शुक्रवार 5 नवंबर 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
005-11-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 05/11/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - vichār sāgar manthan kar service key|kī bhinn-bhinn yuktiyā̃ nikālō , jissē sabkō bāp kā parichay mil jāē ' '
1Essence: Sweet children, churn the ocean of knowledge and find different ways to do service so that everyone can receive the Father’s introduction.
Question
2Praśhna : bāp har ēk bachchē kō ūñch takdīr banānē key|kī yukti kaun see|sī|C batātē haĩ ?
2Question: What method does the Father show each of you children so that you can make your fortune elevated?
Answer
3Uttar : apnī ūñch takdīr banānī hai tō andar sē sab chhī-chhī burī ādatē̃ nikāl dō .
3Answer: If you want to make your fortune elevated, remove all the dirty, bad habits from within you. 4To tell lies and get angry are very bad habits.
4Jhūṭh bōlnā , gussā karnā yah bahut kharāb ādatē̃ haĩ .
5Have a keen interest in doing service.
5Service kā śhauk rakhō . 6Jaisē bāp nirahaṅkārī ban sēvā kartē haĩ . 7Aisē jitnā hō sakē aurō̃ K|kē kalyāṇ arth|earth rūhānī sēvā mē̃ busy rahō .
6Just as the Father serves whilst being egoless, in the same way, keep yourself as busy as possible doing spiritual service to benefit others.
Song
8Gīt : marnā tērī galī mē̃ …
7Song: To live in Your lane and to die in Your lane.
Murli
9Ōm śhānti .
8Om shanti.
10Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ kō pahlī-pahlī yah point samajhnī aur samjhānī hai ki bāp kaun hai !
9You sweetest spiritual children have to understand and explain this first point of who the Father is.
11Bachchō̃ kō atīndriya sukh tab feel hōtā hai jab niśhchay kartē haĩ ki ham bēhad bāp key|kī santān haĩ .
10Only when you have the faith that you are the children of the unlimited Father can you children feel supersensuous joy. 11That is all!
12Bas is ēk hī bāt sē khuśhī kā pārā caḍhatā hai .
12The mercury of happiness rises with just this one aspect.
13Yah hai sthāī khuśhī key|kī point .
13This is a point for permanent happiness.
14Tum jāntē hō ham apnē kō brahmākumār kumāriyā̃ kahlātē haĩ .
14You know that you call yourselves Brahma Kumars and Kumaris.
15Yah hai naī rachnā .
15This is a new creation.
16Tō pahlē sabkō niśhchay karnā hai ki yah hamārā bāp hai .
16So, first of all, all of you have to have the faith that that One is your Father.
17Bāp kē nīchē phir hai viṣhṇu ( trimūti K|kē chitra par ) bāp sē viṣhṇupurī kā varsā miltā hai tō kitnī khuśhī hōnī chāhiē .
17Below the Father, there is Vishnu (in the picture of the Trimurti). 18You receive the inheritance of the land of Vishnu from the Father and you should therefore have so much happiness.
18Yah niśhchay karākē phir likhānā chāhiē .
19Inspire others to have this faith and make them write it down.
19Viṣhṇu kā arth|earth vaiṣhṇav bhī nikāltē haĩ .
20They even say Vishnu means a Vaishnav.
20Bhāratvāsī achchhī tarah jāntē haĩ ki yah dēvī-dēvtāyē̃ nirvikārī thē .
21The people of Bharat know very well that the deities were viceless.
21Svarg mē̃ inhō̃ kā pavitra pravr̥itti mārg thā .
22In heaven they had a pure household path.
22Gātē bhī haĩ āp hai sampūrṇ nirvikārī , ham vikārī .
23They sing: You are completely viceless and we are vicious.
23Satyug mē̃ sampūrṇ nirvikārī haĩ . 24Kaliyug mē̃ sampūrṇ vikārī haĩ .
24In the golden age, all are completely viceless, whereas in the iron age all are completely vicious.
25Vikārī kō patit , bhraṣhṭāchārī kahē̃gē .
