सोमवार 23 अगस्त 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
023-08-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 23/08/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - apnē āpsē vāydā karō ki hamē̃ bahut-bahut mīṭhā bannā hai , sabkō sukh key|kī , pyār key|kī dr̥iṣhṭi sē dēkhnā hai , kisī K|kē nām-rūp mē̃ nahī̃ phansnā hai ' '
1Essence: Sweet children, promise yourselves that you will become very sweet, that you will look at everyone with happiness and love and not become trapped in anyone's name or form.
Question
2Praśhna : yōg key|kī siddhi kyā hai ? 3Pakkē yōgī key|kī niśhānī sunāō ?
2Question: What is the result of having yoga? 3What are the signs of those who are powerful yogis?
Answer
4Uttar : sab karmēndriyā̃ bilkul śhānt , śhītal hō jāē̃ - yah hai yōg key|kī siddhi .
4Answer: The result of having yoga is that all your physical senses become completely peaceful and cool. 5Firm yogi children are those whose physical senses don't cause any mischief at all.
5Pakkē yōgī bachchē vah jinkī karmēndriyā̃ jarā bhī chañchal na hō̃ .
6Their vision is not even slightly drawn to any bodily being.
6Riñchak bhī kisī dēhdhārī mē̃ āṅkh na ḍūbē . 7Mīṭhē bachchē ab tum javān nahī̃ , tumhārī vānaprasth avasthā hai .
7Sweet children, you are no longer young, you are now in your stage of retirement.
Song
8Gīt : jāg sajniyā̃ jāg …
8Song: Awaken O brides, awaken! 9The day is about to come.
Murli
9Ōm śhānti .
10Om shanti.
10Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ nē gīt sunā .
11You sweetest, spiritual children heard the song.
11Iskē arth|earth par dil mē̃ vichār sāgar manthan karnā hai aur khuśhī mē̃ ānā hai kyōṅki yah hai naī duniyā kē liē naī bātē̃ .
12Churn the meaning of this in your hearts and experience happiness because these are matters of the new world.
12Yah naī bātē̃ abhī sunnī hai .
13You listen to these new things at this time.
13Bachchē ab jāntē haĩ naī duniyā sthāpan karnē vālā kōī manuṣhya nahī̃ hō saktā .
14Now, you children understand that it cannot be a human being who establishes the new world.
14Tum jab yah bātē̃ suntē hō tō samajhtē hō yah tō 5 hajār varṣh pahlē vālī purānī bātē̃ haĩ jō phir nayēsir sunāī jātī haĩ .
15When you hear these things, you understand you are once again being told anew the same things of old that you were told 5000 years ago.
15Tō purānī sō naī , naī sō purānī hō jātī haĩ .
16That which is old becomes new and that which is new becomes old.
16Abhī tum jāntē hō 5 hajār varṣh pahlē vālī vahī bātē̃ bābā naī karkē sunātē haĩ .
17You now know that Baba tells you anew all the same things He told you 5000 years ago; they are the same things.
17Bātē̃ vahī haĩ .
18Why does He tell them?
18Kisliē sunātē haĩ ? 19Naī duniyā kā varsā pānē .
19To enable you to claim your inheritance of the new world.
20Ismē̃ gyān dance karnā hōtā hai .
20Here, you have to perform the dance of knowledge.
21Bhakti mē̃ bhī bahut dance kartē haĩ . 22Chārō̃ taraph phērē lagātē dance kartē haĩ .
21They perform many dances in devotion too; they continue to dance everywhere they go.
23Gyān kā dance tō bilkul sahaj hai .
22The dance of knowledge is very easy.
24Usmē̃ karmēndriyā̃ bahut chaltī haĩ , mēhnat karnī paṛtī hai .
23Their physical organs have to work a lot in those dances; they have to make a lot of effort.
25Yah tō sirph andar mē̃ gyān dance chaltā hai .
24Here, the dance of knowledge is only performed internally.
26Sr̥iṣhṭi chakra kaisē phirtā hai - vah knowledge buddhi mē̃ hai .
25Your intellects have the knowledge of how the world cycle turns.
27Ismē̃ kōī taklīph nahī̃ hai .
