtā .
100Here, both day and night have to be considered.
95Vahā̃ na din , na hai rāt ; na sūrya uday hōtā , na chandramā . 96Dōnō̃ sē parē hai .
101There, there is neither day nor night; neither does the sun rise nor is there the moon; it is beyond both.
97Ānā tō vahā̃ hai nā .
102You have to go there, do you not?
98Bachchō̃ nē rūhrihān mē̃ kahā nā ki kab tak ?
103In your heart-to-heart conversation, you children asked: Till when?
99Bāpdādā kahtē haĩ ki āp sabhī kahō ki ham taiyār haĩ tō ' abhī ' kar lē̃gē .
104BapDada replied: If you children say that you are ready, then BapDada can do it now.
100Phir ' kab ' kā tō savāl hī nahī̃ hai .
105There would then be no question of when.
101' kab ' tab tak hai jab tak sārī mālā taiyār nahī̃ huī hai .
106The question "When?" will only arise for as long as the whole rosary is not yet ready.
102Abhī nām nikālnē baiṭhtē hō tō 108 mē̃ bhī sōchtē hō ki yah nām ḍālē̃ vā nahī̃ ?
107Now, when you sit to extract the names, then, even for the 108, you would have to think whether to include someone's name or not.
103Abhī 108 key|kī mālā mē̃ bhī sabhī vahī 108 nām bōlē̃ .
108Now, in the rosary of 108, everyone should give the same 108 names.
104Nahī̃ , phark hō jāyēgā .
109Nevertheless, there will be a difference.
105Bāpdādā tō abhī ghaṛī tālī bajāvē aur ṭhakāṭhak śhurū hō jāyēgī - ēk taraph prakr̥iti , ēk taraph vyaktiyā̃ .
110BapDada can clap now and everything can instantly begin to happen now, with the elements and also people.
106Kyā dērī lagtī .
111That wouldn't take long.
107Lēkin bāp kā sabhī bachchō̃ mē̃ snēh hai .
112However, the Father loves all the children.
108Hāth pakaṛē̃gē , tab tō sāth chalē̃gē .
113He will hold your hand, for only then will you go with Him.
109Hāth mē̃ hāth milānā arthāt samān bannā .
114To put your hand in His hand means to become equal.
110Āp kahē̃gē - sabhī samān athavā sabhī tō number one banē̃gē nahī̃ .
115You would say: Not everyone will become equal. 116Or, not everyone will become number one.
111Lēkin number one kē pīchhē number two hōgā . 112Achchhā , bāp samān nahī̃ banē̃ lēkin number one dānā jō hōgā vah samān hōgā .
117However, following number one is number two; that bead may not become equal to the Father, but it would at least be like the number one bead.
113Tīsrā dō K|kē samān banē .
118The third bead would be like the second bead.
114Chauthā tīn K|kē samān banē .
119The fourth bead would be like the third.
115Aisē tō samān banē̃ , tō ēk dō K|kē samīp hōtē-hōtē mālā taiyār hō .
120At least, they should become equal in that way; and by each one coming close to the next, the rosary will be prepared.
116Aisī stage tak pahuñchnā arthāt samān bannā .
121To reach such a stage means to become equal.
117108 dānā 107 sē tō milēgā nā .
122The 108th bead would be similar to the 107th bead.
118Un jaisī viśhēṣhtā bhī ā jāē tō bhī mālā taiyār hō jāyēgī .
123If they have specialities like those (like each other), the rosary will be prepared.
119Number-vār tō hōnā hī hai .
124It has to be numberwise.
120Samjhā ?
125Do you understand?
121Bāp tō kahtē - abhī kōī hai guarantee karnē vālā ki hā̃ , sab taiyār haĩ ?
126The Father asks: Is there anyone now who can guarantee and say yes, everyone is ready?
122Bāpdādā kō tō second lagtā .
127It would only take BapDada a second.
123Dr̥iśhya dikhātē thē nā - tālī bajāī aur pariyā̃ ā gaī .
128You used to be shown those scenes when Baba would clap and angels would come.
124Achchhā .
129Achcha.
125Chārō̃ ōr K|kē param pūjya śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sarv sampūrṇ pavitratā K|kē lakṣhya tak pahuñchnē vālē tīvr purūṣhārthī ātmāō̃ kō , sadā her|har karma mē̃ vidhipūrvak karma karnē vālē siddhi-svarūp ātmāō̃ kō , sadā her|har samay pavitratā K|kē śhrr̥iṅgār mē̃ sajī huī viśhēṣh ātmāō̃ kō bāpdādā kā snēh sampann yādpyār svīkār hō .
130To all the supremely worthy-of-worship elevated souls, to all the intense effort-making souls who reach their aim of all types of complete purity, to the souls who become embodiments of success by performing every action in the right way, to the special souls who are decorated with the decoration of purity at every moment, BapDada's love-filled remembrance.
