शुक्रवार 12 फ़रवरी 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
012-02-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 12/02/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1' mīṭhē bachchē - tumhē̃ kamāī kā bahut śhauk hōnā chāhiē , is paṛhāī mē̃ hī kamāī hai "
1Essence: Sweet children, have a lot of interest in earning an income. 2An income is earned through this study.
Question
2Praśhna : gyān K|kē bigar kaun see|sī|C khuśhī key|kī bāt bhī vighna rūp ban jātī hai ?
3Question: What is it that brings happiness but becomes an obstacle when there isn't knowledge?
Answer
3Uttar : sākṣhātkār hōnā , yah hai tō khuśhī key|kī bāt lēkin agar yathārth rūp sē gyān nahī̃ hai tō aur hī mūnjh jātē haĩ .
4Answer: To have visions is a matter of great happiness, but if you don't have accurate knowledge, you become even more confused. 5For instance, if someone has a vision of the Father, He sees the form of a point.
4Samjhō kisī kō bāp kā sākṣhātkār huā , bindū dēkhā tō kyā samajhē̃gē aur hī mūnjhē̃gē , isliē gyān K|kē bigar sākṣhātkār sē kōī bhī phāydā nahī̃ .
6What would he understand by that? 7He would become even more confused. 8This is why there is no benefit in having visions when you don't have knowledge.
5Ismē̃ aur hī māyā K|kē vighna paṛnē lagtē haĩ .
9There are even more of Maya’s obstacles in that.
6Kaiyō̃ kō sākṣhātkār kā ulṭā naśhā bhī chaṛh jātā hai .
10Many have wrong intoxication by having visions.
Song
7Gīt : takdīr jagākar āī hū̃ …
11Song: I have come having awakened my fortune.
Murli
8Ōm śhānti .
12Om shanti.
9Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ nē gīt sunā .
13You sweetest, spiritual children heard the song.
10Nayō̃ nē bhī sunā , purānō̃ nē bhī sunā .
14New ones heard it and old ones also heard it.
11Kumār nē bhī sunā ki yah pāṭhśhālā hai .
15Kumars also heard that this is a school.
12Pāṭhśhālā mē̃ kōī na kōī takdīr banāī jātī hai .
16One type of fortune or other is created in a school.
13Vahā̃ tō anēk prakār key|kī takdīr hai .
17There are all varieties of fortune there.
14Kōī surgeon bannē key|kī , kōī barrister bannē key|kī takdīr banātē haĩ .
18Some make their fortune of becoming a surgeon and others make their fortune of becoming a barrister.
15Takdīr kō aim-object kahā jātā hai .
19The fortune is said to be the aim and objective.
16Takdīr banānē bigar pāṭhśhālā mē̃ kyā paṛhē̃gē .
20What would you study at a school other than how to make your fortune?
17Ab yahā̃ bachchē jāntē haĩ ki ham bhī takdīr banākar āyē haĩ .
21Here, you children know that you have come having created your fortune.
18Naī duniyā kē liē apnā rājya-bhāgya lēnē āyē haĩ .
22You have come here to claim your fortune of the kingdom of the new world.
19Yah rājyōg hai hī naī duniyā kē liē .
23This Raja Yoga is for the new world.
20Vah hai purānī duniyā kē liē .
24Theirs is for the old world.
21Vah purānī duniyā kē liē barrister , engineer , surgeon ādi bantē haĩ .
25They become surgeons, barristers or engineers etc. of the old world.
22Vah bantē-bantē abhī purānī duniyā kā tō time bahut thōṛā rahā hai . 23Vah tō khatm hō jāyēṅgē .
26There is now very little time of the old world left to become that; they will all be destroyed.
24Vah takdīr hai is mr̥ityulōk kē liē yāni is janm kē liē .
27That fortune is for this land of death, that is, it is for this birth.
25Tumhārī yah paṛhāī hai naī duniyā kē liē .
28This study of yours is for the new world.
26Tum naī duniyā kē liē takdīr banākar āyē hō .
29You have come here to make your fortune for the new world.
27Naī duniyā mē̃ tumkō rājya-bhāgya milēgā .
30You will receive your fortune of the kingdom in the new world.
28Kaun paṛhātē haĩ ?
31Who is teaching you?
29Bēhad kā bāp , jinsē hī varsā pānā hai .
32The unlimited Father from whom you have to claim your inheritance.
30Jaisē doctor sē ḍôkṭarī kā varsā pātē haĩ , vah hō jātā hai is janm kā varsā .
33When someone receives an inheritance from a doctor of becoming a doctor that is an inheritance for this birth.
