शुक्रवार 20 अगस्त 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
020-08-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 20/08/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp K|kē right hand bannā hai tō her|har bāt mē̃ righteous banō , sadā śhrēṣhṭh karma karō ' '
1Essence: Sweet children, in order to become the Father's right hands, become righteous in everything. 2Always perform elevated actions.
Question
2Praśhna : kaun sā saṅskār sēvā mē̃ bahut vighna ḍāltā hai ?
3Question: Which sanskar causes many obstacles in service?
Answer
3Uttar : bhāv-svabhāv K|kē kāraṇ āpas mē̃ jō dvēt mat K|kē saṅskār hō jātē haĩ , vah sēvā mē̃ bahut vighna ḍāltē haĩ .
4Answer: Because of the natures and feelings of souls, there is a conflict of sanskars and many obstacles are caused in service. 5A lot of damage is caused by conflicting opinions.
4Dō matō̃ sē bahut nuksān hōtā hai . 5Krōdh kā bhūt aisā hai jō bhagvān kā bhī sāmnā karnē mē̃ dērī na karē isliē bābā kahtē haĩ mīṭhē bachchē , aisā kōī bhī saṅskār hō tō usē nikāl dō .
6The evil spirit of anger is such that it doesn’t take long for someone even to oppose God. 7This is why Baba says: Sweet children, if you have any such sanskar, remove it.
Song
6Gīt : takdīr jagākar āī hū̃ …
8Song: My fortune having awakened I have come.
Murli
7Ōm śhānti .
9Om shanti.
8Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ nē gīt sunā .
10You sweetest, spiritual children heard the song.
9Rūhānī bachchō̃ arthāt śhivbābā jō supreme rūh hai , unkē bachchō̃ ātmāō̃ nē śharīr rūpī karmēndriyō̃ dvārā gīt sunā .
11You spiritual children, that is, you souls who are the children of Shiv Baba, the Supreme Spirit, heard the song through the physical organs of your bodies.
10Ab tō bachchō̃ kō ātma-abhimānī bannā hai .
12You children now have to become soul conscious.
11Bahut mēhnat bhī hai .
13A lot of effort is required for this.
12Ghaṛī-ghaṛī apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnā hai .
14Repeatedly consider yourselves to be souls and remember the Father.
13Yah hai gupta mēhnat .
15This effort is incognito.
14Bāp bhī gupta , tō mēhnat bhī gupta karātē haĩ .
16The Father is incognito and He makes you make incognito effort.
15Bāp svayã ākar kahtē haĩ bachchō̃ , mujhē yād karō tō kalp 5 hajār varṣh pahlē muāphik phir sē satōpradhān banē̃gē .
17The Father Himself comes and says: Children, remember Me and you will once again become satopradhan, just as you did 5000 years ago.
16Bachchē samajhtē haĩ ham hī satōpradhān thē phir ham hī ab tamōpradhān banē haĩ .
18You children understand that you were satopradhan and that you have now become tamopradhan.
17Satōpradhān bannā hai jarūr .
19You definitely do have to become satopradhan.
18Gīt mē̃ bhī kahtē haĩ takdīr jō ganvāī huī hai vah phir pānē kē liē tadbīr karānē vālā ēk hī sarvśhaktimān bāp hai , kyōṅki sabkō pāvan banātē haĩ nā .
20In the song, it says: Only the one Almighty Authority Father inspires you to make effort once again to attain the fortune that you lost, because He purifies everyone.
19Bāp bachchō̃ kō samjhātē haĩ , hē rūhānī bachchō̃ ab takdīr banānē āyē hō .
21The Father explains to the children: O spiritual children: You have now come to make your fortune.
20Student school mē̃ takdīr banānē jātē haĩ nā .
22Those students go to school to make their fortune.
21Vah tō chhōṭē bachchē hōtē haĩ .
23They are only small children.
22Tum chhōṭē nahī̃ hō , tum tō baṛē bujurg hō .
24You are no longer small. 25You have now grown up and are mature.
23Takdīr banā rahē hō .
26You are making your fortune.
24Hā̃ kōī būṛhē-būṛhē bhī haĩ .
27Yes, there are some who are old.
