रविवार 21 नवंबर 2021 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

021-11-21 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 27-11-89 madhuban

0 21/11/21 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 27/11/89

1Śhubhbhāvnā aur śhubhkāmnā key|kī sūkṣhma sēvā

1Subtle service through good wishes and pure feelings.

2Āj viśvakalyāṇakārī bāpdādā apnē viśvakalyāṇakārī sāthiyō̃ kō dēkh rahē haĩ .

2Today, the World Benefactor, BapDada, is looking at His world-benefactor companions.

3Sabhī bachchē bāp K|kē viśhva-kalyāṇ K|kē kārya mē̃ nimitt banē huē sāthī haĩ .

3All the children are instrument companions in the Father’s task of world benefit.

4Sabhī K|kē man mē̃ sadā yahī ēk saṅkalp hai ki viśhva key|kī parēśhān ātmāō̃ kā kalyāṇ hō jāyē .

4They all have the one thought in their minds that all the distressed souls in the world should be benefited.

5Chaltē-phirtē , kōī bhī kārya kartē man mē̃ yahī śhubhbhāvnā hai .

5While walking and moving around and carrying out any task, there are only these pure feelings in their minds.

6Bhakti-mārg mē̃ bhī bhāvnā hōtī hai . 7Lēkin bhakta ātmāō̃ key|kī viśhēṣh alpkāl K|kē kalyāṇ prati bhāvnā hōtī hai .

6On the path of devotion, too, they have these feelings, but the pure feelings that devotee souls especially have are for temporary benefit.

8Āp gyānī tū ātmā bachchō̃ key|kī gyānyukt kalyāṇ key|kī bhāvnā ātmāō̃ kē prati sadākāl aur sarvakalyāṇakārī bhāvnā hai .

7You children who are gyani souls have knowledge-full, benevolent feelings for all souls that are for all time and for the benefit of all.

9Āpkī bhāvnā vartamān aur bhaviṣhya kē liē hai ki her|har ātmā anēk janm sukhī hō jāē , prāptiyō̃ sē sampann hō jāē kyōṅki avināśhī bāp dvārā āp ātmāō̃ kō bhī avināśhī varsā milā hai .

8You feel, for the present and also the future, that every soul should become happy for many births and full of all attainments, because you souls have received an imperishable inheritance from the Father.

10Āpkī śhubh bhāvnā kā phal viśhva key|kī ātmāō̃ kō parivartan kar rahā hai aur āgē chal prakr̥iti sahit parivartan hō jāyēgā .

9The fruit of your pure feelings is transforming the souls of the world and, as you progress further, even the elements will be transformed.

11Āp ātmāō̃ key|kī śhrēṣhṭh bhāvnā itnā śhrēṣhṭh phal prāpt karānē vālī hai  !

10The elevated, pure feelings of you souls are such that they bring attainment of such elevated fruit.

12Isliē viśvakalyāṇakārī ātmāē̃ gāī jātī hō .

11This is why you are remembered as world-benefactor souls.

13Itnā apnī śhubhbhāvnā kā mahatva jāntē hō  ?

12Do you know that your pure feelings have this much importance?

14Apnī śhubhbhāvnā kō sādhāraṇ rīti sē kārya mē̃ lagātē chal rahē hō vā mahatva jānkar chaltē hō  ?

13Do you move along while using your pure feelings in an ordinary way or do you use them knowing their importance?

15Duniyā vālē bhī śhubhbhāvnā śhabda kahtē haĩ .

14People of the world also speak of pure feelings.

16Lēkin āpkī śhubhbhāvnā sirph śhubh nahī̃ , śhaktiśhālī bhī hai kyōṅki āp saṅgamyugī śhrēṣhṭh ātmāē̃ hō , saṅgamyug kō drama anusār pratyakṣha phal prāpt hōnē kā vardān hai isliē āpkī bhāvnā kā pratyakṣha phal ātmāō̃ kō prāpt hōtā hai .

15However, your pure feelings are not only pure, they are also powerful because you are elevated, confluence-aged souls, and, according to the drama, the confluence age has the blessing of receiving instant, visible fruit. 16This is why souls receive the visible fruit of your pure feelings.

17Jō bhī ātmāē̃ āpkē sambandh-sampark mē̃ ātī haĩ , vah usī samay hī śhānti vā snēh K|kē phal key|kī anubhūti kartī haĩ .

17All the souls who come into connection or relationship with you experience at that very moment the fruit of peace and love.

18Śhubhbhāvnā , śhubhkāmnā K|kē binā hō nahī̃ saktī .

18There cannot be pure feelings without pure desires.

19Her|har ātmā kē prati sadaiv rahm key|kī kāmnā rahtī ki yah ātmā bhī varsē key|kī adhikārī ban jāē .

19There is always the desire for mercy for all souls, that this soul too should be able to claim a right to the inheritance.

