शुक्रवार 10 सितंबर 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
010-09-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 10/09/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum rūhānī bāp sē naī-naī rūhānī bātē̃ sun rahē hō , tum jāntē hō jaisē ham ātmāyē̃ apnā rūp badalkar āyē haĩ , vaisē bāp bhī āyē haĩ ' '
1Essence: Sweet children, you are listening to new spiritual things from the spiritual Father. 2You know that just as you souls have come here having changed your forms, so the Father has also come in the same way.
Question
2Praśhna : chhōṭē-chhōṭē bachchē bāp key|kī samjhānī par achchhī rīti dhyān dē̃ , tō kaun sā title lē saktē haĩ ?
3Question: What title can the little children claim if they pay great attention to the explanations that the Father gives?
Answer
3Uttar : spiritual leader kā . 4Chhōṭē bachchē agar kōī himmat kā kām karkē dikhāyē̃ , bāp sē jō suntē haĩ us par dhyān dē̃ aur dūsrō̃ kō samjhāyē̃ tō unhē̃ sab bahut pyār karē̃gē .
4Answer: That of spiritual leader. 5If the little children do something courageous and pay attention to the things that the Father says and they explain them to others, everyone will give them a lot of love.
5Bāp kā nām bhī bālā hō jāyēgā .
6The Father's name will also be glorified.
Song
6Gīt : chhōṛ bhī dē ākāśh siṃhāsan …
7Song: Leave your throne of the sky and come down to earth.
Murli
7Ōm śhānti .
8Om shanti.
8Bachchō̃ nē bulāyā , bāp nē respond kiyā - practical mē̃ bachchē kyā kahtē haĩ ki bābā āp phir sē rāvaṇ rājya mē̃ ā jāō .
9The children called out and the Father responded. 10What do you children say practically? 11Baba, come once again into the kingdom of Ravan.
9Akṣhar bhī hai nā - phir sē māyā kā parchhāyā paṛā hai .
12There is also the expression: The shadow of Maya is cast once again.
10Māyā kahā jātā hai rāvaṇ kō .
13Ravan is called Maya.
11Tō pukārtē haĩ - rāvaṇ rājya ā gayā hai isliē ab phir sē ā jāō .
14This is why they cry out: ‘It has now become the kingdom of Ravan.
12Rāvaṇ K|kē rājya mē̃ yahā̃ bahut duḥkh hai .
15So, come here once again!’ There is a lot of sorrow here in the kingdom of Ravan.
13Ham bahut duḥkhī , pāp-ātmā ban paṛē haĩ .
16We have become very unhappy, sinful souls.
14Abhī bāp practical mē̃ hai .
17The Father is here in a practical way.
15Bachchē jāntē haĩ phir sē vahī mahābhārat laṛāī bhī khaṛī hai .
18You children know that that same Mahabharat War is once again here.
16Bāp gyān aur rājyōg sikhlā rahē haĩ .
19The Father is teaching knowledge and Raja Yoga.
17Bulātē bhī hai hē nirākār parampitā paramātmā , nirākār sē ākar sākārī rūp lō|low , rūp badalō .
20People call out: O incorporeal Supreme Father, Supreme Soul, come from the incorporeal world and take a corporeal form!
18Bāp samjhātē haĩ tum bhī vahā̃ K|kē rahnē vālē hō - brahm mahatatva vā nirākārī duniyā mē̃ .
21Change Your form! 22The Father explains that you too are residents of the place that is the great element of brahm or the incorporeal world.
19Tumnē bhī rūp badalā hai .
23You have also changed your forms.
20Yah kōī nahī̃ jāntē haĩ .
24No one knows this.
21Jō ātmā nirākār hai , vahī ākar sākār śharīr dhāraṇ kartī hai .
25An incorporeal soul comes and takes a corporeal body.
22Vah hai nirākārī world .
26That is the incorporeal world.
23Yah hai sākārī duniyā aur vah hai subtle world ( ākārī duniyā ) .
27This is the corporeal world and the other is the subtle world; that is separate.
24Vah alag hai . 25Tumhārī buddhi mē̃ hai ham śhāntidhām vā nirvāṇdhām sē ātē haĩ .
28It is in your intellects that you come here from the land of silence, the land beyond sound.
