मंगलवार 20 जुलाई 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
020-07-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 20/07/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - is sabhā mē̃ bāharmukhī bankar nahī̃ baiṭhnā hai , bāp kī yād mē̃ rahnā hai , mitr sambandhī athavā dhandhē ādi kō yād karnē sē vāyumaṇḍal mē̃ vighna paṛtā hai ' '
1Essence: Sweet children, don’t become extroverted while sitting in this gathering. 2Stay in remembrance of the Father. 3By remembering your friends, relatives and business etc. you create obstacles in the atmosphere.
Question
2Praśhna : tum bachchō̃ K|kē rūhānī drill key|kī viśhēṣhtā kyā hai , jisē manuṣhya nahī̃ kar saktē ?
4Question: What is the speciality of the spiritual drill of you children that human beings cannot have?
Answer
3Uttar : tumhārī rūhānī drill buddhi kī hai , uskī viśhēṣhtā yahī hai jō tum āśhik ban apnē māśhuk kō yād kartē hō .
5Answer: Your spiritual drill is of the intellect. 6Its speciality is that you become lovers and remember your Beloved. 7This is referred to in the Gita as “Manmanabhav!”
4Iskā hī iśhārā gītā mē̃ bhī āyā hai - manmanābhav . 5Parantu manuṣhya apnē māśhuk paramātmā kō jāntē hī nahī̃ tō drill kaisē kar sakē̃gē .
8However, people don’t know their Beloved, the Supreme Soul, so how could they perform this drill?
6Vē|way tō ēk dō kō jismānī drill sikhlātē haĩ .
9They teach one another how to perform physical drill.
Murli
7Ōm śhānti .
10Om shanti.
8Bachchē bhī samajhtē haĩ , bāp bhī samajhtē haĩ ki bachchē ( yōg karānē vālē ) yahā̃ kyā kar rahē haĩ !
11You children understand and the Father also understands what the children sitting here (those conducting meditation) are doing.
9Yād K|kē yātrā key|kī drill karā rahē haĩ .
12They are conducting the drill of the pilgrimage of remembrance.
10Mukh sē kuchh bhī kahnē kā nahī̃ hai .
13There is no need to put anything into words.
11Kiskī yād hai ?
14Whose remembrance is this?
12Parampitā paramātmā śhivbābā key|kī .
15Remembrance of the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiv Baba.
13Unkī yād mē̃ rahnē sē hamārē jō bhī vikarma haĩ , vah bhasma hō jāyēṅgē aur vikarmājīt ban jāyēṅgē , jitnā jō yād kī drill mē̃ rahē̃gē .
16To the extent that we stay in remembrance of Him, on the pilgrimage of remembrance, all our sins will accordingly be burnt away and we will become conquerors of sinful actions.
14Yah ātmā key|kī drill hai , śharīr key|kī nahī̃ .
17This is drill for souls, not bodies.
15Bhārat mē̃ jō bhī drill sikhātē haĩ , vah sab haĩ jismānī , yah hai rūhānī drill .
18All the drills that people in Bharat teach are physical, whereas this one is spiritual drill.
16Is rūhānī drill kō tum bachchō̃ K|kē sivāē kōī jāntē hī nahī̃ .
19No one, apart from you children, knows this spiritual drill.
17Rūhānī drill kā iśhārā gītā mē̃ hai jarūr .
20This spiritual drill is referred to in the Gita.
18Bhagvānuvāch athavā bhagvān K|kē bachchō̃ kā bhī vāch hai .
21The versions of God are also the versions of God’s children.
19Tum abhī bhagvān śhivbābā K|kē bachchē banē hō nā .
22You have now become the children of God, Shiv Baba.
20Bachchō̃ kō pharmān milā hai - māmēkam yād karō .
23You children have been given the direction: Constantly remember Me alone!
21Bāp bhī drill sikhlātē haĩ .
24The Father teaches you drill.
22Bachchē bhī yahī drill sikhlātē haĩ .
25Children also teach the same drill.
23Kalp pahlē bhī bāp nē yahī kahā thā ki mujh bāp kō yād karō .
