गुरुवार 13 मई 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
013-05-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 13/05/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum brahmā mukh vaṅśhāvalī brāhmaṇ hō , tumhē̃ hī bāp dvārā gyān kā tīsrā nētra milā hai , tum abhī īśhvarīy gōd mē̃ hō ' '
1Essence: Sweet children, you Brahmins are the mouth-born creation of Brahma. 2Only you receive a third eye of knowledge from the Father. 3You are now in God’s lap.
Question
2Praśhna : advait rājya , jahā̃ dūsrā kōī dharm nahī̃ , us rājya kī sthāpanā kā ādhār kyā hai ?
4Question: What is the basis of the establishment of the undivided kingdom where there is no other religion?
Answer
3Uttar : yōgbal .
5Answer: The power of yoga. 6The undivided kingdom can never be established with physical power.
4Bāhubal sē kabhī bhī advait rājya kī sthāpanā hō nahī̃ saktī . 5Vaisē kriściyan kē pās itnī śhakti hai jō agar āpas mē̃ mil jāē̃ tō sārē viśhva par rājya kar saktē haĩ , parantu yah law nahī̃ kahtā .
7In fact, Christians have so much power that if they were to come together, they could rule the whole world. 8However, that is not the law.
6Viśhva par ēk rājya kī sthāpanā karnā bāp kā hī kām hai .
9To establish the one kingdom in the world is the task of the Father alone.
Song
7Gīt : chhōṛ bhī dē ākāśh siṃhāsan …
10Song: Leave Your throne of the sky and come down to earth!
Murli
8Ōm śhānti .
11Om shanti.
9Bachchō̃ kō ōm śhānti kā arth|earth tō bahut hī bār samjhāyā hai .
12The meaning of “Om shanti” has been explained to you children many times.
10Ōm yānī maĩ kaun ?
13“Om” means Who I am?
11Maĩ ātmā . 12Yah śharīr hamārē organs haĩ .
14It means, I am a soul and this body is my organ.
13Maĩ ātmā paramdhām key|kī rahnē vālī hū̃ .
15I, the soul, am a resident of the supreme region.
14Bhāratvāsī pukārtē haĩ ki hē dūr dēśh K|kē rahnē vālē āō kyōṅki bhārat mē̃ abhī bahut dharm glāni , duḥkh hō paṛā hai .
16The people of Bharat call out: O Resident of the Faraway Land, come, because there is a lot of defamation of religion and sorrow in Bharat.
15Āp phir sē ākar gītā kā upadēśh sunāō .
17Come once again and give the message of the Gita.
16Gītā kē liē hī kahtē haĩ - śhivbābā āiyē kyōṅki vah sabkā bāp hai .
18It is only in the Gita that they ask God to come, “Shiv Baba, come”, because He is the Father of all.
17Kahtē haĩ bhāratvāsiyō̃ par phir sē parchhāyā paṛā hai , māyā rūpī rāvaṇ kā , isliē sab duḥkhī patit haĩ .
19They say: There is once again the shadow of Maya, Ravan, over the residents of Bharat, and this is why everyone is unhappy and impure.
18Pukārtē haĩ - rūp badalkar āiyē arthāt manuṣhya K|kē rūp mē̃ āiyē .
20They call out: Change Your form and come here, that is, come here in a human form.
19Tō manuṣhya rūp mē̃ ātā hū̃ .
21I do come in a human form.
20Mērā ānā divya alaukik hai .
22My coming is divine and unique.
21Maĩ garbh mē̃ nahī̃ ātā hū̃ , maĩ ātā hī hū̃ sādhāraṇ būṛhē tan mē̃ .
23I do not enter a womb. 24I enter an ordinary old body.
22Tum bachchē jāntē hō - maĩ kalp-kalp apnā nirākārī rūp badalkar ātā hū̃ .
25You children know that I change My incorporeal form and come every cycle.
23Gyān kā sāgar tō parampitā paramātmā hī hai .
26Only the Supreme Father, the Supreme Soul, is the Ocean of Knowledge.
24Kr̥iṣhṇa kō kabhī bhī nahī̃ kahē̃gē .
27Krishna can never be called this.
25Bāp kahtē haĩ maĩ is sādhāraṇ tan mē̃ ākar tumkō phir sē sahaj rājyōg sikhā rahā hū̃ .
28The Father says: I have entered this ordinary body and am once again teaching you easy Raja Yoga.
