गुरुवार 18 फ़रवरी 2021 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

018-02-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 18/02/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - sukh dēnē vālē ēk bāp kō yād karō , is thōṛē samay mē̃ yōgbal jamā karō tō ant mē̃ bahut kām āyēgā ' '

1Essence: Sweet children, remember the one Father who gives happiness. 2Accumulate the power of yoga in this short time because it will be very useful at the end.

Question

2Praśhna  : bēhad K|kē vairāgī bachchē , tumhē̃ kaun see|sī|C smr̥iti sadā rahnī chāhiē  ?

3Question: What awareness should you children who have unlimited disinterest constantly have?

Answer

3Uttar  : yah hamārā chhī-chhī chōlā hai , isē chhōṛ vāpis ghar jānā hai - yah smr̥iti sadā rahē .

4Answer: You should constantly have the awareness: This body is my dirty costume and I now have to shed it and return home.

4Bāp aur varsā yād rahē , dūsrā kuchh bhī yād na āyē .

5Remember the Father and the inheritance and nothing else.

5Yah hai bēhad kā vairāgya .

6This is unlimited disinterest.

6Karma kartē yād mē̃ rahnē kā aisā purūṣhārth karnā hai jō pāpō̃ kā bōjhā sir sē utar jāyē . 7Ātmā tamōpradhān sē satōpradhān ban jāyē .

7While performing actions, make such effort to stay in remembrance that the burden of sin is removed from your head and the soul becomes satopradhan from tamopradhan.

Murli

8Ōm śhānti .

8Om shanti.

9Bāp bachchō̃ kō rōz bahut sahaj bātē̃ samjhātē haĩ .

9The Father explains very easy things to you children every day.

10Yah hai īśhvarīy pāṭhśhālā .

10This is God's university.

11Barōbar gītā mē̃ bhī kahtē haĩ bhagvānuvāch .

11It truly says in the Gita: God speaks.

12Bhagvān bāp sabkā ēk hai .

12God, the Father of all, is One.

13Sab bhagvān nahī̃ hō saktē .

13No one else can be God.

14Hā̃ sab bachchē hō saktē haĩ ēk bāp K|kē .

14Yes, all can be the children of the one Father.

15Yah jarūr buddhi mē̃ ānā chāhiē ki bāp svarg naī duniyā kī sthāpanā karnē vālā hai .

15It should enter your intellects that the Father definitely establishes the new world of heaven.

16Us bāp sē hamkō svarg kā varsā jarūr milā hōgā .

16We would definitely have received our inheritance of heaven from that Father.

17Bhārat mē̃ hī śhiv jayantī gāī jātī hai .

17Shiv Jayanti is only remembered in Bharat.

18Parantu śhiv jayantī kaisē hōtī hai , yah tō bāp hī ākar samjhātē haĩ .

18However, only the Father comes and explains how Shiv Jayanti takes place.

19Bāp ātē haĩ kalp K|kē saṅgamyug par . 20Bachchō̃ kō phir sē patit sē pāvan banānē arthāt varsā dēnē .

19The Father comes at the confluence age for the children in order to make the children pure from impure once again, that is, to give them their inheritance.

21Is samay sabkō rāvaṇ kā śhrāp hai isliē sab duḥkhī haĩ .

20At this time everyone is cursed by Ravan and this is why they are all unhappy.

22Abhī kaliyugī purānī duniyā hai .

21It is now the iron-aged old world.

23Yah hamēśhā yād rakhō ki ham brahmā mukh vaṅśhāvalī brāhmaṇ haĩ .

22Always remember that you are Brahmins, the mouth-born creation of Brahma.

24Jō bhī apnē kō brahmākumār kumārī samajhtē haĩ , unkō jarūr yah samajhnā chāhiē ki kalp-kalp ḍāḍē sē brahmā dvārā varsā lētē haĩ .

23Those who consider themselves to be Brahma Kumars and Kumaris should understand that they receive the Grandfather’s inheritance every cycle through Brahma.

25Itnē ḍhēr bachchē aur kōī kō hō nahī̃ saktē .

24No one else can have so many children.

26Vah hai sabkā bāp .

25He is the Father of everyone.

27Brahmā bhī bachchā hai .

26Brahma too is a child.

28Sab bachchō̃ kō varsā ḍāḍē sē miltā hai .