26There is no difficulty in this.
28Hā̃ , yād mē̃ mēhnat lagtī hai .
27Yes, remembrance does require effort.
29Bachchē kaī fail hō paṛtē haĩ , kahā̃ na kahā̃ gir paṛtē haĩ .
28Sometimes, some children fail. 29They fall in some situation or other.
30Sabsē mukhya bāt hai - nām-rūp mē̃ nahī̃ phansnā hai .
30The most important thing is not to become trapped in anyone's name or form.
31Strī-puruṣh kām vaśh nām rūp mē̃ phanstē haĩ nā .
31Due to lust, husband and wife become trapped in name and form.
32Krōdh nām-rūp mē̃ nahī̃ phãsātā hai .
32Anger doesn't trap you in anyone's name or form.
33Pahlē-pahlē hai yah jiskī baṛī sambhāl karnī hai , kōī K|kē bhī nām rūp mē̃ nahī̃ phansnā hai .
33This is the first vice and you have to be very cautious about it. 34Don't become trapped in anyone's name or form.
34Apnē kō ātmā samajhnā hai .
35Consider yourselves to be souls.
35Ham ātmā aśharīrī āī thī , ab aśharīrī hōkar jānā hai .
36I, the soul, came bodiless and I now have to return bodiless.
36Is śharīr kā bhān tōṛnā hai .
37The consciousness of the body has to be broken.
37Yah nām-rūp mē̃ phansnē key|kī bahut kharāb bīmārī hai .
38The sickness of becoming trapped in someone's name and form is very bad.
38Bāp sāvadhānī dētē haĩ bachchō̃ kō .
39The Father cautions you children.
39Kōī-kōī is bāt kō samajhtē nahī̃ haĩ .
40Some children don't understand this at all.
40Kahtē haĩ bābā nāhēk aisē kahtē haĩ ki nām-rūp mē̃ phansē hō .
41They say: Baba is saying unnecessarily that you become trapped in someone's name and form.
41Parantu yah gupta bīmārī hai isliē sājan sajaniyō̃ kō athavā bāp bachchō̃ kō jagātē haĩ .
42However, this is an incognito sickness. 43This is why the Bridegroom awakens the brides, that is, the Father awakens you children.
42Bachchē jāgō , ab phir sē kaliyug kē bād satyug ānā hai .
44Children, wake up! 45The golden age is now to come again after the iron age.
43Bāp jyōti jagānē ātē haĩ .
46The Father comes to ignite your lights.
44Manuṣhya martē haĩ tō unkī jyōt jagātē haĩ . 45Phir dīpak key|kī sambhāl kartē haĩ ki bujh na jāē . 46Ātmā kō andhiyārā na hō .
47When someone dies, people ignite a lamp for him and then look after it so that it doesn't go out and that the soul doesn't experience darkness.
47Vāstav mē̃ yah hai sab bhakti mārg key|kī bātē̃ .
48In fact, all of those things belong to the path of devotion.
48Ātmā tō second mē̃ chalī jātī hai .
49The soul departs in a second.
49Kaī lōg jyōti kō bhī bhagvān māntē haĩ .
50Some people even consider light to be God.
50Brahm kō baṛī jyōti kahtē haĩ .
51They consider the brahm element to be the great light.
51Brahm samājiyō̃ kā mandir hōtā hai , jahā̃ rāt din jyōti jagtī hai .
52The Brahm Samajis have a temple where they keep a light ignited day and night.
52Kitnā kharchā hōtā hai . 53Phāltū ghr̥it jātā hai .
53That costs so much and oil is wasted unnecessarily.
54Yahā̃ vah kuchh bhī ḍālnē kā hai nahī̃ .
54Here, you don't have to pour anything.
55Yād ghr̥it kā kām kartī hai .
55Remembrance works like oil.
56Yād rūpī ghr̥it hai .
56The oil is a form of remembrance.
57Tō mīṭhē-mīṭhē bachchē yah samajhtē haĩ .
57You sweetest children understand this.
58Naī bāt hōnē K|kē kāraṇ hī jhagaṛā|jhagṛā hōtā hai .
58There is quarrelling because this is something new.
