बुधवार 31 मार्च 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
031-03-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 31/03/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - ēk bāp hī number one actor hai jō patitō̃ kō pāvan banānē key|kī act kartē haĩ , bāp jaisī act kōī kar nahī̃ saktā ' '
1Essence: Sweet children, the one Father is the number one actor and His act is to purify the impure. 2No one else can act like the Father.
Question
2Praśhna : sannyāsiyō̃ kā yōg jismānī yōg hai , rūhānī yōg bāp hī sikhlātē haĩ , kaisē ?
3Question: The yoga of sannyasis is physical. 4How does the Father teach you spiritual yoga?
Answer
3Uttar : sannyāsī brahm tatva sē yōg rakhnā sikhlātē haĩ .
5Answer: Sannyasis teach you to have yoga with the brahm element. 6However, that is a place of residence and it is physical yoga.
4Ab vah tō rahnē kā sthān hai .
7The elements are not said to be the Supreme.
5Tō vah jismānī yōg hō gayā . 6Tatva kō supreme nahī̃ kahā jātā . 7Tum bachchē supreme rūh sē yōg lagātē isliē tumhārā yōg rūhānī yōg hai .
8You children have yoga with the Supreme Spirit and this is why your yoga is spiritual. 9Only the Father can teach this yoga.
8Yah yōg bāp hī sikhlā saktē , dūsrā kōī bhī sikhlā na sakē kyōṅki vahī tumhārā rūhānī bāp hai .
10No one else can teach it because only He is your spiritual Father.
Song
9Gīt : tū pyār kā sāgar hai …
11Song: You are the Ocean of Love. 12We thirst for one drop.
Murli
10Ōm śhānti .
13Om shanti.
11Bachchē , bahut lōg kahtē haĩ ōm śhānti arthāt apnī ātmā key|kī pahchān dētē haĩ . 12Parantu khud samajh nahī̃ saktē .
14Children, many people say, "Om shanti", that is, they give the introduction of themselves, souls, but they themselves are not able to understand that.
13Ōm śhānti kā arth|earth bahut nikāltē haĩ .
15They have made up many meanings for the term "Om shanti".
14Kōī kahtē haĩ ōm mānā bhagvān .
16Some say that Om means God, but no!
15Parantu nahī̃ , yah ātmā kahtī hai ōm śhānti .
17It is the soul that says, “Om shanti”.
16Aham ātmā kā svadharm hai hī śhānt isliē kahtē haĩ maĩ hū̃ śhānt svarūp .
18The original religion of oneself, a soul, is peace. 19This is why it is said, “I, a soul, am an embodiment of peace.”
17Yah mērā śharīr hai jissē ham karma kartē haĩ .
20This is my body through which I perform actions.
18Kitnā sahaj hai .
21It is so easy!
19Vaisē bāp bhī kahtē haĩ ōm śhānti .
22In fact, even the Father says "Om shanti".
20Parantu maĩ sabkā bāp hōnē kāraṇ , bījrūp hōnē kāraṇ bhī jō rachnā rūpī jhāṛ hai , kalpavr̥ikṣha uskē ādi-madhy-ant kō jāntā hū̃ .
23However, because I am the Father of everyone, because I am the Seed, I know the beginning, the middle and the end of the kalpa tree, the tree of creation.
21Jaisē tum kōī bhī jhāṛ dēkhō tō uskē ādi madhya ant kō jān jāō , vah bīj tō jaṛ hai .
24When you see a tree, you can understand its beginning, middle and end. 25That seed is non-living.
22Tō bāp samjhātē haĩ yah kalpa vr̥ikṣha hai , iskē ādi madhya ant kō tum nahī̃ jān saktē , maĩ jāntā hū̃ .
26The Father explains: This is the kalpa tree and you cannot know its beginning, middle or end. 27I know it.
23Mujhē kahtē hī haĩ gyān kā sāgar .
28I am called the Ocean of Knowledge.
24Maĩ tum bachchō̃ kō baiṭh ādi madhya ant kā rāz samjhā rahā hū̃ .
29I sit here and explain to you children the secrets of the beginning, the middle and the end.
25Yah jō nāṭak hai , jiskō drama kahā jātā , jiskē tum actors hō bāp kahtē haĩ maĩ bhī actor hū̃ .
