बुधवार 25 अगस्त 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
025-08-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 25/08/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
1 « mīṭhē bachchē , śhānt rahnē kā svabhāv bahut achchhā hai , śhānt svabhāv vālē bahut mīṭhē lagtē haĩ , phāltū bōlnē sē na bōlnā achchhā hai ' '
1Essence: Sweet children, the nature of remaining peaceful is very good. 2Those who have a peaceful nature are very sweet. 3Instead of speaking of wasteful things, it is better not to speak. 4Question: Which children does everyone love?
2Praśhna : kin bachchō̃ kō sabhī pyār kartē haĩ ? 3Svayã kō safe rakhnē kā sādhan kyā hai ? 4Uttar : jō sabhī key|kī bahut rūchi sē , pyār sē sēvā kartē haĩ , unkō sabhī pyār kartē haĩ .
5What is the way to keep yourself safe? 6Answer: Those who serve everyone with a lot of interest and love are loved by all.
5Tumhē̃ kabhī bhī sēvā kā ahaṅkār nahī̃ ānā chāhiē .
7You must never have any arrogance about service.
6Bāp dvārā jō gyān key|kī khaśhtūrī milī hai , vah dūsrō̃ kō dēnī hai , sabkō śhivbābā key|kī yād dilānī hai .
8Give others the musk of knowledge that you have received from the Father and remind everyone of Shiv Baba.
7Is yād kī yātrā sē hī tum bahut-bahut safe rahē̃gē .
9You will remain very, very safe through this pilgrimage of remembrance.
8Jitnā yād mē̃ rahē̃gē utnā khuśhī bhī rahēgī aur manners bhī sudhartē jāyēṅgē .
10To the extent you stay in remembrance, you will accordingly have that much happiness and your manners will continue to be reformed.
9Ōm śhānti .
11Om shanti.
10Ruhānī bāp baiṭh ruhānī bachchō̃ kō samjhātē haĩ , samajhā-samajhākar kitnā samajhdār banā dētē haĩ .
12The spiritual Father sits here and explains to you spiritual children. 13By explaining to you, He makes you so sensible.
11Paṛhāī bhī sahaj hai nā .
14The study is also easy.
12Vah hai sthūl paṛhāī aur yah hai sūkṣhma paṛhāī .
15That is the physical education and this is the subtle study.
13Tum bachchē jāntē hō yah paṛhāī bāp K|kē sivāē aur kōī paṛhā nahī̃ saktē haĩ .
16You children know that, apart from the Father, no one else can teach us this study.
14Bāp āyē hī hai pavitra banānē aur paṛhānē .
17The Father has come to make us pure and to educate us.
15Aim-object sāmnē khaṛī hai , tō aisē bāp kō yād kar khuśhī mē̃ rōmāñch khaṛē hō jānē chāhiē .
18The aim and objective is in front of you, so, by remembering such a Father, you must have goose pimples.
16Yah bhī bachchē jāntē haĩ ki din-pratidin hamkō śhānti mē̃ hī jānā hai .
19You children also know that, day by day, we have to remain peaceful.
17Śhānti tō sabkō bahut pasand hōtī hai .
20Everyone loves peace a lot.
18Baṛē ādmī jāstī nahī̃ bōltē haĩ aur na jōr sē bōltē haĩ .
21Important people do not speak a lot nor do they speak loudly.
19Tum bahut-bahut baṛē ādmī bantē hō vāstav mē̃ ādmī nahī̃ kahē̃gē , tum tō dēvtā bantē hō .
22You are becoming very important people, in fact, you would not be called people, you are becoming deities.
20Dēvtāō̃ kā bōlnā bahut thōṛā hōtā hai .
23Deities speak very little.
21Tumkō bhī jab dēvtā bannā hai tō talkie sē badal silence mē̃ rahnē kā abhyās karō .
24Now that you have to become deities, you have to change from being in the “talkie” and practise staying in silence.
22Śhānti mē̃ rahnē vālē kē liē samajhē̃gē ki inkā apnē ūpar attention hai jabki tumkō śhāntidhām jānā hai tō bōlnā bhī bahut āhistē ( dhīrē ) hai .
25For those who remain peaceful, it would be understood that they pay attention to themselves. 26Since you have to go to the land of peace, you have to speak very softly.
23Āhistē bōltē-bōltē śhāntidhām mē̃ chalē jānā hai .
27By speaking softly, you will then go to the land of peace.
24Jitnā tum śhānti mē̃ rahtē hō utnā śhānti phailātē hō .
28The more you remain in peace, the more peace you spread.
