शनिवार 4 सितंबर 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
004-09-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 04/09/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - abhī is duniyā kā hopeless case hai , sabhī mar jāyēṅgē isliē issē mamatva miṭāō , māmēkam yād karō ' '
1Essence: Sweet children, this world is now a hopeless case. 2Everyone is to die and this is why your attachment to it has to end. 3Constantly remember Me alone!
Question
2Praśhna : service key|kī uchhal na ānē kā kāraṇ kyā hai ?
4Question: What is the reason why you don’t have enthusiasm to do service?
Answer
3Uttar : 1 - agar lakṣhaṇ ṭhīk nahī̃ haĩ , bāp kō yād nahī̃ kartē tō service key|kī uchhal ā nahī̃ saktī .
5Answer: 1) If your character is not good and you do not remember the Father, you cannot have the enthusiasm to do service. 6You continue to perform one wrong action or another and are therefore unable to do service.
4Kōī na kōī ulṭē karma hōtē rahtē haĩ isliē service nahī̃ kar saktē .
72) The Father's first direction is: When you die, the world is dead for you.
52 - bāp kā jō pahlā direction hai - āp muyē mar gaī duniyā isē amal mē̃ nahī̃ lātē . 6Buddhi dēh aur dēh K|kē sambandhō̃ mē̃ phansī huī hai tō service kar nahī̃ saktē .
8You don't put this direction into practice. 9It is because your intellect is trapped in bodies and bodily relations that you are unable to do service.
Song
7Gīt : ōm namō śhivāēḥ …
10Song: Salutations to Shiva.
Murli
8Ōm śhānti .
11Om shanti.
9Ab yah bhaktimārg kā gīt sunā .
12You heard the song of the path of devotion.
10Śhivāē namaḥ kahtē haĩ .
13People say “Salutations to Shiva.”
11Śhiv kā nām ghaṛī-ghaṛī lētē haĩ .
14They say Shiva's name again and again.
12Rōz śhiv K|kē mandir mē̃ jātē haĩ aur jō tyōhār haĩ vah varṣh-varṣh manātē haĩ .
15They go to a Shiva Temple every day and they celebrate whatever festivals there are every year.
13Puruṣhōttam mās bhī hōtā hai , puruṣhōttam varṣh bhī hōtā hai .
16There is the most elevated month of charity (leap month) and also the most elevated year of charity.
14Śhivāē namaḥ tō rōz kahtē rahtē haĩ .
17They continue to say "Salutations to Shiva" every day.
15Śhiv K|kē pujārī bahut haĩ .
18Many are worshippers of Shiva.
16Rachayitā hai śhiv ūñch tē ūñch bhagvān .
19The Creator is Shiva, God, the Highest on High.
17Kahtē bhī haĩ - patit-pāvan parampitā paramātmā śhiv hai .
20They say “The Purifier is the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva.”
18Rōz pūjā bhī kartē haĩ .
21They worship Him every day.
19Tum bachchē jāntē hō yah saṅgamyug hai - puruṣhōttam bannē kā yug .
22You children know that this is the confluence age, the age in which to become the most elevated of all.
20Jaisē jismānī paṛhāī sē kōī na kōī ūñch pad pātē haĩ nā .
23People claim one high status or other from a worldly study.
21In lakṣhmī-nārāyaṇ nē yah pad kaisē pāyā , viśhva K|kē mālik kaisē banē̃ .
24How did Lakshmi and Narayan claim their status? 25How did they become the masters of the world? 26No one knows this.
22Yah kiskō bhī patā nahī̃ .
27They say “Salutations to Shiva.
23Śhivāēḥ namaḥ bhī kahtē haĩ .
28You are the Mother and Father.”
24Tum māt-pitā . . . rōz mahimā gātē haĩ parantu yah nahī̃ jāntē ki vah kab ākar māt-pitā bankar varsā dētē haĩ .
29They sing this praise every day, but they don't know when He comes and becomes the Mother and Father and gives us our inheritance.
25Tumkō mālūm hai ki duniyā K|kē manuṣhya tō kuchh bhī nahī̃ jāntē haĩ .
30You know that the people of the world don't know anything.
26Bhakti mārg mē̃ kitnē dhakkē khātē haĩ .
31They stumble around so much on the path of devotion.
