शुक्रवार 5 मार्च 2021 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

005-03-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 05/03/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - jaisē bāp-dādā dōnō̃ nirahaṅkārī haĩ , dēhī-abhimānī haĩ , aisē follow father karō , tō sadā unnati hōtī rahēgī ' '

1Essence: Sweet children, just as both Bap and Dada are egoless and soul conscious, so you must follow the Father in the same way and you will continue to make constant progress.

Question

2Praśhna  : ūñch pad key|kī prāpti kē liē kaun see|sī|C khabardārī rakhnā jarūrī hai  ?

2Question: In order to attain a high status, what must you be cautious about?

Answer

3Uttar  : ūñch pad pānā hai tō khabardārī rakhō ki mansā sē bhī kisī kō mērē dvārā duḥkh na hō , 2 - kisī bhī paristhiti mē̃ krōdh na āyē , 3 - bāp kā bankar bāp K|kē kārya mē̃ , is rūdra yagya mē̃ vighna rūp na banē̃ .

3Answer: If you want to attain a high status, pay attention that you: 1. Do not cause sorrow for anyone even in your mind. 42. Never get angry in any situation. 53. After belonging to the Father, do not become an obstacle in the Father's task and this sacrificial fire of Rudra.

4Agar kōī mukh sē bābā-bābā kahē aur chalan royal na hō tō ūñch pad nahī̃ mil saktā .

6Some continue to say, "Baba, Baba," but their behaviour is not royal and so they cannot claim a high status.

Murli

5Ōm śhānti .

7Om shanti.

6Bachchē achchhī tarah sē jāntē haĩ ki bāp sē varsā pānā hai jarūr .

8You children understand very well that you definitely have to claim your inheritance from the Father.

7Kaisē  ?

9How?

8Śhrīmat par .

10By following shrimat.

9Bāp nē samjhāyā hai ēk hī gītā śhāstra hai jismē̃ śhrīmat bhagvānuvāch hai .

11The Father has explained that there is only one scripture, the Gita, in which there are the elevated versions spoken by God.

10Bhagvān tō sabkā bāp hai .

12God is the Father of all.

11Śhrīmat bhagvānuvāch .

13Elevated versions are spoken by God.

12Tō jarūr bhagvān nē ākar śhrēṣhṭh banāyā hōgā , tab tō uskī mahimā hai .

14God must definitely have come and made souls elevated. 15That is why He is praised.

13Śhrīmat bhagavat gītā arthāt śhrīmat bhagvānuvāch .

16“Shrimad Bhagawad Gita” means the elevated versions spoken by God.

14Bhagvān tō jarūr ūñch tē ūñch ṭhaharā|ṭhahrā .

17God is definitely the Highest on High.

15Śhrīmat bhī us hī ēk śhāstra mē̃ gāī huī hai aur kōī śhāstra mē̃ śhrīmat bhagvānuvāch nahī̃ hai .

18From only that one scripture are elevated versions remembered. 19No other scripture has elevated versions spoken by God.

16Śhrīmat kiskī hōnī chāhiē , vah likhnē vālē bhī samajh na sakē̃ .

20Even the writer didn't understand whose elevated versions they were.

17Usmē̃ bhūl kyō̃ huī hai  ?

21Why was that mistake made?

18Vah bhī bāp ākar samjhātē haĩ .

22The Father comes and explains all of that.

19Rāvaṇ rājya śhurū hōnē sē hī rāvaṇ mat par chal paṛtē haĩ .

23As soon as the kingdom of Ravan began, they started to follow the dictates of Ravan.

20Pahlē kaṛē tē kaṛī bhūl in rāvaṇ mat vālō̃ nē kī hai .

24The first big mistake is made by those who follow the dictates of Ravan.

21Rāvaṇ key|kī chamāṭ lagtī hai .

25They are slapped by Ravan.

22Jaisē kahā jātā hai śhaṅkar prērak hai , bombs ādi banavāyē haĩ . 23Vaisē 5 vikārō̃ rūpī rāvaṇ prērak hai manuṣhya kō patit banānē kā , tab tō pukārtē haĩ patit-pāvan āō .