26In the previous cycle too, the Father said: Remember Me, your Father!
24Ismē̃ ghaṛī-ghaṛī kahnē key|kī darkār nahī̃ hai , parantu kahnā paṛtā hai .
27There is no need to repeat this again and again, but He does have to say it.
25Yahā̃ baiṭhē kōī apnē mitr-sambandhiyō̃ , dhandhē ādi kō yād kartē rahtē haĩ tō vāyumaṇḍal mē̃ vighna ḍāltē haĩ .
28If, while sitting here, any of you continue to remember your friends, relatives or business etc., you create obstacles in the atmosphere.
26Bāp kahtē haĩ - jaisē yahā̃ tum yād mē̃ baiṭhē hō aisē hī chaltē phirtē , karma kartē huē yād mē̃ rahnā hai . 27Jaisē āśhik māśhuk ēk dō kō yād kartē haĩ .
29The Father says: While you are sitting here and when you are working or walking and moving around, stay in remembrance, just as a lover and beloved continue to remember one another.
28Unhō̃ key|kī yād hai jismānī . 29Tumhārī hai rūhānī yād .
30Their remembrance is physical whereas your remembrance is spiritual.
30Ātmāyē̃ bhakti mārg mē̃ bhī āśhik hōtī haĩ parampitā paramātmā māśhuk key|kī . 31Parantu māśhuk kō jāntē nahī̃ haĩ , na apnī ātmā kō jāntē haĩ .
31On the path of devotion, too, souls are lovers of the Beloved, the Supreme Father, the Supreme Soul, but neither do they know their Beloved nor do they know themselves to be souls.
32Māśhuk bāp āyā huā hai .
32The Father, the Beloved, has come.
33Bhakti mārg sē lēkar ātmāyē̃ āśhik banī haĩ .
33Souls became lovers on the path of devotion.
34Yah hai hī ātmāō̃ aur paramātmā key|kī bāt .
34This is a matter of souls and the Supreme Soul.
35Bāp bachchō̃ kō sammukh kahtē haĩ - tum āśhik mujh māśhuk kō yād kartē hō ki bābā āō .
35The Father personally tells you children: You lovers, who remember Me, your Beloved, say: Baba, come!
36Hamkō ākar duḥkh sē liberate karō aur apnē sāth śhāntidhām mē̃ lē chalō .
36Come and liberate us from sorrow and take us back with you to the land of peace.
37Tum jāntē hō ab is duḥkhdhām , mr̥ityulōk kā vināśh hōnā hai .
37You know that this land of sorrow, the land of death, is now to be destroyed.
38Amarlōk jindābād , mr̥ityulōk murdābād .
38“Death to the land of death and victory to the land of immortality”.
39Tum abhī brāhmaṇ bachchē banē hō , tumhārē mē̃ bhī number-vār puruṣhārth anusār haĩ .
39You have now become Brahmin children, but it is also numberwise among you according to your efforts.
40Tum bachchō̃ kō pūrā niśhchay hōnā chāhiē ki ham ab narkvāsī sē svargvāsī 21 janma liē bantē haĩ .
40You children should have full faith that you are now changing from residents of hell into residents of heaven for 21 births.
41Kōī martā hai tō kahtē haĩ svargvāsī huā . 42Parantu kitnē samay kē liē svargvāsī huā … yah kōī bhī nahī̃ jāntē haĩ .
41When someone dies, people say that he has become a resident of heaven, but no one knows for how long he has become a resident of heaven.
43Ab tum puruṣhārth kar rahē hō - svargvāsī bannē kē liē .
42You are now making effort to become residents of heaven.
44Yah kaun niśhchay karātē haĩ !
43Who is inspiring you to have this faith?
45Vah hai gītā kā bhagvān .
44It is the God of the Gita.
46Parantu vah tō ēk hī nirākār hōtā hai .
45However, He is the one and only incorporeal One.
47Manuṣhya samajhtē haĩ - nirākār tō nirākār hī hai .
46People do understand that the incorporeal One is incorporeal.
48Vah kaisē yahā̃ ākar sikhāyēṅgē ?
