शुक्रवार 17 सितंबर 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
017-09-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 17/09/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - is dēh-bhān sē mar jāō arthāt is purānī patit dēh sē prīt tōṛ ēk bāp sē sachchī prīt jōṛō ' '
1Essence: Sweet children, be dead to the awareness of your bodies, that is, break off your love for old impure bodies and have true love for the one Father.
Question
2Praśhna : saṅgam par tum bachchō̃ key|kī natural beauty kaun see|sī|C hai ?
2Question: What natural beauty do you children have at the confluence age?
Answer
3Uttar : gyān K|kē jēvarō̃ sē sadā sajē sajāyē rahnā - yahī tumhārī natural beauty hai . 4Jō gyān K|kē jēvarō̃ sē sajē huē rahtē haĩ unkā chēhrā khuśhī mē̃ fool|phūl kī tarah khilā rahtā hai .
3Answer: To remain constantly decorated with the jewels of knowledge is your natural beauty. 4The faces of those who remain decorated with the jewels of knowledge bloom like flowers, in happiness.
5Agar khuśhī nahī̃ rahtī tō jarūr kōī dēh-abhimān key|kī ādat hai , jissē hī sab vikār utpanna hōtē haĩ .
5If there isn't happiness, there must definitely be some habit of body consciousness from which all other vices emerge.
Song
6Gīt : mahaphil mē̃ jal uṭhī śhamā …
6Song: The Flame has ignited in the gathering for the moths.
Murli
7Ōm śhānti .
7Om shanti.
8Is gīt kā arth|earth kitnā vichitr hai .
8The meaning of this song is unique.
9Prīt banī hai kiskē liē ?
9What is love created for?
10 ( marnē kē liē ) kissē banī hai ?
10(For dying.) 11For whom is your love?
11Bhagvān sē kyōṅki is duniyā sē markar unkē pās|pass jānā hai .
12For God, because you have to be dead to this world and go to Him.
12Aisī kab kiskē sāth prīt huī hai kyā ? 13Jō yah khyāl mē̃ āyē ki mar jāyēṅgē .
13Have you ever loved anyone like this, that you would think of dying for that one?
14Phir kōī prīt rakhē̃gē ?
14Would anyone then want to love?
15Gīt kā arth|earth kitnā wonderful hai .
15The meaning of this song is so wonderful!
16Śhamā sē parvānē prīt rakh phērī pahan jal martē haĩ .
16Moths love a flame; they circle around it and then die.
17Tumkō bhī bāp kē pās ātē-ātē yah śharīr chhōṛnā hai arthāt bāp kō yād kartē-kartē śharīr chhōṛnā hai .
17You too have to shed your bodies when you come to the Father, that is, you shed your bodies in remembrance of the Father.
18Yah tō jaisē baṛā duśhman hō gayā , jiskē sāth ham prīt rakhē̃ aur mar jāē̃ isliē manuṣhya ḍartē haĩ .
18If you have to die for someone you love, that one becomes like a great enemy. 19This is why people are afraid.
19Dān-puṇya , tīrtha yātrā ādi kartē haĩ , bhagvān kē pās jānē kē liē .
20They make donations, perform charity, go on pilgrimages, etc. in order to go to God.
20Śharīr chhōṛtē haĩ tō manuṣhya kahtē haĩ bhagvān kō yād karō .
21When a person is about to leave his body, people tell him to remember God.
21Bhagvān kitnā nāmī-grāmī hai .
22God is so famous.
22Vah ātē haĩ tō sārī purānī duniyā kō khatm kar dētē haĩ .
23When He comes, He destroys the whole of the old world.
23Tum bachchē jāntē hō - ham is university mē̃ ātē hī haĩ - purānī duniyā sē naī duniyā mē̃ jānē kē liē .
24You children know that you have come to this university in order to go from the old world to the new world. 25The old world is said to be an impure world, hell.
24Purānī duniyā kō patit duniyā hell kahā jātā hai .
26The Father shows you the way to the new world: Simply remember Me alone.
25Bāp naī duniyā mē̃ jānē kā rāstā batātē haĩ sirph mujhē yād karō , maĩ hū̃ heavenly god father .
27I am Heavenly God, the Father. 28Sons receive wealth, property, a home, etc. from their fathers, but daughters don't receive any inheritance.
