मंगलवार 6 जुलाई 2021 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

006-07-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 06/07/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - is mahābhārat laṛāī mē̃ purānā jhāṛ samāpt hōnā hai isliē laṛāī K|kē pahlē bāp sē pūrā-pūrā varsā lē lō ' '

1Essence: Sweet children, the old tree is to be destroyed in this Mahabharat War. 2Therefore, claim your full inheritance from the Father before the war takes place.

Question

2Praśhna  : bābā kō mātāō̃ kā saṅgaṭhan chāhiē lēkin us saṅgaṭhan key|kī viśhēṣhtā kyā hō  ?

3Question: Baba wants a gathering of mothers, but what speciality should group have?

Answer

3Uttar  : aisā saṅgaṭhan hō jō dēhī-abhimānī rahnē kā pūrā-pūrā puruṣhārth karē .

4Answer: It should be a gathering that makes full effort to remain soul conscious. 5They should have the firm faith that they have to become pure and make the world pure.

4Jinhē̃ pakkā naśhā hō ki hamē̃ pāvan ban pāvan duniyā banānī hai .

6They mustn’t become impure.

5Patit nahī̃ bannā hai . 6Naṣhṭōmōhā group hō tab kōī kamāl karkē dikhāyē .

7Only when the group is that of destroyers of attachment can they show wonders.

7Kisī mē̃ bhī rag nahī̃ hōnī chāhiē .

8There should be no attachment to anyone.

8Mōh key|kī rag bahut nuksān kar dētī hai .

9Strings of attachment cause a lot of loss.

Murli

9Ōm śhānti .

10Om shanti.

10Mīṭhē-mīṭhē bachchē yah jāntē haĩ ki mīṭhā bābā hamkō svargvāsī banānē yahā̃ āyē haĩ .

11You sweetest children know that sweet Baba has come here to make you into residents of heaven.

11Yah bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai .

12This is in the intellects of you children.

12Har ēk kō yah samjhānā hai ki ham ātmā is yād kī yātrā sē pavitra bantī haĩ .

13Explain to everyone that we souls become pure through the pilgrimage of remembrance.

13Kitnā sahaj upāya hai , sirph bāp kō yād karnā hai .

14Simply to remember the Father is such an easy method!

14Bachchē jāntē haĩ ki bāp ēk second mē̃ mukti-jīvanmukti kā varsā dētē haĩ .

15You children know that the Father gives you the inheritance of liberation and liberation-in-life in just a second.

15Ab sab jīvanbandh mē̃ haĩ , rāvaṇrājya K|kē bandhan mē̃ haĩ .

16All are now in lives of bondage. 17They are in the bondage of Ravan’s kingdom.

16Yah bāt bāp jāntē aur bachchē jāntē aur na jānē kōī .

18Only the Father and you children know this; no one else.

17Tum bachchō̃ kō niśhchay hai ki bēhad K|kē bāp kō ham yād kartē haĩ tō andar mē̃ bahut khuśhī hōnī chāhiē , ātmā kō . 18Jis bāp kō ādhākalp yād kiyā kartē thē - vah bāp milā .

19You children have the faith that you are remembering your unlimited Father. 20Therefore, you souls should have a lot of happiness inside you of now having found the Father whom you have been remembering for half the cycle.

19Duḥkh mē̃ bāp kō simraṇ kartē rahtē haĩ .

21They continue to remember the Father when they experience sorrow.

20Tum bhī simraṇ kartē thē , abhī tum duḥkhī hōkar simraṇ nahī̃ kartē hō .

22You also used to remember the Father in this way, but you now no longer remember the Father out of sorrow.

21Jiskō sārī duniyā simraṇ kartī hai - vah bāp āyā hai , yah tum jāntē hō .

23You know that the Father, whom the whole world remembers, has now come.

22Bābā nē bār-bār samjhāyā hai - yahā̃ jab tum baiṭhtē hō tō aisā samjhō ki ham ātmā haĩ . 23Bābā paramdhām sē āyā huā hai .

