शनिवार 20 नवंबर 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
020-11-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 20/11/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - sabkō ēk bāp kā hī parichay dō , ēk bāp sē lēn-dēn rakhō , bāp kō hī apnā sachchā pōtāmēl dō ' '
1Essence: Sweet children, give everyone the Father’s introduction and have your give and take with the one Father alone. 2Only give the Father your true accounts.
Question
2Praśhna : bachchō̃ sē ab tak bhī anēk prakār key|kī bhūlē̃ hōtī rahtī haĩ , uskā kāraṇ kyā hai ?
3Question: What is the reason why, even now, some of you children continue to make many types of mistake?
Answer
3Uttar : mukhya kāraṇ hai - yōg mē̃ bahut kachchē haĩ .
4Answer: The main reason is that you are very weak in yoga. 5If you stayed in remembrance of the Father, you would never perform any wrong action.
4Bāp kī yād mē̃ rahtē tō kabhī kōī burā kām hō nahī̃ saktā .
6When you become trapped in name and form, you’re not able to have yoga.
5Nām rūp mē̃ phansē̃gē tō yōg lag nahī̃ saktā .
7Keep the concern to become pure from impure.
6Tum patit sē pāvan bannē key|kī dhun mē̃ rahō .
8Constantly stay in remembrance of Shiv Baba.
7Nirantar śhivbābā key|kī yād mē̃ rahō , tumhārā āpas mē̃ jismānī pyār nahī̃ hōnā chāhiē .
9You should not have physical love for one another.
Song
8Gīt : jalē na kyō̃ parvānā …
10Song: Why would the Flame not be ignited?
Murli
9Ōm śhānti .
11Om shanti.
10Yah bhakti mārg K|kē gīt gāyē huē haĩ .
12This is a song sung on the path of devotion.
11Ākhrīn yah sab band hō jāyēṅgē , inkī darkār nahī̃ .
13Eventually, all of these songs will be stopped because there is no need for them.
12Gāyan bhī hai ēk second mē̃ bāp sē varsā miltā hai .
14It is remembered that you receive the inheritance from the Father in a second.
13Tum jāntē hō - bēhad K|kē bābā sē jīvanmukti kā varsā miltā hai .
15You know that you receive the inheritance of liberation-in-life from unlimited Baba.
14Jīvan-mukti arthāt is duḥkhdhām sē mukt , bhraṣṭācārapanē sē mukt .
16Liberation-in-life means to be liberated from this land of sorrow and corruption.
15Phir kyā banē̃gē ?
17What will you become then?
16Uskē liē aim object tō bahut achchhī samjhānē kī hai .
18You have to explain the aim and objective very well for that.
17Bābā nē rātri kō bhī samjhāyā ki kōī bhī ātē haĩ tō pahlē parichay dō ūñch tē ūñch bhagvān kā .
19Baba explained to you last night that when anyone comes, first of all give him the introduction of God, the Highest on High.
18Pūchhtē haĩ - yahā̃ kā uddēśhya kyā hai ?
20People ask you what the aim is.
19Tō pahlē-pahlē parichay dēnā hai bēhad K|kē bāp kā .
21First of all, give the introduction of the unlimited Father.
20Ab vah kahtē haĩ mujhē yād karō tō tum pāvan banē̃gē .
22He now says: Remember Me and you will become pure.
21Gātē bhī haĩ hē patit-pāvan āō .
23It is remembered: O Purifier, come!
22Tō bāp kō jarūr kōī authority hōgī nā .
24Therefore, the Father must definitely be the Authority.
23Kōī tō part milā huā hōgā .
25He must have received a part.
24Unkō kahtē haĩ - ūñchē tē ūñchā bāp .
26He is said to be the highest-on-high Father.
25Vah bhārat mē̃ hī ātē haĩ .
27He only comes in Bharat.
26Bhārat kō hī ākar ūñch tē ūñch banātē haĩ .
28He comes and makes Bharat the highest on high.
27Vaikuṇṭha key|kī saugāt lē ātē haĩ .
29He brings you the gift of Paradise.
28Manuṣhya sr̥iṣhṭi mē̃ ūñchē tē ūñch haĩ dēvī-dēvtāyē̃ , sūryavanśhī gharānā , jō satyug mē̃ rājya kartē thē .