59Bāp kahtē haĩ - maĩ ātā hū̃ sweet children kē pās .
59The Father says: I come to you sweet children.
60Bhārat mē̃ hī ātā hū̃ .
60I only come in Bharat.
61Apnā janm , dēśh sabkō pyārā lagtā hai nā .
61Everyone has a lot of love for their motherland.
62Bāp kō tō sab pyārē lagtē haĩ .
62The Father loves everyone.
63Phir bhī maĩ apnē bhārat dēśh mē̃ hī ātā hū̃ .
63Nevertheless, I only come in My land of Bharat.
64Gītā mē̃ agar kr̥iṣhṇa kā nām nahī̃ hōtā tō sab manuṣhya mātra śhivbābā kō māntē .
64If Krishna’s name had not been mentioned in the Gita, all human beings would believe in Shiv Baba.
65Śhiv K|kē mandir mē̃ kitnē jātē haĩ .
65So many people go to a Shiva Temple.
66Baṛē tē baṛā mandir sōmnāth kā thā .
66The greatest temple was the temple to Somnath.
67Abhī tō kitnē ḍhēr K|kē ḍhēr mandir banē haĩ .
67So many temples have now been built.
68Kr̥iṣhṇa kō itnā sab māntē nahī̃ , jitnā bēhad K|kē bāp kō māntē haĩ .
68People don’t believe in Krishna as much as they believe in the unlimited Father.
69Tō is samay tumkō in jaisī pyārī vastu aur kōī hai nahī̃ .
69At this time, you don't have anything else as lovely as Him.
70Ismē̃ sākār key|kī mahimā kōī hai nahī̃ .
70This is not the praise of a corporeal being here.
71Yah tō nirākār key|kī mahimā hai , jō abhōktā hai .
71This is the praise of the incorporeal One who is beyond any effect of experiencing anything.
72Jabki bēhad kā bāp svarg kā rachayitā hai tō ussē svarg kā varsā lēnē kā purūṣhārth karnā chāhiē nā .
72Since the unlimited Father is the Creator of heaven, you should make effort to claim your inheritance from Him.
73Ājkal kartē-kartē kāl khā jāyēgā .
73When you keep saying, "Today, tomorrow!", death eats you up!
74Samay bākī thōṛā hai .
74Very little time remains.
75Bāp sē varsā tō lē lō .
75At least claim your inheritance from the Father.
76Jab probe likhtē haĩ tō us samay samjhānā bhī hai . 77Jabki niśhchay kartē hō vah bēhad kā bāp hai tō bāp sē varsā lēnē kā puruṣhārth karō , nahī̃ tō bāhar jānē sē jhaṭ bhūl jāyēṅgē .
76When you ask them to fill in the probes (questionnaires), tell them: Since you have the faith that He is the unlimited Father, make effort to claim your inheritance from the Father. 77Otherwise, as soon as you go outside, you will forget everything.
78Bāp tō kalyāṇkārī hai nā .
78The Father is the Benefactor.
79Kahtē haĩ is yōg sē hī tumhārē sab duḥkh 21 janm kē liē dūr hōnē haĩ .
79He says: All of your sorrow will be removed for 21 births by having this yoga.
80Bachchiyā̃ ghar mē̃ bhī samjhātī rahē̃ ki ab sab duḥkh dūr karnē vālē bēhad K|kē bāp kō yād karnē sē hī tamōpradhān sē satōpradhān ban jāyēṅgē .
80You children should continue to explain at home: By remembering the unlimited Father who removes all sorrow, you will become satopradhan from tamopradhan.
81Pavitra tō jarūr rahnā paṛē .
81You definitely have to remain pure.
82Mūl bāt hai pavitratā key|kī .
82The main thing is purity.
83Jitnā-jitnā yād mē̃ jāstī rahē̃gē tō indriyā̃ bhī śhānt hō jāyēṅgī .
83The more you stay in remembrance, the more peaceful your physical organs will become.
84Jab tak yōg key|kī siddhi pūrī nahī̃ hōtī hai tō indriyā̃ bhī śhānt nahī̃ hōtī haĩ .
84Your physical organs cannot become peaceful until you achieve the result of having yoga.