47So, how would He come here and teach us?
49Bāp kō na jānnē K|kē kāraṇ drama anusār kr̥iṣhṇa kā nām bhūl sē ḍāl diyā hai .
48Because of not knowing the Father, they have put Krishna’s name by mistake according to the drama.
50Kr̥iṣhṇa aur śhiv kā sambandh is samay najdīk hai .
49At this time, Krishna and Shiva have a close relationship.
51Śhiv jayantī hōtī hai saṅgam par .
50The birthday of Shiva takes place at the confluence age.
52Phir kal hōgī kr̥iṣhṇa jayantī .
51Then, tomorrow, it will be the birthday of Krishna.
53Śhiv jayantī hai rāt mē̃ , kr̥iṣhṇa jayantī hai savērē , uskō prabhāt kahē̃gē .
52The birthday of Shiva is in the night, whereas the birthday of Krishna is in the early morning, at dawn.
54Jab śhivrātri pūrī hōtī hai tab phir kr̥iṣhṇa jayantī hōtī hai .
53When the night of Shiva comes to an end, the birth of Krishna takes place.
55Yah bātē̃ bachchē hī samajh saktē haĩ , kāydā hai - yahā̃ sabhā mē̃ kōī bāharmukhī na hō .
54Only you children can understand these things. 55It is a law that no one sitting in this gathering is allowed to become extroverted.
56Bāp kī yād mē̃ rahnā hai .
56Stay in remembrance of the Father.
57Manuṣhya pukārtē bhī haĩ hē patit-pāvan āō , ākar pāvan banāō .
57People call out: O Purifier, come! 58Come and purify us!
58Parantu drama anusār pattharbuddhi kuchh bhī samajhtē nahī̃ .
59However, according to the drama, those with stone intellects don’t understand anything at all!
59Agar jāntē hōtē tō batātē .
60If they did, they would tell others.
60Unkō yah bhī patā nahī̃ hai ki abhī kaliyug kā ant hai phir jab bāp ātē haĩ tab ādi hōtī hai .
61They don’t even know that it is now the end of the iron age and that when the Father comes, it is the beginning.
61Manuṣhya tō bilkul ghōr andhiyārē mē̃ haĩ .
62People are in total darkness.
62Lōg samajhtē haĩ kaliyug mē̃ ajun 40 hajār varṣh paṛē haĩ .
63People believe that 40,000 years of the iron age still remain.
63Bēhad kā bāp samjhātē haĩ had kā bāp kab patit-pāvan hō na sakē̃ .
64The unlimited Father explains that no limited father can ever be the Purifier.
64Bāpū nām tō bahutō̃ K|kē rakh diyē haĩ .
65Many people have been given the name, “Bapu”.
65Bujurg kō bhī bāpū athavā pitājī kahtē haĩ .
66Even older men are called “Bapu” or “Pitaji”.
66Yah rūhānī pitāśhrī tō ēk hī hai jō patit-pāvan , gyān kā sāgar hai .
67Only the One is the spiritual Pitashri (Father) who is the Purifier and the Ocean of Knowledge.
67Bachchō̃ kō pāvan hōnē kē liē gyān chāhiē .
68The children need knowledge in order to become pure.
68Pānī mē̃ snān karnē sē kōī pāvan thōṛēhī banē̃gē .
69No one can become pure just by bathing in water.
69Tum jāntē hō śhivbābā hamārē sāmnē is tan mē̃ pratyakṣha hai .
70You know Shiv Baba is in front of you, present in this body.
70Brahmā dvārā brāhmaṇō̃ kō rājyōg sikhā rahē haĩ .
71He is teaching you Brahmins Raja Yoga through Brahma.
71Vah tō kah dētē haĩ bhagvānuvāch arjun prati .
72They say: God speaks to Arjuna.
72Brāhmaṇō̃ kā nām niśhān nahī̃ hai .
73There is no name or trace of Brahmins.
73Gāyā jātā hai brahmā dvārā sthāpanā , viṣhṇu dvārā pālnā .
74It is remembered that establishment takes place through Brahma and that sustenance takes place through Vishnu.
