रविवार 5 सितंबर 2021 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

005-09-21 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 15-03-88 madhuban

0 05/09/21 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 15/03/88

1Naī duniyā key|kī taṣhwīr kā ādhār vartamān śhrēṣhṭh brāhmaṇ jīvan

1The basis of the picture of the new world is the present elevated Brahmin life.

2Āj viśhva rachtā , viśhva key|kī śhrēṣhṭh takdīr banānē vālē bāpdādā apnē śhrēṣhṭh takdīr key|kī taṣhwīr - svarūp bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .

2Today BapDada, the Creator of the world, the One who creates the elevated fortune of the world, is seeing His children who are embodiments of the picture of elevated fortune.

3Āp sabhī brāhmaṇ ātmāyē̃ viśhva key|kī śhrēṣhṭh takdīr key|kī taṣhwīr hō .

3All of you Brahmin souls are pictures of the elevated fortune of the world.

4Brāhmaṇ jīvan key|kī taṣhwīr sē bhaviṣhya key|kī śhrēṣhṭh takdīr spaṣhṭ dikhāī dētī hai .

4The elevated fortune of the future is clearly visible in the picture of your Brahmin life.

5Brāhmaṇ jīvan kā her|har śhrēṣhṭh karma bhaviṣhya śhrēṣhṭh phal kā anubhav karātā hai .

5Each elevated action of Brahmin life gives the experience of the elevated fruit of the future.

6Brāhmaṇ jīvan kā śhrēṣhṭh saṅkalp bhaviṣhya kā śhrēṣhṭh saṅskār spaṣhṭ kartā hai .

6The elevated thoughts of Brahmin life make the future elevated sanskars very clear.

7Tō vartamān brāhmaṇ jīvan taṣhwīr hai - bhaviṣhya takdīrvān saṅsār key|kī .

7So, the present Brahmin life is the picture of the fortunate world of the future.

8Bāp-dādā aisē bhaviṣhya K|kē taṣhwīr bachchō̃ kō dēkh harṣhit hōtē haĩ .

8Seeing such children who are the picture of the future BapDada, is pleased.

9Taṣhwīr bhī āp hō , bhaviṣhya key|kī takdīr K|kē ādhārmūrt bhī āp hō .

9You are the picture, and you are also images of support for the future fortune.

10Āp śhrēṣhṭh bantē , tab hī duniyā bhī śhrēṣhṭh bantī hai .

10You become elevated, and it is only then that the world also becomes elevated.

11Āpkī uṛtī kalā kī sthiti tō viśhva key|kī bhī uṛtī kalā hai .

11When you have the flying stage, the world also has the flying stage.

12Āp brāhmaṇ ātmāyē̃ samay prati samay jaisī stage sē pās|pass kartē tō viśhva key|kī stages bhī parivartan hōtī rahtī haĩ .

12From time to time, as you Brahmin souls pass through the stages, in the same way, the stages of the world also change accordingly.

13Āpkī satōpradhān sthiti hai tō viśhva bhī satōpradhān hai , golden aged hai .

13When your stage is satopradhan, the world is also satopradhan; it is the golden age.

14Āp badaltē tō duniyā bhī badal jātī hai .

14When you change, the world also changes.

15Itnē ādhārmūrt hō  !

15You are the images of support to this extent!

16Vartamān samay bāp kē sāth kitnā śhrēṣhṭh part bajā rahē hō  !

16At the present time, you are playing such elevated parts with the Father.

17Sārē kalp K|kē andar sabsē baṛē tē baṛā viśhēṣh part is samay bajā rahē hō  !

17In the whole cycle, it is only now that you play special, most elevated parts.

18Bāp K|kē sāth-sāth sahyōgī ban viśhva key|kī her|har ātmā key|kī anēk janmō̃ key|kī āśhāyē̃ pūrṇ kar rahē hō .

18You become co-operative with the Father and are fulfilling all the desires of all souls for innumerable births.

19Bāp dvārā her|har ātmā kō mukti vā jīvanmukti kā adhikār prāpt karānē kē nimitt banē huē hō .

19You have become instruments to give every soul the right to claim liberation and liberation-in-life from the Father.