126Party sē mulākāt
131BapDada meeting a group:
1271 . viśhva mē̃ sabsē jyādā śhrēṣhṭh bhāgyavān apnē kō samajhtē hō ?
132Do you consider yourselves to be the most fortunate ones in the world?
128Sārā viśhva jis śhrēṣhṭh bhāgya kē liē pukār rahā hai ki hamārā bhāgya khul jāē … āpkā bhāgya tō khul gayā .
133The whole world is calling out for that elevated fortune, that their fortune should open whereas your fortune has already opened.
129Issē baṛī khuśhī key|kī bāt aur kyā hōgī !
134What could give greater happiness than this?
130Bhāgyavidhātā hī hamārā bāp hai - aisā naśhā hai nā !
135You have the intoxication that the Bestower of Fortune is your Father, do you not?
131Jiskā nām hī bhāgyavidhātā hai uskā bhāgya kyā hōgā !
136Just imagine what the fortune would be of someone whose Father is the Bestower of Fortune!
132Issē baṛā bhāgya kōī hō saktā hai ?
137Could there be greater fortune than this?
133Tō sadā yah khuśhī rahē ki bhāgya tō hamārā janma-siddh adhikār hō gayā .
138Therefore, always have the happiness that fortune is your birthright.
134Bāp kē pās jō bhī property hōtī hai , bachchē uskē adhikārī hōtē haĩ .
139Children have a right to all the property that belongs to their father.
135Tō bhāgyavidhātā kē pās kyā hai ?
140So, what does the Bestower of Fortune have?
136Bhāgya kā khazānā .
141The treasures of fortune.
137Us khazānē par āpkā adhikār hō gayā .
142You now have a right to those treasures.
138Tō sadaiv ' vāh mērā bhāgya aur bhāgya-vidhātā bāp ' ! 139- yahī gīt gātē khuśhī mē̃ uṛtē rahō .
143So, always continue to sing the song, "Wah! my fortune and my Father, the Bestower of Fortune", and fly in happiness.
140Jiskā itnā śhrēṣhṭh bhāgya hō gayā uskō aur kyā chāhiē ?
144What else would one who has such elevated fortune need?
141Bhāgya mē̃ sab kuchh ā gayā .
145Everything is included in your fortune.
142Bhāgyavān kē pās tan-man-dhan-jan sab kuchh hōtā hai .
146A fortunate person has everything: body, mind, wealth and people (relationships).
143Śhrēṣhṭh bhāgya arthāt aprāpta kōī vastu nahī̃ .
147An elevated fortune means that nothing is unattained.
144Kōī aprāpti hai ?
148Do you lack anything?
145Makān achchhā chāhiē , kār|car achchhī chāhiē . . . nahī̃ .
149"I want a good house, I want a good car…"
146Jiskō man key|kī khuśhī mil gaī , usē sarv prāptiyā̃ hō gaī ! 147Kār|car tō kyā lēkin kārūn kā khajānā mil gayā !
150No. 151Someone who has found happiness of mind has attained everything, not just a car, but that one has found plentiful treasures.
148Kōī aprāpta vastu hai hī nahī̃ .
152So, there is nothing unattained.
149Aisē bhāgyavān hō !
153You are such fortunate ones!
150Vināśhī ichchhā kyā karē̃gē .
154What use is there in having a desire for perishable things?
151Jō āj hai , kal hai hī nahī̃ - uskī ichchhā kyā rakhē̃gē isliē , sadā avināśhī khazānē key|kī khuśhiyō̃ mē̃ rahō jō ab bhī hai aur sāth mē̃ bhī chalēgā .
155What exists today will not exist tomorrow, so why have any desire for it? 156Therefore, always stay in the happiness of the imperishable treasures that are with you now and will go with you.
152Yah makān , kār|car vā paisē sāth nahī̃ chalē̃gē lēkin yah avināśhī khazānā anēk janm sāth rahēgā .
157Those buildings, cars and money will not go with you, but these imperishable treasures will be with you for many births.
153Kōī chhīn nahī̃ saktā , kōī lūṭ nahī̃ saktā .
158No one can snatch them away from you; no one can loot them.
154Svayã bhī amar ban gayē aur khazānē bhī avināśhī mil gayē !
159You yourselves have become immortal and have found the imperishable treasures.
155Janm-janm yah śhrēṣhṭh prālabdh sāth rahēgī .
160This elevated reward will stay with you for birth after birth.
156Kitnā baṛā bhāgya hai !
161It is such a huge fortune!
157Jahā̃ kōī ichchhā nahī̃ , ichchhā mātram avidyā hai - aisā śhrēṣhṭh bhāgya bhāgyavidhātā bāp dvārā prāpt hō gayā .
162Where there are no desires, where you are ignorant of the knowledge of desires, it is because you have attained such elevated fortune from the Father, the Bestower of Fortune.