27All the children receive the inheritance from the Grandfather.

29Unkā varsā hai satyug key|kī rājdhānī .

28His inheritance is the kingdom of the golden age.

30Yah bēhad kā bāp jab svarg kā rachayitā hai tō jarūr hamkō svarg kī rājāī hōnī chāhiē .

29Since that unlimited Father is the Creator of heaven, we should definitely have the kingdom of heaven.

31Parantu yah bhūl gayē haĩ .

30However, we forgot that we had the kingdom of heaven.

32Hamkō svarg kī bādśhāhī thī .

31How does the incorporeal Father give that to us?

33Parantu nirākār bāp kaisē dēgē , jarūr brahmā dvārā dēgē .

32He definitely gives it through Brahma. 33It used to be his kingdom in Bharat.

34Bhārat mē̃ inkā rājya thā .

34It is now the confluence age of the cycle.

35Abhī kalp kā saṅgam hai . 36Saṅgam par brahmā hai tab tō be|B . K|kē . kahlātē haĩ .

35It is because Brahma exists at the confluence age that you are called Brahma Kumars and Kumaris.

37Andhaśhraddhā key|kī kōī bāt hō nahī̃ saktī .

36There cannot be any question of blind faith.

38Adoption hai .

37This is adoption.

39Ham brahmākumār kumāriyā̃ haĩ .

38You are Brahma Kumars and Kumaris.

40Brahmā śhivbābā kā bachchā hai , hamkō śhivbābā sē phir sē svarg kī bādśhāhī mil rahī hai .

39Brahma is Shiv Baba’s child and we are once again receiving the kingdom of heaven from Shiv Baba.

41Pahlē bhī milī thī , jiskō 5 hajār varṣh huē .

40We received it previously too, 5000 years ago.

42Ham dēvī dēvtā dharm K|kē thē .

41We used to belong to the deity religion.

43Pichhāṛī tak vr̥iddhi hōtī rahtī hai .

42There continues to be expansion till the end.

44Jaisē Christ āyā , kriściyan dharm abhī tak hai . 45Vr̥iddhi hōtī rahtī hai .

43For instance, Christ came and the Christian religion still exists and continues to grow.

46Vē|way jāntē haĩ ki Christ dvārā ham kriściyan banē̃ .

44They understand that they have become Christians through Christ.

47Āj sē 2 hajār varṣh pahlē Christ āyā thā .

45Christ came 2000 years ago.

48Ab vr̥iddhi hō rahī hai .

46It is now growing.

49Pahlē-pahlē satōpradhān phir rajō , tamō mē̃ ānā hai .

47Everything is at first satopradhan, then sato, rajo and then tamo.

50Tum satyug mē̃ satōpradhān thē phir rajō , tamō mē̃ āyē hō .

48You were satopradhan in the golden age, and you then went through the sato, rajo and tamo stages.

51Tamōpradhān sr̥iṣhṭi sē phir satōpradhān jarūr hōtī hai .

49The tamopradhan world definitely becomes satopradhan again.

52Naī duniyā mē̃ ādi sanātan dēvī dēvtā dharm thā .

50There used to be the original, eternal deity religion in the new world.

53Mukhya dharm haĩ chār .

51There are four main religions.

54Tumhārā dharm ādhākalp chaltā hai .

52Your religion continues for half the cycle.

55Yahā̃ bhī tum us dharm K|kē hō . 56Lēkin vikārī hōnē K|kē kāraṇ tum apnē kō dēvī dēvtā nahī̃ kahlātē hō .

53Here, too, you belong to that religion but, because of becoming vicious, you no longer call yourselves deities.

57Tum thē ādi sanātan dēvī dēvtā dharm K|kē parantu vām mārg mē̃ jānē K|kē kāraṇ tum patit banē hō , isliē apnē kō hindū kah dētē haĩ .

54You belonged to the original, eternal deity religion, but when you went on to the path of sin you became impure, and this is why you called yourselves Hindus.

58Ab tum brāhmaṇ banē hō .

55You have now become Brahmins.

59Ūñchē tē ūñchā hai śhivbābā .

56Shiv Baba is the Highest on High.

60Phir hō tum brāhmaṇ .

57Then, there are you Brahmins.

61Tum brāhmaṇō̃ kā ūñchē tē ūñchā varṇa hai .

