शनिवार 13 नवंबर 2021 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

013-11-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 13/11/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - maĩ tum bachchō̃ kē liē hathēlī par bahiśht lāyā hū̃ , tum mujhē yād karō tō svarg kī bādśhāhī mil jāyēgī ' '

1Essence: Sweet children, I have brought heaven on the palms of My hands for you children. 2Remember Me and you will receive the sovereignty of heaven.

Question

2Praśhna  : bēhad key|kī khuśhī kin bachchō̃ kō nirantar rah saktī hai  ?

3Question: Which children can experience unlimited happiness all the time?

Answer

3Uttar  : jinhōnnē bēhad kā sannyās kiyā hai aur saṅg tōṛ ēk saṅg jōṛā hai , vahī nirantar khuśhī mē̃ rah saktē haĩ .

4Answer: Those who have had unlimited renunciation and have broken away from everyone else and connected themselves to the One can remain happy all the time.

42 - jō follow father kartē haĩ , jinhē̃ service kā śhauk hai unkī khuśhī kabhī gāyab hō nahī̃ saktī .

5The happiness of those who follow the Father and who are interested in doing service can never disappear.

Song

5Gīt  : chhōṛ bhī dē ākāśh siṃhāsan …

6Song: Leave Your throne of the sky and come down to earth.

Murli

6Ōm śhānti .

7Om shanti.

7Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ nē gīt sunā .

8You sweetest spiritual children heard the song.

8Yah kisnē kahā  ?

9Who said this?

9Bāp nē bachchō̃ kō kahā ki gīt sunā  ?

10The Father asked the children: Did you hear the song?

10Jab ati duḥkh hōtā hai tab bulātē haĩ .

11People call out to Him when they are in extreme sorrow.

11Bachchē jāntē haĩ ki bāp hī sukhdhām vā pāvan duniyā rachtē haĩ athavā bhagvān bhagvatī kā rājya sthāpan kartē haĩ .

12You children know that only the Father created the land of happiness, the pure world, that is, He established the kingdom of gods and goddesses.

12Bhagvān aur bhagvatī jaisē svarg K|kē mālik ṭhaharē .

13It is as though gods and goddesses are the masters of heaven.

13Tum dēkhtē hō lakṣhmī-nārāyaṇ kitnē dhanvān thē , kitnī baṛī rājdhānī thī .

14You can see how wealthy Lakshmi and Narayan were and how big their kingdom was.

14Unkī rājdhānī mē̃ kabhī kōī upadrav hōtā nahī̃ .

15There were no calamities in their kingdom.

15Bāp bachchō̃ kō varsā hī aisā dētē haĩ tō kitnī khuśhī mē̃ rahnā chāhiē .

16The Father gives you children such an inheritance and so you should have so much happiness.

16Parantu number-vār puruṣhārth anusār tō haĩ hī .

17However, everything is numberwise according to the efforts you make.

17Kōī-kōī tō pūrā gyān na uṭhānē K|kē kāraṇ na vahā̃ key|kī khuśhī mē̃ rahtē haĩ aur na yahā̃ key|kī khuśhī mē̃ rahtē haĩ .

18Because of not taking the full knowledge, some are not able to experience happiness either there (outside world) or here.

18Unkō kahtē haĩ dōnō̃ jahā̃ sē gayē kyōṅki bāp sē varsā lētē-lētē gir paṛtē haĩ .

19It is said that they are lost to both worlds because, while claiming their inheritance from the Father, they fall.

19Duniyā mē̃ yah kiskō mālūm nahī̃ ki bhagvān ākar svarg sthāpan kar rahē haĩ kyōṅki vah ātē hī haĩ gupta rūp mē̃ .

20No one in the world knows that God has come and is establishing heaven because He comes in an incognito form.

20Kahtē haĩ jarūr bhagvān is samay hōnā chāhiē kyōṅki sab ghōr andhiyārē mē̃ haĩ .

21It is because everyone is in extreme darkness that they say that God should definitely exist here at this time.

21Rāt kō 12 bajtē haĩ tō unkō ghōr andhiyārā kahā jātā hai .