30Deities of the sun dynasty who used to rule in the golden age are the highest on high in the human world.
29Satyug sthāpan karnē vālā ūñchē tē ūñchā bhagvān hī hai .
31Only God, the Highest on High, establishes heaven.
30Unkō kahtē bhī haĩ heaven sthāpan karnē vālā , heavenly god father .
32He is called Heavenly God, the Father, who establishes heaven.
31Vah bāp hai , unkē liē kabhī aisē nahī̃ kah saktē ki bāp sarvavyāpī hai .
33He is the Father and so you cannot say of Him that the Father is omnipresent.
32Sarvavyāpī kahnē sē bāp kā varsā gum hō jātā hai .
34By saying that He is omnipresent, you lose the inheritance of the Father.
33Kitnī mīṭhī bātē̃ haĩ , bāp mānā varsā .
35These are such sweet matters. 36“Father” implies the inheritance.
34Jarūr apnē bachchō̃ kō hī varsā dēgē .
37He would definitely give the inheritance to His children.
35Sabhī bachchō̃ kā bāp ēk hī hai .
38The Father of all the children is just the One.
36Vah ākar sukh-śhānti kā varsā dētē haĩ , rājyōg sikhlātē haĩ .
39He comes and gives you the inheritance of peace and happiness and teaches you Raja Yoga.
37Bākī tō sabhī ātmāyē̃ hisāb-kitāb chuktū kar vāpis chalī jāyēṅgī .
40All the rest of the souls will settle their karmic accounts and return home.
38Abhī purānī duniyā khatm hōnē vālī hai .
41The old world is now to be destroyed.
39Uskē liē yah mahābhārat laṛāī hai .
42There is this Mahabharat War for that.
40Anēk dharmō kā vināśh , ēk dharm key|kī sthāpanā hōnī hai .
43The destruction of innumerable religions and the establishment of the one religion has to take place.
41Buddhi bhī kahtī hai jarūr kaliyug kē bād satyug ānā chāhiē .
44The intellect also says that, after the iron age, there must definitely be the golden age.
42Dēvī-dēvatāō̃ key|kī history repeat .
45The history of the deities repeats.
43Gāyā bhī huā hai brahmā dvārā sthāpanā kartē haĩ .
46It is remembered that He carries out establishment through Brahma.
44Ūñch tē ūñch pad prāpt karātē haĩ .
47He enables you to claim the highest status.
45Bāp kahtē haĩ - bachchē yah antim janm pavitra banō .
48The Father says: Children, become pure in this last birth.
46Ab mr̥ityulōk murdābād aur amarlōk jindābād hōnā hai .
49There is defeat for the land of death and victory for the land of immortality.
47Tum sab pārvatiyā̃ hō , amarkathā sun rahī hō .
50All of you are Parvatis listening to the story of immortality.
48Bachchē aur bachchiyā̃ dōnō̃ amar banē̃gē nā .
51Both sons and daughters will become immortal.
49Iskō amarkathā kahō , tījrī kī kathā kahō .
52You can call this the story of immortality or the story of the third eye.
50Aksar karkē mātāyē̃ hī kathā suntī haĩ .
53Generally, it is women who listen to those stories.
51Kyā amarpurī mē̃ puruṣh nahī̃ hōṅgē ?
54Would there not be any men in the land of immortality?
52Dōnō̃ hī hōṅgē , yah bāp hī samjhātē haĩ ki bhakti mārg K|kē śhāstra kyā kahtē haĩ aur bāp kyā kahtē haĩ ?
55There would be both. 56Only the Father explains to you what the scriptures of the path of devotion say and what the Father says.
53Yah bhī kahtē haĩ bhakti kā phal bhagvān dēnē ātē haĩ .
57It is said that God comes to give the fruit of devotion.
54Barōbar satyug mē̃ in dēvī-dēvatāō̃ kā hī viśhva par rājya thā .
58The deities truly did rule the world in the golden age.
55Inhō̃ kō phal kisnē diyā ?
59Who gave them the fruit?
56Kōī bhī sādhū-sannyāsī ādi tō dē na sakē̃ .
60None of the sages or sannyasis can give it.
57Yah bhī jāntē hō bhakti bhī sab ēk jaisī nahī̃ kartē .