26Jab duniyā patit ban jātī hai tab mujhē ānā paṛtā hai .
29I have to come when the world has become impure.
27Kaliyug sē satyug banānē maĩ ātā hū̃ .
30I come to change the iron age into the golden age.
28Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kā chitra bhī hai .
31There is the picture of Brahma, Vishnu and Shankar.
29Brahmā dvārā sthāpanā , śhaṅkar dvārā vināśh aur phir viṣhṇu dvārā pālnā .
32There is establishment through Brahma, destruction through Shankar and then sustenance through Vishnu.
30Yah lakṣhmī-nārāyaṇ , viṣhṇu K|kē dō rūp haĩ .
33Lakshmi and Narayan are the two forms of Vishnu.
31Yah tum bachchē jāntē hō . 32Bābā phir sē rūp badalkar āyā hai .
34You children know that Baba has once again changed His form and come here.
33Vah hamārā supreme bāp bhī hai , supreme teacher bhī hai , supreme gurū bhī hai aur gurū lōgō̃ kō supreme nahī̃ kahā jātā hai .
35He is our Supreme Father, Supreme Teacher and also Supreme Guru. 36Other gurus cannot be called supreme. 37This One is all three: Father, Teacher and Guru.
34Yah tō bāp , teacher , gurū tīnō̃ haĩ .
38Physical parents sustain their children and also send them to school.
35Laukik bāp tō bachchē key|kī pālnā kar phir unkō school mē̃ bhēj dētē haĩ .
39It is rare for a child’s father to be his teacher too.
36Kōī birlā hōgā jō bāp teacher bhī hōgā .
40No one else can say that (his father is three in one).
37Yah kōī kah na sakē .
41All souls call out to Me.
38Sab ātmāyē̃ mujhē pukārtī haĩ , god father kahtī haĩ tō vah ātmā kā father hō gayā .
42They speak of God, the Father, and so He is the Father of souls.
39Yah gīt bhī bhakti mārg kā hai .
43This song belongs to the path of devotion.
40Satyug mē̃ tō māyā hōtī hī nahī̃ , jō pukārnā paṛē .
44Maya doesn’t exist in the golden age that you would have to call out.
41Vahā̃ tō sukh hī sukh hai .
45There, you have nothing but happiness.
42Tum jāntē hō 5 hajār varṣh kā chakra hai .
46You know that the cycle is 5000 years.
43Ādhākalp satyug-trētā din , ādhākalp dvāpar-kaliyug rāt .
47For half the cycle it is the golden and silver ages, the day, and for half the cycle it is the copper and iron ages, the night.
44Tum brahmā mukh vaṅśhāvalī brāhmaṇ hō .
48You Brahmins are the mouth-born creation of Brahma.
45Brahmā kā athavā tum brāhmaṇō̃ kā hī rāt-din gāyā jātā hai .
49The day and night of Brahma, that is, of you Brahmins, is remembered.
46Din aur rāt kā gyān bhī tum bachchō̃ kō hai .
50You children have the knowledge of the day and the night.
47Lakṣhmī-nārāyaṇ kō yah gyān nahī̃ .
51Lakshmi and Narayan do not have this knowledge.
48Abhī tum saṅgam par hō , jāntē hō abhī bhakti mārg pūrā hō , din uday hōtā hai .
52You are now at the confluence age. 53You know that the path of devotion is now coming to an end and the day is about to dawn.
49Yah gyān abhī tumkō bāp dvārā milā hai .
54You have received this knowledge from the Father.
50Kaliyug mē̃ vā satyug mē̃ yah gyān kiskō bhī hōtā nahī̃ , isliē gāyā jātā hai - brahmā kā din , brahmā kī rāt .
55No one in the iron age or the golden age has this knowledge. 56This is why the day of Brahma and the night of Brahma are remembered.
51Tum abhī sūryavanśhī-chandravanśhī rājya pānē kā purūṣhārth kar rahē hō .
57You are now making effort to claim the sun and moon dynasty kingdoms.
52Phir ādhākalp kē bād tum rājya ganvātē hō .
58Then, after half the cycle, you lose your kingdom.
53Yah gyān tum brāhmaṇō̃ K|kē sivāē kōī kō nahī̃ hai .
59No one, apart from you Brahmins, has this knowledge.