26Just as it is said that Shankar inspires those people to make bombs, etc., in the same way, Ravan, the five vices, inspires human beings to become impure. 27This is why they call out: O Purifier, come!

24Tō patit-pāvan ēk hī ṭhaharā|ṭhahrā nā .

28So the Purifier is only One.

25Issē siddha hai ki patit banānē vālā aur hai , pāvan banānē vālā aur hai . 26Dōnō̃ ēk hō nahī̃ saktē .

29This proves that the one who makes everyone impure is different from the One who purifies you; the two cannot be the same.

27Yah bātē̃ tum hī samajhtē hō - number-vār purūṣhārth anusār .

30Only you understand these things, numberwise, according to the efforts you make.

28Aisē mat samajhnā ki sabhī kō niśhchay hai .

31Don't think that everyone has faith; it is numberwise.

29Number-vār haĩ . 30Jitnā niśhchay hai utnī khuśhī baṛhtī hai .

32The more faith you have, the more your happiness increases.

31Bāp key|kī mat par chalnā hōtā hai .

33You have to follow the Father's directions.

32Śhrīmat par hamkō yah svarājya pad pānā hai .

34We have to follow shrimat in order to receive the status of self-sovereignty.

33Manuṣhya sē dēvtā bannē mē̃ dērī nahī̃ lagtī hai .

35It doesn’t take long to change from ordinary humans into deities.

34Tum purūṣhārth kartē hō .

36You are making effort.

35Mama bābā kō follow kartē hō .

37You are following Mama and Baba.

36Jaisē vah āp samān banānē key|kī service kar rahē haĩ , tum bhī samajhtē hō ham kyā service kar rahē haĩ aur mama bābā kyā service kar rahē haĩ .

38They are serving to make others similar to themselves. 39Therefore, you too can understand for yourselves what service you do compared to the service they do.

37Bābā nē samjhāyā thā ki śhivbābā aur brahmā dādā dōnō̃ ikaṭṭhē haĩ .

40Baba has explained that Shiv Baba and Brahma Dada are combined.

38Tō samajhnā chāhiē ki sabsē najdīk haĩ .

41Therefore, you have to understand that he is the closest of all.

39Inkā hī sampūrṇ rūp sūkṣhmavatan mē̃ dēkhtē haĩ tō jarūr yah tīkhā hōgā .

42It is his (Brahma's) perfect form that is seen in the subtle region. 43Therefore, he must definitely be ahead of everyone.

40Parantu jaisē bāp nirahaṅkārī hai , dēhī-abhimānī hai vaisē yah dādā bhī nirahaṅkārī hai .

44However, just as the Father is egoless and soul conscious, so this Dada too is egoless.

41Kahtē haĩ ki śhivbābā hī samjhātē rahtē haĩ .

45He says: Shiv Baba continues to explain to you.

42Jab murlī chaltī hai tō bābā khud kahtē haĩ ki samjhō ki śhivbābā in dvārā sunā rahē haĩ .

46When the murli is being spoken, this Baba says: Understand that it is Shiv Baba who is speaking through this one.

43Yah brahmā bhī jarūr suntā hōgā .

47This Brahma must definitely be listening as well.

44Yah na sunē aur na sunāyē tō ūñch pad kaisē pāyē .

48If he didn't listen to it or relate it, how could he claim a high status?

45Parantu apnā dēh-abhimān chhōṛ kahtē haĩ ki aisē samjhō ki śhivbābā hī sunātē haĩ .

49However, he lets go of his own body consciousness and says: Understand that it is Shiv Baba who is saying everything.

46Ham purūṣhārth kartē rahtē haĩ .

50I am still making effort.

47Śhivbābā hī samjhātē haĩ .

51Only Shiv Baba explains everything.

48Isnē tō patit-panā pās|pass kiyā huā hai .

52This one has been through the stage of becoming impure.

49Mama tō kumārī thī . 50Tō mama ūñch chalī gaī .

53Mama was a kumari, and she therefore went ahead.

51Tum bhī kumāriyā̃ mama kō follow karō .