26Bāp kō jab pahlē-pahlē naī rachnā rachnī hōtī hai tō sūkṣhmavatan kō hī rachē̃gē .
29When the Father has to create the new creation, he first creates the subtle region.
27Sūkṣhmavatan mē̃ abhī tum jā saktē hō phir kabhī jānē kā nahī̃ hōtā .
30It is only now that you go to the subtle region: you will not go there again.
28Pahlē-pahlē tum via sūkṣhmavatan sē nahī̃ ātē hō .
31When you first come down, you don't come via the subtle region.
29Sīdhē ātē hō .
32You come here directly.
30Abhī tum sūkṣhmavatan mē̃ ā-jā saktē hō .
33You can now go to the subtle region and come back.
31Paidal ādi jānē key|kī bāt nahī̃ hai .
34It is not a question of going and coming by foot.
32Yah sākṣhātkār hōtā hai , tum bachchō̃ kō .
35It is you children who have visions.
33Mūlvatan kā bhī sākṣhātkār hō saktā hai , parantu jā nahī̃ saktē .
36You can also have visions of the incorporeal world, but you cannot go there.
34Baikuṇṭh kā bhī sākṣhātkār hō saktā hai , jā nahī̃ saktē haĩ . 35Jab tak sampūrṇ pavitra nahī̃ banē haĩ .
37You can also have visions of Vaikunth (paradise), but you cannot go there until you become completely pure.
36Tum aisē nahī̃ kah saktē ki ham sūkṣhmavatan mē̃ jā saktē haĩ .
38You cannot say that you can go to the subtle region.
37Tum sākṣhātkār kar saktē hō .
39You can have visions of it.
38Śhivbābā aur dādā aur tum bachchē hō .
40There are Shiv Baba, Dada and you children.
39Tum bachchē kaisē naī-naī rūhānī bātē̃ suntē hō .
41Look how you children are listening to new spiritual things!
40Yah bātē̃ duniyā mē̃ kōī nahī̃ jāntē .
42No one in the world knows these things.
41Bhal kahtē haĩ incorporeal world parantu yah patā nahī̃ hai ki vah kaisī hōtī hai .
43Although they speak of the incorporeal world, they don’t know what it is like.
42Pahlē tō ātmā kō hī nahī̃ jāntē tō nirākārī duniyā kō phir kyā jānē̃gē !
44First of all, they don't know about souls, so how could they know the incorporeal world?
43Bāp pahlē-pahlē ākar ātmā kā realisation karātē haĩ .
45The Father comes and first of all gives you the realisation of souls.
44Tum ātmā hō phir rūp badalā hai arthāt nirākār sē sākār mē̃ āyē hō .
46You are souls; you have changed your form, that is, you have come from the incorporeal into the corporeal.
45Abhī tum samajhtē hō hamārī ātmā 84 janm kaisē bhōgtī hai .
47You souls now understand how you experience 84 births.
46Vah sārā part ātmā mē̃ record muāphik bharā huā hai .
48You souls are filled with all of those parts like a record.
47Pahlē yah bātē̃ sunātē thē .
49He told you all of these things previously.
48Bāp kahtē haĩ - abhī tumkō guhya ramaṇīk bātē̃ sunātā hū̃ .
50The Father says: I now tell you deep, entertaining things.
49Jō tum āgē nahī̃ jāntē thē , vah abhī jāntē hō .
51You now know what you previously didn't know.
50Naī-naī points buddhi mē̃ ātī-jātī haĩ isliē dūsrō̃ kō bhī jhaṭ samjhā saktē hō .
52New points enter your intellects and this is why you are quickly able to explain to others.
51Din-pratidin yah brāhmaṇō̃ kā jhāṛ baṛhtā jātā hai .
53The tree of Brahmins continues to grow day by day.
52Yahī phir daivī jhāṛ bannā hai , brāhmaṇ hī vr̥iddhi kō pāyēṅgē .
54It will then become the deity tree.
53Dēkhnē mē̃ kaisē chhōṭē ātē haĩ .
55The number of Brahmins will grow.
54Jaisē world K|kē nakśhē mē̃ india dēkhtē haĩ tō kitnī chhōṭī dikhāī paṛtī hai .
56It is very small to look at, just as when you look at India on the world map, it appears to be so small.
