सोमवार 16 अगस्त 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
016-08-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 16/08/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - sab bātō̃ mē̃ sahanśhīl banō , nindā-stuti , jay-parājay sabmē̃ samān rahō , sunī sunāī bātō̃ mē̃ viśhvās nahī̃ karō ' '
1Essence: Sweet children, remain tolerant in every situation. 2Maintain equanimity in praise and defamation and in victory and defeat. 3Don't believe things you hear from others.
Question
2Praśhna : ātmā sadā chaṛhtī kalā mē̃ āgē baṛhtī rahē uskī sahaj yukti sunāō ?
4Question: What is the easy way for souls to make constant progress in the stage of ascent?
Answer
3Uttar : ēk bāp sē hī sunō , dūsrē sē nahī̃ . 4Phāltū parchintan mē̃ , vāhyāt bātō̃ mē̃ apnā samay barbād na karō , tō ātmā sadā chaṛhtī kalā mē̃ rahēgī .
5Answer: Only listen to the one Father and no one else. 6Don’t waste your time in unnecessary talk and in useless thoughts about others and you souls will be constantly in the stage of ascent.
5Ulṭī-sulṭī bātē̃ sunnē sē , un par viśhvās karnē sē achchhē bachchē bhī gir paṛtē haĩ , isliē bahut sambhāl karnī hai .
7By listening to and believing wrong things, even good children fall and this is why you have to be very careful.
Murli
6Ōm śhānti .
8Om shanti.
7Mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō ab smr̥iti āī hai ki barōbar ādhākalp hamnē bāp kō yād kiyā hai , jab sē rāvaṇ rājya śhurū huā hai .
9You sweetest children are now aware that you have truly been remembering the Father for half the cycle, from the time when the kingdom of Ravan began.
8Aisē bhī nahī̃ kōī pūrē ādhākalp yād kiyā hai , nahī̃ .
10It isn’t that you have been remembering Him throughout half the cycle.
9Jab-jab duḥkh jāstī āyā hai , tab-tab yād kiyā hai .
11No, you only remembered Him whenever you experienced a lot of sorrow.
10Abhī tumkō patā paṛā hai ki bhakti mārg sē ham utartē āyē haĩ .
12You now know that you have continued to come down on the path of devotion.
11Drama kā rāz buddhi mē̃ hai .
13You have the secrets of the drama in your intellects.
12Mukh sē kuchh kahnē kā bhī nahī̃ hai , ham unkē hō gayē isliē jāstī gyān key|kī darkār nahī̃ .
14There is no need to say anything. 15We now belong to Him and there is therefore no need for a lot of knowledge.
13Bāp K|kē banē tō bāp key|kī jāydād K|kē mālik hō gayē .
16Now that you belong to the Father you have become the masters of His property.
14Kuchh karmēndriyō̃ sē karnē kā nahī̃ rahtā .
17It is nothing to do with the physical organs.
15Bhakti mārg mē̃ bhagvān sē milnē kē liē kitnē yagya-tap dān-puṇya kartē haĩ .
18On the path of devotion, they have so many sacrificial fires, do so much tapasya, make donations and perform charity in order to find God.
16Jahā̃ bhī jāō sab jagah tīrtha , mandir athāh haĩ .
19Wherever you go, there are so many pilgrimage places and temples.
17Aisā kōī manuṣhya nahī̃ jō sārē bhārat K|kē tīrtha aur athāh mandir ādi ghūm sakē .
20There wouldn't be a single person anywhere who could tour around the whole of Bharat and see all the pilgrimage places and temples.
18Agar ghūmē bhī tō kuchh miltā nahī̃ .
21Even if someone were to travel around, he wouldn’t achieve anything.
19Vahā̃ ghaṇṭā ghaṛiyāl ādi kitnā ghamsān hai .
22There, there is so much noise of the ringing of bells and commotion everywhere.
20Yahā̃ tō ghamsān key|kī bāt nahī̃ . 21Na gīt gānē , na tāliyā̃ bajānē key|kī bāt hai .
23Here, there is no question of commotion; there is no question of singing songs or clapping here.
22Manuṣhya tō kyā-kyā nahī̃ kartē haĩ , athāh karmkāṇḍ haĩ .