61You know that not everyone performs devotion to the same extent.
58Jō bahut bhakti karēgā unkō phal bhī jarūr aisā hī milēgā .
62Those who do a lot of devotion will definitely receive the fruit of that accordingly.
59Jō pūjya thē vahī pujārī banē̃ phir pūjya banē̃gē .
63Those who are worthy of worship become worshippers and then become worthy of worship.
60Bhakti kā phal tō milēgā nā .
64They receive the fruit of their devotion.
61Yah bātē̃ bhī sab samjhānī hōtī haĩ .
65All of these matters also have to be explained.
62Pahlē-pahlē trimūrti par samjhānā hai .
66First of all, explain the picture of the Trimurti.
63Aisā nahī̃ ki pahlē sīṛhī K|kē chitra par lē jāō .
67Don’t take them to the picture of the ladder first.
64Yah hai detail key|kī bātē̃ .
68Those are details.
65Pahlē-pahlē parichay dēnā hai bāp kā .
69First of all, give the Father’s introduction.
66Vah hai ūñchē tē ūñchā .
70He is the Highest on High.
67Phir brahmā viṣhṇu śhaṅkar kā phir lakṣhmī-nārāyaṇ kā .
71Then give the introduction of Brahma, Vishnu and Shankar and then that of Lakshmi and Narayan.
68Bākī bhakti mārg K|kē chitra tō ḍhērō̃ K|kē ḍhēr haĩ .
72There are many pictures on the path of devotion.
69Pahlē-pahlē yah bōlō ki bēhad kā bāp hai - jissē ham bēhad svarg kā varsā lētē haĩ .
73First of all, tell them that you are claiming your unlimited inheritance of heaven from the unlimited Father.
70Ūñchē tē ūñchā bhagvān varsā bhī ūñchē tē ūñchā dētē haĩ .
74God, the Highest on High, also gives the elevated inheritance.
71Bhārat mē̃ śhiv jayantī bhī manāī jātī hai , jarūr heavenly god father nē ākar heaven sthāpan kiyā hōgā .
75The birthday of Shiva is celebrated in Bharat, and so Heavenly God, the Father, must definitely have come and established heaven.
72Bāp hī svarg sthāpan kartē haĩ phir 5 hajār varṣh kē bād nark hō jātā hai .
76Only the Father establishes heaven and then, after 5000 years, it becomes hell.
73Rām kō bhī ānā paṛtā hai , tō samay par rāvaṇ kō bhī ānā paṛtā hai .
77Rama (Shiv Baba) has to come and so even Ravan has to come at the right time.
74Rām varsā dētē , rāvaṇ śhrāp dētē haĩ .
78Rama gives the inheritance, whereas Ravan gives a curse.
75Gyān arthāt din pūrā hō rāt hō jātī hai .
79Knowledge, that is, the day, comes to an end and the night begins.
76Din mē̃ sirph sūryavanśhī , chandravanśhī .
80During the day there are just those of the sun and moon dynasties.
77Yah bātē̃ nutshell mē̃ samjhānē key|kī bahut sahaj haĩ .
81It is very easy to explain these things in a nutshell.
78Pahlē-pahlē ūñchē tē ūñch bāp kā parichay dē pakkā karānā chāhiē .
82First of all, you should give them the introduction of the highest-on-high Father and make it firm for them.
79Mūl bāt hī yah hai .
83This is the main thing.
80Satyug mē̃ dēvī-dēvtā gharānā thā .
84The deity dynasty existed in the golden age.
81Satōpradhān thē phir satō-rajō-tamō mē̃ āyē .
85They were satopradhan and then they went through the stages of sato, rajo and tamo.
82Yah hai chakra .
86This is the cycle.
83Ēk hī chīz kāyam nahī̃ rah saktī .
87It cannot be the same period all the time.
84Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ yahī yād rahē ki ūñchē tē ūñch bāp kō yād karnā hai .
88You children should keep it in your intellects that you have to remember the highest-on-high Father.
85Is yād mē̃ bahut kachchē haĩ .
89Many are weak in this remembrance.