24Baba has repeatedly explained to you that when you sit here, you must consider yourselves to be souls and understand Baba has come from the supreme abode.

24Kalp-kalp apnē vāydē anusār ātā hai .

25He comes every cycle according to His promise.

25Bābā key|kī yah pratigyā hai ki tum jab pukārē̃gē aur ādhākalp jab pūrā hōtā hai tō mujhē ānā paṛtā hai .

26Baba promised that when you call out to Him and when half the cycle has finished He will have to come.

26Kaliyug kē bād satyug hōnā hai tō mujhē ānā paṛtā hai .

27After the iron age, there has to be the golden age, and so I have to come.

27Yah sirph tum bachchō̃ kō mālūm hai ki yah saṅgamyug hai , bābā āyā huā hai .

28Only you children know it is now the confluence age and Baba has come.

28Tum bachchē bhī service kartē hō , din-pratidin parichay dētē jātē hō , bāp key|kī pahchān sabkō miltī jātī hai .

29You children also do service; you continue to give the Father’s introduction day after day. 30Everyone continues to receive recognition of the Father.

29Yahā̃ baiṭhē hō , jāntē hō bēhad kā bābā śhivbābā hamkō phir sē bēhad kā varsā dēnē āyē haĩ .

31You souls sitting here understand that Shiv Baba, the unlimited Baba, has come once again to give you your unlimited inheritance.

30Tum bābā-bābā kahtē hō nā .

32You say, “Baba, Baba!”

31Ham śhivbābā kē pās āyē haĩ .

33We have come to Shiv Baba.

32Śhivbābā bhī kahtē haĩ ki maĩ sādhāraṇ tan mē̃ āyā hū̃ , kalp pahlē muāphik .

34Shiv Baba also says: I have entered an ordinary body, exactly as I did in the previous cycle.

33Yah bhūlnā nahī̃ chāhiē .

35You mustn’t forget this.

34Māyā aisē bābā key|kī yād bhulā dētī hai , jissē patit sē pāvan bannā hōtā hai .

36Maya makes you forget the Baba who makes you pure from impure.

35Tum jāntē hō ki sarv kā sadgati dātā ēk hī satgurū hai .

37You know that the one Satguru is the Bestower of Salvation for All.

36Sikkh lōg bhī gātē haĩ sat śhrī akāl , patit-pāvan kō hī satgurū kahā jātā hai .

38Sikhs say: Sat Shri Akal (Truth Elevated Eternal). 39Only the Purifier is called the Satguru.

37Pukārtē bhī haĩ ki hē patit-pāvan .

40People call out: O Purifier!

38Ātmā pukārtī hai .

41Souls call out.

39Abhī tum jāntē hō ham yahā̃ āyē haĩ sammukh bāp sē milnē .

42You now know that you have come to meet the Father personally.

40Baṛē-baṛē ādmī ēk dō kē pās milnē jātē haĩ , unhō̃ key|kī kitnī mahimā hōtī hai .

43When important people meet one another, there is so much praise of them!

41Dhūmdhām sē ājiyān kē liē tō bainḍabājē ādi bajātē haĩ khuśhī K|kē .

44They welcome one another with a lot of splendour and happiness and with bands playing music.

42Yah gupta vēṣh mē̃ kaun āyā huā hai , yah tum hī jāntē hō .

45Who has come here in an incognito form? 46Only you know this.

43Unkō kahā jātā hai - dūrdēśh kā rahnē vālā musāphir .

47He is called the Traveller who is the Resident of the Faraway Land.

44Tum jāntē hō ham ātmāyē̃ paramdhām key|kī rahnē vālī haĩ .

48You souls know that you are residents of the supreme land.

45Yahā̃ musāphir ban āyē haĩ part bajānē .

49You have come here as travellers to play your parts.

46Ēk-ēk akṣhar jō bāp samjhātē haĩ , duniyā mē̃ kōī nahī̃ jāntē .

50No one in the world knows any of the words that the Father explains.

