शनिवार 6 नवंबर 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
006-11-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 06/11/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - saṅgamyug par tumhē̃ bāp dvārā achchhī buddhi aur śhrēṣhṭh mat miltī hai , jissē tum brāhmaṇ sē dēvtā ban jātē hō ' '
1Essence: Sweet children, at the confluence age you receive good intellects and elevated directions from the Father through which you change from Brahmins into deities.
Question
2Praśhna : tum bachchē kis mastī mē̃ rahō tō chalan baṛī royal hō jāyēgī ?
2Question: Which intoxication should you children have so that your behaviour becomes very royal?
Answer
3Uttar : tumhē̃ gyān key|kī mastī chaṛhī rahnī chāhiē . 4Ōhō ! 5Ham bhagvān K|kē sammukh baiṭhē haĩ .
3Answer: You should have the intoxication of knowledge: Oho! 4We are sitting personally in front of God! 5We will go from here and become crowned princes, the masters of the world.
6Ham yahā̃ sē jāyēṅgē , jākar viśhva kā mālik , crown prince banē̃gē . 7Jab aisī mastī rahē tō chalan svataḥ royal hō jāyēgī .
6When you have such intoxication, your behaviour will automatically become royal and very sweet words will emerge from your mouths.
8Mukh sē bahut mīṭhē bōl nikalē̃gē . 9Āpas mē̃ bahut pyār rahēgā .
7There will also be a lot of love for one another.
Song
10Gīt : mahaphil mē̃ jal uṭhī śhamā …
8Song: The Flame has ignited in the happy gathering of moths.
Murli
11Ōm śhānti .
9Om shanti.
12Mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ , rūhānī bachchō̃ nē ākar brāhmaṇ ban rūhānī bābā sē yah jarūr samjhā hai ki ham haĩ saṅgamyugī brāhmaṇ .
10Sweetest children, you spiritual children have come and become Brahmins and you have definitely understood from the spiritual Father that you are confluence-aged Brahmins.
13Bāp nē hamārē buddhi kā tālā khōlā hai .
11The Father has opened the locks on our intellects.
14Ab ham samajhtē haĩ ki yah hai saṅgamyug .
12We now understand that this is the confluence age.
15Manuṣhya jō bhī patit bhraṣhṭāchārī haĩ , vō phir pāvan ban bhaviṣhya mē̃ pāvan śhrēṣhṭhāchārī puruṣhōttam kahalāyēṅgē .
13The people who are now impure and corrupt will become pure in the future and will be called pure and most elevated beings.
16Yah lakṣhmī-nārāyaṇ kabhī tō puruṣhārth kar puruṣhōttam banē haĩ nā .
14Lakshmi and Narayan became the most elevated by making effort at some time.
17Inhō̃ key|kī history jarūr chāhiē .
15There has to be their history.
18In lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya kab sthāpan huā ?
16When was the kingdom of Lakshmi and Narayan established?
19Na kaliyug mē̃ , na satyug mē̃ .
17Neither in the iron age nor in the golden age.
20Svarg sthāpan hōtā hī hai saṅgam par .
18Heaven is established only at the confluence age.
21Itnē vistār mē̃ kōī jātē nahī̃ haĩ .
19No one goes into this much detailed expansion.
22Tum jāntē hō yah saṅgamyug hai .
20You know that this is the confluence age.
23Kaliyug kē bād satyug naī duniyā hōtī hai tō jarūr saṅgamyug bhī hōgā .
21After the iron age, there is the golden-aged, new world and so there must definitely also be the confluence age.
24Phir naī duniyā mē̃ nayā rājya hōgā .
22There would then be a new kingdom in the new world.
25Buddhi chalnī chāhiē .
23Let your intellects work on this.
26Tum jāntē hō bāp dvārā hamkō achchhī buddhi aur śhrīmat mil rahī hai .
24You know that you are receiving good intellects and shrimat from the Father.
