सोमवार 22 नवंबर 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
022-11-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 22/11/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - abhī tum saṅgamyug par hō , tumhē̃ is purānī kaliyugī duniyā kā kōī bhī khyāl nahī̃ ānā chāhiē .
1Essence: Sweet children, you are now at the confluence age.
2' '
2You mustn’t have any thoughts about the iron-aged old world.
Question
3Praśhna : bāp nē bachchō̃ kō śhrēṣhṭh karma karnē key|kī vā karmō kō sudhārnē key|kī vidhi kyā batāī hai ?
3Question: What method has the Father shown you children in order for you to reform your actions and perform elevated actions?
Answer
4Uttar : apnē karmō kō sudhārnē kē liē sachchē bāp sē sadā sachchē rahō , yadi kabhī bhūl sē bhī kōī ulṭā karma hō jāē tō usē bābā kō phauran likh dō .
4Answer: In order to reform your actions, always remain honest with the true Father. 5If you ever perform a wrong action, even by mistake, then write to Baba about it immediately.
5Sachchāī sē bābā kō sunāyēṅgē tō uskā asar kam hō jāyēgā .
6If you tell Baba with honesty, the effect of it will be reduced.
6Nahī̃ tō vr̥iddhi hōtī rahēgī .
7Otherwise, it will continue to increase.
7Bābā kē pās samāchār āyēgā tō bābā usē sudhārnē key|kī śhrīmat dēgē .
8As soon as Baba receives news, Baba will give you shrimat to reform it.
Murli
8Ōm śhānti .
9Om shanti.
9Śhivbābā brahmā dvārā bachchō̃ sē pūchh rahē haĩ ki bachchē tum yahā̃ savērē sē baiṭhē kyā kar rahē hō ?
10Shiv Baba asks you children through Brahma: What have you been doing sitting here since this morning?
10Tum student tō hō hī .
11You are students.
11Tō jarūr yahā̃ baiṭhē yah khyāl kartē hōṅgē ki hamkō śhivbābā paṛhānē āyē haĩ .
12So, while sitting here, you would definitely have been thinking that Shiv Baba has come to teach you.
12Is paṛhāī sē ham sūryavanśhī banē̃gē kyōṅki tum rājyōg sīkh rahē hō .
13Through this study you will become part of the sun dynasty because you are studying Raja Yoga.
13Viṣhṇupurī kā mālik bannē kē liē , is khyāl mē̃ baiṭhē hō yā kiskō jimmēvārī , bāl-bachchē , dhandhā-dhōrī ādi yād ātā hai ?
14Are you sitting with the thought that you are becoming the masters of the land of Vishnu or do you remember your responsibilities, children and business etc.?
14Buddhi mē̃ yah rahnā chāhiē ki yah hai gītā pāṭhśhālā , hamkō bhagvān paṛhātē haĩ aur ham lakṣhmī-nārāyaṇ athavā unkē kuṭumb K|kē bhātī banē̃gē .
15It should remain in your intellects that this is the study place of the Gita, that God is teaching you and you will become Lakshmi and Narayan or members of their clan.
15Yah hai rājyōg .
16This is Raja Yoga.
16Bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ rahnā chāhiē ki ham bābā sē direct sunkar sūryavanśhī gharānē K|kē bhātī banē̃gē .
17It should remain in the intellects of you children that you listen directly to Baba and are becoming members of the sun-dynasty clan.
17Lakṣhmī-nārāyaṇ kā chitra sāmnē khaṛā hai , hamārā rājya hōgā .
18The picture of Lakshmi and Narayan is in front of you, it will then be our kingdom.
18Duniyā mē̃ lōgō̃ kō mālūm nahī̃ hai ki svarg kiskō kahā jātā hai .
19Worldly people don’t know what heaven is.
19Tum bachchē kahtē hō ki ham abhī bābā sē svarājya vidyā , svarg key|kī sīkh rahē haĩ .
20You children say you are learning how to rule the kingdom of heaven from Baba.
20Ham hī svarg K|kē mālik bannē vālē haĩ .
21We are the ones who are going to become the masters of heaven.
21Yah andar mē̃ sumiraṇ karnā hai .
22Churn this within yourselves.
22Jaisē school mē̃ student key|kī buddhi mē̃ rahtā hai ki ham barrister-engineer ādi bannē kē liē paṛh rahē haĩ .
23It remains in the intellects of students at school that they are studying to become barristers or engineers.