27Amarnāth par kitnē jhuṇḍ kē jhuṇḍ jātē haĩ . 28Kitnē dhakkē khātē haĩ .
32So many groups of people go to Amarnath; they stumble around so much!
29Kiskō aisā kahō tō bigaṛ paṛē .
33If you were to tell them this, they would get upset.
30Tum thōṛē bachchē hō jinkō andar mē̃ bahut khuśhī hai .
34Very few of you children have a lot of happiness inside you.
31Likhtē bhī rahtē haĩ bābā jabsē āpkō pahchānā hai , bas ab tō hamārī khuśhī kā pārāvār nahī̃ rahā hai .
35Some continue to write “Baba, from the moment I recognised You, there has been no limit to my happiness.”
32Kuchh bhī taklīph ādi hōtī hai , phir bhī khuśhī mē̃ rahnā chāhiē .
36Even when there are difficulties, you must remain happy.
33Ham bāp K|kē banē haĩ , yah kabhī bhūlnā nahī̃ chāhiē .
37You must never forget that you now belong to the Father.
34Tum bachchē jabki jāntē hō hamnē śhivbābā kō pāyā hai . 35Tō khuśhī kā pārāvār nahī̃ rahnā chāhiē .
38Now that you children know that you have attained Shiv Baba, let there be no limit to your happiness.
36Māyā ghaṛī-ghaṛī bhulā dētī hai .
39Maya repeatedly makes you forget.
37Bhal likhtē haĩ hamkō niśhchay hai , bābā kō ham jāntē haĩ phir bhī chaltē-chaltē ṭhaṇḍē paṛ jātē haĩ .
40Although you write that you have faith and that you know Baba, you become slack while moving along.
386-8 mās , 2-3 varṣh ātē nahī̃ tō bābā samajh jātē haĩ pūrā niśhchaybuddhi nahī̃ hai . 39Pūrā naśhā nahī̃ chaṛhā hai . 40Aisā bēhad kā bāp , jissē 21 janmō̃ kā varsā miltā hai .
41When some don't come for six to eight months or for two to three years, Baba understands that their intellects don't have full faith and that they are not fully intoxicated.
41Niśhchay hō jāē tō bahut khuśhī kā naśhā rahnā chāhiē .
42He is such an unlimited Father that He gives you the inheritance for 21 births.
42Jaisē kiskē bachchē kō rājā gōd mē̃ lēnē chāhtē haĩ .
43If you had this faith, you would then have a lot of happiness and intoxication.
43Bachchē kō mālūm paṛ jātā hai ki hamārē liē aisī bātchīt hō rahī hai ki rājā chāhtā hai - is bachchē kō ham vāris banāyē̃ . 44Tō bachchē kō bahut khuśhī hōgī nā .
44When a king wants to adopt a child and that child finds out that there is talk of the king wanting to adopt him and make him his heir, that child would have so much happiness.
45Maĩ rājā kā bachchā bantā hū̃ vā garīb kā bachchā sāhūkār key|kī gōd lētē haĩ tō bahut khuśhī hōtī hai nā .
45He would feel: I am going to become a child of the king! 46Or, if a poor child is adopted by a wealthy person he feels so happy.
46Jān jātā hai ki mujhē phalānā adopt kartē haĩ tō garībī kā gam bhūl jātā hai .
47When he realises that he is going to be adopted by so-and-so, his unhappiness about being a poor person disappears.
47Vah tō hai phir bhī ēk janm key|kī bāt .
48That is a matter of just one birth.
48Yahā̃ bachchō̃ kō khuśhī rahtī hai 21 janm varsā lēnē key|kī .
49Here, you children have the happiness of claiming the inheritance for 21 births.
49Bēhad K|kē bāp kō yād karnā hai aur phir dūsrō̃ kō rāstā batānā hai .
50Remember the unlimited Father and also show the path to others.
50Śhivbābā patit-pāvan āyā huā hai .
51Shiv Baba, the Purifier, has come.
51Samjhātē haĩ , tumhārā maĩ bāp hū̃ .
52He explains that He is your Father.
52Aisē kōī manuṣhya nahī̃ kah saktē ki maĩ tumhārā bēhad kā bāp hū̃ .
53No human being can say “I am your unlimited Father.”
53Bāp hī samjhānī dētē haĩ maĩ 5 hajār varṣh pahlē āyā thā .