31Ēk tō varsā miltā hai bāp sē , dūsrā varsā miltā hai apnī paṛhāī kā .
34People receive an inheritance from their father and another inheritance comes from their studies.
32Achchhā , phir jab būṛhē hōtē haĩ tab gurū kē pās jātē haĩ .
35Then, when they grow old, they go to their guru.
33Kyā chāhtē haĩ ?
36What do they want?
34Kahtē haĩ hamkō śhāntidhām mē̃ jānē key|kī śhikṣhā dō .
37They say: Give us teachings to go to the land of peace.
35Hamkō sadgati dō .
38Grant us salvation.
36Yahā̃ sē nikāl śhāntidhām lē jāō .
39Take us away from here to the land of peace.
37Ab bāp sē varsā miltā hai , teacher sē bhī varsā miltā hai is janm kē liē , bākī gurū sē kuchh bhī miltā nahī̃ .
40They receive an inheritance from their father and also one from their teacher for this birth, but they don't receive anything from a guru.
38Teacher sē paṛhkar kuchh na kuchh varsā pātē haĩ .
41They study with a teacher and receive a small inheritance.
39Teacher banē̃ , sewing teacher ( silāī teacher ) banē̃ , kyōṅki ājīvikā tō chāhiē nā .
42They would become teachers, sewing teachers, because they need to earn an income.
40Bāp kā varsā hōtē huē bhī paṛhtē haĩ ki ham bhī apnī kamāī karē̃ .
43Even though they have their father's inheritance, they study to earn their income.
41Gurū sē tō kuchh bhī kamāī hōtī nahī̃ .
44There is no income earned from a guru.
42Hā̃ kōī-kōī gītā ādi achchhī rīti paṛhkar phir gītā par bhāṣhaṇ ādi kartē haĩ .
45Yes, some study the Gita, etc. very well and then give lectures, etc. based on that.
43Yah sab haĩ alpkāl sukh kē liē .
46All of that is for temporary happiness.
44Ab tō is mr̥ityulōk mē̃ haĩ thōṛā samay . 45Purānī duniyā khatm hōnī hai .
47You are now in this land of death for a short while longer; the old world is to be destroyed.
46Tum jāntē hō ham naī duniyā key|kī takdīr banānē āyē haĩ .
48You understand that you have come here to make your fortune for the new world.
47Yah purānī duniyā khatm hōnī hai .
49This old world is to be destroyed.
48Bāp key|kī vā apnī milkiyat bhī bhasma hō jāyēgī .
50Your property and your father's property will be burnt.
49Hāth phir khālī hō jāyēṅgē .
51You will become penniless.
50Abhī tō kamāī chāhiē - naī duniyā kē liē .
52The income you now need is for the new world.
51Purānī duniyā K|kē manuṣhya tō vah karā nahī̃ sakē̃gē .
53People of the old world are unable to help you earn that.
52Naī duniyā kē liē kamāī karānē vālā hai śhivbābā .
54It is Shiv Baba who enables you to earn an income for the new world.
53Yahā̃ tum naī duniyā kē liē takdīr banānē āyē hō .
55You have come here to make your fortune for the new world.
54Vah bāp hī tumhārā bāp bhī hai , teacher bhī hai , gurū bhī hai .
56That Father is your Father, your Teacher and your Guru.
55Aur vah ātē bhī haĩ saṅgam par .
57He comes at the confluence age.
56Bhaviṣhya kē liē kamāī karnā sikhātē haĩ .
58He teaches you how to earn an income for the future.
57Ab is purānī duniyā mē̃ thōṛē rōz haĩ .
59There are now only a few more days of this old world left.
58Yah duniyā K|kē manuṣhya nahī̃ jāntē .
60People of the world don't know this.
59Kahē̃gē naī duniyā phir kab āyēgī , yah gapōṛā mārnē vālē haĩ . 60Aisē samajhnē vālē bhī bahut haĩ .
61They ask: When will the new world come? 62There are many who say that these people are just telling lies.
61Bāp kahē̃gē naī duniyā sthāpan hōtī hai .
63The Father says: The new world is being established.
62Bachchā kahēgā yah gapōṛā hai .
64A child would say that these are lies.
63Tum bachchē samajhtē hō naī duniyā kē liē yah hamārā bāp , teacher , satgurū hai .
65You children understand that that One is your Father, Teacher and Satguru for the new world.
64Bāp ātē hī haĩ śhāntidhām , sukhdhām mē̃ lē jānē .
66The Father comes to take you to the land of peace and the land of happiness.