58Your Brahmin clan is the highest of all.

62Brahmā K|kē bachchē banē hō . 63Parantu varsā brahmā sē nahī̃ miltā hai .

59You have become the children of Brahma, but you don’t receive the inheritance from Brahma.

64Śhivbābā brahmā dvārā svarg key|kī sthāpanā kar rahē haĩ .

60Shiv Baba is establishing heaven through Brahma.

65Tumhārī ātmā ab bāp kō jān gaī hai .

61You souls now know the Father.

66Bāp kahtē haĩ ki mērē dvārā mērē kō jānnē sē sārē sr̥iṣhṭi chakra K|kē ādi madhya ant key|kī knowledge samajh lē̃gē .

62The Father says: By coming to know Me from Me you understand all the knowledge of the beginning, the middle and the end of the world cycle.

67Vah gyān mērē kō hī hai .

63I have that knowledge.

68Maĩ gyān kā sāgar , ānand kā sāgar , pavitratā kā sāgar hū̃ .

64I am the Ocean of Knowledge, the Ocean of Bliss, the Ocean of Purity.

6921 janm tum pavitra bantē hō phir viṣhay sāgar mē̃ paṛ jātē hō .

65You become pure for 21 births and you then fall into the ocean of poison.

70Abhī gyān kā sāgar bāp tumkō patit sē pāvan banātē haĩ .

66Now, the Father, the Ocean of Knowledge, is making you pure from impure.

71Kōī gaṅgā kā pānī pāvan nahī̃ banā saktā .

67The water of the Ganges cannot purify you.

72Snān karnē jātē haĩ parantu vah pānī kōī patit-pāvan nahī̃ hai .

68People go to bathe there but that water is not the Purifier.

73Yah nadiyā̃ tō satyug mē̃ bhī haĩ , tō kaliyug mē̃ bhī haĩ .

69These rivers also existed in the golden age and they still exist in the iron age.

74Pānī kā fark nahī̃ rahtā .

70There is no difference in the water.

75Kahtē bhī haĩ «  sarv kā sadgati dātā ēk rām . 76' ' vahī gyān kā sāgar patit-pāvan hai .

71They even say: The Bestower of Salvation for All is one Rama; He alone is the Ocean of Knowledge and the Purifier.

77Bābā ākar gyān samjhātē haĩ jissē tum svarg K|kē mālik bantē hō .

72Baba comes and gives you knowledge through which you become the masters of heaven.

78Satyug trētā mē̃ bhakti śhāstra ādi kuchh hōtē nahī̃ haĩ .

73In the golden and silver ages, there is no devotion or scriptures etc.

79Tum bāp sē varsā lētē hō sadā sukh kā .

74You receive the inheritance of constant happiness from the Father.

80Aisē nahī̃ vahā̃ tumkō gaṅgā snān karnā hai vā kōī yātrā karnī hai .

75It isn’t that you have to go there and bathe in the Ganges or that you have to go on a pilgrimage.

81Tumhārī yah hai rūhānī yātrā jō kōī manuṣhya sikhlā nahī̃ saktē .

76This is your spiritual pilgrimage which no human being can teach you. 77The Father is the Father of all souls.

82Bāp hai sab ātmāō̃ kā bāp , jismānī bāp tō anēk haĩ . 83Rūhānī bāp ēk hai .

78There are innumerable physical fathers, whereas there is only the one spiritual Father.

84Yah pakkā-pakkā yād kar lō .

79Remember this very firmly.

85Bābā bhī pūchhtē haĩ tumkō kitnē bāp haĩ tō mūnjh jātē haĩ ki yah kyā pūchhtē haĩ  ?

80When Baba asks you how many fathers you have, you become confused and wonder what Baba is asking you.

86Bāp tō sabkā ēk hōtā hai .

81Everyone only has one father.

87Dō tīn bāp kaisē hōṅgē .

82How can someone have two or three fathers?

88Bāp samjhātē haĩ us paramātmā bāp kō yād kartē hō duḥkh mē̃ .

83The Father explains: You remember that Father, the Supreme Soul, when you are unhappy.

89Duḥkh mē̃ hamēśhā kahtē hō hē parampitā paramātmā hamkō duḥkh sē chhuṛāō .

84When in sorrow, they say: O Supreme Father, Supreme Soul, liberate us from sorrow!