30This is a play, and it is called the drama and you are the actors in it. 31The Father says: I too am an actor.
26Bachchē kahtē haĩ hē bābā patit-pāvan actor ban āō , ākar patitō̃ kō pāvan banāō .
32Children say: O Baba, Purifier, become an actor and come here! 33Come and purify the impure!
27Ab bāp kahtē haĩ maĩ act kar rahā hū̃ .
34The Father says: I am now acting.
28Mērā part sirph is saṅgam samay hī hai .
35My part is only at this confluence age.
29Sō bhī mujhē apnā śharīr nahī̃ hai .
36I don't have a body of My own.
30Maĩ is śharīr dvārā act kartā hū̃ .
37I am acting through this body.
31Mērā nām śhiv hai .
38My name is Shiva.
32Bachchō̃ kō hī tō samjhāyēṅgē nā .
39He only explains to His children.
33Pāṭhśhālā kōī bandarō̃ vā jānvarō̃ key|kī nahī̃ hōtī hai .
40There cannot be a school of monkeys or animals.
34Parantu bāp kahtē haĩ ki in 5 vikārō̃ K|kē hōnē kāraṇ śhakla tō manuṣhya jaisī hai lēkin kartavya bandarō̃ jaisē haĩ .
41However, the Father says: Because human beings have the five vices, their faces are like those of human beings, but their activity is like that of monkeys.
35Bachchō̃ kō bāp samjhātē haĩ ki patit tō sab apnē kō kahlātē hī haĩ . 36Parantu yah nahī̃ jāntē ki hamkō patit kaun banātē haĩ aur pāvan phir kaun ākar banātē haĩ ?
42The Father explains to the children: All call themselves impure, but they don't know who makes them impure or who then comes and purifies them.
37Patit-pāvan kaun ? 38Jiskō bulātē haĩ , kuchh bhī samajh nahī̃ saktē .
43Who is the Purifier to whom they call out? 44They don’t understand anything!
39Yah bhī nahī̃ jāntē ham sab actors haĩ .
45They don't understand that they are all actors.
40Ham ātmā yah chōlā lēkar part bajātī haĩ .
46I, a soul, take this costume and play a part.
41Ātmā paramdhām sē ātī hai , ākar part bajātī hai .
47Souls come from the supreme abode and play their parts.
42Bhārat kē ūpar hī sārā khēl banā huā hai .
48The whole play is based on Bharat.
43Bhārat pāvan , bhārat patit kisnē banāyā ?
49Bharat was pure. 50Who made Bharat impure?
44Rāvaṇ nē .
51Ravan.
45Gātē bhī haĩ ki rāvaṇ kā laṅkā par rājya thā .
52They sing that there used to be the kingdom of Ravan over Lanka.
46Bāp bēhad mē̃ lē jātē haĩ .
53The Father takes you into the unlimited.
47Hē bachchō̃ , yah sārī sr̥iṣhṭi bēhad kā ṭāpū hai .
54O children, this whole world is an unlimited Lanka (island).
48Vah tō had key|kī laṅkā hai .
55That Lanka is a limited Lanka.
49Is bēhad K|kē ṭāpū par rāvaṇ kā rājya hai .
56There is the kingdom of Ravan over this unlimited island.
50Pahlē rāmrājya thā ab rāvaṇ rājya hai .
57At first, it was the kingdom of Rama and now it is the kingdom of Ravan.
51Bachchē kahtē haĩ bābā rāmrājya kahā̃ thā ?
58Children ask: Baba, where is the kingdom of God (Rama)?
52Bāp kahtē haĩ bachchē vah tō yahā̃ thā nā , jiskō sab chāhtē haĩ .
59The Father replies: Children, it existed here and everyone wants it again.
53Tum bhāratvāsī ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm K|kē hō , hindū dharm K|kē nahī̃ hō .
60You people of Bharat belonged to the original eternal deity religion, not the Hindu religion.
54Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē lāḍlē bachchō̃ , tum hī pahlē-pahlē bhārat mē̃ thē .
61Sweetest, beloved, long-lost and now-found children, at first, only you were there in Bharat.
55Tumkō vah satyug kā rājya kisnē diyā thā ?
62Who gave you that kingdom of the golden age?
56Jarūr heavenly god father hī yah varsā dēgē .
63It was definitely Heavenly God, the Father, who gave you your inheritance.