25Tumkō bahut śhānti mē̃ rahnā chāhiē .
29You have to remain very peaceful.
26Āvāj sē bāt karnā achchhā nahī̃ lagtā .
30It doesn’t feel good to speak loudly.
27Krōdh bhī achchhā nahī̃ hai .
31Anger is not good either.
28Bachchō̃ mē̃ kōī bhī vikār nahī̃ rahnē chāhiē .
32You children must not have any vices in you.
29Dēkhnā hai - ham kōī sē laṛtē-jhagaṛtē tō nahī̃ haĩ !
33You have to see that you do not fight or quarrel with anyone.
30Bāp nē samjhāyā hai hear no evil , ṭāk no|know evil … jō bātē tumkō pasand nahī̃ haĩ , un burī bātō̃ sē tumhē̃ kinārā kar dēnā chāhiē tō dōnō̃ kā mukh band rahēgā .
34The Father has explained: Hear no evil, see no evil… 35The things that you don’t like, you have to step away from those bad things, and both parties will then be quietened.
31Her|har bāt mē̃ daivī guṇō̃ kō dhāraṇ karnā hai .
36Imbibe divine virtues in every situation.
32Kōī āvāj sē bāt karē tō bōlō śhānt , āvāj mat karō .
37When someone is speaking loudly, tell him: Quiet. 38Do not make so much noise.
33Tum jāntē hō ham śhānti sthāpan kartē haĩ .
39You know that you are establishing peace.
34Satyug mē̃ śhānti rahtī hai nā .
40There is peace in the golden age, is there not?
35Mūlvatan mē̃ tō hai hī śhānti .
41In the incorporeal world, there is peace.
36Śharīr hī nahī̃ tō bōlē̃gē phir kaisē .
42When you don’t have a body, how can you speak?
37Bāp bachchō̃ kō śhrīmat tō bahut achchhī dētē haĩ , samjhātē haĩ mīṭhē bachchō̃ ab tumhē̃ apnē ghar chalnā hai , talkie sē movie mē̃ ānā hai phir silence mē̃ chalē jāyēṅgē .
43The Father gives you children very good shrimat. 44He explains: Sweet children, you now have to return home. 45From ‘talkie’, you have to go into ‘movie’, and then you will go into silence.
38Jō bhī milē unkō yahī paigām dēnā hai .
46Give whomever you meet this message.
39Tum jitnā silence mē̃ rahē̃gē utnā samajhē̃gē yah lōg kisī dhun mē̃ haĩ .
47The more you stay in silence, the more people will understand that you are lost in your own concern (world).
40Śhānt rahnē kā svabhāv bahut achchhā hai .
48The nature of being peaceful is very good.
41Vah bahut mīṭhē lagtē haĩ .
49Such ones are very sweet.
42Phāltū bōlnē sē na bōlnā achchhā hai .
50Instead of speaking wasteful things, it is better not to speak.
43Tum sachchē-sachchē paigambar hō .
51You are true messengers.
44Tumhārī sabkē ūpar mēhar ( kr̥ipā ) hōnī chāhiē .
52You have to have mercy for everyone.
45Mēhar karnē vālē bachchē baṛē śhānt mē̃ bāp kī yād mē̃ rahē̃gē .
53Children who have mercy will very peacefully stay in remembrance of the Father.
46Sirph paigām dēnā hai ki bēhad K|kē bāp kō yād karō tō bēhad kā sukh-śhānti milēgā .
54You simply have to give the message to stay in remembrance of the unlimited Father and you will receive unlimited happiness and peace.
47Laukik bāp kē pās bahut dhan hai tō bahut varsā milēgā nā .
55When a lokik father has a lot of wealth, you would receive a huge inheritance, would you not?
48Bēhad K|kē bāp pās|pass tō hai viśhva kī bādśhāhī , jō her|har 5000 varṣh bād tumhē̃ viśhva kī bādśhāhī miltī hai .
56The unlimited Father has the sovereignty of the world and you receive that sovereignty of the world after 5000 years.
49Tum bachchō̃ kō sabhī key|kī bahut rūchī sē service karnī hai .
57You children have to serve everyone with a lot of interest.
50Harēk kō sēvā K|kē lāyak bannā hai .
58Each one of you has to be capable of doing service.
51Jō dūsrō̃ key|kī pyār sē sēvā kartē haĩ unkō sabhī pyār kartē haĩ .
59Those who serve others with love are loved by everyone.
52Kabhī bhī sēvā kā ahaṅkār nahī̃ ānā chāhiē .
60You must never have any arrogance about service.
