शुक्रवार 23 अप्रैल 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
023-04-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 23/04/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp key|kī yah wonderful haṭṭī ( dukān ) hai , jis par sab variety sāmān miltā hai , us haṭṭī K|kē tum mālik hō ' '
1Essence: Sweet children, this is the Father’s wonderful shop where you can find all variety of things. 2You are the masters of this shop.
Question
2Praśhna : is wonderful dukāndār key|kī copy kōī bhī nahī̃ kar saktā hai - kyō̃ ?
3Question: Why can no one copy this wonderful Shopkeeper?
Answer
3Uttar : kyōṅki yah svayã hī sarv khajānō̃ kā bhaṇḍār hai .
4Answer: Because He is the Treasurer of all the treasures. 5He is the Ocean of Knowledge, Happiness, Peace, Purity - everything.
4Gyān kā , sukh kā , śhānti kā , pavitratā kā , sarv chījō̃ kā sāgar hai , jiskō jō chāhiē vah mil saktā hai .
6Anyone can find whatever they want.
5Nivr̥itti mārg vālō̃ kē pās yah sāmān mil nahī̃ saktā .
7Those on the path of isolation cannot provide these things.
6Kōī bhī apnē kō bāp samān sāgar kah nahī̃ saktē .
8No one else can call himself an ocean like the Father.
Song
7Gīt : tumhē̃ pākē hamnē …
9Song: Having found You, we have found the whole world; the earth and sky all belong to us.
Murli
8Ōm śhānti .
10Om shanti.
9Ab bachchē baiṭhē haĩ bēhad K|kē bāp K|kē sāmnē .
11You children are now sitting in front of the unlimited Father.
10Inkō bēhad kā bāp bhī kahā jāē tō bēhad kā dādā bhī kahā jāē aur phir bēhad K|kē bachchē baiṭhē haĩ aur bāp bēhad kā gyān dē rahē haĩ .
12He is called the unlimited Father, and He can also be called the unlimited Grandfather. 13You unlimited children are sitting here and the Father is giving you unlimited knowledge.
11Had key|kī bātē̃ ab chhūṭī .
14You have let go of all limited things.
12Ab bāp sē bēhad kā varsā lēnā hai .
15You now have to claim the unlimited inheritance from the Father.
13Yah ēk hī haṭṭī ṭhaharī .
16This is the only shop.
14Manuṣhyō̃ kō patā nahī̃ hai ki ham kyā chāhtē haĩ .
17People don’t know what they want.
15Bēhad K|kē bāp key|kī haṭṭī tō bahut baṛī hai .
18The shop of the unlimited Father is very big.
16Unkō kahā jātā hai sukh kā sāgar , pavitratā kā sāgar , ānand kā sāgar , gyān kā sāgar . . . kōī dukāndār hōtā hai tō unkē pās|pass bahut variety hōtī hai .
19He is called the Ocean of Happiness, the Ocean of Purity, the Ocean of Bliss, the Ocean of Knowledge. 20Some shopkeepers have many varieties of things.
17Tō yah hai bēhad kā bāp .
21This is the unlimited Father.
18Inkē pās|pass bhī variety sāmān hai .
22He too has all variety of things.
19Kyā-kyā hai ?
23What does He have?
20Bābā gyān kā sāgar hai , sukh kā , śhānti kā sāgar hai .
24Baba is the Ocean of Knowledge, the Ocean of Happiness, the Ocean of Peace.
21Unkē pās|pass yah vaṇḍar-phul , alaukik sāmān hai .
25He stocks all of these wonderful alokik things.
22Phir gāyā bhī jātā hai - sukh-kartā .
26It is also remembered that He is the Bestower of Happiness.
23Yah ēk hī dukān ṭhaharī aur tō kōī kā aisā dukān hai nahī̃ .
27There is only this one shop. 28No one else has such a shop.
24Brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar kē pās kyā sāmān hai ?
29What stock do Brahma, Vishnu and Shankar have?
25Kuchh bhī nahī̃ .
30None at all.
26Sabsē ūñchā sāmān hai bāp kē pās , isliē unkī mahimā gāī jātī hai .
31The Father has the most elevated stock. 32This is why He is praised.