54Only the Father explains that He came 5000 years ago.
54Tumkō yahī akṣhar kahā thā ki māmēkam yād karō .
55He said the same words: Constantly remember Me alone.
55Mujh patit-pāvan bāp kō yād karnē sē hī tum patit sē pāvan banē̃gē aur kōī bhī upāya nahī̃ hai - patit sē pāvan bannē kā .
56Only by remembering Me, the Purifier Father, will you become pure. 57There is no other way to become pure from impure.
56Patit-pāvan hai hī ēk bāp .
58Only the one Father is the Purifier.
57Kr̥iṣhṇa kō bhagvān nahī̃ kah saktē .
59Krishna cannot be called God.
58Gītā kā bhagvān ēk patit-pāvan punarjanma rahit hai .
60The God of the Gita is the Purifier and He is beyond birth and death.
59Pahlī-pahlī bāt yah likhāō .
61This is the first thing you should get people to write.
60Baṛē-baṛē ādamiyō̃ key|kī likhat dēkhē̃gē tō samajhē̃gē ṭhīk hai .
62When others see this written by eminent people they will feel that this is right.
61Kōī sādhāraṇ ādmī kā dēkhē̃gē tō kahē̃gē brahmākumāriyō̃ nē inkō jādū lagā diyā hai tab likhā hai , baṛē ādmī kē liē aisā nahī̃ kahē̃gē .
63If they see this written by just anyone, they would say that the Brahma Kumaris have cast a magic spell on him and that is why he has written that. 64They wouldn't say that if it were written by an eminent person.
62Tum kuchh bhī kahtē hō tō samajhtē haĩ chhōṭā mukh baṛī bātē̃ banātī haĩ ki bhagvān āyā huā hai .
65When you say anything, they say that you have a small mouth and are talking big things (that you are all talk), saying that God has come.
63Aisē tum bachchō̃ kō sirph kahnā nahī̃ hai ki bhagvān āyā huā hai , issē tō kōī samajhē̃gē nahī̃ aur hī hansī karē̃gē .
66You children mustn't just say that God has come. 67No one will understand that and some will even laugh at you.
64Yah tō samjhānā hai ki dō bāp haĩ .
68Explain that there are two fathers.
65Pahlē sē hī phaṭ sē sīdhā kahnā nahī̃ hai ki bhagvān āyā huā hai kyōṅki ājkal duniyā mē̃ bhī bhagvān kahlānē vālē bahut hō gayē haĩ .
69First of all, don't instantly tell them directly that God has come, because nowadays, there are many in the world who call themselves God.
66Sab apnē kō bhagvān kā avatār samajhtē haĩ tō yukti sē dō bāp kā rāz samjhānā chāhiē .
70All of them consider themselves to be incarnations of God. 71Therefore, explain the secret of the two fathers to them tactfully.
67Ēk hai had kā bāp , dūsrā hai bēhad kā bāp .
72One is a limited father and the other is the unlimited Father.
68Bāp kā nām hai śhiv .
73The Father's name is Shiva.
69Vah sab ātmāō̃ kā bāp hai tō jarūr bachchō̃ kō varsā dētē hōṅgē .
74He is the Father of all souls and so He must surely give His children an inheritance.
70Śhiv jayantī bhī manātē haĩ .
75People celebrate the birthday of Shiva.
71Vahī ākar svarg key|kī sthāpanā kartē haĩ , tō jarūr nark kā vināśh hōnā hai .
76He comes and establishes heaven. 77Therefore, hell definitely has to be destroyed.
72Uskī bhī niśhānī - yah mahābhārat laṛāī hai .
78The sign of that is the Mahabharat War.
73Bākī sirph bhagvān āyā hai , yah kahnē sē kōī samajhē̃gē nahī̃ .
79When you just say that God has come, no one understands anything.
74Ḍhiṇḍhōrā pīṭtē rahtē haĩ .
80You continue to beat drums.
75Aisī-aisī ulṭī service karnē sē aur hī phir service mē̃ ḍhīlāpan ā jātā hai .
81When you do service in the wrong way like that, service becomes even more slack.
76Ēk taraph kahtē bhagvān āyā huā hai , bhagvān paṛhātē haĩ phir jākar śhādī kartē haĩ .
82On the one hand, you say that God has come and that He is teaching you and then you go and get married!