25Buṛhāpē sē javānī mē̃ paṛhnā achchhā hōtā hai , javān key|kī buddhi achchhī hōtī hai .
28It is better to study when you are young than when you are old. 29The intellects of those who are young are better.
26Yah tō sabkē liē bahut sahaj hai .
30This is very easy for everyone.
27Tumhārā śharīr tō baṛā hai nā .
31Your bodies have grown large.
28Yah baby hai , itnā nahī̃ samajh sakē̃gē kyōṅki organs chhōṭē haĩ .
32This one is a baby and wouldn’t be able to understand much, because his organs are still small.
29Stuti-nindā , duḥkh-sukh in bātō̃ kō tum samajh saktē hō .
33You can understand about defamation and praise, happiness and sorrow.
30Ātmā tō bindī hai . 31Śharīr baṛhtā rahtā hai .
34A soul is just a point; its body continues to grow.
32Ātmā tō ēkras hī hōtī hai . 33Kabhī ghaṭtī-baṛhtī nahī̃ .
35Souls always remain the same size; they never grow larger or smaller.
34Us ātmā key|kī buddhi kē liē bāp kastūrī jaisī saugāt dē rahē haĩ kyōṅki abhī tō buddhi bilkul tamōpradhān ban gaī hai .
36The Father is now giving you musk as a gift for your intellects, because intellects have become completely tamopradhan.
35Sō ab svachchha bhī ban rahī hai .
37They are now becoming clean.
36Yah chitra tumkō samjhānē mē̃ bahut kām mē̃ ātē haĩ .
38These pictures are very useful for you to explain with.
37Bhakti mārg mē̃ dēvtāō̃ kē āgē jākar māthā jhukātē haĩ , pūjā kartē haĩ .
39People on the path of devotion go and bow down in front of the deity idols and worship them.
38Āgē tum bhī andhaśhradhā sē jātē thē .
40Previously, you too used to go there with blind faith.
39Śhiv K|kē mandir mē̃ jātē thē , tumkō yah thōṛēhī patā thā ki yah śhivbābā hai .
41You used to go to the Shiva Temple, but you didn’t know that He was Shiv Baba.
40Bābā sē jarūr varsā milā hai tab tō unkī mahimā gāī jātī hai .
42You definitely received the inheritance from Baba. 43This is why His praise is sung.
41Kōī achchhā kām karkē jātē haĩ tō unkī mahimā gāī jātī hai .
44When someone has done something very good in his lifetime, he is praised.
42Stamp banānī chāhiē śhivbābā key|kī .
45You should make a stamp of Shiv Baba.
43Śhivbābā gītā sermonizer . . . . yah stamp sahaj ban sakēgī .
46The stamp of Shiv Baba, the Sermoniser of the Gita, can be created very easily.
44Vah bāp sabkō sukh dēnē vālā hai .
47That Father gives happiness to everyone.
45Bāp kahtē haĩ - maĩ tumkō sukhdhām kā mālik banānē vālā hū̃ .
48The Father says: I make you into the masters of the land of happiness.
46Buṛhiyā̃ bhī yah tō samajhtī hōṅgī ki ham āyē haĩ śhivbābā kē pās , jō vichitr hai . 47Jisnē is chitra ( tan ) mē̃ pravēśh kiyā hai .
49Even the old mothers can understand that they have come to Shiv Baba, the One without an image, and that He has entered this one with an image (this body).
48Nirākār kō vichitr kahā jātā hai .
50The incorporeal One is said to be the One without an image.
49Buddhi mē̃ rahtā hai ham śhivbābā kē pās jātē haĩ , jisnē yah tempory chitra dhāraṇ kiyā hai .
51It is in your intellects that you are going to Shiv Baba who has adopted this image temporarily.
50Patitō̃ kō pāvan banāē mukti-jīvanmukti dētē haĩ athavā śhāntidhām , sukhdhām kā rahvāsī banātē haĩ .
52He purifies the impure and grants them liberation and liberation-in-life, that is, He makes them into residents of the land of peace and the land of happiness.
51Manuṣhya śhānti kē liē hī kōśhiśh kartē haĩ .
53People try so hard to attain peace.
52Bhagvān milē tō śhānti milē , sukh kē liē purūṣhārth nahī̃ kartē haĩ .