90Tō dō bāp huē nā . 91Ēk jismānī bāp , dūsrā rūhānī bāp . 92Jiskī mahimā gātē haĩ tum māt-pitā ham bālak tērē … tumharī kr̥ipā sē sukh ghanērē .

85So, there are two fathers: one is a physical father and the other is the spiritual Father whose praise they sing: You are the Mother and Father and we are Your children. 86There is a lot of happiness due to Your mercy.

93Laukik mā̃ bāp sē sukh ghanērē nahī̃ miltē haĩ .

87You cannot receive that much happiness from physical parents.

94Jab duḥkh hōtā hai tō us bāp kā simraṇ kartē haĩ .

88When people experience sorrow, they remember that Father.

95Yah bāp hī aisā praśhna pūchhtē haĩ , dūsrā tō kōī pūchh na sakē .

89Only that Father can ask you such a question; no one else can ask you this question.

96Bhakti mārg mē̃ tum gātē hō bābā āp āyēṅgē tō ham āpkē sivāē aur kōī key|kī nahī̃ sunē̃gē .

90On the path of devotion you sing: Baba, when You come I will listen to no one but You.

97Aur tō sab duḥkh dētē haĩ , āp hī sukh dēnē vālē hō .

91All others only cause sorrow. 92Only You give happiness.

98Tō bāp ākar yād dilātē haĩ ki tum kyā kahtē thē .

93Therefore, the Father comes and reminds you of what you used to say.

99Tum jāntē hō , tum hī brahmākumār kumārī kahlātē hō .

94You know that only you are called Brahma Kumars and Kumaris.

100Manuṣhya key|kī aisī pattharbuddhi hai jō yah bhī nahī̃ samajhtē ki be|B . K|kē . kyā haĩ  ! 101Mama bābā kaun haĩ  !

95People have such stone intellects that they don’t even understand who the Brahma Kumaris are and who Mama and Baba are.

102Yah kōī sādhū sant nahī̃ haĩ .

96They are not sages or holy men.

103Sādhū sannyāsī kō gurū kahē̃gē , māt-pitā nahī̃ kahē̃gē .

97Sages and holy men are called gurus, not a mother and father.

104Yah bāp tō ākar daivī dharm kā rājya sthāpan kartē haĩ . 105Jahā̃ yah lakṣhmī nārāyaṇ rājā rānī rājya kartē thē .

98That Father comes and establishes the kingdom of the deity religion where the king and queen, Lakshmi and Narayan, rule.

106Pahlē pavitra thē phir apavitr bantē haĩ .

99At first, they are pure and then they become impure.

107Jō pūjya thē , vē|way phir 84 janma lētē haĩ .

100Those who become worthy of worship then take 84 births.

108Pahlē bēhad K|kē bāp kā 21 janm sukh kā varsā miltā hai .

101First, you receive the inheritance of happiness for 21 births from the Father.

109Kumārī vah jō 21 kul kā uddhār karē .

102A kumari is one who uplifts 21 clans.

110Yah tumhārā gāyan hai .

103This is remembered of you.

111Tum kumāriyā̃ hō , gr̥ihasthī nahī̃ hō .

104You are kumaris, not householders.

112Bhal baṛē haĩ lēkin marjīvā ban , sab bāp K|kē bachchē bachchiyā̃ banē hō .

105Although you are grown up, all of you have died alive and have now become the children of the Father.

113Prajāpitā brahmā K|kē ḍhēr bachchē haĩ aur vr̥iddhi kō pātē rahē̃gē .

106Prajapita Brahma has many children and the number of them will continue to grow.

114Phir yah sab dēvtā banē̃gē .

107Then, all of them will become deities.

115Yah śhivbābā kā yagya hai .

108This is Shiv Baba’s sacrificial fire.

116Iskō kahā jātā hai rājasva yagya , svarājya pānē kā yagya .

109This is known as the sacrificial fire for self-sovereignty, in order to attain self-sovereignty.

117Ātmāō̃ kō bāp sē svarg K|kē rājya kā varsā miltā hai .

110Souls receive their inheritance of the kingdom of heaven from the Father.

118Is rājasva aśhvamēdh gyān yagya mē̃ kyā karnā hai  ?

111What do you have to do in this sacrificial fire?

119Śharīr sahit jō kuchh hai , vah balihār karnā hai athavā svāhā karnā hai .