77Tō lōg kahē̃gē tumkō phir kyā huā .
83People would then ask “What happened to you?
78Tum tō kahtē thē ki bhagvān paṛhātē haĩ .
84You said that God was teaching you!”
79Kahtē haĩ hamnē jō sunā thā sō kah diyā .
85They would then reply “We just told you what we heard.”
80Anēk prakār K|kē vighna bhī paṛtē haĩ apnē bachchō̃ sē , jaisē hindū dharm vālō̃ nē āpēhī apnē kō chamāṭ mārī hai nā .
86There are many types of obstacle from your own children. 87For instance, the Hindus have slapped themselves.
81Vāstav mē̃ haĩ dēvī-dēvtā dharm K|kē parantu kah dētē ham hindū haĩ .
88They actually belong to the deity religion, but they say that they are Hindus.
82Apnē kō chamāṭ mārī hai nā .
89They have slapped themselves in this way.
83Abhī tum jāntē hō ham hī pūjya thē tō śhrēṣhṭh karma , śhrēṣhṭh dharm thā .
90You now know that when you were worthy of worship you had an elevated religion and performed elevated actions.
84Āsurī mat par dharm bhraṣhṭa , karma bhraṣhṭa ban paṛē haĩ .
91By following the devilish dictates you became corrupt in your religion and actions.
85Ham hī apnē dharm key|kī glānī śhurū kartē haĩ , āsurī māyā key|kī mat sē isliē bābā nē khud kahā hai - vah hai āsurī sampradāy .
92We are the ones who begin to defame our own religion by following devilish dictates of Maya. 93This is why Baba said: That is the devilish community.
86Yah hai daivī sampradāy , jinkō maĩ rājyōg sikhlātā hū̃ .
94This is the divine community to whom I am teaching Raja Yoga.
87Abhī hai kaliyug .
95It is now the iron age.
88Jō yah knowledge ākar suntē haĩ , vah asur sē badal dēvtā bantē haĩ .
96Those who come and listen to this knowledge become deities from devils.
89Yah knowledge hai hī dēvtā bannē kē liē .
97This knowledge is for becoming deities.
905 vikārō̃ par jīt pānē sē dēvtā bantē haĩ , bākī asurō̃ aur dēvtāō̃ key|kī kōī laṛāī nahī̃ lagī .
98You become deities by conquering the five vices. 99There wasn't any war between the devils and the deities.
91Yah bhī bhūl kar dī hai phir dikhātē haĩ , jiskī taraph sākṣhāt bhagvān hai unkī vijay huī , usmē̃ nām kr̥iṣhṇa kā dē diyā hai .
100They made this mistake, but they have shown that the ones who had God on their side were victorious. 101They have mentioned Krishna's name in that.
92Vāstav mē̃ hai tumhārī māyā sē yuddha .
102Your war is in fact with Maya.
93Bāp kitnī bātē̃ baiṭh samjhātē haĩ parantu tamōpradhān aisē haĩ jō bilkul samajhtē hī nahī̃ .
103The Father sits here and explains so many things to you, but some are so tamopradhan that they don't understand anything at all.
94Bāp kō yād nahī̃ kar saktē .
104They are unable to remember the Father.
95Samajhtē bhī haĩ hamārī aisī tamōpradhān buddhi hai jō yād hī nahī̃ ṭhahartī , isliē ulṭā kām kartā rahtā hū̃ .
105They understand that their intellects are tamopradhan and that they are therefore unable to remember the Father and this is why they continue to perform wrong actions.
96Achchhē-achchhē bachchē bhī yād bilkul nahī̃ kartē .
106Even very good children don't remember the Father at all.
97Lakṣhaṇ sudhārtē hī nahī̃ , isliē service key|kī uchhal nahī̃ ātī hai .
107They don't reform their characters at all! 108This is why they have no enthusiasm to do service.
98Bāp kahtē haĩ - dēh sahit dēh K|kē jō bhī sambandh haĩ , unkō mārō athavā bhūlō .
109The Father says: “Kill the body and all bodily relations”, that is, forget all of them!
99Ab mārō akṣhar vāstav mē̃ hai nahī̃ . 100Kahtē haĩ āp muyē mar gaī duniyā .
110The word "kill" isn't actually said; it is said: When you die, the world is dead for you.
101Yah bāp baiṭh samjhātē haĩ .