54Tum dēvtāyē̃ ban jāyēṅgē phir yah gyān rahēgā nahī̃ .
60When you have become deities, this knowledge will not remain.
55Abhī hai rātri .
61It is now the night.
56Śhiv rātri bhī gāī jātī hai .
62The night of Shiva is remembered.
57Kr̥iṣhṇa key|kī bhī rātri kahtē haĩ parantu uskā arth|earth nahī̃ samajhtē . 58Śhiv key|kī jayantī arthāt śhiv kā reincarnation hōtā hai .
63They also speak of the night of Krishna, but they don’t understand the meaning of that.
59Aisē bāp kā divas kam sē kam ēk mās manānā chāhiē .
64“The birthday of Shiva” means that there is the re-incarnation of Shiva.
60Jō sārī sr̥iṣhṭi kō patit sē pāvan banātē haĩ , unkā holy ḍē|day bhī nahī̃ manātē haĩ .
65The day of such a Father should be celebrated for a minimum of one month.
61Bāp kahtē haĩ maĩ sabkā liberator hū̃ , guide ban sabkō lē jātā hū̃ .
66They don’t even have a holiday of the One who makes the whole world pure from impure!
62Abhī tum purūṣhārth kartē hō - rājyōg sīkhnē kā .
67The Father says: I am the Liberator of everyone.
63Bāp tumkō gyān kā tīsrā nētra dē rahē haĩ .
68I become everyone’s Guide and take them back home.
64Ātmā kā rūp kyā hai - yah bhī kiskō patā nahī̃ hai .
69You are now making effort to learn Raja Yoga.
65Bāp kahtē haĩ tum ātmā na aṅguṣhṭhē misal hō , na akhaṇḍ jyōti misal hō .
70The Father is giving each of you a third eye of knowledge.
66Tum tō star hō , bindī misal .
71No one knows what the form of a soul is.
67Maĩ bhī ātmā bindī hū̃ , parantu maĩ punarjanma mē̃ nahī̃ ātā hū̃ .
72The Father says: You souls are neither thumb shaped nor of infinite light.
68Mērī mahimā hī alag hai , maĩ supreme hōnē K|kē kāraṇ janm-maraṇ K|kē chakra mē̃ nahī̃ ātā hū̃ .
73You are stars, just like points. 74I, the soul, am also a point. 75However, I do not take rebirth.
69Tum ātmāyē̃ śharīr mē̃ ātī hō .
76My praise is different.
70Tō 84 janma lētī hō , maĩ is śharīr mē̃ pravēśh kartā hū̃ .
77Because I am the Supreme, I don’t enter the cycle of birth and death.
71Yah loan liyā huā hai .
78You souls enter bodies and you take 84 births.
72Bāp samjhātē haĩ - tum bhī ātmā hō .
79I enter this body; I have taken it on loan.
73Parantu tum apnē kō realise nahī̃ kartē hō ki ham ātmā haĩ , ātmā hī bāp kō yād kartī hai .
80The Father explains: You too are souls, but you don’t realise that you are souls. 81It is the soul that remembers the Father.
74Duḥkh mē̃ hamēśhā yād kartē haĩ , hē bhagvān , hē merciful bābā rahm karō .
82Souls always remember Him when they are unhappy: O God! 83O Merciful Baba, have mercy!
75Rahm māṅgtē hō kyōṅki vah bāp hī knowledgeful , blissful , purity full hai .
84You ask for mercy because that Father is the One who is full of knowledge, blissful and full of purity.
76Gyān mē̃ bhī full hai . 77Gyān kā sāgar hai .
85He is full of knowledge; He is the Ocean of Knowledge.
78Manuṣhya kō yah mahimā dē nahī̃ saktē haĩ .
86This praise cannot be given to human beings.
79Sārī duniyā par bliss karnā , yah bāp kā hī kām hai .
87It is only the Father’s task to give bliss to the whole world.
80Vah hai rachayitā , bākī sab haĩ rachnā .
88He is the Creator and all the rest are creation.
81Creator rachnā kō create kartē haĩ .
89A creator creates a creation.
82Pahlē strī kō adopt kartē haĩ , phir unkē dvārā rachnā rachtē haĩ , phir unkī pālnā bhī kartē haĩ , vināśh nahī̃ kartē .
90He first adopts a wife and then creates a creation with her and then also sustains that creation; he doesn’t destroy it.