27Kahtē haĩ hē īśhvar inkō sadaiv sumat athavā achchhī mat dō .
25They say: O Ishwar, give this person good understanding, that is, good directions.
28Vah sārī duniyā kā bāp hai .
26He is the Father of the whole world.
29Sabkō achchhī mat dēnē vālā hai .
27He is the One who gives good directions to everyone.
30Saṅgamyug par ākar apnē bachchō̃ kō achchhī mat dētē haĩ . 31Jiskō pāṇḍav sampradāy aur daivī sampradāy śhāstrō̃ mē̃ likhā huā hai .
28He comes at the confluence age and gives good directions to His children who are known in the scriptures as the Pandava community and the deity community.
32Brāhmaṇ sampradāy aur daivī sampradāy kō bhī kōī samajh nahī̃ saktē .
29No one can understand who the Brahmin community or the deity community are.
33Brahmā dvārā hī brāhmaṇ sampradāy ban saktē haĩ .
30The Brahmin community can only be created through Brahma.
34Parampitā paramātmā hī brahmā dvārā yah rachnā rachtē haĩ .
31Only the Supreme Father, the Supreme Soul, creates this creation through Brahma.
35Prajāpitā hai tab tō itnē sab brahmākumār aur brahmākumāriyā̃ haĩ .
32It is because there is the Father of People that there are so many Brahma Kumars and Kumaris.
36Jab tak kōī ākar tum brāhmaṇō̃ dvārā gyān na lēvē tab tak sadgati kaisē hō saktī .
33How can people receive salvation unless they come and take knowledge through you Brahmins?
37Tumhārē pās|pass bahut āyēṅgē .
34Many will come to you.
38Sannyāsī bhī āyēṅgē aur dharm vālē bhī āyēṅgē , bāp sē varsā lēnē .
35Sannyasis and those of other religions will come to claim their inheritance from the Father.
39Svarg mē̃ unkā part nahī̃ hai parantu sandēśh sabkō dēnā hai ki bāp āyā hai .
36They don’t have parts in heaven, but they all have to be given the message that the Father has come.
40Is samay hindū kahlānē vālē kōī bhī dēvī-dēvtā dharm kō jāntē hī nahī̃ .
37At this time, none of those who call themselves Hindus know about the deity religion.
41Vah jō pahlē satōpradhān thē , vah phir tamō mē̃ ānē kāraṇ apnē kō dēvī-dēvtā kahlā nahī̃ saktē .
38Those who were first satopradhan cannot call themselves deities because they have become tamo.
42Tum bachchē jāntē hō , rāvaṇ kā rājya bhī yahā̃ hōtā hai aur parampitā paramātmā jiskō rām bhī kahtē haĩ , unkā janm bhī yahā̃ hī hōtā hai , gātē bhī haĩ patit-pāvan sītārām .
39You children know that Ravan’s kingdom exists here and that the birth of the Supreme Father, the Supreme Soul, who is also called Rama, takes place here too.
43Parantu patit kisnē banāyā , rāvaṇ kaun hai , kyō̃ patit-pāvan bāp kō bulātē haĩ ?
40It is sung: The Purifier is the Rama who belongs to Sita. 41However, who made you impure? 42Who is Ravan?
44Yah kiskō bhī patā nahī̃ hai .
43Why do they call out to the Purifier Father?
45Yah kōī samajhtē nahī̃ ki hamārē mē̃ jō 5 vikār haĩ , vahī rāvaṇ haĩ .
44No one knows this. 45No one understands that the five vices in them are Ravan.
46Jismē̃ 5 vikār nahī̃ vah rām sampradāy haĩ .
46Those who do not have the five vices are part of the community of Rama.
47Abhī rāmrājya nahī̃ hai isliē sab chāhtē haĩ ki naī duniyā , nayā pavitra rājya chāhiē .
47It is not the kingdom of Rama now and this is why everyone wants a new world and a pure, new kingdom.