54You kumaris also have to follow Mama.

52Gr̥ihasthiyō̃ kō bābā kō follow karnā chāhiē .

55The householders need to follow Baba.

53Har ēk kō samajhnā hai ki maĩ patit hū̃ , mujhē pāvan bannā hai .

56Each of you has to understand that you are impure and that you have to become pure.

54Mukhya bāt bāp nē yād K|kē yātrā key|kī sikhlāī hai .

57The main thing that the Father teaches you is the pilgrimage of remembrance.

55Ismē̃ dēh-abhimān nahī̃ rahnā chāhiē .

58There mustn’t be any body consciousness in this.

56Achchhā kōī murlī nahī̃ sunā saktē tō yād kī yātrā par rahō .

59Achcha, if any of you are not able to give knowledge, then stay on the pilgrimage of remembrance.

57Yātrā par rahtē murlī chalā saktē haĩ .

60By staying on the pilgrimage of remembrance, you can give knowledge.

58Parantu yātrā bhūl jātē haĩ tō bhī harjā nahī̃ .

61However, if you forget to stay on the pilgrimage of remembrance, it doesn't matter.

59Murlī chalākar phir yātrā par lag jāō kyōṅki vah vāṇī sē parē vānaprasth avasthā hai .

62Give knowledge and then engage yourself in the pilgrimage of remembrance, because that stage of going beyond sound is the stage of retirement.

60Mūl bāt hai dēhī-abhimānī hō bāp kō yād kartē rahē̃ aur chakra kō yād kartē rahē̃ .

63The main thing is to be soul conscious and to continue to remember the Father and the cycle.

61Kisī kō duḥkh na dē̃ .

64Don't cause anyone sorrow.

62Yahī samjhātē rahē̃ bāp kō yād karō . 63Yah hai yātrā .

65Simply continue to explain: Remember the Father; this is a pilgrimage.

64Manuṣhya jab martē haĩ tō kahtē haĩ - svarg padhārā .

66When someone dies, they say that he has gone to heaven.

65Agyān kāl mē̃ kōī svarg kō yād nahī̃ kartē haĩ .

67No one on the path of ignorance remembers heaven.

66Svarg kō yād karnā mānā yahā̃ sē marnā .

68To remember heaven means to be dead to everything here.

67Aisē tō kōī yād nahī̃ kartē .

69No one remembers it just like that.

68Abhī tum bachchē jāntē hō hamkō vāpis jānā hai .

70You children now understand that you have to return home.

69Bāp kahtē haĩ - jitnā tum yād karē̃gē utnā khuśhī kā pārā chaṛhēgā , varsā yād rahēgā .

71The Father says: The more you remember Baba, the higher your mercury of happiness will rise. 72Also remember your inheritance.

70Jitnā bāp kō yād karē̃gē utnā harṣhit bhī rahē̃gē .

73To the extent that you remember the Father, to that extent you will also remain cheerful.

71Bāp kō yād na karnē sē mūnjhtē haĩ . 72Ghuṭkā khātē rahtē haĩ .

74By not remembering the Father you become confused and continue to choke.

73Tum itnā samay yād kar nahī̃ saktē .

75You cannot stay in remembrance for that length of time.

74Bābā nē āśhik māśhūk kā misāl batāyā hai .

76Baba has given you the example of a lover and beloved.

75Vah bhal dhandhā kartē haĩ aur vah bhal charkhā chalātī rahtī tō bhī uskē sāmnē māśhūk ākar khaṛā hō jātā .

77Although he is doing his work and she is at the spinning wheel, her beloved comes and appears to her.

76Āśhik māśhūk kō yād kartē , māśhūk phir āśhik kō yād kartē .

78The lover remembers the beloved. 79The beloved then remembers the lover.

77Yahā̃ tō sirph tumkō ēk bāp kō yād karnā hai .

80Here, you just have to remember the one Father.

78Bāp kō tō tumkō yād nahī̃ karnā hai .

81The Father doesn’t have to remember you.

79Bāp sabkā māśhūk hai .

82The Father is everyone's Beloved.