85Har ēk apnī jāñch karē - kām vikār mujhē kōī dhōkhā tō nahī̃ dētā ?
85Each of you should check yourself: Am I being deceived by the vice of lust?
86Kōī chañchaltā nahī̃ hōnī chāhiē , agar maĩ pakkā yōgī hū̃ tō .
86If I am a powerful yogi, there should be no mischief.
87Yah jaisē ki vānaprasth avasthā hai - bāp kō hī yād kartē rahnā hai .
87This is like the stage of retirement. 88Continue to remember the Father alone.
88Bāp sab bachchō̃ kō samjhātē haĩ .
89The Father explains to all the children.
89Jab tum achchhē yōgī banē̃gē , kahā̃ bhī āṅkh nahī̃ ḍūbēgī tō phir tumhārī indriyā̃ śhānt hō jāyēṅgī .
90When you become good yogis and your eyes are not drawn anywhere, your physical organs will become peaceful.
90Mukhya haĩ yah jō sabkō dhōkhā dētī haĩ .
91The eyes are the main things that deceive you.
91Yōg mē̃ achchhī rīti avasthā jam jāyēgī tō phir mahsūs hōgā - ham jaisē javānī mē̃ hī vānaprasth avasthā mē̃ ā gayē haĩ .
92If your stage of yoga becomes very good you can feel that you have reached the stage of retirement in your youth.
92Bāp kahtē haĩ - kām mahāśhatru hai .
93The Father says: Lust is the greatest enemy.
93Tō apnī jāñch kartē rahō .
94Continue to check yourselves.
94Jitnā yād mē̃ rahē̃gē utnā karmēndriyā̃ śhānt hō jāyēṅgī aur bahut mīṭhā svabhāv ban jāyēgā .
95The more you stay in remembrance, the more peaceful your physical organs will become and the sweeter your nature will become.
95Feel hōgā maĩ pahlē kitnā kaṛuvā thā , ab kitnā mīṭhā ban gayā hū̃ .
96You will then feel: I was so bitter previously and I have now become so sweet.
96Bābā prēm kā sāgar hai nā tō bachchō̃ kō bhī bannā hai .
97Baba is the Ocean of Love and you children also have to become that.
97Tō bābā kahtē haĩ sabkē sāth pyār key|kī dr̥iṣhṭi rahē .
98Therefore, Baba says: Look at everyone with love.
98Agar kiskō duḥkh dēgē tō duḥkhī hōkar marē̃gē isliē bahut mīṭhā bannā hai .
99If you cause anyone sorrow, you will die in sorrow. 100Therefore, become very sweet!
99Bābā kahtē haĩ maĩ rūp-basant hū̃ nā .
101The Father says: I am Rup and Basant.
100Bābā sē kitnē amūlya gyān ratna miltē haĩ , jissē tum jhōlī bhartē hō .
102You receive such invaluable jewels of knowledge from Baba, you have to fill your aprons with these.
101Vō lōg phir śhaṅkar kē āgē jākar kahtē haĩ bhar dē jhōlī .
103Those people go in front of Shankar and ask him to fill their aprons.
102Unkō yah patā nahī̃ hai ki śhaṅkar jhōlī bharnē vālā nahī̃ hai .
104They don't understand it isn't Shankar who fills anyone's apron.
103Abhī tum samajhtē hō gyān sāgar bābā ham bachchō̃ key|kī gyān K|kē ratnō̃ sē jhōlī bhartē haĩ .
105You now understand that Baba, the Ocean of Knowledge, is filling the aprons of you children with jewels of knowledge.
104Tum bhī rūp-basant hō .
106You too are rup and basant.
105Har ēk key|kī ātmā rūp-basant hai .
107Each of you souls is rup and basant.
106Apnē kō dēkhtē rahō ham kitnā gyān ratna dhāraṇ kar aur gyān dance kartē haĩ athavā ratnō̃ kā dān kartē haĩ .
108Continue to check yourself to see how many jewels of knowledge you imbibe and continue to perform the dance of knowledge. 109This means you have to donate the jewels to others.
107Sabsē achchhā ratna hai manmanābhav .
110The best jewel is “Manmanabhav!”