55Vāstav mē̃ india hai kitnī baṛī .
57In fact, India is very large.
56Vaisē hī gyān kē liē kahā jātā hai - manmanābhav arthāt alpha kō yād karō .
58In the same way, it is said for knowledge: “Manmanabhav”, that is, remember Alpha.
57Bīj kitnā chhōṭā hōtā hai . 58Jhāṛ kitnā baṛā nikaltā hai .
59The seed is so tiny and the tree that grows from it is so big.
59Tō yah brāhmaṇ kul bhī chhōṭā hai , vr̥iddhi kō pātā jātā hai .
60This Brahmin clan is also small and it will continue to grow.
60Tumhārī buddhi mē̃ hai ki ham is samay brāhmaṇ haĩ phir dēvtā banē̃gē .
61It is in your intellects that you are Brahmins at this time and that you will then become deities.
6184 janmō̃ key|kī sīṛhī tō bahut achchhī hai .
62The picture of the ladder of 84 births is very good.
62Bachchē samjhā saktē haĩ jō 84 janma lētē haĩ vahī ākar samajhtē haĩ phir kōī 84 , kōī 80 bhī lētē hōṅgē .
63You children can explain that those who take 84 births are the ones who come and understand this. 64Some take 84 births and others take 80 births.
63Yah tō samajhtē haĩ ham is daivī kul K|kē haĩ .
65You at least understand that you belong to this deity clan.
64Ham sūryavanśhī gharānē K|kē banē̃gē .
66You will belong to the sun-dynasty clan.
65Agar nā-pass hōṅgē tō phir dērī sē āyēṅgē .
67If you fail, you come later.
66Sabhī ikaṭṭhē tō nahī̃ āyēṅgē .
68Not everyone will come together.
67Bhal bahut gyān lētē rahtē haĩ parantu ikaṭṭhē tō nahī̃ āyēṅgē nā .
69Although many take this knowledge, everyone will not come down together.
68Jāyēṅgē ikaṭṭhē , āyēṅgē thōṛē-thōṛē yah tō samajh key|kī bāt hai nā .
70They will go back together and come down a few at a time. 71This is something to be understood.
69Sab kaisē ikaṭṭhē 84 janma lē̃gē .
72How could everyone take 84 births at the same time?
70Bāp kō bulātē hī haĩ , bābā phir sē ākar gītā kā gyān sunāō .
73You call out to the Father to come and tell you the knowledge of the Gita once again.
71Tō siddha hōtā hai , jab mahābhārat laṛāī hōtī hai , us samay hī ākar gītā kā gyān sunātē haĩ .
74This shows that He comes and speaks the knowledge of the Gita when the Mahabharat War is to take place.
72Unkō hī rājyōg kahā jātā hai .
75This is called Raja Yoga.
73Abhī tum rājyōg sīkh rahē hō .
76You are now studying Raja Yoga.
74Kalp-kalp , 5 hajār varṣh bād bābā hamkō ākar gyān dētē haĩ .
77Baba comes every cycle and gives us knowledge every 5000 years.
75Satya nārāyaṇ kī kathā suntē haĩ nā .
78We listen to the story of the true Narayan, do we not?
76Yah kahā̃ sē āyē , phir kahā̃ gayē !
79Where did they come from and where did they go?
77Jāntē nahī̃ haĩ .
80No one knows this.
78Bāp samjhātē haĩ bachchē yah rāvaṇ key|kī parchhāyā jō paṛī hai , ab drama anusār rāvaṇrājya khatm hōnā hai .
81The Father explains: Children, the shadow of Ravan is cast over you. 82Now, according to the drama, the kingdom of Ravan has to end.
79Satyug mē̃ hai rāmrājya aur is samay hai rāvaṇrājya .
83In the golden age there is the kingdom of Rama, whereas at this time it is the kingdom of Ravan.
80Abhī tum samajhtē hō hamārē mē̃ jō gyān āyā hai vah is duniyā mē̃ kiskō hai nahī̃ .
84You understand that no one else in the world has the knowledge that you now have.
81Hamārī yah naī paṛhāī hai , naī duniyā kē liē .
85This is our new study for the new world.
82Gītā mē̃ kr̥iṣhṇa kā nām likhā hai , vah tō purānī bāt huī nā .