54If they found God, they would find peace. 55They don't make any effort for happiness.
53Bas bāp kē pās ghar jāyē̃ , bhagvān milē .
56They just want to go to the Father's home and find God.
54Is samay sab mukti key|kī chāhnā rakhnē vālē haĩ .
57Everyone at this time wants liberation.
55Jīvanmukti lēnē vālē sirph tum brāhmaṇ hī hō .
58Only you Brahmins receive liberation-in-life.
56Bākī sab mukti key|kī chāhnā rakhnē vālē haĩ .
59All others want liberation.
57Jīvanmukti kā rāstā batānē vālā kōī hai hī nahī̃ .
60There is no one who can show you the path to liberation-in-life.
58Sannyāsiyō̃ ādi kē pās jākar śhānti māṅgtē haĩ .
61People go to the sannyasis and ask them for peace.
59Kahē̃gē man key|kī śhānti kaisē milē .
62They ask: How can we have peace of mind?
60Jō bhī rāstā batānē vālē haĩ vah haĩ hī mukti mē̃ jānē vālē .
63The paths they show are all for going into liberation.
61Mōkṣh kyā hōtā hai , vah bhī buddhi mē̃ nahī̃ ātā hai .
64It doesn't enter their intellects what eternal liberation (moksh) is.
62Taṅg hōkar kahtē haĩ mukti mē̃ jāyē̃ tō achchhā hai .
65They get distressed and so they say, "It is better to go into liberation!"
63Vāstav mē̃ muktidhām hai ātmāō̃ K|kē rahnē kā sthān .
66In fact, the land of liberation is the residence of souls.
64Itnē centres par bachchē haĩ sab jāntē haĩ ki ham naī duniyā kē liē rājya-bhāgya lētē haĩ .
67All the children at all the centres know that we are claiming our fortune of the kingdom for the new world.
65Bābā hamkō naī duniyā kā rājya dētē haĩ .
68Baba is giving us the kingdom of the new world.
66Kahā̃ dēgē ?
69Where will He give it?
67Naī duniyā mē̃ dēgē vā purānī duniyā mē̃ dēgē ?
70Will He give it in the old world or in the new world?
68Bāp kahtē haĩ maĩ saṅgam par ātā hū̃ .
71The Father says: I come at the confluence age.
69Maĩ na satyug mē̃ , na kaliyug mē̃ ātā hū̃ .
72I neither come in the golden age nor in the iron age.
70Dōnō̃ K|kē bīch mē̃ ātā hū̃ .
73I come in between the two ages.
71Bāp tō sabkō sadgati dēgē nā .
74The Father grants everyone salvation.
72Aisē tō nahī̃ durgati mē̃ chhōṛ jāyēṅgē .
75He does not leave anyone in a state of degradation.
73Sadgati aur durgati ikaṭṭhē nahī̃ rah saktē .
76Salvation and degradation cannot both exist at the same time.
74Bachchē jāntē haĩ yah purānī duniyā vināśh hōnī hai , isliē insē pyār nahī̃ rakhnā hai .
77You children know that this old world is to be destroyed. 78This is why you must have no love for it.
75Buddhi kahtī hai barōbar abhī ham saṅgamyug par haĩ .
79The intellect says that we truly are at the confluence age now.
76Yah duniyā badalnē vālī hai .
80This old world is to change.
77Ab bāp āyā huā hai , bāp kahtē haĩ-maĩ kalp-kalp saṅgam par ātā hū̃ . 78Tumkō duḥkh sē chhuṛāē hari K|kē dvār lē jātā hū̃ .
81The Father has now come and He says: I come at the confluence age of every cycle to liberate you from sorrow and take you to the gateway to Hari (Remover of Sorrow).
79Yah gyān key|kī bāt hai .
82This is an aspect of knowledge.
80Haridvār , kr̥iṣhṇa kā dvār arthāt kr̥iṣhṇapurī kō kahā jātā hai .
83Haridwar is the gateway to Krishna or the land of Krishna.
81Achchhā unkē pīchhē phir lakṣhmaṇ jhūlā lagā diyā hai .
84Achcha, there is then also the Lakshman swing.
82Pahlē haridvār āyēgā .
85First, you go to Haridwar.