22When it is midnight, it is said to be extreme darkness.

22Rāt mē̃ ghōr andhiyārā , din mē̃ ghōr prakāśh hōtā hai .

23At night it is extreme darkness and during the day it is extreme light.

23Bachchē jāntē haĩ ab bhakti mārg key|kī rāt pūrī hōtī hai , jismē̃ duḥkh hī duḥkh hai .

24You children know that the night of the path of devotion is now coming to an end and that there is nothing but sorrow in it.

24Manuṣhya samajhtē haĩ bhakti kē bād bhagvān miltā hai .

25People think that they will find God after performing devotion.

25Tum jāntē hō - bāp hī ākar ham sabkī sadgati kartē haĩ .

26You know that only the Father comes and grants salvation to everyone.

26Tum bachchō̃ mē̃ bhī number-vār tō jarūr haĩ .

27You children are numberwise.

27Kōī kā tō khuśhī kā pārā chaṛhā huā rahtā hai .

28The mercury of happiness of some remains high.

28Mēhnat bhī khuśhī sē kartē haĩ .

29They also make a lot of effort in happiness.

29Service kā śhauk rahtā hai ki kōī kō jākar samjhāyē̃ , isliē bābā pradarśhanī , mēlē kā bhī prabandh rachtē rahtē haĩ ki aurō̃ kō samjhānē sē khuśhī kā pārā chaṛh jāyē .

30They are interested in doing service and in going to explain to people and this is why Baba makes arrangements for exhibitions and fairs etc. 31Therefore, the mercury of your happiness can rise when you explain to others.

30Yahā̃ jiskē pās|pass dhan hai , vah samajhtē haĩ ham svarg mē̃ baiṭhē haĩ .

32Here, those who have wealth think that they are sitting in heaven.

31Unhō̃ kē liē gyān uṭhānā muśhkil hai isliē gāyā huā hai kōṭō̃ mē̃ kōī hī itnā samajhdār ban bāp K|kē varsē K|kē adhikārī bantē haĩ .

33It is difficult for them to take knowledge. 34This is why it is remembered that only a handful out of multimillions become sensible enough to claim a right to the Father’s inheritance.

32Follow father gāyā huā hai .

35It is remembered: Follow the Father.

33Tō bāp key|kī śhrīmat par chalnā paṛē .

36So, you have to follow the Father’s shrimat.

34Jō achchhī tarah sē śhrīmat par chaltē haĩ unkō follow father karnā chāhiē .

37Those who follow shrimat very well also follow the Father.

35Jaisē yah ( brahmā ) bachchā achchhī tarah chal rahā hai .

38For instance, this child (Brahma) is following Him very well.

36Laukik bachchē rāy par nahī̃ chalē tō kahā tum apnī rāh lē lō .

39When his children didn’t follow his advice, he told them to go their own way.

37Rāvaṇ key|kī mat par chalnē vālē aur rām key|kī mat par chalnē vālē ikaṭṭhā nahī̃ rah saktē .

40Those who follow Ravan’s directions and those who follow Rama’s directions cannot stay together.

38Tum bachchē samajhtē hō ki bhārat mē̃ hī ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm thā .

41You children understand that the original eternal deity religion existed in Bharat.

39Vah 84 janma lē patit banē haĩ , tab pukārtē haĩ hē patit-pāvan āō .

42They took 84 births and became impure. 43This is why they call out: O Purifier, come!

40Abhī tum bachchē samajhtē hō ki bākī thōṛē rōz haĩ .

44You children understand that only a few more days now remain.

41Daivī rājdhānī sthāpan karnē mē̃ time tō lagtā hai .

45It takes time to establish the deity kingdom.

42Yah hai gupta .

46This is incognito.

43Ismē̃ laṛāī kī bāt nahī̃ .

47There’s no question of a war in this.

44Aisē nahī̃ chaṛhāī karkē rājya lētē haĩ .

48It isn’t that you wage war against anyone and claim the kingdom.

45Nahī̃ , yah tō bāp ākar rājāō̃ kā rājā banātē haĩ . 46Jis bāp kō yād kartē duḥkh-hartā sukh-kartā āō .