112You have to sacrifice everything into it, including your body.

120Is yagya sē tō tum phir rājya pāyēṅgē .

113Through this sacrificial fire, you will attain a kingdom.

121Bāp yād dilātē haĩ ki bhakti mārg mē̃ tum gātē thē ki hē bābā , āp jab āyēṅgē tō ham balihār jāyēṅgē , vārī jāyēṅgē .

114The Father reminds you of what you used to sing on the path of devotion: Baba, when You come I will surrender myself to You. 115I will sacrifice myself to You.

122Ab tum apnē kō sab bra . ku . kumāriyā̃ tō samajhtē hō .

116Now, all of you consider yourselves to be Brahma Kumars and Kumaris.

123Bhal rahō apnē gr̥ihastha vyavahār mē̃ parantu pāvan rahnā hōgā , kamal puṣhp samān .

117You may live at home with your families, but you have to remain as pure as a lotus.

124Apnē kō ātmā samjhō .

118Consider yourselves to be souls.

125Ham bābā K|kē bachchē haĩ .

119We are Baba’s children.

126Tum ātmāyē̃ hō āśhik .

120You souls are lovers.

127Bāp kahtē haĩ maĩ hū̃ ēk māśhūk .

121The Father says: I am the one Beloved.

128Tum mujh māśhūk kō pukārtē rahtē hō .

122You have been calling out to Me, the Beloved.

129Tum ādhākalp K|kē āśhik hō jiskō parampitā paramātmā kahā jātā hai , vah nirākār hai .

123You are lovers for half the cycle. 124The One who is called the Supreme Father, the Supreme Soul, is incorporeal.

130Ātmā bhī nirākār hai jō is śharīr dvārā part bajātī hai .

125The soul who plays a part through this body is also incorporeal.

131Bhakti mārg mē̃ bhī tumkō part bajānā hai .

126You also have to play your parts on the path of devotion.

132Bhakti hai hī rāt , andhiyārē mē̃ manuṣhya ṭhōkarē̃ khātē haĩ .

127Devotion is the night. 128People stumble in the dark.

133Dvāpar sē lēkar tumnē ṭhōkarē̃ khāī haĩ .

129You have been stumbling from the copper age onwards.

134Is samay mahāduḥkhī hō gayē hō .

130At this time, you experience great sorrow.

135Ab purānī duniyā kā ant hai .

131It is now the end of the iron age.

136Yah paisā ādi sab miṭṭī mē̃ mil jānā hai .

132All of their money etc. is to turn to dust.

137Bhal kōī karōṛpati haĩ , rājā haĩ , bachchē paidā hōṅgē tō samajhēgā yah dhan hamārē bachchō̃ kē liē hai . 138Hamārē putra , pōtrē khāyēṅgē . 139Bāp kahtē haĩ kuchh bhī khāyēṅgē nahī̃ .

133When someone who is a millionaire or a king has a child, he thinks that all of that wealth, is for his child that his children and his grandchildren will eat from that wealth but the Father says: They won’t eat anything from it.

140Yah duniyā hī khatm hōnē vālī hai .

134This world is going to be destroyed.

141Bākī thōṛā samay hai .

135There is very little time left.

142Vighna bahut paṛē̃gē .

136There will be many obstacles.

143Āpas mē̃ laṛē̃gē .

137People will fight amongst themselves.

144Pichhāṛī mē̃ aisē laṛē̃gē jō khūn key|kī nadiyā̃ bahē̃gī .

138At the end they will fight in such a way that rivers of blood will flow.

145Tumhārī tō kōī sē laṛāī nahī̃ hai .

139You don’t fight with anyone.

146Tum yōgbal mē̃ rahtē hō .

140You maintain your power of yoga.

147Tum yād mē̃ rahē̃gē tō kōī bhī tumhārē sāmnē burē vichār sē āyēṅgē tō unkō bhayaṅkar sākṣhātkār hō jāyēgā aur jhaṭ bhāg jāyēṅgē .

141If you stay in remembrance, then, when anyone with bad thoughts comes in front of you, he will have fearsome visions and will instantly run away.

148Tum śhivbābā kō yād karē̃gē aur vē|way bhāg jāyēṅgē .

142You will remember Shiv Baba and he will run away.