48Rām kahā jātā hai śhivbābā kō , parantu unhōnnē paramātmā rām kō samajh liyā hai isliē śhivbābā kō bhulā diyā hai .
48Shiv Baba is also called Rama, but they have considered Rama to be the Supreme Soul and this is why they have forgotten Shiv Baba.
49Tum samjhā saktē hō ki rāmrājya kiskō kahā jātā hai .
49You can explain what the kingdom of Rama is.
50Śhāstrō̃ mē̃ likh diyā hai ki rām key|kī sītā churāī gaī , yah hō saktā hai kyā ki rājā key|kī rānī kō kōī churā lē jāyē .
50They have written in the scriptures that Rama’s Sita was abducted. 51How would it be possible for someone to abduct the queen of a king?
51Śhāstra bhī ḍhēr haĩ .
52There are many scriptures.
52Mukhya śhāstra hai gītā .
53The main scripture is the Gita.
53Śhāstrō̃ mē̃ likhā hai ki brahmā dvārā brāhmaṇ , dēvtā , kṣhatriya dharm key|kī sthāpanā kartē haĩ .
54It is written in the scriptures that the Brahmin, deity and warrior religions were established through Brahma.
54Tō prajāpitā bhī yahā̃ hī chāhiē .
55So, the Father of People has to exist here.
55Brahmā kō itnē ḍhēr bachchē haĩ tō yah haĩ mukh vaṅśhāvalī , itnē kukh vaṅśhāvalī hō na sakē̃ .
56Brahma has so many children and they are all mouth-born creations. 57So many children couldn’t be born through a womb.
56Jabki sarasvatī bhī mukh vaṅśhāvalī hai tō brahmā key|kī strī hō nahī̃ saktī .
58Since Saraswati is also a mouth-born creation, she cannot be the wife of Brahma.
57Ab bāp kahtē haĩ - brahmā mukh dvārā tum brāhmaṇ bantē hō , mērē bachchē bantē hō .
59The Father says: You become Brahmins through the mouth of Brahma. 60You become My children.
58Tum bachchē jāntē hō śhivbābā key|kī kitnī mahimā hai .
61You children know that there is so much praise of Shiv Baba.
59Bāp patit-pāvan , liberator bhī hai .
62The Father is the Purifier and also the Liberator.
60Yah sab gātē bhī haĩ parantu samajhtē nahī̃ haĩ , isliē pahlē bāp kā parichay dēnā hai ki vah patit-pāvan hai , gītā kā bhagvān bhī hai .
63Everyone sings this but, because they don’t understand it, you first have to give the Father’s introduction: He is the Purifier and also the God of the Gita.
61Nirākār śhivbābā hai tō jarūr ākar gyān sunāyā hōgā .
64Shiv Baba is incorporeal and so He must definitely have spoken knowledge at some point.
62Ab jis śharīr dvārā gyān sunātē haĩ uskā nām rakhā hai brahmā .
65The body through which He speaks knowledge is named Brahma.
63Nahī̃ tō brahmā kahā̃ sē āyē !
66Where else would Brahma come from?
64Brahmā kā bāp kaun ?
67Who is the Father of Brahma?
65Brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar kā rachayitā kaun ?
68Who is the Creator of Brahma, Vishnu and Shankar?
66Yah hai guhya praśhna .
69These are very deep questions.
67Trimūrti dēvtā tō kahtē haĩ parantu yah āyē kahā̃ sē !
70People speak of the Trimurti deities, but where did they come from?
68Ab bāp samjhātē haĩ , inkā bhī rachtā ūñchē tē ūñchā bhagavat hī hai , jiskō śhiv kahtē haĩ .
71The Father explains: The Creator of this one is also God, the Highest on High, who is called Shiva.
69Yah 3 dēvtāyē̃ light K|kē haĩ , inmē̃ haḍḍī mās nahī̃ hai parantu mōṭī buddhi samajh nahī̃ saktē .