20Her|har ātmā kē prati taras paṛtā hai ki yah hamārē hī īśhvarīy parivār K|kē haĩ , tō issē vañchit kyō̃ rahē̃  ?

20There is compassion for every soul that this soul belongs to our Godly family and so why should he remain deprived?

21Śhubhkāmnā rahtī hai nā  !

21You have this pure desire, do you not?

22Śhubhkāmnā aur śhubhbhāvnā - yah sēvā kā foundation hai .

22Pure desires and pure feelings are the foundation of service.

23Kōī bhī ātmāō̃ key|kī sēvā kartē hō , agar āpkē andar śhubhbhāvnā , śhubhkāmnā nahī̃ hai , tō ātmāō̃ kō pratyakṣha phal key|kī prāpti nahī̃ hō saktī .

23When you serve any souls, if you don’t have good wishes and pure feelings, those souls cannot attain instant, visible fruit.

24Ēk sēvā hōtī hai nīti pramāṇ , rīti pramāṇ - jō sunā hai vah sunānā hai .

24One type of service is to do everything as a discipline, as a system, and you simply relate whatever you have heard.

25Dūsrī sēvā hai apnī śhubhbhāvnā , śhubhkāmnā dvārā .

25The other service is with your good wishes and pure feelings.

26Āpkī śhubhbhāvnā bāp mē̃ bhī bhāvnā biṭhātī hai aur bāp dvārā phal key|kī prāpt karānē kē nimitt ban jātī hai .

26Your pure feelings enable them to have faith in the Father. 27They become instrumental in enabling them to attain fruit from the Father.

27 «  śhubhbhāvnā ' ' - kahā̃ dūr baiṭhī huī kisī ātmā kō bhī phal key|kī prāpti karānē kē nimitt ban saktī hai . 28Jaisē science K|kē sādhan dūr baiṭhē ātmāō̃ sē samīp kā sambandh karānē kē nimitt ban jātē haĩ , āpkī āvāj pahuñch jātī hai , āpkā sandēśh pahuñch jātā hai , dr̥iśhya pahuñch jātā hai .

28Pure feelings can become instrumental in enabling a soul sitting far away to attain fruit, just as the facilities of science are instrumental in bringing souls who are far away into a close relationship. 29Your sound is able to reach them, your message reaches there, your vision reaches there.

29Tō jab science key|kī śhakti alpkāl kē liē samīpatā kā phal dē saktī hai tō āpkē silence key|kī śhaktiśhālī śhubhbhāvnā dūr baiṭhē bhī ātmāō̃ kō phal nahī̃ dē sakēgī  ?

30Since the power of science is able to give the fruit of closeness for a short time, can your powerful pure feelings of silence not give souls fruit from a distance?

30Lēkin iskā ādhār hai apnē andar itnī śhānti key|kī śhakti jamā hō  ! 31Silence key|kī śhakti yah alaukik anubhav karā saktī hai .

31However, the basis for this is having accumulated so much power of silence in yourself, because it is the power of silence that is able to give this alokik experience.

32Āgē chalkar yah pratyakṣha pramāṇ anubhav kartē rahē̃gē .

32As you progress further, you will continue to experience these practical examples.

33Śhubhbhāvnā arthāt śhaktiśhālī saṅkalp .

33Pure feelings means powerful thoughts.

34Sab śhaktiyō̃ sē saṅkalp key|kī gati tīvr hai .

34Of all the powers, the speed of the power of thought is the fastest.

35Jitnē bhī science nē tīvragati K|kē sādhan banāyē haĩ , un sabsē tīvragati saṅkalp kī hai .

35The speed of thought is faster than all the fast facilities that have been created through science.

36Kisī ātmā kē prati vā bēhad viśhva key|kī ātmāō̃ prati śhubhbhāvnā rakhtē hō arthāt śhaktiśhālī śhubh aur śhuddha saṅkalp kartē hō ki is ātmā kā kalyāṇ hō jāē .

36You have pure feelings for a soul or for the unlimited souls of the world, that is, you have good and pure powerful thoughts that that soul should benefit.

37Āpkā saṅkalp vā bhāvnā utpanna hōnā aur us ātmā kō anubhūti hōgī ki mujh ātmā kō kōī viśhēṣh sahyōg sē śhānti vā śhakti mil rahī hai .

37For you to have that thought or feeling means that that soul will experience receiving peace and power through some special help.

38Jaisē - abhī bhī kaī bachchē anubhav kartē haĩ ki kaī kāryō mē̃ mērī himmat vā yōgyatā itnī nahī̃ thī lēkin bāpdādā key|kī extra madad sē yah kārya sahaj hī saphal hō gayā vā yah vighna samāpt hō gayā .

38For instance, even now, some children did some tasks for which they didn’t have that much courage or capability. 39However, with BapDada’s extra help, that task was able to be accomplished easily or that obstacle was removed.