86They have written the name of Krishna in the Gita, but that is an old matter.
83Tum abhī naī bātē̃ sun rahē hō .
87You are now listening to new things.
84Kahē̃gē yah tō kabhī nahī̃ sunā , śhiv bhagvānuvāch ham tō kr̥iṣhṇa bhagvānuvāch suntē āyē thē .
88They say that they have never heard it said before that God Shiva speaks. 89They have always been hearing it said: God Krishna speaks.
85Tum naī duniyā kē liē everything new suntē hō .
90You hear everything new for the new world.
86Yah sab jāntē haĩ ki bhārat prāchīn hai .
91All of you know that Bharat is ancient.
87Parantu kab thā , in lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya kaisē chalā , inhōnnē kaisē rājya pāyā phir kahā̃ chalā gayā , yah kiskī bhī buddhi mē̃ nahī̃ ātā .
92However, when was that and how did the kingdom of Lakshmi and Narayan continue? 93How did they claim their kingdom and where did it then go? 94None of this enters their intellects.
88Kyā huā jō inhō̃ kā rājya khatm hō gayā .
95What happened that their kingdom came to an end? 96Who gained victory?
89Kisnē jīt pāī , kuchh bhī samajhtē nahī̃ vō lōg tō satyug kō lākhō̃ varṣh dē dētē haĩ , yah hō nahī̃ saktā ki lakṣhmī-nārāyaṇ nē lākhō̃ varṣh rājya kiyā hōgā .
97They don't understand anything. 98They say that the golden age lasts for hundreds of thousands of years. 99It is impossible for Lakshmi and Narayan to rule a kingdom for hundreds of thousands of years.
90Phir tō sūryavanśhī rājāyē̃ ḍhēr hō̃ .
100In that case, there would be many sun-dynasty kings.
91Kiskā bhī tō nām hai nahī̃ .
101No name is mentioned of any of them.
921250 varṣh kā kiskō patā nahī̃ hai phir lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya kahā̃ tak chalā , yah bhī kiskō patā nahī̃ tō phir lākhō̃ varṣh kā patā kiskō kaisē paṛ saktā .
102No one knows about the 1250 years or for how long the kingdom of Lakshmi and Narayan continued. 103No one knows this, and so how could anyone know anything of hundreds of thousands of years?
93Kiskī bhī buddhi kām nahī̃ kartī .
104No one's intellect works.
94Abhī tum chhōṭē-chhōṭē jhaṭ samjhā saktē hō .
105You little ones can quickly explain.
95Yah hai bahut sahaj .
106This is very easy.
96Bhārat key|kī kahānī hai , sārī story|storey hai .
107This whole story is based on Bharat.
97Satyug trētā mē̃ bhī bhāratvāsī rājāyē̃ thē .
108The people of Bharat were kings in the golden and silver ages.
98Alag-alag chitra bhī haĩ .
109There are the different images.
99Yahā̃ tō hajārō̃ varṣh kah dētē haĩ , bāp kahtē haĩ - yah hai hī 5 hajār varṣh key|kī kahānī . 100Āj sē 5 hajār varṣh pahlē lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā , dynasty thī phir punarjanma lēnā paṛē .
110It was 5000 years ago, but they speak of hundreds of thousands of years. 111The Father says: This story is of 5000 years: it became the kingdom of Lakshmi and Narayan 5000 years ago. 112There was their dynasty and they then had to take rebirth.
101Chhōṭī-chhōṭī bachchiyā̃ itnā thōṛā bhī baiṭh samjhāyē̃ tō samajhē̃gē yah tō bahut achchhī knowledge paṛhī huī haĩ .
113When you little girls just explain this much, people will think that you have studied this knowledge very well.
102Yah spiritual knowledge sivāē spiritual father aur kōī kē pās hai nahī̃ .
114No one, apart from the spiritual Father, has this spiritual knowledge.
103Tum kahē̃gē hamkō bhī spiritual father nē ākar batāyā hai .
115You would say that the spiritual Father has come and given you this knowledge.
104Ātmā śharīr dvārā suntī hai .
116Souls listen through their bodies.
105Ātmā hī kahēgī ki ham phalānā bantē haĩ .
117A soul says: I am becoming so-and-so.
106Self kō manuṣhya realise nahī̃ kartē haĩ .