72These three deities are beings of light; they are not flesh and bones. 73However, those with gross intellects cannot understand anything.
70Is par samjhānā hai - ūñchē tē ūñchā bhagvān hai .
74You have to explain that God is the Highest on High.
71Vah brahmā dvārā svarg kā varsā dētē haĩ .
75He gives you the inheritance of heaven through Brahma.
72Gātē bhī haĩ manuṣhya sē dēvtā kiyē . . . . . phir dikhātē haĩ viṣhṇu key|kī nābhī sē brahmā nikalā .
76It is sung: It didn’t take God long to change human beings into deities. 77Then, they portray Brahma emerging from the navel of Vishnu.
73Kabhī nābhī sē bhī bachchā hōtā hai kyā ?
78Can a baby emerge from a navel?
74Ab bāp baiṭh sab rāz samjhātē haĩ . 75Parantu jab kōī samajhē nā .
79The Father sits here and explains all the secrets, but people should at least understand!
76Tum jāntē hō ātmā kō hī pāp ātmā , puṇya ātmā kahā jātā hai .
80You know that a soul is said to be a sinful soul or a charitable soul.
77Aisē nahī̃ ki pavitra ātmā sō paramātmā hai .
81It isn’t that pure souls are the Supreme Soul.
78Par-mātmā bāp tō sadā pāvan hai .
82The Father, the Supreme Soul, is ever pure.
79Tamōpradhān kō patit kahā jātā hai .
83Those who are tamopradhan are said to be impure.
80Satyug mē̃ jab sukh thā tō duḥkh kā nām bhī nahī̃ thā .
84In the golden age, when there was happiness, there was no mention of sorrow.
81Manuṣhya tō kah dētē haĩ svarg abhī hī hai .
85People just say that it’s heaven now.
82Kuchh bhī samajhtē nahī̃ parantu ant mē̃ ākar bāp sē varsā lē̃gē .
86They don’t understand anything, but they will come and claim their inheritance from the Father at the end.
83Tum bachchē hī jāntē hō ki ham apnī rājdhānī sthāpan kar rahē haĩ .
87Only you children know that you are establishing your kingdom.
84Viśhva kā mālik aur kōī ban na sakē .
88No others can become the masters of the world.
85Viśhva par rājya satyug mē̃ hōtā hai .
89It is only in the golden age that you rule the kingdom of the whole world.
86Kaliyug mē̃ sārī viśhva par rājya kar na sakē̃ .
90In the iron age you cannot rule the whole world.
87Yah bhī kiskō patā nahī̃ hai .
91No one knows this.
88Gītā mē̃ bhī hai ki mahābhārī laṛāī lagī thī tab hī sab dharm vināśh hō jātē haĩ .
92It is also written in the Gita that the Great War took place and that all religions were destroyed.
89Jaisē bāns kā jaṅgal hōtā hai , vah jab sūkh jātā hai tō āpas mē̃ ṭakrānē par āg lag jātī hai aur sārā jaṅgal jal jātā hai .
93When a banyan tree dries up and its branches rub against one another, it catches fire and the whole forest burns.
90Yah manuṣhya sr̥iṣhṭi jhāṛ bhī jaṛjaṛībhūt hō gayā hai .
94Similarly, this human world tree has become totally decayed and is also to be set on fire.
91Inkō bhī ab āg lagnē vālī hai , ēk dō mē̃ laṛkar khatm hō jāyēṅgē .
95They will fight and totally destroy one another.
92Āg kā sāmān banātē hī rahtē haĩ .
96They continue to manufacture materials for creating fire.
93Ab atomic bombs dvārā āg lagnī hai , yah rāz vah nahī̃ jāntē .
97There will now be fires through atomic bombs, but they don’t know this secret.
94Ab kaliyug nark badal svarg hōnē vālā hai .
98The iron age, hell, will now change and become heaven.
95Is gyān mē̃ mastī bahut chāhiē .