1582 . apnē kō bāp K|kē samīp rahnē vālī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ anubhav kartē hō ?
1632) Do you experience yourselves to be souls who stay close to the Father?
159Bāp K|kē ban gayē - yah khuśhī sadā rahtī hai ?
164Do you always have the happiness that you now belong to the Father?
160Duḥkh key|kī duniyā sē nikal sukh K|kē saṅsār mē̃ ā gayē .
165You have come away from the world of sorrow into the world of happiness.
161Duniyā duḥkh mē̃ chillā rahī hai aur āp sukh K|kē saṅsār mē̃ , sukh K|kē jhūlē mē̃ jhūl rahē hō .
166The world is crying out in sorrow, whereas you are in the world of happiness, swinging in the swing of happiness.
162Kitnā antar hai !
167There is so much difference!
163Duniyā ḍhūṇḍh rahī hai aur āp milan manā rahē hō .
168The world is searching, whereas you are celebrating a meeting.
164Tō sadā apnī sarv prāptiyō̃ kō dēkh harṣhit rahō .
169So, always remain cheerful seeing all your attainments.
165Kyā-kyā milā hai , uskī list nikālō tō bahut lambī list hō jāyēgī .
170Make a list of what you have received and it will be a long list.
166Kyā-kyā milā ?
171What have you received?
167Tan mē̃ khuśhī milī , tō tan key|kī tandarustī hai ; man mē̃ śhānti milī , tō śhānti man key|kī viśhēṣhtā hai aur dhan mē̃ itnī śhakti I|āī|eye jō dāl-rōṭī 36 prakār K|kē samān anubhav hō .
172When you have happiness physically, the body is healthy. 173When your mind has received peace, peace is the speciality of the mind, and wealth has so much power that even daal and roti are experienced to be like 36 varieties of food.
168Īśhvarīy yād mē̃ dāl-rōṭī bhī kitnī śhrēṣhṭh lagtī hai !
174In your remembrance of God, even daal and roti seem so elevated.
169Duniyā K|kē 36 prakār hō̃ aur āp key|kī dāl-rōṭī hō tō śhrēṣhṭh kyā lagēgā ?
175Even if the world has 36 varieties and you just have daal and roti, which would be more elevated?
170Dāl-rōṭī achchhī hai nā kyōṅki prasād hai nā .
176Daal and roti are good because that is prasad (holy food).
171Jab bhōjan banātē hō tō yād mē̃ banātē hō , yād mē̃ khātē hō tō prasād hō gayā .
177When you prepare food, you prepare it in remembrance and you eat it in remembrance and so it becomes prasad.
172Prasād kā mahatva hōtā hai .
178Prasad has great importance.
173Āp sabhī rōz prasād khātē hō .
179All of you eat prasad every day.
174Prasād mē̃ kitnī śhakti hōtī hai !
180There is so much power in prasad.
175Tō tan-man-dhan sabhī mē̃ śhakti ā gaī isliē kahtē haĩ - aprāpta nahī̃ kōī vastu brāhmaṇō̃ K|kē khajānē mē̃ .
181So, all three - body, mind and wealth - have so much power that there is nothing lacking in the treasure-store of Brahmins.
176Tō sadā in prāptiyō̃ kō sāmnē rakh khuśh rahō , harṣhit rahō , achchhā .
182So, constantly keep these attainments in front of you and remain happy and cheerful. 183Achcha.
Blessing
177Vardān : karma dvārā guṇō̃ kā dān karnē vālē double light phariśhtā bhav
184Blessing: May you be a double-light angel who donates virtues through your deeds.
178Jō bachchē karmaṇā dvārā guṇō̃ kā dān kartē haĩ unkī chalan aur chēhrā dōnō̃ hī phariśhtē kī tarah dikhāī dētē haĩ .
185 The faces and deeds of the children who donate virtues through their deeds are seen as those of angels.
179Vē|way double light arthāt prakāśhmay aur halkēpan key|kī anubhūti kartē haĩ .
186They experience themselves to be doublelight, that is, they are light (bright) and also light (weightless).
180Unhē̃ kōī bhī bōjh mahsūs nahī̃ hōtā hai .
187They do not feel anything to be a burden.
181Her|har karma mē̃ madad key|kī mahsūstā hōtī hai . 182Jaisē kōī śhakti chalā rahī hai .
188They experience help in every action they perform, as though some power is making them move.
183Her|har karma dvārā mahādānī bannē K|kē kāraṇ unhē̃ sarv key|kī āśhīrvād vā sarv K|kē vardānō̃ key|kī prāpti kā anubhav hōtā hai .
189Because of being great donors in all their actions, they receive blessings and good wishes from everyone.
Slogan
184Slōgan : sēvā mē̃ saphaltā kā sitārā banō , kamjōr nahī̃ .
190Slogan: Become a star of success in service; do not be weak.
191*** Om Shanti ***