86Bābā bhī apnā anubhav batātē haĩ tō yād hī ghaṛī-ghaṛī bhūl jātī hai kyōṅki inkō bahut khyālāt rahtē haĩ . 87Tab tō kahā jātā hai jinkē matthē māmlā , vah yād mē̃ kaisē rah sakē̃ .
90Baba also shares his own experience of how he repeatedly forgets to have remembrance because he has many other thoughts, and this is why it is said, “How can those who have so many responsibilities stay in remembrance?”
88Bābā kā sārā din khyālāt chaltā rahtā hai . 89Kitnī bātē̃ sāmnē ātī haĩ .
91Baba has so many concerns throughout the day and so many things come in front of him.
90Bābā kō subah uṭhkar baiṭhnē mē̃ jāstī majā ātā hai . 91Naśhā bhī rahtā hai .
92Baba has greater pleasure in waking up early in the morning and sitting in remembrance at that time.
92Bas , yah sthāpanā hōnē kē bād ham viśhva kā mahārājā banū̃gā phir sē .
93He also has the intoxication that, after establishment, he will once again become the emperor of the world.
93Jaisē bābā apnā anubhav batātē haĩ ki pahlī-pahlī mukhya bāt hai - bāp kā parichay .
94Baba tells you from his own experience that the first and foremost thing is the Father’s introduction.
94Aur jō bhī bātē̃ kōī kahē bōlō , issē kōī phāydā nahī̃ .
95When anyone tells you anything else, tell him that there is no benefit in that.
95Ham tumkō parichay dētē haĩ ūñchē tē ūñch bāp kā .
96We are giving you the introduction of the highest-on-high Father.
96Vahī ūñchē tē ūñch varsā dētē haĩ viśhva kā mālik bannē kā .
97Only He gives the highest-on-high inheritance of becoming the masters of the world.
97Ārya samājī lōg dēvtāō̃ K|kē chitrō̃ kō nahī̃ māntē .
98The Arya Samajis do not believe in the pictures of the deities.
98Tumhārē pās|pass chitra dēkhtē haĩ tab hī bigaṛtē haĩ .
99When they see you with the pictures, they get upset.
99Jiskō varsā lēnā hōgā vah śhānti sē ākar suntē rahē̃gē .
100Those who want to claim their inheritance will come and listen to you peacefully.
100Mukhya bāt hī ēk hai ūñchē tē ūñchē bhagvān key|kī .
101The one main thing is God, the Highest on High.
101Ūñchē tē ūñchā brahmā viṣhṇu śhaṅkar kō nahī̃ kahē̃gē .
102Brahma, Vishnu and Shankar are not called the Highest on High.
102Ūñchē tē ūñch bāp sē hī varsā miltā hai .
103Only from the highest-on-high Father is the inheritance received.
103Vahī patit-pāvan hai .
104Only He is the Purifier.
104Yah bāt pakkī kar lō .
105Make these things firm.
105God is one .
106God is One.
106Bāp mānā varsā .
107“Father” implies the inheritance.
107Bhārat mē̃ ākar varsā dētē haĩ .
108He comes in Bharat to give you your inheritance.
108Brahmā dvārā naī duniyā kī sthāpanā , śhaṅkar dvārā vināśh .
109The new world is established through Brahma, and the old world is destroyed through Shankar.
109Is mahābhārat laṛāī sē hī svarg K|kē gate|get khultē haĩ . 110Patit sē pāvan bantē haĩ .
110The gates to heaven open through the Mahabharat War and you become pure from impure.
111Bēhad K|kē bāp sē hī bhārat kō varsā mil rahā hai .
111Bharat is receiving an inheritance from the unlimited Father.
112Dūsrī kōī bāt nahī̃ . 113Yahā̃ hai ēk bāt .
112There is nothing except this one thing.
114Bāp kahtē haĩ - mujhē yād karō tō tumhārī khād nikalē .
113The Father says: Remember Me and the alloy in you will be removed.
115Yah ēk bāt jab samajhē̃ tab aur kuchh samjhānā .
114Only when those people have understood this one thing should you explain anything else.
116Yah jō itnē chitra haĩ , yah haĩ rējagārī .
115All of these pictures are details.
117Ham kahtē haĩ gyān amr̥it pīkar pavitra banō . 118Vah kahtē haĩ viṣh chāhiē .
116We just tell them to drink the nectar of knowledge and become pure and they say that they want poison!