20Sarv key|kī ichchhāō̃ kō pūrṇ karnē vālē bāp samān ' kāmdhēnu ' hō , kāmanāyē̃ pūrṇ karnē vālē hō .

20You are Kamdhenu, the one who fulfils all desires, the same as the Father. 21You are the ones who fulfil all desires.

21Aisē her|har ātmā kō ichchhā mātram avidyā key|kī sthiti kā anubhav karātē hō jō ādhākalp anēk janm , na bhakti vālī ātmāō̃ kō , na jīvanmukt avasthā vālī ātmāō̃ kō kōī bhī ichchhā rahtī hai .

22In this way, you give each soul the experience of the stage of being totally ignorant of desire, so that, for half the cycle, neither do the souls who do bhakti nor do the souls who attain the stage of liberation in life have any desires throughout each birth.

22Ēk janm key|kī ichchhāyē̃ pūrṇ karānē vālē nahī̃ lēkin anēk janmō̃ kē liē ichchhā mātram avidyā key|kī anubhūti karānē vālē hō .

23You do not fulfil the desires of just one birth but you give the experience of the stage of being ignorant of desires for innumerable births.

23Jaisē bāp K|kē sarv bhaṇḍārē , sarv khajānē sadā bharpūr haĩ , aprāpti kā nām niśhān nahī̃ hai  ; aisē bāp samān sadā aur sarv khajānō̃ sē bharpūr hō .

24Just as all of the Father’s treasure-stores and treasures are always overflowing, there is no mention or sign of anything unattained - in the same way, you are always overflowing with all treasures, the same as the Father.

24Brāhmaṇ ātmā arthāt prāptisvarūp ātmā , sampann ātmā .

25A Brahmin soul means one who is an embodiment of all attainments, a soul who is full of everything.

25Jaisē bāp sadā light-house , might house hai  ; aisē brāhmaṇ ātmāyē̃ bhī bāp samān hō , light-house hō isliē her|har ātmā kō apnī mañjil par pahuñchānē kē nimitt hō .

26Just as the Father is always the lighthouse and might-house, in the same way, Brahmin souls are equal to the Father; you are lighthouses. 27This is why you are the instruments to enable all souls to reach their destination.

26Jaisē bāp her|har saṅkalp , her|har bōl , her|har karma sē her|har samay dātā hai , vardātā hai , aisē āp brāhmaṇ ātmāyē̃ bhī dātā hō , master vardātā hō .

28Just as the Father is always the Bestower and the Bestower of Blessings in each thought, in every word and in every action, in the same way, you Brahmin souls are also bestowers and master bestowers of blessings.

27Aisē brāhmaṇ jīvan key|kī taṣhwīr hō  ?

29Is the picture of your Brahmin life like this?

28Kōī bhī taṣhwīr banātē hō tō usmē̃ sabhī viśhēṣhatāyē̃ dikhātē hō nā .

30Whenever you paint a picture of something, you show all its specialities in it, don’t you?

29Aisē vartamān samay key|kī brāhmaṇ jīvan K|kē taṣhwīr key|kī viśhēṣhatāyē̃ apnē mē̃ bhar lī haĩ  ?

31In the same way, have you filled yourselves with the specialities of the picture of the present Brahmin life?

30Baṛē tē baṛē chitrakār āp hō jō apnā chitra bhī banā rahē hō .

32You are the greatest artists of all in that each of you is painting your own picture.

31Āpkē chitra bantē hī viśhva kā chitra bantā jā rahā hai .

33As your picture is being painted, the picture of the world is being painted at the same time.

32Aisē anubhav kartē hō nā .

34Do you have this experience?

33Kaī pūchhtē haĩ nā ki naī duniyā mē̃ kyā hōgā  ?

35Some people ask: What will there be in the new world?

34Tō naī duniyā key|kī taṣhwīr hī āp hō .

36You are the picture of the new world.

35Āpkī jīvan sē bhaviṣhya spaṣhṭ hōtā hai .

37The future is becoming clearer through your lives.

36Is samay bhī apnī taṣhwīr mē̃ dēkhō ki sadā aisī taṣhwīr banī hai jō kōī bhī dēkhē tō sadā kē liē prasannchitt hō jāē .