53Tumhē̃ bāp dvārā gyān key|kī khaśhtūrī milī hai , vah dūsrō̃ kō dēnī hai .
61You have received the musk of knowledge from the Father, you have to give it to others.
54Ēk dō kō yād dilātē rahō ki śhivbābā yād hai ?
62Continue to remind one other: Are you remembering Shiv Baba?
55Ismē̃ khuśhī bhī hōtī hai .
63There is happiness in that.
56Yād dilānē vālē kō thanks dēnā chāhiē .
64You should thank those who remind you.
57Yād kī yātrā sē tum bachchē bahut-bahut safe rahē̃gē .
65You children will remain very, very safe with the pilgrimage of remembrance.
58Jitnā yād mē̃ rahē̃gē utnā khuśhī bhī rahēgī aur manners bhī sudhartē jāyēṅgē .
66The more you stay in remembrance, the more happiness you will have and your manners will continue to be reformed.
59Tumhē̃ apnē characters jarūr-jarūr sudhārnē haĩ .
67You definitely have to reform your character.
60Harēk apnī dil sē pūchhē hamārā svabhāv bahut-bahut mīṭhā hai ?
68Each one of you has to ask your own heart: Is my nature very, very sweet?
61Kabhī kisī kō nārāz tō nahī̃ kartē .
69Do I upset anyone?
62Aisā vātāvaraṇ kabhī na hō jō kōī nārāz hō jāē .
70Let there not be any such atmosphere that someone becomes upset.
63Aisī kōśhiśh karnī hai kyōṅki tum bachchē bahut ūñch service par hō .
71You have to try this because you children are on very elevated service.
64Tumhē̃ is sārē māṇḍavē kō rōśhnī dēnī hai .
72You have to give light to this whole world.
65Tum dhartī K|kē chaitanya sitārē hō .
73You are the living stars of the earth.
66Kahā bhī jātā hai nakṣhatra dēvtā . . . ab vah sitārē kōī dēvtā nahī̃ haĩ , tum tō unsē mahān balvān hō kyōṅki tum sārē viśhva kō rōśhan kartē hō , tum hī dēvtā bannē vālē hō .
74It is said: The astral deities… 75Those stars are not deities. 76You are even greater than those because you enlighten the whole world. 77You are going to become deities.
67Jaisē ūpar sitārō̃ key|kī rimjhim hai , kōī sitārā bahut tīkhā hōtā hai aur kōī halkā .
78There is the sparkle of stars up above, some stars are very bright and others are dim.
68Kōī chandramā K|kē nazdīk hōtā hai .
79Some are close to the moon.
69Tum bachchē bhī yōgbal sē sampūrṇ pavitra bantē hō tō chamaktē hō .
80Similarly you children are becoming completely pure with the power of yoga and so you sparkle.
70Abhī tum bachchō̃ kō avināśhī gyān ratnō̃ key|kī lottery mil rahī hai tō kitnī khuśhī rahnī chāhiē .
81You children are now winning the lottery of the imperishable jewels of knowledge and so you must have so much happiness.
71Andar mē̃ khuśhī key|kī uchhalē̃ mārtē rahō .
82Continue to jump with joy internally.
72Yah tumhārā janm hīrē jaisā gāyā jātā hai .
83This birth of yours is remembered as being valuable as a diamond.
73Tum brāhmaṇ hī knowledgeful bantē hō tō tumkō knowledge key|kī hī khuśhī rahtī hai .
84Only you Brahmins become knowledge-full and so you have happiness about this knowledge.
74In dēvtāō̃ sē bhī tum śhrēṣhṭh hō .
85You are more elevated than those deities.
75Tō tumhārā chēhrā sadā khuśhī sē khilā rahē .
86So, your faces must always be blooming with happiness.
76Bāp bachchō̃ kō āśhīrvād kartē haĩ mīṭhē bachchē sadā śhānt bhav !
87The Father blesses you children: Sweet children, may you always be peaceful!
77Chiranjīvī bhav ! 78Arthāt bahut janm jiyō .
88May you have a long life, that is, may you live many births.
79Āśhīrvād tō bāp sē miltī hai phir bhī harēk kō apnā puruṣhārth karnā hai ki ham chiranjīvī kaisē banē̃ .
89You receive blessings from the Father, but each of you still has to make your own efforts for how you can have a long life.
80Bāp kō yād karnē sē tum ciranjīv ban rahē hō . 81Yah āśhīrvād bāp dētē haĩ .
90By remembering the Father, you are becoming those with a long life.
82Brāhmaṇ lōg bhī kahtē haĩ āyuśhvān bhav .