49No, it is the Father, whom you remember as the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness, who comes and makes you into kings of kings.

47Sannyāsī gurū thōṛēhī duḥkh-hartā hō saktē haĩ  ?

50Sannyasis and gurus etc. cannot be removers of sorrow.

48Unhō̃ kā sannyās hai had kā . 49Tumhārā hai bēhad kā .

51Their renunciation is limited whereas yours is unlimited.

50Ismē̃ bēhad key|kī khuśhī rahtī hai .

52Here, you have infinite happiness.

51In lakṣhmī-nārāyaṇ bhagvatī-bhagvān kō bhī bēhad key|kī khuśhī hai nā .

53The goddess Lakshmi and the god Narayan also have unlimited happiness.

52Patit manuṣhyō̃ kō tō jō ātā sō bōltē haĩ .

54Impure human beings continue to say whatever enters their minds.

53Tum tō ēk-ēk akṣhar arth|earth sahit bōltē hō .

55Every word you speak is meaningful.

54Naī duniyā mē̃ hai hī ēk dharm .

56In the new world, there is just one religion.

55Unkī kōī sē bhī bhēṇṭ nahī̃ kī jātī hai .

57It cannot be compared to anything else.

56Purānī duniyā mē̃ bhēṇṭ kī jātī hai .

58Only in the old world can there be comparisons.

57Naī duniyā mē̃ yah patā nahī̃ rahtā ki purānī duniyā mē̃ kyā hōgā .

59In the new world, you are unaware of what exists in the old world.

58Vahā̃ sab kuchh bhūl jātā hai .

60There, you will have forgotten everything.

59Yahā̃ tumkō sab kuchh batlāyā jātā hai ki naī duniyā kab sthāpan hōgī  ! 60Purānī duniyā kab vināśh hōgī  !

61Here, you are told everything about when the new world will be established and when the old world will be destroyed.

61Tumkō sab knowledge hai .

62You have all the knowledge.

62Ab tumkō bāp milā hai svarg key|kī sthāpanā karnē vālā .

63You have now found the Father who establishes heaven.

63Tō unsē achchhī tarah sē varsā lēnā chāhiē .

64Therefore, you should claim your inheritance from Him very well.

64Varsā milnā bhī unhō̃ kō hai jinhōnnē kalp pahlē achchhī tarah puruṣhārth kiyā thā .

65Those who made effort very well in the previous cycle will receive the inheritance.

65Unmē̃ bhī number-vār haĩ .

66They are numberwise too.

66Yah hai kāṇṭō̃ key|kī duniyā .

67This is the world of thorns.

67Pahlē number kā kāṇṭā tō sabmē̃ hai hī .

68Everyone has the number one thorn.

68Purānī duniyā chhī-chhī , naī duniyā achchhī hōtī hai .

69The old world is dirty and the new world is very good.

69Svarg kiskō kahā jātā hai , yah bhī kiskō patā nahī̃ hai .

70No one knows what heaven is.

70Aisē hī kah dētē haĩ ki phalānā svargvāsī huā .

71They simply say that so-and-so became a resident of heaven.

71Svarg hai kahā̃ jō svargvāsī huā .

72Where is the heaven that that person could become a resident of?

72Tum jāntē hō svarg bhī is bhārat mē̃ thā .

73You know that heaven existed in this Bharat.

73Nark bhī bhārat mē̃ hai .

74Hell is also in Bharat.

74Tō yah akṣhar vō lōg pakaṛkar kah dētē haĩ svarg nark yahā̃ hī hai . 75Jinkō bahut dhan hai vah svarg mē̃ haĩ .

75Those people catch hold of these words and say that heaven and hell are both, that those who have a lot of wealth are in heaven.

76Parantu aisē nahī̃ hai .

76However, it is not like that.

77Bhārat nayā thā tō satyug thā , jiskō svarg kahā jātā hai .

77It was when Bharat was new that it was the golden age and it was called heaven.

78Abhī patit duniyā nark hai .

78Now, the impure world is hell.