83Satyug kō harī-dvār kahā jātā hai .
86The golden age is called Haridwar.
84Phir rām lakṣhmaṇ ādi dikhātē haĩ .
87Then they also show Rama, Lakshman, etc.
85Vah bāt kōī hai nahī̃ .
88Those things don't really exist.
86Vah tō banāī huī bāt hai .
89They are just stories people have made up.
87Rām kō kitnē bhāī dē diyē haĩ !
90How many brothers have they shown Rama having?
884 bhāī tō hōtē nahī̃ .
91He cannot have four brothers.
894-8 bhāī tō yahā̃ hōtē haĩ .
92It is only here that someone would have four or eight brothers.
90Ēk taraph haĩ īśhvarīy santān , dūsrē taraph haĩ āsurī santān .
93On the one side, there are the children of God and on the other side there are the children of the devils.
91Abhī tum jāntē hō śhivbābā brahmā tan mē̃ āyē haĩ .
94Now, you know that Shiv Baba has entered the body of Brahma.
92Śhivbābā hai , brahmā hai dādā . 93Prajāpitā hai .
95Shiva is Baba and Brahma is Dada; he is the Father of Humanity (Prajapita).
94Vah ātmāō̃ kā pitā tō anādi hai , is samay brāhmaṇō̃ kō rachtē haĩ .
96That one is the Father of souls; He is eternal. 97That One creates Brahmins at this time.
95Aisē nahī̃ ki śhivbābā sāligrām kō rachtē haĩ .
98It isn't that Shiv Baba creates saligrams; no.
96Nahī̃ , sāligrām tō avināśhī haĩ hī haĩ .
99Saligrams are imperishable.
97Sirph bāp ākar pavitra banātē haĩ .
100The Father just comes and purifies you.
98Jab tak ātmā pavitra nahī̃ banī hai tab tak śharīr kaisē pavitra ban saktā .
101Until a soul becomes pure, how could his body become pure?
99Ham ātmāyē̃ pavitra thī tō satōpradhān thī .
102When we souls were pure we were satopradhan.
100Abhī apavitr tamōpradhān haĩ phir satōpradhān kaisē banē̃ .
103We souls are now impure and tamopradhan. 104How can we once again become satopradhan?
101Yah tō sahaj samajh key|kī bāt hai .
105This is something that can easily be understood.
102Tum is samay khād paṛnē sē patit tamōpradhān hō gayē hō .
106You have become impure and tamopradhan because alloy has become mixed in you.
103Ab phir satōpradhān bannā hai .
107You now have to become satopradhan once again.
104Hisāb-kitāb chuktū kar sab śhāntidhām vā sukhdhām mē̃ āyēṅgē .
108All of you will settle your accounts and go to the land of peace and the land of happiness.
105Ātmāyē̃ nirākārī ghar sē kaisē ātī haĩ , uskī yādgār bhī kriściyan lōg jhāṛ mē̃ bulb lagākar manātē haĩ .
109How do souls come down from incorporeal home? 110The memorial of that is how the Christians place lights on a tree and celebrate.
106Tum jāntē hō yah sabhī dharmō̃ key|kī alag-alag śhākhāyē̃ haĩ , vahā̃ sē ātmāyē̃ kaisē number-vār nīchē utartī haĩ , yah knowledge tumkō mil gaī hai .
111You know that all the branches are different religions. 112You have now received the knowledge of how souls come down from up above, numberwise.
107Ham ātmāō̃ kā ghar śhānti-dhām hai .
113The land of peace is the home of us souls.
108Abhī hai saṅgam .
114It is now the confluence age.
109Vahā̃ sē sab ātmāyē̃ ā jāyēṅgī phir sab jāyēṅgē .
115All souls will come down from there and then everyone will return home.
110Pralay tō hōnē key|kī nahī̃ hai .
116Total annihilation does not take place.
111Tum jāntē hō ham bābā sē takdīr banānē phir sē svarājya lēnē āyē haĩ .
117You know that you have come to Baba to make your fortune and to claim your self-sovereignty once again.
112Yah kōī sirph kahnē mātra nahī̃ hai .
118This is not just said for the sake of it.
113Yād sē hī varsā milēgā .
119We will receive our inheritance by having remembrance.