119Us par bhī yah chitra haĩ , tab kahtē haĩ amr̥it chhōṛ viṣh kāhē kō khāyē .
117There is also a picture based on this and this is why it is said: Why should we renounce nectar and drink poison?
120Yah rūhānī knowledge spiritual father hī dētē haĩ .
118Only the spiritual Father gives this spiritual knowledge.
121Vah bāp sarvavyāpī kaisē hōgā .
119How could that Father be omnipresent?
122Tum bāp kō sarvavyāpī māntē hō tō bhal mānō , ham ab nahī̃ mānē̃gē .
120If you want to, you can believe the Father to be omnipresent, but we no longer believe that.
123Āgē ham māntē thē .
121We used to believe that previously.
124Ab bāp nē batāyā hai yah bhūl hai .
122The Father has now told us that that was a mistake.
125Bāp sē varsā miltā hai .
123You receive the inheritance from the Father.
126Ab bhārat nark hai , uskō phir ham svarg arthāt pavitra gr̥ihasth āśhram banātē haĩ .
124Bharat is now hell and we are once again making it into heaven, that is, into a pure household ashram.
127Ādi sanātan dēvī-dēvatāō̃ kā pavitra gr̥ihasth āśhram thā .
125The original eternal deity religion was a pure household ashram.
128Abhī hai apavitr vicious duniyā .
126It is now the impure vicious world.
129Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō .
127The Father says: Remember Me!
130Ūñchē tē ūñch śhivbābā , creator hai , unsē varsā miltā hai .
128Shiv Baba is the Highest on High, the Creator, and you receive the inheritance from Him.
131Abhī kaliyug mē̃ haĩ ḍhēr manuṣhya , satyug mē̃ tō bahut thōṛē manuṣhya haĩ .
129There are now so many people in the iron age, whereas there will be very few in the golden age.
132Tō us samay bākī sab śhāntidhām mē̃ haĩ .
130At that time, all the rest will be in the land of peace.
133Tō jarūr ab laṛāī lagēgī tab tō mukti mē̃ jāyēṅgē .
131So, surely, only when the war begins will the rest go into liberation.
134Yah sab bātē̃ bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ rahnī chāhiē .
132Let all of these things remain in the intellects of you children.
135Bachchō̃ kō service jarūr karnī hai .
133You children should definitely do service.
136Service sē hī ūñch pad pāyēṅgē .
134Only by doing service will you receive a high status.
137Aisē nahī̃ āpas mē̃ nahī̃ banī tō śhivbābā kō bhūl jānā yā śhivbābā key|kī service karnā chhōṛ dēnā hai .
135Not that you forget Shiv Baba or stop doing Shiv Baba’s service because you’re not able to get on with one another.
138Phir tō yah pad bhraṣhṭa hō jāyēgā .
136In that case, your status will be destroyed.
139Phir yah service karnē kē badlē disservice kar dēgē .
137Then, instead of doing service, there would be disservice.
140Āpas mē̃ lūn-pānī hōkar service kō chhōṛ dēnā , is jaisā burā kām kōī nahī̃ .
138There is nothing worse than leaving service just because you have become like salt water with one another.
141Bābā kō yād karō tō kamāī bhī hōgī .
139Remember Baba and you will be able to earn an income.
142Ab gyān milā hai hōlī|holy banō aur bāp kō yād karō .
140You have now received the knowledge for becoming holy and remembering the Father.
143Dhuriyā kahā jātā hai gyān key|kī rimjhim kō .
141Dhuriya (festival connected with Holi) is a splendour of knowledge.
144Gyān aur vigyān kahā jātā hai .
142It is said: Gyan and Vigyan.
145Vigyān hai yōg , gyān hai sr̥iṣhṭi chakra kā .
143Vigyan is yoga and gyan (knowledge) is the world cycle.
146Hōlī-dhuriyā , manuṣhya kuchh samajhtē nahī̃ haĩ .
144People don’t understand anything about Holi or Dhuriya.
147Bāp kō yād karnā aur gyān sabkō sunānā .
145Remember the Father and tell this knowledge to everyone.
148Bābā bār-bār samjhātē haĩ ki ūñchē tē ūñch bāp kō sarvavyāpī kah nahī̃ saktē .