57Bāp samjhātē haĩ ki kitnē aur-aur dharmō mē̃ convert hō gayē haĩ .
64The Father explains that so many have been converted to other religions.
58Musalmānō̃ kā jab rājya thā tō bahutō̃ kō musalmān banāyā .
65When there was the kingdom of the Muslims here, they converted so many into Muslims.
59Kriściyan kā rājya thā tō bahutō̃ kō kriściyan banāyā .
66When there was the kingdom of Christians here, so many were made into Christians.
60Bauddhiyō̃ kā tō yahā̃ rājya bhī nahī̃ huā tō bhī bahutō̃ kō bauddhī banāyā . 61Convert kiyā hai apnē dharm mē̃ .
67The Buddhists didn't even have a kingdom here and yet so many became Buddhists; they converted to that religion.
62Ādi sanātan dharm jab prāyaḥlōp hō jāē tab tō phir us dharm key|kī sthāpanā hō .
68It is only when the original eternal deity religion has disappeared that it can be established once again.
63Tō bāp tum sabhī bhāratvāsiyō̃ kō kahtē haĩ ki mīṭhē-mīṭhē bachchē , tum sab ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm K|kē thē .
69The Father tells you people of Bharat: Sweetest children, you all belonged to the original eternal deity religion.
64Tumnē 84 janma liē .
70You took 84 births.
65Brāhmaṇ , dēvtā , kṣhatriya . . . . varṇa mē̃ āyē .
71You went into the Brahmin, deity and warrior clans.
66Ab phir brāhmaṇ varṇa mē̃ āyē hō dēvtā varṇa mē̃ jānē kē liē .
72You have now come into the Brahmin clan in order to go into the deity clan.
67Gātē bhī haĩ brāhmaṇ dēvtāē namaḥ , pahlē brāhmaṇō̃ kā nām lētē haĩ .
73They sing: Salutations to the Brahmins who are to become deities. 74They first mention the name of Brahmins.
68Brāhmaṇō̃ nē hī bhārat kō svarg banāyā hai .
75It was Brahmins who made Bharat into heaven.
69Yah hai hī bhārat kā prāchīn yōg .
76This is the ancient yoga of Bharat.
70Pahlē-pahlē jō rājyōg thā , jiskā gītā mē̃ varṇan hai .
77The Raja Yoga that existed earlier is mentioned in the Gita.
71Gītā kā yōg kisnē sikhlāyā thā ?
78Who taught the yoga of the Gita?
72Yah bhāratvāsī bhūl gayē haĩ .
79The people of Bharat have forgotten that.
73Bāp samjhātē haĩ ki bachchē yōg tō mainnē sikhlāyā thā .
80The Father explains that He taught you children yoga.
74Yah hai rūhānī yōg .
81This is spiritual yoga.
75Bākī sab haĩ jismānī yōg .
82All other yogas are physical.
76Sannyāsī ādi jismānī yōg sikhlātē haĩ ki brahm sē yōg lagāō .
83Sannyasis teach physical yoga or how to have yoga with the brahm element.
77Vah tō wrong hō jātā hai .
84That is wrong.
78Brahm tatva tō rahnē kā sthān hai .
85The element of brahm is a place of residence.
79Vah kōī supreme rūh nahī̃ ṭhaharā|ṭhahrā .
86That is not the Supreme Spirit.
80Bāp kō bhūl gayē haĩ .
87They have forgotten the Father.
81Tum bhī bhūl gayē thē . 82Tum apnē dharm kō bhūl gayē hō .
88You also forgot Him; you forgot your own religion.
83Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .
89This too is fixed in the drama.
84Vilāyat mē̃ yōg thā nahī̃ .
90There was no yoga abroad.
85Haṭhyōg aur rājyōg yahā̃ hī hai .
91Hatha yoga and Raja Yoga exist here.
86Vah nivr̥itti mārg vālē sannyāsī kab rājyōg sikhlā na sakē̃ .
92Sannyasis of the path of isolation cannot teach you Raja Yoga.
87Sikhāyē vah jō jāntā hō .
93Only those who know it can teach it.
88Sannyāsī lōg tō rājāī bhī chhōṛ dētē haĩ .
94Sannyasis even let go of their kingdoms.