26Us father sē tumkō dhan , milkiyat , makān ādi milēgā .
29They are sent to another home; which means they are not heirs.
27Bachchiyō̃ kō varsā milnā nahī̃ hai .
30That One is the Father of all souls.
28Unkō dūsrē ghar bhēj dētē haĩ .
31Everyone has to go to Him and die.
29Gōyā vah vāris nahī̃ ṭhaharī . 30Yah tō bāp hai sab ātmāō̃ kā bāp , inkē pās|pass sabkō ānā hai , marnā hai .
32The Father definitely comes at some point and takes everyone back home, because there are very few human beings in the new world.
31Kōī samay jarūr bāp ātē haĩ , sabkō ghar lē jātē haĩ kyōki naī duniyā mē̃ bahut thōṛē manuṣhya hōtē haĩ .
33There are many people in the old world. 34In the new world, there are very few human beings but there is a lot of happiness.
32Purānī duniyā mē̃ tō bahut haĩ , naī duniyā mē̃ manuṣhya bhī thōṛē aur sukh bhī bahut hōtā hai .
35In the old world there are many human beings and also a lot of sorrow. 36This is why they continue to call out.
33Purānī duniyā mē̃ bahut manuṣhya haĩ tō duḥkh bhī bahut hai isliē pukārtē rahtē haĩ .
37Bapu Gandhi, who was considered to be the Father of India, also used to say: O Purifier, come!
34Bāpū gāndhī jiskō bhārat kā pitā samajhtē thē , vah bhī kahtē thē hē patit-pāvan āō . 35Sirph unkō jāntē nahī̃ thē .
38He just didn't know Him. 39You understand that the Purifier is the Supreme Father, the Supreme Soul, and that He is the Liberator of the World.
36Samajhtē bhī haĩ patit-pāvan parampitā paramātmā hai .
40It’s not that everyone in the whole world believes in Rama and Sita.
37Vahī world kā liberator hai . 38Rām sītā kō tō sārī duniyā nahī̃ mānēgī nā .
41It is a mistake (to say that Rama who belongs to Sita is the Purifier!).
39Yah bhūl hai . 40Sārī duniyā parampitā paramātmā kō liberator guide māntī hai .
42The whole world considers the Supreme Father, the Supreme Soul, to be the Liberator and the Guide.
41Liberate kartē haĩ duḥkhō̃ sē .
43He liberates you from sorrow.
42Achchhā duḥkh dēnē vālā kaun ?
44OK, who is it that causes you sorrow?
43Bāp tō duḥkh dē na sakē kyōṅki vah patit-pāvan hai .
45The Father cannot cause you sorrow because He is the Purifier.
44Pāvan duniyā sukhdhām mē̃ lē jānē vālā hai .
46He is the One who takes you to the pure world, the land of happiness.
45Tum hō us rūhānī bāp K|kē rūhānī bachchē .
47You are the spiritual children of that spiritual Father.
46Jaisē bāp vaisē bachchē .
48As is the Father, so are the children!
47Laukik bāp K|kē haĩ jismānī bachchē .
49A worldly father has physical children.
48Abhī tum bachchō̃ kō samajhnā hai ham ātmā haĩ , parampitā paramātmā hamkō varsā dēnē āyē haĩ .
50You children have to understand that you are souls and that the Supreme Father, the Supreme Soul, has come to give you the inheritance.
49Ham student haĩ , yah bhūlnā nahī̃ chāhiē .
51You should not forget that you are students.
50Bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ rahtā hai śhivbābā madhuban mē̃ murlī bajātē haĩ .
52It remains in the children’s intellects that Shiv Baba plays the murli in Madhuban.
51Vah kāṭh key|kī murlī tō yahā̃ nahī̃ hai .
53He doesn't play a bamboo flute (murli).
52Kr̥iṣhṇa kā dance karnā , murlī bajānā vah bhakti mārg kā hai .
54Krishna's dancing and playing the flute is all of the path of devotion.
53Tum kr̥iṣhṇa kē liē murlī nahī̃ kah saktē .
55You cannot say that Krishna plays the murli.
54Murlī śhivbābā bajātē haĩ .
56It is Shiv Baba who plays the murli.