27Tvamēv mātāśhcha pitā . . . . aisī mahimā kabhī kiskī gāī nahī̃ jātī .
33It is said: You are the Mother and You are the Father. 34Such praise cannot be sung of anyone else.
28Manuṣhya śhānti kē liē bhaṭaktē rahtē haĩ .
35Human beings wander around for peace.
29Kōī kō davāī chāhiē , kōī kō kuchh chāhiē .
36Some need medicine and others need something else.
30Vah sab had key|kī dukān haĩ .
37All of those shops are limited.
31Sārī duniyā mē̃ sabkē pās|pass had key|kī chīzē̃ haĩ .
38Throughout the whole world, everyone has limited things.
32Yah ēk hī bāp hai jiskē pās|pass bēhad key|kī chīzē̃ haĩ isliē unkī mahimā bhī gātē haĩ ki patit-pāvan hai , liberator hai , gyān kā sāgar , ānand kā sāgar hai .
39Only the one Father has unlimited things. 40This is why He is praised as the Purifier, the Liberator, the Ocean of Knowledge, the Ocean of Bliss.
33Yah sab variety vakkhar ( sāmān ) hai .
41All these are the variety of His stock.
34List likhē̃gē tō bahut hō jāyēgī .
42If you make a list, there are many items.
35Jis bāp kē pās yah chīzē̃ haĩ tō bachchō̃ kā bhī hak hai un par .
43The children have a right to the things that this Father has.
36Parantu yah kiskī buddhi mē̃ nahī̃ ātā ki jab aisē bāp K|kē ham bachchē haĩ tō bāp key|kī chīzō̃ K|kē ham mālik hōnē chāhiē .
44However, it doesn’t enter anyone’s intellect that, since we are the children of such a Father, we are the masters of the things that belong to the Father.
37Bāp ātē bhī haĩ bhārat mē̃ .
45The Father comes in Bharat.
38Bāp kē pās jō sab chījē̃ haĩ - vē|way jarūr lē āyēṅgē .
46The Father definitely brings all the things that He has with Him.
39Unkē pās|pass lēnē liē tō jā nahī̃ saktē .
47You cannot go to Him to get them from Him.
40Bāp kahtē haĩ , mujhē ānā paṛtā hai .
48The Father says: I have to come here.
41Kalp-kalp , kalp K|kē saṅgam par maĩ ākar tumkō sab chījē̃ dē jātā hū̃ .
49I come every cycle at the confluence age. 50I come and give you all of these things.
42Ham jō tumkō vakkhar dētā hū̃ , vah phir kabhī nahī̃ mil saktā .
51At no other time can you receive all the stock that I give you.
43Ādhākalp kē liē tumhārē bhaṇḍārē bhar jātē haĩ .
52Your treasure-store becomes full for half the cycle.
44Aisī kōī aprāpta vastu nahī̃ rahtī jiskē liē pukārnā paṛē .
53There is nothing unattained for which you would have to call out to Him.
45Drama plan anusār tum sab varsā lēkar phir dhīrē-dhīrē sīṛhī utartē hō .
54According to the drama plan, all of you claim the inheritance and you then all gradually come down the ladder.
46Punarjanma bhī jarūr lēnā paṛē . 4784 janm bhī lēnā hai .
55You definitely also have to take rebirth; you have to take 84 births.
4884 kā chakra kahtē haĩ parantu arth|earth nahī̃ samajhtē .
56They speak of a cycle of 84 births, but they don’t understand the meaning of that.
4984 kē badlē 84 lākh janm kah dētē haĩ .
57Instead of 84 births, they speak of 8.4 million births.
50Māyā bhūl karā dētī hai .
58Maya makes them make mistakes.
51Yah abhī tum samajhtē hō phir tō yah sab bhūl jāyēṅgē .
59You now understand these things, but you will later forget them all.
52Is samay vakkhar lētē haĩ , satyug mē̃ rājāī kartē haĩ .
60At this time you receive all the stock and you will then rule in the golden age.
53Parantu unhō̃ kō yah patā nahī̃ rahtā ki yah rājāī hamkō kisnē dī|the ? 54Lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya kab thā ?