114Bāp kahtē haĩ - dēh sahit jō bhī dēh K|kē mitra-sambandhī ādi haĩ , sabkō bhūl jāō .
120The Father says: Forget your bodies, including your bodily friends and relatives.
115Chitra aur vichitr haĩ nā .
121There is the one with an image and the One without an image.
116Vichitr unkō kahā jātā hai jinkō dēkhā nahī̃ jātā hai .
122The One without an image is called the One who cannot be seen.
117Yah bahut mahīn bātē̃ haĩ .
123These matters are very subtle.
118Ātmā kitnī chhōṭī hai .
124Souls are so tiny!
119Unkō ghaṛī-ghaṛī part bajānā paṛtā hai aur kiskī buddhi mē̃ aisī bātē̃ haĩ nahī̃ .
125They have to play their parts again and again. 126These things are not in anyone else's intellect.
120Pahlē-pahlē tō yah buddhi mē̃ biṭhānā hai ki ham ātmā haĩ , vah hamārā bāp hai .
127First of all, make people understand that they are souls and that He is their Father.
121Unkō hī patit-pāvan , hē bhagvān kah yād kartē haĩ .
128He is the One they remember when they say: O Purifier!
122Dūsrī kōī jagah jānē key|kī darkār nahī̃ hai .
129O God! 130There is no need to go anywhere else.
123Tō yād bhī ēk kō karnā chāhiē nā .
131Therefore, they should only remember the One.
124Bhagvān kō yād kartē haĩ tō jarūr ussē kuchh milnē kā hōgā .
132Since they remember God, they will definitely receive something from Him.
125Phir dar-dar dhakkē kyō̃ khātē hō !
133Therefore, what need is there to stumble from door to door?
126Bhagvān kō tō paramdhām sē ānā paṛēgā nā .
134God would have to come from the supreme abode.
127Ham tō jā nahī̃ saktē kyōṅki patit haĩ .
135We cannot go there because we are impure.
128Patit vahā̃ jā na sakē̃ .
136Impure ones cannot go there.
129Abhī tum wonder khātē hō . 130Bhakti mārg kā part kaisē wonderful hai .
137You are now amazed at how wonderful the part of the path of devotion is.
131Ēk bhagvān kō hī yād kartē haĩ - hē īśhvar , hē parampitā , ō god father .
138People remember the one God and say: O Ishwar! 139O Supreme Father! 140O God, the Father!
132Jab vah ēk hī hai phir dūsrē taraph dhakkē kyō̃ khātē hō !
141Since He is only One, why should you stumble around elsewhere?
133Vah ēk ūpar mē̃ rahtē haĩ .
142That One resides up above.
134Parantu yah sab nūndh haĩ , drama anusār bhakti kartē haĩ , bēhad bēsamajhī sē .
143However, all of this is fixed. 144They all perform devotion according to the drama.
135Abhī tum phir bēhad samajhdār bantē hō .
145They perform devotion without any understanding at all.
136Śhrīmat par chalnē vālē hī samajhdār bantē haĩ .
146You are now becoming sensible in an unlimited way.
137Vah phir chhipē nahī̃ rah saktē , vah sadaiv śhrēṣhṭhāchārī kām hī karē̃gē .
147Only those who follow shrimat become sensible; they cannot remain hidden, they always perform elevated tasks.
138Bāp kahtē haĩ - ham duḥkh hartā sukh kartā haĩ tō bachchō̃ kō bhī kitnā mīṭhā bannā chāhiē .
148The Father says: I am the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness, and so you children should become just as sweet.
139Bāp kā right hand bannā chāhiē .
149You should become the Father's right hands.
140Aisē bachchē hī bāp kō priya lagtē haĩ . 141Right hand haĩ nā .
150The Father only loves such children because they are right hands.
142Tumkō mālūm hai left hāth sē itnā kām nahī̃ kar saktē haĩ kyōṅki right hāth righteous kām kartē haĩ isliē is right hāth kō hī śhubh kām mē̃ lagātē haĩ .
151You know that you cannot do as much with your left hand because the right hand only does that which is righteous. 152This is why this right hand is used for an auspicious task.
143Pūjā hamēśhā right hand sē kartē haĩ .
153Worshipping is always done with the right hand.