79Duniyā tō ēk hī hai . 80Naī duniyā mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā . 81Purānī duniyā mē̃ rāvaṇ kā rājya hai .

79There is just the one world: the kingdom of Lakshmi and Narayan exists in the new world and the kingdom of Ravan exists in the old world.

82Bhagvānuvāch , maĩ tumkō 84 janmō̃ kā rāz batātā hū̃ .

80God speaks: I tell you the secrets of your 84 births.

83Is rājyōg sē tumkō rājāō̃ kā rājā svarg kā mālik banātā hū̃ .

81Through this Raja Yoga I make you into kings of kings, masters of heaven.

84Tō nark kā jarūr vināśh hōnā hī chāhiē .

82Therefore, hell definitely has to be destroyed.

85Śhāstrō̃ mē̃ kr̥iṣhṇa kā nām ḍāl laṛāī ādi dikhā dī hai .

83They have put Krishna’s name in the scriptures and shown a war etc.

86Pāṇḍavō̃ key|kī kōī sēnā tō hai nahī̃ .

84There is no army of the Pandavas.

87Ājkal kanyāō̃ , mātāō̃ key|kī palṭan banāē unhō̃ kō bandūk ādi chalānā sikhātē haĩ .

85Nowadays, they form groups of kumaris and mothers and teach them how to use guns etc.

88Yahā̃ tumhārē hāth mē̃ bandūk ādi kuchh nahī̃ hai .

86Here, you don’t have any guns etc. in your hands.

89Unkō kyā mālūm tō śhiv śhakti sēnā kaun hai  ?

87What do they know about who the Shiv Shakti Army is?

90Śhivbābā tō kabhī hiṅsā karā nahī̃ saktē .

88Shiv Baba can never make you commit violence.

91Laṛāī kī kōī bāt hī nahī̃ .

89There is no question of war.

92Tum jāntē hō ki śhivbābā key|kī rūhānī sēnā hai .

90You know that Shiv Baba’s army is the spiritual army.

93Śhivbābā hamkō double ahiṃsak banātē haĩ .

91Shiv Baba is making us doubly non-violent.

94Unkō kahā jātā hai 100 percent non-violence .

92This is called 100% non-violence.

95Yahā̃ hai 100 percent violence ( hiṅsā ) .

93Theirs is 100% violence.

96Ēk hī bombs sē kitnō̃ kā vināśh kar dētē haĩ .

94They destroy so many with just one bomb.

97Bēhad K|kē non-violence aur violence mē̃ kitnā fark hai .

95There is so much difference between unlimited non-violence and violence.

98Tum abhī is samay bēhad key|kī silence mē̃ hō .

96You are now in unlimited silence.

99Us taraph jitnā laṛāī kī taiyāriyā̃ hōtī jātī haĩ , utnā āvāj baṛhtā jātā hai .

97The more preparations they continue to make for war, the more noise they make.

100Kitnā haṅgāmā hōtā hai vināśh mē̃ .

98There is so much upheaval in destruction.

101Sthāpanā mē̃ tō kitnī silence mē̃ baiṭhē hō .

99For this establishment, you are sitting in such silence!

102Hiṅsā key|kī kōī bāt hī nahī̃ .

100There is no question of violence.

103Tumhārī ab practical life hai .

101This is now your practical life.

104Bāp sē yōg bal dvārā varsā pā rahē hō .

102You are claiming your inheritance from the Father with the power of yoga.

105Bāp alpha kō yād karnē sē svarg kī bādśhāhī miltī hai , kitnā sahaj hai .

103By remembering Alpha, the Father, you receive the sovereignty of heaven. 104It is so easy!

106Bāp kitnā most beloved hai .

105The Father is the most beloved.

107Kitnā dūr-dēśh sē ātē haĩ .

106He comes from such a distant land.

108Jaisē vilāyat sē kiskā bāp ātā hai tō bachchē bahut khuśh hōtē haĩ . 109Bābā hamārē liē vilāyat sē achchhī-achchhī saugāt lāyēṅgē .

107When a father comes from abroad, his children are so happy because their father would have brought very good gifts for them from abroad.