89Gōpīchand rājā kā misāl hai nā . 90Rājāī chhōṛ jaṅgal mē̃ chalā gayā .
95There is the example of King Gopichand; he renounced his kingdom and went off into the forest.
91Uskī bhī kahānī hai .
96There is a story about him.
92Sannyāsī tō rājāī chhuṛānē vālē haĩ , vah phir rājyōg kaisē sikhlā saktē .
97Sannyasis make you renounce a kingdom, so how can they teach Raja Yoga?
93Is samay sārā jhāṛ jaṛ jaṛībhūt hō gayā hai . 94Abhī girā ki girā .
98At present, the whole tree has reached a state of total decay; it is now about to fall.
95Kōī bhī jhāṛ jab jaṛjaṛībhūt hō jātā hai tō ant mē̃ uskō girānā paṛtā hai .
99When a tree reaches a state of total decay, it is eventually made to fall down.
96Vaisē yah manuṣhya sr̥iṣhṭi rūpī jhāṛ bhī tamōpradhān hai , inmē̃ kōī sār nahī̃ hai .
100In the same way, this human world tree is also tamopradhan; there is no strength left in it.
97Inkā jarūr vināśh hōgā .
101It will definitely be destroyed.
98Inkē pahlē ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā yahā̃ karnī hōgī .
102Before that happens, the original eternal deity religion has to be established here.
99Satyug mē̃ kōī durgati vālā hōtā nahī̃ .
103No one in the golden age is in the state of degradation.
100Yah vilāyat mē̃ jākar yōg sikhlātē haĩ parantu vah hai haṭhyōg .
104People go abroad and teach yoga but that is hatha yoga; there is no knowledge in that.
101Gyān bilkul nahī̃ .
105There are many types of hatha yoga.
102Anēk prakār K|kē haṭhyōg haĩ .
106This is Raja Yoga.
103Yah hai rājyōg , iskō rūhānī yōg kahā jātā hai .
107It is called spiritual yoga.
104Vah sab haĩ jismānī .
108All the others are physical yoga.
105Manuṣhya , manuṣhya kō sikhānē vālē haĩ .
109Human beings teach human beings that yoga.
106Bāp bachchō̃ kō samjhātē haĩ ki maĩ tumkō ēk hī bār yah rājyōg sikhātā hū̃ aur kōī kadāchit sikhā na sakē .
110The Father explains to you children: Only once do I teach you this Raja Yoga. 111No one else can ever teach it to you.
107Rūhānī bāp rūhānī bachchō̃ kō sikhātē haĩ ki māmēkam yād karō tō tumhārē sab pāp miṭ jāyēṅgē .
112The spiritual Father teaches you spiritual children: Constantly remember Me alone and your sins will be erased.
108Haṭhyōgī kab aisē kah na sakē̃ .
113Hatha yogis can never say this.
109Bāp ātmāō̃ kō samjhātē haĩ .
114The Father explains to souls.
110Yah naī bāt hai .
115This is something new.
111Bāp tumkō ab dēhī-abhimānī banā rahē haĩ .
116The Father is now making you soul conscious.
112Bāp kō dēh hai nahī̃ .
117The Father doesn’t have a body.
113Iskē tan mē̃ ātē haĩ , iskā nām badal dētē haĩ kyōṅki marjīvā banā hai .
118He enters this one's body and changes his name because he has died alive.
114Jaisē gr̥ihasthī jab sannyāsī bantē haĩ tō marjīvā banē , gr̥ihasth āśhram chhōṛ nivr̥iti mārg lē liyā .
119When householders become sannyasis, they die alive. 120They leave the household ashram and go onto the path of isolation.
115Tō tumhārā bhī marjīvā bannē sē nām badal jātā hai .
121When you die alive, your name also changes. 122In the beginning, names were given to everyone.
116Pahlē śhurū mē̃ sabkē nām lāyē thē phir jō āśhcharyavat sunantī , kathantī , bhāgantī hō gayē tō nām ānā band hō gayā isliē ab bāp kahtē haĩ ki ham nām dē̃ aur phir bhāg jāyē̃ tō phāltū hō jātā hai .
123Some of them, who were amazed while listening to this knowledge and who related it to others, then left and went away. 124The giving of names stopped. 125This is why the Father says: If I give them names and they then run away, that is useless.