25Those who indulge in lust are said to be impure and corrupt.
26Krōdhī kō patit bhraṣhṭāchārī nahī̃ kahā jātā . 27Krōdh tō sannyāsiyō̃ mē̃ bhī hōtā hai .
26An angry person wouldn’t be said to be impure or corrupt; even sannyasis have anger.
28Tō pahlē-pahlē parichay dēnā hai bāp kā .
27So, first of all, give the introduction of the Father.
29Ūñchē tē ūñchā bāp jab bhārat mē̃ ātā hai tō yah mahābhārī laṛāī bhī lagtī hai jarūr kyōṅki paramātmā ākar patit duniyā sē pāvan duniyā mē̃ lē jātē haĩ .
28When the highest-on-high Father comes in Bharat, this great war definitely takes place because the Supreme Soul comes and takes you from the impure world to the pure world.
30Śharīrō̃ kā tō vināśh hōnā hai .
29The bodies are to be destroyed.
31Yah niśhchay hōnā chāhiē ki hamkō bāp paṛhātē haĩ tō kitnā regular hōnā chāhiē .
30There has to be the faith that the Father is teaching us. 31Therefore, you should be very regular.
32Yahā̃ hostel nahī̃ hai .
32This is not a hostel here.
33Hostel banāyē̃ tō phir bahut makān chāhiē .
33If a hostel were to be built, many buildings would be required.
347 rōz , 4 rōz kē liē bhī ātē̃ haĩ tō bhī bahut makān chāhiē .
34Even if people come for four days or seven days, many buildings would be required.
35Bāp kahtē haĩ - gr̥ihastha vyavahār mē̃ rah sirph bābā kō yād karō .
35The Father says: Live at home with your families and simply remember Baba.
36Bas bābā hī patit-pāvan hai .
36That’s all! 37Baba alone is the Purifier.
37Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō - maĩ guarantee kartā hū̃ tō tumhārē sab pāp bhasma hō jāyēṅgē .
38The Father says: Remember Me and I guarantee that all your sins will be absolved.
38Pahlē tō yah likhvā lēnā chāhiē ki barōbar ham śhivbābā key|kī santān haĩ , phir viśhva K|kē mālikpanē K|kē hakdār bantē haĩ .
39First of all, make them write that they truly are the children of Shiv Baba and that they then claim a right to be the masters of the world.
39Rājā-rānī prajā sab viśhva K|kē mālik haĩ .
40All the kings, queens and subjects are the masters of the world.
40Mēlē pradarśhanī mē̃ jō bhī samjhānē vālē haĩ , unkō bābā direction dētē haĩ - mūl bāt samjhānī hai ki ūñchē tē ūñchā bhagvān ēk hī hai . 41Vahī gyān kā sāgar , patit-pāvan hai .
41Baba gives directions to all those who explain at the fairs and exhibitions: The main thing to explain is that God, the Highest on High, is only One and that He alone is the Ocean of Knowledge and the Purifier.
42Gyān kā sāgar hai tō jarūr direction bhī vahī dēgē . 43Kr̥iṣhṇa tō dē na sakē .
42Since He is the Ocean of Knowledge, it is definitely He who would give directions; Krishna cannot give them.
44Śhivbābā bigar aur kōī bhagvān hai nahī̃ .
43No one, apart from Shiv Baba, can be God.
45Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar bhī dēvtāyē̃ haĩ .
44Brahma, Vishnu and Shankar are deities.
46Svarg mē̃ haĩ daivīguṇ vālē manuṣhya , yahā̃ kaliyug mē̃ haĩ āsurī guṇ vālē manuṣhya .
45In heaven, there are human beings with divine virtues whereas here, in the iron age, there are human beings with devilish traits.
47Yah bhī pīchhē samjhānā hai .
46This should be explained to them later.
48Pahlē-pahlē tō bāp kā parichay dēkar sahī karānī chāhiē .
47First of all, give them the Father’s introduction and make them sign that they have understood.
