गुरुवार 15 अप्रैल 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
015-04-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 15/04/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp samān merciful ban anēkō̃ kō rāstā batāō , jō bachchē din rāt service mē̃ lagē rahtē haĩ - vahī bahādur haĩ ' '
1Essence: Sweet children, become as merciful as the Father and show many others this path. 2The children who remain busy in doing service day and night are courageous ones.
Question
2Praśhna : ūñchī takdīr kā mukhya ādhār kis bāt par hai ?
3Question: What is the main basis of making your fortune elevated?
Answer
3Uttar : yād kī yātrā par .
4Answer: The pilgrimage of remembrance. 5To the extent that you stay in remembrance, you accordingly make your fortune elevated.
4Jitnā jō yād kartā hai utnī ūñchī takdīr banātā hai . 5Śharīr nirvāh arth|earth karma kartē bāp aur varsē kō yād kartē rahō tō takdīr ūñchī bantī jāyēgī .
6While doing everything for the livelihood of your body, continue to remember the Father and the inheritance and your fortune will continue to become elevated.
Song
6Gīt : takdīr jagākar āī hū̃ …
7Song: I have come having awakened my fortune.
Murli
7Ōm śhānti .
8Om shanti.
8Bachchē jab paidā hōtē haĩ tō apnē sāth karmō̃ anusār takdīr lē ātē haĩ .
9When children are born, they bring their fortune with them according to their karma.
9Kōī sāhūkār pās|pass , kōī garīb kē pās janma lētē haĩ .
10Some take birth to wealthy parents whereas others take birth to poor parents.
10Bāp bhī samajhtē haĩ ki vāris āyā hai .
11The father would understand that an heir has come.
11Jaisē-jaisē dān puṇya kiyā hai , us anusār janm miltā hai .
12Each one receives a birth according to how much he has donated and how much charity he has performed.
12Ab tum mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ kō kalp bād phir sē bāp nē ākar samjhāyā hai .
13The Father has once again come after a cycle and explained to you sweetest, beloved long-lost and now-found children.
13Bachchē bhī jāntē haĩ ki ham apnī takdīr lē āyē haĩ .
14You children also know that you have brought your fortune with you.
14Svarg kī bādśhāhī key|kī takdīr lē āyē haĩ , jinhōnnē achchhī tarah sē jānā hai aur bāp kō yād kar rahē haĩ .
15You have brought with you your fortune of the sovereignty of heaven. 16This applies to those who understand this very clearly and who remember the Father.
15Yād kē sāth takdīr kā connection hai .
17Fortune is connected with remembrance.
16Janma liyā hai - tō bāp kī yād bhī hōnī chāhiē .
18You have taken birth and so there should be remembrance of the Father.
17Jitnā yād karē̃gē utnī takdīr ūñchī rahēgī .
19The more remembrance you have, the higher your fortune will be.
18Kitnī sahaj bāt hai .
20It is such an easy matter!
19Second mē̃ jīvanmukti mil jātī hai .
21You receive liberation-in-life in a second.
20Tum āyē hō sukhdhām key|kī takdīr prāpt karnē .
22You have come to attain your fortune of the land of happiness.
21Abhī har ēk purūṣhārth kar rahē haĩ .
23Each of you is now making effort.
22Har ēk apnē kō dēkh rahē haĩ ki ham kaisē purūṣhārth kar rahē haĩ .
24Each of you can look at yourself to see how you make effort.
23Jaisē mama bābā aur serviceable bachchē purūṣhārth kartē haĩ unkō follow karnā chāhiē .
25Just as Mama, Baba and the serviceable children are making effort, so you too should follow them.
24Sabkō bāp kā parichay dēnā chāhiē .
26Give everyone the Father’s introduction.
25Bāp kā parichay diyā tō rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā bhī ā jāyēgā .
27When you give the Father’s introduction it should also include the introduction of the beginning, the middle and the end of creation.