146Baba repeatedly explains to you: The highest-on-high Father cannot be called omnipresent.
149Nahī̃ tō khud kiskō yād kartē haĩ ?
147Who else are you remembering then?
150Bāp kahtē haĩ - nirantar mujhē yād karō .
148The Father says: Constantly remember Me!
151Parantu rachayitā kō nahī̃ jāntē tō milēgā kyā !
149However, if you don’t know the Creator, what would you receive?
152Na jānnē K|kē kāraṇ sarvavyāpī kah dētē haĩ .
150Because of not knowing Him, people say that He is omnipresent.
153Tō ūñchē tē ūñchā siddh kar samjhāō tō sarvavyāpī key|kī bātē̃ buddhi sē nikal jāē̃ .
151Therefore, prove that He is the Highest on High so that the idea of omnipresence is removed from their intellects.
154Ham sab brothers haĩ .
152We are all brothers.
155Bāp her|har 5 hajār varṣh kē bād ākar varsā dētē haĩ .
153The Father comes every 5000 years and gives us the inheritance.
156Satyug mē̃ dēvī-dēvtā hōṅgē . 157Bākī sab mukti mē̃ jāyēṅgē .
154There will be deities in the golden age and all the rest will go into liberation.
158Sabkō bāp kā parichay dētē rahō .
155Continue to give everyone the Father’s introduction.
159Christ key|kī prēyar kartē haĩ - bōlō Christ tō sabkā father nahī̃ hai nā .
156People pray to Christ. 157Tell them that Christ is not everyone’s Father.
160Sabkā father tō nirākār hai , jiskō hī ātmā pukārtī hai - ō god father , Christ unkā son|san gāyā huā hai .
158Everyone’s Father is the incorporeal One to whom souls call out: O God, the Father! 159Christ is remembered as His son.
161Son|san sē varsā kaisē milēgā ?
160How can the inheritance be received from the son?
162Christ tō rachnā hai .
161Christ is the creation.
163Aisē kōī bhī śhāstra mē̃ likhā huā nahī̃ hai ki Christ kō yād karnē sē ātmā tamōpradhān sē satōpradhān ban jāyēgī .
162It is not written in any scripture that souls will become satopradhan from tamopradhan by remembering Christ.
164Ēk gītā mē̃ hī hai ki māmēkam yād karō .
163Only in the Gita is it written: Constantly remember Me alone.
165God father kā śhāstra hai hī gītā .
164The scripture of God, the Father, is the Gita.
166Sirph bāp kā nām badalī kar kr̥iṣhṇa kā nām likh diyā hai .
165They have simply removed the Father’s name and put Krishna’s name.
167Yah bhūl kar dī hai .
166They have made this mistake.
168Ūñchē tē ūñchā bāp hai , vahī sukh-śhānti kā varsā dētē haĩ .
167The Father is the Highest on High. 168He alone gives the inheritance of peace and happiness.
169Śhiv kā chitra sabkō apnē pās|pass rakhnā hai .
169All of you should keep a picture of Shiva with you.
170Śhivbābā yah varsā dētē haĩ phir 84 janmō̃ mē̃ ganvā dētē haĩ .
170Shiv Baba gives this inheritance and then we lose it over 84 births.
171Sīṛhī par samjhānā hai - patit-pāvan bāp hī ākar pāvan bannē key|kī yukti batātē haĩ .
171Explain the picture of the ladder: Only the Purifier Father comes and shows us the way to become pure.
172Vah kahtē haĩ kr̥iṣhṇa bhagvānuvāch , tum kahtē hō śhiv bhagvānuvāch .
172People say: God Krishna speaks. 173You say: God Shiva speaks.
173First floor mē̃ ūñchā bāp rahtā hai phir second floor mē̃ sūkṣhmavatan .
174The highest Father resides on the first floor. 175Then there is the subtle region on the second floor.
174Yah hai third floor .
176This is the third floor.
175Sr̥iṣhṭi yahā̃ hai , pīchhē sūkṣhmavatan mē̃ jātē haĩ .
177This here is the world, and then you go to the subtle region.
176Vahā̃ ṭribyūnal baiṭhtī hai , sajāyē̃ miltī haĩ .
178The Tribunal sits there and punishment is received.