49Vichār sāgar manthan karkē bhinn-bhinn yuktiyā̃ nikālnī chāhiē aur bābā kō batānī chāhiē ki bābā is prakār kā praśhna pūchhtē haĩ , is prakār hamnē samjhāyā .
48Find many different ways of churning the ocean of knowledge and then tell Baba: Baba, they ask these questions and this is what we explained.
50Phir bābā bhī aisī point sunāyēṅgē jō unkō asar paṛē .
49Baba will then tell you such a point that it will make an impact on them.
51Bābā kō sarvavyāpī athavā kachchh machchh avatār kahnā yah bhī glānī hai , isliē bābā kā parichay dēnā hai .
50To say that Baba is omnipresent or that He incarnates in a crocodile and a fish is also defamation. 51This is why you have to give Baba’s introduction.
52Bābā hī viśhva kā mālik banātē haĩ .
52Baba alone makes you into the masters of the world.
53Yah lakṣhmī-nārāyaṇ viśhva K|kē mālik , satōpradhān thē .
53This Lakshmi and Narayan were the satopradhan masters of the world.
54Phir punarjanma lētē-lētē tamōpradhān ban gayē haĩ .
54Then, by taking rebirth, they became tamopradhan.
55Phir bāp kahtē haĩ - mujhē yād karō tō satōpradhān ban jāyēṅgē .
55The Father now says: Remember Me and you will become satopradhan.
56Kōī bhī dharm vālē hō̃ bāp kā sandēśh sabkē liē hai .
56No matter what religion someone belongs to, the Father’s message is for everyone.
57Unkō kahtē haĩ god father liberator .
57He is called God, the Father, the Liberator.
58Liberate karnē jarūr patit duniyā mē̃ āyēṅgē .
58He would definitely come in the impure world to liberate you.
59Kaliyug ant mē̃ sārī duniyā hī tamōpradhān hai , jab satōpradhān banē̃ tab naī duniyā mē̃ jā sakē̃ .
59At the end of the iron age, the whole world is tamopradhan. 60Only when everyone becomes satopradhan can they go to the new world.
60Bākī jō vahā̃ nahī̃ ātē vah śhāntidhām mē̃ rahtē haĩ .
61Those who don’t go there will stay in the land of peace.
61Yah buddhi mē̃ biṭhānā hai , jō samajhē̃ ki hamkō us bāp kō yād karnā hai .
62Make this firm in their intellects so that they understand that they have to remember that Father.
62Kōī dēhdhārī kō yād nahī̃ karnā hai .
63You mustn’t remember bodily beings.
63Bāp hai hī vidēhī , vichitr aur sabkē chitra bhinn-bhinn haĩ .
64The Father is bodiless and without an image. 65All others have many different images.
64Kōī kō samjhānē kā śhauk rahnā chāhiē .
66You should be interested in explaining to others.
65Pradarśhanī mē̃ bahut lōg ātē haĩ . 66Centre par itnē nahī̃ ātē haĩ .
67Many people come to the exhibitions, but not as many come to the centres.
67Service mē̃ rahnē sē bachchō̃ kō bahut hullās rahēgā .
68By remaining engaged in doing service, you children will have a lot of enthusiasm.
68Yahā̃ bāp kō ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ .
69Here, you repeatedly forget the Father.
69Service mē̃ rahē̃gē tō yād kī yātrā bhūlē̃gē nahī̃ . 70Khud yād karē̃gē aurō̃ kō bhī yād karāyēṅgē .
70If you kept yourself engaged in doing service, you wouldn’t forget the pilgrimage of remembrance; you would stay in remembrance yourselves and you would also remind others to remember Baba.
71Tum bachchē paṛh rahē hō .
71You children are studying.
72Tumhārī buddhi mē̃ hai ham rājāī jarūr lē̃gē .
72It is in your intellects that you will definitely claim the kingdom.
73Yah yād rahnē sē bhī khuśhī rahtī hai .
73Even by remembering this much, you experience happiness.
74Bhūl jānē sē ghabrāhaṭ ātī hai .
74By forgetting it, you become anxious.