39Aisē āp master viśvakalyāṇakārī ātmāō̃ key|kī sūkṣhma sēvā pratyakṣha rup mē̃ anubhav karē̃gē .

40They will experience the subtle service of you master world-benefactor souls in a practical way.

40Samay bhī cum|kam aur sādhan bhī cum|kam , sampatti bhī cum|kam lagēgī .

41It will take less time, fewer facilities and less money.

41Iskē liē man aur buddhi sadā free chāhiē .

42For that, your minds and intellects have to remain constantly free.

42Chhōṭī-chhōṭī bātō̃ mē̃ man aur buddhi kō busy bahut rakhtē hō , isliē sēvā K|kē sūkṣhma gati key|kī line clear nahī̃ rahtī hai .

43You keep your minds and intellects very busy with little things, and this is why the subtle line of the speed of service is not clear.

43Sādhāraṇ bātō̃ mē̃ bhī apnē man aur buddhi key|kī line kō iṅgēj bahut rakhtē hō , isliē yah sūkṣhma sēvā tīvragati sē nahī̃ chal rahī hai .

44You keep the lines of your minds and intellects very much engaged in ordinary situations and this is why this subtle service doesn’t take place at a fast speed.

44Iskē liē viśhēṣh attention - «  ēkānt aur ēkāgratā ' ' .

45For this, pay special attention to be in solitude (ekant) and to have concentration (ekagrata).

45Ēkāntpriy ātmāē̃ kitnā bhī busy hōtē phir bhī bīch-bīch mē̃ ēk ghaṛī , dō ghaṛī nikāl ēkānt kā anubhav kar saktī haĩ .

46No matter how busy souls who love solitude are, they can take a few moments to experience solitude every now and then.

46Ēkāntpriy ātmā aisī śhaktiśhālī ban jātī hai jō apnī sūkṣhma śhaktiyā̃ - man , buddhi kō jis samay chāhē , jahā̃ chāhē ēkāgr kar saktī hai .

47Souls who love solitude become so powerful that at any time they are able to use their subtle powers – their minds and intellects - to concentrate on whatever they want wherever they want.

47Chāhē bāhar key|kī paristhiti halchal kī hō lēkin ēkāntpriy ātmā ēk K|kē ant mē̃ second mē̃ ēkāgr hō jāyēgī .

48Even if the external situation is one of upheaval, souls who have love for solitude will be able to become stable and concentrated in a second by going into the depths of One.

48Jaisē sāgar kē ūpar laharō̃ key|kī kitnī āvāj hōtī hai , kitnī halchal hōtī hai , lēkin sāgar K|kē ant mē̃ halchal nahī̃ hōtī .

49There may be a lot of noise of waves on the surface of the ocean, also a lot of upheaval, but there isn’t that upheaval at the bottom of the ocean.

49Tō jab ēk K|kē ant mē̃ , gyān-sāgar K|kē ant mē̃ chalē jāyēṅgē tō halchal samāpt hō ēkāgr ban jāyēṅgē .

50So, when you go into the depths of One, when you go into the depths of the Ocean of Knowledge, all upheaval will end and you will become stable and concentrated.

50Sunā , sūkṣhma sēvā kyā hai  !

51Did you hear what subtle service is?

51 «  śhubhbhāvnā ' ' , «  śhubhkāmnā ' ' śhabda sabhī bōltē rahtē haĩ .

52Everyone continually uses the words “good wishes” and “pure feelings”.

52Lēkin iskē mahatva kō jān pratyakṣha rūp mē̃ ānē sē anēk ātmāō̃ kō pratyakṣhaphal key|kī anubhūti karānē kē nimitt banō .

53However, by knowing the importance of them and putting them into practice, you will become instruments to give many souls the experience of instant and visible fruit.

53Achchhā  !

54Achcha.

54Teachers kā tō kām hī hai sēvā .

55The duty of teachers is to serve.

55Teachers kā mahatva hī sēvā hai .

56The greatness of teachers is in serving.

56Agar sēvā kā pratyakṣha pramāṇ nahī̃ dikhāī dētā tō unkō yōgya teacher key|kī list mē̃ gintī nahī̃ kiyā jātā .

57If the practical proof of doing service is not visible, then that teacher would not be in the list of capable teachers.

57Teacher key|kī mahāntā sēvā huī nā .

58The greatness of teachers is in their service.

58Tō sēvā kā mahīn rūp sunāyā .

59So, you were told of the subtle form of service.

59Mukh key|kī sēvā tō kartē rahtē hō lēkin mukh aur man K|kē śhubhbhāvnā key|kī sēvā sāth-sāth hō .

60You continue to serve with your lips, but, in fact, both service with the lips and with the good feelings in the mind needs to be simultaneous.

60Bōl aur bhāvnā double kām karē̃gē .

61Words and feelings will do double the work.