74Sthāpanā tō brahmā dvārā hī karē̃gē , na ki viṣhṇu dvārā , na śhaṅkar dvārā .
75Establishment would only take place through Brahma, not through Vishnu or Shankar.
75Tum bachchō̃ kō yah samjhānī ab milī hai .
76You children receive this explanation at this time.
76Bāp kō yahā̃ ānā paṛtā hai , vāpis tō kōī bhī ātmā jā nahī̃ saktī .
77The Father has to come here. 78No soul can return home.
77Jō bhī ātē haĩ unkō satō rajō tamō sē pās|pass karnā hī hai .
79Everyone who comes here has to pass through the sato, rajo and tamo stages.
78Kr̥iṣhṇa bhī pūrē 84 janma lētē haĩ aur pūrē 5 hajār varṣh part bajāyā .
80Krishna has taken the full 84 births and has played a part for the full 5000 years.
79Jab ātmā pēṭ mē̃ hai tō bhī janm tō hai .
81It is considered a birth even while the soul is in the mother’s womb.
80Kr̥iṣhṇa key|kī ātmā jab satyug mē̃ ātī hai , garbh mē̃ pravēśh kiyā tab sē lēkar 5 hajār varṣh mē̃ 84 janmō̃ kā part bajānā hai .
82From the moment the Krishna soul comes down and enters a womb, he has to play the part of 84 births in 5000 years.
81Jaisē śhivjayantī manātē haĩ tō ismē̃ baiṭhā hai nā .
83You celebrate the birthday of Shiva when He is sitting in this one.
82Kr̥iṣhṇa key|kī ātmā bhī garbh mē̃ I|āī|eye churpur huī , us samay sē lēkar 5 hajār varṣh kā hisāb śhurū hōtā hai .
84Similarly, when the Krishna soul enters a womb, there is movement and the calculation of 5000 years begins from that moment.
83Agar cum|kam jāstī hō tō phir 5 hajār varṣh mē̃ kam hō jāē .
85If it were any different, it would be 5000 years, minus that much.
84Yah baṛī sūkṣhma samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
86These matters are very subtle and have to be understood.
85Bachchē jāntē haĩ kr̥iṣhṇa key|kī ātmā phir sē yah gyān lē rahī hai , phir sē śhrīkr̥iṣhṇa bannē kē liē .
87You children know that the Krishna soul is once again taking this knowledge in order to become Shri Krishna once again.
86Tum bhī kanspurī sē kr̥iṣhṇapurī mē̃ jātē hō .
88You too go from the land of Kans to the land of Krishna.
87Yah bātē̃ bāp baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ .
89The Father sits here and explains these things to you children.
88Bābā kahtē haĩ - māyā baṛī duśhtar hai .
90The Father says: Maya is very powerful.
89Achchhē-achchhē mahārathiyō̃ kō bhī harā dētī hai .
91She defeats good maharathis too.
90Gyān lētē-lētē kahā̃ grahachārī baiṭh jātī hai .
92While some are taking knowledge, there are sometimes bad omens.
91Āśhcharyavat hamārā banantī , kathantī . . . ahō māyā phir bhī bhāgantī hō jātē haĩ .
93They become amazed when they hear the knowledge, they belong to Me, they speak the knowledge. 94Oho Maya, they still run away.
92Kamāī mē̃ grahachārī baiṭh jātī hai .
95There are then bad omens over their earning an income.
93Rāhū kā grahaṇ sabkō lagā huā hai .
96There is an eclipse of the bad omens of Rahu over everyone.
94Abhī tumhārē par brahaspati key|kī daśhā baiṭhī hai phir chaltē-chaltē kōī par rāhū kā grahaṇ baiṭh jātā hai , tab kahtē haĩ mahān kambakht is duniyā mē̃ dēkhnā hō tō yahā̃ dēkhō .
97There are now the omens of Jupiter over you. 98Then, while moving along, some experience an eclipse of the omens of Rahu. 99This is why it is said, if you want to see the greatest unfortunate ones in the world, you can see them here.
95Tumhārī ātmā kahtī hai - ham bāp sē sadā sukh kā varsā lē rahē haĩ .