65Kōī takdīr nahī̃ banātē haĩ gōyā kuchh bhī samajhtē nahī̃ haĩ .
67When someone is not making his fortune, it means he hasn't understood anything.
66Ēk hī ghar mē̃ strī paṛhtī hai , puruṣh nahī̃ paṛhēgā ; bachchē paṛhē̃gē , mā̃-bāp nahī̃ paṛhē̃gē .
68In the same home, the wife would be studying this study but the husband wouldn't, or the children would be studying this study but their parents wouldn't.
67Aisē hōtā rahtā hai .
69This continues to happen all the time.
68Śhurū mē̃ kuṭumb K|kē kuṭumb āyē parantu māyā kā tūphān lagnē sē āśhcharyavat sunantī , kathantī , bāp kō chhōṛ chalē gayē .
70In the beginning, many whole families came. 71However, when the storms of Maya came, those who were amazed on hearing this knowledge, those who related it to others then left the Father.
69Gāyā huā bhī hai āśhcharyavat sunantī , bāp kā banē̃gē , paṛhāī paṛhē̃gē phir bhī . . . . hāy kudrat drama key|kī .
72It is remembered: Those who are amazed on hearing this knowledge will belong to the Father. 73They will study this and then…, it is the wonder of the drama.
70Bāp khud kahtē haĩ hāy drama , hāy māyā .
74The Father Himself says: It is a wonder of the drama and of Maya.
71Drama key|kī hī bāt huī nā .
75This is an aspect of the drama.
72Strī-puruṣh ēk-dō kō divorce dētē haĩ . 73Bachchē bāp kō phārkatī dētē haĩ yahā̃ tō vah nahī̃ hai .
76Husband and wife divorce one another, and children can divorce their father. 77It is not like that here.
74Yahā̃ tō divorce dē na sakē̃ .
78You cannot divorce anyone here.
75Bāp tō āyē hī haĩ bachchō̃ kō sachchī kamāī karānē .
79The Father has come to make you children earn a true income.
76Bāp thōṛēhī kiskō khaḍḍē mē̃ ḍālē̃gē .
80The Father does not put anyone into a pit.
77Bāp tō hai hī patit-pāvan , merciful .
81The Father is the Purifier, the Merciful One.
78Bāp ākar duḥkh sē liberate kartē haĩ aur guide ban sāth lē jānē vālā hai .
82The Father comes and liberates you from sorrow. 83He also becomes your Guide and takes you back with Him.
79Aisē kōī laukik gurū nahī̃ kahē̃gē ki maĩ tumkō sāth lē jāūṅgā .
84A physical guru doesn’t say that he will take you back with him.
80Aisē gurū kabhī dēkhā , kabhī sunā ?
85Have you ever seen or heard this from a guru?
81Gurū lōgō̃ sē tum pūchhō - itnē āpkē jō followers haĩ , tum śharīr chhōṛ jāyēṅgē phir kyā in followers kō bhī sāth lē jāyēṅgē ?
86You can ask those gurus: You have so many followers! 87When you leave your body, will you take your followers with you too?
82Aisē tō kabhī kōī nahī̃ kahēgā ki maĩ followers kō sāth lē jāūṅgā .
88None of them would say that he will take his followers with him.
83Yah tō hō na sakē .
89That is not possible.
84Kabhī kōī kah na sakē ki maĩ tum sabkō nirvāṇdhām vā muktidhām mē̃ lē jāūṅgā .
90No one would say that he can take everyone to the land of nirvana or the land of liberation.
85Aisā praśhna kōī pūchh bhī na sakē ki hamkō āp sāth lē jāyēṅgē ?
91No one could even ask such a question as: Will you take us with you?
86Śhāstrō̃ mē̃ hai bhagvānuvāch , maĩ tumkō lē jāūṅgā .
92In the scriptures, there are the versions of God: I will take all of you back.
87Machchharō̃ sadr̥iśhya sab jātē haĩ .
93Everyone goes back like a swarm of mosquitoes.
88Satyug mē̃ tō manuṣhya thōṛē hōtē haĩ . 89Kaliyug mē̃ tō ḍhēr manuṣhya haĩ .
94There are few human beings in the golden age, whereas there are many human beings in the iron age.
90Śharīr chhōṛ bākī ātmāyē̃ hisāb-kitāb chuktū kar chalī jāyēṅgī .
95Souls will shed their bodies, settle their karmic accounts and return home.
91Bhāgnā jarūr hai , itnē manuṣhya rah na sakē̃ .
96They definitely have to race back. 97So many people cannot stay here.