61Is sūkṣhma sēvā kā abhyās bahut kāl arthāt abhī sē chāhiē kyōṅki āgē chalkar sēvā key|kī rūprēkhā badalnī hī hai .

62The practice of this subtle service is needed over a long period of time, that is, it is needed from now, because as you progress further, the form of service will definitely change.

62Phir us samay sūkṣhma sēvā mē̃ apnē kō busy nahī̃ kar sakē̃gē , bāhar key|kī paristhitiyā̃ buddhi kō ākarṣhit kar lē̃gī .

63At that time, you will not be able to make yourself busy doing subtle service; external situations will attract your intellects.

63Result kyā hōgī  ?

64What will the result be then?

64Yād aur sēvā kā balance nahī̃ rakh sakē̃gē isliē abhī sē apnē man-buddhi K|kē sēvā key|kī line kō check karō .

65You won’t be able to keep a balance of remembrance and service. 66Therefore, check the line of service of your minds and intellects from now.

65Teachers kō check karnā tō ātā hai nā .

67You teachers know how to check this, do you not?

66Teachers aurō̃ kō sikhātī haĩ , tō jarūr svayã jāntī haĩ tab tō sikhātī haĩ nā .

68Teachers teach others, and so you must surely know it yourself. 69That is why you teach others, is it not?

67Sabhī yōgya teachers hō nā  !

70All of you are capable teachers, are you not?

68Yōgya teacher key|kī viśhēṣhtā yah hai jō nirantar chāhē mansā , chāhē vāchā , chāhē karmaṇā sēvā mē̃ sadā busy rahē .

71The speciality of a capable teacher is that she is constantly busy serving through her mind, words and actions.

69Tō aur bātō̃ sē svataḥ hī khālī hō jāyēṅgē .

72You will then automatically become free from other things.

70Achchhā  !

73Achcha.

71Kumāriyā̃ bhī āī haĩ .

74Kumaris have also come.

72Kumāriyā̃ arthāt hōvanhār teachers .

75Kumaris means those who are going to be teachers in the future.

73Tab tō kahē̃gē brahmākumāriyā̃ haĩ .

76This is why you are called Brahma Kumaris.

74Agar hōvanhār sēvādhārī nahī̃ tō pāī paisē vālī kumārī hai .

77If you are not going to be a server in the future, then you are a kumari only worth a few pennies.

75Kumāriyā̃ kyā kartī haĩ  ?

78What do kumaris do?

76Naukrī key|kī ṭōkrī uṭhātī haĩ nā pāīpaisē kē pīchhē .

79They carry a basket (burden) of their work, do they not, chasing after a few pennies?

77Bāpdādā kō hansī ātī hai kumāriyō̃ kē ūpar - ṭōkrī kā bōjh uṭhānē kē liē taiyār hō jātī haĩ lēkin bhagvān K|kē ghar mē̃ arthāt sēvā-sthānō̃ mē̃ rahnē key|kī himmat nahī̃ rakhtī haĩ .

80BapDada is amused with kumaris: you are ready to carry the burden of a basket, but you are not able to have the courage to stay in God’s home, that is, at the service places.

78Aisī kamjōr kumāriyā̃ tō nahī̃ hō nā  !

81You are not such weak kumaris, are you?

79Chāhē paṛh bhī rahī haĩ , tō bhī lakṣhya tō pahlē sē rakhā jātā hai ki naukrī karnī hai yā viśv-sēvā karnī hai .

82Even if you are still studying, you would have the future aim to have a job or do world service, would you not?

80Naukrī karnā arthāt apnē kō pālnā . 81Bāl-bachchē tō haĩ nahī̃ , jiskō pālnā paṛē .

83To have a job means to sustain yourself; you don’t have any children whom you have to sustain.

82Naukrī isliē kartē haĩ ki ārām sē apnē kō pāltē rahē̃ , chaltē rahē̃ .

84You have a job so that you are able to look after yourself comfortably and continue to move along.

83Viśhva key|kī ātmāō̃ kō bāp key|kī pālnā dē̃-yah lakṣhya rakhō .

85Have the aim of giving souls of the world the Father’s sustenance.

84Jab anēk ātmāō̃ kē nimitt ban saktē haĩ , tō sirph apnī ātmā kō pālnā - uskē āgē kyā huā  ?

86Since you can become instruments for many souls, what is sustaining just yourself compared to that?

85Anēkō̃ key|kī duāyē̃ lēnā - yah kamāī kitnī baṛī hai  !

87To be able to receive blessings from so many is such a huge income.

86Us kamāī mē̃ pāñch hajār , pāñch lākh bhī hō jāē , lēkin yah anēk ātmāō̃ key|kī duāyē̃ - yah kitnī baṛī kamāī hai  ! 87Aur yah sāth jāyēgī anēk janmō̃ kē liē .