26R̥iṣhi , muni ādi kōī bhī rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā knowledge dē nahī̃ saktē .
28None of the rishis or munis can give the knowledge of the Creator or of the beginning, the middle and the end of creation.
27Abhī tumhārī buddhi mē̃ sārā chakra smr̥iti mē̃ rahtā hai .
29Your intellects are now aware of the whole cycle.
28Duniyā mē̃ kōī bhī bāp aur varsē kō nahī̃ jāntē .
30No one in the world knows the Father or the inheritance.
29Tum bachchē ab bāp kō aur apnī takdīr kō jāntē hō .
31Now, you children know the Father and your fortune and you have to remember the Father.
30Ab bāp kō yād karnā hai . 31Śharīr nirvāh arth|earth karma bhī karnā hai .
32You definitely have to perform actions for the livelihood of your bodies.
32Gharbār bhī sambhālnā hai .
33You also have to look after your households.
33Kōī nirbandhan haĩ tō vah achchhī service kar saktē haĩ .
34Anyone who is free from bondage can do very good service.
34Bāl-bachchē kōī nahī̃ tō unkō service karnē kā achchhā chance hai .
35Those who don’t have children have a very good chance to do service.
35Strī kō pati vā bachchō̃ kā bandhan hōtā hai .
36Otherwise, a woman has the bondage of her husband and children.
36Agar bachchē nahī̃ haĩ tō bandhanmukt ṭhaharē nā . 37Vah jaisē vānaprasthī hō gayē .
37If she doesn’t have children, she is free from bondage; that is being in the stage of retirement.
38Phir muktidhām mē̃ jānē kē liē saṅg chāhiē .
38Then, company is needed to go to the land of liberation.
39Bhakti mārg mē̃ tō saṅg miltā hai - sādhuō̃ ādi kā , nivr̥itti mārg vālō̃ kā .
39On the path of devotion they take the company of sages etc. and those on the path of isolation.
40Vah nivr̥itti mārg vālē pravr̥itti mārg kā varsā dilā na sakē̃ .
40Those on the path of isolation cannot enable anyone to receive the inheritance of the family path.
41Tum bachchē hī dilā saktē hō .
41Only you children can enable people to receive it.
42Tumkō bāp nē rāstā batāyā hai .
42The Father has shown you the path.
43Bhārat key|kī history-geography 84 janmō̃ key|kī baiṭh samjhāō .
43Sit and relate the history and geography of Bharat and 84 births.
44Bhāratvāsī hī 84 janma lētē haĩ .
44Only the people of Bharat take 84 births.
45Ēk key|kī bāt nahī̃ hai .
45It is not a question of just one birth.
46Sūryavanśhī sō phir chandravanśhī , phir vaiśhyavanśhī . . . . gharānē mē̃ ātē haĩ , number-vār tō hōtē haĩ nā .
46Those who belong to the sun dynasty then go into the moon dynasty, then the merchant dynasty; it is numberwise.
47Bhārat kā pahlā number prince hai śhrīkr̥iṣhṇa , jiskō jhūlē mē̃ jhulātē haĩ .
47The number one prince of Bharat is Shri Krishna, whom they rock in a cradle.
48Dūsrē number kō jhulātē hī nahī̃ haĩ kyōṅki kalā kam hō gaī .
48They don’t rock the second number because the degrees have reduced.
49Jō pahlā number hai , pūjā uskī hōtī hai .
49The number one is worshipped.
50Manuṣhya samajhtē nahī̃ ki kr̥iṣhṇa ēk hai vā dō tīn haĩ .
50People don’t understand whether there is one Krishna or two or three Krishnas.
51Kr̥iṣhṇa key|kī dynasty chaltī hai , yah kiskō bhī patā nahī̃ hai .
51No one knows that there is the dynasty of Krishna.
52Pūjā sirph number one key|kī hōtī hai .