92Tum bachchē achchhī rīti jāntē hō - abhī hamkō jānā hai ghar .
98You children understand very clearly that you now have to return home.
93Yah śharīr tō chhōṛnā hai .
99You have to shed your bodies.
94Āp muyē mar gaī duniyā .
100When you die, the world is dead for you.
95Apnē kō sirph ātmā samajh bāp kō yād karnā hai .
101Simply consider yourselves to be souls and remember the Father.
96Yah purānā chōlā tō chhōṛnā hai .
102You have to shed your old bodies.
97Yah duniyā bhī purānī hai .
103This world is also old.
98Jaisē purānē ghar mē̃ baiṭhē huē nayā ghar sāmnē taiyār hōtā rahtā tō samajhē̃gē hamārē liē ban rahā hai .
104When you are sitting in an old house and a new house is being built, you understand that a new house is being built for you.
99Buddhi chalī jāyēgī nayē ghar taraph .
105Your intellect would go to the new house.
100Ismē̃ yah banāō , yah karō .
106"Make this in this house. 107Do this here."
101Mamatva sārā purānē sē miṭkar nayē mē̃ juṭ jātā hai .
108All attachment is broken away from the old house and your connection is with the new one.
102Vah huī had key|kī bāt . 103Yah hai bēhad K|kē duniyā key|kī bāt .
109That is a limited aspect whereas this aspect is of the unlimited world.
104Purānī duniyā sē mamatva miṭānā hai aur naī duniyā mē̃ lagānā hai .
110You have to break your attachment away from the old world and connect yourself to the new world.
105Jāntē haĩ yah purānī duniyā tō khatm hō jānī hai .
111You know that this old world is to be destroyed.
106Naī duniyā hai svarg .
112The new world is heaven.
107Usmē̃ ham rājāī pad pātē haĩ .
113We will claim a royal status there.
108Jitnā yōg mē̃ rahē̃gē , gyān key|kī dhārṇā karē̃gē , aurō̃ kō samjhāyēṅgē , utnā khuśhī kā pārā chaṛhēgā .
114The more you stay in yoga, the more knowledge you will be able to imbibe and explain to others and the more your mercury of happiness will rise.
109Baṛā bhārī imtahān hai .
115This is a very important examination.
110Ham svarg kā 21 janm kē liē varsā pā rahē haĩ .
116We are receiving the inheritance of heaven for 21 births.
111Sāhūkār bannā tō achchhā hai nā .
117It is good to become wealthy, is it not?
112Baṛī āyu milī tō achchhā hai nā .
118If you receive a long lifespan, that is good, is it not?
113Sr̥iṣhṭi chakra kō yād karē̃gē , jitnā jō āpsamān banāyēṅgē utnā phāydā hai .
119If you remember the world cycle and make others similar to yourselves, you will benefit to that extent.
114Rājā bannā hai tō prajā bhī banānī hai .
120If you want to become kings, you also have to create your subjects.
115Pradarśhanī mē̃ itnē ḍhēr ātē haĩ .
121So many come to the exhibitions.
116Vah sārī prajā bantī jāyēgī kyōṅki is avināśhī gyān kā vināśh tō hōtā nahī̃ hai .
122All of them will continue to become subjects, because this imperishable knowledge is never destroyed.
117Buddhi mē̃ ā jāyēgā - pavitra ban pavitra duniyā kā mālik bannā hai .
123It enters your intellects that you have to become pure and become the masters of the pure world.
118Puruṣhārth jāstī karē̃gē tō prajā mē̃ ūñch pad pāyēṅgē .
124If you make a lot of effort, you can claim a high status among the subjects.
119Nahī̃ tō cum|kam darjē vālī prajā banē̃gē .
125Otherwise, you will become lower-class subjects.
120Number-vār tō hōtē haĩ nā .
126Everything is numberwise.
121Rāmrājya key|kī sthāpanā hō rahī hai . 122Rāvaṇ rājya kā vināśh hō jāyēgā .
127The kingdom of Rama is being established and the kingdom of Ravan will then be destroyed.
123Satyug mē̃ tō hōṅgē hī dēvtāyē̃ .
128In the golden age, there will only be deities.
124Bābā nē samjhāyā hai - yād kī yātrā sē tum satōpradhān duniyā K|kē mālik banē̃gē . 125Mālik tō rājā prajā sab hōtē haĩ .
129Baba has explained: By staying on the pilgrimage of remembrance you will become the masters of the satopradhan world; all the subjects and the kings are masters.
126Prajā bhī kahēgī bhārat hamārā sabsē ūñchā hai .
130Even the subjects say: Our Bharat is the most elevated.