47Tum bāp sē sun rahē hō . 48Vah achchhī rīti dhāraṇ karnā chāhiē .

51You are listening to the Father and you should imbibe very well what He says.

49Bāp samjhātē haĩ tum sab musāphir hō , is karmakṣhētra mē̃ .

52The Father explains: All of you are travellers on this field of action.

50Ham śhāntidhām K|kē rahnē vālē haĩ phir yahā̃ talkie world mē̃ ātē haĩ .

53We are residents of the land of silence. 54We then come here to the “talkie” world.

51Ham śhāntidhām K|kē musāphir haĩ , 84 janmō̃ kā part yahā̃ bajātē haĩ .

55We are travellers from the land of silence who play our parts of 84 births here.

52Ākhir yah ant kā samay hai .

56Finally, these are the last moments.

53Tō bāp āyē huē haĩ - purānī sr̥iṣhṭi kō nayā banānē .

57The Father has come to make the old world new.

54Yah bhī tum jāntē hō .

58Only you know this.

55Chitra bhī clear hai , śhivbābā brahmā dvārā naī duniyā kī sthāpanā kartē haĩ .

59The pictures are very clear; Shiv Baba is establishing the new world through Brahma.

56Aisē tō nahī̃ kr̥iṣhṇa dvārā , viṣhṇu dvārā sthāpanā kartē haĩ .

60It isn’t that He carries out establishment through Krishna or Vishnu.

57Bāp ātē hī haĩ brahmā dvārā svarg rachnē .

61The Father comes to create heaven through Brahma.

58Bāp āyē haĩ sādhāraṇ tan mē̃ .

62The Father has entered an ordinary body.

59Yah hai hī patit duniyā , ēk bhī pāvan nahī̃ .

63This is the impure world; there isn’t a single pure being in this world.

60Jabki pahlē number vālē lakṣhmī-nārāyaṇ bhī patit bantē haĩ . 61Jō pāvan thē vahī patit banē haĩ , sārī dynasty sahit .

64Even the number one Lakshmi and Narayan have become impure; those who were pure have become impure. 65This includes the whole dynasty.

62Tum jāntē hō ham jō deity dharm vālē thē vah ab śhūdra dharm vālē ban gayē haĩ .

66You know that you, who belonged to the deity religion, became those of the shudra religion.

63Bhal America ādi mē̃ baṛē-baṛē sāhūkār rahtē haĩ . 64Parantu satyug K|kē sāmnē America kuchh bhī nahī̃ .

67Although many wealthy people live in America, America is nothing compared to the golden age.

65Yah sab pichhāṛī mē̃ banē haĩ . 66Yah alpkāl kā bhabhkā hai .

68All of that was created later; it is a temporary show.

67Vināśh tō hōnā hī hai .

69Destruction has to take place.

68Tum bachchō̃ kō baṛā achchhā naśhā rahnā chāhiē .

70You children should have very good intoxication.

69Bāp jō hamkō svarg kā mālik banātē haĩ , unkō ham bachchē yād na karē̃ , kitnā wonder hai .

71It is such a wonder that you children don’t remember the Father who makes you into the masters of heaven.

70Māyā yād karnē nahī̃ dētī .

72Maya doesn’t allow you to remember Him.

71Tum bachchē abhī aisē kahtē hō - bābā māyā hamkō yād karnē nahī̃ dētī hai .

73You children now say: Baba, Maya doesn’t allow us to remember You.

72Arē bābā , jō tumkō 21 janmō̃ kē liē svarg kā mālik banātē haĩ , unkō tum yād nahī̃ kar saktē hō  ?

74Oh! 75Are you not able to remember the Baba who makes you into masters of heaven for 21 births?

73Prajā bhī tō svarg kā mālik bantī hai nā .

76Even the subjects become masters of heaven.

74Sab sukhī rahtē haĩ .

77All remain happy.

75Abhī tō sab duḥkhī haĩ .

78Now, all are unhappy.

76Prime minister , president ādi kō tō rāt din chintā lagī rahtī hai .