52Only the number one is worshipped.
53Marks tō number-vār hī miltē haĩ .
53Marks are received numberwise.
54Tō purūṣhārth karnā chāhiē ki kyō̃ na ham pahlē number mē̃ āyē̃ .
54Therefore, effort has to be made: Why should I not claim number one?
55Mama bābā kō follow karē̃ , unkī rājdhānī lē lēvē̃ .
55Follow Mama and Baba and claim their kingdom.
56Jō achchhī service karē̃gē vah achchhē mahārājā K|kē ghar mē̃ janma lē̃gē .
56Those who serve well will take birth in a good home to an emperor.
57Vahā̃ tō hai hī mahārājā mahārānī .
57There, there are only emperors and empresses.
58Us samay kōī rājā-rānī kā title nahī̃ hōtā hai . 59Vah bād mē̃ śhurū hōtā hai .
58There are no such titles as kings and queens at that time; they come into existence later.
60Dvāpar sē jab patit bantē haĩ tō unmē̃ baṛī property vālē kō rājā kahā jātā hai .
59When they become impure in the copper age, those who have huge properties take the title of king.
61Phir mahārājā kā lakab kam hō jātā hai , prāyaḥ lōp hō jātā hai .
60The status of an emperor becomes less; it disappears.
62Phir jab bhakti mārg hōtā hai tō garīb , sāhūkār mē̃ fark tō rahtā hai nā .
61When the path of devotion begins, there is a difference between those who are wealthy and those who are poor.
63Ab tum bachchē hī śhivbābā kō yād kartē hō aur unsē varsā lē rahē hō .
62Now, only you children remember Shiv Baba and claim your inheritance from Him.
64Aur satsaṅgō̃ mē̃ manuṣhya baiṭh kathā sunātē haĩ , manuṣhya , manuṣhya kō bhakti sikhlātē haĩ . 65Vē|way gyān dēkar sadgati nahī̃ kar saktē .
63In other spiritual gatherings, people sit and relate religious stories. 64Human beings only teach devotion to human beings; they cannot give knowledge or grant salvation.
66Vēd , śhāstra ādi sab haĩ bhakti mārg K|kē .
65The Vedas and scriptures belong to the path of devotion.
67Sadgati tō gyān sē hōtī hai .
66Only through knowledge is there salvation.
68Punarjanma kō bhī māntē haĩ .
67People believe in rebirth.
69Bīch mē̃ tō kōī bhī vāpis jā na sakē .
68No one can return home in between.
70Ant mē̃ hī bāp ākar sabkō lē jātē haĩ .
69It is only at the end that the Father comes and takes everyone back home.
71Itnī sab ātmāyē̃ kahā̃ jākar ṭhaharē̃gī ?
70Where will all those souls go and reside?
72Sab dharm vālō̃ K|kē section tō alag-alag haĩ nā .
71Each religion has its own section.
73Tō yah bhī samjhānā hai .
72This also has to be explained.
74Yah kiskō patā nahī̃ hai ki ātmāō̃ kā bhī jhāṛ hai .
73No one knows that there is also a tree of souls.
75Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ sārē jhāṛ kā gyān rahtā hai .
74You children have the knowledge of the whole tree in your intellects.
76Ātmāō̃ kā jhāṛ bhī hai , jīv ātmāō̃ kā bhī jhāṛ hai .
75There is a tree of souls and also a tree of living beings.
77Bachchē jāntē haĩ ki ham yah purānā śharīr chhōṛkar ghar jā rahē haĩ .
76You children know that you will shed your old bodies and return home.
78 « maĩ ātmā ' ' is śharīr sē alag hū̃ - yah samajhnā gōyā jītē jī marnā .
77To consider yourself to be separate from your body means to die alive.
79Āp muyē mar gaī duniyā .
78When you die, the world is dead to you.
80Mitr , sambandhī ādi sabkō chhōṛ diyā .