118Human beings don't realise the self.
107Hamkō bāp nē realise karāyā hai .
119The Father has made us realise ourselves.
108Ham ātmā 84 janm pūrē lētē haĩ .
120I, the soul, take the full 84 births.
109Aisī-aisī bātē̃ baiṭh samjhāyē̃ tō kahē̃gē inkō tō bahut achchhī knowledge hai .
121When you sit and explain such things, they will think that you have very good knowledge.
110God knowledgeful hai nā .
122God is full of knowledge.
111Gātē bhī haĩ god is knowledgeful , blissful , liberator , guide parantu kahā̃ lē jānē vālā hai , yah kōī nahī̃ jāntē haĩ .
123They sing: God is knowledge-full, blissful, the Liberator and the Guide, but no one knows where He is going to take us.
112Yah bachchē samjhā saktē haĩ .
124You children can explain this.
113Spiritual father knowledgeful hai , iskō blissful kahā jātā hai .
125The spiritual Father is knowledge-full. 126He is also called the Blissful One.
114Liberate tab ākar kartē haĩ jab manuṣhya bahut duḥkhī hōtē haĩ .
127When people are unhappy He comes and liberates them.
115Ēk rāvaṇ kā rājya hōtā hai .
128There is one kingdom of Ravan.
116Heavenly god father kahā jātā hai .
129It is said: Heavenly God, the Father.
117Hell kō rāvaṇrājya kahā jātā hai .
130The kingdom of Ravan is called hell.
118Yah knowledge kiskō baiṭh sunāō , jhaṭ kahē̃gē yah sabkō chalkar sunāō .
131When you sit and explain this knowledge to people, they will quickly tell you to go and tell it to others.
119Parantu dhārṇā bahut achchhī chāhiē .
132However, you have to imbibe this very well.
120Pradarśhanī K|kē chitrō̃ key|kī magazine bhī hai aur bhī samajhē̃gē tō is par bahut service kar saktē haĩ .
133There is a magazine with the exhibition pictures inside it. 134Understand these pictures well and a great deal of service can then be done through them.
121Yah bachchī bhī ( jayantī bahan ) London mē̃ vahā̃ apnī teacher kō samjhā saktī hai .
135This child (Jayantiben) can go to London and explain to her teacher.
122Vahā̃ London mē̃ yah service kar saktē haĩ .
136You can also go and do this service in London.
123Duniyā mē̃ ṭhagī bahut hai nā .
137There is a lot of cheating in the world.
124Rāvaṇ nē ēkdam sabkō ṭhag banā diyā hai .
138Ravan has made everyone into cheats.
125Bachchē sārē world key|kī history-geography samjhā saktē haĩ .
139Children can explain the history and geography of the whole world.
126Lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya kitnā samay chalā phir phalānē saṃvat sē islāmī , bauddhī , kriściyan ātē haĩ .
140For how long did the kingdom of Lakshmi and Narayan continue? 141Then, from such-and-such a year, there were the eras of those of Islam, the Buddhists and the Christians.
127Vr̥iddhi hōtē-hōtē variety dharmō kā jhāṛ kitnā baṛā hō jātā hai .
142The tree of the variety of religions has grown and become so large.
128Ādhākalp bād aur dharm ātē haĩ .
143Other religions come after half the cycle.
129Aisī-aisī bātē̃ yah baiṭh sunāyē tō sunnē vālē inkō kahē̃gē yah tō spiritual leader hai , inmē̃ spiritual knowledge hai .
144When she (Jayantiben) relates such things, they will say that she is a spiritual leader and that she has spiritual knowledge.
130Yah phir kahē̃gī - yah knowledge tō india mē̃ mil rahī hai .
145She would then say: This knowledge is given in India.
131Spiritual god father dē rahē haĩ .
146Spiritual God, the Father, is giving it.
132Vah hai bījrūp .
147He is the Seed.
133Yah ulṭā jhāṛ hai .
148This is an inverted tree.
134Bīj hai knowledgeful .
149The Seed is knowledge-full.
135Bīj kō jhāṛ key|kī knowledge hōgī nā .
150A seed would have the knowledge of its tree.
136Yah variety religion kā jhāṛ hai .
151This is the tree of the variety of religions.
137Bhārat kā deity religion inkō kahā jātā hai .