110Yah bēhad kā bāp tō ēk hī bār ātā hai .

108This is the unlimited Father and He only comes once.

111Kaun see|sī|C saugāt lē ātē haĩ  ?

109What gift does He bring?

112Kahtē haĩ maĩ tumhārē liē hathēlī par bahiśht lē āyā hū̃ .

110He says: I have brought heaven on the palms of My hands for you.

113Jaisē kahtē haĩ hanumān sañjīvanī būṭī kā pahāṛ lē āyā .

111For instance, it is said that Hanuman carried on his hand the mountain top, while had the life-giving herb growing on it.

114Ab pahāṛ tō kōī uṭhā nahī̃ saktā hai .

112No one can lift a mountain.

115Vaisē hī bāp kahtē haĩ maĩ hathēlī par bahiśht lē āyā hū̃ .

113In the same way, the Father says: I have brought heaven on My palm.

116Ab bahiśht kōī hathēlī par thōṛēhī uṭhtā hai . 117Yah tō samajh key|kī bāt hai .

114Heaven cannot be carried on one’s palm; it is a matter of understanding.

118Bachchē tō jāntē haĩ bābā hamārē liē number one saugāt lāyē haĩ .

115You children know that Baba has brought the number one gift for you.

119Bāp kahtē haĩ - maĩ āyā hū̃ tumkō pāvan duniyā kā mālik banānē tō pāvan bannā paṛē .

116The Father says: I have come to make you into the masters of the pure world and so you have to become pure.

120Yah rājyōg hai nā .

117This is Raja Yoga.

121Bhārat kā prāchīn rājyōg gītā K|kē bhagvān nē hī sikhlāyā thā aur rājāī dī thī .

118Only the God of the Gita taught ancient Raja Yoga of Bharat and gave the kingdom.

122Ab phir sē rājyōg sikhlā rahē haĩ .

119He is now once again teaching Raja Yoga.

123Tum kahtē hō ki ham svarg key|kī sthāpanā karnē vālē bāp K|kē bachchē haĩ , bāp naī duniyā sthāpan kartē haĩ tō jarūr kisī kō tō bādśhāhī milī hōgī nā .

120You say that you are the children of the Father who establishes heaven. 121The Father establishes the new world and so someone would surely receive the sovereignty.

124Aisē bhī nahī̃ sirph svarg mē̃ rahnē vālō̃ kō hī bāp nē diyā hōgā .

122It isn’t that the Father would only give to those who live in heaven.

125Aur sabkō bhī tō bāp dētē haĩ nā .

123The Father gives to everyone else too.

126Bākī sabkō drama anusār mukti kā part milā huā hai . 127Sab mukt hō jātē haĩ .

124According to the drama, all the rest receive the part of liberation; everyone becomes liberated.

128Ēk hī bāp sarv kā sadgati dātā hai , dūsrā na kōī .

125Only the one Father and none other is the Bestower of Salvation for All.

129Tumhārē pās|pass pradarśhanī mē̃ jō nāmīgrāmī ātē haĩ , jō māntē haĩ ki barōbar gītā kā bhagvān śhrīkr̥iṣhṇa nahī̃ hai , śhiv hai , tō unsē likhvā lēnā hai .

126You should get all the eminent people who come to your exhibitions etc., those who truly believe that the God of the Gita is not Shri Krishna, but Shiva, to write something down.

130Baṛē ādamiyō̃ key|kī hī bāt kō sunē̃gē .

127People only listen to what eminent people say.

131Garīb key|kī tō kōī suntē nahī̃ isliē pradarśhanī mē̃ kōśhiśh kar yah likhvā lō gītā kā bhagvān ēk hī hai . 132Vah sabkā bāp hai .

128No one listens to the poor and this is why, at the exhibitions, you should try to get them to write that there is only one God of the Gita and that He is the Father of all.

133Āj sē 5 hajār varṣh pahlē bhārat svarg thā , lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .

129Five thousand years before today, Bharat was heaven and it was the kingdom of Lakshmi and Narayan.