127Barōbar bhārat bahut ūñch thā .
131Bharat really was the highest.
128Abhī thōṛēhī hai , thā jarūr .
132It is not that now; it definitely was that.
129Abhī tō bilkul hī garīb hō gayā hai .
133It has now become impoverished.
130Prāchīn bhārat sabsē sāhūkār thā .
134Ancient Bharat was the wealthiest of all.
131Tum jāntē hō - barōbar ham bhāratvāsī sabsē ūñch dēvī-dēvtā kul K|kē thē .
135You know that we people of Bharat really did belong to the most elevated deity clan.
132Dūsrē kōī kō dēvtā nahī̃ kahā jātā .
136No one else can be called deities.
133Ab tum bachchiyā̃ yah paṛhtī hō phir aurō̃ kō samjhānā hai . 134Manuṣhyō̃ kō samjhānā tō hai nā .
137You daughters study this and you then have to explain to others; you have to explain to human beings.
135Tumhārē pās|pass chitra bhī haĩ , tum siddh kar batlā saktē hō - inhōnnē yah pad kaisē pāyā ?
138You also have pictures with which you can show people how they (Lakshmi and Narayan) claimed their status.
136Aṅgē akṣharē ( tithi-tārīkh sahit ) tum siddh kar saktē hō .
139You can show them everything in precise detail, giving the exact time and date.
137Ab phir sē yah pad pā rahē haĩ śhivbābā sē .
140They are once again claiming their status from Shiv Baba.
138Unkā chitra bhī hai .
141Their images also exist.
139Śhiv hai parampitā paramātmā .
142Shiva is the Supreme Father, the Supreme Soul.
140Bāp kahtē haĩ brahmā dvārā tumkō yōgbal sē 21 janm kā varsā miltā hai .
143The Father says: Through the power of yoga you receive your inheritance of 21 births through Brahma.
141Sūryavanśhī dēvī-dēvtā viṣhṇupurī K|kē tum mālik ban saktē hō .
144You can become the sun-dynasty deities, the masters of the land of Vishnu.
142Śhivbābā dādā brahmā dvārā yah varsā dē rahē haĩ .
145Shiv Baba is giving you this inheritance through Dada (elder brother) Brahma.
143Pahlē inkī ātmā suntī hai , ātmā hī dhāraṇ kartī hai .
146This one's soul hears everything first. 147It is the soul that imbibes everything.
144Mūl bāt tō hai hī yah .
148This is the main thing.
145Chitra tō śhiv kā dikhātē haĩ .
149They show an image of Shiva.
146Yah chitra parampitā paramātmā śhiv kā hai .
150That image is of the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva.
147Brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar haĩ sūkṣhmavatan K|kē dēvtāyē̃ .
151Brahma, Vishnu and Shankar are the deities of the subtle region.
148Prajāpitā brahmā tō jarūr yahā̃ chāhiē .
152Prajapita Brahma definitely has to exist here.
149Prajāpitā brahmā K|kē bachchē brahmākumār-kumāriyā̃ ḍhēr haĩ .
153There are many Brahma Kumars and Kumaris, children of Prajapita Brahma.
150Jab tak brahmā K|kē bachchē na banē̃ , tō brāhmaṇ na banē̃ , tō śhivbābā sē varsā kaisē lē̃gē .
154Unless you become children of Prajapita Brahma and become Brahmins, how can you receive your inheritance from Shiv Baba?
151Kukh key|kī paidāis tō hō na sakē .
155This cannot be a physical creation.
152Gāyā bhī jātā hai mukh vaṅśhāvalī .
156“The mouth-born creation” is remembered.
153Tum kahē̃gē ham prajāpitā brahmā key|kī mukh vaṅśhāvalī haĩ .
157You say that you are the mouth-born creation of Prajapita Brahma.
154Vah gurūō̃ K|kē followers hōtē haĩ .
158They are followers of gurus.
155Yahā̃ tum ēk kō hī bāp-teacher-satgurū kahtē hō .
159Here, you call that One, the Father, the Teacher and the Satguru.
156Sō bhī inkō nahī̃ kahtē hō .
160You don't call this one that.
157Nirākār śhivbābā bhī hai .
161There is incorporeal Shiv Baba.
158Gyān kā sāgar hai .
162He is also the Ocean of Knowledge.
159Sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā gyān dētē haĩ .
163He gives you the knowledge of the beginning, the middle and the end of the world.
160Teacher bhī vah nirākār hai jō sākār dvārā gyān sunātē haĩ .
164The incorporeal One is also the Teacher and He gives you this knowledge through the corporeal one.