80Tum bachchē likhtē hō ki bābā āp hamkō yād kartē hō  ?

83You children write: Baba, do You remember me?

81Arē jō sabkā māśhūk hai vah phir tum āśhikō̃ kō yād kaisē kar sakē̃gē  ?

84Oh! but how can the Beloved of everyone remember you lovers?

82Hō nahī̃ saktā .

85That's not possible.

83Vah hai hī māśhūk .

86He is the Beloved.

84Āśhik ban nahī saktā .

87He cannot be a lover.

85Tumkō hī yād karnā hai .

88You have to remember Him.

86Tum har ēk kō āśhik bannā hai , us ēk māśhūk kā .

89Each of you has to become a lover of that one Beloved.

87Agar vah āśhik banē tō kitnē kō yād karē .

90If He were to become a lover, how many would He remember?

88Yah tō hō nahī̃ saktā .

91That's not possible.

89Kahtā hai ki mērē ūpar pāpō̃ kā bōjh thōṛēhī hai jō kiskō yād karū̃ .

92He says: I don't have any burden of sin on Me that I would have to remember anyone.

90Tumhārē ūpar bōjhā hai .

93It is you who have a burden.

91Bāp kō yād nahī̃ karē̃gē tō pāpō̃ kā bōjhā nahī̃ utarēgā .

94If you don't remember the Father, the burden of sin will not be removed.

92Bākī mujhē kyō̃ kiskō yād karnā paṛē .

95Why would I have to remember anyone?

93Yād karnā hai tum ātmāō̃ kō .

96You souls have to remember Me.

94Jitnā yād karē̃gē utnā puṇya ātmā banē̃gē , pāp kaṭtē jāyēṅgē .

97The more you souls stay in remembrance, the more pure and charitable you souls will become and the more your sins will continue to be cut away.

95Baṛī mañjil hai .

98The destination is very high.

96Dēhī-abhimānī bannē mē̃ hī mēhnat hai .

99Effort is required to become soul conscious.

97Yah knowledge sārī tumkō mil rahī hai .

100You are receiving all of this knowledge.

98Tum trikāldarśhī banē hō , number-vār purūṣhārth anusār .

101You become trikaldarshi, numberwise, according to the efforts you make.

99Sārā chakra tumhārī buddhi mē̃ rahnā chāhiē .

102Let the whole cycle remain in your intellects.

100Bāp samjhātē haĩ tum light house hō nā .

103The Father explains: You are lighthouses, are you not?

101Har ēk kō rāstā batānē vālē hō , śhāntidhām aur sukhdhām kā .

104You are those who show everyone the path to the land of peace and the land of happiness.

102Yah sab naī bātē̃ tum suntē hō .

105You listen to all of these new things.

103Jāntē hō ki barōbar ham ātmāyē̃ śhāntidhām K|kē rahvāsī haĩ .

106You know that you souls truly are residents of the land of peace.

104Yahā̃ part bajānē ātē haĩ .

107You come here to play your parts.

105Ham actor haĩ .

108We are actors.

106Yahī chintan buddhi mē̃ chaltā rahē tō mastī chaṛh jāyē .

109Continue to keep these thoughts in your intellects and you will become intoxicated.

107Bāp nē samjhāyā hai ādi sē lēkar ant tak tumhārā part hai .

110The Father has explained what your parts are from the beginning through the middle to the end.

108Abhī karmātīt avasthā mē̃ jarūr jānā hai phir golden age mē̃ ānā hai .

111You now definitely have to go into your karmateet stage and then go to the golden age.

109Is dhun mē̃ rahtē apnā kalyāṇ karnā hai .

112While maintaining this concern, benefit yourselves!

110Sirph paṇḍit nahī̃ bannā hai .

113Don’t just become pundits.

111Dūsrē kō sikhātē rahē̃gē , khud us avasthā mē̃ nahī̃ rahē̃gē tō asar paṛēgā nahī̃ .

114If you continue to teach others, but you don’t stay in that stage yourselves, it won't make any impact.

112Apnā bhī purūṣhārth karnā hai .

115Each of you also has to make your own effort.