108Bāp kō yād karnē sē bāp kā varsā pātē hō .
111By remembering the Father you receive the Father's inheritance.
109Jaisē bābā mē̃ gyān bharā huā hai vaisē bāp baiṭh bachchō̃ kō āp samān banātē haĩ .
112Just as Baba is full of knowledge, so He makes you children equal to Himself.
110Gurū lōg bhī āpsamān banātē haĩ .
113Gurus too make others equal to themselves.
111Yah hai bēhad kā bāp , jiskā rūp bindī hai .
114This is the unlimited Father whose form is a point.
112Tumhārā bhī rūp bindī hai .
115Your forms are also points.
113Tumkō āp samān gyān kā sāgar banātē haĩ .
116He makes you children into oceans of knowledge equal to Himself.
114Jitnī dhārṇā karē̃gē , karāyēṅgē . . . vah samajhē̃ hamārā ūñch pad hai .
117You can understand that you will claim a high status according to how much you imbibe and inspire others to imbibe.
115Bahutō̃ kā kalyāṇkārī banē̃gē tō bahutō̃ key|kī āśhīrvād milēgī .
118If you benefit many others you will receive blessings from many.
116Bāp bhī rōz service kartē haĩ nā .
119The Father also does service every day.
117Yah Gulzār bachchī hai , kitnā mīṭhā samjhātī hai .
120This daughter Gulzar explains so sweetly!
118Sabkō pasand ātā hai . 119Dil hōtī hai aisī brāhmaṇī hamkō milē .
121Everyone loves it and they want to have such a teacher.
120Ab ēk brāhmaṇī sab jagah tō nahī̃ jā saktī hai .
122However, one teacher cannot go everywhere.
121Phir bhī bābā kahtē haĩ jō samajhtē haĩ maĩ achchhā samjhātī hū̃ tō unkō all-round service karnī chāhiē .
123Nevertheless, Baba says: Those who feel that they can explain very well should do all-round service.
122Āpēhī śhauk hōnā chāhiē . 123Maĩ centres par chakkar lagāū̃ . . . .
124Let them have an interest in touring around other centres.
124Jō-jō samajhtē haĩ maĩ bahutō̃ kā kalyāṇ kar saktī hū̃ , mērī achchhī khuśhbū nikaltī hai tō śhauk hōnā chāhiē .
125Those who feel they can benefit many others and are able to spread that fragrance well should have that interest too.
12510-15 din jākar centres sē chakra lagā āū̃ .
126Go and tour around other centres for 10 to 15 days and then come back.
126Ēk kō dēkhkar phir aur bhī sīkhē̃gē , jō karēgā sō pāyēgā .
127When others see someone do this, they will also learn.
127Yah service bahut kalyāṇkārī hai .
128Those who do something receive the return of it.
128Tum manuṣhyō̃ kō jīyadān dētē hō .
129This service is very benevolent.
129Yah baṛā uttam tē uttam kām hai .
130You give human beings the donation of life.
130Dhandhē vālē bhī yukti sē time nikāl service par jā saktē haĩ .
131This is the greatest and most elevated task. 132Businessmen too can find time to go on service.
131Serviceable kō tō bāp pyār bhī karē̃gē , parvariśh bhī karē̃gē .
133The Father loves and also sustains those who are serviceable.
132Jinkō service kā śhauk hōgā vah service bigar rah nahī̃ sakē̃gē .
134Those who are interested in doing service will not be able to stay without doing service.
133Bāp madad bhī kartē haĩ nā .
135The Father also helps you.
134Bachchō̃ kō bahut merciful bannā hai .
136You children have to become very merciful.
135Bichārō̃ key|kī bahut duḥkhī jīvan hai .
137Those poor people have very sorrowful lives.
136Tum jīyadān dētē hō , kiskō avināśhī gyān ratnō̃ kā dān karnā , in jaisā sarvōttam gyān dān kōī hai nahī̃ .
138You give them the donation of life. 139There is no donation as greatly elevated as donating the imperishable jewels of knowledge to someone.
137Bahut merciful bannā hai .
140You have to become very merciful.