79The Prime Minister, President etc. are worried day and night.

77Laṛāī ādi mē̃ kitnē martē rahtē haĩ .

80So many die in a war etc.

78Tum jāntē hō mahābhārat laṛāī bhī maśhhūr hai , parantu usmē̃ kyā huā thā , yah kiskī buddhi mē̃ nahī̃ hai .

81You know the Mahabharat War is very well known. 82However, what happened in that war isn’t in anyone’s intellect.

79Tumkō bāp nē buddhi mē̃ biṭhāyā hai . 80Mahābhārat key|kī laṛāī mē̃ sab mar gayē  !

83The Father has made it sit in your intellect that everyone died in the Mahabharat War.

81Kitnī baṛī manuṣhya sr̥iṣhṭi hai .

84The human world population is so large!

82Ātmāō̃ kā bhī jhāḍ hai .

85There is a tree of souls too.

83Jhāḍ pahlē nayā hōtā hai tō bahut chhōṭā hōtā hai phir vr̥iddhi kō pātā jātā hai .

86At first, when a tree is new, it is very small; then it continues to grow.

84Tum jāntē hō pahlē jab deity dharm thā tō kitnā chhōṭā jhāḍ thā .

87You know that, at first, when it was the deity religion, the tree was very small.

85Ādi sanātan dēvtā dharm thā .

88There was the original eternal deity religion.

86Ab kitnē variety dharm haĩ .

89Now, there is a variety of religions.

87Is mahābhārat laṛāī dvārā in sabkā vināśh hōnā hai .

90All of them are to be destroyed in the Mahabharat War.

88Parantu yah gyān kōī mē̃ hai nahī̃ .

91However, no one has this knowledge.

89Bhal kahē̃gē yah vahī laṛāī hai parantu issē kyā hōnē kā hai , yah patā nahī̃ .

92Although it is said that it is the same war, no one knows what is going to happen through it.

90Tum abhī rōśhnī mē̃ hō .

93You have now been enlightened.

91Jāntē hō vināśh hōnā hai isliē mahābhārat laṛāī K|kē pahlē apnā varsā tō lē lēvē̃ .

94You know that destruction has to take place and this is why you should claim your inheritance before the Mahabharat War takes place.

92Bāt tō baṛī sahaj hai .

95This is a very easy matter.

93Pavitra banō aur bāp kō yād karō .

96Become pure and remember the Father!

94Bahut bachchiyō̃ kē ūpar atyāchār hōtē haĩ .

97Many children are assaulted.

95Tum mātāō̃ kā saṅgaṭhan hōnā chāhiē ēk dō kō bachānē kē liē .

98There should be a group of you mothers to protect one another.

96Parantu dēhī-abhimānī jarūr bannā paṛē .

99However, you definitely have to become soul conscious.

97Hamkō pāvan tō jarūr bannā hai - yah pakkā naśhā chāhiē .

100We definitely have to become pure; there has to be this very firm intoxication.

98Aisē naśhē mē̃ rahnē vālē hī samjhā sakē̃gē . 99Hamē̃ bāp kō yād karnā hai , pavitra bannā hai .

101Only those who remain in this intoxication are able to explain: We have to remember the Father and become pure.

100Ham svadarśhan chakradhārī haĩ - yah naśhā tō rahnā chāhiē .

102There should be the intoxication that we are spinners of the cycle of self-realisation.

101Ham rachayitā bāp aur rachnā K|kē chakra kō jāntē haĩ .

103We know the Father, the Creator, and the cycle of creation.

102Abhī hamkō bāp sē naī duniyā satyug kā varsā lēnā hai .

104We now have to claim our inheritance of the new world of the golden age from the Father.

103Ham 84 janm kaisē lētē haĩ , yah samjhātē rahō .

105Continue to explain how you take 84 births.

104Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē pāp naṣhṭ hō jāyēṅgē .

106The Father says: Remember Me and your sins will be absolved.

105Pāvan tō jarūr bannā hai .

107You definitely have to become pure.

106Pāvan arthāt pavitra .