88In earning that income, you may earn 5,000 or 500,000, but to receive blessings from so many souls is such a huge income and this will go with you for many births.

88Vah pāñch lākh kahā̃ jāyēṅgē  ?

89Where will that 500,000 go?

89Yā ghar mē̃ yā bank mē̃ rah jāyēṅgē .

90Either in your home or it will stay in the bank.

90Lakṣhya sadaiv ūñchā rakhā jātā hai , sādhāraṇ nahī̃ .

91One always has an elevated aim, not an ordinary one.

91Saṅgamyug par is ēk abhī K|kē janm mē̃ itnā golden chance miltā hai - bēhad key|kī sēvā mē̃ nimitt bannē kā  !

92At the confluence age, in this one birth now, you receive such a golden chance to become an instrument for unlimited service.

92Satyug mē̃ bhī yah offer nahī̃ milēgī .

93You will not receive this offer even in the golden age.

93Naukrī kē liē bhī akhbār dēkhtē rahtē haĩ nā ki kōī offer milē .

94You continue to look at the newspapers for an offer of a job, do you not?

94Bāp svayã sēvā key|kī offer kar rahē haĩ .

95Here, the Father Himself is offering you this service.

95Tō yōgya right haiṇḍ banō .

96So, become worthy right hands.

96Sādhāraṇ brahmākumārī bhī nahī̃ bannā .

97You mustn’t become ordinary Brahma Kumaris.

97Yōgya sēvādhārī nahī̃ bantē tō sēvā karnē K|kē bajāy sēvā lētē rahtē haĩ .

98If you don’t become a worthy server, then, instead of doing service, you would continue to take service.

98Yōgya sēvādhārī bannā kōī muśhkil bāt nahī̃ .

99It is not difficult to become a worthy server.

99Jab yōgya sēvādhārī nahī̃ bantē tō ḍartē hō kaisē hōgā , chal sakē̃gē vā nahī̃ .

100When you don’t become a worthy server, you are then afraid of how things will happen and whether you will be able to continue or not.

100Yōgyatā nahī̃ hōtī hai tō ḍar lagtā hai .

101When you don’t have the capability, you feel afraid.

101Jō yōgya hōtā vah «  bēparvāh bādśhāh ' ' hōtā hai .

102Those who are capable are carefree emperors.

102Chāhē sthūl yōgyatā , chāhē gyān key|kī yōgyatā manuṣhya kō vailyūbal ( mūlyavān ) banātī hai .

103Whether it is a physical capability or a capability of knowledge, it makes a person valuable.

103Yōgyatā nahī̃ tō value nahī̃ rahtī .

104If there isn’t that capability, there is no value.

104Sēvā key|kī yōgyatā sabsē baṛī hai .

105The capability of serving is the greatest capability.

105Aisī yōgya ātmā kō kōī bāt rōk nahī̃ saktī .

106Nothing can stop such a worthy soul.

106Yōgya bannā mānā mērā tō ēk bābā .

107To be worthy means “Mine is one Baba”.

107Bas , aur kōī bāt nahī̃ .

108That is all; there is nothing else.

108Sunā kumāriyō̃ nē  !

109Did the kumaris hear?

109Achchhā  !

110Achcha.

110Kumār bhī bahut āyē haĩ .

111Many kumars have also come.

111Kumār dauṛ bahut lagātē haĩ .

112Kumars race a lot.

112Sēvā mē̃ bhī achchhē umaṅg sē dauṛ lagātē rahtē haĩ .

113In service too, you race with a lot of zeal and enthusiasm.

113Lēkin kumār key|kī viśhēṣhtā aur mahāntā yahī hai ki ādi sē ab tak nirvighna kumār hō̃  ?

114However, the speciality and greatness of the kumars is that you have been free from obstacles from the beginning until now.

114Agar kumār nirvighna kumār haĩ , tō aisē kumār bahut mahān gāyē jātē haĩ kyōṅki duniyā vālē bhī kumāriyō̃ K|kē bajāy kumār kē liē samajhtē haĩ ki kumār yōgya ban jāē̃ - yah muśhkil hai .

115If kumars are free from obstacles, they are remembered as very great kumars because people of the world also think that it is more difficult for the kumars to be capable than the kumaris.

115Lēkin kumār hī viśhva kō challenge karē̃ ki āp tō asambhav kahtē hō lēkin ham nirvighna kumār haĩ .

116However, let the kumars challenge the world and show that, although others think it is impossible, they are kumars who are free from obstacles.

116Aisē viśhva kō sample dikhānē vālē kumār mahān kumār haĩ .

117Such kumars who show a sample to the world are great kumars.

117Bāpdādā aisē kumār kō sadā hī dil sē mubārak dētē haĩ .

118BapDada always congratulates such kumars from His heart.

118Samjhā  !

119Do you understand?

119Abhī-abhī bahut achchhē , abhī-abhī kōī vighna āyā tō nīchē-ūpar hō gayē - aisē nahī̃ .