83Yah bēhad kā bāp ākar sthāpanā-pālnā-vināśh karātē haĩ .
91This unlimited Father comes and inspires establishment, sustenance and destruction.
84Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī pālnā karātē haĩ .
92He inspires the sustenance of the original eternal deity religion.
85Satyug ādi mē̃ phaṭ sē rājdhānī sthāpan hō jātī hai aur dharm vālē tō sirph apnā-apnā dharm sthāpan kartē hai phir jab lākhō̃ , karōṛō̃ key|kī andāj mē̃ vr̥iddhi hō jātī hai , tab rājāī hōtī hai .
93The kingdom is instantly established at the beginning of the golden age. 94Those of other religions just establish their own religions. 95Then, when that religion has grown to hundreds of thousands or millions, their kingdom comes into existence.
86Abhī tum rājdhānī sthāpan kar rahē hō .
96You are now establishing your kingdom.
87Yōgbal sē tum sārē viśhva K|kē mālik bantē hō , bāhubal sē kabhī kōī viśhva par rājāī kar nahī̃ saktā .
97You become the masters of the whole world with the power of yoga. 98No one can rule the world with physical power.
88Bābā nē samjhāyā hai , kriściyan mē̃ itnī tākat hai , vah āpas mē̃ mil jāē̃ tō sārē viśhva par rājya kar saktē haĩ .
99Baba has explained that Christians have so much power that if they were to come together, they could rule the whole world.
89Parantu bāhubal sē viśhva par rājya pāyē̃ , yah law nahī̃ kahtā .
100However, it is not the law for anyone to be able to claim the kingdom of the world with physical power.
90Drama mē̃ yah kāydā nahī̃ hai , jō bāhubal vālē viśhva K|kē mālik banē̃ .
101It is not the law in the drama for those with physical power to become the masters of the world.
91Bāp samjhātē haĩ - viśhva kī bādśhāhī yōgbal sē mērē dvārā hī mil saktī hai .
102The Father explains: Only through the power of yoga can the kingdom of the world be received from Me.
92Vahā̃ kōī partition nahī̃ hai .
103There is no partition there.
93Dhartī , ākāśh sab tumhārē hōṅgē .
104The earth and sky all belong to you.
94Tumkō kōī touch nahī̃ kar saktā .
105No one can touch you.
95Unkō kahā jātā hai advait rājya .
106That is called the undivided kingdom.
96Yahā̃ haĩ anēk rājya .
107Here, there are innumerable kingdoms.
97Bāp samjhātē haĩ - 5 hajār varṣh bād tum bachchō̃ kō yah rājyōg sikhātā hū̃ .
108The Father explains: I teach you children this Raja Yoga every 5000 years.
98Kr̥iṣhṇa key|kī ātmā ab sīkh rahī hai .
109The Krishna soul is now studying this.
99Kr̥iṣhṇa pahlā number prince thā .
110Krishna was the number one prince.
100Vah is samay 84 janm K|kē ant mē̃ ākar brahmā banē haĩ .
111He has now become Brahma at this time, at the end of his 84 births.
101Yah bachchō̃ kō samjhāyā hai , sr̥iṣhṭi kā chakra kaisē phirtā hai .
112It has been explained to you children how the world cycle turns.
102Bāp phir sē svarg key|kī sthāpanā kar rahē haĩ .
113The Father is once again establishing heaven.
103Anēk dharm vināśh hōnē haĩ jarūr . 104Ēk dharm key|kī sthāpanā hō jāyēgī .
114All the innumerable religions definitely have to be destroyed then there will be establishment of the one religion.
105Bhārat hī 100 percent solvent , dharm śhrēṣhṭh thā .
115When Bharat was 100% solvent, it was elevated in its religion.
106Dēvtāō̃ K|kē karma bhī śhrēṣhṭh thē .
116The actions of the deities were also elevated.
107Unhō̃ key|kī hī mahimā gāī huī hai - sarvguṇ sampann . . . pahlē-pahlē pavitra thē , abhī patit banē haĩ phir bāp ākar strī-purūṣh dōnō̃ kō pavitra banātē haĩ .
117Their praise is sung: Full of all virtues… 118They were pure at first and have now become impure. 119The Father comes and once again makes both men and women pure.
108Rakṣhābandhan kā utsav itnā kyō̃ manātē haĩ - yah kōī kō patā nahī̃ hai .