61However, people don’t know who gave them that kingdom or when there was the kingdom of Lakshmi and Narayan.
55Svarg K|kē sukh gāyē bhī jātē haĩ .
62The happiness of heaven is remembered.
56Sab kisam K|kē sukh dētē haĩ .
63He gives you all types of happiness.
57Issē jāstī kōī sukh hōtā nahī̃ .
64There cannot be any happiness greater than this.
58Phir vah sukh bhī prāyaḥlōp hō jātā hai .
65That happiness then also disappears.
59Ādhākalp kē bād rāvaṇ ākar sab sukh chhīn lētē haĩ .
66After half the cycle, Ravan comes and snatches away all your happiness.
60Kiskō gussā kartē haĩ tō kahtē haĩ , tērī kalā kāyā hī khatm hō gaī hai .
67When someone gets angry, he is told that he has lost his senses.
61Tum bhī jō sarvguṇ sampann , 16 kalā sampūrṇ thē . 62Vah kalāyē̃ sab khatm hō gaī haĩ .
68You were full of all virtues, 16 celestial degrees full, but those degrees too are now no more.
63Ēk bāp K|kē sivāē aur kōī key|kī itnī mahimā nahī̃ hai .
69No one receives as much praise as the Father.
64Kahtē haĩ nā - paisā hō tō lāṛkānā ghūmkar āō .
70It is said: If you have money, then go and tour around.
65Tum vichār karō ki svarg mē̃ kitnā akīchār dhan-māl thā .
71Just think how plentiful wealth was there, in heaven.
66Abhī vah thōṛēhī hai . 67Sab gum hō jātā hai .
72That no longer exists; all of that has now disappeared.
68Dharm bhraṣhṭa , karma bhraṣhṭa ban jātē haĩ . 69Tō dhan-māl bhī gum hō jātā hai phir nīchē girnē lag paṛtē haĩ .
73They became corrupt in their religion and actions and so their wealth also disappeared and they began to fall.
70Bāp samjhātē haĩ - tumkō itnā dhan diyā , tumkō hīrē jaisā banāyā .
74The Father explains: You were given so much wealth and you were made as valuable as diamonds.
71Phir tumnē dhan māl kahā̃ ganvā diyā ?
75So, where did you lose all your wealth?
72Ab phir bāp kahtē haĩ ki apnā varsā , puruṣhārth kar lē lō|low .
76Once again the Father says: Make effort and claim the inheritance.
73Tum jāntē hō ki bābā hamkō phir sē svarg kī bādśhāhī dē rahē haĩ aur kahtē haĩ , hē bachchē mujhē yād karō tō tumhārē ūpar jō kaṭ hai , vah nikal jāyē .
77You know that Baba is giving you the sovereignty of heaven once again. 78He says: O children, remember Me and the rust on you will be removed.
74Bachchē kahtē , bābā ham bhūl jātē haĩ .
79Children say: Baba, I forget You.
75Yah kyā ?
80What is this?
76Kanyā jab śhādī kartī hai tō pati kō kabhī bhūltī hai kyā !
81When a girl gets married, does she ever forget her husband?
77Bachchē kabhī bāp kō bhūltē haĩ kyā ?
82Do children ever forget their father?
78Bāp tō dātā hai .
83The Father is the Bestower.
79Varsā bachchō̃ kō lēnā hai tō jarūr yād karnā paṛē .
84If you children want to claim the inheritance, you definitely do have to remember Him.
80Bāp samjhātē haĩ - mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchē , yād kī yātrā mē̃ rahē̃gē tō vikarma vināśh hōṅgē aur kōī upāya nahī̃ hai .
85The Father explains: Sweetest, beloved, long-lost and now-found children, when you stay on the pilgrimage of remembrance, your sins are absolved. 86There is no other way.
81Bhakti mārg mē̃ tīrtha yātrā , gaṅgā snān ādi jō kartē āyē hō tō sīṛhī nīchē utartē hī āyē hō .
87Whatever they have been doing on the path of devotion, such as going on pilgrimages and bathing in the Ganges, it has continued to bring them down the ladder.
82Ūpar tō chaṛh hī nahī̃ saktē .
88No one can ascend; that isn’t the law.