120You are not those who are very good one minute but, the next minute, when an obstacle comes, you fluctuate.

120Kumār arthāt na tō samasyā bannā hai aur na samasyā mē̃ hār khānī hai .

121A kumar means one who neither becomes a problem nor is defeated by a problem.

121Kumār , kumāriyō̃ sē bhī number āgē jā saktē haĩ lēkin nirvighna kumār hō̃ kyōṅki kumār kō bahut karkē yahī vighna ātā hai ki kōī sāthī nahī̃ hai , kōī sāthī chāhiē , companion chāhiē .

122Kumars can claim a number ahead of the kumaris. 123However, you are kumars who are free from obstacles because usually kumars have the obstacle of not having a companion but of wanting one.

122Tō kisī-n-kisī rīti sē apnī company banā dētē haĩ .

124So, in one way or another, they create that company.

123Kōī-kōī kumār tō companion bhī banā dētē haĩ aur kōī company mē̃ ātē haĩ - bātchīt karnā , baiṭhnā phir companion banānē kā bhī saṅkalp ātā hai .

125Some kumars even make some their companions, while others get caught up in some company. 126They want to sit and chat and then they also have thoughts about making someone their companion.

124Lēkin aisē bhī kumār haĩ jō bāp K|kē sivāē na company banānē vālē haĩ , na companion banānē bālē haĩ .

127However, there are also such kumars who neither create any other company than that of the Father nor make others their companions.

125Sadā bāp key|kī company mē̃ rahnē vālē kumār sadā sukhī rahtē haĩ .

128The kumars who always stay in the company of the Father remain constantly happy.

126Tō āp lōg kaun sē kumār hō  ?

129So, which kumars are you?

127Thōṛī-thōṛī company chāhiē  ?

130Do you need a little company?

128Sārā parivār company hai  ?

131Is the whole family your company?

129Phir tō ṭhīk lēkin dō-tīn yā ēk kōī company chāhiē , vah wrong hai .

132In that case, that is fine, but it is wrong to have the company of just two or three or just one.

130Tō āp sabhī kaun hō  ?

133So, who are all of you?

131Nirvighna hō nā .

134You are free from obstacles, are you not?

132Nayē kumār bhī kamāl karkē dikhāyēṅgē .

135New kumars will also show wonders.

133Ākhir tō viśhva kō apnē āgē , bāp kē āgē jhukānā tō hai nā  !

136Ultimately, you have to make the world bow down in front of you and the Father, do you not?

134Tō yah kumār key|kī kamāl viśhva kō jhukāyēgī .

137So, this wonder of the kumars will make the world bow down.

135Viśhva āpkē guṇ-gāyan karēgā ki kamāl hai kumār key|kī  !

138The world will sing your praise - that it is the wonder of the kumars.

136Kumārī majority phir bhī sēvā key|kī company mē̃ rahtī hai .

139The majority of kumaris still stay in the company of service, but the kumars think a little about having company.

137Lēkin kumār kō thōṛā-sā kampanī kā saṅkalp ātā hai tō pāṇḍav bhavan banākar saphal rahē̃ , aisā kōī karkē dikhāō .

140Therefore, create a Pandav Bhavan with the right type of group of brothers and keep yourself safe; to do this.

138Lēkin āj pāṇḍav bhavan banāō aur kal pāṇḍav ēk east mē̃ chalā jāē , ēk west|waste mē̃ chalā jāē - aisā pāṇḍav bhavan nahī̃ banānā .

141However, don’t create a Pandav Bhavan in which tomorrow one would go to the East and the other one would go to the West. 142Do not create a Pandav Bhavan like that.

139Bāpdādā kō kumār kē ūpar viśhēṣh nāz hai ki akēlē rahtē bhī puruṣhārth mē̃ chal rahē haĩ .

143BapDada is especially proud of the kumars, because even while living alone you are moving along in your efforts.

140Kumār āpas mē̃ dō-tīn sāthī bankar kyō̃ nahī̃ chaltē  !

144Why can two or three kumars not get together and live together and continue to move along?

141Sāthī sirph phimēl hī nahī̃ chāhiē , dō kumār bhī rah saktē haĩ .

145There doesn’t have to be just a female companion; even two kumars can live together.

142Lēkin ēk-dō K|kē nirvighna sāthī hōkar rahē̃ .

146However, you have to remain companions who are free from obstacles for one another.

143Abhī vah jalvā nahī̃ dikhāyā hai .

147As yet, you have not shown this wonder.

144Samay par ēk-dō K|kē sahyōgī banē̃ tō kyā nahī̃ hō saktā hai  ?

148If you can co-operate with one another at a time of need, then what is not possible?

145Aur bātē̃ ā jātī haĩ , isliē bāp-dādā pāṇḍav bhavan banānē kē liē manā kar dētā hai .