38Look at your present picture and check: Is your picture painted in such a way that whoever sees it becomes satisfied for all time?

37Kōī bhī jarā bhī aśhānti key|kī lahar vālā hō tō āpkī taṣhwīr dēkh aśhānti kō hī bhūl jāē , śhānti key|kī laharō̃ mē̃ laharānē lagē . 38Aprāpti svarūp , prapti key|kī anubhūti svataḥ hī anubhav karē . 39Bhikhārī bankar āyē , bharpūr bankar jāyē .

39It should be such a picture that, seeing your picture, even those who have a slight wave of peacelessness would forget peacelessness and experience waves of peace; a soul who is the embodiment of lack of attainment would automatically experience attainment; someone who comes as a beggar would go away full.

40Āpkī muskarātī huī mūrt dēkh man kā vā āṅkhō̃ kā rōnā bhūl jāē̃ , muskarānā sīkh jāē̃ .

40Seeing your smiling face they would forget the tears in their minds and eyes and would learn to smile.

41Āp lōg bhī bāp kō kahtē hō nā ki muskarānā sikhā diyā … tō āpkā kām hī hai rōnā chhuṛānā aur muskarānā sikhānā .

41You also tell the Father that He taught you how to smile, do you not? 42So, your duty is to stop them crying and to teach them to smile.

42Tō aisī taṣhwīr brāhmaṇ jīvan hai .

43Brahmin life is such a picture.

43Sadā yah smr̥iti mē̃ rakhō ki ham aisē ādhārmūrt haĩ , foundation haĩ .

44Always have the awareness: We are such images of support, the foundation.

44Vr̥ikṣha K|kē chitra mē̃ dēkhā - brāhmaṇ kahā̃ baiṭhē haĩ  ?

45Look at the picture of the tree; where are the Brahmins sitting?

45Foundation mē̃ baiṭhē hō nā .

46They are sitting at the foundation, are they not?

46Brāhmaṇ foundation majbūt hai , tab ādhākalp achal-aḍōl rahtē hō .

47The Brahmin foundation is very strong and this is why you remain immovable and unshakeable for half the cycle.

47Sādhāraṇ ātmāyē̃ nahī̃ hō , ādhārmūrt hō , foundation hō .

48You are not ordinary souls. 49You are the images of support, the foundation.

48Is samay key|kī āpkī sampūrṇ sthiti satyug key|kī 16 kalā sampūrṇ sthiti kā ādhār hai .

50Your perfect stage of the present time is the basis of your stage of 16 celestial degrees in the golden age.

49Ab key|kī ēk-mat vahā̃ K|kē ēk rājya K|kē ādhārmūrt hai .

51The one instruction of the present is the basis of support for the one kingdom there.

50Yahā̃ K|kē sarv khajānō̃ key|kī sampannatā - gyān , guṇ , śhaktiyā̃ , sarv khajānē vahā̃ key|kī sampannatā kā ādhār haĩ .

52The fullness of all the treasures of knowledge, virtues and powers of the present is the basis of the fullness there.

51Yahā̃ key|kī dēh K|kē ākarṣhaṇ sē nyārāpan , vahā̃ K|kē tan key|kī tandarūstī K|kē prāpti kā ādhār hai .

53The detachment from the attraction of the body at the present time is the basis of attaining a healthy body there.

52Aśharīrī-pan key|kī sthiti nirōgī-pan aur lambī āyu K|kē ādhār svarūp hai .

54The stage of being bodiless now is the basis of being free from illness and having a long life.

53Yahā̃ key|kī bēphikar , bādśhāhpan key|kī jīvan vahā̃ K|kē her|har ghaṛī K|kē man key|kī mauj key|kī jīvan isī sthiti K|kē prāpti kā ādhār bantī hai .

55The life of being a carefree emperor here becomes the basis of attaining the stage where each moment of life is a pleasure; it is pleasure of the mind.

54Ēk bāp dūsrā na kōī - yahā̃ key|kī yah akhaṇḍ-aṭal sādhnā vahā̃ akhaṇḍ , aṭal , akhuṭ , nirvighna sādhanō̃ key|kī prāpti kā ādhār bantī hai .