100You souls say: I am receiving the inheritance of constant happiness from the Father.
96Bābā āp sē kalp pahlē bhī yah varsā liyā thā .
101Baba, I took this inheritance from you in the previous cycle too.
97Phir sē ab bāp kē pās āyē haĩ .
102You have come to the Father once again.
98Bāp nē samjhāyā hai - bāhar tumhārē centres par bahut āyēṅgē samajhnē kē liē .
103The Father has explained: Many will come to your centres out there to understand these things.
99Yahā̃ yah hai indra sabhā .
104This here is the Court of Indra.
100Indra śhivbābā hai nā , jō gyān varṣhā barsātē haĩ .
105Shiv Baba is Indra. 106He rains knowledge on you.
101Tō aisī sabhā mē̃ patit kōī ā nahī̃ saktā .
107Therefore, no one impure can come into such a gathering.
102Sabj parī , pukhrāj parī jō brāhmaṇiyā̃ paṇḍā ban ātī haĩ , unkō kahē̃gē apnē sāth kōī bhī vikār mē̃ jānē vālē kō nahī̃ lā saktē hō .
108All the angels, the Brahmins who are guides, are told not to bring with them those who indulge in vice.
103Nahī̃ tō dōnō̃ responsible hō jātē haĩ .
109Otherwise, both are responsible.
104Kisī vikārī kō sāth lē āyē tō un par bahut dāg lag jātē haĩ . 105Phir bahut bhārī sajā mil jātī hai .
110If someone brings along a person who indulges in vice, both of them have big stains on them and there will then be great punishment.
106Pariyō̃ kē ūpar bahut responsibility hai .
111There is a huge responsibility on those angels.
107Kahtē haĩ - mānsarōvar par snān karnē sē parī ban jātē haĩ .
112It is said that by bathing in Mansarovar, one becomes an angel.
108Vāstav mē̃ yah hai gyān mānsarōvar .
113In fact, it is the Mansarovar of knowledge.
109Bābā manuṣhya tan mē̃ ākar gyān varṣhā barsātē haĩ .
114Baba enters a human body and rains knowledge.
110Gyān sāgar hai nā .
115He is the Ocean of Knowledge.
111Tum nadī bhī hō , sarōvar bhī hō , gyān sāgar ismē̃ baiṭh bachchō̃ kō lāyak banātē haĩ - svarg mē̃ jānē kē liē .
116You are rivers and also lakes. 117The Ocean of Knowledge sits in this one and makes you children worthy of going to heaven.
112Svarg mē̃ hai śhrī lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya .
118In heaven, it is the kingdom of Shri Lakshmi and Narayan.
113Yah hai pravr̥itti mārg kā aim object .
119This is the aim and objective of the family path.
114Kahtē haĩ ham dōnō̃ gyān chitā par baiṭh lakṣhmī-nārāyaṇ bannē vālē haĩ .
120They say: We will both sit on the pyre of knowledge and become Lakshmi and Narayan.
115Ūñch pad pānā hai nā .
121You do want to claim a high status, do you not?
116Ādhākalp ātmāyē̃ taṛaptī rahtī haĩ .
122Souls are desperate for half the cycle.
117Bābā āō ākar hamkō rājyōg sikhlāē pāvan banāō .
123Baba, come and teach us Raja Yoga and purify us!
118Bāp iśhārā dētē haĩ .
124The Father gives you a signal.
119Bhāratvāsī jō dēvī-dēvatāō̃ kō mānnē vālē haĩ unhōnnē jarūr 84 janm bhōgē haĩ .
125The people of Bharat who believe in the deities have definitely taken 84 births.
120Jō dēvī-dēvatāō̃ K|kē bhagat haĩ , kōśhiśh kar unkō samjhāō . 121Bāp kaisē ākar 3 dharm sthāpan kartē haĩ .
126Try and explain to those who are the devotees of the deities how the Father comes and establishes three religions.
122Brāhmaṇ , sūryavanśhī , chandravanśhī , tīnō̃ dharm bāp sthāpan kartē haĩ .