99A lot of intoxication is required in this knowledge.
96Apnē kō dēkhnā hai ki ham us mastī vā naśhē mē̃ rahtē haĩ ?
100You have to check yourselves to see whether you are maintaining this intoxication.
97Ham paramātmā key|kī santān haĩ , unsē svarg kā varsā pā rahē haĩ .
101We are the children of God and we are receiving our inheritance of heaven from Him.
98Āpas mē̃ bāt karnē key|kī royalty chāhiē .
102There has to be royalty when speaking to one another.
99Yahā̃ sē sab kuchh sīkhnā hai .
103Everything has to be learned here.
100Bād mē̃ vahī saṅskār lē jāyēṅgē .
104You will then take these same sanskars with you.
101Ati mīṭhā bannā hai , baṛā naśhā rahnā chāhiē .
105Become very sweet and also maintain great intoxication.
102Śhivbābā K|kē ham bachchē haĩ .
106We are the children of Shiv Baba.
103Dēvtā pad pānē vālē haĩ , tō ēk dō mē̃ kitnā pyār sē bōlnā chāhiē .
107We are those who are going to claim a deity status and so we should speak to one another with so much love.
104Parantu bachchō̃ K|kē mukh sē ajun fool|phūl nikaltē nahī̃ haĩ .
108However, as yet, flowers don’t emerge from the mouths of you children.
105Tum kitnē ūñch hō .
109You are so elevated!
106Tumkō yah yād rahē ki ham śhivbābā key|kī santān haĩ phir satyug mē̃ mahārājā banē̃gē .
110You should remember that you are the children of Shiv Baba, and that you are to become emperors in the golden age.
107Gōyā ham viśhva K|kē crown prince banē̃gē .
111This means that you are to become crowned princes of the world.
108Tum bachchō̃ kō āntarik khuśhī hōnī chāhiē ki ham paramātmā K|kē sammukh baiṭhē haĩ , jissē svarg kā varsā miltā hai unkī śhrīmat par chalnā hai .
112You children should have the internal happiness that you are sitting in front of God from whom you receive the inheritance of heaven. 113You have to follow His shrimat.
109Tum jāntē hō hamārī rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
114You know that your kingdom is being established.
110Rājdhānī mē̃ sab chāhiē .
115All are required in a kingdom.
111Parantu tum bachchō̃ K|kē mukh sē sadaiv ratna nikalnē chāhiē .
116However, only jewels should constantly emerge from the mouths of you children.
112Bābā rūp bhī hai tō basant bhī hai .
117Baba is Rup and also Basant.
113Kahāniyā̃ sab abhī kī haĩ .
118The stories all refer to this time.
114Bāp hai gyān kā sāgar . 115Vah gyān kī varṣhā kartē haĩ .
119The Father is the Ocean of Knowledge and He rains knowledge.
116Bākī vah indra dēvtā barsāt barsātē haĩ , aisī bāt hai nahī̃ .
120It isn’t that God Indra showers rain.
117Yah bādal natural bantē haĩ , barsāt kartē haĩ .
121Clouds form naturally and then they shower.
118Satyug mē̃ yah 5 tatva bhī tumhārē gulām ban jātē haĩ aur yahā̃ manuṣhya sabkē gulām ban paṛē haĩ .
122In the golden age even the five elements become your slaves, whereas here, human beings have become slaves of everyone.
119Yahā̃ her|har bāt mē̃ mēhnat karnī paṛtī hai .
123Here, effort has to be made for everything.
120Vahā̃ sab bāt svataḥ hō jātī hai .
124There, everything happens automatically.
121Tō bachchō̃ kō bābā key|kī yād sadā rahnī chāhiē issē khuśhī kā pārā sadā chaṛhā rahēgā .
125Therefore, you children should constantly remember Baba so that your mercury of happiness remains constantly high.