56The constant, unshakeable, spiritual endeavour of belonging to the one Father and no one else becomes the basis for the attainment of facilities that are constant, limitless, unending and obstacle-free.

55Yahā̃ kā chhōṭā-sā saṅsār bāpdādā vā māt-pitā aur bahan-bhāī , vahā̃ K|kē chhōṭē saṅsār kā ādhār bantā hai .

57The small family of the present time, that is, of BapDada, the mother and father, and the brothers and sisters, this small family, becomes the basis of a small family there.

56Yahā̃ ēk māt-pitā K|kē sambandh K|kē saṅskār vahā̃ bhī ēk hī viśhva K|kē viśhva-mahārājan vā viśv-mahārānī kō māt-pitā K|kē rūp mē̃ anubhav kartē haĩ .

58The sanskar of the relationship with the one Mother and Father here makes you experience the world emperor and world empress of the one future kingdom as the mother and father.

57Yahā̃ K|kē snēh-bharē parivār kā sambandh , vahā̃ bhī chāhē rājā aur prajā bantē lēkin prajā bhī apnē kō parivār samajhtī hai , snēh key|kī samīpatā parivār kī rahtī hai .

59Here there is the relationship of a family full of love; there, no matter whether one is a king or a subject, even a subject considers himself to be part of the family. 60Within the family, there is the closeness of love.

58Chāhē martabē rahtē haĩ lēkin snēh K|kē martabē haĩ , saṅkōch aur bhay K|kē nahī̃ .

61Although each one has a different status, the status is of love, not of hesitation or fear.

59Tō bhaviṣhya key|kī taṣhwīr āp hō nā .

62So, you are the picture of the future, are you not?

60Yah sab bātē̃ apnī taṣhwīr mē̃ check karō - kahā̃ tak śhrēṣhṭh taṣhwīr ban karkē taiyār huī hai ki abhī tak rēkhāyē̃ khīñch rahē hō  ?

63Check all these things in your picture. 64To what extent is the elevated picture ready? 65Or, are you still drawing lines?

61Hōśhiyār artist hō nā .

66You are clever artists, are you not?

62Bāpdādā yahī dēkhtē rahtē haĩ ki har ēk nē kahā̃ tak taṣhwīr taiyār kī hai  ?

67BapDada continues to see to what extent each of you has completed your picture.

63Dūsrē kō ulhanā tō dē nahī̃ saktē ki isnē yah ṭhīk nahī̃ kiyā , isliē aisē huā .

68You cannot complain about anyone else - that he hasn’t painted this well and that this is why it is like this.

64Apnī taṣhwīr āpēhī banānī hai .

69You have to paint your own picture.

65Aur chījē̃ tō sab bāpdādā sē mil rahī haĩ , usmē̃ tō kamī nahī̃ hai nā .

70You are also receiving the materials from BapDada. 71There is nothing lacking in those, is there?

66Yahā̃ bhī khēl sikhātē hō nā jismē̃ chīzē̃ kharīdakar phir banātē hō .

72Here, too, you teach the game of buying materials and using them for building.

67Banānē vālē kē ūpar hōtā hai , jitnā chāhē utnā lō|low .

73Everything depends on the one who is building it; he can take as much as he wants.

68Lēnē vālē sirph lē sakē̃ .

74It depends on the one taking it being able to take it.

69Bākī khulā bājār hai , bāpdādā yah hisāb nahī̃ rakhtā ki dō lēnā hai yā chār lēnā hai .

75It is an open market. 76BapDada is not counting whether you have to take two or four.

70Sabsē baṛhiyā taṣhwīr banāī hai nā .

77So, each one of you has painted a most beautiful picture, have you not?

71Sadā apnē kō aisē samjhō ki ham hī bhaviṣhya K|kē takdīr key|kī taṣhwīr haĩ .

78Always think that you are the picture of the future fortune.

72Aisē samajhkar her|har kadam uṭhāō .

79Take every step in this awareness.

73Snēhī hōnē K|kē kāraṇ sahyōgī bhī hō aur sahyōgī hōnē K|kē kāraṇ bāp kā sahyōg her|har ātmā kō hai .