177Sajāyē̃ khākar pavitra ban chalē jātē haĩ ūpar .
179Punishment is experienced and you then return home up above.
178Bāp sab bachchō̃ kō lē jātē haĩ .
180The Father takes all the children back.
179Ab hai saṅgam .
181It is now the confluence age.
180Iskō 100 varṣh dēnē chāhiē .
182You have to allow up to 100 years.
181Bachchē pūchhtē haĩ bābā svarg mē̃ kyā-kyā hōgā ?
183Children ask Baba: Baba, what will there be in heaven?
182Bābā kahtē bachchē vah āgē chalkar dēkhnā .
184Baba says: Children, you will see that as you progress further.
183Pahlē tum bāp kō jānō , patit sē pāvan bannē key|kī dhun mē̃ rahō .
185First of all, recognise the Father and maintain the concern of becoming pure from impure.
184Svarg mē̃ jō hōnā hōgā sō hōtā rahēgā .
186Whatever is to happen in heaven will continue to happen.
185Tum pāvan aisā banō jō bāp kā pūrā varsā mil jāē naī duniyā kā .
187Become so pure that you receive the full inheritance of the new world from the Father.
186Bākī bīch mē̃ kyā hōtā hai , yah bhī āgē chalkar dēkhnā hai .
188Whatever happens in the middle, that too can be seen as you progress further.
187Tō yah bātē̃ sab yād rakhnī chāhiē .
189All of these things should be remembered.
188Na yād rahnē K|kē kāraṇ samay par samajhtē nahī̃ , bhūl jātē haĩ .
190Because of not remembering them, you are unable to understand them at the right time; you forget them.
189Bachchō̃ kō karma bhī achchhē karnē haĩ .
191You children have to perform good actions.
190Bāp kī yād mē̃ rahnē sē burā kām hōgā hī nahī̃ .
192By staying in remembrance of the Father, you won’t perform any bad actions.
191Bahut burē karma bhī kartē haĩ .
193Many perform very bad actions.
192Aisē thōṛēhī sirph isī brāhmaṇī kā achchhā lagtā hai . 193Vah brāhmaṇī gaī tō khud bhī khalās .
194It shouldn’t be that you like all the things that only a particular teacher teaches, so that, if that teacher goes away, you are finished.
194Brāhmaṇī K|kē kāraṇ mar jātē haĩ .
195Some die because of their teacher.
195Gōyā bāp sē varsā lēnē sē marē .
196It means you are dead to claiming the Father’s inheritance.
196Yah bhī badakismatī kahī jātī hai .
197That too is said to be misfortune.
197Kaī bachchē ēk dō K|kē nām rūp mē̃ phans martē haĩ .
198Many children get trapped in the name and form of one another and die.
198Yahā̃ tumhārā jismānī pyār nahī̃ hōnā chāhiē .
199Here, there shouldn’t be any physical love.
199Nirantar śhivbābā kō yād karnā hai .
200Constantly remember Shiv Baba.
200Kōī sē bhī lēnā-dēnā nahī̃ hai .
201Your give and take should not be with anyone else.
201Bōlō , hamkō kyō̃ dētē hō ?
202Tell them: Why are you giving me this?
202Tumhārā yōg tō śhivbābā sē hai nā .
203Your yoga is with Shiv Baba.
203Jō direct nahī̃ dētē , unkā śhivbābā kē pās jamā nahī̃ hōtā hai .
204Those who don’t give directly to Shiv Baba do not accumulate anything.
204Brahmā dvārā sthāpanā hōtī hai tō unkē dvārā sab kuchh karnā hai .
205Establishment takes place through Brahma and so everything should be done through him.
205Bīch mē̃ kōī khā gayā tō śhivbābā kē pās tō jamā nahī̃ huā .
206If someone in-between uses what you have given for himself or herself, that is not accumulated with Shiv Baba.
206Śhivbābā kō dēnā hai tō through brahmā .
207If you want to give to Shiv Baba, give it through Brahma.
207Centre bhī through brahmā hī khōlō .
208Open centres through Brahma.
208Āpēhī centre khōltē haĩ tō vah thōṛēhī centre huā .
209If someone opens a centre by himself without permission, that is not a centre.
209Bāpdādā dōnō̃ ikaṭṭhē haĩ .