144Bāp kahtē haĩ - her|har bāt mē̃ righteous banō .
154The Father says: Become righteous in everything.
145Bāp milā hai tō khuśhī hōnī chāhiē .
155You have found the Father and so there should be that happiness.
146Bāp kahtē haĩ - māmēkam yād karō tō phir ant matī sō gati hō jāyēgī .
156The Father says: Constantly remember Me alone and your final thoughts will lead you to your destination.
147Mat aur gat vā gati karnē key|kī mat ēk hī hai .
157There is only one direction to bring you salvation.
148Gāyā bhī jātā hai īśhvar key|kī gat mat īśhvar hī jānē .
158It is remembered that only God knows His ways and means for salvation.
149Patit-pāvan vahī hai .
159Only He is the Purifier.
150Vah jāntē haĩ maĩ manuṣhyō̃ kō pāvan banāē durgati sē sadgati mē̃ kaisē lē jāūṅgā .
160He knows that He will purify human beings and that He will send them into salvation from degradation.
151Bhakti mārg mē̃ kitnī mēhnat kartē hai parantu sadgati hōtī nahī̃ . 152Phal kuchh bhī miltā nahī̃ , sadgati dēnē vālā tō ēk hī bāp hai .
161They make so much effort on the path of devotion, but they don't receive salvation; they don’t receive any fruit. 162Only the one Father grants salvation.
153Bhakti mē̃ jō jis bhāvnā sē pūjā kartē haĩ , unkō vah phal dēnē vālā maĩ hī hū̃ .
163Whoever devotees worship with love on the path of devotion, I am the One who grants them the fruit of that.
154Vah bhī drama mē̃ nūndh hai , unkō āpēhī mil jātā hai - apnē purūṣhārth sē .
164That too is fixed in the drama. 165They automatically receive it depending on their efforts.
155Ab pavitra bhī apnē purūṣhārth sē bachchō̃ kō bannā hai .
166Now, you children too have to become pure by making your own efforts.
156Bāp kahtē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bāp kō yād karō .
167The Father says: Remember the sweetest Father!
157Vahī sarvśhaktimān , almighty authority kitnā achchhā banātē haĩ .
168Only He is the Almighty Authority. 169He makes us so good!
158Tum sab kuchh jān chukē hō phir bāp sē varsā lē rahē hō .
170You now know everything and are also claiming your inheritance from the Father.
159Rachayitā aur rachnā key|kī knowledge tumhārī buddhi mē̃ hai .
171Your intellects have the knowledge of the Creator and creation.
160Tum jāntē hō yah knowledge hamārē mē̃ nahī̃ thī .
172You know that you didn't have this knowledge previously.
161Yagya-tap ādi karnā , śhāstra ādi sunnā - yah hai śhāstrō̃ key|kī knowledge .
173To hold sacrificial fires and do tapasya, to listen to scriptures, etc. is all knowledge of the scriptures.
162Unkō bhakti kahā jātā .
174That is called devotion.
163Usmē̃ aim object kuchh hai nahī̃ .
175There is no aim or objective in that.
164Paṛhāī mē̃ aim object rahtī hai . 165Kōī na kōī prakār key|kī knowledge hōtī hai .
176There is an aim and objective in a study; there is one type of knowledge or another.
166Hamkō patit sē pāvan bannē key|kī knowledge patit-pāvan bāp nē dī hai .
177The Purifier Father gave us the knowledge of how to become pure from impure.
167Sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant key|kī knowledge bāp nē dī hai . 168Yah sr̥iṣhṭi chakra kaisē phirtā hai , ismē̃ sabhī actors pārṭdhārī haĩ .
178The Father gave us the knowledge of the beginning, the middle and the end of the world and also how the cycle turns. 179All of us are actors in this.
169Yah anādi nāṭak banā huā hai .
180This play is created eternally.
170Yah bēhad key|kī knowledge tō jarūr hōnī chāhiē .
181You should definitely have this unlimited knowledge.
171Tum bachchē jāntē hō abhī ham ghōr andhiyārē sē nikal ghōr sōjharē mē̃ jā rahē haĩ .
182You children know that you are now coming out of extreme darkness and going into extreme light.
172Tum abhī dēvtā ban rahē hō .