55Tumhārē pās|pass achchhē-achchhē gīt banānē vālē āyēṅgē .
57Many good song writers will come to you.
56Gīt aksar karkē puruṣh hī banātē haĩ .
58Generally, it is men who write songs.
57Tumkō kōī bhakti mārg K|kē gīt ādi nahī̃ gānē haĩ .
59You mustn't sing the songs of the path of devotion.
58Tumhē̃ tō ēk śhivbābā kō hī yād karnā hai .
60You have to remember Shiv Baba alone.
59Bāp kahtē haĩ - mujh alpha kō yād karō .
61The Father says: Remember Me, Alpha.
60Śhiv kō kahtē haĩ bindī .
62Shiva is just a point.
61Vyāpārī lōg bindī likhē̃gē tō kahē̃gē śhiv .
63When businessmen write a zero, they say, “Shiv”.
62Ēk bindī likhē̃ 10 hō jāyēgā phir bindī likhō tō 100 . . tumkō bhī śhivbābā kō yād karnā hai .
64They would add a zero after ‘1’ and it becomes 10, then another point and it becomes 100. You also have to remember Shiv Baba.
63Jitnā śhiv kō yād kartē hō tō ādhākalp kē liē bahut sāhūkār ban jātē hō .
65To the extent that you remember Shiv Baba, accordingly, you become very wealthy for half the cycle.
64Vahā̃ garīb hōtē hī nahī̃ .
66There are no poor people there; all remain happy.
65Sab sukhī rahtē haĩ . 66Duḥkh kā nām nahī̃ .
67There is no name or trace of sorrow there.
67Bāp kī yād sē vikarma vināśh hō jāyēṅgē . 68Tum bahut dhanvān banē̃gē .
68Your sins will be absolved by having remembrance of the Father and you will become very wealthy.
69Iskō kahā jātā hai sachchē bāp dvārā sachchī kamāī . 70Yahī sāth chalēgī .
69This is known as earning a true income from the true Father, and it is this that will go with you.
71Manuṣhya sabhī khālī hāth jātē haĩ . 72Tumkō bhartū hāth jānā hai .
70All human beings go back empty-handed, whereas you have to go back with your hands full.
73Bāp kō yād karnā hai aur pavitra bannā hai .
71Remember the Father and become pure.
74Bāp nē samjhāyā hai - purity hōgī tō peace|pīs , prosperity milēgī .
72The Father has explained that when there is purity, there will also be peace and prosperity.
75Tum ātmā pahlē pavitra thī phir apavitr bantī hō .
73You souls were pure at first and you then became impure.
76Sannyāsiyō̃ kō bhī semi pavitra kahē̃gē .
74Sannyasis are said to be semi-pure.
77Tumhārā hai full sannyās .
75You have full renunciation.
78Tum jāntē hō vah kitnā sukh pātē haĩ .
76You know how much happiness they have.
79Thōṛā sukh hai phir tō duḥkh hī hai .
77They have a little happiness and then there is just sorrow.
80Vah sab hai bhakti mārg .
78All of that is the path of devotion.
81Bhakti mārg mē̃ hanūmān key|kī pūjā karō tō uskā dīdār hō jātā hai .
79On the path of devotion, when they worship Hanuman, they have a vision of him.
82Chaṇḍikā dēvī kā kitnā mēlā lagtā hai .
80There are so many gatherings for Goddess Chandika (cremator goddess).
83Unkā chitra bhī hōgā , jinkā dhyān karē̃gē vah tō jarūr sāmnē āyēgā hī .
81There would be an image of her too. 82Whoever they think of, that one will definitely appear in front of them.
84Parantu ussē kyā milēgā ?
83However, what would they attain from that?
85Anēk prakār K|kē mēlē lagtē haĩ kyōṅki āmdanī tō hōtī hai nā .
84Many types of gatherings take place, because they earn their livelihood from them.
86Yah sab unhō̃ kā dhandhā hai .
85All of that is their business.
87Kahtē haĩ dhandhē sabmē̃ dhūr , bigar dhandhē nar sē nārāyaṇ banānē K|kē . 88Yah dhandhā kōī birlā karē .
86They say that all business is worth nothing except the business of changing an ordinary human into Narayan, but scarcely anyone does this business.