117Pahlē ānē vālō̃ K|kē jō nām rakhē , vah bahut ramaṇīk thē .
126The names of those who came at the beginning were very entertaining.
118Ab nahī̃ rakhtē haĩ .
127Now, they are not given such names.
119Unkā rakhē̃ jō sadaiv kāyam bhī rahē̃ .
128Names would be given to those who have remained here permanently.
120Bahutō̃ K|kē nām rakhē phir bāp kō phārkatī dē chalē gayē isliē ab nām nahī̃ badaltē haĩ .
129Many were given names, but they then divorced the Father and left. 130This is why names are no longer changed.
121Bāp samjhātē haĩ ki yah gyān kriściyan key|kī buddhi mē̃ bhī baiṭhēgā .
131The Father explains: This knowledge will also sit in the intellects of Christians.
122Itnā samajhē̃gē ki bhārat kā yōg nirākār bāp nē hī ākar sikhāyā thā .
132They will understand that only the incorporeal Father came and taught the yoga of Bharat.
123Bāp kō yād karnē sē hī pāp bhasma hōṅgē aur ham apnē ghar chalē jāyēṅgē .
133Only by remembering the Father will your sins be burnt away. 134Then we will return home.
124Jō is dharm kā hōgā aur convert hō gayā hōgā tō vah ṭhahar jāyēgā .
135Those who belonged to this religion and who were then converted will come and stay here.
125Tum jāntē hō ki manuṣhya , manuṣhya key|kī sadgati nahī̃ kar saktē .
136You understand that human beings cannot grant salvation to human beings.
126Yah dādā bhī manuṣhya hai , yah kahtā hai ki maĩ kiskī sadgati nahī̃ kar saktā .
137This Dada too is a human being. 138He also says: I cannot grant anyone salvation.
127Yah tō bābā hamkō sikhlātē haĩ ki tumhārī sadgati bhī yād sē hōgī .
139That Baba teaches us that only by having remembrance of the Father can we receive salvation.
128Bāp kahtē haĩ bachchō̃ , hē ātmāō̃ mērē sāth yōg lagāō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .
140The Father says: Children, O souls, have yoga with Me and your sins will be absolved.
129Tum pahlē golden aged pure thē phir khād paṛ gaī hai .
141At first, you were pure and golden aged and then alloy became mixed in you.
130Jō pahlē dēvī dēvtā 24 carat sōnā thē , ab iron age mē̃ ākar pahũchē haĩ .
142Deities who were at first 24 carat gold have now reached the iron age.
131Yah yōg kalp-kalp tumkō sīkhnā paṛtā hai .
143You have to study this yoga every cycle.
132Tum jāntē hō usmē̃ bhī kōī pūrā jāntē , kōī cum|kam jāntē .
144You understand that some of you know everything and others know less.
133Kōī tō aisē hī dēkhnē ātē haĩ ki yahā̃ kyā sikhātē haĩ .
145Some just come to see what is being taught here.
134Brahmākumār kumāriyā̃ itnē ḍhēr bachchē haĩ . 135Jarūr prajāpitā brahmā hōgā nā jiskē itnē bachchē ākar banē haĩ , jarūr kuchh hōgā tō jākar unhō̃ sē pūchhē tō sahī .
146They think: There are so many Brahma Kumars and Kumaris, there must definitely be Prajapita Brahma and very many have become his children. 147There must definitely be something there, and so let’s go and ask them.
136Tumkō prajāpitā brahmā sē kyā miltā hai ?
148“What do you receive from Prajapita Brahma?”
137Pūchhnā chāhiē nā ! 138Parantu itnī buddhi bhī nahī̃ hai .
149This should be asked, but none of them has even this much of an intellect!
139Bhārat kē liē khās kahtē haĩ . 140Gāyā bhī jātā hai pattharbuddhi sō pārasbuddhi . 141Pārasbuddhi sō pattharbuddhi .
150For Bharat in particular it is said, “Those who had stone intellects became those with divine intellects and those with divine intellects became those with stone intellects.”
142Satyug trētā mē̃ pārasbuddhi golden age thē phir silver age dō kalā kam huī isliē nām paṛā chandravanśhī kyōṅki nā-pass huē haĩ . 143Yah bhī pāṭhśhālā hai .
151In the golden and silver ages, you had divine intellects and were golden aged and then, in the silver age, they decreased by two degrees. 152It was because they failed that there is the name “moon dynasty”.