161Ātmā hī bōltī hai .
165It is the soul that speaks.
162Ātmā kahtī hai mērē śharīr kō taṅg mat karō .
166The soul says: Don't hurt my body.
163Ātmā duḥkhī hōtī hai tō samjhānī dī jātī hai jabki vināśh sāmnē khaṛā hai , pārlaukik bāp ātē hī haĩ ant mē̃ sabkō vāpis lē jānē .
167When souls become unhappy, they are given an explanation. 168Destruction lies just ahead and the parlokik Father comes at the end to take everyone back home.
164Bākī jō bhī kuchh hai , yah sab vināśh hōnē kā hai .
169Everything that exists is going to be destroyed.
165Iskō kahā jātā hai mr̥ityulōk .
170This is called the land of death.
166Svarg tō yahā̃ pr̥ithvī par hōtā hai .
171Heaven exists here on this earth.
167Dēlvāṛā mandir banā huā hai .
172The Dilwala Temple has been built.
168Nīchē tapasyā kar rahē haĩ , ūpar mē̃ hai svarg .
173They are shown on the ground doing tapasya and heaven is shown above them.
169Nahī̃ tō kahā̃ dikhāvē̃ .
174Where else would they show it?
170Ūpar mē̃ dēvtāō̃ K|kē chitra dikhāyē haĩ .
175They have shown images of the deities up above.
171Vah bhī hōṅgē tō yahā̃ nā .
176They too would exist here.
172Samjhānē key|kī baṛī yukti chāhiē .
177You need to explain with tact.
173Mandirō̃ mē̃ jākar samjhānā chāhiē - yah śhivbābā kā yādgār hai , jō śhivbābā hamkō paṛhā rahā hai .
178You should go to the temples and explain to them: This is the memorial of Shiv Baba who is teaching us.
174Śhiv hai vāstav mē̃ bindī , parantu bindī key|kī pūjā kaisē kī jāē , phal fool|phūl kaisē chaṛhāyē jāyē̃ isliē baṛā rūp banāyā hai .
179In fact, Shiva is just a point, but how can a point be worshipped? 180How can flowers be offered to that? 181This is why they have given Him a huge form.
175Itnā kōī hōtā nahī̃ hai .
182He isn't that big.
176Gāyā bhī jātā hai bhr̥ikuṭī K|kē bīch chamaktā hai ajab sitārā .
183It is remembered that a wonderful star sparkles in the centre of the forehead.
177Hai bhī ati sūkṣhma , bindī hai .
184It is extremely subtle, just a point.
178Baṛī chīz hō tō science ādi vālē jhaṭ unkō pakaṛ lē̃ .
185If it were something big, scientists would very quickly be able to catch it.
179Na itnā hazār sūrya sē tēj vālā hai , kuchh bhī nahī̃ .
186He is not as bright as a thousand suns either - nothing like that.
180Kōī-kōī bhagat lōg bhī ātē haĩ nā , kahtē haĩ bas hamkō yah chēhrā dēkhnē mē̃ ātā hai .
187Some devotees who come here say: We can only see this face.
181Bābā samajhtē haĩ , unkō parampitā paramātmā kā pūrā parichay milā nahī̃ hai .
188Baba understands that they haven't received the full introduction of the Supreme Father, the Supreme Soul.
182Abhī takdīr hī nahī̃ khulī hai .
189Their fortune hasn't opened yet.
183Jab tak bāp kō na jānē̃ , yah na samajhē̃ ki hamārī ātmā bindī samān hai , śhivbābā bhī bindī hai , unkō yād karnā hai .
190Until they know the Father, they won't know that a soul is a point and that Shiv Baba is also a point and that they have to remember Him.
184Aisē samajh jab yād karē̃ tab vikarma vināśh hō̃ .
191Only when they understand this and remember Him can their sins be absolved.
185Bākī yah dēkhnē mē̃ ātā hai , aisā dikhtā , vaisā dikhtā . . . , iskō phir māyā kā vighna kahā jātā hai .
192However, when they say, “I can see Him. 193I see Him like this”, that is said to be an obstacle of Maya.
186Abhī tō khuśhī mē̃ haĩ , hamkō bāp milā hai .
194You are now happy that you have found the Father.
187Bāp kahtē haĩ kr̥iṣhṇa kā sākṣhātkār kar bahut khuśhī mē̃ dance ādi kartē haĩ parantu unsē kōī sadgati nahī̃ hōtī .
195The Father says: When they have a vision of Krishna, they dance, etc. with a lot of happiness, but no one receives salvation through that.