89Bāp kā bankar sab kuchh dēh sahit bāp kō dē dēnā kyōṅki tum jāntē hō hamkō nayā śharīr chāhiē .
87After belonging to the Father, you have to give everything to the Father, including your bodies, because you know that you want new bodies.
90Bāp kahtē haĩ - tum kr̥iṣhṇapurī jā saktē hō parantu jab ātmā tamōpradhān sē satōpradhān banē̃ .
88The Father says: You can go to the land of Krishna, but only when you souls become satopradhan from tamopradhan.
91Kr̥iṣhṇapurī mē̃ aisē nahī̃ kahē̃gē ki hamkō pāvan banāō .
89No one in the land of Krishna will call out: Make us pure!
92Yahā̃ sab manuṣhya mātra pukārtē haĩ - hē liberator āō .
90Here, all human beings call out: O Liberator, come!
93Is pāp ātmāō̃ kī duniyā sē liberate karō .
91Liberate us from this world of sinful souls.
94Abhī tum jāntē hō bāp āyā hai hamkō apnē sāth lē jānē . 95Vahā̃ jānā tō achchhā hai nā .
92You now know that the Father has come to take you back home with Him.
96Manuṣhya śhānti chāhtē haĩ .
93It is good to go there.
97Ab śhānti kahtē kiskō haĩ - yah nahī̃ jāntē .
94People want peace, but they don't know what peace is.
98Karma bigar tō kōī rah nahī̃ saktē .
95No one can stay without performing actions.
99Śhānti tō hai śhāntidhām mē̃ .
96Peace is in the land of peace.
100Phir yah śharīr lēkar karma tō karnā hī hai .
97You then definitely have to adopt bodies and perform actions.
101Satyug mē̃ karma kartē huē śhānt rahtē haĩ , aśhānti mē̃ manuṣhya kō duḥkh hōtā hai isliē kahtē haĩ śhānti kaisē milē .
98In the golden age, you remain peaceful even while performing actions. 99People experience sorrow when there is peacelessness and this is why they ask for peace.
102Abhī tum bachchē jāntē hō śhāntidhām hamārā ghar hai .
100You children now know that the land of peace is your home.
103Satyug mē̃ śhānti sukh sab kuchh hai .
101In the golden age you have peace, happiness and everything else.
104Ab vah chāhiē yā sirph śhānti chāhiē .
102Now, do you want all of that, or just peace?
105Yahā̃ tō duḥkh hai isliē patit-pāvan bāp kō bhī yahā̃ pukārtē haĩ .
103You experience sorrow here and this is why you call out to the Purifier Father to come here.
106Bhakti kartē hī haĩ bhagvān sē milnē kē liē .
104People perform devotion in order to attain God.
107Bhakti bhī pahlē avyabhichārī phir vyabhichārī hōtī hai .
105Devotion is at first unadulterated and it then becomes adulterated.
108Vyabhichārī bhakti mē̃ dēkhō kyā-kyā kartē haĩ .
106Look what they do in adulterated devotion!
109Sīṛhī mē̃ dēkhō kitnā achchhā dikhāyā hai .
107Look how clearly it is shown in the ladder!
110Parantu pahlē-pahlē tō siddh karnā chāhiē bhagvān kaun hai .
108However, you first have to prove who God is.
111Śhrīkr̥iṣhṇa kō aisā kisnē banāyā !
109Who makes Shri Krishna as he is?
112Āgē janm mē̃ yah kaun thā !
110Who was he in his previous birth?
113Samjhānē key|kī baṛī yukti chāhiē .
111You have to be very tactful when you explain this.
114Jō achchhī service kartē haĩ , unkī dil bhī gavāhī dētī hai .
112The heart witnesses those who do good service.
115University mē̃ jō achchhī rīti paṛhē̃gē vah jarūr tīkhē jāyēṅgē .
113Those who study well at university will definitely go ahead.
116Number-vār tō hōtē hī haĩ .
114It is numberwise.
117Kōī dullhead bhī hōtē haĩ .
115Some are even dull heads.
118Śhivbābā kō ātmā kahtī hai mērī buddhi kā tālā khōlō .
116Soul say to Shiv Baba: Open the lock on my intellect!