79You then leave all your friends and relatives.
81Pahlē pūrī śhikṣhā lēkar , martabē K|kē adhikārī ban phir jānā hai .
80You first of all take the full teachings and claim a right to a status and you then have to return home.
82Bāp kō yād karnā tō bahut sahaj hai .
81To remember the Father is very easy.
83Bhal kōī bīmār hō , unkō bhī kahtē rahnā chāhiē ki śhivbābā kō yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .
82Even if someone is ill, you should continue to tell him: Remember Shiv Baba and your sins will be absolved.
84Jō pakkē yōgī haĩ unkē liē jaldī marnā ( śharīr chhōṛnā ) bhī achchhā nahī̃ hai kyōṅki vah yōg mē̃ rahkar rūhānī sēvā kartē haĩ .
83It is not good for those who are firm yogis to die soon because they are doing spiritual service while staying in yoga.
85Mar jāyēṅgē tō sēvā kar nahī̃ sakē̃gē .
84If they die they won’t be able to do service.
86Sēvā karnē sē apnā ūñch pad banātē rahē̃gē aur bhāī-bahinō̃ key|kī sēvā bhī hōgī .
85By doing service, you continue to make your status elevated and you are also able to serve your brothers and sisters.
87Vah bhī bāp sē varsā pā lē̃gē .
86You will also claim the inheritance from the Father.
88Ham āpas mē̃ bhāī haĩ , ēk bāp K|kē bachchē haĩ .
87We are brothers, children of the one Father.
89Bāp kahtē haĩ ö mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .
88The Father says: Remember Me and your sins will be absolved.
90Āgē bhī aisē kahā thā .
89He said this previously too.
91Kiskō bhī samjhā saktē hō , bahan jī athavā bhāī jī , tumhārī ātmā tamōpradhān ban gaī hai .
90You can explain to anyone: Brothers and sisters, you souls have become tamopradhan.
92Jō satōpradhān thī ab phir tamōpradhān sē satōpradhān ban satōpradhān duniyā mē̃ chalnā hai .
91You were satopradhan and you now have to change from tamopradhan to satopradhan and go to the satopradhan world.
93Ātmā kō satōpradhān banānā hai yād kī yātrā sē .
92Souls have to be made satopradhan with the pilgrimage of remembrance.
94Yād kā pūrā chart rakhnā chāhiē .
93You have to keep a proper chart of remembrance.
95Gyān kā chart nahī̃ rakh sakē̃gē .
94You won’t be able to keep a chart of knowledge.
96Bāp tō gyān dētē rahtē haĩ .
95The Father continues to give you knowledge.
97Jāñch rakhnī hai ki hamārē ūpar jō vikarmō̃ kā bōjhā hai , vah kaisē utarē isliē yād kā chart rakhā jātā hai .
96You have to check how to remove your burden of sin. 97This is why charts of remembrance are kept.
98Hamnē kitnā ghaṇṭā yād kiyā ?
98How many hours did I stay in remembrance?
99Mūlvatan kō bhī yād kartē haĩ phir naī duniyā kō bhī yād kartē haĩ .
99You remember the incorporeal world and you also remember the new world.
100Uthal-puthal hōnī hai .
100Upheaval has to come.
101Uskī bhī taiyārī hō rahī hai . 102Bombs ādi bhī bantē jāyēṅgē .
101Preparations are being made for that; they continue to manufacture bombs.
103Ēk taraph kahtē haĩ ki ham aisē-aisē maut kē liē sāmān banā rahē haĩ . 104Dūsrī taraph kahtē maut kā sāmān nahī̃ banāō .
102On the one hand, they say they are inventing materials to bring about death and on the other hand, they say: Don’t manufacture anything for death.
105Samudra kē nīchē bhī mārnē kā sāmān rakhā hai , ūpar ākar bombs chhōṛ phir samudra mē̃ chalē jāyēṅgē .