134Abhī tō sārē viśhva par rāvaṇ kā rājya hai , yahī sabkā duśhman hai , jiskō varṣh-varṣh jalātē haĩ .

130Now there is the kingdom of Ravan over the whole world. 131He is everyone’s enemy.

135Phir bhī martā nahī̃ hai .

132He is burnt every year and yet he doesn’t die.

136Abhī bhārat kā baṛā duśhman yah rāvaṇ hai , yah bāt sirph tum jāntē hō .

133Bharat’s biggest enemy now is Ravan. 134Only you know this.

137Ab rām parampitā paramātmā rāvaṇ par jīt pahnātē haĩ .

135Now, Rama, the Supreme Father, the Supreme Soul, is enabling you to conquer Ravan.

138Kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē pāp nāśh hōṅgē , tum lāyak ban jāyēṅgē tō phir naī duniyā chāhiē .

136He says: Remember Me and your sins will be absolved and you will become worthy. 137You will then need a new world.

139Jarūr purānī duniyā kā vināśh bhī huā thā , sō hōgā .

138The old world was definitely destroyed and that will happen again.

140Mahābhārat laṛāī lagī hī tab hai jab rāvaṇ rājya vināśh hō rāmrājya sthāpan hōtā hai .

139The Mahabharat War took place when the kingdom of Ravan was destroyed and the kingdom of Rama established.

141Rāvaṇ rājya mē̃ hī hāhākār śhurū hōtā hai .

140The cries of distress begin in the kingdom of Ravan.

142Hāhākār kē bād jayjaykār hōtī hai , duniyā badaltī hai .

141After the cries of distress, there will be the cries of victory and the world will change.

143Jaisē purānā ghar tōṛ nayā banāyā jātā hai phir tōṛā jātā hai , yah bhī sthāpanā hō rahī hai .

142Just as an old building is demolished and a new one built and then demolished again, so establishment is taking place in the same way.

144Bombs ādi banātē hī rahtē haĩ .

143They continue to manufacture bombs etc.

145Taiyāriyā̃ hō rahī haĩ .

144Preparations are taking place.

146Abhī daśhaharā āyā tō rāvaṇ key|kī effigy bhī nikālī .

145Now that Dashera has come, they make an effigy of Ravan.

147Tumhārī hai bēhad key|kī bāt .

146Yours is an unlimited aspect.

148Tumhārī buddhi mē̃ ātā hai yah kyā kartē haĩ .

147Your intellects wonder about what they are doing.

149Tum jab samjhāyēṅgē tab samajhē̃gē ham yah kyā kartē haĩ .

148When you explain to them, they will understand what they are doing.

150Hansī bhī āyēgī .

149Then, they too will be amused.

151Kiskō bhī samjhā saktē hō - itnā baṛā rāvaṇ tō hōtā hī nahī̃ .

150You can explain to anyone that such a huge Ravan cannot exist.

152Ab bāp kahtē haĩ tum rāmrājya lō|low .

151The Father says: Now claim the kingdom of Rama.

1535 vikārō̃ kā dān dō grahaṇ chhūṭ jāē .

152Make the donation of the five vices and the omens will be removed.

154Bāp ākar samjhātē haĩ yah 5 vikārō̃ kā grahaṇ sārī duniyā par lagā huā hai .

153The Father comes and explains that the whole world is eclipsed by the five vices.

155Bilkul hī kālē hō jātē haĩ .

154Everyone has become completely ugly.

156Tum bachchō̃ kō tō athāh khuśhī hōnī chāhiē .

155You children should have unlimited happiness.

157Bākī thōṛē rōz haĩ .

156Only a few more days remain.

158Tum abhī creator , director , mukhya actors drama K|kē ādi madhya ant kō jāntē hō , aur kōī nahī̃ jāntē .

157You now know the Creator, Director and Principal Actor and the beginning, middle and end of the drama. 158No one else knows this.

159Tumhārī ab svachchha buddhi banī hai .

159Your intellects have now become pure and clean.

160Tum bāp K|kē banē hō tō jarūr svarg mē̃ bhēj dēgē .

160Now that you belong to the Father, He will definitely send you to heaven.