24Look at what people do! 25There are so many rituals.
23Yahā̃ tō tum bachchō̃ kō sirph yād karnā hai aur kuchh bhī nahī̃ .
26Here, you children simply have to remember the Father and do nothing else.
24Ghar mē̃ rahtē sab kuchh kartē sirph bāp kō yād karnā hai .
27While living at home and carrying on with everything, just remember the Father.
25Tum jāntē hō abhī ham dēvtā bantē haĩ .
28You know that you are now becoming deities.
26Yahā̃ hī daivīguṇ dhāraṇ karnā hai .
29Divine virtues have to be imbibed here.
27Khānpān bhī śhuddha hōnā chāhiē .
30Your food and drink also have to be pure.
2836 prakār K|kē bhōjan tō vahā̃ milē̃gē .
31You will receive 36 varieties of food there.
29Yahā̃ sādhāraṇ rahnā hai . 30Na bahut ūñch , na bahut nīñch .
32Here, you have to live simply, neither too well nor too ordinary.
31Sab bātō̃ mē̃ sahanśhīltā chāhiē .
33Remain tolerant in every situation.
32Nindā-stuti , jay-parājay , sardī-garmī , yah sab kuchh sahan karnā paṛtā hai .
34Everything has to be tolerated: praise and defamation, victory and defeat, heat and cold.
33Samay hī aisā hai . 34Pānī nahī̃ milēgā , yah nahī̃ milēgā , sūrya bhī apnī tapat dikhāyēgā .
35The time will come when you won't find water, you won't find this or that and even the sun will become very hot.
35Her|har chīz tamōpradhān bantī hai .
36Everything becomes tamopradhan.
36Yah sr̥iṣhṭi hī tamōpradhān hai .
37This world is tamopradhan.
37Tatva bhī tamōpradhān haĩ . 38Tō yah duḥkh dētē haĩ .
38Even the elements are tamopradhan and cause sorrow.
39Nindā-stuti mē̃ bhī nahī̃ jānā hai .
39You mustn't get caught up in praise and defamation.
40Bahut haĩ jō jhaṭ bigaṛ paṛtē haĩ .
40There are many who very quickly become upset.
41Kisnē ulṭā-sulṭā kuchh kiskō sunāyā kyōṅki ājkal bātō̃ key|kī banāvaṭ tō bahut hai nā .
41At times, some tell others wrong things, because many stories are made up nowadays.
42Kōī nē kuchh kahā - tumhārē liē bābā yah kahtē haĩ ki inkō dēh-abhimān hai , bāhar kā show bahut hai , yah kisī nē sunāyā , bas bukhār chaṛh jāyēgā .
42Someone may say to another: Baba said that you have body consciousness and there is a lot of external show. 43His temperature would rise; he would even lose sleep.
43Nīnd bhī fit jāyēgī . 44Ādhākalp K|kē manuṣhya aisē haĩ , kōī kō bhī jhaṭ bukhār chaṛhā dē̃ , jhaṭ pīlē hō jāyēṅgē .
44Human beings of this half of the cycle are such that they very quickly make someone’s temperature rise and make them turn pale.
45Tō bāp kahtē haĩ kōī bhī aisī vāhyāt bātē̃ nahī̃ sunō .
45The Father says: Don’t listen to such useless matters.
46Bāp kabhī bhī kiskī nindā nahī̃ kartē haĩ .
46The Father never defames anyone.
47Bāp tō samjhānē liē hī kahtē haĩ .
47The Father simply tells you in order to make you understand.
48Ulṭī-sulṭī bātē̃ ēk-dō kō sunānē sē achchhē-achchhē bachchē bhī bigaṛ paṛtē haĩ . 49Tō traitor ban vāhyāt bātē̃ jākar ēk-dō kō sunāyēṅgē .
48By your telling one another wrong things, even good children are spoilt and they turn into traitors and then spread unnecessary talk.
50Bhakti mārg mē̃ bhī kaisī-kaisī kahāniyā̃ banāī haĩ .
49Look at all the stories they have made up on the path of devotion.