152This is called the deity religion of Bharat.
138Pahlē lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya , phir hōtā hai rām-sītā kā rājya .
153First there is the kingdom of Lakshmi and Narayan and then there is the kingdom of Rama and Sita.
139Ādhākalp yah chaltā hai phir bād mē̃ ātē haĩ islāmī . . . jhāṛ vr̥iddhi kō pātā rahtā hai .
154They continue for half the cycle and then those of Islam come; the tree continues to grow.
140Aisē jākar yah bachchī bhāṣhaṇ karē aur samjhāyē ki yah vr̥ikṣha kaisē emerge hōtā hai .
155This child should go and give lectures and explain how the tree emerges.
141Yah sr̥iṣhṭi chakra kaisē phirtā hai , ham samjhā saktē haĩ .
156We can explain how the world cycle turns.
142Vilāyat mē̃ tō aur kōī hai nahī̃ .
157There isn't anyone else abroad to do this.
143Yah bachchī jākar samjhāyē ki abhī iron age kā ant hai , golden age ānē vālā hai tō vē|way lōg bahut khuśh hōṅgē .
158This child should go and explain that it is now the end of the iron age and that the golden age is about to come and they will become very happy.
144Bābā yukti batlātē rahtē haĩ , is par dhyān dēnā chāhiē .
159Baba shows you methods, so pay attention to them.
145Chhōṭē bachchō̃ kō mān bahut milē .
160Little children receive a lot of respect.
146Chhōṭā kōī himmat kā kām kartē haĩ tō unkō bahut pyār kartē haĩ .
161When little children do something courageous, they receive love from many.
147Bāp kō yah hōtā hai ki aisē-aisē bachchē ismē̃ attention dē̃ tō spiritual leader ban jāyē̃ .
162The Father feels that if you little children pay attention to these things, you can become spiritual leaders.
148Spiritual god father hī baiṭh knowledge dētē haĩ .
163Only the spiritual Godfather sits and gives you this knowledge.
149Kr̥iṣhṇa kō god father kahnā bhūl hai .
164It is a mistake to call Krishna, God the Father.
150God tō hai nirākār .
165God is incorporeal.
151Ham sab ātmāyē̃ brothers haĩ , vah bāp hai .
166All of us souls are brothers and He is the Father.
152Sab iron age mē̃ jab duḥkhī hōtē haĩ tab bāp ātē haĩ .
167When everyone in the iron age is unhappy, the Father comes.
153Jab phir iron age hōtā hai tō bāp kō golden age sthāpan karnē ānā hōtā hai .
168When it is the iron age again the Father has to come to establish the golden age.
154Bhārat prāchīn sukhdhām thā , heaven thā .
169Ancient Bharat was the land of happiness.
155Bahut thōṛē manuṣhya thē .
170It was heaven and there were very few people.
156Bākī itnī sab ātmāyē̃ kahā̃ thī .
171So, where were all the rest of the souls?
157Śhāntidhām mē̃ thī nā .
172They were in the land of peace.
158Tō aisē samjhānā chāhiē .
173You should explain in this way.
159Ismē̃ ḍarnē key|kī bāt nahī̃ , yah tō kahānī hai .
174There is nothing to be afraid about in this.
160Kahānī khuśhī sē batāī jātī hai .
175This is just a story.
161World key|kī history-geography kaisē repeat hōtī hai , unkō kahānī bhī kah saktē haĩ .
176A story is told with happiness. 177How the history and geography of the world repeat is also a story.
162Knowledge bhī kah saktē haĩ .
178You can also call it knowledge.
163Tumkō tō yah pakkī yād hōnī chāhiē .
179You should remember this very firmly.
164Bāp kahtē haĩ - mērī ātmā mē̃ sārē jhāṛ kā gyān hai jō maĩ repeat kartā hū̃ .
180The Father says: I, this soul, have the knowledge of the whole tree which I repeat to you.
165Knowledgeful bāp bachchō̃ kō knowledge dē rahē haĩ .
181The knowledge-full Father is giving knowledge to you children.
166Yah jākar knowledge dē̃gī tō kahē̃gē āp aurō̃ kō bhī bulāō .
182When this child goes and gives this knowledge to them, they will say: Also call others.