138Brāhmaṇī kamjōr hōnē K|kē kāraṇ service ḍhīlī hō paṛtī hai isliē achchhī teacher key|kī māṅgnī kartē haĩ .
141When teachers are weak, service becomes weak and this is why they ask for a good teacher.
139Jab bhī vichār āyē tō chalē jānā chāhiē .
142Whenever you have the thought, you should go and do service.
140Bābā kaun sā centre ṭhaṇḍā hai , ham jākar chakra lagā āyē̃ .
143Baba, which centre is slack? 144I shall go to serve there.
141Pradarśhanī K|kē chitra bhī haĩ .
145There are also the exhibition pictures.
142Chitra par jāstī achchhī rīti samajhē̃gē .
146People can understand everything very clearly from the pictures.
143Khyāl chalānā chāhiē ham service kaisē baṛhāyē̃ .
147You should think about how to increase service.
144Bāp bhī sabkā jīvan hīrē jaisā banātē haĩ .
148The Father makes everyone's life as valuable as a diamond.
145Tum bachchō̃ kō bhī service karnī hai .
149You children also have to do service.
146Bandē mātaram gāyā jātā hai . 147Parantu arth|earth nahī̃ samajhtē haĩ .
150“Salutations to the Mothers!” is remembered, but they don't understand the meaning of that.
148Patit manuṣhyō̃ key|kī athavā pr̥ithvī ādi key|kī kabhī vandanā nahī̃ key|kī jātī .
151You never praise impure human beings or the earth.
149Yah tō 5 tatva haĩ , unkī kyā vandanā karē̃gē .
152They are just the five elements; why would you praise them?
1505 tatvō̃ sē banā huā śharīr hai tō śharīr key|kī pūjā karnā hō gaī but key|kī pūjā .
153Bodies are made of the five elements and so to worship a body is like worshipping statues.
151Śhivbābā kō tō śharīr hai nahī̃ .
154Shiv Baba doesn’t have a body of His own.
152Unkī pūjā hai sabsē uttam .
155His worship is the most elevated of all.
153Bākī hai madhyam .
156All the rest is the middle level.
154Ājkal tō manuṣhyō̃ kō bhī pūjtē rahtē haĩ , vah haĩ patit .
157Nowadays, people continue to worship impure human beings.
155Mahān ātmāyē̃ tō dēvtāyē̃ hōtē haĩ .
158Deities are great souls.
156Sannyāsiyō̃ sē vah jāstī pavitra haĩ .
159They are purer than sannyasis.
157Abhī tum bachchē jāntē hō ham dēvtā ban rahē haĩ .
160You children now know that you are becoming deities.
158Bāp hamkō yah avināśhī gyān ratna dān karnā sikhlātē haĩ .
161The Father is teaching us how to donate the imperishable jewels of knowledge.
159In jaisā ūñch dān aur kōī hōtā nahī̃ .
162There is no donation greater than this.
160Ēk bāp kō hī yād karnā hai .
163Only remember the one Father!
161Śhiv aur lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē chitra tō haĩ .
164You have the pictures of Shiva and Lakshmi and Narayan.
162Har ēk apnē ghar mē̃ lagā dē tō yād rahēgā . 163Śhivbābā hamkō yah lakṣhmī-nārāyaṇ banātē haĩ .
165If you were all to put these up in your homes, you would remember that Shiv Baba is making you into Lakshmi and Narayan.
164Is samay tum ban rahē hō .
166You become it at this time.
165Svarg kā rachayitā hai hī śhivbābā .
167Shiv Baba is the Creator of heaven.
166Satyug mē̃ tō nahī̃ varsā dēgē .
168He doesn’t give you your inheritance in the golden age.
167Is antim janm mē̃ śhivbābā kahtē haĩ mujhē yād karō tō tum yah banē̃gē .
169Shiv Baba says: Remember Me in this last birth and you will become this.
168Aur sab bātē̃ chhōṛkar bas service aur service .
170Forget everything else and engage yourselves in nothing but service.
169Bāp kō yād kartē hō - yah bhī baṛī service kartē hō .
171To remember the Father is also great service.
170Tatva ādi sab pāvan ban jātē haĩ .
172All the elements etc. will become pure.