75Bābā kō likhnā chāhiē ki bābā ham atīndriya sukh mē̃ hai .
75You should write to Baba: Baba, I am experiencing supersensuous joy.
76Bākī thōṛā samay hai ham chalē̃ apnē sukhdhām .
76However, there is now only a short time left before we go to our land of happiness.
7763 janm ham bahut bīmār rahē . 78Kōī davāī nahī̃ huī tō nāsūr ban gayā .
77We were very ill for 63 births and had no medicine and so we became diseased.
79Kōī key|kī sambhāl mil na sakī , bīmārī andar ghar kar gaī .
78No one was able to look after us and the illness therefore became deep rooted.
80Yah bīmārī aisī hai jō sivāē avināśhī surgeon K|kē kabhī chhūṭ nahī̃ saktī .
79This illness is such that no one, apart from the eternal Surgeon, can help you become free from it.
81Abhī sabkē chhūṭnē kā time hai .
80It is now the time for everyone to become free.
82Pavitra ban muktidhām mē̃ chalē jāyēṅgē .
81You will become pure and go to the land of liberation.
83Kōī kahtē haĩ mukti mē̃ rahnā achchhā hai .
82Some say: It is good to remain in liberation.
84Part hī nahī̃ .
83They don’t have any part.
85Jaisē nāṭak mē̃ kisnē thōṛā part kar liyā tō unkō hero heroine athavā ūñchā pārṭdhārī nahī̃ kahē̃gē .
84Someone who has a very small part in a play wouldn’t be called a hero or heroine or a leading actor.
86Bāp samjhātē haĩ jitnā hō sakē bāp kō yād karō tō pakkē hō jāō .
85The Father explains: Remember the Father as much as possible and become strong.
87Yād bhūlnī nahī̃ chāhiē .
86You mustn’t forget to remember the Father.
88Mukhya hai ēk bāp .
87The Father is the principal One.
89Bākī yah chhōṭē-chhōṭē chitra haĩ - samjhānē kē liē , insē siddh karnā hai śhiv-śhaṅkar ēk nahī̃ .
88All of these smaller pictures are also for explaining to others. 89Use these pictures to prove that Shiva and Shankar are not the same.
90Bākī sūkṣhmavatan mē̃ kōī bāt hōtī nahī̃ .
90Nothing happens in the subtle region.
91Abhī tum samajhtē hō yah sab hai bhakti mārg , gyān dēnē vālā hai ēk bāp .
91You now understand that all of that is of the path of devotion. 92Only the one Father gives knowledge.
92Vah dētē haĩ saṅgam par , yah pakkā karō .
93Be assured that He gives it at the confluence age.
93Bhāratvāsiyō̃ kō tō kalp-kalp svarg kā varsā miltā hī hai .
94The people of Bharat receive the inheritance of heaven every cycle.
945 hajār varṣh key|kī bāt hai . 95Vah phir lākhō̃ varṣh kah dētē haĩ .
95This is a matter of 5000 years, whereas they speak of hundreds of thousands of years.
96Vah kahtē sirph kaliyug lākhō̃ varṣh kā hai aur ham kahtē yah sārā chakra hī 5 hajār varṣh kā hai .
96They say that the iron age alone is hundreds of thousands of years whereas we say that the whole cycle is just 5000 years.
97Gapōṛā kitnā baṛā lagāyā hai .
97They have told such a big lie.
98Bulātē haĩ hē patit-pāvan .
98They call out: O Purifier!
99Kr̥iṣhṇa kō patit-pāvan tō nahī̃ kahē̃gē .
99Krishna cannot be called the Purifier.
100Kōī bhī dharm vālā kr̥iṣhṇa kō liberator nahī̃ kahē̃gē .
100No one of any religion would say that Krishna is the Liberator.
101Hē patit-pāvan karkē pukārtē haĩ tō buddhi ūpar chalī jātī hai phir bhī samajhtē nahī̃ .
101When people call out “O Purifier” their intellects go up above, yet they don’t understand it.
102Māyā kā kitnā andhiyārā hai , ġaphlat mē̃ paṛē haĩ .