108Pure means pure!

107Kām mahāśhatru hai .

109Lust is the greatest enemy.

108Hamnē 84 janm kā chakra pūrā kiyā , ab bāp sē varsā lēnā hai .

110We have now completed the cycle of 84 births. 111We now have to claim our inheritance from the Father.

109Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .

112The Father says: Remember Me and your sins will be absolved.

110Yahā̃ tō ātē hī hō refresh hōnē .

113You come here to be refreshed.

111Mujh bāp kō yād karō - 21 janmō̃ kā varsā lēnā hai .

114Remember Me, your Father, and claim your inheritance for 21 births.

112Kōī mē̃ bhī mōh key|kī rag nahī̃ rahnī chāhiē .

115There should not be any strings of attachment to anyone.

113Naṣhṭōmōhā bannā hai .

116Become destroyers of attachment!

114Is śharīr mē̃ bhī mōh na rahē . 115Yah tō purānī chamṛī hai .

117There shouldn’t be any attachment to your bodies.

116Parantu iskī sambhāl rakhnī hōtī hai , jō paṛhāī paṛh sakē̃ .

118Those are old skins, but you do have to look after them so that you can study.

117Taklīph hōtī hai tō chattī lagānī paṛtī hai .

119When there are difficulties (with the body), they have to be patched up.

118Tum jāntē hō yah purānā saṛā huā śharīr hai .

120You know they are old decayed bodies.

119Inkō kuchh na kuchh hōtā rahtā hai .

121Something or other continues to happen to them.

120Duḥkh ātmā kō hōtā hai .

122It is the soul who feels the pain.

121Jāntē hō ab tō yah śharīr chhōṛnā hai .

123You know you have to shed your bodies.

122Yōgbal sē inkō thamānā hai .

124You now have to support them with the power of yoga.

123Bāp kō yād kartē rahnā hai .

125Continue to remember the Father.

124Apnē kō ātmā samajhkar bāp kō yād karnā hai , bas .

126Consider yourselves to be souls and remember the Father, that’s all!

125Aur kōī laukik sambandh bhī yād nahī̃ ānē chāhiē .

127None of your worldly relatives should be remembered.

126Maĩ dēh nahī̃ ātmā hū̃ .

128I am not a body, but a soul.

127Bāp kahtē haĩ maĩ tum ātmāō̃ kō varsā dēnē āyā hū̃ .

129The Father says: I have come to give you souls the inheritance.

128Ātmā pavitra hōgī tab phir śharīr bhī achchhā milēgā .

130When souls are pure, they receive good bodies.

129Tum jāntē hō abhī hamārī ātmā pāvan bannī hai .

131You souls know that you now have to become pure.

130Ham pāvan thē tō in lakṣhmī-nārāyaṇ jaisē thē .

132When you were pure you were like Lakshmi and Narayan.

131In lakṣhmī-nārāyaṇ nē 84 janma liē haĩ .

133Lakshmi and Narayan have taken 84 births.

132Sārī sūryavanśhī dynasty nē 84 janma liē haĩ .

134The whole sun dynasty takes 84 births.

133Chandravanśhī kē liē 84 janm nahī̃ kahē̃gē .

135You cannot say the moon dynasty will take 84 births.

134Hā̃ jō sūryavanśhī mē̃ pahlē-pahlē dās dāsī bantē hōṅgē vah phir trētā mē̃ kuchh martabā pātē haĩ , unkē 84 janm kahē̃gē .

136Yes, those who become maids and servants in the sun dynasty in the beginning will attain some status in the silver age. 137You would say that they do take 84 births.

135Rājā rānī , prajā jō bhī dās dāsiyā̃ ādi sūryavanśhī mē̃ ātē haĩ vahī 84 janma lētē haĩ .

138The kings, queens and subjects, maids and servants in the sun dynasty take 84 births.

136Aisē-aisē apnē sē bātē̃ karnī hai . 137Ham 84 janm kaisē lētē haĩ .

139Talk to yourself in this way about how you take 84 births.