149Jō pakkē bachchē haĩ , purūṣhārth mē̃ rahtē haĩ ki mērā tō ēk śhivbābā , dūsrā na kōī .

143Those who are very strong children will make the effort to belong to one Shiv Baba and none other.

150Bāp samjhātē haĩ ki hath kār|car ḍē|day . . . bachchō̃ kō ghar kō bhī sambhālnā hai .

144The Father explains: Let your hands do the work and let your heart remember the Father.

151Parantu tum ātmāyē̃ bāp kō yād karō tō pāpō̃ kā bōjhā bhī utar jāyēgā .

145You children also have to look after your homes. 146However, if you souls remember the Father, the burden of sin will be removed.

152Sirph mujhē yād karō tō tum tamōpradhān sē satōpradhān ban jāyēṅgē , parantu number-vār purūṣhārth anusār .

147Simply remember Me and you will become satopradhan from tamopradhan, but, numberwise, according to the efforts you make.

153Phir tum sab yah śharīr chhōṛē̃gē , bābā sabhī ātmāō̃ kō machchharō̃ sadr̥iśhya lē jāyēṅgē .

148Then, you will all shed your bodies and Baba will take all of you souls back like a swarm of mosquitoes.

154Bākī sārī duniyā kō sajāyē̃ khānī haĩ .

149There will be punishment for the rest of the world.

155Bhārat mē̃ bākī thōṛē jākar rahē̃gē .

150Only a few will remain in Bharat then.

156Uskē liē yah mahābhārat laṛāī hai .

151There is this Mahabharat War for that.

157Yahā̃ tō bahut vr̥iddhi hōgī .

152There will be a lot of expansion here.

158Pradarśhanī , projector ādi dvārā kitnē suntē haĩ .

153So many will hear these things at the exhibitions and through the projectors etc.

159Vah prajā bantī jātī hai .

154Those subjects continue to be created.

160Rājā tō ēk hōtā hai bākī hōtī hai prajā .

155Only one would be a king and the rest would be subjects.

161Vazīr bhī prajā key|kī line mē̃ ā jātā hai .

156Even advisers are said to be in the line of subjects.

162Ḍhēr prajā hōtī hai .

157There are many subjects.

163Ēk rājā key|kī lākhō̃ K|kē andāj mē̃ prajā hōtī hai .

158One king would have approximately one hundred thousand subjects.

164Tō rājā rānī kō mēhnat karnī paṛē nā .

159So the king and queen have to make effort.

165Bāp kahtē - sab kuchh kartē nirantar mujhē yād karō .

160The Father says: While doing everything, constantly remember Me alone.

166Jaisē āśhik-māśhūk hōtē haĩ , unhō̃ kā jismānī lav|love rahtā hai .

161A lover and beloved have physical love for each other.

167Tum bachchē is samay āśhik hō .

162You children are lovers at this time.

168Tumhārā māśhūk āyā huā hai .

163Your Beloved has come and is teaching you.

169Tumkō paṛhā rahā hai .

164He is teaching you now.

170Paṛhtē-paṛhtē tum dēvtā ban jāyēṅgē .

165After studying you will become deities.

171Yād sē vikarma vināśh hōṅgē aur tum sadaiv nirōgī bhī banē̃gē .

166Your sins will be absolved by having remembrance and you will become free from disease for all time.

172Phir 84 K|kē chakra kō bhī yād rakhnā hai .

167You also have to remember the cycle of 84 births.

173Satyug mē̃ itnē janm , trētā mē̃ itnē janm .

168In the golden age, we took this many births; in the silver age, we took this many births.

174Ham dēvī dēvtā dharm vālō̃ nē pūrē 84 kā chakra lagāyā hai .

169We, who belong to the deity religion, have been round the full cycle of 84 births.

175Āgē chalkar tum bahut vr̥iddhi kō pāyēṅgē . 176Tumhārē centres hajārō̃ key|kī andāj mē̃ hō jāyēṅgē .

170As you progress further, the number of you will grow a great deal; you will have thousands of centres.

177Galī-galī mē̃ samjhātē rahē̃gē ki sirph bāp kō aur varsē kō yād karō .

171You will continue to explain in every street: Remember the Father and the inheritance!

178Ab chalō ghar vāpis .

172You now have to return home.

179Yah tō chhī-chhī chōlā hai .