120No one knows why the festival of Raksha Bandhan is celebrated so much.
109Bāp nē hī ākar pratigyā lī thī ki antim janm mē̃ tum dōnō̃ pavitra rahō .
121The Father came and took a promise from you that you would both remain pure in this last birth.
110Sannyāsiyō̃ kā tō dharm hī alag hai .
122The religion of the sannyasis is completely separate.
111Gyān , bhakti aur vairāgya - yah tumhārē liē hai .
123Knowledge, devotion and disinterest are for you.
112Tumnē dēkhā hōgā - pādrī lōg chaltē haĩ tō ôkhē ēk taraph rahtī haĩ aur kisī key|kī taraph dēkhtē nahī̃ .
124You must have seen how (Christians) priests walk with their eyes looking in one direction. 125They don’t look at anyone else at all.
113Nuns hōtī haĩ nā .
126There are also nuns: they remember Christ.
114Ab vah tō Christ kō yād kartī haĩ .
127It is said that Christ was the son of God.
115Kahtē haĩ - Christ god kā bachchā thā .
128You are souls, you have no connection with white clothes.
116Tumhārā kōī saphēd kapṛē ādi sē connection nahī̃ hai .
129You belong to none but One; you just have to remember the One.
117Tum tō ātmā hō .
130You are true nuns.
118None but one , ēk kō hī yād karnā hai .
131You are to receive the inheritance from that Baba.
119Sachchī nuns tō tum hō , tumkō varsā us bābā sē milnā hai , unkō yād karē̃gē tab hī vikarma vināśh hōṅgē isliē bāp kā pharmān hai - māmēkam yād karō .
132It is only by remembering Him that your sins will be absolved. 133This is why the Father’s order is: Constantly remember Me alone!
120Ātmā kā niśhchay na hōnē kāraṇ nuns phir Christ kō yād kartī haĩ .
134Because of not having the faith that they are souls, nuns remember Christ.
121God kaun hai - yah nahī̃ jāntē haĩ .
135They don’t know who God is.
122Bhāratvāsī jō pahlē-pahlē ātē haĩ , vahī nahī̃ jāntē haĩ .
136Even the people of Bharat, who come first, don’t know anything.
123Lakṣhmī-nārāyaṇ kō yah sr̥iṣhṭi kā gyān thōṛēhī hai , na vah trikāldarśhī haĩ .
137Lakshmi and Narayan neither have the knowledge of this world nor are they trikaldarshi.
124Trikāldarśhī tum brāhmaṇ bantē hō .
138You Brahmins become trikaldarshi.
125Tumkō kauṛī sē badal hīrē jaisā bāp banātē haĩ .
139The Father changes you from shells into diamonds.
126Ab tum īśhvarīy gōd mē̃ hō .
140You are now in God’s lap.
127Tumhārā yah antim janm bahut amūlya hai .
141This last birth of yours is so invaluable!
128Bhārat key|kī khās , duniyā key|kī ām tum rūhānī sēvā kartē hō .
142You are doing the spiritual service of Bharat in particular and the world in general.
129Bākī vah tō haĩ jismānī social workers , tum hō rūhānī .
143Those people are physical social workers whereas you are spiritual ones.
130Tumkō sikhānē vālā supreme rūh hai .
144It is the Supreme Spirit who is teaching you.
131Har ēk ātmā kō bōlō - bāp kō yād karō .
145Tell every soul to remember the Father.
132Bāp kō hī patit-pāvan gāyā jātā hai .
146Only the Father is remembered as the Purifier.
133Tumkō girnē mē̃ 84 janm lagtē haĩ , phir chaṛhnē mē̃ ēk second lagtā hai .
147It takes you 84 births to come down; it then takes you one second to climb up again.
134Yah tumhārā is mr̥ityulōk kā antim janm hai , mr̥ityulōk murdābād , amarlōk jindābād hōnā hai .
148This is your final birth in the land of death. 149There is defeat for the land of death and victory for the land of immortality.
135Iskō amar kathā kahā jātā hai .
150This is also called the story of immortality.
136Amar bābā ākar tum amar ātmāō̃ kō amar yug mē̃ lē chalnē kē liē amar kathā sunātē haĩ .
151The eternal Father comes and takes you immortal souls into the age of immortality by telling you the story of immortality.
137Bāp kahtē haĩ - achchhā aur bātē̃ bhūl jātē hō tō sirph apnē kō ātmā niśhchay kar mujh ēk bāp kō yād karō .