51Abhī tumkō gyān milā hai tō tum kabhī bhī hē rām vā hāy bhagvān bhī nahī̃ kah saktē , yah akṣhar bhī bhakti mārg K|kē haĩ .
50You have now received knowledge and so you don't say "oh! 51Rama!" or "oh! 52God!" 53Those expressions belong to the path of devotion.
52Tumhārē mukh sē aisē akṣhar nahī̃ nikalnē chāhiē .
54Such words should not emerge through your lips.
53Bāp sirph kahtē haĩ mīṭhē lāṛlē bachchō̃ ātma-abhimānī banō .
55The Father simply says: Sweet, beloved children, be soul conscious!
54Kitnā pyār sē samjhātē haĩ .
56He explains with so much love.
55Kiskī bhī bāt nahī̃ sunō , phāltū parchintan nahī̃ karō .
57Don’t listen to anyone else. 58Don’t have useless thoughts about others.
56Ēk bāt pakkī kar lō - ham ātmā haĩ .
59Make one thing firm: I am a soul.
57Ātmā avināśhī hai , śharīr vināśhī hai .
60Souls are imperishable and bodies are perishable.
58Ātmā hī saṅskār dhāraṇ kartī hai .
61It is souls who imbibe sanskars.
59Ab tum bachchō̃ kō ātma-abhimānī bannā hai .
62You children now have to become soul conscious.
60Dvāpar sē tum rāvaṇ rājya mē̃ dēh-abhimānī bantē hō isliē ab dēhī-abhimānī bannē mē̃ mēhnat lagtī hai .
63From the copper age, you have been body conscious in the kingdom of Ravan. 64This is why it takes a lot of effort to become soul conscious.
61Ghaṛī-ghaṛī buddhi mē̃ yah ānā chāhiē ki hamkō bēhad kā bāp milā hai .
65It should repeatedly enter your intellects that you have found the unlimited Father.
62Kalp-kalp bāp varsā dētē haĩ .
66The Father gives you the inheritance every cycle.
63Ab unkī mat par chalnā hai .
67You now have to follow His directions.
64Unkē liē hī gāyan hai - tum māt-pitā … vah sab sambandhō̃ kā sukh dēnē vālā hai , unmē̃ sab miṭhās hai .
68There is the praise of Him: You are the Mother and the Father. 69He gives us the happiness of all relationships. 70He has the sweetness of all relationships.
65Bākī aur mitra-sambandhī ādi duḥkh dēnē vālē hī haĩ .
71All other friends and relatives only cause you sorrow.
66Ēk hī bāp hai jō sabkō sukh dēnē vālā hai .
72Only the one Father gives everyone happiness.
67Rāstā bhī bilkul sahaj batātē haĩ ki apnē kō ātmā samajh mujh bāp kō yād karō .
73The path He shows is very easy: Consider yourselves to be souls and remember Me, your Father.
68Bāp samjhātē haĩ yah kōī naī bāt nahī̃ hai .
74The Father explains: This is nothing new.
69Tum jāntē hō her|har 5 hajār varṣh bād ham aisē bāp kē pās ātē haĩ , yah kōī sādhū-santa nahī̃ hai .
75You know that you come to such a Father every 5000 years. 76He is not a sage or a holy man.
70Tum kōī sādhū sant ādi kē pās nahī̃ rahtē , bākī hā̃ bāp kahtē haĩ - pravr̥itti mārg K|kē sambandh sē tōṛ nibhānā hai .
77You are not staying with a sage or holy man but the Father says: Fulfil your household responsibilities, otherwise there will continue to be greater conflict.
71Nahī̃ tō aur hī khiṭ-khiṭ hō jātī hai , yukti sē chalō .
78Continue to interact with tact.
72Pyār sē har ēk kō samjhānā hai ki dēkhō abhī vināśh kā samay najdīk hai , yah āsurī duniyā khatm hōnī hai .
79Explain to everyone with love: Look, the time for destruction is now close. 80This devilish world is now to be destroyed.
73Ab dēvtā bannā hai , daivīguṇ yahā̃ dhāraṇ karnā hai .
81You now have to become deities. 82Imbibe divine virtues here.
74Pyār sē samjhānā chāhiē .
83Explain with a lot of love.