119Bāp kahtē haĩ - buddhi kā tālā khōlnē kē liē hī tō āyā hū̃ .
117The Father says: I have come to open the lock on your intellect, but your actions are such that the lock doesn't open.
120Parantu tumhārē karma hī aisē haĩ jō tālā khultā hī nahī̃ .
118So, what can Baba do? 119You have committed many sins.
121Phir bābā kyā karē̃gē .
120What could Baba do about that?
122Bahut pāp kiyē huē haĩ , ab bābā unkō kyā karē̃gē !
121If you tell your teacher that you are not studying, what could the teacher do?
123Teacher kō kahē̃gē , ham cum|kam paṛhtē haĩ .
122A teacher would not have special mercy.
124Teacher kyā karē̃gē ? 125Teacher tō kōī kr̥ipā nahī̃ karē̃gē .
123He might perhaps give you extra time and you are not forbidden that.
126Karkē extra time rakhē̃gē .
124There are many exhibitions sets not in use.
127Vah tō tumkō manā nahī̃ hai .
125Therefore, sit and practise.
128Pradarśhanī khālī paṛī hai , baiṭhkar practice karō . 129Bhakti mārg mē̃ tō kōī kahē̃gē mālā phērō .
126On the path of devotion, some tell you to turn the beads of a rosary and others tell you to chant a mantra.
130Kōī kahē̃gē yah mantra yād karō .
127Here, the Father gives you His own introduction.
131Yahā̃ tō bāp apnā parichay dētē haĩ .
128You must only remember the Father from whom you receive the inheritance.
132Bāp kō hī yād karnā hai , jissē varsā miltā hai . 133Satyug mē̃ tō pārlaukik bāp kā varsā mil jātā hai phir yād karnē key|kī darkār hī nahī̃ rahtī .
129In the golden age, you will have already received your inheritance from the Father from beyond the world and so there is no need to remember Him.
13421 janmō̃ kē liē varsā mil jātā hai , tō bāp sē achchhī rīti sē varsā lēnā chāhiē nā .
130You receive your inheritance for 21 births; therefore, claim your full inheritance from the Father.
135Ismē̃ bhī bāp kahtē haĩ , vikār mē̃ kabhī nahī̃ jānā .
131The Father says: Never indulge in vice.
136Thōṛī bhī vikār key|kī taste baiṭhī tō phir vr̥iddhi hō jāyēgī .
132If you develop even the slightest taste for vice, it will increase.
137Cigarette ādi key|kī ēk bār taste kartē haĩ tō saṅg kā raṅg jhaṭ lag jātā hai phir us ādat kō chhōṛnā muśhkil hō jātā hai .
133When someone smokes a cigarette once, he is coloured by that company, and it then becomes difficult to break that habit.
138Bahānā kitnē kartē haĩ .
134They make so many excuses.
139Ādat kōī nahī̃ ḍālnī chāhiē . 140Chhī-chhī ādatē̃ miṭānī haĩ .
135You mustn't start any habits and you must stop all bad habits.
141Bāp kahtē haĩ - jītē jī dēh kā bhān chhōṛō , mujhē yād karō .
136The Father says: Renounce the awareness of your bodies while alive and remember Me.
142Dēvtāō̃ kō bhōg hamēśhā pavitra hī lagāyā jātā hai tō tum bhī pavitra khāō .
137Deities are always offered pure food as bhog. 138You too have to eat pure food.
143Abhī tum bachchō̃ kō fool|phūl muāphik harṣhit rahnā chāhiē .
139You children now have to remain as cheerful as a flower.
144Kanyā kō pati miltā hai tō mukhṛā khil jātā hai nā .
140When a girl finds her husband, her face begins to bloom!
145Achchhē zewar ādi kapṛē pahantī hai tō chamak uṭhtī hai .
141When she puts on beautiful jewellery and good clothes she begins to sparkle.
146Abhī tum tō gyān K|kē zewar pahantē hō .
142You now wear the decorations of knowledge.
147Vahā̃ svarg mē̃ tō natural beauty rahtī hai .
143In the golden age you have natural beauty.
148Kr̥iṣhṇa kā nām hī hai sundar .
144Krishna is also called Sundar (beautiful).
149Rājā-rānī , prince-princess sab sundar hōtē haĩ .