161Knowledge is source of income kahā jātā hai .

161It is said that knowledge is a source of income.

162Yah hai rūhānī knowledge , jō bāp hī dētē haĩ .

162This is spiritual knowledge which only the Father gives.

163Manuṣhya , manuṣhya kō dē nahī̃ saktē .

163Human beings cannot give this knowledge to human beings.

164Duniyā mē̃ sab manuṣhya , manuṣhyō̃ kō knowledge dētē haĩ .

164In the world, it is just human beings who give knowledge to human beings.

165Tumkō tō bāp supreme soul ākar gyān dētē haĩ .

165Here, the Father, the Supreme Soul, comes and gives you this knowledge.

166Bākī sab haĩ bhakti mārg key|kī dant kathā sunānē vālē .

166All the rest are those who relate tall stories of the path of devotion.

167Satya nārāyaṇ kī kathā , rāmāyaṇ key|kī kathā . . . . jō past hō gayā hai vah kuchh na kuchh banātē rahtē haĩ .

167There is the story of the true Narayan and of the Ramayana. 168They continue to make up stories about those who existed in the past.

168Yah tō hai paṛhāī .

169This is a study.

169Paṛhāī mē̃ history-geography sunāī jātī hai .

170History and geography are taught in a study.

170Yah hai world key|kī history-geography , hyuz .

171This is world history and geography; it is huge.

171Tum samjhātē hō bābā nē 5 hajār varṣh pahlē bhī kahā thā vah gītā paṛhnē vālē thōṛēhī kuchh samajhtē haĩ .

172You explain that 5000 years ago, Baba told you that those who study the Gita don’t really understand anything.

172Yādav , kaurav , pāṇḍav kiskō kahā jātā hai - tum practical mē̃ dēkhtē hō .

173You can see in a practical way who the Yadavas, Kauravas and Pandavas are.

173Europe-vasi yādavō̃ nē mūsal nikālē , vināśh huā .

174The Yadavas, the residents of Europe, invented missiles through which destruction took place.

174Vināśh kē bād kyā huā , vah kuchh nahī̃ dikhātē haĩ .

175They don’t show anything about what happened after destruction.

175Vah samajhtē haĩ pralay hō gaī .

176They think that annihilation took place.

176Vah kahtē haĩ tum śhāstrō̃ kō māntē hō  ?

177They ask you whether you believe in the scriptures.

177Bōlō hā̃ , ham śhāstrō̃ kō jāntē haĩ , māntē haĩ - yah sab bhakti mārg K|kē haĩ .

178Tell them: Yes, we know and believe in them, but we also know that they belong to the path of devotion.

178Gyān tō ēk bāp hī sunātē haĩ , jō gyān kā sāgar hai .

179Only the one Father, who is the Ocean of Knowledge, speaks knowledge.

179Ab bhakti khatm hō gyān jindābād hō rahā hai .

180Devotion is now coming to an end and there is to be victory for knowledge.

180Purānī duniyā kā vināśh sāmnē khaṛā hai , nothing new .

181Destruction of the old world is just ahead.

181Hamārī prīt hai bāp sē .

182It is nothing new.

182Ham aur saṅg tōṛ ēk saṅg jōṛtē haĩ .

183Our love is for the one Father.

183Bāp kahtē haĩ - apnē kō ātmā samajh mērē sāth yōg lagāō - iskō hī bhārat kā prāchīn yōg kahā jātā hai , jō bāp hī sikhlātē haĩ .

184We break away from everyone else and connect ourselves to just the One. 185The Father says: Consider yourselves to be souls and have yoga with Me.

184Kr̥iṣhṇa key|kī ātmā bhī is samay antim janm mē̃ hai , inkō kahtē haĩ tum apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē hō .

186This is called the ancient Raja Yoga of Bharat. 187Only the Father teaches this. 188Even the Krishna soul is now in his last birth.

185Yah tumhārā bahut janmō̃ K|kē ant kā janm hai , isliē mainnē ismē̃ pravēśh kiyā hai .

189Baba tells this one: You do not know your own births. 190This is the last of your many births. 191This is why I have entered him.