171Yōg key|kī mahimā bahut bhārī hai .
173The praise of yoga is very great.
172Duniyā mē̃ yōg āśhram tō bahut haĩ parantu vah sab haĩ jismānī haṭhyōg , tumhārā yah hai rājyōg , jissē tumhārā bēṛā pār hō jātā hai .
174There are many yoga ashrams in the world, but all of them teach physical hatha yoga. 175This Raja Yoga of yours enables your boats to go across.
173Un anēk prakār K|kē haṭhyōg ādi sē sīṛhī utartē āyē hō .
176You have continued to come down the ladder through those many types of hatha yoga.
174Mūl bāt hai yād kī .
177The main thing is remembrance.
175Dēkhnā hai hamārā man kahā̃ vikār taraph tō nahī̃ jātā hai ?
178You have to check that your mind isn't directed towards vice.
176Vikārī kō hī patit kahā jātā hai arthāt kauṛī misal .
179Those who are vicious are said to be impure, that is, they are worth shells.
177Vikār mē̃ girnē sē apnā hī nuksān kar dēgē .
180By falling into lust, you harm yourself.
178Jō karēgā sō pāyēgā . 179Bāp dēkhē vā na dēkhē .
181Whether the Father sees it or not, those who do something receive the return of it.
180Apnē kō check karnā hai - ham bāp key|kī service kartē haĩ !
182Check whether you are doing the Father's service.
181Hamārē mē̃ kōī avguṇ tō nahī̃ haĩ !
183Do I have any defects?
182Agar hai tō nikāl dēnā chāhiē .
184If I do have them, I have to remove them.
183Apnē sē avguṇō̃ kō nikālnē kē liē bāp bahut samjhātē rahtē haĩ .
185The Father continues to tell you a great deal to remove your weaknesses.
184Nirguṇ kā bhī arth|earth kōī nahī̃ samajhtē .
186No one even understands the meaning of being without virtue.
185Nirguṇ bālak key|kī maṇḍlī kyā kar sakēgī , jismē̃ kōī guṇ nahī̃ haĩ .
187What would the organisation, “Children Without Virtues”, be able to do when they have no virtues?
186Bigar arth|earth jō āyā sō kah dētē haĩ .
188They continue to speak without any meaning whatever enters their minds.
187Anēk mat haĩ nā .
189There are innumerable opinions.
188Tumkō ēk mat miltī hai , jissē tumkō tō athāh khuśhī hōnī chāhiē .
190You are receiving the one direction through which you experience infinite happiness.
189Bāp sirph kahtē haĩ mujhē yād karō aur kamal fool|phūl samān banō .
191The Father simply says: Remember Me and become as pure as a lotus!
190Mansā-vāchā-karmaṇā pavitra banō .
192Become pure in your thoughts, words and deeds.
191Tum bachchē jāntē hō ham brāhmaṇ śhrīmat par apnē hī tan-man-dhan sē apnī aur sārē viśhva key|kī sēvā kar rahē haĩ .
193You children know that we Brahmins are serving ourselves and the whole world with our bodies, minds and wealth by following shrimat.
192Bāp āyēṅgē tō bhārat mē̃ nā .
194The Father only comes in Bharat.
193Tum pāṇḍav bhārat kō svarg banānē key|kī sēvā kar rahē hō .
195You Pandavas are serving Bharat to make it into heaven.
194Tum apnā kām kartē hō .
196You are doing your work.
195Ākhir vijay tō pāṇḍavō̃ key|kī hī hōnī hai , ismē̃ laṛāī kī bāt nahī̃ .
197Ultimately, the Pandavas are going to be victorious. 198This is not a question of war.
196Tum hō double nonviolence .
199You are doubly non-violent.
197Na vikār mē̃ jātē hō , na gōlī chalātē hō .
200You neither indulge in lust nor use guns.
198Violence sē kōī bhī viśhva par bādśhāhī pā nahī̃ saktē .
201No one can attain sovereignty over the world through violence.
199Bābā nē samjhāyā hai - vah dōnō̃ ( kriściyan lōg ) agar āpas mē̃ mil jāē̃ tō viśhva par rājya kar saktē haĩ .