102There is so much darkness of Maya. 103Everyone is under a misunderstanding.
103Kahtē haĩ śhāstra anādi haĩ .
104They say that the scriptures are eternal.
104Parantu satyug trētā mē̃ yah hōtē nahī̃ .
105However, they do not exist in the golden and silver ages.
105Yah paṛhāī aisī hai jō bīmārī mē̃ bhī baiṭh class mē̃ paṛh saktē haĩ .
106This study is such that you can sit in class and study it even when you’re unwell.
106Yahā̃ bahānā chal na sakē .
107You cannot make excuses here.
107Gaū bahut achchhī hōtī hai , kōī tō lāt bhī mār dētī hai .
108Some cows are very good, whereas others would even kick you.
108Yahā̃ bhī jismē̃ krōdh hai tō ãhakār vaśh lāt bhī mār dētē haĩ .
109Here, too, those under the influence of arrogance, who have anger, would even kick others.
109Disservice kar dētē haĩ .
110They would do disservice.
110Kōī bhī avguṇ nahī̃ hōnā chāhiē .
111There shouldn’t be any defects.
111Parantu karmbandhan aisā hai jō ūñch pad pānē nahī̃ dētē .
112However, the karmic bondages are such that they don’t allow you to claim a high status.
112Bāp ūñchī takdīr banānē kā rāstā batātē haĩ . 113Parantu kōī nahī̃ banāyēṅgē tō bāp kyā karē , bahut bhārī kamāī hai .
113The Father shows you the way to make your fortune elevated, but if some of you don’t create your fortune, what can the Father do? 114The income is huge.
114Kamāī kā phakhur rahnā chāhiē .
115You should have the intoxication of earning an income.
115Kamāī nahī̃ karē̃gē tō pariṇām kyā hōgā !
116What would be the consequence if you didn’t earn an income?
116Kalp-kalp aisā hall|hāl hōgā .
117That would become your state every cycle.
117Bāp tō sabkō sāvadhānī dētē haĩ , insult nahī̃ kartē .
118The Father cautions everyone. 119He isn’t insulting you.
118Bachchō̃ mē̃ kōī chhī-chhī ādat nahī̃ hōnī chāhiē .
120You children should not have any dirty habits.
119Jhūṭh bōlnā baṛā kharāb hai .
121It is very bad to tell lies.
120Yagya key|kī service khuśhī sē karnī chāhiē .
122Do service of the yagya in happiness.
121Bābā kē pās ātē haĩ tō bāp iśhārā kartē haĩ service karō .
123When you come to Baba, Baba signals you to do service.
122Jō tumkō khilātē haĩ unkī service jarūr karnī chāhiē .
124You must definitely serve the One who is feeding you.
123Sēvā karnā bāp sikhlātē haĩ .
125The Father teaches you how to serve.
124Dēkhō , ūñchē tē ūñchā bāp bhī kitnī sēvā kartē haĩ .
126Look how much service the highest-on-high Father does.
125Jō kām agyān mē̃ nahī̃ kiyā , vah bhī karnā paṛē .
127You might even have to do work that you didn’t do before you came onto the path of knowledge.
126Itnā nirahaṅkārī bannā hai .
128You have to become egoless to that extent.
127Kāydē K|kē viruddha kōī kām nahī̃ karnā hai .
129You mustn’t perform any actions against the rules.
128Jitnā hō sakē aurō̃ K|kē kalyāṇ arth|earth sab kuchh hāthō̃ sē karnā paṛē .
130In order to benefit others, do everything with your own hands as much as possible.
129Lāchārī hālat mē̃ kuchh karāyā vah aur bāt hai .
131If you get someone else to do something for you under desperate circumstances, that is a different matter.
130Apnē kō nirahaṅkārī , nirmōhī banānā hai .
132Make yourself egoless and free from attachment.
131Bābā key|kī yād bigar kiskā kalyāṇ hō na sakē .
133No one can benefit without having remembrance of Baba.
132Jitnā yād karē̃gē utnā pāvan banē̃gē .