173This is a dirty costume.

180Yah hai bēhad kā vairāgya .

174This is unlimited disinterest.

181Sannyāsī tō sirph had kā gharbār chhōṛ dētē haĩ .

175Sannyasis simply renounce their limited homes and families.

182Vah haĩ haṭhyōgī . 183Vah rājyōg sikhlā nahī̃ saktē .

176They are hatha yogis; they cannot teach Raja Yoga.

184Kahtē haĩ - yah bhakti bhī anādi hai .

177They say that devotion is eternal.

185Bāp kahtē haĩ yah bhakti tō dvāpar sē śhurū hōtī hai .

178The Father says: Devotion begins in the copper age.

18684 pauṛhiyā̃ utarī ab tum tamōpradhān banē hō .

179You came down 84 steps and have become tamopradhan.

187Tum sō dēvī dēvtā thē .

180You were deities.

188Kriściyan kahē̃gē ham sō kriściyan thē .

181Christians say that they are Christians.

189Tum jāntē hō ham satyug mē̃ thē .

182You know that you were in the golden age.

190Bāp nē dēvī dēvtā dharm sthāpan kiyā .

183The Father has established the deity religion.

191Yah jō lakṣhmī-nārāyaṇ thē vah ab brāhmaṇ banē haĩ .

184Those who were Lakshmi and Narayan have now become Brahmins.

192Satyug mē̃ ēk rājā rānī thē , ēk bhāṣhā thī .

185In the golden age there was one king and queen and one language.

193Yah bhī bachchō̃ nē sākṣhātkār kiyā hai .

186Children have had visions of that too.

194Tum hō sab ādi sanātan dharm K|kē .

187All of you belong to the original eternal deity religion.

195Tum hī 84 janma lētē hō .

188Only you take 84 births.

196Vah jō kahtē ātmā nirlēp hai vā īśhvar sarvavyāpī hai , yah wrong hai .

189When people say that souls are immune to the effect of action and that God is omnipresent, that is wrong.

197Sabmē̃ ātmā hai , phir kaisē kahtē hō hamārē mē̃ paramātmā hai .

190There is a soul in every human, and so how can God be in everyone like they say?

198Phir tō sab fathers hō gayē .

191In that case, everyone would be the Father!

199Kitnē tamōpradhān ban gayē haĩ .

192They have become so tamopradhan.

200Āgē jō suntē thē vah mān lētē thē .

193Previously, you believed everything you heard.

201Ab bāp ākar satya sunātē haĩ .

194The Father now comes and tells you the truth.

202Tumkō gyān kā tīsrā nētra dētē haĩ jissē tum sr̥iṣhṭi K|kē ādi madhya ant kō jāntē hō .

195He gives each of you a third eye of knowledge through which you understand the beginning, the middle and the end of the world.

203Amarkathā bhī yah hai .

196This is also the story of immortality.

204Bākī sūkṣhmavatan mē̃ kathā ādi hai nahī̃ .

197However, there are no stories in the subtle region etc.

205Yah sab bhakti mārg kā sapling hai .

198All of those are saplings of the path of devotion.

206Tum amarkathā sun rahē hō , amar bannē kē liē .

199You are listening to the story of immortality in order to become immortal.

207Vahā̃ tum khuśhī sē ēk śharīr chhōṛ dūsrā jākar lē̃gē .

200There, you shed your body and take another in great happiness.

208Yahā̃ tō kōī martā hai tō rōtē pīṭtē haĩ .

201Here, when someone dies, they weep and wail.

209Vahā̃ bīmārī ādi hōtī nahī̃ .

202There is no illness etc. there.

210Sadaiv ever healthy rahtē haĩ . 211Āyu bhī baṛī hōtī hai .

203There, they remain constantly everhealthy and still have long lifespans.

212Vahā̃ patitpanā hōtā nahī̃ .

204There, there is no impurity.

213Ab yah pakkā kar lēnā hai ki hamnē 84 kā chakra pūrā kiyā hai . 214Ab bābā hamkō lēnē āyā hai .

205Now make it firm that you have completed the cycle of 84 births and that Baba has now come to take us back.

215Pāvan bannē key|kī yuktiyā̃ bhī tumkō batātē haĩ .

206He is also telling you the way to become pure.

216Sirph mujh bāp kō aur varsē kō yād karō .