103They even have deadly things beneath the sea. 104They will come up from beneath the sea (in submarines), release the bombs and then submerge again.
106Aisī-aisī chīzē banātē rahtē haĩ .
105They continue to manufacture such things.
107Yah apnē hī vināśh kē liē kar rahē haĩ .
106They are doing all of that for their own destruction.
108Maut sāmnē khaṛā hai .
107Death is just standing ahead.
109Itnē baṛē-baṛē mahal banā rahē haĩ . 110Tum jāntē hō yah sab miṭṭī mē̃ mil jāyēṅgē .
108So many huge palaces are being built but you know that all of them will be turned to dust.
111Kinkī dabī rahī dhūl mē̃ . . . laṛāī jarūr hōgī .
109Some people’s wealth will be buried under the ground…
112Kōśhiśh kar pocket sabkē khālī karē̃gē .
110War will definitely take place.
113Chōr bhī kitnē ghus paṛtē haĩ .
111They will try to empty everyone’s pocket.
114Laṛāī par kitnā kharchā kartē haĩ .
112So many thieves go there. 113They spend so much on war.
115Yah sab miṭṭī mē̃ mil jānā hai .
114All of that is going to turn to dust.
116Makān ādi sab girē̃gē .
115All the buildings etc. will fall.
117Bombs ādi girnē sē sr̥iṣhṭi K|kē 3 bhāg khalās hō jātē haĩ .
116When the bombs are dropped, three quarters of the world will be destroyed.
118Bākī ēk bhāg bach jātā hai .
117Only one quarter will remain.
119Bhārat ēk hissē mē̃ hai nā .
118Bharat is in one quarter, is it not?
120Bākī tō sab bād mē̃ āyē huē haĩ .
119All the others came into existence later.
121Abhī bhārat kā hī bhāg bachēgā .
120Only the Bharat portion will remain.
122Maut tō sabkā hōnā hī hai tō kyō̃ na ham bāp sē pūrā varsā lē lē̃vē isliē bāp kahtē haĩ laukik sambandhiyō̃ sē bhī tōṛ nibhānā hai .
121Everyone is to die. 122Therefore, why should we not claim our full inheritance from the Father? 123This is why the Father says: You also have to fulfil your responsibility to your worldly relatives.
123Bākī bandhan nahī̃ hai tō bābā rāy dēgē ki kyō̃ nahī̃ service par lag jātē hō .
124If you have no bondage, Baba would advise you: Why don’t you become busy in doing service?
124Svatantr haĩ tō bahutō̃ kā bhalā kar saktē haĩ .
125You are free and you can therefore benefit many people.
125Achchhā kahā̃ bāhar na jāyē̃ tō apnē mitr sambandhiyō̃ par hī rahm karnā chāhiē .
126OK, you may not go out anywhere. 127You should at least have mercy for your friends and relatives.
126Āgē kahtē thē nā ki bābā rahm karō .
128Previously, you used to say: Baba, have mercy!
127Ab tō tumkō rāstā milā hai tō aurō̃ par bhī rahm karnā chāhiē , jaisē bāp rahm kartā hai .
129You have now been shown the path. 130Therefore, you should also have mercy for others just as the Father has mercy.
128Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .
131The Father says: Remember Me and your sins will be absolved.
129Sannyāsī lōg tō haṭhyōg ādi key|kī kitnī mēhnat kartē haĩ .
132Sannyasis make so much effort doing hatha yoga.
130Yahā̃ tō yah kuchh nahī̃ hai .
133Here, you don’t have to do any of that.
131Sirph yād karō tō pāp bhasma hō jāyēṅgē , ismē̃ kōī taklīph nahī̃ .
134You simply have to stay in remembrance so that your sins will be burnt away. 135There is no difficulty in this.
132Sirph yād K|kē yātrā key|kī bāt hai .
136It is just a matter of staying on the pilgrimage of remembrance.