111The Father sits here and explains this.
102Buddhi sē bhūl jānā hai jabki tum hamārē banē hō tō in sabkō bhūlō , ēk bāp kō yād karō .
112Remove them from your intellects. 113Now that you belong to Me, forget them all. 114Remember the one Father.
103Jaisē kōī bīmārī kā hopeless case hō jātā hai tō phir ussē mamatva miṭānā hōtā hai .
115When someone is a hopeless case in terms of his illness, others have to break all their attachment to that one.
104Phir unkō kahtē haĩ rām-rām kahō , bāp bhī kahtē haĩ is duniyā kā case bahut hopeless hai .
116He is then told to remember Rama (God). 117The Father also says: This world is a completely hopeless case. 118The world is to be destroyed.
105Yah khatm hōnī hī hai , sab mar jāyēṅgē , isliē insē mamatva miṭāō .
119Everyone is to die and this is why you have to remove your attachment from it.
106Vah tō rām-rām key|kī dhun lagātē haĩ .
120They continue to chant Rama's name.
107Yahā̃ tō ēk key|kī bāt nahī̃ . 108Sārī duniyā vināśh hōnī hai isliē tumkō ēk hī mantra dētā hū̃ māmēkam yād karō .
121Here, it isn't a question of just one; the whole world is to be destroyed. 122This is why I give you just one mantra: Constantly remember Me alone!
109Kitnī samjhānī dētē rahtē haĩ , bhinn-bhinn prakār sē .
123He continues to explain to you in so many different ways.
110Abhī puruṣhōttam mās āyā tō puruṣhōttam yug par bhī samjhānī dētē rahtē haĩ .
124The month of charity has now come and so He continues to explain to you about the most auspicious age in which you become the most elevated beings.
111Samjhānē key|kī baṛī hōśhiyārī chāhiē .
125You have to be very clever explaining these things.
112Dhārṇā achchhī chāhiē .
126The divine virtues have to be well imbibed by you.
113Kōī pāp karma nahī̃ karnā chāhiē .
127You mustn't perform any sinful actions.
114Bigar chhuṭṭī kōī chīz uṭhānā , khānā yah bhī bahut gupta pāp hai .
128To take something without permission or to eat something without permission is also an incognito sin.
115Kāydē baṛē kaṛē haĩ , pāp kartē haĩ phir bhī batlātē nahī̃ , phir pāp vr̥iddhi kō pātē jātē haĩ .
129The rules are very strict. 130When someone commits a sin and doesn't tell Baba about it, that sin continues to increase.
116Yahā̃ tō tum bachchō̃ kō puṇya ātmā bannā hai .
131Here, you children have to become charitable souls.
117Hamkō puṇya ātmā sē snēh hai , pāp ātmā sē virōdh hai .
132I love charitable souls and dislike sinful souls.
118Bhakti mārg mē̃ bhī jāntē haĩ ki achchhā karma karnē sē achchhā phal milēgā isliē dān-puṇya ādi achchhē karma kartē haĩ nā .
133On the path of devotion, too, they are aware that they receive good fruit by performing good actions.
119Yah drama hai phir bhī kahtē haĩ bhagvān achchhē karmō kā phal achchhā dētā hai .
134This is why they perform the good karma (actions) of making donations and performing charity.
120Bāp kahtē haĩ - maĩ sirph yah dhandhā thōṛēhī baiṭhkar kartā hū̃ .
135This is a drama and yet they say that God gives good fruit for good actions.
121Yah tō sārī drama mē̃ nūndh hai .
136The Father says: I don't just sit and do that business.
122Drama anusār bāp kō jarūr ānā hai .
137All of that is fixed in the drama.
123Bāp kahtē haĩ - mujhē ākar sabkō rāstā batānā hai .
138The Father definitely has to come according to the drama.
124Bākī ismē̃ kr̥ipā ādi key|kī kōī bāt hī nahī̃ hai .
139The Father says: I have to come and show everyone the path.
125Kōī-kōī likhtē haĩ bābā āpkī kr̥ipā hōgī tō ham āpkō kabhī nahī̃ bhūlē̃gē .
140There is no question of mercy in this. 141Some write “Baba, if we have Your blessings, we will never forget You.”
126Bāp kahtē haĩ - ham kabhī kr̥ipā ādi nahī̃ kartē , yah tō bhakti mārg key|kī bātē̃ haĩ .