188Yah sākṣhātkār tō anāyās hī hō jātā hai .
196They have visions just by chance.
189Agar achchhī tarah sē paṛhē̃gē nahī̃ tō prajā mē̃ chalē jāyēṅgē .
197If you don’t study well, you join the subjects.
190Sākṣhātkār kā bhī phāydā tō milnā hai nā .
198One should receive benefit through visions.
191Bhakti mārg mē̃ baṛī mēhnat kartē haĩ tab sākṣhātkār hōtā hai .
199People on the path of devotion have visions when they have made a lot of effort.
192Yahā̃ thōṛī bhī mēhnat kartē haĩ tō sākṣhātkār hōtā hai lēkin phāydā kuchh nahī̃ .
200Here, they have visions by making just a little effort, but there is no benefit in that.
193Kr̥iṣhṇapurī mē̃ sādhāraṇ prajā ādi jākar banē̃gē .
201They will go and become ordinary subjects, etc. in the land of Krishna.
194Abhī tum bachchē jāntē hō śhivbābā hamkō yah knowledge sunā rahē haĩ .
202You children now understand that it is Shiv Baba who is giving you this knowledge.
195Bāp kā pharmān hai pavitra jarūr bannā hai .
203The Father’s orders are: Definitely become pure!
196Parantu kōī-kōī pavitra bhī rah nahī̃ saktē haĩ , kabhī patit bhī yahā̃ chhipkar ā jātē haĩ .
204However, some are unable to remain pure. 205Sometimes, even impure ones come here secretly.
197Vah apnā hī nuksān kartē haĩ . 198Apnē kō ṭhagtē haĩ .
206They only cause themselves a loss; they deceive themselves.
199Bāp kō ṭhagnē key|kī bāt hī nahī̃ .
207There is no question of deceiving the Father.
200Bāp sē ṭhagī karkē kōī paisā lēnā hai kyā ?
208Are you going to receive wealth by deceiving the Father?
201Śhivbābā key|kī śhrīmat par kāydēsir nahī̃ chaltē haĩ tō kyā hall|hāl hōgā .
209What will your condition be if you don’t follow Shiv Baba’s shrimat accurately?
202Samjhā jāyēgā takdīr mē̃ nahī̃ hai .
210It will be understood that it is not in your fortune.
203Nahī̃ paṛhtē haĩ aur hī aurō̃ kō duḥkh dētē rahē̃gē , tō ēk tō bahut sazāyē̃ khānī paṛēgī aur dūsrā phir pad bhī bhraṣhṭa hō jāyēgā .
211If you don’t study but continue to cause sorrow for others, there will have to be a lot of punishment and, secondly, your status will be destroyed.
204Kōī bhī kāydē K|kē virūddh kām nahī̃ karnā chāhiē .
212Don’t do anything against the law.
205Bāp tō samjhāyēṅgē nā ki tumhārī chalan ṭhīk nahī̃ hai .
213The Father explains that your activity is not good.
206Bāp tō kamāī karnē kā rāstā batātē haĩ phir kōī karē na karē , unkī takdīr .
214The Father shows you the way to earn an income but then, whether you follow that or not is in your fortune.
207Sazāyē̃ khākar vāpis śhāntidhām tō jānā hī hai .
215After experiencing punishment, everyone has to return to the land of peace.
208Pad bhraṣhṭa hō jāyēgā . 209Kuchh bhī milēgā nahī̃ .
216The status would be destroyed and you wouldn’t receive anything.
210Ātē tō bahut haĩ parantu yahā̃ tō bāp sē varsā lēnē key|kī bāt hai .
217Many come here, but it is a question of claiming an inheritance from the Father.
211Bachchē kahtē haĩ bābā ham tō svarg kā sūryavanśhī rājāī pad pāyēṅgē .
218Children say: Baba, I will claim the sun-dynasty status of heaven.
212Rājyōg hai nā .
219This is Raja Yoga.
213Student scholarship bhī lētē haĩ nā .
220Students claim a scholarship.
214Pās|pass hōnē vālō̃ kō scholarship miltī hai .
221Those who pass receive a scholarship.
215Yah mālā unhō̃ key|kī banī huī hai jinhōnnē scholarship lī hai .
222This rosary is created of those who claim a scholarship.
216Jitnā-jitnā jaisā pās|pass hōgā aisē-aisē scholarship milēgī .
223To the extent that someone passes, he accordingly receives a scholarship.
217Yah mālā banī huī hai .
224This rosary is created.
218Scholarship vālō̃ key|kī vr̥iddhi hōtē-hōtē hazārō̃ ban jātē haĩ . 219Rājāī pad hai scholarship .