113Bāp bhī batātē haĩ ki ham bhī yād karnē key|kī kōśhiśh kartā hū̃ .

116The Father also tells you how he makes effort to stay in remembrance.

114Kabhī māyā kā tūphān aisā ātā hai jō buddhi kā yōg tōṛ dētē haĩ .

117Sometimes, storms of Maya come in such a way that they break the yoga of the intellect.

115Bahut bachchē chart bhēj dētē haĩ .

118Many children send their charts.

116Wonder khātā hū̃ ki yah tō hamsē bhī tīkhē jātē haĩ .

119Baba is amazed at how they go ahead of me.

117Śhāyad vēg ātā hai tō chart likhnē mē̃ lag jātē haĩ parantu aisī agar tīkhī dauṛī pahanē̃ tō number one mē̃ chalē jāyē̃ . 118Parantu nahī̃ vah sirph chart likhnē tak hai .

120Perhaps they feel that force and they therefore start to write their charts. 121However, if they were to run in the race that quickly, they would claim number one, but no; that is just to the extent of writing their charts.

119Aisē nahī̃ likhtē ki bābā itnō̃ kō āp samān banāyā .

122They don't write about how many they have made similar to themselves.

120Aur vah bhī likhē bābā hamkō isnē yah rāstā batāyā hai .

123Others too don't write to Baba and say: Baba, this one showed me the path.

121Aisā samāchār nahī̃ ātā hai .

124Baba doesn't receive such news.

122Tō bābā kyā samajhē̃gē  ?

125So, what would Baba understand?

123Sirph chart bhējnē sē kām nahī̃ chaltā .

126Nothing will happen by just sending in your chart.

124Āp samān bhī banānā hai .

127You also have to make others similar to yourselves.

125Rūp aur basant dōnō̃ bannā hai .

128You have to become both rup and basant.

126Nahī̃ tō bāp samān nahī̃ ṭhaharē .

129Otherwise, you are not equal to the Father.

127Rūp bhī basant bhī accurate bannā hai , ismē̃ hī mēhnat hai .

130You have to become an accurate rup and basant. 131It is this that requires effort.

128Dēh-abhimān mār ḍāltā hai .

132Body consciousness kills you.

129Rāvaṇ nē dēh-abhimānī banāyā hai .

133Ravan has made you body conscious.

130Abhī tum dēhī-abhimānī bantē hō .

134You are now becoming soul conscious.

131Phir ādhākalp kē bād māyā rāvaṇ dēh-abhimānī banātī hai .

135Then, after half the cycle, Maya, Ravan, makes you body conscious.

132Dēhī-abhimānī tō bahut mīṭhā ban jātē haĩ .

136Those who are soul conscious become very sweet.

133Sampūrṇ tō abhī kōī bhī banā nahī̃ hai isliē bābā hamēśhā kahtē haĩ ki kisī K|kē bhī dil kō rañj nahī̃ karnā hai , duḥkh nahī̃ dēnā hai .

137No one has yet become complete. 138This is why Baba always says: Don't hurt anyone's heart. 139Don't cause sorrow. 140Give everyone the Father's introduction.

134Sabkō bāp kā parichay dō . 135Bōlnē karnē key|kī bhī baṛī royalty chāhiē .

141There has to be great royalty in your way of speaking and interacting.

136Īśhvarīy santān K|kē mukh sē sadaiv ratna nikalnē chāhiē .

142Let only jewels constantly emerge from the lips of God's children.

137Tum manuṣhyō̃ kō jīyadān dētē hō .

143You give human beings the donation of life.

138Rāstā batānā hai aur samjhānā hai . 139Tum paramātmā K|kē bachchē hō nā .

144Show them the path and tell them: You are God's children, are you not?

140Unsē tumkō svarg kī rājāī milnī chāhiē .

145You have to receive the kingdom of heaven from Him.

141Phir ab vah kyō̃ nahī̃ hai .

146So, why do you not have that at this time?

142Yād karō barōbar bāp sē varsā milā thā nā .

147Just remember: You truly did receive your inheritance from the Father, did you not?