14433 marks sē jō nīchē hōtē haĩ vah fail hō jātē haĩ .
153This is also a school; those who receive less than 33% marks fail.
145Rām sītā phir unkī dynasty sampūrṇ nahī̃ hai isliē sūryavanśhī ban na sakē̃ .
154Rama, Sita and their dynasty are not complete and this is why they cannot become those of the sun dynasty.
146Nā-pass tō kōī hōṅgē nā kyōṅki imtahān bhī bahut baṛā hai .
155Some will fail because the examination is very high.
147Āgē government kā I|āī|eye . see|sī|C . S . kā baṛā imtahān hōtā thā .
156Earlier, the Government had the important I.C.S. examination.
148Sab thōṛēhī paṛh saktē thē .
157Not everyone could study for that.
149Kōṭō̃ mē̃ kōī nikaltē haĩ .
158Only a handful out of many will emerge.
150Kōī chāhē tō ham sūryavanśhī mahārājā mahārānī banē̃ tō unmē̃ bhī baṛī mēhnat chāhiē .
159If someone wants to become a sun-dynasty emperor or empress, a lot of effort is required for that.
151Mama bābā bhī paṛh rahē haĩ śhrīmat sē .
160Mama and Baba are also studying according to shrimat.
152Vē|way pahlē number mē̃ paṛhtē haĩ phir jō māt pitā kō follow kartē vahī unkē takht par baiṭhē̃gē .
161They study and claim number one. 162Then, those who follow the mother and father will sit on their throne.
153Sūryavanśhī 8 dynasty chaltī haĩ . 154Jaisē Edward the first , the second chaltā hai .
163There is the dynasty of eight in the sun dynasty, just as there was Edward the First, Edward the Second.
155Tumhārā connection in christians sē adhik hai .
164You have a lot of connection with the Christians.
156Kriściyan gharānē nē bhārat key|kī rājāī hap kī .
165The Christian clan swallowed the kingdom of Bharat.
157Bhārat kā athāh dhan lē gayē phir vichār karō tō satyug mē̃ kitnā athāh dhan hōgā .
166They took limitless wealth from Bharat. 167Therefore, just think how much limitless wealth there will be in the golden age.
158Vahā̃ key|kī bhēṇṭ mē̃ tō yahā̃ kuchh bhī nahī̃ hai .
168Compared to that, what exists here is nothing!
159Vahā̃ sab khāniyā̃ bhartū hō jātī haĩ .
169All the mines will be full there.
160Ab tō her|har chīj key|kī khāniyā̃ khālī hōtī jātī haĩ .
170The mines of everything have now become empty.
161Phir chakra repeat hōgā tō phir sab khāniyā̃ bhartū hō jāyēṅgī .
171The cycle will repeat again and so all the mines will become full again.
162Mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ tum ab rāvaṇ par jīt pākar rājāī lē rahē hō phir ādhākalp bād yah rāvaṇ āyēgā phir tum rājāī ganvā baiṭhē̃gē .
172Sweetest children, you are now conquering Ravan and claiming your kingdom. 173Then, after half the cycle, Ravan will come and you will lose your kingdom.
163Abhī bhāratvāsī tum kauṛī misal ban gayē hō .
174You people of Bharat have now become like shells.
164Hamnē tumkō hīrē jaisē banāyā . 165Rāvaṇ nē tumkō kauṛī jaisā banāyā hai .
175I made you become like diamonds and Ravan made you become like shells.
166Samajhtē nahī̃ ki yah rāvaṇ kab āyā ? 167Ham kyō̃ unkō jalātē haĩ .
176People don’t understand when Ravan came or why they burn an effigy of him.
168Kahtē haĩ ki yah rāvaṇ tō paramparā sē chalā ātā hai .
177They say that Ravan has existed since the beginning of time.
169Bāp samjhātē haĩ ki ādhākalp kē bād yah rāvaṇ rājya śhurū hōtā hai .
178The Father explains: The kingdom of Ravan begins after half the cycle.
170Vikārī bannē kāraṇ apnē kō dēvī dēvtā kah nahī̃ saktē .
179Because they became vicious, they can no longer call themselves deities.
171Vāstav mē̃ tum dēvī dēvtā dharm K|kē thē .