207He says: Simply remember Me, the Father, and the inheritance.

217Satyug mē̃ 16 kalā sampūrṇ phir kalā kam hōtī jātī hai .

208In the golden age, you are 16 celestial degrees full and then the degrees decrease.

218Ab tumhārē mē̃ kōī kalā nahī̃ rahī hai .

209Now, no degrees remain in you.

219Bāp hī duḥkh sē chhuṛākar sukh mē̃ lē jātē haĩ isliē liberator kahā jātā hai .

210Only the Father liberates you from sorrow and takes you into happiness. 211This is why He is called the Liberator.

220Sabkō apnē sāth lē jātē haĩ .

212He takes everyone back home with Him.

221Tumhārē gurū tumkō sāth thōṛēhī lē jātē haĩ .

213Your gurus don’t take you back with them.

222Vō gurū chalā jātā hai tō chēlā gaddī par baiṭhtā hai phir chēlō̃ mē̃ bahut gaṛbaṛ hō jātī hai .

214When one of those gurus leaves, one of his disciples sits on his throne. 215There is then a lot of upheaval among the disciples.

223Āpas mē̃ gaddī kē liē laṛ paṛtē haĩ .

216They fight among themselves for the throne.

224Bāp kahtē haĩ maĩ tum ātmāō̃ kō sāth lē jāūṅgā .

217The Father says: I will take you souls back with Me.

225Tum sampūrṇ nahī̃ banē̃gē tō sajāyē̃ khāyēṅgē aur pad bhraṣhṭa hōgā .

218If you don’t become perfect, punishment has to be experienced and your status is destroyed.

226Yahā̃ rājdhānī sthāpan hō rahī hai .

219The kingdom is being established here.

227Achchhā  !

220Achcha.

228Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

221To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

229Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

222The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

230Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

223Essence for dharna:

2311 ) yād kā aisā abhyās karnā hai jō burē vichār vālē sāmnē ātē hī parivartan hō jāē̃ .

224 1. Practise such remembrance that anyone who comes in front of you with bad thoughts is transformed.

232Mērā tō ēk śhivbābā , dūsrā na kōī . . . is purūṣhārth mē̃ rahnā hai .

225Maintain the effort of belonging to one Shiv Baba and none other.

2332 ) svarājya pānē kē liē śharīr sahit jō kuchh bhī hai , vah balihār jānā hai .

226 2. In order to attain self-sovereignty, sacrifice everything you have including your body.

234Jab is rūdra yagya mē̃ sab kuchh svāhā karē̃gē tab rājya pad milēgā .

227When you surrender everything you have, including your body, into this sacrificial fire, you will receive a royal status.

Blessing

235Vardān  : gyānī tū ātmā ban gyān sāgar aur gyān mē̃ samānē vālē sarv prāpti svarūp bhav

228Blessing: May you be an embodiment of all attainments and, as a knowledgeable soul, merge yourself in the Ocean of Knowledge and the knowledge.

236Jō gyānī tū ātmāyē̃ haĩ vah sadā gyān sāgar aur gyān mē̃ samāī rahtī haĩ , sarv prāpti svarūp hōnē K|kē kāraṇ ichchhā mātram avidyā key|kī stage svataḥ rahtī hai .

229 Those who are knowledgeable souls always remain merged in the Ocean of Knowledge and in the knowledge. 230Because of being embodiments of all attainments, you automatically have the stage of being ignorant of the knowledge of desire.

237Jō aṅśh mātra bhī kisī svabhāv-sanskār K|kē adhīn haĩ , nām-mān-śhān K|kē maṅgtā haĩ .

231Those who even slightly depend on their nature or sanskars, ask for name, respect and honour.

238Kyā , kyō̃ K|kē question mē̃ chillānē vālē , pukārnē vālē , andar ēk bāhar dūsrā rūp hai - unhē̃ gyānī tū ātmā nahī̃ kahā jā saktā .

232Those who call out questions of “What?” and “Why?”, those who call out, those who internally have one form but are externally something else cannot be called knowledgeable souls.

Slogan

239Slōgan  : is jīvan mē̃ atīndriya sukh va ānand key|kī anubhūti karnē vālē hī sahajyōgī haĩ .

233Slogan: Only those who experience supersensuous happiness and bliss in their lives are easy yogis.

234*** Om Shanti ***