183You are now becoming deities.
173Yah bhī samjhānā hai ki ādi sanātan tō dēvī-dēvtā dharm hai , jisē hindū dharm kah diyā hai .
184You also have to explain that the deity religion is the original eternal religion and that it is now called the Hindu religion.
174Dhīrē-dhīrē yah bāt bhī samajh jāyēṅgē .
185Gradually, they too will understand this.
175Bachchō̃ kō khaṛā hōnā chāhiē .
186You children have to become very alert.
176Ismē̃ tō ḍhēr bachchē chāhiē .
187A lot of children are needed for this.
177Dēhlī mē̃ conference karnī paṛē .
188You have to hold a conference in Delhi.
178Paristān bhī dēhlī kō kahā jātā hai .
189Delhi is also called the land of angels.
179Yahī jamunā kā kaṇṭhā thā , dēhlī capital hai .
190It was by the same banks of the River Jamuna. 191Delhi is the capital.
180Bahutō̃ K|kē hāth āī hai .
192It has been ruled by many.
181Dēvtāō̃ key|kī capital bhī yah thī , dēhlī mē̃ bahut baṛī conference hōnī chāhiē parantu māyā aisī hai jō karnē nahī̃ dētī .
193It was also the capital of the deities. 194There should be a very big conference in Delhi. 195However, Maya is such that she doesn't allow you to do this.
182Vighna bahut ḍāltī hai .
196She creates many obstacles.
183Ājkal bhāv-svabhāv bhī bahut hō gayē haĩ nā .
197Nowadays, there is also a lot of conflict of natures.
184Bachchō̃ kō āpas mē̃ milkar service mē̃ lagnā hai .
198Children should do service in unity with one another.
185Vē|way lōg bhī āpas mē̃ nahī̃ miltē haĩ tō rājāī hī uṛ jātī hai , dō party hō jātī haĩ tō president kō bhī uṛā dētē haĩ .
199When those people are not in harmony, their kingdom is lost. 200When there are two parties they overthrow the President.
186Dvēt mat baṛā nuksān kartī hai .
201Duality of opinion causes a lot of damage.
187Phir bhagvān kā bhī sāmnā karnē mē̃ dērī nahī̃ kartē haĩ .
202They don't take long then even to oppose God.
188Nuksān bhī bahut pātē haĩ .
203A lot of damage is caused.
189Krōdh kā bhūt ā jātā hai tō phir bāt mat pūchhō isliē bābā kahtē haĩ guṛ jānē guṛ key|kī gōthrī jānē .
204When the evil spirit of anger comes, don't even ask! 205This is why Baba says: The jaggery knows and the bag of jaggery knows.
190Bāp bachchō̃ kō sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā knowledge sunā rahē haĩ .
206The Father is telling you children the knowledge of the beginning, the middle and the end of the world.
191Ab kōī dhārṇā karē vā na karē , vah hai purūṣhārth par madār .
207Whether you imbibe this or not is up to you; it depends on your efforts.
192Aisē nahī̃ kōī par bābā āśhīrvād vā kr̥ipā karē̃gē , ismē̃ kr̥ipā ādi māṅgnē key|kī bāt nahī̃ .
208It isn't that Baba would bless any of you or have mercy for you. 209There is no question of asking for mercy here.
193Prērṇā sē agar yōg aur gyān sikhlānā hōtā , phir tō bāp kahtē haĩ maĩ is gandī duniyā mē̃ ātā kyō̃ ?
210The Father says: If I had to teach knowledge and yoga through inspiration, why would I come into this dirty world?
194Prērṇā , āśhīrvād yah sab bhakti mārg K|kē akṣhar haĩ .
211Inspiration, blessings - these are words of the path of devotion.
195Ismē̃ purūṣhārth karnā hōtā hai , prērṇā key|kī bāt nahī̃ .
212Here, you have to make effort; there is no question of inspiration.
196Tumkō 3 engine milī haĩ ikaṭṭhī .
213You have received three engines at the same time.
197Vahā̃ tō bāp alag , teacher alag miltā hai , gurū pichhāṛī mē̃ miltā hai .
214There, the father is separate from the teacher and later on you also have a guru.