143Tum bhāratvāsī dēvī dēvtāyē̃ thē , tumnē hī 84 janma liē .

148You people of Bharat were deities; you took 84 births.

144Tum samjhō ki ham hī lakṣhmī nārāyaṇ K|kē kul K|kē thē .

149Understand that you belonged to the clan of Lakshmi and Narayan.

145Apnē kō cum|kam kyō̃ samajhtē hō .

150Why do you consider yourselves to be anything less?

146Agar kahtē ki bābā sab thōṛēhī banē̃gē . 147Tō bābā samajh jātā ki yah is kul kā nahī̃ . 148Abhī sē hī thirakanē lag paṛā hai .

151Baba understands that those who say that not everyone can become that don't belong to this clan - that they have now started to fluctuate.

149Tumnē 84 janma liē haĩ .

152You have taken 84 births.

150Bāp nē 21 janmō̃ key|kī prālabdh jamā karāī vah khāyā phir nā ( samāpt ) hōnā śhurū hō gaī .

153The Father enabled you to accumulate a reward for 21 births. 154You began to use it up and depleted it.

151Kaṭ chaṛhtē-chaṛhtē tamōpradhān kauṛī misal ban paṛē hō .

155You have been covered with rust and have now become tamopradhan and worth shells.

152Bhārat hī 100 pratiśhat solvent thā .

156Only Bharat was 100% solvent.

153Inhō̃ kō yah varsā kahā̃ sē milā  ?

157From where did they receive their inheritance?

154Actors hī batā sakē̃gē nā .

158Only the actors can tell you this.

155Manuṣhya hī actor haĩ .

159Human beings are actors.

156Unkō yah patā hōnā chāhiē ki in lakṣhmī-nārāyaṇ kō bādśhāhī milī kahā̃ sē  ?

160They should understand where Lakshmi and Narayan received their kingdom from.

157Kitnī achchhī-achchhī pvāīṭsa haĩ .

161These are such good points!

158Jarūr āgē janm mē̃ hī yah rājya bhāgya pāyā hōgā .

162Surely, they must have received their fortune of the kingdom in their previous birth.

159Bāp hī patit-pāvan hai .

163Only the Father is the Purifier.

160Bāp kahtē haĩ ki maĩ tumkō karma , akarma aur vikarma key|kī gati samjhātā hū̃ .

164He says: I tell you the philosophy of action, neutral action and sinful action.

161Rāvaṇ rājya mē̃ manuṣhya K|kē karma vikarma hō jātē haĩ .

165In the kingdom of Ravan, the actions of human beings are sinful.

162Vahā̃ tumhārē karma akarma hōtē haĩ .

166Your actions there are neutral.

163Vah hai daivī sr̥iṣhṭi .

167That is the divine world.

164Maĩ rachtā hū̃ tō jarūr mujhē saṅgam par ānā paṛē .

168I am the Creator, and so I definitely have to come at the confluence age.

165Yah hai rāvaṇ rājya .

169This is Ravan's kingdom.

166Vah hai īśhvarīy rājya .

170That is God's kingdom.

167Īśhvar ab sthāpanā karā rahē haĩ .

171God is now carrying out the establishment of that.

168Tum sab īśhvar K|kē bachchē hō , tumkō varsā mil rahā hai .

172All of you are the children of God. 173You are receiving your inheritance.

169Bhāratvāsī hī solvent thē , ab insolvent ban gayē haĩ .

174The people of Bharat were solvent and have now become insolvent.

170Yah banā banāyā drama hai , ismē̃ fark nahī̃ hō saktā .

175This drama is predestined; there can be no difference in it.

171Sabkā jhāṛ apnā-apnā hai .

176Everyone belongs to their own part of the tree.

172Variety jhāṛ hai nā .

177This is a variety tree.

173Dēvtā dharm vālē hī phir dēvtā dharm mē̃ āyēṅgē .

178Those who belong to the deity religion will go into the deity religion again.

174Kriściyan dharm vālē apnē dharm mē̃ khuśh haĩ aurō̃ kō bhī apnē dharm mē̃ khīñch liyā hai .