152The Father says: OK, if you forget everything else, simply have the faith that you are souls and remember Me, your Father.
138Buddhi kā yōg mērē sāth lagāō tō tumhārē pāp bhasma hō̃ aur tum puṇy-ātmā ban jāyēṅgē . 139Tum manuṣhya sē dēvtā bantē hō , yah naī bāt nahī̃ hai .
153Connect your intellects in yoga to Me and your sins will be burnt and you will become charitable souls; you will change from humans into deities. 154This is not a new thing.
1405 hajār varṣh bād bāp ākar tumkō varsā dētē haĩ , rāvaṇ phir śhrāp dētē haĩ - yah hai khēl .
155The Father has come after 5000 years and is giving you your inheritance. 156Ravan then curses you. 157This is a play.
141Bhārat key|kī hī kahānī hai .
158This story is only about Bharat.
142Yah bātē̃ bāp hī samjhātē haĩ , kōī bhī vēd-śhāstra ādi mē̃ nahī̃ haĩ isliē god father kō hī knowledgeful , peaceful , blissful kahā jātā hai .
159Only the Father explains these things. 160It is not mentioned in any of the Vedas or scriptures etc. 161This is why God, the Father, is called the knowledge-full One, the peaceful and blissful One.
143Tumkō bhī āp samān banātē haĩ .
162He also makes you similar to Himself.
144Tum bhī pūjya thē phir pujārī bantē hō , āpēhī pūjya , āpēhī pujārī .
163You too were worthy of worship and you then became worshippers.
145Yah bhagvān kē liē nahī̃ hai .
164Then, from being worshippers, you become worthy of worship.
146Tum bhāratvāsiyō̃ key|kī bāt hai , tum pahlē sirph ēk śhiv key|kī bhakti kartē thē . 147Avyabhichārī bhakti key|kī phir dēvtāō̃ key|kī bhakti śhurū key|kī , phir nīchē utartē āyē .
165This does not apply to God; it refers to you people of Bharat. 166At first you only worshipped Shiva, you performed unadulterated devotion; then, you started worshipping the deities and you continued to come down.
148Ab phir sē tum dēvī-dēvtā ban rahē hō , jō thōṛā paṛhtē haĩ vah prajā mē̃ chalē jāyēṅgē .
167You are now once again becoming deities. 168Those who study a little will become part of the subjects.
149Jō achchhī rīti paṛhtē-paṛhātē haĩ , vah rājāī mē̃ āyēṅgē .
169Those who study well and also teach others will become part of a royal family.
150Prajā tō ḍhēr bantī hai .
170Many subjects are created.
151Ēk mahārājā key|kī lākhō̃ karōṛō̃ K|kē andāj mē̃ prajā hōgī .
171An emperor would have hundreds of thousands or millions of subjects.
152Tum purūṣhārth kartē hī hō kalp pahlē muāphik .
172You are making effort exactly as you did in the previous cycle.
153Purūṣhārth sē patā paṛ jātā hai ki mālā mē̃ kaun-kaun ānē vālē haĩ .
173It can be seen from each one’s effort who will become part of the rosary.
154Prajā mē̃ bhī kōī garīb , kōī sāhūkār bantē haĩ .
174Of the subjects too, some become wealthy and some become poor.
155Bhakti mārg mē̃ īśhvar arth|earth dān kartē haĩ .
175On the path of devotion, people donate in the name of God.
156Kyō̃ īśhvar kē pās nahī̃ hai kyā ?
176Why? 177Doesn’t God have anything?
157Yā tō kahtē haĩ , kr̥iṣhṇa arpaṇam .
178Or they say that they are offering everything to Krishna.
158Parantu vāstav mē̃ hōtā hai īśhvar arpaṇam , manuṣhya jō kuchh kartē haĩ unkā phal dūsrē janm mē̃ miltā hai .
179In fact, it is all offered to God. 180Whatever they do, they receive the fruit of that in their next birth.
159Ēk janm kē liē mil jātā hai .
181They receive it for one birth.
160Ab bāp kahtē haĩ - maĩ āyā hū̃ , tumkō 21 janm kā varsā dēnē .
182The Father says: I have now come to give you your inheritance for 21 births.
161Mērē arth|earth direct kuchh bhī kartē hō tō 21 janm kē liē uskī prāpti tumkō hō jātī hai .