83Law nahī̃ kahtā . 84Sabkī utartī kalā hī hai .
89It is everyone’s stage of descending.
85Yah jō kahtē haĩ ki phalānā mukti mē̃ gayā , yah jhūṭh bōltē haĩ .
90When they say that so-and-so went into liberation, that is a lie.
86Vāpis kōī jā nahī̃ saktē .
91No one can return home.
87Bābā āyā hai tumkō 16 kalā sampūrṇ banānē .
92Baba has come to make you 16 celestial degrees full.
88Tum hī gātē thē ki mujh nirguṇ hārē mē̃ . . . abhī tum jāntē hō ki bāp guṇvān banātē haĩ .
93You used to sing: I am without virtue. 94You now understand that the Father is making you virtuous.
89Ham hī guṇvān , pūjya thē .
95We were virtuous and worthy of worship.
90Hamnē varsā liyā thā . 915 hajār varṣh huē .
96We claimed our inheritance 5000 years ago.
92Bāp bhī kahtē haĩ ki tumkō varsā dēkar gayē thē .
97The Father says: I departed after giving you your inheritance.
93Śhivjayantī , rakṣhābandhan , daśhaharā ādi manātē bhī haĩ phir bhī kuchh samajhtē nahī̃ haĩ . 94Sab kuchh bhūl jātē haĩ .
98People celebrate the birthday of Shiva and Raksha Bandhan and Dashera etc., but they don’t understand anything; they forget everything.
95Phir bāp ākar yād dilātē haĩ .
99The Father has come to remind you once again.
96Tum hī thē phir tumnē rājya bhāgya ganvāyā hai .
100You used to exist there, but you then lost your fortune of the kingdom.
97Bāp samjhātē haĩ - ab yah sārī duniyā purānī jaṛjaṛībhūt hai .
101The Father explains: This whole world has now reached a state of total decay.
98Duniyā tō yahī hai .
102It is the same world.
99Yahī bhārat nayā thā , ab purānā huā hai .
103This same Bharat was new and it has now become old.
100Svarg mē̃ sadā sukh hōtā hai .
104There is constant happiness in heaven.
101Phir dvāpar sē jab duḥkh śhurū hōtā hai tab yah vēd-śhāstra ādi bantē haĩ .
105Then, when sorrow starts in the copper age, all the Vedas and scriptures etc. are created.
102Bhakti kartē-kartē jab tum bhakti pūrī karō tab bhagvān āyē nā .
106Only when you have completed devotion can God come.
103Brahmā kā din , brahmā kī rāt . 104Ādhā-ādhā hōgā nā .
107The day of Brahma and the night of Brahma have to be half and half.
105Gyān din , bhakti rāt .
108Knowledge is the day and devotion is the night.
106Unhōnnē tō kalp key|kī āyu ulṭī-sulṭī kar dī hai .
109They have given an incorrect duration for the cycle.
107Tō pahlē-pahlē tum sabkō bāp key|kī mahimā baiṭh sunāō .
110Therefore, first of all, sit and tell everyone the Father’s praise.
108Bāp gyān kā sāgar , śhānti kā sāgar hai .
111The Father is the Ocean of Knowledge and the Ocean of Peace.
109Kr̥iṣhṇa kō thōṛēhī kahē̃gē - nirākār patit-pāvan , sukh kā sāgar . . . nahī̃ , unkī mahimā hī alag hai .
112Krishna cannot be called the Incorporeal, the Purifier, the Ocean of Happiness; no. 113His praise is separate.
110Rāt-din kā fark hai .
114It is the difference of day and night.
111Śhiv kō kahtē hī haĩ bābā .
115Shiva is called Baba.
112Kr̥iṣhṇa bābā akṣhar hī nahī̃ śhōbhtā .
116It doesn’t seem right to say “Krishna Baba”.
113Kitnī baṛī bhūl hai .
117That would be such a big mistake.
114Phir chhōṭī-chhōṭī bhūlē̃ kartē 100 pratiśhat bhūl gayē haĩ .
118While making small mistakes, you have forgotten Him 100%.
115Bāp kahtē haĩ - sanyāsiyō̃ sē kabhī yah saudā mil na sakē .