80Because you are loving, you are also co-operative, and because you are co-operative, every soul receives the Father’s co-operation.

74Aisē nahī̃ ki kuchh ātmāō̃ kō jyādā sahyōg hai aur kinhō̃ kō cum|kam hai , nahī̃ .

81It isn't that some souls receive more co-operation and others receive less co-operation; no.

75Bāp kā sahyōg her|har ātmā kē prati ēk K|kē return mē̃ padamguṇā hai hī .

82For the return of one, BapDada gives a multimillion fold return of co-operation to each soul.

76Jō bhī sahyōgī ātmāyē̃ hō , un sabkō bāp kā sahyōg sadā hī prāpt hai aur jab tak hai , tab tak hai hī hai .

83All the souls who are co-operative always receive the Father’s co-operation and they will continue to receive it while He is here.

77Jab bāp kā sahyōg hai tō her|har kārya huā hī paṛā hai .

84Since you have the Father’s co-operation, every task is already accomplished.

78Aisē anubhav kartē bhī hō aur kartē chalō .

85You experience this and continue to experience it as you move along.

79Kōī muśhkil nahī̃ kyōṅki bhāgyavidhātā dvārā bhāgya key|kī prāpti kā ādhār hai .

86Nothing is difficult because they basis is your attainment is the fortune received from the Bestower of Fortune.

80Jahā̃ bhāgya hōtā , vardān hōtā vahā̃ muśhkil hōtā hī nahī̃ .

87Where there are fortune and blessings, nothing is difficult.

81Jiskī bahut achchhī taṣhwīr hōtī hai , tō jarūr first number āyēgā .

88Those who have painted a very good picture will definitely claim the first number.

82Tō sabhī first division mē̃ tō ānē vālē hō nā .

89So, all of you are the ones who are going to be part of the first division, are you not?

83Number first ēk āyēgā lēkin first division tō hai nā .

90There will only be one first number, but there will be many in the first division, will there not?

84Tō kismē̃ ānā hai  ?

91So, what do you want to come in?

85First division sabkē liē hai .

92The first division is for everyone.

86Kuchh kar lēnā achchhā hai .

93It is good to do something and claim that.

87Bāpdādā tō sabkō chance dē rahē haĩ - chāhē bhāratvāsī hō̃ vā double vidēśhī hō̃ kyōṅki abhī result out tō huī nahī̃ hai .

94BapDada is giving everyone a chance, whether they are Bharatwasis or double foreigners, because, as yet, the result has not been out.

88Kabhī achchhē-achchhē result out K|kē pahlē hī out hō jātē haĩ , tō yah jagah mil jāyēgī nā isliē jō bhī lēnē chāhō , abhī chance hai .

95Sometimes, good ones come out before the result is out, and so you can take their places, can you not? 96This is why you still have a chance for whatever you want to take.

89Phir board lagā dētē haĩ nā ki abhī jagah nahī̃ hai .

97There will then be a board put up, saying, "There is no place.

90Yah seat full hō jāyēṅgī , isliē khūb uṛō .

98All seats are full." 99So, fly very high.

91Dauṛō nahī̃ lēkin uṛō .

100Don't run, fly.

92Dauṛnē vālē tō nīchē rah jāyēṅgē , uṛnē vālē uṛ jāyēṅgē , uṛtē chalō aur uṛātē chalō .

101Those who run will be left down below, whereas the ones who fly will go high. 102So, keep flying and inspire others to fly.

93Achchhā  !

103Achcha.

94Chārō̃ ōr K|kē sarv śhrēṣhṭh takdīr key|kī śhrēṣhṭh taṣhwīr svarūp mahān ātmāō̃ kō , sadā svayã kō viśhva K|kē ādhārmūrt anubhav karnē vālī ātmāō̃ kō , sadā apnē kō prāpti svarūp anubhūtiyō̃ dvārā aurō̃ kō bhī prāpti svarūp anubhav karānē vālī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sadā bāp K|kē snēh aur sahyōg K|kē padmaguṇā adhikār prāpt karnē vālī pūjya brāhmaṇ sō dēv ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .

104To all the great souls in all four directions who are the elevated picture of elevated fortune, to the souls who constantly experience themselves to be images of support for the world, to the elevated souls who constantly, through their own experience of being embodiments of attainment, give others the experience of being embodiments of attainment, to the worthy of worship Brahmins who are to become deity souls and who have a right to claim multi-million-fold love and co-operation from the Father, BapDada’s love, remembrance and namaste.

95Personal mulākāt

105Personal group meeting:

96Bāp kā hāth sadā mastak par hai hī - aisā anubhav kartē hō  ?

106Do you have the experience of the Father’s hand being constantly over your head?

97Śhrēṣhṭh mat hī śhrēṣhṭh hāth hai .

107Elevated directions are the elevated hand.

98Tō jahā̃ her|har kadam mē̃ bāp kā hāth arthāt śhrēṣhṭh mat hai , vahā̃ śhrēṣhṭh mat sē śhrēṣhṭh kārya svataḥ hī hōtā hai .

108So, when you have the Father’s hand at every step, that is, when you have elevated directions, then, because of those elevated directions, elevated tasks automatically take place.

99Sadā hāth key|kī smr̥iti sē samarth ban āgē baṛhātē chalō .

109By having the constant awareness of the hand, become powerful and continue to move forward.

100Bāp kā hāth sadā hī āgē baṛhānē kā anubhav sahaj karātā hai isliē is śhrēṣhṭh bhāgya kō her|har kārya mē̃ smr̥iti mē̃ rakh āgē baṛhtē rahō .

110The Father’s hand constantly and easily gives you the experience of moving forward. 111Therefore, keep the awareness of this elevated fortune with you in every task and continue to move forward.

101Sadā hāth hai , sadā jīt hai .

112You constantly have the hand, and you have constant victory.

102Praśhna  : sahajyōgī sadā rahē̃ , uskī sahaj vidhi kaun see|sī|C hai  ?

113Question: What is the easy way to be a constantly easy yogi?

103Uttar  : bāp hī saṅsār hai - is smr̥iti mē̃ rahō tō sahajyōgī ban jāyēṅgē kyōṅki sārā din saṅsār mē̃ hī buddhi jātī hai .

114Answer: “The Father is my world.” 115Have this awareness and you will become an easy yogi, because, throughout the day, your intellect is pulled to the world.

104Jab bāp hī saṅsār hai tō buddhi kahā̃ jāyēgī  ?

116When the Father is your world, where would your intellect go?

105Saṅsār mē̃ hī jāēgī nā , jaṅgal mē̃ tō nahī̃ jāēgī .

117It will go to the world, it would not go into the jungle.

106Tō jab bāp hī saṅsār hō gayā tō sahajyōgī ban jāyēṅgē .

118So, since the Father is your world, you will become an easy yogi.

107Nahī̃ tō mēhnat karnī paḍēgī - yahā̃ sē buddhi haṭāō , vahā̃ sē juṛāō .

119Otherwise, you have to make effort to remove your intellect from here and connect it there.

108Sadā bāp K|kē snēh mē̃ samāē rahō tō vah bhūl nahī̃ saktā .

120Always stay merged in the Father’s love and He cannot then be forgotten.

109Achchhā  !

121Achcha.

110Avyakt bāpdādā sē double vidēśhī bhāī bahinō̃ key|kī mulākāt

122Avyakt BapDada meeting double-foreign brothers and sisters.

111Double vidēśhiyō̃ mē̃ sēvā kā umaṅg achchhā hai , isliē vr̥iddhi bhī achchhī kar rahē hō .

123Double foreigners have very good enthusiasm for doing service and this is why you are progressing well.

112Vidēś-sēvā mē̃ 14 varṣh mē̃ vr̥iddhi achchhī kī hai .

124The foreign lands have progressed well in service in 14 years.

113Laukik aur alaukik - double kārya kartē āgē baṛh rahē haĩ .

125You are moving forward while doing double work – lokik and alokik.

114Double kārya mē̃ samay bhī lagātē hō aur buddhi key|kī , śharīr key|kī śhakti bhī lagātē hō .

126You use your time for the double work and also use your intellect and physical energy.