133Uṭhō-baiṭhō , karmēndriyō̃ sē bhal karma bhī karō , sirph buddhi kā yōg bāp sē lagāō .
137When you sit, walk and move around, you do everything with your physical organs, but you connect your intellects in yoga to the Father.
134Sachchā-sachchā āśhik bannā hai us māśhūk kā .
138Become true lovers of that Beloved.
135Khud kahtē haĩ ki hē āśhikō̃ , hē bachchō̃ !
139He Himself says: O lovers! 140O children.
136Bhakti mārg mē̃ tō bahut yād kiyā .
141On the path of devotion, you remembered Me a great deal.
137Lēkin ab mujh māśhūk kō yād karō tō tumhārē pāp bhasma hōṅgē .
142Now remember Me, the Beloved, and your sins will be burnt away.
138Maĩ guarantee kartā hū̃ .
143I guarantee this.
139Kōī-kōī bāt śhāstrō̃ mē̃ ā gaī hai .
144Some of these things are mentioned in the scriptures.
140Bhagvān dvārā gītā sunnē sē tum jīvanmukti pātē hō .
145By listening to the Gita from God you will receive liberation-in-life.
141Manuṣhya dvārā gītā sunnē sē jīvanbandh mē̃ ā gayē hō , sīṛhī utartē āyē hō .
146By listening to the Gita from human beings you have come into a life of bondage. 147You have continued to come down the ladder.
142Har ēk bāt mē̃ vichār sāgar manthan karnā hai .
148You have to churn the ocean of knowledge about everything.
143Apnī buddhi chalānī hai .
149Use your intellects!
144Yah buddhi key|kī yātrā hai , jissē vikarma vināśh hōṅgē .
150This is the pilgrimage of the intellect through which your sins are absolved.
145Vēd , śhāstra , yagya , tap ādi karnē sē pāp nāśh nahī̃ hōṅgē . 146Nīchē hī girtē āyē .
151Sins will not be absolved by studying the Vedas and scriptures or by doing tapasya or having sacrificial fires.
147Abhī tumkō ūpar jānā hai .
152You come down and then you have to go up above.
148Sirph sīṛhī sē kōī samajh nahī̃ sakē̃gē , jab tak us par kōī samjhāyē nahī̃ .
153Unless someone explains it to them, no one will be able to understand anything from just the picture of the ladder.
149Jaisē chhōṭē bachchē kō chitra dikhākar sikhānā paṛtā hai - yah hāthī hai . 150Jab hāthī dēkhē̃gē tō chitra bhī yād āyēgā . 151Jaisē tumhārī buddhi mē̃ ā gayā hai .
154Just as you teach small children by showing them pictures – this is an elephant, when he sees an elephant, he will remember that picture – in the same way, this enters your intellects.
152Chitra mē̃ hamēśhā chhōṭī chīz dikhāī jātī hai .
155In the pictures, they have shown small images.
153Tum jāntē hō ki vaikuṇṭha tō baṛā hōgā nā .
156You know that Paradise will be very big.
154Baṛī rājdhānī hōgī .
157There will be a big kingdom there.
155Vahā̃ hīrē javāharātō̃ K|kē mahal hōtē haĩ , vah phir prāyaḥlōp hō jātē haĩ .
158There will be palaces of diamonds and jewels there.
156Sab chīzē̃ gāyab hō jātī haĩ .
159All of them will then disappear; everything will disappear.
157Nahī̃ tō yah bhārat garīb kaisē banā ?
160How else would this Bharat have become poor?
158Sāhūkār sē garīb , garīb sē sāhūkār bannā hai .
161From poor, it has to become wealthy and from wealthy, poor.
159Yah drama banā-banāyā hai isliē sīṛhī par samjhāyā jātā hai , nayē-nayē ātē haĩ unkō samjhānē sē practice hōgī , mukh khul jāyēgā .