119The Father says: You could never make this bargain with sannyasis.
116Vah haĩ hī nivr̥iti mārg K|kē . 117Tum hō pravr̥itti mārg vālē .
120They belong to the path of isolation, whereas you belong to the family path.
118Tum sampūrṇ nirvikārī thē , viceless world thī .
121When it was the viceless world you were completely viceless.
119Yah hai vicious world .
122This is the vicious world.
120Phir kahtē - kyā satyug mē̃ bachchē paidā nahī̃ hōtē ?
123They ask: “Were children not born in the golden age?
121Vahā̃ bhī tō vikār thā .
124There must have been vice there too.”
122Arē , vah hai hī sampūrṇ nirvikārī duniyā .
125Oh! but that is the completely viceless world.
123Sampūrṇ nirvikārī phir vikārī hō kaisē saktē ?
126How can those who are completely viceless be vicious?
124Phir satyug mē̃ sab itnē manuṣhya hō̃ , yah kaisē hō saktā .
127Then, they ask, “How is it possible that there aren’t as many human beings in the golden age?”
125Vahā̃ itnē manuṣhya thōṛēhī hōtē haĩ .
128However, there cannot be as many human beings there.
126Bhārat K|kē sivāē aur kōī khaṇḍ nahī̃ hōṅgē .
129There will not be any other lands there; only Bharat.
127Vah kahtē bhī haĩ ham mān nahī̃ saktē . 128Duniyā tō sadaiv bharī huī rahtī hai , kuchh bhī samajhtē nahī̃ .
130They say that they can’t believe this because the world is always full. 131They don’t understand anything.
129Bāp samjhātē haĩ ki bhārat golden age thā .
132The Father explains that Bharat was the golden age.
130Ab tō iron age pattharbuddhi haĩ .
133They have now become iron aged and have stone intellects.
131Ab tum bachchō̃ nē drama kō samajh liyā hai .
134You children now understand the drama.
132Gāndhī ādi sab rāmrājya chāhtē thē .
135Gandhiji etc. wanted the kingdom of Rama to come.
133Parantu dikhātē haĩ ki mahābhārat laṛāī lagī .
136However, they have portrayed the play ending after the Mahabharat War.
134Bas , phir khēl khatm .
137That’s it, the play is finished.
135Phir kyā huā ?
138What happened afterwards?
136Kuchh bhī dikhāyā nahī̃ hai .
139They have not shown anything.
137Bāp baiṭh yah samjhātē haĩ .
140The Father sits here and explains all of these things.
138Yah tō bilkul sahaj hai .
141This is completely easy.
139Śhiv jayantī manātē haĩ - tō jarūr śhivbābā ātē haĩ .
142People celebrate the birthday of Shiva. 143Therefore, Shiv Baba definitely comes.
140Vah hai heavenly god father tō jarūr heaven K|kē gate|get khōlnē āyēgā .
144He is Heavenly God, the Father, and so He would definitely come to open the gates to heaven.
141Āyēṅgē bhī tab , jab hell hōgā .
145He would only come when it is hell.
142Heaven K|kē dvār khōl hell K|kē band kar dēgē .
146He opens the gates to heaven and shuts the gates of hell.
143Heaven K|kē dvār khulē̃ tō jarūr sab heaven mē̃ hī āyēṅgē .
147If the gates to heaven were open, everyone would definitely go to heaven.
144Yah bātē̃ kōī difficult nahī̃ haĩ .
148These things are not difficult to understand at all.
145Mahimā sirph ēk bāp kī hai .
149The praise is of just the one Father.
146Śhivbābā key|kī ēk hī haṭṭī hai .
150Shiv Baba has just the one shop.
147Vah hai bēhad kā bāp .
151He is the unlimited Father.
148Bēhad K|kē bāp dvārā bhārat kō svarg kā sukh miltā hai .
152Bharat receives the happiness of heaven from the unlimited Father.
149Bēhad kā bāp svarg sthāpan kartā hai .
153The unlimited Father establishes heaven.
150Barōbar bēhad kā sukh thā .
154There truly was unlimited happiness.
151Phir ham hell mē̃ kyō̃ paṛē haĩ ?
155So, why are we sitting in hell?