75Dēvtāyē̃ bhī pyāz lahsun ādi tō khātē nahī̃ .
84Deities don't eat garlic or onions.
76Ham bhī manuṣhya sē dēvtā bantē haĩ tō ham yah kaisē khā saktē haĩ .
85We are becoming deities from human beings and so how could we eat those things?
77Tumkō bhī rāy dētē haĩ - yah chhōṛ dō .
86You are advised to renounce them.
78Aisī chījē̃ ham khātē nahī̃ .
87We don't eat such things.
79Abhī tumkō bēhad kā bāp daivīguṇ sikhlānē vālā milā hai tō sarvguṇ sampann . . . . . yahā̃ hī bannā hai .
88You have now found the unlimited Father who teaches you divine virtues, so it is here that you have to become full of all divine virtues.
80Yahā̃ banē̃gē tab phir bhaviṣhya naī duniyā āyēgī .
89If you become this here, the future new world will come.
81Yah aisē hī hōtā hai jaisē rāt kē bād phir din hōtā hai .
90This is like night after day and day after night.
82Ab rāt key|kī ant mē̃ hī daivīguṇ dhāraṇ karnē haĩ tō phir subah hō jāyēgī .
91It is because it is now the end of the night that divine virtues have to be imbibed and so it will then be morning.
83Apnī parīkṣhā harēk kō āpēhī lēnī hai .
92Each of you has to examine yourself.
84Aisē nahī̃ ki bāp tō sab kuchh jāntē haĩ .
93Don't think that the Father knows everything.
85Tum apnē kō dēkhō nā .
94You have to examine yourself.
86Student aisē kabhī nahī̃ kahē̃gē ki teacher tō sab kuchh jāntē haĩ .
95A student doesn’t say that his teacher knows everything about him.
87Imtahān K|kē din najdīk ātē haĩ tō bachchē khud bhī samajhtē haĩ ham kitnā pās|pass hōṅgē , kis subject mē̃ ham ḍhīlē haĩ .
96When the examination days come close, students understand to what extent they are going to pass and in which subjects they are still a little weak.
88Marks cum|kam lē̃gē phir sab milākar pās|pass hō jāyēṅgē .
97You claim fewer marks in some subjects, but are able to pass overall.
89Yah samajhtē haĩ tō ismē̃ bhī apnī jāñch rakhnī hai . 90Hamārē mē̃ kyā kamī hai ?
98You understand this and so you have to check yourself in this: What do I still lack?
91Maĩ bahut mīṭhā banā hū̃ ?
99Have I become very sweet?
92Sabkō pyār sē samjhānā hai - ham ātmāō̃ kā bāp parampitā paramātmā hai . 93Manuṣhya key|kī bāt nahī̃ .
100Explain to everyone with love: The Father of us souls is the Supreme Father, the Supreme Soul.
94Ham nirākār kō bhagvān kahtē haĩ , bhagvān rachtā ēk hī hai , bākī sab haĩ rachnā .
101It is not a question of Him being a human being. 102We call the incorporeal one, God.
95Rachnā sē kiskō varsā nahī̃ mil saktā , kāydā nahī̃ hai .
103God, the Creator, is only One. 104All the rest are the creation.
96Ab sarv rachnā kā sadgati dātā ēk hī rachtā bāp hai , usmē̃ sādhū-santa sab ā gayē .
105No one can receive an inheritance from the creation; it isn't the law.
97Haĩ tō sab ātmāyē̃ nā . 98Hā̃ manuṣhya achchhē-burē tō hōtē hī haĩ , position ūñcā-nīcā hōtā hai .
106The Bestower of Salvation for the whole of creation is the one Father, the Creator.
99Sannyāsiyō̃ mē̃ bhī number-vār haĩ .
107This includes all the sages and holy men.
100Kōī tō dēkhō bhīkh māṅgtē rahtē , kōī kō sab pāṅw paṛtē haĩ .
108All are souls. 109Yes, there are good and bad human beings.
101Tum bachchō̃ kō bhī ūñch bannā hai , bahut mīṭhā banō .
110They have high or low positions. 111Sannyasis are numberwise too.
102Kabhī bhī krōdh sē bāt nahī̃ karnī chāhiē , jitnā hō sakē pyār sē kām lō|low .