210Bap and Dada are combined.
210Inkē hāth āyā gōyā śhivbābā K|kē hāth āyā .
211When this one is given something in his hands, it means it is given to Shiv Baba.
211Kitnē centres haĩ jinkā kōī samāchār hī nahī̃ .
212There are so many centres that don’t give their news to Baba at all.
212Likhnā chāhiē śhivbābā āpkē centre kā yah pōtāmēl hai .
213You should write: Shiv Baba, these are the accounts of Your centre.
213Sēṭh kē pās pōtāmēl ānā chāhiē nā .
214The Master should receive the accounts.
214Bahutō̃ kā śhivbābā kē pās jamā nahī̃ hōtā hai .
215Many do not accumulate with Shiv Baba. 216They don’t have that wisdom.
215Yah bhī akla nahī̃ hai , bhal gyān bahut hai parantu yukti nahī̃ ātī hai .
217Although they have a lot of knowledge, they don’t know this method.
216Bas hamnē centre khōlā .
218They are happy with having opened a centre.
217Tumnē jiskō diyā , usnē centre khōlā . 218Vah śhivbābā nē thōṛēhī khōlā .
219If you gave to someone and that person opened a centre, Shiv Baba didn’t open that centre.
219Vah centre phir zōr bhī nahī̃ bhartā hai .
220That centre will not flourish.
220Centre khōlnā hō tō śhivbābā K|kē through . 221Śhivbābā ham yah dētē haĩ , ismē̃ lagā dēnā .
221If you want to open a centre, it has to be through Shiv Baba: “Shiv Baba, I am giving this.
222Bachchē bhūlē̃ bahut kartē haĩ .
222Use it for a centre”.
223Yōg mē̃ bahut kachchē haĩ .
223Children make many mistakes and are very weak in yoga.
224Achchhā !
224Achcha.
225Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
225To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
226Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
226The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
227Dhārṇā kē liē mukhya sār :
227Essence for dharna:
2281 ) gyān K|kē sāth-sāth apnā bhaviṣhya banānē key|kī yukti bhī sīkhnī hai .
228 1. Along with studying knowledge, also learn the way to make your future.
229Ēk bāp sē varsā lēnā hai .
229Claim your inheritance from the one Father.
230Kisī dēh-dhārī kē pīchhē badakismat nahī̃ bannā hai .
230Don’t become unfortunate because of any bodily being.
2312 ) āpas mē̃ kisī bāt K|kē kāraṇ bāp key|kī service nahī̃ chhōṛnā hai .
231 2. Don’t stop doing service because something happens between yourself and another person.
232Savērē-savērē uṭhkar apnē āpsē bātē̃ karnī hai .
232Wake up early in the morning and talk to yourself.
233Yād karnē key|kī mēhnat karnī hai .
233Make effort to remember the Father.
Blessing
234Vardān : anubhav key|kī will power dvārā māyā key|kī power kā sāmnā karnē vālē anubhavīmūrt bhav
234Blessing: May you become an embodiment of experience and confront Maya’s power with your will power of experience.
235Sabsē powerful stage hai apnā anubhav .
235 Your most powerful stage is based on your own experience.
236Anubhavī ātmā apnē anubhav key|kī vil-pāvar sē māyā key|kī kōī bhī power kā , sabhī bātō̃ kā , sarv samasyāō̃ kā sahaj hī sāmnā kar saktī hai aur sabhī ātmāō̃ kō santuṣhṭ bhī kar saktī hai .
236An experienced soul, with his will power of experience, can easily confront any of Maya’s powers, all situations and all problems and can also make all souls content.
237Sāmnā karnē key|kī śhakti sē sarv kō santuṣhṭ karnē key|kī śhakti anubhav K|kē will power sē sahaj prāpt hōtī hai , isliē her|har khajānē kō anubhav mē̃ lākar anubhavīmūrt banō .
237With the power to confront based on the will power of experience, you can easily attain the power to make everyone content. 238So, experience every treasure and become an embodiment of experience.
Slogan
238Slōgan : ēk dō kō dēkhnē kē bajāē svayã kō dēkhō aur parivartan karō .
239Slogan: Instead of looking at others, look at yourself and transform yourself.
240*** Om Shanti ***