186Maĩ ismē̃ baiṭhkar tum bachchō̃ kō brahmā mukh vaṅśhāvalī banāē rājya-bhāgya dētā hū̃ .

192I sit in this one to make you children into the mouth-born creation of Brahma and give you your fortune of the kingdom.

187Bāp K|kē sivāē aur kōī batā na sakē .

193No one, apart from the Father, can tell you this.

188Yah tō bāp khud is mukh dvārā sunā rahē haĩ .

194The Father tells you everything Himself with this mouth.

189Yah bābā bhī pahlē kuchh nahī̃ jāntē thē , tum bhī kuchh nahī̃ jāntē thē .

195This Baba didn’t know anything previously. 196You also didn’t know anything.

190Bhāratvāsiyō̃ kō hī samjhānā paṛē . 19184 janmō̃ kā chakra kaisē phirtā hai , yah vahī laṛāī khaṛī hai , jissē svarg K|kē gate|get khulē thē . 192Jabki bāp nē ākar rājyōg sikhlāē manuṣhyō̃ kō dēvtā banāyā thā .

197How the cycle of 84 births turns has to be explained to the people of Bharat. 198This is the same war through which the gates to heaven opened when the Father came and taught you Raja Yoga and made you into deities from human beings.

193Achchhā .

199Achcha.

194Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

200To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

195Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

201The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

196Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

202Essence for dharna:

1971 ) jō achchhī rīti śhrīmat par chaltē haĩ , unhē̃ follow karnā hai .

203 1. Follow those who observe shrimat very well.

198Bēhad key|kī khuśhī mē̃ rahnē kē liē āp samān banānē key|kī sēvā karnī hai .

204In order to stay in unlimited happiness, do the service of making others equal to yourself.

1992 ) prīt buddhi ban aur saṅg tōṛ ēk bāp sē jōṛnā hai .

205 2. Have a loving intellect, break away from everyone else and connect yourself to the one Father.

200Double ahiṃsak ban silence mē̃ baiṭh apnī rājāī sthāpan karnī hai .

206Become doubly non-violent, sit in silence and establish your own kingdom.

Blessing

201Vardān  : marajīvē janm key|kī smr̥iti dvārā karmbandhan kō sambandh mē̃ parivartan karnē vālē parōpkārī bhav

207Blessing: May you uplift others and transform karmic bondages into relationships with the awareness of your birth in which you have died- alive.

202Laukik karmbandhan kā sambandh ab marajīvē janm K|kē kāraṇ śhrīmat K|kē ādhār par sēvā K|kē sambandh kā ādhār hai .

208 Because this is the birth in which you have died alive, your family relationships of karmic bondages are now the basis of relationships for service, on the basis of shrimat.

203Karmbandhan nahī̃ sēvā kā sambandh hai .

209It is not a karmic bondage, but a relationship of service.

204Sēvā K|kē sambandh mē̃ variety prakār key|kī ātmāō̃ kā gyān dhāraṇ kar chalē̃gē tō bandhan mē̃ taṅg nahī̃ hōṅgē .

210If you move along while doing service with the knowledge of the variety of souls, you will not then be distressed by any bondages.

205Lēkin ati pāp ātmā , apkārī ātmā sē bhī naphrat vā ghr̥iṇā kē bajāē , merciful ban taras key|kī bhāvnā rakhtē huē , sēvā kā sambandh samajhkar sēvā karē̃gē tō nāmīgrāmī viśhva kalyāṇī vā parōpkārī gāyē jāyēṅgē .

211Moreover, instead of feeling hatred or dislike for extremely sinful souls and souls who harm others, be merciful and do service with feelings of mercy considering it to be a relationship of service. 212You will then be remembered as a well-known world benefactor and one who uplifts others.

Slogan

206Slōgan  : samay vā paristhiti pramāṇ vairāgya āyā tō yah bhī alpkāl kā vairāgya hai , sadākāl K|kē vairāgī banō .

213Slogan: If your disinterest depends on time or circumstances, that is temporary disinterest. 214Therefore, become one who has disinterest all the time.

215*** Om Shanti ***