142The Father says: I don't have mercy in that way. 143Those things belong to the path of devotion.
127Tumkō apnē par kr̥ipā karnī hai .
144Have mercy on yourselves.
128Bāp kō yād karē̃gē tō vikarma vināśh hōṅgē .
145By remembering the Father, your sins will be absolved.
129Bhakti mārg key|kī bātē̃ gyān mārg mē̃ hōtī nahī̃ .
146The things of the path of devotion do not continue on the path of knowledge.
130Gyān mārg hai hī paṛhāī .
147The path of knowledge is a study.
131Teacher kōī par kr̥ipā thōṛēhī karēgā .
148A teacher would not have mercy on anyone.
132Har ēk kō paṛhnā hai .
149Each one has to study.
133Bāp śhrīmat dētē haĩ , us par chalnā chāhiē nā .
150The Father gives shrimat. 151Therefore, you should follow that, should you not?
134Parantu apnī mat par chalnē kāraṇ kuchh bhī service nahī̃ kartē .
152However, due to following your own dictates, you don’t do any service.
135Bachchō̃ kō bilkul puṇya ātmā bannā hai .
153You children have to become completely charitable souls.
136Jarā bhī kōī pāp na hō .
154Not the slightest sin should be committed.
137Kaī bachchē apnā pāp batāyēṅgē kabhī nahī̃ .
155Some children never speak of the sins they have committed.
138Bāp bhī kahtē haĩ vah ūñch pad kabhī nahī̃ pāyēṅgē .
156The Father says: They will never claim a high status.
139Gāyā huā hai chaṛhē tō chākhē . . . bachchē jāntē haĩ bahut ūñch martabā hai .
157It is remembered: Those who ascend taste the sweetness of heaven.
140Girtē haĩ tō kōī kām K|kē nahī̃ rahtē .
158You children know that the status is very high.
141Aśhuddha ahaṅkār hai pahlā number , phir kām , krōdh , lōbh bhī cum|kam nahī̃ .
159If you fall you are of no use at all. 160Impure arrogance is number one. 161Lust, anger and attachment are no less.
142Lōbh , mōh bhī satyānāśh kar dētē haĩ .
162Greed and attachment also completely destroy everything.
143Bachchē ādi mē̃ mōh hōgā tō vah yād ātē rahē̃gē .
163When you have attachment to your children, you continue to remember them.
144Ātmā tō kahtī hai mērā tō ēk śhivbābā , dūsrā na kōī aur kōī bhī yād na paṛē - aisā puruṣhārth karnā hai .
164The soul says: Mine is one Shiv Baba and none other. 165Make such effort that no one else is remembered. 166All of those things have to end.
145Yah sab tō khatm hōnā hai .
167Destruction is just ahead.
146Vināśh sāmnē khaṛā hai , varsā tō lē nahī̃ sakē̃gē .
168After that, you won't be able to claim the inheritance.
147Inmē̃ kyā mōh rakhnā hai .
169Why should you have attachment to this world?
148Aisē-aisē apnē sāth bātē̃ karnī hai .
170Each of you should talk to yourself in this way.
149Sārī duniyā kō buddhi sē bhūlnā hai .
171Remove the whole world from your intellects.
150Yah tō sab khatm hōnā hī hai .
172All of that is going to be destroyed.
151Tūphān aisē lagē̃gē jō ēkdam khatm hō jāyēgā .
173Such storms will come that they will finish off everything.
152Āg kahā̃ lagtī hai aur havā zōr sē ātī hai tō jhaṭ ēkdam khalās kar dētī hai .
174When a fire breaks out somewhere and there are strong winds, everything is very quickly destroyed.
153Ādhā ghaṇṭē mē̃ 100-150 jhōpṛiyō̃ kō khatm kar dētī hai .
175In just half an hour, 100 to 150 huts are destroyed.
154Tum jāntē ki is bhambhōr kō āg lagnī hī hai , nahī̃ tō itnē sab manuṣhya kaisē marē̃gē .
176You know that the haystack has to be set on fire. 177How else would all these human beings die?
155Jō achchhē bachchē haĩ , lakṣhaṇ bhī achchhē haĩ tō service bhī achchhī kartē haĩ .
178Good children who have good characters will do good service.
156Tum bachchō̃ kō naśhā rahnā chāhiē .