122Vō lōg ( science vālē ) bhī manthan kartē haĩ . 123Tum bachchō̃ kō vāṇī kā manthan karnā hai .
126Those people (scientists) churn a lot and you children have to churn knowledge.
124Vāṇī kā pravāh kabhī-kabhī bahut achchhā rahtā hai , kabhī cum|kam , inkō kahā jātā hai manthan karnā .
127Sometimes, the impact of knowledge is very good and sometimes less. 128This is called churning knowledge.
125Bachchē bāp key|kī avasthā kō dēkh rahē haĩ aur bābā apnā anubhav sunātē haĩ .
129Children can see the father’s stage (Brahma Baba’s) and Baba shares his experience.
126Tō kab bahut uchhal kā pravāh rahtā hai , kabhī cum|kam .
130Therefore, sometimes, there is a lot of enthusiasm and, at other times, less.
127Kabhī bahut achchhī points nikaltī haĩ .
131Sometimes, very good points emerge.
128Bābā bhī madadgār ban jātē haĩ .
132Sometimes, Baba also helps.
129Yah tum bhī feel kartē hō .
133You too feel this.
130Bābā tō kabhī murlī hāth mē̃ nahī̃ uṭhātē haĩ .
134Baba never takes a murli in his hand.
131Bachchē magazine likhtē haĩ - tō bābā kabhī-kabhī dēkhtē haĩ ki bachchē kabhī ġaphlat tō nahī̃ kartē haĩ .
135When children write things for the magazines, Baba looks at them sometimes to make sure they are not making mistakes.
132Magazine mē̃ bhī achchhī-achchhī murlī key|kī points ātī haĩ aur sab taraph jātī rahtī haĩ .
136Many very good murli points are printed in the magazines and they are sent everywhere.
133Kōī key|kī taraph murlī nahī̃ jātī hai tō bābā kahtē haĩ rachtā aur rachnā kā gyān 7 rōz mē̃ samajh liyā hai nā . 134Bākī kyā chāhiē .
137If murlis are not sent to some places, Baba says: What more do you want once you have taken the seven-day course and understood the knowledge of the Creator and creation?
135Bākī 5 vikārō̃ kō bhasma karnē kā puruṣhārth karnā hai aur tō kōī taklīph hai nahī̃ .
138Effort has to be made to burn the five vices away; there is no other difficulty.
136Tum bachchē kōī K|kē bhī satsaṅg mē̃ jā saktē hō , sēvā karnē kā bhī umaṅg ānā chāhiē .
139You children can go to any spiritual gathering. 140There should be that enthusiasm to go and serve.
137Jab sab dharm vālē ikaṭṭhē hōtē haĩ tō samjhānā chāhiē ki har ēk kā dharm alag-alag hai .
141When those of all religions come together, you should explain that each one’s religion is different.
138Bhāī-bhāī kahtē haĩ parantu milkar ēk nahī̃ hō saktē .
142They speak of being brothers, but they cannot unite themselves.
139Yah sirph kahnē key|kī bāt hai .
143They just say it for the sake of saying something.
140Bāp kahtē haĩ - maĩ ākar brāhmaṇ banāē phir dēvī-dēvtā dharm sthāpan kartā hū̃ , vahā̃ dūsrā kōī dharm rahtā nahī̃ hai .
144The Father says: I come and make you into Brahmins and establish the deity religion. 145There is no other religion there.
141Yah vahī mahābhārat laṛāī hai .
146This is the same Mahabharat War.
142Gītā mē̃ bhī iskā varṇan kiyā huā hai .
147This is also mentioned in the Gita.
143Yah ēk hī paṛhāī hai . 144Paṛhānē vālā bhī ēk hī hai .
148This is the only study and the One who is teaching you is only One.
145Gyān jab pūrā hōgā tō bāp kahtē haĩ maĩ bhī chalā jāūṅgā .
149The Father says: When knowledge ends, I will go back home.
146Mujhē kaliyug K|kē ant mē̃ gyān sunānā hai , mujhē kalp-kalp ānā hai .