152Yah kōī bhī nahī̃ jāntē .
156No one understands this.
153Bāp samjhātē haĩ ki tum hī thē phir tum hī girē hō .
157The Father explains: You existed there and then you fell.
154Dēvtāō̃ kō hī 84 janma lēnē paṛtē haĩ .
158Deities have to take 84 births.
155Abhī ākar patit banē haĩ .
159They have now become impure.
156Unkō hī phir pāvan bannā hai .
160They then have to become pure.
157Bāp kā bhī janm hai tō rāvaṇ kā bhī janm hōtā hai .
161There is the birthday of the Father and so there is also the birthday of Ravan.
158Yah kiskō bhī patā nahī̃ .
162No one understands this.
159Kōī sē bhī pūchhō tō rāvaṇ kō kab sē jalātē hō ? 160Kahē̃gē vah tō anādi chaltā ātā hai .
163Ask anyone when they started to burn Ravan and they would reply that it has continued eternally.
161Yah sab rāz bāp samjhātē haĩ .
164Only the Father explains all of these secrets.
162Us bāp key|kī ēk hī haṭṭī key|kī mahimā hai .
165There is praise of just the one shop of the Father.
163Sukh-śhānti-pavitratā manuṣhya sē manuṣhya kō nahī̃ mil saktī .
166Human beings cannot receive happiness, peace or purity from human beings.
164Sirph ēk kō thōṛēhī śhānti milī thī .
167It wasn’t just one who received peace.
165Yah jhūṭh bōltē haĩ ki phalānē sē śhānti milī .
168They lie when they say that they received peace from so-and-so.
166Arē śhānti tō milnī hai - śhāntidhām mē̃ .
169Only in the land of peace can you find peace.
167Yahā̃ tō ēk kō śhānti hōgī phir dūsrā aśhānt karē̃gē tō śhānti mē̃ rah na sakē̃ .
170Here, when one person finds peace, someone else comes along and creates peacelessness, so that they wouldn’t be able to keep that peace.
168Sukh-śhānti-pavitratā sab chījō̃ kā vyāpārī ēk hī śhivbābā hai .
171Only Shiv Baba is the Shopkeeper of happiness, peace and purity.
169Unsē kōī ākar vyāpār karē .
172Anyone can come and do business with Him.
170Unkō kahā hī jātā hai saudāgar , pavitratā , sukh-śhānti-sampatti sab kuchh unkē pās|pass hai .
173He is called the Businessman. 174He stocks purity, happiness, peace, prosperity, everything; nothing is unattained.
171Aprāpta kōī vastu nahī̃ .
175You attain the kingdom of heaven.
172Svarg kā tum rājya pātē hō . 173Bāp tō dēnē āyē haĩ , lēnē vālē lētē-lētē thak jātē haĩ .
176The Father has come to give it to those who have to take it from Him. 177However, while taking, they get tired.
174Maĩ ātā hī hū̃ dēnē liē aur tum ṭhaṇḍē paṛ jātē hō lēnē mē̃ .
178I come to give this to you and you get slack when it comes to taking it.
175Bachchē kahtē haĩ , bābā māyā K|kē tūphān ātē haĩ .
179Children say: Baba, storms of Maya come.
176Hā̃ , pad bhī bahut ūñchā pānā hai .
180Yes, the status you have to claim is very high.
177Svarg K|kē mālik bantē hō .
181You become the masters of heaven too.
178Yah cum|kam bāt hai kyā !
182Is this a small thing?
179Tō mēhnat karnī hai .
183Therefore, you have to make effort.
180Śhrīmat par chaltē rahō .
184Continue to follow shrimat.
181Vakkhar jō miltā hai vah phir aurō̃ kō bhī dēnā paṛē .
185You have to give others the various things that you receive from Him.
182Dān karnā paṛē .
186You have to make a donation.
183Pavitra bannā hai tō 5 vikārō̃ kā dān jarūr dēnā hai .
187If you want to become pure, you definitely have to give the donation of five vices.
184Mēhnat karnī hai .
188Make effort to remember the Father.
185Bāp kō yād karnā hai , tab hī kaṭ utarēgī .
189Only then will the rust be removed.