112Some continue to beg whereas others have everyone falling at their feet.
103Kahtē haĩ bachchē bahut taṅg kartē haĩ sō tō ājkal K|kē bachchē haĩ hī aisē .
113You children have to become so elevated! 114Become very sweet.
104Pyār sē unkō samjhāō .
115Never speak angrily.
105Dikhātē haĩ kr̥iṣhṇa chañchaltā kartā thā tō unkō rassī sē bāndhtē thē .
116As much as possible, do everything with love. 117Some say that their children cause a lot of trouble.
106Jitnā hō sakē pyār sē samjhānā hai yā tō halkī sajā .
118However, children today are like that.
107Bichārē abōdh ( anjān ) haĩ .
119Explain to them with love.
108Samay bhī aisā hai .
120The time is like that.
109Bāhar kā saṅgdōṣh bahut kharāb hai .
121The company of people outside is also very bad.
110Abhī bēhad kā bāp kahtē haĩ tumhē̃ mūrti ādi rakhnē key|kī kōī darkār nahī̃ hai .
122The unlimited Father now says: There is no need for you to keep any idols etc.
111Kuchh bhī mēhnat karnē key|kī darkār nahī̃ hai .
123There is no need to labour.
112Śhiv kā chitra bhī kyō̃ rakhē̃ !
124Why should you even keep an image of Shiva?
113Vah tō tumhārā bāp hai nā .
125He is your Father.
114Ghar mē̃ bachchē bāp kā chitra kyō̃ rakhē̃gē ?
126Would children keep a picture of their father in their home?
115Bāp tō hāzirā-hazūr hai nā .
127The Father can be present at any time.
116Bāp kahtē haĩ - maĩ abhī hāzir nāzir hū̃ nā .
128The Father says: I am present now, am I not?
117Phir chitrō̃ key|kī tō darkār nahī̃ .
129So, there is no need for pictures.
118Maĩ bachchō̃ kō baiṭh samjhātā hū̃ .
130I sit here and explain to you children.
119Kahtē haĩ bāpdādā kō dēkhē̃ .
131You say: Let us see BapDada.
120Ab bāp tō hai nirākār , unkō dēkh na sakē̃ .
132The Father is incorporeal. 133He cannot be seen.
121Buddhi sē samajh saktē haĩ .
134He can be understood with the intellect.
122Bāp kahtē haĩ - maĩ inmē̃ pravēśh kar tumkō knowledge baiṭh dētā hū̃ .
135The Father says: I enter this one and give you knowledge.
123Nahī̃ tō kaisē āū̃ .
136How else could I come?
124Kr̥iṣhṇa K|kē tan mē̃ kaisē āyēgā .
137How could He enter the body of Krishna?
125Sannyāsiyō̃ mē̃ bhī nahī̃ ā saktā hū̃ .
138He couldn’t even enter the body of sannyasis.
126Maĩ ātā hī unmē̃ hū̃ jō pahlē number mē̃ thā .
139I enter the one who was the first number.
127Vahī ab last number mē̃ hai .
140He is now in the last number.
128Tumkō bhī abhī paṛhkar phir pahlē number mē̃ jānā hai .
141You too now have to study and claim number one.
129Paṛhānē vālā tō ēk hī hai , jiskō gyān kā sāgar kahā jātā hai .
142The Teacher is the same One and He is called the Ocean of Knowledge.
130Tumkō gyān bahut achchhā miltā hai .
143You receive very good knowledge.
131Tum jāntē hō - śhāntidhām hamārā ghar hai , sukhdhām hamārī rājdhānī hai .
144You know the land of peace is your home and the land of happiness is your kingdom.
132Duḥkhdhām rāvaṇ key|kī bādśhāhī hai .
145The land of sorrow is the sovereignty of Ravan.
133Ab bāp kahtē haĩ mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ - apnē ghar śhāntidhām kō yād karō , sukhdhām kō yād karō .
146The Father says: Sweetest children, now remember your home, the land of peace as well as the land of happiness.
134Duḥkhdhām K|kē bandhan kō bhūltē jāō .
147Continue to forget the bondages of the land of sorrow.