138Vichār sāgar manthan karnā chāhiē .

140You have to churn the ocean of knowledge.

139Jitnā hō sakē bāp kō aur varsē kō yād kartē rahō .

141Continue to remember the Father and your inheritance as much as possible.

140Chaltē phirtē samjhō ki ham bābā K|kē bachchē haĩ .

142While walking and moving around, consider yourselves to be Baba’s children.

141Kōī bhī milē tō unkō bābā kā parichay dēnā hai .

143Give anyone you meet Baba’s introduction.

142In chitrō̃ mē̃ sārī knowledge hai .

144All the knowledge is in these pictures.

143Sab batānā hai . 144Bābā āyā huā hai brahmā tan mē̃ .

145Explain everything: Baba has come in the body of Brahma.

145Ham sab brahmākumār kumāriyā̃ haĩ nā .

146All of us are Brahma Kumars and Kumaris.

146Ham be|B . K|kē . kō svarg kā mālik banānē bābā āyā huā hai .

147Baba has come to make us BKs into the masters of heaven.

147Sab ātmāō̃ kā bāp ēk hai .

148The Father of all souls is One.

148Ham brahmākumār kumāriyā̃ haĩ .

149We are Brahma Kumars and Kumaris.

149Apnē-apnē card bhī dikhā saktē hō .

150You can show your own cards.

150Kahā̃ office ādi mē̃ bhī card dō , parantu samajh nahī̃ sakē̃gē ki be|B . K|kē . kaun haĩ  !

151When you give your business card to anyone in the office, they aren’t able to understand who the BKs are.

151Anēk prakār K|kē vighna ātē haĩ .

152There are many types of obstacles.

152Government kō bhī samjhāyā jātā hai - hamārī yah family hai .

153It is also explained to the Government that this is our family.

153Dādā aur bābā hai .

154There is Dada and Baba.

154Dādā dvārā ham varsā lē rahē haĩ .

155We are claiming our inheritance through Dada.

155Yah yād rakhnē sē khuśhī rahnī chāhiē , milkiyat tō dādē kī hai . 156Pautrō̃ kō hak hai , pūrā hissā bāṇṭkar lētē haĩ .

156By remembering this, there should be happiness. 157The property belongs to the Grandfather and the grandchildren have a right to it; they share everything among themselves.

157Tum bhī jāntē hō - śhivbābā sē brahmā dvārā ham varsā lētē haĩ .

158You also understand that you are claiming your inheritance from Shiv Baba through Brahma Baba.

158Yah yād rakhnā chāhiē .

159You should remember this.

159Paṛhnā hai aur phir paṛhānā hai .

160You have to study and then teach others.

160Yah bāp kā farj hai , bachchō̃ key|kī pālnā karnā .

161It is the father’s duty to sustain the children.

161Jab tak kumār-kumārī bālig na banē̃ , bāp kō unkī sambhāl karnī hai .

162While kumars and kumaris are still in their adolescence, their parents have to look after them.

162Bachchō̃ kā kām hai paṛhnā .

163It is the children’s duty to study.

163Paṛhtē haĩ apnē pairō̃ par khaṛā hōnē kē liē .

164You study in order to be able to stand on your own feet.

164Tum jāntē hō - bābā hamkō paṛhā rahē haĩ 21 janm kē liē . 165Phir ham apnē pairō̃ par khaṛē rahē̃gē .

165You know that Baba is teaching us for 21 births; we will then be able to stand on our own feet.

166Jitnā paṛhē̃gē utnā ūñch pad pāyēṅgē .

166The more we study, the higher the status we claim.

167Tum khud kahtē hō ham yahā̃ ātē haĩ śhrī lakṣhmī vā śhrī nārāyaṇ bannē .

167You yourself say that you come here to become Shri Lakshmi and Shri Narayan.

168Yah satya nārāyaṇ kī kathā hai nā .

168This is the story of the true Narayan.

169Kōī kō patā nahī̃ hai ki yah lakṣhmī-nārāyaṇ 84 janm kaisē lētē haĩ .