225The number of those who claim a scholarship grows gradually until there are thousands of them; a royal status is a scholarship.
220Jō achchhī rīti paṛhāī paṛhtē haĩ vah gupta nahī̃ rah saktē haĩ .
226Those who study well cannot remain incognito.
221Bahut nayē-nayē bhī purānō̃ sē āgē nikal paṛē̃gē .
227Many new ones go ahead of the old ones.
222Jaisē dēkhō kaī bachchiyā̃ ātī haĩ , kahtī haĩ hamkō yah paṛhāī tō bahut achchhī lagtī hai , ham praṇ kartī haĩ yah jismānī paṛhāī kā course pūrā kar phir is paṛhāī mē̃ lag jāyēṅgī . 223Apnā hīrē jaisā jīvan banāyēṅgī .
228Many daughters come and say that they like this study very much and they promise that, after they have completed their worldly education, they will engage themselves in this study and that they will make their lives like a diamond.
224Ham apnī sachchī kamāī kar 21 janmō̃ kē liē varsā pāyēṅgī .
229They say: We will earn our true income and claim our inheritance for 21 births.
225Kitnā khuśhī hōtī hai .
230They have so much happiness.
226Jāntē haĩ yah varsā ab nahī̃ liyā tō phir kabhī nahī̃ lē sakē̃gē .
231They understand that, if they don’t claim this inheritance now, they can never claim it.
227Paṛhāī kā śhauk hōtā hai nā .
232They are interested in studying.
228Kōī kō tō zarā bhī śhauk nahī̃ hai samajhnē kā .
233Some don’t have the slightest interest in understanding anything.
229Purānō̃ kō bhī itnā śhauk nahī̃ , jitnā nayō̃ kō hai .
234Even some old ones don’t have as much interest as the new ones.
230Wonder hai nā .
235It is a wonder.
231Kahē̃gē drama anusār takdīr mē̃ nahī̃ hai tō bhagvān bhī kyā karē̃ .
236It would be said that, according to the drama, it is not in their fortune. 237So what can even God do?
232Teacher tō paṛhātē haĩ .
238The Teacher will continue to teach you.
233Achchhā !
239Achcha.
234Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
240To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
235Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
241The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence
236Dhāraṇ kē liē mukhya sār :
242Essence for dharna:
2371 ) apnī kamiyō̃ kō chhipānā bhī svayã kō ṭhagnā hai - isliē kabhī bhī apnē sē ṭhagī nahī̃ karnī hai .
243 1. To hide your weaknesses is to deceive yourself. 244Therefore, never deceive yourself.
2382 ) apnī ūñch takdīr banānē kē liē kōī bhī kām kāydē K|kē virūddh nahī̃ karnā hai .
245 2. In order to make your fortune elevated, don’t do anything against the law.
239Paṛhāī kā śhauk rakhnā hai .
246Have an interest in studying.
240Āp samān banānē key|kī sēvā karnī hai .
247Do the service of making others similar to yourself.
Blessing
241Vardān : her|har kadam pharmān par chalkar māyā kō kurbān karānē vālē sahajyōgī bhav
248Blessing: May you be an easy yogi by taking every step according to directions and make Maya surrender herself to you.
242Jō bachchē her|har kadam pharmān par chaltē haĩ unkē āgē sārī viśhva kurbān jātī hai , sāth-sāth māyā bhī apnē vanśh sahit kurbān hō jātī hai .
249 The children who take every step according to directions make the whole world surrender to them. 250Along with that, Maya also surrenders herself with her whole progeny.
243Pahlē āp bāp par kurbān hō jāō tō māyā āp par kurbān jāyēgī aur apnē śhrēṣhṭh svamān mē̃ rahtē huē her|har pharmān par chaltē rahō tō janma-janmāntar key|kī muśhkil sē chhūṭ jāyēṅgē .
251First of all, you surrender yourself to the Father and Maya will then surrender herself to you. 252While keeping your elevated self-respect, continue to follow every order and you will be liberated from all difficulties for birth after birth.
244Abhī sahajyōgī aur bhaviṣhya mē̃ sahaj jīvan hōgī .
253Now, you are an easy yogi and in the future you will have an easy life.
245Tō aisī sahaj jīvan banāō .
254So, make your life very easy.
Slogan
246Slōgan : svayã K|kē parivartan sē anya ātmāō̃ kā parivartan karnā hī jīyadān dēnā hai .
255Slogan: To transform many souls with your own transformation is to give them the donation of life.
256*** Om Shanti ***