149Other things come in between and this is why BapDada says “No” to creating Pandav Bhavans.

146Lēkin sample kōī karkē dikhāyē .

150However, someone can create a sample and demonstrate this.

147Aisā nahī̃ pāṇḍav bhavan banākar phir jō nimitt dādī-dīdiyā̃ haĩ , unkā time lētē rahō .

151It shouldn’t be that you create a Pandav Bhavan and then continue to take up the time of the instrument Dadis and Didis.

148Nirvighna hō̃ , ēk-dūsrē sē yōgya kumār hō̃ phir dēkhō kitnā achchhā nām hōtā hai .

152Be capable, free from obstacles, each one worthier than the next and then see how well your name will be glorified.

149Sunā kumār nē  ?

153Did the kumars hear this?

150Yōgya kumār banō , nirvighna kumār banō .

154Become worthy kumars; become kumars who are free from obstacles.

151Sēvā K|kē kṣhētra par khud samasyā nahī̃ banō lēkin samasyā kō miṭānē vālē banō , phir dēkhō kumār key|kī bahut value hōgī kyōṅki kumār K|kē binā bhī sēvā nahī̃ hō saktī hai .

155In the field of service, do not become a problem yourselves, but become those who finish all problems; then see how great the value of kumars is because service cannot be done without the kumars.

152Tō kumār kyā karē̃gē  ?

156So what will the kumars do?

153Sab bōlō - «  nirvighna kumār bankar dikhāyēṅgē ' ' .

157All kumars say: “We will demonstrate this by becoming kumars who are free from obstacles.”

154 ( kumār nē bāpdādā K|kē sāmnē khaṛē hōkar vāydā kiyā ) abhī sabhī kā phōṭō nikal gayā hai .

158(Kumars stood up and made this promise to BapDada.) 159Now, everyone’s photo has been taken.

155Aisē nahī̃ samajhnā ki ham uṭhē tō kisī nē dēkhā nahī̃ .

160Don’t think that you stood up but that no one saw you.

156Phōṭō nikal gayā .

161The photo has been taken.

157Achchhā hai - «  himmatē bachchē madadē bāp ' ' aur sārā parivār āpkē sāth hai .

162It is good. 163You children have courage and you receive the Father’s help and the whole family is with you.

158Achchhā  !

164Achcha.

159Chārō̃ ōr K|kē sarv bachchō̃ kō sadā bāpdādā apnē snēh K|kē sahyōg key|kī chatr-chāyā sahit dil sē sēvā key|kī mubārak dē rahē haĩ .

165To all the children everywhere, as well as giving them the canopy of co-operation of love for all time, BapDada is also giving them congratulations from His heart for their service.

160Dēśh-vidēśh K|kē sēvā K|kē samāchār miltē rahtē haĩ .

166Baba continues to receive service news of this land and abroad.

161Har ēk bachchā apnē dil kā sachchā samāchār bhī dētē rahtē haĩ .

167Every child also continues to give the true news of his heart.

162Khās vidēśh K|kē patra jyādā ātē rahtē haĩ .

168There are more letters from abroad.

163Tō sēvā K|kē samāchār dēnē vālē bachchō̃ kō mubārak bhī aur sāth mē̃ sadā sva-sēvā aur viśv-sēvā mē̃ «  saphaltā bhav ' ' kā vardān dē rahē haĩ .

169Congratulations to the children who give their service news. 170Along with that, Baba is also giving the blessing for service for yourselves or world service, “May you be successful.”

164Sva-puruṣhārth K|kē samāchār dēnē vālō̃ kō bāpdādā yahī vardān dē rahē haĩ ki jaisē sachchī dil sē bāp kō rāzī kartē rahtē hō , aisē sadā svayã kō bhī svayã K|kē saṅskārō̃ sē , saṅgaṭhan sē rāzyukt arthāt rāzī rahō .

171To those who give news of their personal efforts, BapDada gives the blessing: Just as you please the Father with your honest hearts, in the same way, keep yourselves happy with your own sanskars and within the gathering by knowing all the secrets.

165Ēk-dō K|kē saṅskārō̃ K|kē rāz kō bhī jānnā , paristhitiyō̃ kō jānnā - yahī rāzyukt sthiti hai .

172To know the secrets of one another’s sanskars and to understand the situations is the stage of being one who knows all secrets.

166Bākī sachchē dil sē apnā pōtāmēl dēnā aur snēh key|kī ruhrihān K|kē patra likhnā arthāt pichhlā samāpt karnā aur snēh key|kī ruhrihān sadā samīpatā kā anubhav karātī rahēgī .

173To write your chart with an honest heart and to write letters of loving conversations, that is, to finish the past and have a loving heart-to-heart conversation will always continue to give you the experience of closeness.

167Yah hai patrō̃ kā rēsapāṇḍ .

174This is in response to your letters.