150I have to speak knowledge at the end of the iron age and I have to come every cycle.
147Ēk second bhī cum|kam jāstī nahī̃ hōgā .
151It cannot be earlier or later by even a second.
148Jab gyān pūrā hō phir karmātīt avasthā mē̃ chalē jāyēṅgē , tō vināśh bhī hō jāyēgā .
152When knowledge is completed, you will reach your karmateet stage and then destruction will take place.
149Din-pratidin tumhārī service baṛhtī jāyēgī .
153Day by day, your service will increase.
150Yahā̃ tō na kisī mē̃ pavitratā hai , na daivīguṇō̃ key|kī dhārṇā hai .
154Here, no one has either purity or divine virtues.
151Vahā̃ pavitratā kā antar dēkhō kitnā hai .
155Look how great the contrast of purity there is between here and there!
152Tum abhī saṅgam mē̃ baiṭhē hō , yahī puruṣhōttam yug hai .
156You are now sitting at the confluence age; this is the most elevated confluence age.
153Abhī tum puruṣhōttam ban rahē hō .
157You are now becoming the most elevated beings.
154Parantu vah jalvā , vah chalan bhī chāhiē .
158However, there also has to be that splendour and behaviour.
155Kabhī mukh sē patthar nahī̃ nikalnē chāhiē . 156Ratna hī mukh sē nikalnē chāhiē .
159Stones must never emerge from your mouths; only jewels should emerge.
157Abhī tum dēvtā samān gul-gul ban rahē hō .
160You are now becoming as beautiful as the deities.
158God ākar god goddess banātē haĩ .
161God comes and makes you into gods and goddesses.
159Dēvtāō̃ kō hī bhagvān-bhagvatī kahtē haĩ . 160Parantu aisā banātē kaun hai ?
162Deities are called gods and goddesses, but no one knows who makes them that.
161Yah kōī nahī̃ jāntē . 162Tumhārī buddhi mē̃ pūrē rachtā aur rachnā key|kī knowledge hai phir aurō̃ kō āp samān banānē key|kī javābdārī hai .
163You have the full knowledge of the Creator and creation in your intellects and you also have the responsibility of making others equal to yourselves.
163Bahut ātē rahē̃gē .
164Many will continue to come here.
164Svadarśhan chakradhārī brāhmaṇ hī bantē haĩ .
165Only Brahmins become spinners of the discus of self-realisation.
165Māyā K|kē tūphān bhī bachchō̃ kō hī ātē haĩ .
166It is only you children who experience storms of Maya.
166Kahā̃ tūphān ānē sē haḍḍī-haḍḍī ṭūṭ jātī hai .
167Sometimes, when there are storms, your bones break.
167Chaltē-chaltē kōī disservice bhī kartē haĩ .
168While moving along, some even do disservice.
168Bāp kahtē haĩ kōī bhī chhī-chhī kām nahī̃ karō .
169The Father says: Don’t perform dirty actions!
169Tum mukh vaṅśhāvalī brāhmaṇ hō , vah haĩ kukh vaṅśhāvalī .
170You are mouth-born Brahmins, whereas they are brahmins born through physical birth.
170Kitnā fark hai .
171There is so much difference!
171Vah jismānī yātrā par lē jātē haĩ , tumhārī hai rūhānī yātrā .
172They take everyone on physical pilgrimages whereas yours is a spiritual pilgrimage.
172Tum bēhad K|kē bāp sē varsā lē rahē hō .
173You are receiving your inheritance from the unlimited Father.
173Yah bhī kismē̃ akla nahī̃ hai jō samajhē ki vah bhī brāhmaṇ , ham bhī brāhmaṇ .
174None of them has the wisdom to understand that they are brahmins and that you are also Brahmins.
174Parantu sachchā brāhmaṇ kaun hai ?
175However, who are the true Brahmins?