135Aisē aur kōī kah na sakē . 136Na vah jā saktē haĩ .
148No one else can say this nor can anyone return home.
137Drama K|kē bīch sē vāpas kōī bhī jā na sakē .
149No one can return home in the middle of the drama.
138Yah jō kahtē haĩ phalānā jyōti jyōt samāyā vā pār nirvāṇ gayā , ēk bhī jātā nahī̃ hai .
150People say that so-and-so merged into the light or that he went beyond, to the land of nirvana, but no one actually returns there.
139Sabkā bāp athavā mālik ēk hī parampitā paramātmā hai , vah sab āśhikō̃ kā ēk hī māśhūk hai .
151The Father and Master of All is the one Supreme Father, the Supreme Soul. 152He is the one Beloved of all lovers.
140Vah jismānī āśhik māśhūk ēk-dō kō yād kartē haĩ , buddhi mē̃ chitra ā jātā hai .
153Those physical lovers and beloveds remember one another, and each one's image enters the other's intellect.
141Phir ēk-dō kō yād kartē rahē̃gē .
154They continue to remember one another.
142Khānā khātē rahē̃gē , yād kartē rahē̃gē .
155Even while eating they continue to remember one another.
143Vah tō haĩ ēk janm K|kē āśhik māśhūk .
156They are lovers and beloveds of one birth.
144Tum janma-janmāntar K|kē āśhik hō , ēk māśhūk K|kē .
157You are the lovers of the one Beloved for birth after birth.
145Tumkō aur kuchh bhī nahī̃ karnā hai , sirph ēk bāp kō yād karnā hai .
158You don't have to do anything else. 159Simply remember the one Father.
146Un āśhik māśhūk K|kē sāmnē chitra ā jātā hai .
160The image of the other one appears to the lover or beloved.
147Bas unkō dēkhtē-dēkhtē kām bhī ṭhahar jātā phir unkā chēhrā gum hō jātā hai aur kām karnē lag paṛtē haĩ .
161While they continue to see their image, their work stops. 162Then, when the face disappears, he or she begins to work again.
148Ismē̃ tō aisē nahī̃ hai .
163It is not like that here.
149Ātmā bhī bindī , paramātmā bhī bindī hai .
164Souls are points and the Supreme Soul is also a point.
150Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnā hai , ismē̃ hī mēhnat hai , kōī bhī aisī practice kartē nahī haĩ .
165Consider yourselves to be souls and remember the Father. 166This requires effort. 167No one practises this.
151Ātmā kā gyān milā arthāt ātmā kō realise kiyā , bākī rahā paramātmā .
168You have received the knowledge of souls, that is, you souls have realised yourselves.
152Vah bhī tum jāntē hō . 153Bābā ākar yahā̃ ( bhr̥ikuṭī mē̃ ) baiṭhtē haĩ .
169Then there is the Supreme Soul; you know that Baba comes and sits in this one's forehead.
154Inkī jagah bhī yahā̃ hai .
170His place is fixed there.
155Ātmā kahā̃ sē bhī chalī jātī hai , mālūm nahī̃ paṛtā hai .
171You cannot know from where a soul exits a body.
156Unkā mukhya sthān bhrakuṭī hai .
172The main place of a soul is the forehead.
157Bāp kahtē haĩ - maĩ bhī bindī hū̃ , ismē̃ ākar baiṭhā hū̃ .
173The Father says: I am a point. 174I come and sit in this one.
158Tumkō patā bhī nahī̃ paṛtā hai .
175You can't even tell.
159Bāp tum bachchō̃ kō baiṭh sunātē haĩ , tumkō jō sunātē haĩ vah ham bhī suntē haĩ .
176The Father sits and speaks to you children. 177I also listen to whatever He tells you.
160Samjhānī tō bilkul right hai .
178The explanation He gives is absolutely right.
161Daivī dharm vālē jō hōṅgē vah jhaṭ samajh jāyēṅgē - yah rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
179Those who belong to the deity religion will very quickly understand that a kingdom is being established.
162Pahlē sthāpanā aur phir vināśh bhī hōgā aur kōī dharm sthāpak aisē nahī̃ kartē haĩ .
180There will first be establishment and then destruction will take place. 181No other founder of a religion does this.