127He establishes the Brahmin, the sun dynasty and the moon dynasty religions.
123Ādhākalp phir aur kōī dharm sthāpan nahī̃ hōtā hai .
128Then, for half the cycle, there are no religions established.
124Phir ādhākalp mē̃ kitnē maṭh panth ādi dharm ḍhēr K|kē ḍhēr sthāpan hōtē haĩ .
129Then, in the other half, there are so many sects and religions established.
125Kahā̃ ādhākalp mē̃ ēk dharm sō bhī saṅgamyug par bhaviṣhya kē liē rājdhānī sthāpan kartē haĩ .
130On the other hand, there is only one religion established for half the cycle and that too, is a kingdom that is established for the future at the confluence age.
126Vah sab purānī duniyā mē̃ hī apnā dharm sthāpan kartē haĩ .
131All the other founders of religions establish their own religions in this old world.
127Yahā̃ bāp ādhākalp kē liē ēk dharm key|kī sthāpanā kartē haĩ .
132Here, the Father establishes one religion which lasts for half a cycle.
128Kōī aur mē̃ power nahī̃ .
133No one else has any power.
129Bāp tumkō apnā banākar , sūryavanśhī chandravanśhī gharānā sthāpan kar bākī sabkā vināśh karā dētē haĩ .
134The Father makes you belong to Him, establishes the sun and moon dynasties and has everything else destroyed.
130Sabhī ātmāyē̃ śhānti mē̃ chalī jātī haĩ .
135All souls then go into silence and you go into happiness.
131Tum sukh mē̃ ātē hō , us samay duḥkh kōī hai nahī̃ , jō god kō yād karē .
136At that time, there is no sorrow for which you would need to remember God.
132Yah gyān bhī tumhārī buddhi mē̃ hai .
137You have this knowledge in your intellects.
133Tum jāntē hō - bāp jō gyān kā sāgar hai , vah knowledge dē rahē haĩ .
138You know that the Father, who is the Ocean of Knowledge, is giving you knowledge.
134Sāgar tō ēk hī hai .
139There is only one Ocean.
135Tum apnē kō sāgar nahī̃ kahalāyēṅgē .
140You would not call yourselves oceans.
136Tum unkē madadgār bantē hō isliē tumhārā nām hai gyān gaṅgāyē̃ .
141You become His helpers and this is why you are called the Ganges of knowledge.
137Bākī vah haĩ pānī key|kī nadiyā̃ .
142The other one is a river of water.
138Bāp kahtē haĩ - mujh sāgar K|kē tum bachchē kām chitā par baiṭh jal marē hō arthāt patit ban paṛē hō .
143The Father says: You, My children of the Ocean of Knowledge, have been burnt by sitting on the pyre of lust, that is, you have become impure.
139Ab phir mujhē yād karnē sē hī tum pāvan banē̃gē .
144By remembering Me now, you will become pure.
140Yah sr̥iṣhṭi kā chakra 5 hajār varṣh kā hai .
145This world cycle is 5000 years.
141Yah bhī kiskō patā nahī̃ hai .
146No one knows this.
142Sr̥iṣhṭi kā chakra pūrē 4 bhāg mē̃ hai .
147The world cycle is in four equal parts.
1434 yug haĩ nā .
148There are four ages.
144Yah saṅgamyug hai kalyāṇkārī .
149This confluence age is the benevolent age.
145Kumbha kahtē haĩ nā .
150It is called the confluence (kumbh).
146Kumbha kahā jātā hai - mēlē kō .
151A confluence is a meeting (mela).
147Nadī ākar sāgar sē miltī hai .
152A river comes and merges into the ocean.
148Ātmā ākar paramātmā sē miltī hai , iskō kumbha kahtē haĩ .
153Souls come and meet the Supreme Soul. 154This is also called the meeting.
149Ātmā aur paramātmā kā mēlā bhī tum dēkhtē hō .
155You can now witness the meeting of souls with the Supreme Soul.
150Tum āpas mē̃ miltē hō , seminar kartē hō , iskō kumbha nahī̃ kahē̃gē .