91The Father is blessing you with this.
83Bāp bhī kahtē haĩ bachchē sadā jītē rahō .
92Brahmins also say: May you have a long life!
84Tumhē̃ ādhākalp kē liē kāl nahī̃ khāyēgā .
93The Father also says: Children, may you continue to live.
85Satyug mē̃ marnē kā nām nahī̃ hōtā .
94Death will not come to you for half the cycle.
86Yahā̃ tō manuṣhya marnē sē ḍartē haĩ nā .
95There is no mention of dying in the golden age.
87Tum tō puruṣhārth kar rahē hō marnē liē .
96People are afraid of dying, but you are making effort to die.
88Tum jāntē hō bābā kō yād kartē-kartē ham yah śharīr chhōṛ apnē śhivbābā kē pās jāyēṅgē , phir svargvāsī banē̃gē .
97You know that by remembering Baba, you will shed your bodies and go to your Shiv Baba and then become residents of heaven.
89Abhī tum most beloved bāp K|kē bachchē banē hō tō tumkō bhī bāp jaisā bahut-bahut mīṭhā bahut pyārā bannā hai .
98You have now become the children of the most beloved Father, and so you also have to become very, very sweet and very lovely, the same as the Father.
90Bābā patrō̃ mē̃ bhī likhtē haĩ mīṭhē-mīṭhē lāḍlē sikīladhē bachchō̃ . . . bābā bahut mīṭhā hai nā .
99Baba writes in the letters: Sweet, sweet, beloved, long-lost and now-found children… 100Baba is very sweet, is He not?
91Practical mē̃ anubhav kartē hō ki bābā kitnā mīṭhā , kitnā pyārā hai .
101You experience practically how Baba is so sweet and lovely. 102He makes us the same too.
92Hamē̃ bhī aisā banātē haĩ .
103You also know how sweet and how lovely you were.
93Yah bhī tum jāntē hō ki ham kitnē mīṭhē , kitnē pyārē thē .
104We became worshippers from being worthy of worship, and so we continued to worship ourselves.
94Ham hī pūjya sē phir pujārī banē̃ tō khud kō pūjtē rahē .
105These are very wonderful aspects to be understood.
95Yah bhī baṛī wonderful samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
106You children know Baba, who removes our sorrow of half the cycle, has now come.
96Tum bachchē jāntē haĩ ādhākalp K|kē hamārē sab duḥkh dūr karnē vālā bābā abhī āyā huā hai .
107People say: Har Har Mahadev (Mahadev – the great deity who removes everyone’s sorrow).
97Kahtē haĩ her|har-her|har mahādēv .
108This is not that Mahadev.
98Ab vah mahādēv tō nahī̃ hai .
109It is only the Father who will remove our sorrow.
99Duḥkh tō bāp hī rahē̃gē . 100Duḥkh harkar sukh dēnē vālā bāp hai .
110It is the Father who removes our sorrow and then gives us happiness.
101Ādhākalp tumnē bahut duḥkh dēkhē haĩ .
111You have seen a lot of sorrow for half the cycle.
1025 vikārō̃ key|kī bīmārī bahut baṛh gaī hai , is bīmārī nē bahut duḥkhī kiyā hai , isliē bāp kahtē haĩ mīṭhē bachchē , yah jō karmō kā khātā hai , unkō ab ṭhīk karō .
112The illness of the five vices has increased a lot. 113This illness has caused a lot of sorrow. 114This is why the Father says: Sweet children, now put right your account of actions.
103Vyāpārī lōg bhī 12 mās kā khātā rakhtē haĩ nā .
115Businessmen keep their accounts of 12 months, do they not?
104Bāp samjhātē haĩ bachchē , abhī sārī sr̥iṣhṭi par dēkhō kitnā kichṛā hai , yah hai hī nark , tō bāp kō ānā paṛtā hai nark kō svarg banānē .
116The Father explains: Children, look how much rubbish there is in the whole world. 117This is hell, and so the Father has to come to change hell into heaven.
105Bābā bahut ukīr ( prēm ) sē ātē haĩ , jāntē haĩ mujhē bachchō̃ key|kī sēvā mē̃ ānā hai .
118The Father comes with a lot of love. 119He knows He has to come to serve you children.
106Maĩ kalp-kalp tum bachchō̃ key|kī sēvā par upasthit hōtā hū̃ .
120I become present to serve you children every cycle.
107Jab khud ātē haĩ tab bachchē samajhtē haĩ bāp hamārī sēvā mē̃ upasthit huē haĩ .
121When He Himself comes, you children understand that our Father has come to serve us.