186Mukhya hai yād .
190The main thing is remembrance.
187Pratigyā bhal karō ki bābā ham vikār mē̃ kabhī nahī̃ jāyēṅgē , kisī par krōdh nahī̃ karē̃gē .
191You promise Baba: Baba, I will never indulge in vice. 192I will never become angry with anyone.
188Parantu yād mē̃ jarūr rahnā hai .
193However, you definitely do have to stay in remembrance.
189Nahī̃ tō itnē pāp kaisē vināśh hōṅgē .
194How else would all of these sins be absolved?
190Bākī knowledge tō baṛī sahaj hai .
195Otherwise, the knowledge is very easy.
19184 janm kā chakra kaisē lagāyā hai , yah kiskō bhī tum samjhā saktē hō .
196You can explain to anyone how you have been around the cycle of 84 births.
192Bākī yād kī yātrā mē̃ mēhnat hai .
197It is the pilgrimage of remembrance that requires effort.
193Bhārat kā prāchīn yōg maśhhūr hai .
198The ancient yoga of Bharat is very well known.
194Kyā gyān dētē haĩ ?
199What knowledge does He give?
195Manmanābhav arthāt māmēkam yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .
200“Manmanabhav” means: Constantly remember Me alone and your sins will be absolved.
196Tum gātē bhī thē ki āp jab āyēṅgē tō aur saṅg tōṛ ēk saṅg jōṛē̃gē .
201You used to sing: When You come, I will break away from everyone else and connect myself to You alone.
197Tum par balihār jāyēṅgē .
202I will surrender myself to You.
198Tērē sivāē aur kōī kō yād nahī̃ karē̃gē .
203I will not remember anyone but You.
199Pratigyā kī hai phir bhūl kyō̃ jātē hō ?
204You promised this. 205So, why do you forget it?
200Kahtē bhī haĩ hath kār ḍē dil yār ḍē . . . karmayōgī tō tum hō .
206It is said: Let your hands do the work and your heart be with the Beloved. 207You are karma yogis.
201Dhandhā ādi kartē buddhiyōg bāp sē lagānā hai .
208While doing your business etc. your intellects have to be connected in yoga to the Father.
202Māśhūk bāp khud kahtē haĩ , tum āśhikō̃ nē ādhākalp yād kiyā hai .
209The beloved Father Himself says: You lovers have been remembering Me for half the cycle.
203Ab maĩ āyā hū̃ , mujhē yād karō .
210I have now come. 211Therefore, remember Me!
204Yah yād hī ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ , ismē̃ hī mēhnat hai .
212It is this remembrance that you repeatedly forget, and it is this remembrance that takes effort.
205Karmātīt avasthā hō jāē tō phir yah śharīr hī chhōṛnā paṛē .
213If you were to reach your karmateet stage, your bodies could not remain.
206Jab rājdhānī sthāpan hō jāyēgī tab tum karmātīt avasthā kō pāyēṅgē .
214When the kingdom is established you will reach your karmateet stage.
207Abhī tō sabhī purūṣhārthī haĩ .
215As yet, everyone is an effort-maker.
208Sabsē jāstī mammā-bābā yād kartē haĩ .
216Mama and Baba stay in remembrance the most.
209Sūkṣhmavatan mē̃ bhī vē|way dēkhnē mē̃ ātē haĩ .
217They are also visible in the subtle region.
210Bāp samjhātē haĩ - maĩ jismē̃ pravēśh kartā hū̃ , vah bahut janm K|kē ant vālā janm hai .
218The Father explains: The one I enter is in the last of his many births.
211Vah bhī purūṣhārth kar rahē haĩ .
219He too is making effort.
212Karmātīt avasthā mē̃ abhī kōī pahũch nahī̃ saktē .
220None of you can reach your karmateet stage now.
213Karmātīt avasthā ā jāē tō phir yah śharīr rah nahī̃ saktā .
221If any of you were to reach your karmateet stage, you would no longer remain in your body.
214Bābā tō bahut achchhī rīti samjhātē haĩ .
222Baba explains to you very clearly.
215Ab samajhnē vālō̃ key|kī buddhi par hai .
223It now depends on the intellects of those who have to understand.