179Christians are happy in their own religion; they have even attracted others into their religion.

175Bhāratvāsī apnē dharm kō bhūlnē K|kē kāraṇ vah dharm achchhā samajh chalē jātē haĩ .

180Because the people of Bharat have forgotten their own religion, they consider other religions to be better.

176Vilāyat mē̃ naukrī kē liē kitnē jātē haĩ kyōṅki vahā̃ kamāī bahut hai .

181So many people go abroad for employment because they can earn a good income there.

177Drama baṛā wonderful banā huā hai .

182The drama is created very wonderfully.

178Iskō samajhnē key|kī achchhī buddhi chāhiē .

183A very good intellect is needed to understand it.

179Vichār sāgar manthan karnē sē sab kuchh samajh mē̃ ā jātā hai .

184By churning the ocean of knowledge you can understand everything.

180Yah banā banāyā anādi drama hai .

185This drama is eternally predestined.

181Tō tum bachchō̃ kō āpsamān sadā sukhī banānā hai .

186You children have to make others constantly happy, the same as you.

182Yah tumhārā dhandhā hai patitō̃ sē pāvan banānā .

187It is your business to purify the impure.

183Jaisē bāp kā dhandhā vaisē tumhārā .

188As is the Father's task, so is yours.

184Tumhārā mukhṛā sadaiv dēvtāō̃ jaisā harṣhit hōnā chāhiē khuśhī mē̃ .

189Let your faces remain as constantly cheerful as those of the deities.

185Tum jāntē hō ham viśhva K|kē mālik bantē haĩ .

190You know that you are becoming the masters of the world.

186Tum hō lovely children .

191Therefore, you are lovely children.

187Krōdh par baṛī khabardārī rakhnī hai .

192You have to be very cautious about anger.

188Bāp āyē haĩ bachchō̃ kō sukh kā varsā dēnē .

193The Father has come to give you children your inheritance of happiness.

189Svarg kā rāstā sabkō batānā hai .

194Show everyone the path to heaven.

190Bāp sukh kartā , duḥkh hartā hai .

195The Father is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.

191Tō tumkō bhī sukh kartā bannā hai .

196You also have to become bestowers of happiness.

192Kiskō duḥkh nahī̃ dēnā hai .

197Don't cause anyone sorrow.

193Duḥkh dēgē tō tumhārī sazā 100 guṇā baṛh jāyēgī .

198If you cause anyone sorrow, your punishment increases one hundredfold.

194Kōī bhī sajā sē bach nahī̃ saktā .

199No one can be saved from punishment.

195Bachchō̃ kē liē tō khās tribunal baiṭhtī hai .

200There will be a special tribunal for the children.

196Bāp kahtē ki tum vighna ḍālē̃gē tō bahut sajā khāyēṅgē .

201The Father says: If you cause obstacles, there has to be a lot of punishment.

197Kalp-kalpāntar tum sākṣhātkār karē̃gē ki phalānē yah banē̃gē .

202Every cycle, you will have a vision of what so-and-so is to become.

198Āgē jab dēkhtē thē tō bābā manā kartē thē ki na sunāō .

203In the early days, they were shown these things, but Baba forbade them to tell others.

199Ant mē̃ tō accurate mālūm paṛtā jāyēgā .

204At the end, everyone will know accurately.

200Āgē chalkar jōr sē sākṣhātkār hōṅgē .

205As you make further progress, there will be visions with great force.

201Vr̥iddhi tō hōtī jāyēgī .

206There will continue to be expansion.

202Ābū tak queue lag jāyēgī .

207The queue will stretch down to Abu.

203Bābā sē kōī bhī mil nahī̃ sakē̃gē .

208No one will be able to meet Baba.

204Kahē̃gē ahō prabhū tērī līlā .

209They will say: O God, Your divine activities….

205Yah bhī gāyā huā tō hai nā .

210This too is remembered.

206Vidvān , paṇḍit ādi bhī pīchhē āyēṅgē . 207Unhō̃ K|kē siṃhāsan bhī hilē̃gē .

211Scholars and pundits will also come at the end; their thrones will shake.