167Bōlō hā̃ bulā saktē haĩ kyōṅki vō lōg jānnā chāhtē haĩ ki bhārat kā prāchīn rājyōg kyā thā !
183Tell them: ‘Yes, I can call them’, because people want to know about the ancient Raja Yoga of Bharat through which Bharat became heaven.
168Jissē bhārat heaven banā - vah kōī samjhāyē .
184Someone should go and explain that.
169Ab sannyāsī kyā sunāyēṅgē ?
185What can the sannyasis say?
170Spiritual gyān sirph gītā mē̃ hai .
186That spiritual knowledge is only in the Gita.
171Tō vah jākar gītā hī sunātē haĩ .
187So, they go and only relate the Gita.
172Gītā kitnī paṛhtē haĩ , kaṇṭha kartē rahtē haĩ .
188So many people read the Gita and learn it by heart.
173Kyā yah spiritual knowledge hai ?
189Is that spiritual knowledge?
174Yah tō banāī hai manuṣhya K|kē nām par .
190That knowledge is based on a human being.
175Spiritual knowledge tō manuṣhya dē na sakē̃ .
191Human beings cannot give spiritual knowledge.
176Tum abhī fark samajhtē hō - us gītā mē̃ aur jō bābā sunātē haĩ usmē̃ rāt-din kā phark hai .
192You now understand that there is the difference of day and night between that Gita and the knowledge that Baba tells you.
177Diyā father nē aur nām ḍāl diyā hai kr̥iṣhṇa kā .
193The Father had given this knowledge, but they put Krishna’s name.
178Satyug mē̃ kr̥iṣhṇa kō yah knowledge hai nahī .
194Krishna doesn't have this knowledge in the golden age.
179Knowledgeful hai hī father .
195Only the Father is the knowledge-full One.
180Kitnī aṭpaṭī bātē̃ haĩ .
196These are such tricky matters!
181Kr̥iṣhṇa key|kī ātmā jab satyug mē̃ thī tab tō knowledge hai nahī̃ .
197This knowledge doesn't exist when the Krishna soul is in the golden age.
182Kitnā sūt mūnjhā huā hai .
198They have tangled everything up.
183Yah sab vilāyat mē̃ jākar nām nikāl saktē haĩ .
199All of you can go abroad and glorify Baba's name.
184Bhāṣhaṇ kar saktē haĩ .
200You can give lectures.
185Bōlō , world key|kī history-geography key|kī knowledge ham āpkō dē saktē haĩ .
201Tell them: We can give you the knowledge of the history and geography of the world.
186God heaven sthāpan kaisē kartē haĩ , vah heaven sē phir hell kaisē bantā hai , sō ham āpkō samjhātē haĩ .
202We can explain to you how God establishes heaven and how heaven then becomes hell.
187Yah baiṭh likhē̃ phir dēkhē̃ ham kōī point bhūlē tō nahī̃ haĩ .
203Sit and write these things down and then check that you haven't forgotten any point.
188Phir yād karkē likhē̃ .
204Then remember those points and also note them down.
189Aisē practice karnē sē bahut achchhā likhē̃gē , bahut achchhā samjhāyēṅgē tō nām bālā hō jāyēgā .
205By practising in this way, you will write very well. 206When you explain very well, your name will be glorified.
190Yahā̃ sē bhī bābā kōī kō bāhar bhēj saktē haĩ .
207Baba can send anyone from here to do service outside.
191Yah jākar samjhāyē̃ tō bhī bahut achchhā hai .
208It is very good if this one goes and explains to others.
1927 din mē̃ bhī bahut hōśhiyār hō saktē haĩ .
209You can become very clever in just seven days.
193Buddhi mē̃ dhāraṇ karnā hai , bīj aur jhāṛ , detail samjhānī hai .
210Imbibe the knowledge of the Seed and the tree in your intellect and explain the details.
194Chitrō̃ par bahut achchhī rīti samjhā saktē haĩ .
211You can explain very well using the pictures.
195Service kā śhauk hōnā chāhiē .
212There should be an interest in doing service.
196Bahut ūñch martabā hō jāyēgā .
213Your status will be very high then.
197Knowledge baṛī sahaj hai .
214The knowledge is very easy.
198Yah hai purānī chhī-chhī duniyā .
215This is a dirty old world.