156You meet among yourselves and have seminars. 157That cannot be called the meeting, the confluence.
151Sāgar tō apnī jagah par baiṭhē haĩ .
158The Ocean is seated in His own place.
152Is tan mē̃ haĩ nā .
159He is in this one’s body.
153Jahā̃ inkā tan vahā̃ gyān kā sāgar hai .
160The Ocean of Knowledge is where this one’s body is.
154Bākī tum āpas mē̃ gyān gaṅgāyē̃ miltī hō .
161You Ganges of knowledge meet among yourselves.
155Nadiyā̃ chhōṭī-baṛī tō hōtī haĩ nā .
162Rivers can be big or small.
156Vahā̃ snān karnē jātē haĩ .
163People go to bathe there.
157Gaṅgā jamunā sarasvatī ādi tō haĩ hī .
164There are the Rivers Ganges, Jamuna and Saraswati etc.
158Dēhlī jamunā kā kaṇṭhā hai - svarg .
165Delhi, on the banks of the River Jamuna, is heaven.
159Kr̥iṣhṇapurī tō hōtī hai .
166There is the land of Krishna.
160Dēhlī kē liē kahtē haĩ-paristān thā . 161Jab lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā . 162Aisē nahī̃ ki kr̥iṣhṇa kā rājya thā .
167It is said that when Delhi was the land of angels, it was the kingdom of Lakshmi and Narayan; not that it was the kingdom of Krishna!
163Rādhē kr̥iṣhṇa yugal hō̃ tab rājya kar sakē̃ .
168Only when Radhe and Krishna become a couple can they rule.
164Ab tum bachchē kitnē khuśhī mē̃ hō .
169You children are now so happy!
165Māyā K|kē tūphān tō bahut āyēṅgē .
170Many storms of Maya will come.
166Bēhad key|kī boxing haĩ .
171This is unlimited boxing.
167Har ēk key|kī 5 vikārō̃ kē sāth yuddha chaltī hai .
172Each one is battling with the five vices.
168Ham chāhtē haĩ bābā kō nirantar yād karē̃ . 169Māyā hamārā yōg uṛā dētī hai .
173We want to remember Baba constantly, but Maya breaks our intellects’ yoga.
170Ēk khēl bhī dikhātē haĩ - paramātmā apnī taraph khīñchtē haĩ , māyā apnī taraph .
174They even show a play where God pulls you on one side and Maya pulls you from the other side.
171Aisā ēk nāṭak banāyā hai .
175They have made a play about this.
172Bioscope kā fashion abhī nikalā hai .
176The fashion of films has come about recently.
173Tumkō drama anusār bioscope par hī samjhānā thā .
177According to the drama, you have to explain using the example of films.
174Nāṭak mē̃ tō badlī-sadlī hōtī hai .
178In a play, there can be change.
175Yah tō anādi avināśhī drama banā banāyā hai .
179This is an eternally predestined, imperishable drama.
176Banī banāī ban rahī . . . . . . phalānā mar gayā itnā hī part thā , ham chintā kyō̃ karē̃ .
180That which is predestined is taking place. 181When So-and-so dies, it is because he only had that much of a part to play. 182Therefore, why should we worry?
177Drama hai nā .
183It was in the drama.
178Śharīr chhōṛ diyā phir thōṛēhī ā saktā .
184Once he has left his body, he cannot come back into it again.
179Rōnē sē phāydā hī kyā ?
185What is the benefit of crying about it?
180Iskā nām hī hai duḥkhdhām .
186The name of this place is the land of sorrow.
181Satyug mē̃ mōhjīt rājāyē̃ hōtē haĩ .
187In the golden age, there are the kings who conquered attachment.
182Is par kahānī bhī hai .
188There is a story about this too.
183Satyug mē̃ mōh key|kī bāt hōtī nahī̃ .
189There is no question of attachment in the golden age.
184Yahā̃ tō manuṣhyō̃ kā kitnā mōh hai .
190Here, people have so much attachment to one another!
185Kiskō rōnā na āyē tō rōkar bhī unkō rulā dēgē . 186Tō samajhē̃ ki yah aphsōs kartē haĩ .