134The more you remember Him, the purer you will become.
133Yād mē̃ hī vighna paṛtē haĩ .
135It is only in having remembrance that there are obstacles.
134Gyān mē̃ itnē vighna nahī̃ paṛtē , gyān key|kī tō anēk point haĩ .
136There aren’t as many obstacles in knowledge. 137There are many points of knowledge.
135Bāp kō yād karnē sē khuśhbūdār fool|phūl banē̃gē . 136Cum|kam yād karē̃gē tō ratan-jyōt banē̃gē .
138By remembering the Father, you will become fragrant flowers, but if you remember Him less, you will become less fragrant flowers.
137Ak K|kē bhī fool|phūl hōtē haĩ .
139Some are even like uck flowers.
138Tō apnē kō khuśhbūdār fool|phūl banānā chāhiē .
140Therefore, you should make yourself into a fragrant flower.
139Kōī badbū nahī̃ hōnī chāhiē .
141There shouldn’t be any bad odour.
140Ātmā kō khuśhbūdār bannā hai .
142You souls have to become fragrant.
141Itnī chhōṭī bindī mē̃ sārā gyān bharā huā hai , wonder hai .
143It is a wonder that such a tiny point has all the knowledge recorded within Him.
142Sr̥iṣhṭi ēk hī hai ūpar vā nīchē sr̥iṣhṭi nahī̃ hai .
144There is just one world; there is no world up above or down below.
143Trimūti kā arth|earth bhī tum jāntē hō .
145You understand the meaning of the Trimurti.
144Unhōnnē sirph nām rakh diyā hai - trimūti mārg .
146They have named a road “Trimurti Road”.
145Kōī brahmā kō trimūrti kah dētē haĩ .
147Some refer to Brahma as Trimurti.
146Unkī biography kā kuchh patā nahī̃ .
148They know nothing of his biography.
147Śhāstrō̃ mē̃ hai śhrēṣhṭhāchārī manuṣhyō̃ key|kī jīvan kahānī .
149In the scriptures, they have written biographies of elevated beings.
148Lakṣhmī-nārāyaṇ , rādhē-kr̥iṣhṇa ādi haĩ tō sab manuṣhya . 149Parantu aurō̃ key|kī jīvan kahānī kō śhāstra nahī̃ kahā jāyēgā .
150Lakshmi and Narayan, Radhe and Krishna, etc. are all human beings, but the biographies of others would not be called scriptures.
150Dēvtāō̃ key|kī jīvan kahānī kō śhāstra kahā jātā hai . 151Bākī śhivbābā key|kī jīvan kahānī kahā̃ hai ?
151The biographies of deities are referred to as scriptures, but where is the biography of Shiv Baba?
152Vah tō nirākār hai .
152He is incorporeal.
153Khud kahtē haĩ maĩ tō patit-pāvan hū̃ , mujhē sab father kah bulātē haĩ .
153He Himself says: I am the Purifier. 154Everyone calls Me, the Father.
154Maĩ ākar svarg key|kī sthāpanā kartā hū̃ .
155I come and establish heaven.
155Bhārat 5 hajār varṣh pahlē svarg thā .
156Bharat was heaven 5000 years ago.
156Ab phir bannā hai .
157It now has to become that again.
157Kitnā sahaj hai . 158Parantu pattharbuddhi aisē haĩ jō tālā khultā hī nahī̃ hai .
158This is so easy to understand, but they have such stone intellects that the locks just do not open!
159Gyān aur yōg kā tālā band hai .
159The locks of knowledge and yoga are closed.
160Bāp kahtē haĩ - ghar-ghar mē̃ paigām dō ki ūñchē tē ūñchā hai bāp .
160The Father says: Give every home the message that the Father is the Highest on High.
161First floor mūlvatan , second floor sūkṣhmavatan . 162Third floor hai yah sākārī duniyā .
161The first floor is the incorporeal world, the second floor is the subtle region and the third floor is this corporeal world.
163Agar in floors key|kī bhī bachchō̃ kō yād rahē tō pahlē bābā jarūr yād paṛē .