169No one knows how Lakshmi and Narayan take 84 births.

170Rādhē K|kē bhagat hōṅgē tō kahē̃gē rādhē hāzirāhazūr hai . 171Jidhar dēkhō rādhē hī rādhē hai , kr̥iṣhṇa hī kr̥iṣhṇa hai , śhiv hī śhiv hai .

170The devotees of Radhe say that Radhe is present everywhere, the devotees of Krishna say that Krishna is everywhere and devotees of Shiva say that Shiva is everywhere.

172Yah guṛ-guṛadhānī kar dī hai .

171They have completely mixed everything up.

173Īśhvar , rādhē , kr̥iṣhṇa sab sarvavyāpī haĩ . 174Yah sab īśhvar K|kē rūp haĩ . 175Bhagvān nē yah rūp dhāraṇ kiyē haĩ .

172They say that God, Radhe, Krishna etc. are all omnipresent, that all of them are forms of God, that God has adopted those forms.

176Jidhar dēkhō udhar tū hī tū hai … bilkul hī bēsamajh ban paṛē haĩ .

173They say: “Wherever I look, I only see You.” 174They have become completely senseless!

177Yah hai vikārī patit duniyā .

175This is a vicious, impure world.

178Satyug hai nirvikārī pāvan duniyā .

176The golden age is a viceless, pure world.

179Viceless world kā arth|earth hī hai svarg .

177The meaning of “viceless world” is heaven.

180Kahtē haĩ vahā̃ bachchē tō haĩ nā . 181Vah kaisē paidā hōṅgē .

178People say: There are children there too, so how are they born?

182Bas , savāl hī yah pūchhē̃gē .

179They just ask this question.

183Kahē̃gē bachchē nahī̃ paidā hōṅgē tō sr̥iṣhṭi kaisē baṛhēgī  !

180They ask: How can the world continue if children aren’t born?

184Her|har sāl ādamśhumārī kā hisāb nikāltē haĩ ki kitnē jāstī manuṣhya huē .

181They carry out a population census every year to see by how much the population has increased.

185Yah nahī̃ batātē ki itnē marē .

182They don’t show how many have died.

186Tō bachchō̃ kō pahlē tō apnā kalyāṇ karnā hai .

183Therefore, you children should first of all benefit yourselves.

187Maĩ ātmā hū̃ - pahlē tō yah niśhchay karō .

184I am a soul. 185First of all, have this faith.

188Bābā kō yād karnā hai .

186Remember Baba!

189Antkāl jō nārāyaṇ simarē . . . ab nārāyaṇ simarē yah akṣhar jhūṭhē likhē haĩ .

187It is said: “If you remember Narayan in your final moments…….” 188To say, “If you remember Narayan in your final moments”, is wrong.

190Antkāl jō śhivbābā simarē . . . usī chintā mē̃ jō marē sō svarg kā nārāyaṇ banē̃ .

189It should be: “Those who remember Shiv Baba in their final moments”. 190Those who die with this concern will become like Narayan in heaven.

191Antkāl nārāyaṇ kyō̃ kahtē haĩ  ?

191Why do they speak of remembering Narayan in their final moments?

192Samajhtē haĩ kr̥iṣhṇa nē gyān diyā thā tō bhalā kr̥iṣhṇa kō simarē nā . 193Kr̥iṣhṇa kō yād kartē haĩ .

192They think that Krishna gave knowledge. 193So they should therefore remember Krishna in their final moments.

194Nārāyaṇ kā kiskō patā nahī̃ hai .

194They do remember Krishna, but no one knows about Narayan.

195Kr̥iṣhṇa key|kī jayantī manātē haĩ , bhalā rādhē key|kī jayantī kahā̃  ?

195They celebrate the birthday of Krishna, but what about the birthday of Radhe?

196Kr̥iṣhṇa kā janm manātē haĩ , nārāyaṇ kā kahā̃ hai  ?

196They celebrate the birth of Krishna, but what about that of Narayan?