163Vah sirph apnā dharm sthāpan kartē haĩ phir vr̥iddhi kō pātē , yahā̃ tō jō jitnā-jitnā puruṣhārth kartē haĩ , utnā bhaviṣhya mē̃ ūñch pad pātē haĩ .
182They simply establish their own religions which then continue to grow. 183Here, according to how much effort you make, you claim a high status in the future.
164Tum bhaviṣhya 21 janmō̃ kē liē prālabdh banātē hō tō kitnā puruṣhārth karnā chāhiē aur hai bahut sahaj , yōg bhī sahaj jissē tumhārē vikarma vināśh hōtē haĩ .
184You are creating your reward for your future 21 births and you should therefore make so much effort. 185It is very easy. 186Yoga is also easy. 187It is by having this that your sins are absolved.
165Bāp kahtē haĩ - maĩ guarantee kartā hū̃ , kalp-kalp maĩ hī ākar tum bachchō̃ kō pāvan banātā hū̃ .
188The Father says: I guarantee that I come every cycle and purify you children. 189There isn't a single impure being there.
166Vahā̃ patit ēk bhī hōtā nahī̃ .
190The knowledge is so simple as well.
167Gyān bhī kitnā sahaj hai , 84 janmō̃ kā chakra kaisē lagātē haĩ , vah bhī buddhi mē̃ knowledge hai .
191You also have in your intellects the knowledge of how you go around the cycle of 84 births.
168Hamnē 84 kā chakra lagāyā hai , yah niśhchay rakhnā hai .
192You have to have the faith that you have been around the cycle of 84 births.
169Niśhchay mē̃ hī vijay hai .
193There is victory in faith.
170Aisē nahī̃ ki patā nahī̃ ham 84 janma lētē haĩ vā kuchh cum|kam .
194Don't wonder whether you take 84 births or a few less.
171Jabki tum brāhmaṇ hō tō tumkō niśhchay hōnā chāhiē barōbar hamnē 84 kā chakra pūrā bhōgā hai .
195Since you are Brahmins, you have to have the faith that you have truly been around the cycle of 84 births.
172Yah tō bahut sahaj samjhānī hai .
196This explanation is very easy.
173Bachchō̃ kō samjhāyā hai yah chitra sab divya dr̥iṣhṭi sē bāp nē banavāyē haĩ .
197You children have been told that the Father has had all these pictures made through divine visions.
174Correct bhī karāyē haĩ .
198He has also had them corrected.
175Śhurū mē̃ jab banāras mē̃ bābā ēkānt mē̃ rahtē thē tō aisē chakra dīvārō̃ par baiṭh nikāltē thē .
199In the beginning, when Baba was in solitude in Benares, he used to draw such circles on the walls.
176Samajhtē kuchh nahī̃ thē ki yah kyā hai . 177Khuśhī hōtī thī .
200He didn't understand what they meant, but he experienced happiness.
178Sākṣhātkār hōnē sē jaisē uṛ jātē thē .
201When he had visions, it was as though he was flying.
179Yah kyā hōtā hai , samajh mē̃ nahī̃ ātā thā .
202He didn't understand what was happening.
180Tum jāntē hō jō chitra pahlē banē thē vah phir badalkar nayē-nayē banātē gayē haĩ .
203You know that the pictures that were made in the beginning have been modified and made again.
181Abhī nayē-nayē chitra kalp pahlē muāphik bantē jātē haĩ .
204New pictures now continue to be made exactly as they were in the previous cycle.
182Sīṛhī kā chitra dēkhō kitnā achchhā hai .
205Look how beautiful the picture of the ladder is!
183Is par samjhānā sahaj hai .
206It is very easy to explain it.
184Dērī sē ānē vālō̃ kō aur hī sahaj samjhānī miltī hai .
207Those who come later will receive an even easier explanation.
185Abhī nayē-nayē jō ātē haĩ , 7 din mē̃ sārā knowledge samajh lētē haĩ .
208New ones who come now understand all the knowledge in just seven days.
186Purānō̃ sē bhī āgē jā rahē haĩ .
209They are going ahead of the older ones.
187Kōī kahtē haĩ pahlē ātē thē tō achchhā thā .