23Tumkō itnā bhī yād rahtā hai vā bhūl jātē hō ?
24Do you remember what you are studying or do you even forget that?
24Tum ūñch tē ūñch bhagvān K|kē student hō .
25You are students of God, the Highest on High!
25Tumkō ūñch tē ūñch dēvtā banānē kē liē bāp paṛhā rahē haĩ , tum unkē bachchē hō .
26The Father is teaching you in order to make you into highest-on-high deities and you are His children.
26Ātmāyē̃ is śharīr dvārā apnē bhaviṣhya martabē kō yād kar rahī haĩ yā śharīr K|kē sambandhī , jismānī milkiyat , dhandhā-dhōrī yād kartī haĩ ?
27Do you souls remember your future status through your bodies or do you remember your physical relations and possessions and businesses etc.?
27Yahā̃ jab ātē hō tō yah samajhnā chāhiē ki hamkō bēhad kā bāp paṛhānē ātā hai - bēhad kā mālik banānē .
28When you come here, you should understand that the unlimited Father comes here to teach you to make you into the masters of the unlimited.
28Phir rājā-rānī banō yā prajā !
29Then, whether you become kings, queens or subjects is up to you.
29Mālik tō bantē haĩ nā .
30At least you become the masters.
30Naī duniyā mē̃ hai hī sūryavanśhī gharānā .
31There will only be the sun dynasty throughout the new world.
31Yah tō samajhtē hō nā ki ham apnī rājāī karē̃gē .
32You understand you will rule your kingdom.
32Bābā jāntē haĩ ki bachchō̃ kō bāhar rahtē , gharbār , khētī-bāṛī mē̃ rahtē itnī bābā key|kī yād nahī̃ rah saktī .
33Baba knows that some children are unable to remember Baba that much when they stay outside and look after their household, fields etc.
33Tō yahā̃ jab ātē hō tō sab khyālāt chhōṛkar āō .
34When you come here, you have to leave behind all your thoughts about everything.
34Tum abhī us kaliyugī duniyā mē̃ hō hī nahī̃ , ab tum saṅgam par hō .
35You are no longer in the iron-aged world. 36You are now at the confluence age.
35Kaliyug kō chhōṛ diyā hai , bāhar mē̃ kaliyug hai .
37You have renounced the iron age. 38Outside is the iron age.
36Madhuban jō khās hai , yah hai saṅgam isliē madhuban kā gāyan hai .
39Madhuban, which is special, exists at the confluence age. 40This is why Madhuban is remembered.
37Yahā̃ is murlī kā hī simraṇ karnā hai .
41Here, you just have to churn the murli.
38Jō suntē hō vah repeat karō aur vichār sāgar manthan karō .
42Repeat whatever you hear and churn the ocean of knowledge.
39Jitnā samay milē chitrō̃ kē āgē ākar baiṭh jāō .
43Whenever you have time, go and sit in front of the pictures.
40Inhō̃ kō dēkhtē aur paṛhtē rahō .
44Continue to look at them and study them.
41Brāhmaṇiyā̃ jō lē ātī haĩ un par bahut jimmēvārī hai .
45The Brahmin teachers who bring others have a lot of responsibility.
42Bahut ōnā rakhnā chāhiē . 43Jaisē teachers kō ōnā rahtā hai - hamārē school sē agar cum|kam pās|pass hōṅgē tō ijjat jāyēgī .
46They should have a lot of concern, just as teachers in a school have the concern that they would lose their honour if only a few students passed.
44Jab school sē bahut pās|pass hōtē haĩ tō vah teacher achchhā mānā jātā hai .
47When many students in a school pass, the teacher is considered to be good.
45Brāhmaṇiyō̃ kō student par dhyān dēnā chāhiē .
48Brahmin teachers should pay attention to the students.
46Yahā̃ tum jaisē saṅgam par āyē hō , jahā̃ direct bābā sunātē haĩ .
49You have come here at the confluence age where Baba speaks to you directly.
47Yahā̃ kā prabhāv bahut achchhā hai .
50The impact of this place is very good.
48Agar yahā̃ gharghāṭ , dhandhā yād paṛā tō bābā samajhē̃gē yah sādhāraṇ prajā banēgā .
51If you remember your home and business etc. here, Baba understands that you will become ordinary subjects.