180In fact, you belonged to the deity religion.
172Tumhārē jitnā sukh kōī nahī̃ dēkh saktē .
181No one else can experience as much happiness as you.
173Sabsē adhik garīb bhī tum banē hō .
182It is you who become the poorest too.
174Dūsrē dharm vālē bād mē̃ vr̥iddhi kō pātē haĩ .
183The expansion of the other religions takes place later.
175Christ āyā , pahlē tō bahut thōṛē thē .
184When Christ came, there were very few at the beginning.
176Jab bahut hō jāē̃ tab tō rājāī kar sakē̃ .
185It is only when there are many of them that they can rule a kingdom.
177Tumkō tō pahlē rājāī miltī hai .
186You receive your kingdom first.
178Yah tō sab gyān key|kī bātē̃ haĩ .
187All of these things are matters of knowledge.
179Bāp kahtē haĩ hē ātmāyē̃ mujh bāp kō yād karō .
188The Father says: O souls, remember Me, your Father.
180Ādhākalp tum dēh-abhimānī rahē hō .
189You have been body conscious for half the cycle.
181Ab dēhī-abhimānī banō .
190Now become soul conscious!
182Ghaṛī-ghaṛī yah bhūl jātē hō kyōṅki ādhākalp key|kī kaṭ chaṛhī huī hai .
191You repeatedly forget this because rust has been accumulating on you for half the cycle.
183Is samay tum brāhmaṇ chōṭī hō .
192At this time you are Brahmins, the topknot.
184Tum hō sabsē ūñch .
193You are the highest of all.
185Sannyāsī brahm sē yōg lagātē haĩ unsē vikarma vināśh nahī̃ hōtē .
194Sannyasis have yoga with the brahm element, but their sins are not absolved through that.
186Har ēk kō satō rajō tamō mē̃ ānā jarūr hai .
195Everyone definitely has to pass through the stages of sato, rajo and tamo.
187Vāpis kōī bhī jā nahī̃ saktē .
196No one can return home.
188Jab sabhī tamōpradhān ban jātē haĩ tab bāp ākar sabhī kō satōpradhān banātē haĩ arthāt sabhī key|kī jyōti jag jātī hai .
197When everyone becomes tamopradhan, the Father comes and makes everyone satopradhan, that is, everyone's light is ignited.
189Har ēk ātmā kō apnā-apnā part milā huā hai .
198Each soul has received his own part.
190Tum hō hero heroine pārṭdhārī .
199You are hero and heroine actors.
191Tum bhāratvāsī sabsē ūñchē hō jō rājya lētē hō phir ganvātē hō aur kōī rājya nahī̃ lētā .
200You people of Bharat are the highest of all because you claim the kingdom and then lose it. 201No one else receives a kingdom like this.
192Vah rājya lētē haĩ bāhubal sē .
202They take kingdoms by physical power.
193Bābā nē samjhāyā hai jō viśhva K|kē mālik thē vahī banē̃gē .
203Baba has explained that those who were the masters of the world will become that again.
194Tō sachchā rājyōg bāp K|kē sivāē kōī sikhlā na sakē .
204No one but the Father can teach you true Raja Yoga.
195Jō sikhātē haĩ vah sab ayathārtha yōg hai .
205The yoga that people teach is inaccurate yoga.
196Vāpis tō kōī bhī jā nahī̃ saktē .
206Not a single one can return home.
197Abhī hai ant .
207It is now the end.
198Sabhī duḥkh sē chhūṭtē haĩ phir number-vār ānā hai .
208Everyone is to be liberated from sorrow and they will then come down, numberwise.
199Pahlē sukh dēkhnā hai phir duḥkh dēkhnā hai .
209Happiness will be experienced first and then sorrow will be experienced.
200Yah sab samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
210All of these matters have to be understood.
201Kahā jātā hai hath kār ḍē dil yār ḍē .
211It is said: Let your hands do the work while your heart remembers the Father.
202Kām kartē rahō bākī buddhi yōg bāp sē hō .
212Continue to do your work and connect your intellects in yoga to the Father.
203Tum ātmāyē̃ āśhik hō ēk māśhūk key|kī .
213You souls are lovers of the one Beloved.
204Abhī vah māśhūk āyā huā hai .
214That Beloved has now come.