108Yahā̃ baiṭhē sabhī key|kī sēvā hō jātī hai .
122While sitting here, He is able to serve everyone.
109Sārī sr̥iṣhṭi kā kalyāṇkārī dātā tō ēk hī hai nā .
123There is only the One who is the benevolent Bestower for the whole world.
110Bāp jāntē haĩ sārī duniyā key|kī jō bhī ātmāyē̃ haĩ sabkō maĩ hī varsā dēnē ātā hū̃ .
124The Father knows He alone comes to give an inheritance to all souls of the whole world.
111Bēhad K|kē bāp key|kī nazar duniyā key|kī ātmāō̃ taraph jātī hai .
125The vision of the unlimited Father goes to the souls of the world.
112Bhal yahā̃ baiṭhē haĩ parantu nazar sārē viśhva par aur sārē viśhva K|kē manuṣhya mātra par hai , kyōṅki sārī viśhva kō hī nihāl karnā hai .
126Although He is sitting here, His vision is on the whole world and all human beings of the world because He has to take the whole world beyond.
113Drama plan anusār kalp pahlē misal sārē viśhva key|kī ātmāyē̃ nihāl hō jānē vālī haĩ .
127According to the drama plan, all souls of the world have to be taken beyond exactly as they were in the previous cycle.
114Bāp sab bachchō̃ kō yād kartē haĩ , nazar tō jātī hai nā .
128The Father remembers all the children, does He not? 129His vision goes to them, does it not?
115Saṅgamyug par hī bāp bachchō̃ key|kī sēvā mē̃ upasthit hōtē haĩ unkī bhēṇṭ mē̃ kōī bhī sēvā kar na sakē .
130It is only at the confluence age that the Father becomes present to serve you children. 131No one else can do such service compared to His.
116Unkī hai bēhad key|kī sēvā .
132His service is unlimited.
117Tum bachchē bhī bāp kā show tab kar sakē̃gē jab un jaisī sēvā karē̃gē .
133You children will be able to show (reveal) the Father when you do service like He does.
118Sēvā karnē vālō̃ kō phal bhī bahut bhārī miltā hai .
134Those who do service receive very great fruit.
119Bachchō̃ kō naśhā bhī chaṛhtā hai ki ham śhrīmat par sārē viśhva K|kē manuṣhyō̃ kō sukh dētē haĩ .
135You children have the intoxication of how you are giving happiness to all the people of the world by following shrimat.
120Bāp kahtē haĩ mīṭhē bachchē , ab gyān ratnō̃ sē apnī khūb jhōlī bharō , jitnī bharnī hai bharō .
136The Father says: Sweet children, now fill your aprons with many jewels of knowledge, fill them as much as you want.
121Apnā time barbād na karō .
137Do not waste your time.
122Bāp kī yād mē̃ time kō ābād karō .
138Use your time in a fruitful way in remembrance of the Father.
123Jō achchhī rīti dhārṇā kartē haĩ vah phir aurō̃ key|kī bhī achchhī service jarūr karē̃gē .
139Those who imbibe everything very well will also serve others very well.
124Samay barbād nahī̃ karē̃gē .
140They will not waste their time.
125Bachchō̃ kō puruṣhārth kar antarmukhī bannā hai .
141You children have to make effort and become introverted.
126Antar ātmā hai nā .
142There is the inner soul, is there not?
127Yah niśhchay karnā hai ki ham ātmāō̃ kō bāp samjhā rahē haĩ .
143Have the faith that the Father is explaining to you.
128Sōlakānasēs hō rahnā hī sachchā-sachchā antarmukhī bannā hai .
144To be soul conscious is to be truly introverted.
129Antarmukhī arthāt andar jō ātmā hai , unkō sab kuchh bāp sē hī sunnā hai .
145To be introverted means that, you the soul inside, have to listen to everything from the Father alone.
130Bāp pyār sē bār-bār samjhātē haĩ .
146The Father repeatedly explains with love.
131Māt-pitā aur jō bhī achchhē ananya baṛē bhāī-bahan haĩ , jō achchhī service kartē haĩ unsē sīkhtē jāō .
147Continue to learn from the Mother and Father and all the specially beloved senior brothers and sisters who do very good service.
132Andar mē̃ yah niśhchay karō ki hamē̃ phāltū time nahī̃ ganvānā hai .
148Have the faith inside you that you mustn’t waste your time.
133Śharīr nirvāh bhī karnā hai , apnī rachnā kō bhī dēkhnā hai .
149You have to provide a livelihoods for your bodies, and also look after your creation.