115Yah bhī buddhi key|kī kamāl hai .

127This is also a wonder of the intellect.

116Laukik kārya kartē sēvā mē̃ āgē baṛhnā - yah bhī himmat kā kām hai .

128To move forward in doing service while doing your lokik work is an act of courage.

117Aisē himmat vālē bachchō̃ kā bāpdādā sadā her|har kārya mē̃ madadgār hai .

129BapDada always helps such courageous children in every task.

118Jitnā himmat utnā padamguṇā bāp madadgār hai hī .

130The more courage you have, you accordingly receive multi-million-fold help from the Father.

119Lēkin dōnō̃ part bajātē unnati kō prāpt kar rahē hō - yah dēkh bāpdādā sadā bachchō̃ par harṣhit hōtē haĩ .

131However, you are progressing well while playing both your parts. 132BapDada is pleased to see this in the children.

120Māyā sē tō mukt hō nā  ?

133You are free from Maya, are you not?

121Jab yōgyukt haĩ tō svataḥ hī māyā sē mukt haĩ .

134When you are yogyukt, you are automatically free from Maya.

122Yōgyukt nahī̃ tō māyā sē mukt bhī nahī̃ .

135If you are not yogyukt, you are not free from Maya.

123Māyā kō bhī brāhmaṇ ātmāyē̃ pyārī lagtī haĩ .

136Maya, too, loves Brahmin souls.

124Jō pahalvān hōtā hai , unkō pahalvān sē hī majā ātā hai .

137Those who are strong enjoy themselves with others who are strong.

125Māyā bhī śhaktiśhālī hai .

138Maya is powerful.

126Āp bhī sarvśhaktivān hō , tō māyā kō sarvśhaktivān kē sāth khēl karnā achchhā lagtā hai .

139You, too, are powerful and so Maya enjoys playing with those who are powerful.

127Ab tō jān gayē hō nā māyā kō achchhī tarah sē ki kabhī-kabhī nayē rūp sē ā jātī hai .

140You now know Maya very well and how she sometimes comes in new forms.

128Knowledgeful kā arth|earth hī hai bāp kō bhī jānnā , rachnā kō bhī jānnā aur māyā kō bhī jānnā .

141Knowledge-full means to know the Father, the creation and also Maya.

129Agar rachayitā aur rachnā kō jān liyā aur māyā kō nahī̃ jānā tō knowledgeful nahī̃ ṭhaharē .

142If you know the Creator and the creation but you don’t know Maya, you cannot be knowledge-full.

130Kabhī bhī kisī bhī bāt mē̃ chāhē tan kamjōr bhī hō yā kārya kā jyādā bōjh bhī hō lēkin man sē kabhī bhī thaknā nahī̃ .

143At any time, in any situation, even if your body is weak or there is a greater burden in your task, never get tired in your mind.

131Tan key|kī thakāvaṭ man K|kē khuśhī sē samāpt hō jātī hai .

144Tiredness of the body can be finished with happiness of the mind.

132Lēkin man key|kī thakāvaṭ śharīr key|kī thakāvaṭ kō bhī baṛhā dētī hai .

145However, tiredness of the mind will even increase tiredness of the body.

133Man kabhī thaknā nahī̃ chāhiē .

146Never let your mind get tired.

134Jab thak jāō tō second mē̃ bāp K|kē vatan mē̃ ā jāō .

147When you get tired, then come to the Father’s world in a second.

135Agar man kō thakānē K|kē ādi hōṅgē tō brāhmaṇ jīvan K|kē umaṅg-utsāh kā jō anubhav hōnā chāhiē , vah nahī̃ hōgā .

148If you are used to your mind getting tired, then you won’t be able to experience the zeal and enthusiasm of Brahmin life that you should.

136Chal tō rahē haĩ lēkin chalānē vālā chalā rahā hai - aisē anubhav nahī̃ hōgā .

149You are moving along, but you won’t experience the One who is moving everyone, making you move.

137Mēhnat sē chal rahē haĩ tō jab mēhnat anubhav hōgī tō thakāvaṭ bhī hōgī .

150It will be as though you are moving along with a lot of hard work, and when you experience something to be hard work, there will be tiredness.