49Āyē thē rājā bannē kē liē parantu … nahī̃ tō bachchō̃ kō andar mē̃ bahut khuśhī hōnī chāhiē .
52You came here to become kings, but… 53Otherwise, you children would have a lot of happiness inside.
50Chitra bhī tumkō bahut madad kartē haĩ .
54The pictures too help you a great deal.
51Lōg aṣhṭ dēv-tāō̃ K|kē aur gurūō̃ K|kē chitra ghar mē̃ rakhtē haĩ , yād kē liē .
55People keep pictures of the eight special deities and their gurus at home in order to remember them.
52Parantu unhō̃ kō yād karnē sē miltā kuchh bhī nahī̃ .
56However, they don’t receive anything by remembering them.
53Bhakti mārg mē̃ jō kuchh kartē , nīchē hī utartē āyē hō .
57Whatever people have done on the path of devotion, they have continued to come down.
54Tum bachchō̃ kō ūñch jānē kā puruṣhārth karnā hai .
58You children have to make effort to become elevated.
55Ghar mē̃ śhiv-bābā kā chitra rakh dō tō ghaṛī-ghaṛī yād āyēgī .
59Keep a picture of Shiv Baba in your home and you will remember Him repeatedly.
56Pahlē tum hanūmān kō , kr̥iṣhṇa kō , rām kō yād kartē thē .
60Previously, you used to remember Hanuman, Krishna and Rama.
57Ab śhivbābā sammukh kahtē haĩ ki mujhē yād karō .
61Now Shiv Baba says to you personally: Remember Me!
58Trimūrti kā chitra baṛā achchhā hai , yah chitra sadaiv pocket mē̃ rakh dō .
62The picture of the Trimurti is very good. 63Always have this picture in your pocket.
59Ghaṛī-ghaṛī dēkhtē rahō tō yād rahēgī .
64Continue to look at it over and over again and you will be able to remember Baba.
60Bābā bhagat thā tō lakṣhmī-nārāyaṇ kā phōṭō pocket mē̃ rakhtā thā .
65Baba was a devotee and used to keep a picture of Lakshmi and Narayan in his pocket.
61Gaddī kē nīchē sāth-sāth rakhtā thā , unsē milā kuchh nahī̃ .
66He used to keep one with him underneath his seat (gaddi), but he didn’t receive anything from it.
62Ab bābā sē bahut prāpti hō rahī hai , unkō hī yād karnā hai , ismē̃ māyā sāmnā kartī hai .
67There is now a lot of attainment from Baba. 68You have to remember Him alone. 69However, it is in this that Maya opposes you.
63Gyān tō bhal bahut suntē sunātē haĩ , ismē̃ tīkhē jātē haĩ , aisē nahī̃ kahtē ki 84 kā chakra bhūl jātā hai .
70You listen to and speak a lot of knowledge, and become clever in it. 71You do not say you forget the cycle of 84 births.
64Aisē bhī nahī̃ yahā̃ rahnē vālē jāstī yād kartē haĩ .
72It isn’t even that those who are living here remember Baba a lot more.
65Nahī̃ , yahā̃ rahtē bhī kaī haĩ jō dhūlchhāī kō yād kartē rahtē haĩ .
73No, even some who live here, remember all the things that are worth nothing.
66Jis bāp sē ham gōrē bannē āyē haĩ unkō jāntē hī nahī̃ .
74It is as though they don’t even know the Father to whom they have come in order to become beautiful.
67Māyā kā parchhāyā bahut paṛ jātā hai .
75There is a great shadow of Maya.
68Mūl bāt hai yād kī .
76The main thing is remembrance.
69Bābā jāntē haĩ bahut achchhē-achchhē bachchē bhī yād mē̃ nahī̃ rahtē haĩ .
77Baba knows that many very good children don’t stay in remembrance.
70Yōg mē̃ rahnē sē hī dēh-abhimān kam hōgā , bahut mīṭhē rahē̃gē .
78It is only by staying in yoga that your body consciousness will be reduced and you will become very sweet.
71Dēh-abhimān hōnē sē mīṭhē nahī̃ bantē , bigaṛtē rahtē haĩ .
79Because of being body conscious, you can’t become sweet and you continue to get upset.
72Bābā sabkē liē nahī̃ kahtē .
80Baba is not saying this about everyone.
73Kōī sapūt bhī haĩ , sapūt unkō samjhā jātā hai jō yōg mē̃ rahtē haĩ .