197World K|kē king queen lakṣhmī-nārāyaṇ kā kiskō patā hī nahī̃ .

197No one knows about the king and queen of the world, Lakshmi and Narayan.

198Prajāpitā brahmā K|kē mukh vaṅśhāvalī hōṅgē nā  !

198They would have been the mouth-born creation of Prajapita Brahma.

199Kahā̃ gayē  !

199Where did they go?

200Kahtē haĩ brāhmaṇ dēvī-dēvtā namaḥ .

200They say: Salutations to the Brahmins who are to become deities.

201Brahmā K|kē mukh vaṅśhāvalī thē nā .

201They were the mouth-born creation of Brahma.

202Bachchē samajhtē haĩ brahmā dvārā śhivbābā brāhmaṇ dharm sthāpan kartē haĩ .

202You children understand that Shiv Baba is establishing the Brahmin religion through Brahma.

203Brāhmaṇ dharm brahmā nē nahī̃ rachā parantu śhivbābā nē rachā hai .

203It wasn’t Brahma who created the Brahmin religion, but Shiv Baba.

204Yah tō abhī brahmā banā hai .

204This one has only now become Brahma.

205Achchhā  !

205Achcha.

206Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

206To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

207Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

207The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

208Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

208Essence for dharna:

2091 ) is purānē śharīr mē̃ rahtē paṛhāī paṛhkar 21 janmō̃ kē liē kamāī karnī hai isliē iskī sambhāl karnī hai . 210Bākī ismē̃ rag nahī̃ rakhnī hai .

209 1. Study and earn an income for 21 births while in that old body. 210Look after it but let there not be any strings of attachment to it.

2112 ) aisā abhyās karnā hai jō antkāl mē̃ ēk śhivbābā hī yād rahē .

211 2. Practise so that at the end you only remember Shiv Baba.

212Dūsrē kisī bhī chintan mē̃ nahī̃ jānā hai .

212Do not get caught up in thinking about anything else.

213Apnā kalyāṇ karnā hai .

213Bring benefit to yourself.

Blessing

214Vardān  : sākār rūp mē̃ bāpdādā kō sammukh anubhav karnē vālē combined rūpdhārī bhav

214Blessing: May you have a combined form and experience BapDada to be personally in front of you in a corporeal form.

215Jaisē śhivśhakti combined hai , aisē pāṇḍavpati aur pāṇḍav combined haĩ .

215 Just as Shiv and Shakti are combined, in the same way, the Father of the Pandavas and the Pandavas are combined.

216Jō aisē combined rūp mē̃ rahtē haĩ unkē āgē bāpdādā sākār mē̃ sarv sambandhō̃ sē sāmnē hōtē haĩ .

216For those who stay in the combined form, BapDada is in front of them in all relationships in a corporeal form.

217Abhī dinpratidin aur bhī anubhav karē̃gē ki jaisē bāpdādā sāmnē āyē , hāth pakaṛā , buddhi sē nahī̃ āṅkhō̃ sē dēkhē̃gē , anubhav hōgā .

217Now, day by day, you will experience BapDada coming in front of you more and is holding your hand. 218You will not see Him with your intellect, but with your eyes.

218Lēkin sirph ēk bāp dūsrā na kōī , yah pāṭh pakkā hō phir tō jaisē parchhāī ghūmtī hai aisē bāpdādā āṅkhō̃ sē haṭ nahī̃ saktē , sadā sammukh key|kī anubhūti hōgī .

219You will experience Him, but you simply have to make the lesson of belonging to the one Father, and none other, firm. 220Then, just as a shadow is always around you, in the same way, BapDada will not move away from your eyes. 221You will constantly experience Him to be in front of you.

Slogan

219Slōgan  : māyājīt , prakr̥itijīt bannē vālī śhrēṣhṭh ātmā hī svakalyāṇī vā viśhva kalyāṇī hai .

222Slogan: Elevated souls who become conquerors of Maya and conquerors of matter benefit themselves and also benefit the world.

223*** Om Shanti ***