208Tum bachchē tō bahut khuśhī mē̃ rahē̃gē .

212You children will be in a lot of happiness.

209Achchhā  !

213Achcha.

210Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār .

214To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love and remembrance from the Mother, the Father, BapDada.

211Aisī yādpyār ēk hī bār miltī hai .

215Only once do you receive such love and remembrance.

212Jitnā tum yād kartē hō utnā tum pyār pātē hō . 213Vikarma vināśh hōtē haĩ aur dhārṇā bhī hōtī hai .

216The more you stay in remembrance, the more love you receive, the more your sins are absolved and the more you are able to imbibe.

214Bachchō̃ kō khuśhī kā pārā chaṛhā rahnā chāhiē .

217Let he mercury of happiness of you children should remain high.

215Jō bhī āyē unkō rāstā batāyē̃ .

218Show the path to anyone who comes.

216Bēhad kā varsā bēhad K|kē bāp sē pānā hai .

219The unlimited inheritance has to be received from the unlimited Father.

217Cum|kam bāt hai kyā  ?

220Is this a small matter?

218Aisā purūṣhārth karnā chāhiē .

221Such effort has to be made.

219Achchhā  !

222Achcha.

220Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē rūhānī bachchō̃ prati rūhānī bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

223To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from spiritual BapDada to the spiritual children.

221Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

224The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

222Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

225Essence for dharna:

2231 ) bōlnē chalnē mē̃ bahut royal bannā hai .

226 1. Become very royal in your way of speaking and interacting.

224Mukh sē sadaiv ratna nikālnē haĩ .

227Only let jewels constantly emerge from your lips.

225Āp samān banānē key|kī sēvā karnī hai .

228Serve to make others similar to yourself.

226Kisī key|kī dil kō rañj nahī̃ karnā hai .

229Don't hurt anyone's heart.

2272 ) krōdh par baṛī khabardārī rakhnī hai .

230 2. Be very cautious about anger.

228Mukhṛā sadaiv dēvtāō̃ jaisā harṣhit rakhnā hai .

231Let your face always be as constantly cheerful as those of the deities.

229Svayã kō gyān yōgbal sē dēvtā banānā hai .

232Make yourself into a deity with the powers of knowledge and yoga.

Blessing

230Vardān  : sadā paśhchātāp sē parē , prāpti svarūp sthiti kā anubhav karnē vālē sad-buddhivān bhav

233Blessing: May you be one with a pure intellect (sadbuddhivan) and remain constantly beyond any type of repentance and thereby experience the stage of an embodiment of attainment.

231Jō bachchē bāp kō apnē jīvan key|kī naiyā dēkar maĩ pan kō miṭā dētē haĩ . 232Śhrīmat mē̃ manmat mix nahī̃ kartē vah sadā paśhchātāp sē parē prāpti svarūp sthiti kā anubhav kartē haĩ .

234 The children who hand over the boat of their lives to the Father, and finish any consciousness of “I”, and do not mix the dictates of their minds with shrimat remain constantly beyond any type of repentance, and they experience the stage of an embodiment of attainment.

233Unhē̃ hī sad-buddhivān kahā jātā hai .

235Such children are said to be those with pure intellects.

234Aisē sad-buddhi vālē tūphānō̃ kō tōphā samajh , svabhāv-sanskār key|kī ṭakkar kō āgē baṛhnē kā ādhār samajh , sadā bāp kō sāthī banātē huē , sākṣhī hō her|har part dēkhtē sadā harṣhit hōkar chaltē haĩ .

236Children with such pure intellects consider storms (toofan) to be a gift (tohfa) and any conflict of their nature or sanskars to be a means of moving forward. 237They make the Father their constant Companion, watch every part as detached observers and constantly move along while happy and cheerful.

Slogan

235Slōgan  : jō sukhdātā bāp K|kē sukhdāī bachchē haĩ unkē pās|pass duḥkh key|kī lahar ā nahī̃ saktī .

238Slogan: Waves of sorrow cannot come to the children who give happiness as children of the Father who is the Bestower of Happiness.

239*** Om Shanti ***