81There are some obedient, worthy children. 82Those who stay in yoga are said to be worthy children.
74Unsē kōī bhī ulṭī-sulṭī bāt nahī̃ hōgī .
83They never say wrong things.
75Mitr sambandhī ādi sabkō bhūl jāyēṅgē .
84They forget their friends and relatives.
76Ham naṅgē ( aśharīrī ) āyē thē , ab aśharīrī ban ghar jānā hai .
85We came bodiless and have to return home bodiless.
77Abhī tum bachchō̃ kō gyān kā tīsrā nētra milā hai jissē tum apnē ghar kō jāntē hō , rājdhānī kō bhī jāntē hō .
86Each of you children has now received a third eye of knowledge with which you know your home and also your kingdom.
78Yah bhī tum bachchē jāntē hō śhivbābā kōī kālā liṅg nahī̃ hai . 79Jaisē vah dikhātē haĩ , vah tō bindī misal hai .
87You also know Shiv Baba is not a black oval-shaped image, as is shown, but He is a point.
80Yah bhī ham jāntē haĩ .
88We know this.
81Abhī ham ghar jāyēṅgē , vahā̃ ham aśharīrī rahtē haĩ .
89We are now to go back home where we shall remain bodiless.
82Ab hamkō aśharīrī bannā hai .
90We now have to become bodiless.
83Apnē kō ātmā samajh patit-pāvan bāp kō yād karnā hai .
91Consider yourselves to be souls and remember the Purifier Father.
84Yah tō samjhāyā jātā hai ātmā avināśhī hai . 85Usmē̃ 84 janmō̃ kā part nūndhā huā hai , uskā ant hōtā nahī̃ .
92It is explained you souls are imperishable and you have parts of 84 births recorded within you which have no end.
86Thōṛā samay muktidhām mē̃ jākar phir part mē̃ ānā hai .
93You go to the land of liberation for a short time and then come down to act your parts.
87Tum all-round part bajātē hō , yah sadaiv yād rahnā chāhiē .
94You play all-round parts. 95Always remember this.
88Abhī hamkō ghar jānā hai .
96We now have to return home.
89Bābā kō yād karnē sē ham tamōpradhān sē satōpradhān ban jāyēṅgē .
97By remembering Baba we will become satopradhan from tamopradhan.
90Yahā̃ dhandhā-dhōrī kō yād nahī̃ karnā hai .
98Here, you mustn’t remember your business etc.
91Yahā̃ tum pūrē sagammyug par hō .
99Here, you are totally in the confluence age.
92Abhī tum boat mē̃ baiṭhē hō .
100You are now sitting in a boat.
93Kōī bīch mē̃ utar jātē haĩ phir phans martē haĩ .
101Some get off on the way and then get trapped and die.
94Is par bhī śhāstrō̃ mē̃ ēk kahānī hai .
102There is a story about this in the scriptures.
95Ab tum jāntē hō us pār jā rahē haĩ , khivaiyā śhiv-bābā hai .
103You know you are now going across to the other side and Shiv Baba is the Boatman.
96Kr̥iṣhṇa kō khivaiyā vā bāgvān nahī̃ kahē̃gē .
104Krishna cannot be called the Boatman or the Master of the Garden.
97Śhiv bhagvānuvāch hai .
105God Shiva speaks.
98Patit-pāvan śhivbābā hai .
106Shiv Baba is the Purifier.
99Kr̥iṣhṇa key|kī taraph buddhi jā na sakē .
107Your intellects mustn’t go to Krishna.
100Manuṣhyō̃ key|kī buddhi tō bhaṭaktī rahtī hai , bābā ākar bhaṭaknē sē chhuṛātē haĩ .
108People’s intellects constantly wander around. 109Baba comes and frees you from wandering around.
101Sirph kahtē haĩ apnē kō ātmā samajh bābā kō yād karō tab hī tum svarg K|kē mālik banē̃gē .
110He simply says: Consider yourselves to be souls and remember Baba and you will become the masters of heaven.
102Yah bātē̃ bhūlnī nahī̃ chāhiē .
111You shouldn’t forget these things.
103Yahā̃ sē tum bahut refresh hōkar jātē hō .
112You go back from here very refreshed.
104Anubhav bhī sunātē hō , bābā , ham phir vaisē K|kē vaisē hō jātē haĩ .
113You also relate your experience: Baba, we then become what we were before coming here.