145The king, queen, princes and princesses are all beautiful.
150Vahā̃ prakr̥iti bhī satōpradhān hō jātī hai .
146Even nature there is satopradhan.
151Lakṣhmī-nārāyaṇ jaisē natural beauty yahā̃ kōī banā na sakē .
147No one here can create natural beauty like that of Lakshmi and Narayan.
152Unkō kōī in ôkhō̃ sē dēkh thōṛēhī saktē haĩ .
148No one can see them with these eyes.
153Hā̃ sākṣhātkār hōtā hai parantu sākṣhātkār sē kōī hūbahū chitra banā thōṛēhī sakē̃gē .
149Yes, you have visions, but no one can create an identical image through those visions.
154Hā̃ kōī artist kō sākṣhātkār hō jāē aur usī samay baiṭh banāyē . 155Parantu hai muśhkil .
150Yes, if an artist has a vision and he sits and paints at that very moment, it might be possible, but it would be difficult.
156Tō tum bachchō̃ kō bahut naśhā rahnā chāhiē . 157Abhī bābā hamkō lēnē liē āyā hai .
151Therefore, you children should have a lot of intoxication that Baba has now come to take you back.
158Bābā sē hamē̃ svarg kā varsā miltā hai .
152You receive your inheritance of heaven from Baba.
159Yah hamārē 84 janm pūrē huē .
153Our 84 births have now come to an end.
160Aisē-aisē khyāl buddhi mē̃ hōnē sē khuśhī hōgī .
154When your intellects have such thoughts, you will experience happiness.
161Vikār kā jarā bhī khyāl nahī̃ ānā chāhiē .
155You should not have the slightest thought of vice.
162Bāp kahtē haĩ - kām mahāśhatru hai .
156The Father says: Lust is the greatest enemy.
163Drōpadī nē bhī isliē pukārā hai nā .
157This is why Draupadi called out.
164Bāp kahtē haĩ - tum ēk mērē sē hī sunō aur yahī śhrīmat aurō̃ kō sunāō .
158The Father says: Listen to Me alone and relate this shrimat of Mine to others.
165Father shows son . 166Son shows father .
159Father shows son and son shows Father.
167Father kaun ?
160Who is the Father?
168Śhiv father .
161Father Shiva.
169Śhiv aur sāligrām kā gāyan hai .
162Shiva and the saligrams are remembered.
170Śhivbābā jō samjhātē haĩ is par follow karō .
163Follow everything that Shiv Baba tells you.
171Follow father .
164“Follow the Father!”
172Yah gāyan unkā hai , bāp kahtē haĩ - mīṭhē bachchē follow kar pavitra banō , follow karnē sē hī tum svarg K|kē mālik banē̃gē .
165This is His praise. 166The Father says: Sweet children, follow Me and become pure. 167It is only by following Me that you will become the masters of heaven.
173Laukik bāp kō follow karnē sē 63 janm tum sīṛhī nīchē utartē hō .
168When you follow your worldly fathers, you come down the ladder for 63 births.
174Ab pārlaukik bāp kō follow kar ūpar chaṛhnā hai .
169You now have to follow the Father from beyond this world and climb up.
175Bāp kē sāth jānā hai .
170You have to go back with the Father.
176Bāp kahtē haĩ - ēk-ēk ratna lākhō̃ rūpayō̃ kā hai .
171The Father says: Every jewel is worth hundreds of thousands of rupees.
177Bāp rōz samjhātē rahtē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ pahlē-pahlē sabkō dō bāp kā parichay dēnā hai .
172The Father explains to you every day: Sweetest children, first of all, give everyone the introduction of the two fathers.
178Laukik bāp varsā dētē haĩ patit bannē kā . 179Pārlaukik bāp varsā dētē haĩ pāvan bannē kā .
173Worldly fathers give you an inheritance to become impure, whereas the Father from beyond this world gives you the inheritance of becoming pure.
180Kitnā fark hai .
174There is so much difference!
181Ab pārlaukik bāp kahtē haĩ pāvan banō .
175The Father from beyond now says: Become pure!
182Vikār mē̃ jānē vālē kō patit kahā jātā hai .
176Those who indulge in vice are called impure.