168Patra likhnē mē̃ vidēśhī bahut hōśhiyār haĩ .

175Those from abroad are very clever at writing letters.

169Jaldī-jaldī likhtē haĩ .

176They write letters very often.

170Bhāratvāsī bhī lambē-lambē patra bhējnā nahī̃ śhurū karnā .

177To those from Bharat: Don’t now start writing long letters!

171Bāpdādā nē kah diyā hai dō śhabdō̃ kā patra likhō - «  ō . K|kē ' ' ( bilkul ṭhīk haĩ ) .

178BapDada has said: Simply write a letter of two words, “OK” (OK – absolutely fine.)

172Service samāchār hai tō likhō bākī «  ō . K|kē . ' ' .

179You may write service news, but otherwise, OK.

173Ismē̃ sab-kuchh ā jātā hai .

180Everything is included in that.

174Yah patra paṛhnā bhī sahaj hai tō likhnā bhī sahaj hai .

181It is easy to read such letters and also to write such letters.

175Lēkin agar «  ō . K|kē . ' ' nahī̃ hō tō phir «  ō . K|kē . ' ' nahī̃ likhnā .

182However, don’t write “OK” if you are not “OK”.

176Jab ō . K|kē . hō jāō tab likhnā .

183Only write “OK” when you become OK.

177Post paṛhnē mē̃ bhī tō time lagtā hai nā  !

184It still takes time to read the post, does it not?

178Kōī bhī kārya karō , sadā short bhī hō aur sweet bhī hō . 179Kōī bhī paṛhē tō uskō khuśhī tō hō isliē rām kathāē̃ likhkar nahī̃ bhējnā .

185Whatever task you carry out, let it always be short and sweet so that whoever reads it will be happy to read it. 186So, don’t write a Ramayana (long complicated story).

180Samjhā  !

187Do you understand?

181Samāchār dēnā bhī hai lēkin samāchār dēnā sīkhnā bhī hai .

188You have to give your news, but learn how to give that news.

182Achchhā  !

189Achcha.

183Sarv śhubhbhāvnā aur śhubhkāmnā key|kī sūkṣhma sēvā K|kē mahatva kō jānnē vālē mahān ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .

190To all the great souls who know the importance of the subtle service of good wishes and pure feelings, BapDada’s love, remembrance and namaste.

Blessing

184Vardān  : apnē parivartan dvārā nirantar vijay key|kī anubhūti karnē vālē sachchē sēvādhārī bhav

191Blessing: May you be a true server who constantly experiences victory with your own transformation.

185Jaisē nirantar yōgī banē hō aisē nirantar vijayī banō tō sachchē sēvādhārī ban jāyēṅgē kyōṅki vijayī ātmā , jab her|har saṅkalp , her|har kadam mē̃ vijay kā anubhav kartī hai tō unkā yah parivartan dēkh anēk ātmāō̃ key|kī sēvā svataḥ hōtī hai .

192 Just as you have become constant yogis, similarly become constantly victorious and you will become true servers. 193This is because when a victorious soul experiences victory in every thought and at every step, many souls are automatically served when they see their transformation.

186Unkē nain rūhāniyat kā anubhav karātē haĩ , chalan bāp K|kē charitrō̃ kā sākṣhātkār karātī hai , mastak sē mastakmaṇi kā sākṣhātkār hōtā hai .

194Their eyes give the experience of spirituality, their behaviour gives a vision of the Father’s activities and the jewel on their foreheads gives a vision of the jewel of contentment.

187Aisē apnī avyakt sūrat sē sēvā karnē vālī viśhēṣh ātmā kō hī sachchā sēvādhārī kahā jātā hai .

195Special souls who serve with their avyakt image are called true servers.

Slogan

188Slōgan  : viśhēṣhatāyē̃ vā guṇ dātā key|kī dēn haĩ , dātā kō dēkhō vyakti kō nahī̃ .

196Slogan: Specialities and virtues are gifts from God, so look at God not at the person.

189Sūchnā  : āj mās kā tīsrā ravivār antarrāṣhṭrīy yōg divas hai , bābā K|kē sabhī bachchē sāyã 6 . 30 sē 7 . 30 bajē tak viśhēṣh apnē pūrvaj aur pūjya svarūp mē̃ sthit hō , apnē tapasvī svarūp dvārā pūrē vr̥ikṣha kō sarv śhaktiyō̃ key|kī sakāśh dēnē key|kī sēvā karē̃ . 190Bhaktō̃ key|kī manōkāmanāyē̃ pūrī karē̃ .

197*** Om Shanti *** Notice: The 3rd Sunday of the November month has been declared by the United Nations as a Remembrance day for Road Accident victims. 198So, all Raj yogi brothers and sisters will sit for yoga tapasya from 6.30pm – 7.30pm in God’s remembrance and with your master merciful form, give road accident victims the sakaash of peace and offer them your loving tribute.