162If you children were to remember these floors, you would definitely remember Baba first.
164Service kē liē bhāgnā chāhiē .
163You should run to do service.
165Bābā kahā̃ bhī jānē key|kī manā nahī̃ kartē .
164Baba doesn’t forbid you to go anywhere.
166Bhal śhādī mē̃ jāō , tīrthō par jāō , service karnē jāō .
165You may go to weddings and on pilgrimages, but go to do service.
167Bhāṣhaṇ karō - bōlō ēk hai rūhānī yātrā , dūsrī hai jismānī yātrā .
166You can give talks and say: One is the spiritual pilgrimage whereas that is a physical pilgrimage.
168Point tō bahut miltī rahtī haĩ .
167You continue to receive many points.
169Vānaprasthiyō̃ K|kē jhuṇḍ mē̃ jākar service karō .
168Go to the gatherings of retired people and serve them.
170Unhō̃ kā bhī sunō .
169Listen to them and see what they say.
171Vō lōg kyā kahtē haĩ .
170You should also have leaflets with you.
172Hāth mē̃ parchā hō . 173Mukhya 4-5 bātē̃ likhī huī hō̃ - īśhvar sarvavyāpī nahī̃ , gītā kā bhagvān kr̥iṣhṇa nahī̃ , yah sāph likh dō . 174Jō kōī paṛhē tō samajhē yah sach tō hai , ismē̃ chaturāī baṛī chāhiē .
171Four to five main things should be written down: “God is not omnipresent”. 172“Krishna is not the God of the Gita”. 173Write this down very clearly so that anyone who reads it would understand that this is the truth. 174You need to be very clever about this.
175Bābā trimūrti kē liē bhī samjhātē haĩ . 176Yah ghaṛī-ghaṛī pocket sē nikāl dēkhtē rahō .
175Baba also tells you about the Trimurti: Continue to take this picture out of your pocket every so often and look at it.
177Kōī kō bhī samjhāō - yah bābā , yah varsā .
176Explain to anyone: This is Baba and this is the inheritance.
178Viṣhṇu kā chitra bhī achchhā hai .
177The picture of Vishnu is also good.
179Train mē̃ bhī service kar saktē hō , bāp kō yād karō tō viśhva K|kē mālik ban jāyēṅgē .
178You can also do service on trains. 179Remember the Father and you will become the masters of the world.
180Service bahut hō saktī hai .
180A lot of service can be done.
181Parantu kōī kō akla ātā nahī̃ hai .
181However, no one has that wisdom.
182Bahut puruṣhārth karnā hai .
182A lot of effort has to be made.
183Laṛāī K|kē maidān mē̃ sust thōṛēhī hōnā chāhiē .
183You mustn’t be lazy on the battlefield.
184Bahut khabardārī rakhnī hai .
184Remain very cautious.
185Mandirō̃ mē̃ bahut service hō saktī hai .
185A lot of service can take place in the temples.
186Bas bābā kahtē haĩ manmanābhav .
186Baba says: Manmanabhav! 187That’s all!
187Tamōpradhān sē satōpradhān banō .
188Become satopradhan from tamopradhan.
188Mukhya bāt pakkī karā dēnī chāhiē .
189You have to ensure that the main things are instilled in them.
189Bachchō̃ kō service kā bahut khyāl hōnā chāhiē .
190You children should be very concerned about doing service.
190Trimūrti K|kē chitra mē̃ sārā gyān bharā huā hai .
191All the knowledge is merged in the picture of the Trimurti.
191Sīṛhī bhī achchhī hai .
192The picture of the ladder is also very good.
192Har ēk apnī unnati chāhtē haĩ , dhan kamānē key|kī .
193Everyone wants to make progress in order to earn money.
193Chhōṭē bachchō̃ kō bhī yuktiyā̃ sikhlāō , sab āphrīn dēgē . 194Kamāl hai brahmākumār-kumāriyō̃ key|kī , chhōṭē bachchē bhī itnā gyān dētē haĩ jō kōī sannyāsī ādi dē na sakē .