205Sabhī ātmāō̃ ( sajaniyō̃ ) kō gul-gul banāē lē jāyēṅgē .
215He makes all of you brides beautiful and takes you back home.
206Bēhad kā sājan bēhad key|kī sajniyā̃ haĩ .
216He is the unlimited Bridegroom of the unlimited brides.
207Kahtā hai maĩ sabkō lē jāūṅgā .
217He says: I will take everyone back home.
208Phir number-vār puruṣhārth anusār jākar pad pāyēṅgē .
218You will then claim your status, numberwise, according to the efforts you make.
209Bhal gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahō , bachchō̃ kō sambhālō .
219You may live at home with your families and look after your children.
210Hē ātmā tumhārī dil bāp key|kī taraph hō .
220O souls, your hearts should be directed to the Father.
211Yahī yād kī practice kartē rahō .
221Continue to practise this remembrance.
212Bachchē jāntē haĩ abhī ham svargvāsī bantē haĩ , bāp kō yād karnē sē .
222You children understand that you are now to become residents of heaven by remembering the Father.
213Student kō tō bahut khuśhī mē̃ rahnā chāhiē .
223You students should have a lot of happiness.
214Yah tō baṛā sahaj hai .
224This is very easy.
215Drama anusār sabkō rāstā batānā hai .
225According to the drama, you show the path to everyone.
216Kōī sē debate karnē key|kī darkār nahī̃ hai .
226There is no need to debate with anyone.
217Abhī tumhārī buddhi mē̃ sārī knowledge ā gayī hai .
227All of this knowledge is now in your intellects.
218Manuṣhya bīmārī sē chhūṭtē haĩ tō badhāīyā̃ dētē haĩ .
228When human beings recover from a disease, people congratulate them.
219Yahā̃ tō sārī duniyā rōgī hai .
229Here, the whole world is diseased.
220Thōṛē samay mē̃ jayjaykār hō jāyēgī .
230In a short time, there will be cries of victory.
221Achchhā !
231Achcha.
222Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
232To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
223Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
233The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
224Dhārṇā kē liē mukhya sār :
234Essence for dharna:
2251 ) sachchē-sachchē āśhik ban hāthō̃ sē kām kartē buddhi sē māśhūk kō yād karnē key|kī practice karnī hai .
235 1. 1. Become true lovers. 236Continue to work with your hands and let your intellects practise remembering the Beloved.
226Bāp kī yād sē ham svargvāsī ban rahē haĩ , is khuśhī mē̃ rahnā hai .
237Maintain the happiness that you are becoming residents of heaven by having remembrance of the Father.
2272 ) sūryavanśhī dynasty mē̃ takhtnaśhīn bannē kē liē māt-pitā kō pūrā-pūrā follow karnā hai .
238 2. In order to be seated on the throne in the sun dynasty, completely follow the mother and father.
228Bāp samān knowledgeful ban sabkō rāstā batānā hai .
239Become as knowledge-full as the Father and show everyone the path.
Blessing
229Vardān : aṭūṭ connection dvārā current kā anubhav karnē vālē sadā māyājīt , vijayī bhav
240Blessing: May you be a constantly victorious, conqueror of Maya by experiencing a current with your unbroken connection.
230Jaisē bijlī key|kī śhakti aisā current lagātī hai jō manuṣhya dūr jākar girtā hai , shock ā jātā hai .
241 The power of electricity gives such a current that a person is thrown far away by that shock.
231Aisē īśhvarīy śhakti māyā kō dūr phēṅk dē , aisī current hōnī chāhiē lēkin current kā ādhār connection hai .
242In the same way, let Godly power throw Maya far away; let there be such a current. 243However, the basis of that current is your connection.
232Chaltē phirtē her|har second bāp kē sāth connection juṭā huā hō .
244While walking and moving around, keep your connection forged with the Father at every second.
233Aisā aṭūṭ connection hō tō current āyēgī aur māyājīt , vijayī ban jāyēṅgē .
245Let there be such an unbroken connection that you receive a current and become a victorious and conqueror of Maya.
Slogan
234Slōgan : tapasvī vah hai jō achchhē burē karma karnē vālō̃ K|kē prabhāv K|kē bandhan sē mukt hai .
246Slogan: A tapaswi is one who is free from the bondage of any influence from those who perform good or bad actions.
247*** Om Shanti ***