162This drama is predestined. 163This is why the picture of the ladder is explained. 164By explaining to new people who come, you will develop that practice and your mouths will open.
160Service lāyak bachchō̃ kō banāyā jātā hai .
165Children are made worthy of doing service.
161Kaī centres par tō bahut bachchē aśhānti phailātē rahtē haĩ .
166In many centres, children spread a lot of peacelessness.
162Buddhiyōg bāhar bhaṭaktā hai tō nuksān kar dētē haĩ . 163Vāyumaṇḍal kharāb kar dētē haĩ .
167When their intellects’ yoga wanders outside, they cause damage and spoil the atmosphere.
164Number-vār tō haĩ nā .
168It is numberwise.
165Phir bāp kahēgā tumnē paṛhā nahī̃ , tō yah hall|hāl apnā dēkhō .
169So, the Father would say: You didn’t study and so now look what your state has become!
166Din-pratidin jāstī sākṣhātkār hōtē rahē̃gē .
170Day by day, you will continue to have more visions.
167Pāp karnē vālō̃ kō sazāyē̃ bhī miltī rahē̃gī .
171Those who commit sin will continue to receive punishment.
168Phir kahē̃gē - nāhēk hamnē pāp kiyā .
172They will then say: I committed sin for no reason.
169Bāp kō sunākar prāyaścit karnē sē kuchh kam hō saktā hai .
173When you tell the Father and repent, it can be reduced a little.
170Nahī̃ tō vr̥iddhi hōtī rahēgī .
174Otherwise, it will continue to increase.
171Aisā hōtā rahtā hai .
175This will continue to happen.
172Khud bhī mahsūs karē̃gē parantu phir kahtē kyā karē̃ - hamārī yah ādat miṭtī nahī̃ , issē tō ghar jākar rahē̃ .
176You will then feel it and say: What can I do? 177This habit of mine does not finish. 178Therefore, it would be better to go and live at home.
173Kōī tō achchhī service kartē haĩ .
179Some do very good service.
174Kōī dis-service bhī kartē haĩ .
180Some even do disservice.
175Hamārī sēnā mē̃ kaun-kaun bahādur haĩ , yah bāp baiṭh nām batātē haĩ .
181The Father sits here and gives you the names of those in His army who are brave and courageous.
176Bākī laṛāī ādi key|kī yahā̃ bāt nahī̃ hai .
182There is no question of a war here.
177Yah haĩ bēhad key|kī bātē̃ .
183These are unlimited matters.
178Achchhē bachchē hōṅgē tō bāp jarūr mahimā bhī karē̃gē .
184Good children are definitely praised by the Father.
179Bachchō̃ kō bahut merciful , kalyāṇkārī bannā hai .
185You children have to become very merciful and benevolent.
180Andhō̃ kī lāṭhī bannā hai .
186Become sticks for the blind.
181Sabkō rāstā batānā hai ki bāp kō yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .
187Show everyone the path: Remember the Father and your sins will be absolved.
182Pāp ātmā aur puṇya ātmā kahtē haĩ nā .
188It is said: Sinful soul and charitable soul.
183Aisē thōṛēhī ki andar paramātmā hai vā ātmā kōī paramātmā ban jātī hai .
189It isn’t that the Supreme Soul is sitting in that one or that a soul becomes the Supreme Soul.
184Yah sab wrong hai .
190All of that is wrong.
185Paramātmā par thōṛēhī pāp lagtā hai .
191No sin can be accumulated by the Supreme Soul.
186Uskā tō drama mē̃ part hai service karnē kā .
192He has the part in the drama of doing service.
187Manuṣhya hī pāpātmā , puṇyātmā bantē haĩ .
193It is human beings who become sinful souls and charitable souls.
188Jō satōpradhān thē vahī tamōpradhān banē haĩ .
194Those who were satopradhan have become tamopradhan.