191When someone doesn’t cry on the death of someone, others would cry and make that person cry so that they feel he is sympathising.
187Nahī̃ tō glānī hō jāē .
192Otherwise, there would be defamation.
188Bhārat mē̃ hī yah sab rivāj hai .
193All of these systems belong to Bharat.
189Bhārat mē̃ hī sukh , bhārat mē̃ hī bahut duḥkh hōtā hai .
194It is in Bharat that there is happiness and it is in Bharat that there is a lot of sorrow.
190Bhārat mē̃ god goddess rājya kartē thē .
195Gods and goddesses used to rule in Bharat.
191Vidēśhī lōg purānē chitra baṛī khuśhī sē lētē haĩ .
196Foreigners used to take back old images with a lot of happiness.
192Purānī chīz kā mān hōtā hai .
197There is a lot of regard for antiques.
193Sabsē purānā śhiv tō yahā̃ āyā thā nā , unkī kitnī pūjā kartē haĩ .
198The most ancient One of all, Shiva, came here. 199They worship Him a great deal.
194Ab tō śhivbābā āyā hai , tum pūjā nahī karē̃gē .
200Now that Shiv Baba has come, you don’t worship Him.
195Vah hōkar gayā hai tō unkī pūjā kartē rahtē haĩ .
201It is because He came and departed that they continue to worship Him.
196Achchhā !
202Achcha.
197Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
203To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
198Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
204The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
199Dhārṇā kē liē mukhya sār :
205Essence for dharna:
2001 ) drama K|kē gyān kō buddhi mē̃ rakh niśhchint bannā hai .
206 1. Keep the knowledge of the drama in your intellect and remain carefree.
201Kisī bhī prakār key|kī chintā nahī̃ karnī hai kyōṅki jāntē haĩ banī banāī ban rahī . . . nirmōhī bannā hai .
207Don’t worry about anything because you know that that which is predestined is taking place. 208Become free from attachment.
2022 ) bāp dvārā jabki brahaspati key|kī daśhā baiṭhī hai tō sambhāl karnī hai , rāhū kā grahaṇ na lag jāē .
209 2. Since you are experiencing the omens of Jupiter from the Father, take care that you don’t become eclipsed by the omens of Rahu.
203Kōī bhī grahachārī hō tō usē gyān dān sē samāpt karnā hai .
210If there are any bad omens, finish them by donating knowledge.
Blessing
204Vardān : sadā manan dvārā magan avasthā K|kē sāgar mē̃ samānē kā anubhav karnē vālē anubhavī mūrt bhav
211Blessing: May you experience yourself to be merged in the Ocean by your churning and become an embodiment of experience.
205Anubhavō̃ kō baṛhānē kā ādhār hai manan śhakti .
212 The basis of increasing your experiences is your churning power.
206Manan vālā svataḥ magan rahtā hai .
213Those who churn automatically remain absorbed.
207Magan avasthā mē̃ yōg lagānā nahī̃ paṛtā lēkin nirantar lagā rahtā hai , mēhnat nahī̃ karnī paṛtī .
214In the stage of being absorbed, you don’t have to have yoga, but yoga is automatically connected and you don’t have to labour.
208Magan arthāt muhabbat K|kē sāgar mē̃ samāyā huā , aisā samāyā huā jō kōī alag kar nahī̃ saktā .
215To be absorbed means to be merged in the Ocean of Love; to be merged in such a way that no one can separate you. 216So, liberate yourself from hard work.
209Tō mēhnat sē chhūṭō , sāgar K|kē bachchē hō tō anubhavō̃ K|kē talāb mē̃ nahī̃ nahāō lēkin sāgar mē̃ samā jāō tab kahē̃gē anubhavī mūrt .
217You are the children of the Ocean and so do not just bathe in a pond of experiences, but become merged in the Ocean and you will then be said to be one who is an embodiment of experience.
Slogan
210Slōgan : gyān svarūp ātmā vah hai jiskā her|har saṅkalp , her|har second samarth hō .
218Slogan: Every thought and every second of a knowledge-full soul is powerful.
219*** Om Shanti ***