210Some say that it would have been better if they had come earlier.
188Arē yah bhī phikar mat karō .
211Don’t worry about that.
189Āgē ātē thē aur bhāgantī hō jātē thē tō ?
212If you had come earlier and had then left Baba, what would have happened?
190Dērī sē ānē vālō̃ kō tō sahaj takht miltā hai .
213Those who come later receive a throne easily.
191Pahlē jō thē dēkhō vē|way phir ab haĩ bhī nahī̃ . 192Khatm hō gayē .
214Some who came in the beginning are not even here now; they are completely finished.
193Pichhāṛī mē̃ result kā mālūm paṛtā hai - kaun pās|pass huā .
215At the end you will know the results as to who has passed.
194Nayē-nayē nikaltē haĩ aur jhaṭ service par lag paṛtē haĩ .
216New ones emerge and quickly engage themselves in doing service.
195Purānē itnā nahī̃ lagtē .
217The older ones don't do as much.
196Naī-naī bachchiyā̃ service sē dil par chaṛhī rahtī haĩ .
218New daughters who come remain seated in Baba's heart because of the service they do.
197Purānē kitnē tō khatm hō gayē isliē bābā kahtē haĩ - jinkō sarvōttam brāhmaṇ kul bhūṣhaṇ kahā jātā hai , unmē̃ bhī kōī āśhcharyavat sunantī , bhāgantī hō jātē haĩ .
219So many of the older ones are now finished. 220This is why Baba says: Even some of those who were the most elevated decoration of the Brahmin clan and who were amazed by this knowledge and listened to it, then ran away.
198Jō gāyā huā hai vah ab practical hō rahā hai .
221Whatever has been remembered is now happening in a practical way.
199Achchhā !
222Achcha.
200Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
223To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
201Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
224The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
202Dhārṇā kē liē mukhya sār :
225Essence for dharna:
2031 ) apnī jāñch āpēhī karnī hai .
226 1. Examine yourself.
204Dēkhnā hai maĩ bahut-bahut mīṭhā banā hū̃ ?
227Check whether you have become very, very sweet.
205Hamārē mē̃ kyā-kyā kamī hai ?
228What do I lack?
206Sab daivīguṇ dhāraṇ huē haĩ !
229Have I imbibed all the divine virtues?
207Apnī chalan dēvtāō̃ jaisī banānī hai .
230Let your behaviour be like that of the deities.
208Āsurī khān-pān tyāg dēnā hai .
231Renounce impure food and drink.
2092 ) kōī bhī vāhyāt bātē̃ na sunnī hai aur na bōlnī hai .
232 2. Don’t listen to or relate any useless matters.
210Sahanśhīl bannā hai .
233Become tolerant.
Blessing
211Vardān : karmātīt stage par sthit hō chārō̃ ōr key|kī sēvāō̃ kō handle karnē vālē siddhi svarūp bhav
234Blessing: May you remain stable in your karmateet stage as you handle all the service taking place everywhere and become an embodiment of success.
212Āgē chalkar chārō̃ ōr key|kī sēvāō̃ K|kē vistār kō handle karnē kē liē bhinn-bhinn sādhan apnānē paṛē̃gē kyōṅki us samay patra vyavahār yā telegram , telephone ādi kām nahī̃ karē̃gē .
235 As you progress, in order to handle all the expansion of service everywhere, you will have to adopt various facilities because letters, telegrams and telephones will not work at that time.
213Aisē samay par wireless set chāhiē , iskē liē abhī-abhī karmayōgī , abhī-abhī karmātīt stage mē̃ sthit rahnē kā abhyās karō tab chārō̃ ōr saṅkalp key|kī siddhi dvārā sēvā mē̃ sahyōgī ban sakē̃gē .
236At such a time you will need a wireless set. 237For that, one minute be a karma yogi, the next minute practise stabilising in your karmateet stage. 238Then with the success of your thoughts, you will be able to be co-operative everywhere.
Slogan
214Slōgan : paramātma pyār key|kī pālnā kā svarūp - āpkī sahajyōgī jīvan hai .
239Slogan: The form of God’s sustenance of love is your easy yogi life.
240*** Om Shanti ***