134Sirph mamatva nahī̃ rakhnā hai .
150Just do not have attachment.
135Mamatva rakhnē sē nuksān hō jāyēgā .
151By having attachment, there will be a loss.
136Mamatva ēk bāp mē̃ rakhō .
152Have attachment for only the Father.
137Yahā̃ tum bāp K|kē sammukh hō .
153Here, you are personally in front of the Father.
138Ātmāyē̃ aur paramātmā sammukh haĩ kyōṅki yahā̃ svayã bāp ātmāō̃ kō paṛhātē haĩ .
154You souls are personally in front of the Supreme Soul, because the Father Himself is teachings souls here.
139Vahā̃ ātmāyē̃ ātmāō̃ kō paṛhātī haĩ .
155There, souls teach souls.
140Yah sab bātē̃ tum bachchō̃ K|kē andar manthan hōnī chāhiē .
156You children should churn all of these things.
141Student key|kī buddhi mē̃ sārā din paṛhāī rahtī hai nā .
157A student has his study in his intellect throughout the day.
142Tumhārī buddhi mē̃ bhī sārī paṛhāī hai .
158You also have the whole study in your intellects.
143Yah hai ruhānī paṛhāī .
159This is a spiritual study.
144Achchhē student jō hōtē haĩ vah sadaiv ēkānt mē̃ jākar paṛhtē haĩ .
160Good students always go and study in solitude.
145Student āpas mē̃ milatē-julatē haĩ , tō paṛhāī par hī vārtālāp kartē haĩ .
161When students meet, they discuss the study among themselves.
146Is bēhad key|kī paṛhāī mē̃ tō aur hī khuśhī sē lag jānā chāhiē .
162You must engage yourself in this unlimited study with so much more happiness.
147Tum bachchē abhī bāp K|kē madadgār bantē hō .
163You children have now become the Father’s helpers.
148Yād mē̃ rahnā hī madad karnā hai kyōṅki yād kī yātrā mānā śhānti key|kī yātrā isliē kahā jātā hai har ēk apnē ghar kō svarg banāō .
164To stay in remembrance is to help Him because the pilgrimage of remembrance means the pilgrimage of silence and this is why it is said: Each one of you has to make your home into heaven.
149Harēk key|kī buddhi mē̃ alpha aur bē hai .
165Each one of you has Alpha and beta in your intellect.
150Alpha kō yād karō tō bādśhāhī milēgī .
166Remember Alpha and you will receive the kingdom.
151Aur kuchh karnā nahī̃ hai .
167You don’t have to do anything else.
152Sirph apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō tō rājāī tumhārī .
168Simply consider yourselves to be souls and remember the Father and the kingdom is yours.
153Tum bachchē - sabkō yahī paigām dētē rahō ki bāp kō yād karō tō svarg kī rājāī milēgī .
169You children have to continue to give everyone this message: Remember the Father and you will receive the kingdom of heaven.
154Achchhā -
170Achcha.
155Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā dil va jān sik va prēm sē yādpyār aur good morning .
171To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the mother, Father, BapDada.
156Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
172The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
157Dhārṇā kē liē mukhya sār :
173Essence for dharna:
1581 ) bāp kī yād mē̃ apnā time ābād karnā hai .
174 1. Use your time in a fruitful way in remembrance of the Father.
159Yah amūlya samay kahā̃ bhī badabād nahī̃ karnā hai .
175Do not waste this invaluable time anywhere.
160Puruṣhārth kar antarmukhī arthāt soul conscious hōkar rahnā hai .
176Become introverted and make effort, that is, become soul conscious.
1612 ) abhī ham dēvtāō̃ sē bhī śhrēṣhṭh brāhmaṇ haĩ , abhī bāp dvārā avināśhī gyān ratnō̃ key|kī lottery milī hai , knowledgeful banē haĩ tō chēhrā sadā khuśhī sē khilā rahē .
177 2. Now, we Brahmins are even more elevated than the deities. 178We have now won the lottery of the imperishable jewels of knowledge. 179We have become knowledge-full, and so our faces must always be in bloom with happiness.
162Andar mē̃ khuśhī key|kī uchhalē̃ mārtē rahō .
180Continue to jump with joy internally.
163Vardān : sākār aur nirākār bāp kē sāth dvārā her|har saṅkalp mē̃ vijayī bannē vālē sadā saphalamūrta bhav
181Blessing: May you be constantly successful by becoming victorious in every thought with the company of the corporeal and incorporeal Fathers.