179You children should be intoxicated.
157Pūrā naśhā tō ant mē̃ rahēgā , jab karmātīt avasthā hō phir bhī puruṣhārth kartē rahtē haĩ .
180You will be completely intoxicated at the end when you reach your karmateet stage. 181However, until then, you still have to continue to make effort.
158Banāras mē̃ śhiv K|kē mandir mē̃ tō bahut jātē haĩ kyōṅki vah hai ūñch tē ūñch bhagvān .
182Many people go to the Shiva Temple in Benares because He is God, the Highest on High.
159Vahā̃ śhiv key|kī bhakti bahut hai .
183They worship Shiva a great deal there.
160Bābā tō kahtē rahtē haĩ vahā̃ unkō jākar samjhāō . 161Yah śhiv bhagvān in lakṣhmī-nārāyaṇ kō yah varsā dētē haĩ .
184Baba continues to tell you to go there and explain to them: God Shiva gives Lakshmi and Narayan this inheritance.
162Saṅgam par hī yah varsā unsē milā huā hai .
185They received their inheritance from Him at the confluence age.
163Yah samjhānē sē phir brahmā-sarasvatī key|kī bhī samjhānī ātī hai .
186When you explain this to them, you would also include the explanation of Brahma and Saraswati.
164Chitrō̃ par baṛā clear samjhā saktē haĩ . 165Inhō̃ kō yah rājya kaisē milā .
187You can explain very clearly, using the pictures, how they received their kingdom.
166In lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē rājya mē̃ bhakti mārg thā nahī̃ .
188The path of devotion didn't exist in the kingdom of Lakshmi and Narayan.
167Kahē̃gē bhakti tō anādi hai hī .
189They say that devotion has continued eternally.
168Abhī tumkō kitnī knowledge milī hai tō naśhā chaṛhnā chāhiē nā . 169Hamkō bhagvān paṛhā rahē haĩ , 21 janmō̃ kā rājya-bhāgya dēnē kē liē .
190You have now received so much knowledge that you should be intoxicated: God is teaching us in order to give us our fortune of the kingdom for 21 births!
170Tum student hō nā .
191You are students.
171Jiskō niśhchay hōgā - yah brahmākumāriyā̃ jis dvārā sunkar hamkō niśhchay biṭhātī haĩ vah khud kyā hōgā .
192Those who have faith will wonder: “What would the One from whom the Brahma Kumaris hear everything and who instils that faith in us be like Himself?”
172Aisē bāp sē tō pahlē milē̃ .
193They would first want to come and meet such a Father!
173Jab tak pūrā niśhchay nahī̃ hōgā tab tak baṛhēgā nahī̃ .
194Until they have full faith, they won't be able to move forward.
174Niśhchay vālā hī jhaṭ bhāgēgā .
195Those who have faith will quickly run.
175Aisē bāp kē pās ham jākar milē̃gē , chhōṛē̃gē nahī̃ .
196"We will go and meet such a Father; we won't leave Him.
176Bas bābā ham tō āpkā ban gayā , ham jāyēṅgē nahī̃ .
197Baba, I now belong to You. 198I will not go anywhere now."
177Gīt bhī hai nā chāhē pyār karō chāhē ṭhukrāō . 178Yah dīvānā tērā dar nahī̃ chhōṛēgā .
199There is a song: Whether You love me or whether You reject me, this one who loves You madly will not leave Your doorstep.
179Phir bhī biṭhā tō nahī̃ saktē .
200Not everyone can stay here.
180Service par bhējnā paṛtā hai .
201You have to be sent on service.
181Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē kamal fool|phūl samān bannā hai .
202While living at home with your family, be like a lotus.
182Aisē likhkar bhī dētē haĩ phir bāhar jānē sē māyā key|kī chakarī mē̃ ā jātē haĩ .
203Some put this in writing, but when they go outside, they get caught in the spin of Maya.
183Māyā itnī prabal hai .
204Maya is so powerful!
184Māyā K|kē bahut vighna paṛtē haĩ .
205Maya causes many obstacles.
185Chhōṭē sē dīvē kō māyā K|kē tūphān kitnē ātē haĩ .
206Such a tiny lamp has so many storms of Maya!
186In gītō̃ kā bhī sār bāp ākar samjhātē haĩ .