199Svarg kē āgē yah purānī duniyā jaisē gōbar misal hai , insē bāns ātī hai .
216Compared to heaven, this old world is like stinking cow dung.
200Vah hai sōnē key|kī duniyā , yah hai gōbar key|kī duniyā .
217That is the golden world, whereas this is the world of cow dung.
201Tum bachchē jāntē hō abhī ham yah śharīr chhōṛ jākar prince-princess banē̃gē . 202Aisē school mē̃ paṛhnē jāyēṅgē .
218You children know that you will shed your bodies and become princes and princesses and that you will go and study in such schools.
203Vahā̃ aisē vimān hōṅgē , full proof hōṅgē .
219The planes there will be foolproof.
204Yah khuśhī bachchō̃ kō andar rahē tō kabhī bhī kōī bāt mē̃ rōnā nahī̃ āyē .
220If you children have this happiness inside you, you will never cry about anything.
205Tum samajhtē hō nā ki ham prince-princess banē̃gē . 206Tō tumkō kyō̃ nahī̃ andar mē̃ khuśhī hōnī chāhiē .
221You understand that you will become princes and princesses, so why should you not have that happiness inside you?
207Bhaviṣhya mē̃ aisē school mē̃ jāyēṅgē , yah-yah karē̃gē .
222We will go to such schools in the future and do this and that.
208Bachchō̃ kō patā nahī̃ kyō̃ bhūl jātā hai .
223Baba cannot understand why you children forget all of this.
209Bahut naśhā chaṛhnā chāhiē .
224You should feel very intoxicated.
210Achchhā !
225Achcha.
211Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
226To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
212Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
227The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
213Dhārṇā kē liē mukhya sār :
228Essence for dharna:
2141 ) is purānī chhī-chhī gōbar misal duniyā kō buddhi sē bhūl satyugī duniyā kō yād kar apār khuśhī va naśhē mē̃ rahnā hai .
229 1. Remove this dirty old world that is like cow dung from your intellect. 230Remember the golden-aged world and maintain unlimited happiness and intoxication.
215Kabhī bhī rōnā nahī̃ hai .
231Never cry.
2162 ) bāp jō guhya ramaṇīk bātē̃ sunātē haĩ unhē̃ dhāraṇ kar sabkō samjhānā hai .
232 2. Imbibe the deep and entertaining things that the Father tells you and then explain them to everyone.
217Spiritual leader kā title lēnā hai .
233Claim the title of a spiritual leader.
Blessing
218Vardān : karma kartē huē karma K|kē bandhan sē mukt rahnē vālē sahajyōgī svataḥ yōgī bhav
234Blessing: May you be an easy and natural yogi and remain free from any bondage of karma while performing karma.
219Jō mahāvīr bachchē haĩ unhē̃ sākārī duniyā key|kī kōī bhī ākarṣhaṇ apnī taraph ākarṣhit nahī̃ kar saktī .
235 Mahavir children cannot be pulled by anything attractive in the physical world.
220Vē|way svayã kō ēk second mē̃ nyārā aur bāp kā pyārā banā saktē haĩ .
236They make themselves detached and loving to the Father in a second.
221Direction miltē hī śharīr sē parē aśharīrī , ātma-abhimānī , bandhan-mukt , yōgyukt sthiti kā anubhav karnē vālē hī sahajyōgī , svataḥ yōgī , sadā yōgī , karmayōgī aur śhrēṣhṭh yōgī haĩ .
237As soon as they receive a direction, those who experience being detached from their bodies, bodiless, soul-conscious, free from bondage and yogyukt are easy yogis, natural yogis, constant yogis, karma yogis and elevated yogis.
222Vah jab chāhē̃ , jitnā samay chāhē̃ apnē saṅkalp , śhvāṅs kō ēk prāṇēśhvar bāp kī yād mē̃ sthit kar saktē haĩ .
238They can focus their thoughts and their breath in remembering the Father, the Lord of Life (Praneshwar), whenever they want, for as long as they want.
Slogan
223Slōgan : ēkras sthiti K|kē śhrēṣhṭh āsan par virājmān rahnā - yahī tapasvī ātmā key|kī niśhānī hai .
239Slogan: To be seated on the elevated seat of a constant and stable stage is a sign of a tapaswi soul.
240*** Om Shanti ***