164Jaisē nirākār ātmā aur sākār śharīr dōnō̃ K|kē sambandh sē her|har kārya kar saktē hō , aisē hī nirākār aur sākār bāp dōnō̃ kō sāth vā sāmnē rakhtē huē her|har karma vā saṅkalp karō tō saphalamūrta ban jāyēṅgē kyōṅki jab bāpdādā sammukh haĩ tō jarūr unsē verify karā karkē niśhchay aur nirbhayatā sē karē̃gē .
182 Just as an incorporeal soul and a corporeal body, are together able to do everything, in the same way, when you keep both the corporeal and incorporeal Fathers with you or in front of you while you perform every task and create every thought, you will become an embodiment of success. 183This is because when BapDada is personally in front of you, you would definitely have everything verified by Him and you would then carry it out with faith and fearlessness.
165Issē samay aur saṅkalp key|kī bachat hōgī .
184By doing this, you will save your time and thoughts.
166Kuchh bhī vyarth nahī̃ jāyēgā , her|har karma svataḥ saphal hōgā .
185Nothing would be wasted and every action will automatically be successful.
167Slōgan : rūhānī snēh sampatti sē bhī adhik mūlyavān hai isliē master snēh K|kē sāgar banō . 168Dādī Prakāśhmaṇi jī K|kē 14 vē̃ puṇya smr̥iti divas par class mē̃ sunānē kē liē dādī jī dvārā milī huī anmōl saugāt 1691 - īśhvarīy niyam aur maryādāyē̃ hamārē jīvan kā sachchā śhraṅgār haĩ , inhē̃ apnē jīvan mē̃ dhāraṇ kar sadā unnati kartē rahnā . 1702 - sadā yahī naśhā rakhō ki ham bhagvān K|kē nayanō̃ K|kē nūr haĩ , bhagvān K|kē nayanō̃ mē̃ chhipkar rahō tō māyā K|kē āndhī tūphān sthiti kō hilā nahī̃ sakē̃gē .
186Slogan: Spiritual love is even more valuable than physical wealth and so become master oceans of love. 187*** Om Shanti *** 188An invaluable gift received from Dadiji to share with the class on the 14th anniversary of Dadi Prakashmaniji.
171Sadā bābā key|kī chhatrachhāyā kē nīchē rahō tō rakṣhak bābā sadā rakṣhā kartā rahēgā .
1891. Godly disciplines and codes of conduct are the real decoration of our lives.
1723 - ham sabkā dilabar aur rahabar ēk bābā hai ussē hī dil key|kī lēn-dēn karnā , kabhī kisī dēhdhārī kō dost banākar uskē sāth vyarth-cintan aur parchintan nahī̃ karnā .
190Imbibe these in your life and constantly continue to progress. 1912. Always have the intoxication that you are the light of God’s eyes. 192Remain hidden in God’s eyes and the storms and hurricanes of Maya will not be able to shake your stage.
1734 - chēhrē par kabhī udāsī , ghr̥iṇā vā naphrat K|kē chinh na āyē̃ .
193Always stay under the canopy of Baba’s protection and Baba, the Protector, will always continue to protect you.
174Sadā khuśh rahō aur khuśhī bāṇṭtē chalō .
1943. The Beloved of all of us is one Baba, and so share the things of your heart with only Him.
175Apnē centre kā vātāvaraṇ aisā khuśhnasībī kā banāō jō harēk kō khuśhnasīb banā dē .
195Never make bodily beings your friends and have wasteful thoughts or thoughts of others with them.
1765 - jitnā antarmukhī ban mukh aur man kā maun dhāraṇ karē̃gē utnā sthān kā vāyumaṇḍal light might sampann banēgā aur ānē vālō̃ par uskā prabhāv paṛēgā , yahī sūkṣhma sakāśh dēnē key|kī sēvā hai .
1964. Let there never be any signs of sadness, dislike or hatred on your face. 197Always stay happy and continue to share that happiness. 198Make the atmosphere of your centre one of such happiness that you make everyone fortunate with happiness.
1776 - kōī bhī kāraṇ vaśh mērē tērē mē̃ ākar āpsī matbhēd mē̃ nahī̃ ānā . 178Āpsī manamuṭāv yahī sēvāō̃ mē̃ sabsē baṛā vighna hai , is vighna sē ab mukt banō aur banāō .
1995. The more introverted you become and the more you imbibe silence of the mouth and mind, the more the atmosphere of the place will be filled with light and might and this will make an impact on those who come there. 200This is the service of giving subtle sakaash.
1797 - ēk dō K|kē vichārō̃ kō sammān dēkar har ēk key|kī bāt pahlē sunō phir nirṇay karō tō dō matē̃ nahī̃ hōṅgī .