189Unkē tan mē̃ bāp baiṭh satōpradhān banātē haĩ tō unkī mat par chalnā paṛē nā .
195The Father sits in this one’s body and makes you satopradhan, and you should therefore follow His directions.
190Abhī bāp nē tum bachchō̃ kō viśhālbuddhi banāyā hai .
196The Father has now made your intellects very broad and unlimited.
191Abhī tum jāntē hō ki rājdhānī kaisē sthāpan hō rahī hai .
197You now know how the kingdom is being established.
192Bāp hī brahmā tan mē̃ ākar brahmā mukh vaṅśhāvalī bachchō̃ kō rājyōg sikhāē dēvī dēvtā banātē haĩ .
198The Father enters the body of Brahma and teaches Raja Yoga to you mouth-born creation of Brahma and makes you into deities.
193Phir punarjanma lē sīṛhī utartē haĩ .
199You then take rebirth and come down the ladder.
194Ab phir sab repeat karnā hai .
200All of that now has to repeat.
195Bāp phir brahmā dvārā sthāpanā karā rahē haĩ .
201The Father is once again carrying out establishment through Brahma.
196Yōg bal sē tum 5 vikārō̃ par jīt pākar jagatjīt bantē hō .
202You conquer the five vices with the power of yoga and become conquerors of the world.
197Bākī laṛāī ādi key|kī kōī bāt nahī̃ hai .
203There is no question of a war.
198Achchhā .
204Achcha.
199Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
205To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
200Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
206The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
201Dhārṇā kē liē mukhya sār :
207Essence for dharna:
2021 ) bandhanmukt ban bāp key|kī service mē̃ lag jānā hai , tab hī ūñchī takdīr banē̃gī .
208 1. 1. Become free from bondage and engage yourself in the Father’s service. 209Only then will you make your fortune elevated.
203Merciful ban anēkō kō rāstā batānā hai .
210Become merciful and show many others the path.
204Andhō̃ kī lāṭhī bannā hai .
211Become a stick for the blind.
2052 ) is śharīr sē mamatva nikāl jītē jī marnā hai kyōṅki ab vāpis ghar jānā hai .
212 2. Remove all attachment from your body and die alive because you now have to return home.
206Bīmārī mē̃ bhī ēk bāp kī yād rahē tō vikarma vināśh hō jāyēṅgē .
213Even if you are ill just remember the one Father and your sins will be absolved.
Blessing
207Vardān : anya ātmāō̃ key|kī sēvā K|kē sāth-sāth svayã key|kī bhī sēvā karnē vālē saphaltāmūrt bhav
214Blessing: May you become an embodiment of success by serving yourself as well as serving others.
208Sēvā mē̃ saphaltāmūrt bannā hai tō dūsrō̃ key|kī service K|kē sāth-sāth apnī bhī service karō .
215 In order to become an embodiment of success, as well as serving others, also serve yourself.
209Jab kōī bhī service par jātē hō tō aisē samjhō ki service K|kē sāth-sāth apnē bhī purānē saṅskārō̃ kā antim saṅskār kartē haĩ .
216Whenever you go to do service, always think that together with doing that service, you are also finally cremating of your old sanskars.
210Jitnā saṅskārō̃ kā saṅskār karē̃gē utnā hī satkār milēgā .
217The more you cremate your sanskars, the more respect you will receive.
211Sabhī ātmāyē̃ āpkē āgē man sē namaskār karē̃gī .
218All souls will salute you with their minds.
212Lēkin bāhar sē namaskār karnē vālē nahī̃ banānā , mānasik namaskār karnē vālē banānā .
219However, do not make them into those who simply salute you externally, but make them into those who salute you with their minds
Slogan
213Slōgan : bēhad key|kī sēvā kā lakṣhya rakhō tō had K|kē bandhan sab ṭūṭ jāyēṅgē .
220Slogan: Keep the aim of doing unlimited service and all your limited bondages will break.
221*** Om Shanti ***