207The Father comes and explains to you the essence of these songs.
187Tumhārā puruṣhōttam yug chal rahā hai .
208This is your most auspicious confluence age.
188Bhaktō̃ kā puruṣhōttam mās chalā gayā .
209The month of charity of the devotees has passed.
189Bāp kahtē haĩ - is saṅgamyug par hī maĩ ātā hū̃ , patitō̃ kō pāvan banānē .
210The Father says: I only come at this confluence age to purify the impure.
190Samjhānī kitnī achchhī hai .
211This explanation is so good!
191Achchhā - din-pratidin sēvā key|kī vr̥iddhi kē liē naī-naī yuktiyā̃ nikaltī rahē̃gī .
212Achcha. 213Day by day, new methods will continue to emerge for service to progress.
192Achchhē-achchhē chitra bantē jāyēṅgē .
214Many good pictures will continue to be created.
193Kahtē haĩ nā - dēr paṛē kām durast hōtē haĩ .
215It is said: Although a task may take a long time, it will be accomplished well.
194Taiyār māl miltā hai , jissē phaṭ sē kōī samajh jāē .
216You are receiving ready-made materials through which anyone can understand instantly.
195Sīṛhī bahut achchhī hai .
217The picture of the ladder is very good.
196Is samay kōī yah nahī̃ kah saktē ki ham pāvan haĩ .
218None can say at this time that they are pure.
197Pāvan duniyā satyug kō hī kahā jātā hai .
219Only the golden age is called the pure world.
198Pāvan duniyā K|kē mālik yah lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ .
220Lakshmi and Narayan are the masters of the pure world.
199Achchhā !
221Achcha.
200Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
222To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
201Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
223The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
202Dhārṇā kē liē mukhya sār :
224Essence for dharna:
2031 ) jarā bhī kōī baṛā athavā sūkṣhma pāp na hō , iskā bahut-bahut dhyān rakhnā hai .
225 1. Pay a lot of attention so that not even the slightest subtle or gross sin is committed.
204Kabhī kōī chīz chhipākar nahī̃ lēnī hai .
226Don’t take anything secretly.
205Lōbh mōh sē bhī sāvdhān rahnā hai .
227Beware of greed and attachment.
2062 ) aśhuddha ahaṅkār jō satyānāśh karnē vālā hai , usē tyāg dēnā hai .
228 2. Renounce any impure arrogance that would completely ruin you.
207Ēk bāp K|kē sivāē dūsrā kōī bhī yād na paṛē , yahī puruṣhārth karnā hai .
229Make effort to remember no one but the one Father.
Blessing
208Vardān : sūkṣhma saṅkalpō̃ K|kē bandhan sē bhī mukt ban ūñchī stage kā anubhav karnē vālē nirbandhan bhav
230Blessing: May you become free from bondage and experience a high stage by becoming free from any subtle bondage of thoughts.
209Jō bachchē jitnā nirbandhan haĩ utnā ūñchī stage par sthit rah saktē haĩ , isliē check karō ki mansā-vāchā va karmaṇā mē̃ kōī sūkṣhma mē̃ bhī dhāgā juṭā huā tō nahī̃ hai !
231 To the extent that children are free from bondage, so they can remain stable in a high stage. 232Therefore, check: Is any string still attached, even in a subtle form, in my thoughts, words or actions?
210Ēk bāp K|kē sivāē aur kōī yād na āyē .
233Do not remember anyone except the one Father.
211Apnī dēh bhī yād I|āī|eye tō dēh kē sāth dēh K|kē sambandh , padārtha , duniyā sab ēk kē pīchhē ā jāyēṅgē .
234If you remember even your body, then, along with your body, your relations of the body, your physical possessions and the world will all follow, one after another.
212Maĩ nirbandhan hū̃ - is vardān kō smr̥iti mē̃ rakh sārī duniyā kō māyā key|kī jāl sē mukt karnē key|kī sēvā karō .
235I am free from bondage. 236“Keep this blessing in your awareness and do the service of releasing the whole world from Maya’s trap.
Slogan
213Slōgan : dēhī-abhimānī sthiti dvārā tan aur man key|kī halchal kō samāpt karnē vālē hī achal rahtē haĩ .
237Slogan: Those who finish any trouble of their bodies and minds with a soul-conscious stage can remain unshakeable.
238*** Om Shanti ***