183Tumhārī mission hai patitō̃ kō pāvan banānē kā rāstā batānē vālī .
177Your mission is to show impure people the way to become pure.
184Pārlaukik bāp bhī abhī kahtē haĩ - pāvan banō , jabki vināśh sāmnē khaṛā hai . 185Tō ab kyā karnā chāhiē ?
178The Father from beyond also now tells you to become pure. 179Since destruction is just ahead of you, what should you do?
186Jarūr pārlaukik bāp key|kī mat par chalnā chāhiē nā .
180You should definitely follow the directions of the Father from beyond.
187Pradarśhanī mē̃ yah bhī pratigyā likhānī chāhiē . 188Pārlaukik bāp kō follow karē̃gē ?
181At the exhibition, ask them to write this promise: Will you follow the Father from beyond?
189Patit bannā chhōṛē̃gē ?
182Will you stop being impure?
190Likhō . 191Bāp hī guarantee lētē haĩ , tum bhī guarantee lē saktē hō .
183You should write: Only the Father guarantees this. 184You too can guarantee this.
192Tum patit bantē hī kyō̃ hō jō phir pukārtē hō hē patit-pāvan āō .
185Why do you become impure so that you then have to call out for the Purifier to come?
193Sārī bāt hī hai purity par .
186Everything depends on purity.
194Tum bachchō̃ kō din-pratidin khuśhī rahnī chāhiē . 195Hamkō bāp svarg kā varsā dē rahē haĩ .
187Every day, you children should continue to be happy that the Father is giving you your inheritance of heaven.
196Achchhā !
188Achcha.
197Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
189To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
198Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
190The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
199Dhārṇā kē liē mukhya sār :
191Essence for dharna:
2001 ) kōī bhī gandī ( chhī-chhī ) ādat nahī̃ ḍālnī hai .
192 1. Don't start any bad, dirty habits.
201Jītē jī dēh kā bhān chhōṛnā hai .
193Renounce the awareness of your body while alive.
202Fool|phūl muāphik harṣhit rahnā hai .
194Remain as cheerful as a flower.
2032 ) pārlaukik bāp kō follow kar pāvan bannā hai .
195 2. Follow the Father from beyond this world and become pure.
204Unkī śhrīmat par chalnē key|kī pratigyā karnī aur karānī hai .
196Make a promise to follow His shrimat and inspire others to do the same.
Blessing
205Vardān : apnī śhrēṣhṭh vr̥itti dvārā śhuddha vāyumaṇḍal banānē vālē sadā śhaktiśhālī ātmā bhav
197Blessing: May you be a constantly powerful soul who makes the atmosphere pure with your elevated attitude.
206Jō sadā apnī śhrēṣhṭh vr̥itti mē̃ sthit rahtē haĩ vē|way kisī bhī vāyumaṇḍal , vibration mē̃ ḍagmag nahī̃ hō saktē .
198 Those who remain constantly stable in their elevated attitude cannot be shaken by any atmosphere or vibration.
207Vr̥itti sē hī vāyumaṇḍal bantā hai , yadi āpkī vr̥itti śhrēṣhṭh hai tō vāyumaṇḍal śhuddha ban jāyēgā .
199An atmosphere is created through your attitude: if your attitude is elevated, the atmosphere will become pure.
208Kaī varṇan kartē haĩ ki kyā karē̃ vāyumaṇḍal hī aisā hai , vāyumaṇḍal K|kē kāraṇ mērī vr̥itti chañchal huī - tō us samay śhaktiśhālī ātmā kē bajāē kamjōr ātmā ban jātē haĩ .
200Some say: What could I do, because the atmosphere was like that, and because of that atmosphere, my attitude was disturbed. 201At that time, instead of being a powerful soul, you become a weak soul.
209Lēkin vrat ( pratigyā ) key|kī smr̥iti sē vr̥itti kō śhrēṣhṭh banā dō tō śhaktiśhālī ban jāyēṅgē .
202Therefore, make your attitude powerful with the awareness of your promise and you will become powerful.
Slogan
210Slōgan : guṇmūrt bankar sarv kō guṇmūrt banānā hī mahādānī bannā hai .
203Slogan: To become an embodiment of virtues and make everyone an embodiment of virtues is to be a great donor.
204*** Om Shanti ***