202Baba has explained that if both of them were to come together, they could rule the whole world.
200Parantu drama mē̃ aisā hai nahī̃ .
203However, that is not in the drama.
201Kriściyan nē hī kr̥iṣhṇapurī kō hap kiyā hai .
204Christians swallowed the land of Krishna (Krishnapuri).
202Asul tō bhārat kr̥iṣhṇa key|kī hī purī thā nā .
205Originally Bharat was the land of Krishna.
203Laṛkar bādśhāhī lī , bahut dhan lē gayē .
206They waged war and took over the sovereignty and also looted a great deal of wealth.
204Ab phir dhan vāpis hōtā jātā hai aur phir tum viśhva K|kē mālik ban jātē hō .
207That wealth is now being returned and you will then become the masters of the world.
205Bābā kitnī yuktiyā̃ batātē haĩ .
208Baba gives you so many wise methods.
206Unhōnnē hī tumhārā rājya chhīnā hai phir vah āpas mē̃ laṛtē haĩ aur viśhva K|kē mālik tum ban jātē hō .
209They snatched away your kingdom. 210They are now to fight among themselves and you will become the masters of the world.
207Kitnī baṛī bādśhāhī hai .
211This is such a huge sovereignty.
208Mēhnat sirph ismē̃ hai - yād kartē rahō aur apnā varsā lō|low .
212The only thing that takes effort is to continue to remember Baba and claim your inheritance.
209Ismē̃ taṅg nahī̃ hōnā chāhiē .
213You mustn't become distressed about this.
210Achchhā !
214Achcha.
211Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
215To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
212Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
216The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
213Dhārṇā kē liē mukhya sār :
217Essence for dharna:
2141 ) dūsrī sab bātō̃ kō chhōṛkar gyān dān karnā hai .
218 1. Forget everything else and donate knowledge.
215Rūp-basant bannā hai .
219Become rup and basant.
216Apnē avguṇō̃ kō nikālnē kā puruṣhārth karnā hai .
220Make effort to remove your weaknesses.
217Dūsrō̃ kō nahī̃ dēkhnā hai .
221Don’t look at others.
2182 ) apnā svabhāv bahut mīṭhā banānā hai .
222 2. Make your nature very sweet.
219Sabkē prati pyār key|kī dr̥iṣhṭi rakhnī hai .
223Look at everyone with love.
220Kisī kō bhī duḥkh nahī̃ dēnā hai .
224Don't cause anyone sorrow.
221Karmēndriy jīt bannā hai .
225Become a conqueror of your physical senses.
Blessing
222Vardān : amr̥itvēlē key|kī madad vā śhrīmat key|kī pālnā dvārā smr̥iti kō samarthvān banānē vālē smr̥iti svarūp bhav
226Blessing: May you make your awareness powerful with the help of amrit vela and the sustenance of shrimat and become embodiment of remembrance.
223Apnī smr̥iti kō samarthvān banānā hai vā svataḥ smr̥iti svarūp bannā hai tō amr̥itvēlē K|kē samay key|kī value kō jānō .
227 If you want to make your awareness powerful and become an embodiment of remembrance, then understand the value of the time of amrit vela.
224Jaisī śhrīmat hai usī pramāṇ samay kō pahchān kar samay pramāṇ chalō tō sahaj sarv prāpti kar sakē̃gē aur mēhnat sē chhūṭ jāyēṅgē .
228Just as you have shrimat, in the same way, understand time and move along according to the time and you will easily be able to attain all attainments and become free from having to work hard.
225Amr̥itvēlē K|kē mahatva kō samajhkar chalnē sē her|har karma mahatva pramāṇ hōṅgē .
229By moving along while understanding the importance of amrit vela, you will perform every action according to its importance.
226Us samay viśhēṣh silence rahtī hai isliē sahaj smr̥iti kō samarthvān banā saktē hō .
230At that time, there is special silence and so you can easily make your awareness powerful.
Slogan
227Slōgan : yād aur niḥsvārth sēvā dvārā māyājīt bannē vālē hī sadā vijayī haĩ .
231Slogan: Those who become conquerors of Maya by having remembrance and doing altruistic service are constantly victorious.
232*** Om Shanti ***