198Yahā̃ tō yah tīnō̃ hī ikaṭṭhē haĩ .
215Here, all three are together.
199Bāp kahtē haĩ - maĩ tumkō pūjya banātā hū̃ , tum phir pujārī ban jāyēṅgē .
216The Father says: I am making you worthy of worship. 217You will then become worshippers.
200Baṛā yukti sē samjhānā hai .
218This has to be explained very tactfully.
201Aisā na hō kōī bēhōśh hō jāē .
219It shouldn't be that someone faints.
202Pahlē-pahlē mukhya hai dō bāp key|kī bāt .
220The first and main thing to explain is about the two fathers.
203Bhagvān bāp hai , unkā janm śhiv jayantī bhī yahā̃ manātē haĩ .
221God is the Father. 222His birthday, Shiv Jayanti, is celebrated here.
204Jarūr svarg kā mālik banātē hōṅgē .
223He must definitely be making us into the masters of heaven.
205Bhārat mē̃ hī svarg thā .
224Heaven was in Bharat alone.
206Abhī nark K|kē vināśh liē mahābhārat laṛāī khaṛī hai .
225The Mahabharat War is now just ahead for the destruction of hell.
207Jarūr bāp naī duniyā kī sthāpanā karānē vālā bhī hai .
226The Father definitely carries out the establishment of the new world.
208Bāp key|kī śhrīmat par hī ham kahtē haĩ ki bhārat kō ham pāvan banākar hī chhōṛē̃gē .
227It is according to the Father's shrimat that we say: We will definitely make Bharat pure.
209Achchhā !
228Achcha.
210Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
229To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
211Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
230The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
212Dhārṇā kē liē mukhya sār :
231Essence for dharna:
2131 ) jaisē bāp duḥkh hartā sukh kartā hai , aisē bāp samān bannā hai .
232 1. Just as the Father is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness so, too, become equal to the Father.
214Bahut mīṭhā bannā hai .
233Become very sweet.
215Sadā śhubh kām karkē right hand ban jānā hai .
234Constantly perform righteous actions and become a right hand.
2162 ) kabhī dō matē̃ nahī̃ banānī hai .
235 2. Never allow there to be a conflict of opinion.
217Bhāv-svabhāv mē̃ ākar ēk-dō kā sāmnā nahī̃ karnā hai .
236Don't be caught up with anyone’s nature and so oppose one another.
218Krōdh kā bhūt nikāl dēnā hai .
237Remove the evil spirit of anger.
Blessing
219Vardān : phariyād kō yād mē̃ parivartan karnē vālē svataḥ aur nirantar yōgī bhav
238Blessing: May you transform complaints (fariyaad) into remembrance (yaad) and become a natural and constant yogi.
220Saṅgamyug key|kī viśhēṣhtā hai - abhī-abhī purūṣhārth , abhī-abhī pratyakṣhaphal .
239 The speciality of the confluence age is that you make effort now and instantly receive its fruit.
221Abhī smr̥iti svarūp abhī prāpti kā anubhav .
240One minute, you are an embodiment of remembrance and you immediately experience attainment.
222Bhaviṣhya key|kī guarantee tō hai hī lēkin bhaviṣhya sē śhrēṣhṭh bhāgya abhī kā hai .
241The future is guaranteed, but even more elevated than the future is the elevated present fortune.
223Is bhāgya K|kē naśhē mē̃ rahō tō svataḥ yād rahēgī .
242Maintain the intoxication of this fortune and you will have natural remembrance.
224Jahā̃ yād hai vahā̃ phariyād nahī̃ .
243Where there is remembrance, there cannot be complaints.
225Kyā karē̃ , kaisē karē̃ , yah hōtā nahī̃ hai , thōṛī madad dē dō - yah hai fariyād .
244“What can I do? 245How can I do this? 246I cannot do this, give me some help”. 247These are complaints.
226Tō phariyād kō chhōṛkar svataḥ yōgī nirantar yōgī banō .
248So, stop complaining and become a natural and constant yogi.
Slogan
227Slōgan : jō svayã kō mēhmān samajhkar chaltē haĩ vahī mahān sthiti kā anubhav kartē haĩ .
249Slogan: Those who move along while considering themselves to be guests experience the stage of greatness.
250*** Om Shanti ***