175Vah brāhmaṇ apnē kō brahmākumār nahī̃ kahlā saktē .
176Those brahmins cannot call themselves Brahma Kumars.
176Tum apnē kō brahmākumār kahlātē hō tō jarūr brahmā bhī hōgā .
177You call yourselves Brahma Kumars and so Brahma too must definitely exist.
177Parantu unkī buddhi mē̃ yah bātē̃ ātī nahī̃ haĩ , jō pūchhē̃ .
178However, because these things don’t enter their intellects, they don’t ask.
178Bābā kalp-kalp tum bachchō̃ kō ākar yah bātē̃ samjhātē haĩ ki tum brahmā key|kī aulād brāhmaṇ sab bhāī-bahin ṭhaharē .
179Baba comes every cycle and explains these things to you children: You are Brahmins, children of Brahma; all of you are brothers and sisters.
179Phir vah vikār mē̃ kaisē jā saktē .
180Therefore, how can you indulge in vice?
180Agar kōī jātē haĩ tō brāhmaṇ kul kō kalaṅkit kartē haĩ .
181If someone does indulge in vice, he is defaming the Brahmin clan.
181Apnē kō brahmākumār-kumārī kahlākar phir patit hō nahī̃ saktē .
182After calling yourself a Brahma Kumar or Kumari, you cannot become impure.
182Achchhā !
183Achcha.
183Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
184To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
184Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
185The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
185Dhārṇā kē liē mukhya sār :
186Essence for dharna:
1861 ) vāṇī sē jō suntē haĩ us par manthan karnā hai .
187 1. Churn whatever you hear in the murli.
187Puruṣhōttam ban rahē haĩ isliē chalan bahut royal banānī hai .
188You are becoming most elevated. 189Therefore, your behaviour has to be very royal.
188Mukh sē kabhī patthar nahī̃ nikālnē haĩ .
190Never allow stones to emerge from your mouths.
1892 ) bahutō̃ kō āp samān banānē key|kī javābdārī samajh service par tatpar rahnā hai .
191 2. Understand your responsibility to make many others equal to yourselves and keep yourself engaged in doing service.
190Kōī bhī chhī-chhī gandā kām karkē disservice nahī̃ karnī hai .
192Don’t do disservice by performing any dirty actions.
Blessing
191Vardān : ēkras sthiti dvārā atīndriya sukh key|kī anubhūti karnē vālē sarv ākarṣhaṇō̃ sē mukt bhav
193Blessing: May you become free from all attractions and, with you constant and stable stage, experience supersensuous joy.
192Jab indriyō̃ key|kī ākarṣhaṇ aur sambandhō̃ key|kī ākarṣhaṇ sē mukt banō tab atīndriya sukh key|kī anubhūti kar sakē̃gē .
194 When you become free from any attractions of the senses and of all your relations, you will then be able to experience supersensuous joy.
193Kōī bhī karmandriy K|kē vaśh hōnē sē jō bhinn-bhinn ākarṣhaṇ hōtē haĩ vah atīndriya sukh vā harṣh dilānē mē̃ bandhan ḍāltē haĩ .
195When you are influenced by any of the senses, the different things that attract you create obstacles to your experiencing supersensuous joy and being happy.
194Lēkin jab buddhi sarv ākarṣhaṇō̃ sē mukt hō ēk ṭhikānē par ṭik jātī hai , halchal samāpt hō jātī hai tab ēkras avasthā bannē sē atīndriya sukh key|kī anubhūti hōtī hai .
196However, when your intellect becomes free from all attractions and stabilised on one thing, all upheaval finishes. 197Then, by having a constant and stable stage, you experience supersensuous joy.
Slogan
195Slōgan : apnē buddhi key|kī line sadā clear rakhō tō ēk dō K|kē man K|kē bhāvō̃ kō jān lē̃gē .
198Slogan: Always keep the line of your intellect clear and you will be able to know the feelings of others.
199*** Om Shanti ***