216Heavenly god father ēk hī hai .
224There is only one Heavenly God, the Father.
217Unkē pās|pass hī gyān kā sārā vakkhar hai .
225Only He stocks all the knowledge.
218Vahī jādūgar hai .
226Only He is the Magician.
219Aur kōī sē sukh-śhānti-pavitratā kā varsā mil na sakē .
227You cannot receive the inheritance of peace, purity and happiness from anyone else.
220Bāp bahut achchhī rīti samjhātē haĩ .
228The Father explains very clearly.
221Bachchō̃ kō dhāraṇ kar aur dhāraṇ karānā hai .
229You children imbibe it and inspire others to do the same.
222Jitnā dhārṇā kartē haĩ , utnā varsā lētē haĩ .
230You receive an inheritance to the same extent that you imbibe this knowledge.
223Din-pratidin bahut tarāvaṭī māl miltā hai .
231Day by day, you receive very nourishing things.
224Lakṣhmī-nārāyaṇ dēkhō kitnē mīṭhē haĩ .
232Look how sweet Lakshmi and Narayan are!
225Un jaisā mīṭhā bannā chāhiē .
233You too should become as sweet as they are.
226Achchhā !
234Achcha.
227Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
235To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
228Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
236The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
229Aur kōī bhī satsaṅg mē̃ aisē kahtē haĩ kyā ?
237Do they speak like this in any other spiritual gathering?
230Yah hamārī bilkul hī naī bhāṣhā hai , jiskō spiritual knowledge kahā jātā hai . 231Achchhā .
238This is our completely new language. 239Therefore, this is called spiritual knowledge.
Essence for dharna
232Dhārṇā kē liē mukhya sār :
240Essence for dharna:
2331 ) bāp dvārā jō sukh-śhānti-pavitratā kā vakkhar milā hai , vah sabkō dēnā hai .
241 1. 1. Give everyone the stock of happiness, peace and purity that you receive from the Father.
234Pahlē vikārō̃ kā dān dē pavitra bannā hai phir avināśhī gyān dhan kā dān karnā hai .
242First become pure by donating the vices and then donate the imperishable jewels of knowledge.
2352 ) dēvtāō̃ jaisā mīṭhā bannā hai .
243 2. Become as sweet as the deities.
236Jō bāpdādā sē pratigyā kī hai , usē sadā yād rakhnā hai aur bāp kī yād mē̃ rahkar vikarma bhī vināśh karnē haĩ .
244Constantly remember the promise you made to BapDada and also have your sins absolved by staying in remembrance of the Father.
Blessing
237Vardān : apnē prati vā sarv ātmāō̃ kē prati law full bannē vālē law maker sō new world maker bhav
245Blessing: May you be a lawmaker and a new world maker who is lawful to yourself and everyone else.
238Jō svayã prati law full bantē haĩ vahī dūsrō̃ kē prati bhī law full ban saktē haĩ .
246 Those who are lawful to themselves can also be lawful to others.
239Jō svayã law kō brake kartē haĩ vah dūsrō̃ kē ūpar law nahī̃ chalā saktē isliē apnē āpkō dēkhō ki savērē sē rāt tak mansā saṅkalp mē̃ , vāṇī mē̃ , karma mē̃ , samparka vā ēk dō kō sahyōg dēnē mē̃ vā sēvā mē̃ kahā̃ bhī law brake tō nahī̃ hōtā hai !
247Those who break the law themselves cannot enforce the law on others. 248Therefore, examine yourself: From morning to night, in my thoughts, words, actions, connections, in giving co-operation to one another and in doing service, do I break the law in any way?
240Jō law maker haĩ vah law brēkar nahī̃ ban saktē .
249Those who are lawmakers cannot be lawbreakers.
241Jō is samay law maker bantē haĩ vahī peace maker , new world maker ban jātē haĩ .
250Those who are law-makers at this time become the peacemakers, the new world makers.
Slogan
242Slōgan : karma kartē karma K|kē achchhē vā burē prabhāv mē̃ na ānā hī karmātīt sthiti hai .
251Slogan: While performing actions, not to be influenced by any good or bad influence of those actions is the karmateet stage.
252*** Om Shanti ***