138Isliē hamēśhā samjhō - ' karāvanhār karā rahā hai , chalānē vālā chalā rahā hai .

151So, always think: “Karavanhar is making me act, the One who is making everyone move is making me move.”

139Samay , śhakti - dōnō̃ K|kē pramāṇ sēvā kartē chalō .

152Continue to do service according to both your time and energy.

140Sēvā kabhī rah nahī̃ saktī , āj nahī̃ tō kal hōnī hī hai .

153Service can never wait - if not today, then tomorrow, it will happen.

141Agar sachchē dil sē , dil K|kē snēh sē jitnī sēvā kar saktē hō utnī kartē hō tō bāpdādā kabhī ulhanā nahī̃ dēgē ki itnā kām kiyā , itnā nahī̃ kiyā .

154If you are serving as much as you can with your heart and with love in your heart, BapDada would never complain that you did this much but you didn’t do that much.

142Śhābās milēgī .

155You will receive a “Well done!”

143Samay pramāṇ , śhakti pramāṇ sachchī dil sē sēvā kartē hō tō sachchē dil par sāhēb rājī haĩ . 144Jō āpkā kārya rah bhī jāyēgā tō bāp kahā̃ na kahā̃ sē pūrā karāyēgā .

156When you serve according to the time and your energy with a true heart, then the Lord is pleased with an honest heart, and whatever task of yours still remains, BapDada will somehow enable that to be done.

145Jō sēvā jis samay mē̃ hōnī hai vah hōkar hī rahēgī , rah nahī̃ saktī .

157Whatever service has to be done at a particular time, it will definitely be done, it will not be left out.

146Kisī na kisī ātmā kō touch kar bāpdādā apnē bachchō̃ K|kē sahyōgī banāyēṅgē .

158BapDada will touch one soul or other and make that soul co-operative with His children.

147Yōgī bachchō̃ kō sab prakār kā sahyōg samay par miltā hī hai . 148Lēkin kiskō milēgā  ?

159Yogi children receive all types of co-operation at the appropriate time, but who will receive co-operation?

149Sachchē dil vālē sachchē sēvādhārī kō .

160The truly serviceable ones with true hearts.

150Tō sabhī sachchē sēvādhārī bachchē hō  ?

161So, are all of you children serviceable?

151Sāhēb rāzī hai hamārē ūpar - aisā anubhav kartē hō nā .

162The Lord is pleased with us: you experience this, do you not?

152Achchhā  !

163Achcha.

Blessing

153Vardān  : ēk bāp K|kē lav|love mē̃ lavlīn rah sadā chaṛhtī kalā kā anubhav karnē vālē saphaltāmūrt bhav

164Blessing: May you remain merged in love for the one Father, constantly experiencing the stage of ascent and become an embodiment of success.

154Sēvā mē̃ vā svayã key|kī chaṛhtī kalā mē̃ saphaltā kā mukhya ādhār hai - ēk bāp sē aṭūṭ pyār .

165 The main basis of success in service and your stage of ascent is to have unbroken love for the Father.

155Bāp K|kē sivāē aur kuchh dikhāī na dē . 156Saṅkalp mē̃ bhī bābā , bōl mē̃ bhī bābā , karma mē̃ bhī bāp kā sāth .

166Do not let yourself see anything except the one Father: Baba in your thoughts, Baba in your words and Baba’s company in your actions too.

157Aisī lavlīn ātmā ēk śhabda bhī bōltī hai tō uskē snēh K|kē bōl dūsrī ātmā kō bhī snēh mē̃ bāndh dētē haĩ .

167When a soul merged in love says even one word, then the words of love tie other souls in the bond of love too.

158Aisī lavlīn ātmā kā ēk bābā śhabda hī jādū kā kām kartā hai .

168The one word “Baba” from such souls merged in love works like magic.

159Vah rūhānī jādūgar ban jātī hai .

169They become spiritual magicians.

Slogan

160Slōgan  : yōgī tū ātmā vah hai jō antarmukhī ban light might rūp mē̃ sthit rahtā hai .

170Slogan: A yogi soul is one who is introverted and stable in the form of light and might.

171*** Om Shanti ***