2016. Never have any conflict with anyone over any type of “mine” and “yours”. 202Disagreements with one another are the biggest obstacles to service.
180Har ēk chhōṭē baṛē kō risapēkṭa jarūr dō .
203Become free from these obstacles and make others free too.
1818 - ab bābā K|kē sabhī bachchē santuṣhṭatā key|kī aisī khān banō jō āpkō dēkhkar har ēk santuṣhṭ hō jāē .
2047. Give respect to the ideas of one another. 205First of all, listen to one another and then take a decision and there won’t then be two opinions.
182Sadā santuṣhṭ rahō aur dūsrō̃ kō bhī santuṣhṭ karō .
206Definitely give respect to all, young and old.
1839 - chār mantra sadā yād rakhnā - ēk kabhī albēlā nahī̃ bannā , sadā alert rahnā .
2078. Now, all of Baba’s children have to become mines of contentment such that when others see you, they all become content.
184Dūsrā - kisī sē bhī ghr̥iṇā nahī̃ karnā sabkē prati śhubh bhāvnā rakhnā .
208Always remain content and make others content. 2099. Remember four mantras all the time.
185Tīsrā - kisī sē bhī īrṣhyā ( rīs ) nahī̃ karnā , unnati key|kī race karnā .
2101) Never be careless, always remain alert. 2112) Never dislike anyone. 212Always have good wishes for everyone.
186Chauthā - kabhī kisī bhī vyakti , vastu vā vaibhav par prabhāvit nahī̃ hōnā , sadā ēk bābā K|kē hī prabhāv mē̃ rahnā .
2133) Never have jealousy or compete with others. 214Have a race for your progress. 2154) Never become impressed by any person, object or comfort.
18710 - ham sab royal bāp K|kē royal bachchē haĩ , sadā svayã mē̃ royalty aur pavitratā K|kē saṅskār bharnā , gulāmī K|kē saṅskārō̃ sē mukt rahnā .
216Always stay under the influence of one Baba. 21710. All of us are royal children of the royal Father. 218Always fill yourself with the sanskars of royalty and purity.
188Satyatā kō kabhī nahī̃ chhōṛnā .
219Remain free from sanskars of a slave.
18911 - har ēk rōz her|har ghaṇṭē pañch minute bhī silence key|kī anubhūti jarūr karō tō anēk bātō̃ par vijay pānē key|kī śhakti āyēgī .
220Never let go of your truth. 22111. Daily, definitely experience five minutes of silence every hour and you will receive the power to become victorious over all situations.
190Māyā par vijay tab hōgī jab gyān sahit yōg mē̃ rahē̃gē .
222You will be able to conquer Maya when you stay in yoga with knowledge.
19112 - sēvā K|kē sāth-sāth sva-sthiti ēkras rahē , uskē liē yōg key|kī bhaṭṭhī bahut jarūrī hai , ismē̃ sabhī kō saṅgaṭhan mē̃ baiṭhkar abhyās karnā chāhiē . 192Tō saṅgaṭhan kā bhī bal miltā hai .
22312. Along with doing service, let your stage be stable and constant. 224The yoga-bhatthi is essential for this. 225You must all stay in a gathering and practise this and you will also receive the power of the gathering.
19313 - āpkē chēhrē par kabhī udāsī , ghr̥iṇā , naphrat K|kē chinh dikhāī na dē̃ .
22613. Let no sign of unhappiness, dislike or hatred be visible on your face.
194Agar āpas mē̃ kōī 19-20 bāt hō jāē tō apnī tapasyā sē uskō miṭāō .
227If there is a slight difference of opinion among yourselves, finish it with your tapasya.
195Ēk dō kē āgē varṇan nahī̃ karō .
228Do not speak about it in front of one another.
196Varṇan karnē sē vāyumaṇḍal kharāb hō jātā hai .
229By speaking about it, you spoil the atmosphere.
19714 - kōī kitnā bhī man kharāb karnē key|kī kōśhiśh karē , lēkin uskē prabhāv mē̃ kabhī nahī̃ ānā .
23014. No matter how much others try to spoil your mind, never come under their influence.
198Saṅgdōṣh bhī bahut kharāb hōtā , jō buddhi kō badal dētā hai .
231The influence of other company is also very bad; it changes your intellect.
199Sabsē pyār karō sab phrainḍsa haĩ , lēkin personal friend kisī kō nahī̃ banāō .
232Have love for everyone, all are friends, but do not make anyone your personal friend.
200Yah underline karō .
233Underline this.