194Teach these methods to even small children so that everyone will thank you and say, “It is a wonder of the Brahma Kumars and Kumaris that even young children give knowledge which none of the sannyasis etc. can give.”
195Mupht mē̃ chīz milēgī tō samajhē̃gē yah hamārē kalyāṇ kē liē dētē haĩ .
195When people receive these things for free, they will realise that you are giving them for their benefit.
196Bōlō , yah free hai .
196Tell them: This is free, with no charge.
197Āp bhal paṛhō , insē apnā kalyāṇ karō .
197You may read it and benefit yourself through it.
198Śhivbābā bhōlā bhaṇḍārī hai nā .
198Shiv Baba is the Innocent Treasurer.
199Ḍhēr bachchē haĩ .
199There are many children.
200Bābā kō paisē key|kī kyā darkār hai .
200Why would the Father need payment?
201Train mē̃ bhī tum bahut service kar saktē hō .
201You can do a lot of service on trains too.
202Ādmī achchhā dēkhā tō jhaṭ unkō samjhāē chitra dē dēnā chāhiē .
202If you see a good person, explain to him and give him a picture.
203Kahō tum apnā bhī kalyāṇ karō aur aurō̃ kā bhī kalyāṇ karnā .
203Tell him: Benefit yourself and then also benefit others.
204Achchhā !
204Achcha.
205Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
205To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
206Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
206The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
207Dhārṇā kē liē mukhya sār :
207Essence for dharna:
2081 ) kōī bhī kām kāydē K|kē virūddh nahī̃ karnā hai .
208 1. Don’t do anything against the rules.
209Bahut-bahut nirahaṅkārī , nirmōhī rahnā hai .
209Remain very egoless and free from attachment.
210Jitnā hō sakē her|har kārya apnē hāthō̃ sē karnā hai .
210As much as possible, do everything for yourself.
211Yagya key|kī service bahut khuśhī sē karnī hai .
211Do service of the yagya in great happiness.
2122 ) paṛhāī mē̃ kabhī bahānā nahī̃ dēnā hai .
212 2. Never make excuses for not studying.
213Bīmārī mē̃ bhī paṛhnā jarūr hai .
213Definitely study even when you are ill.
214Hullās mē̃ rahnē kē liē service kā śhauk rakhnā hai .
214In order to remain enthusiastic, be interested in doing service.
Blessing
215Vardān : knowledge key|kī light might dvārā vighna-vināśhak bannē vālē master knowledgeful bhav
215Blessing: May you be master knowledge-full and become a destroyer of obstacles with the light and might of knowledge.
216Bhakti mārg mē̃ gaṇēśh kō vighna-vināśhak kahkar pūjtē haĩ , sāth-sāth unhē̃ master knowledgeful arthāt vidyāpati bhī māntē haĩ .
216 On the path of devotion, Ganesh is worshipped as the destroyer of obstacles. 217Along with this, he is also known as master knowledge-full, that is, the Lord of Knowledge.
217Tō jō bachchē master knowledgeful bantē haĩ vē|way kabhī vighnō̃ sē hār nahī̃ khā saktē kyōṅki knowledge kō light-might kahā jātā hai , jissē mañjil par pahuñchnā sahaj hō jātā hai .
218The children who become master knowledge-full are never defeated by obstacles because knowledge is said to be the light and might with which it becomes easy for you to reach your destination.
218Aisē jō vighna-vināśhak haĩ , bāp kē sāth sadā combined rahtē huē knowledge kā simraṇ kartē rahtē haĩ vē|way kabhī vighna hār nahī̃ ban saktē .
219In the same way, those who are destroyers of obstacles and who remain constantly combined with the Father and who continue to churn knowledge can never be defeated by obstacles.
Slogan
219Slōgan : andar bāhar jō bhī burāīyā̃ haĩ unhē̃ sampūrṇ will kar dō tō vil-pāvar ā jāyēgī .
220Slogan: Will all the defects you have within and without to the Father completely and you will have will power.
221*** Om Shanti ***