183Whatever you do directly in My name, you receive the reward of that for 21 births.
162Indirect kartē hō tō ēk janm kē liē alpkāl kā sukh mil jātā hai .
184When you do it indirectly, you receive temporary happiness for one birth.
163Bāp samjhātē haĩ yah tumhārā sab miṭṭī mē̃ mil jānā hai , isliē iskō saphal kar lō .
185The Father explains: Everything of yours is going to turn to dust. 186Therefore, use everything you have in a worthwhile way.
164Tum yah rūhānī hospital cum|kam university khōltē jāō , jahā̃ sē sab ever healthy , ever wealthy banē̃gē , insē bahut income hōtī hai .
187Continue to open a spiritual university-cum-hospital where everyone will become ever healthy and ever wealthy. 188A lot of income is earned through this.
165Yōg sē health aur chakra kō jānnē sē wealth .
189You receive health through yoga and wealth by knowing the cycle.
166Tō ghar-ghar mē̃ aisī university cum|kam hospital khōltē jāō .
190Therefore, continue to open such universities-cum-hospitals in every home.
167Baṛā ādmī hai tō baṛā khōlē , jahā̃ bahut ā sakē̃ . 168Board par likh dō .
191Where there are many important people, open a big centre where many others can come.
169Jaisē nature-cure vālē likhtē haĩ .
192Write on your boards just as those who perform nature cures do.
170Bāp sārī duniyā key|kī nature badal pure banā dētē haĩ .
193The Father changes the nature of everyone and makes it pure.
171Is samay sabhī impure haĩ .
194At this time all are impure.
172Sārī duniyā kō ever healthy , ever wealthy banānē vālā bāp hai , jō ab tum bachchō̃ kō paṛhā rahē haĩ .
195It is the Father who makes the whole world ever healthy and ever wealthy and He is now teaching you children.
173Tum hō most sweet children .
196You are the most sweet children.
174Achchhā !
197Achcha.
175Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
198To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
176Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
199The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
177Dhārṇā kē liē mukhya sār :
200Essence for dharna:
1781 ) apnī is amūlya jīvan kō rūhānī sēvā mē̃ lagānā hai .
201 1. 1. Engage yourself in doing spiritual service during this invaluable life of yours.
179Khās bhārat , ām sārī duniyā key|kī sēvā karnī hai .
202Serve Bharat in particular and the world in general.
1802 ) apnā sab kuchh saphal karnē kē liē direct īśhvar arth|earth arpaṇ karnā hai .
203 2. In order to use everything you have in a worthwhile way, offer it directly to God.
181Rūhānī hospital aur university khōlnī hai .
204Open a spiritual hospital-cum-university.
Blessing
182Vardān : sampūrṇ samarpaṇ key|kī vidhi dvārā sarvguṇ sampann bannē K|kē puruṣhārth mē̃ sadā vijayī bhav
205Blessing: May you be constantly victorious in your efforts to become full of all virtues by the method of completely surrendering yourself.
183Sampūrṇ samarpaṇ usē kahā jātā hai jiskē saṅkalp mē̃ bhī body conscious na hō . 184Apnē dēh kā bhān bhī arpaṇ kar dēnā , maĩ phalānī hū̃ - yah saṅkalp bhī arpaṇ kar sampūrṇ samarpaṇ hōnē vālē sarvguṇō̃ mē̃ sampann bantē haĩ .
206 Complete surrender is when you have no body-consciousness, even in your thoughts, to surrender all awareness of your body, “I am so-and-so”. 207Those who surrender this thought and completely surrender themselves become full of all virtues; they lack no virtues.
185Unmē̃ kōī bhī guṇ key|kī kamī nahī̃ rahtī . 186Jō sarv samarpaṇ kar sarvguṇ sampann vā sampūrṇ bannē kā lakṣhya rakhtē haĩ tō aisē puruṣhārthiyō̃ kō bāpdādā sadā vijayī bhav kā vardān dētē haĩ .
208Those effort-makers who surrender themselves completely and have the aim of becoming full of all virtues and complete and perfect receive from BapDada the blessing of being constantly victorious.
Slogan
187Slōgan : man kō vaśh mē̃ karnē vālā hī manmanābhav rah saktā hai .
209Slogan: Only those who can control their minds are able to remain “Manmanabhav”.
210*** Om Shanti ***