105Mitr sambandhī ādi kā mũh dēkhtē haĩ , lubhāyamān hō jātē haĩ .
114As soon as we see the faces of our friends and relatives, we are tempted.
106Tum bachchē āśhik hō , kām kāj kartē māśhūk kō yād karō tab ūñch pad pāyēṅgē .
115You children are lovers. 116While doing your work, remember the Beloved and you will claim a high status.
107Agar abhī puruṣhārth nahī̃ karē̃gē tō single tāj bhī nahī̃ milēgā .
117If you don’t make effort now, you won’t even receive a single crown.
108Yahā̃ bachchē jab ātē haĩ tō time west|waste nahī̃ karnā chāhiē .
118When children come here, they shouldn’t waste their time.
109Aur tō kuchh yahā̃ hai nahī̃ .
119There isn’t anything else here.
110Sirph dēlvāṛā mandir tumhārā yādgār hai , vah tum dēkh saktē hō .
120There is just the Dilwala Temple which is your memorial. 121You can go and see it.
111Ūpar mē̃ baikuṇṭh khaṛā hai .
122Heaven is shown above, on the ceiling.
112Jhāṛ bhī tumhārā clear hai .
123Your picture of the tree is also very clear.
113Nīchē rājyōg mē̃ baiṭhē hō , ūpar rājāī khaṛī hai .
124You are sitting beneath it doing Raja Yoga. 125Above you is the kingdom.
114Hūbahū jaisē dilvālā mandir banā huā hai .
126It is exactly like the Dilwala Temple.
115Tum jāntē hō śhivbābā hamkō phir sē gyān dēkar svarg kā mālik banā rahē haĩ .
127You know Shiv Baba is once again giving you knowledge and making you into the masters of heaven.
116Is kaliyug kā vināśh hōnā hai .
128This iron age is to be destroyed.
117Yah ādi dēv , ādi nāth kaun haĩ .
129Who is Adi Dev and Adi Nath?
118Tum sabkē occupation kō jāntē hō nā .
130You know everyone’s occupation.
119Is samay key|kī charchā phir bhakti mārg mē̃ chaltī hai .
131The things you speak of at this time then continue on the path of devotion.
120Tyōhār , vrat sab is samay K|kē haĩ .
132All the festivals and fasts you observe, refer to this time.
121Sachchā vrat hai manmanābhav .
133The true fast is that of Manmanabhav.
122Bākī nirjal rakhnā , khānā nahī̃ khānā , yah kōī vrat nahī̃ hai .
134However, to remain without food or water is not really a fast.
123Duniyā mē̃ is samay māyā kā pomp bahut hai .
135At this time, there is a lot of pomp of Maya in the world.
124Pahlē yah bijlī , gas ādi nahī̃ thī phir nikalī hai .
136Formerly, electricity and gas didn’t exist here; it has all been invented recently.
125100 varṣh huē haĩ , ismē̃ manuṣhya phans marē haĩ .
137It was invented about 100 years ago.
126Kahtē haĩ hamārē liē svarg yahā̃ hī hai .
138People are completely trapped in those things.
127Māyā kā itnā jōr hai jō bāp kō bilkul hī yād nahī̃ kartē haĩ , kahtē haĩ tum chalkar dēkhō - ham kaisē svarg mē̃ baiṭhē haĩ .
139They say this is heaven for them. 140There is so much force of Maya that they don’t remember the Father at all. 141They say: Come and see how we are sitting in heaven now.
128Ab svarg kē āgē tō yah kuchh bhī nahī̃ hai .
142Compared to heaven, all of that is nothing.
129Kahā̃ svarg , kahā̃ nark .
143There is so much difference between heaven and hell.
130Svarg key|kī ēk bhī chīz yahā̃ hō nahī̃ saktī .
144Not a single thing of heaven can exist here.
131Vahā̃ her|har chīz satōpradhān hōgī .
145There, everything will be satopradhan.
132Gāyē̃ bhī first class hōṅgī .
146Even the cows will be first-class.
133Tum bhī first class bantē hō tō tumhārā furniture , khān-pān ādi sab first class hōtā hai .
147You too become first-class and so your furniture, food and drink etc. will also be first-class.
134Sūkṣhmavatan mē̃ phal ādi dēkhkar ātē hō nā .
148You come back from the subtle region having seen the fruit there.
135Nām hī rakhtē haĩ śhūbīras .
149The name given is subiras (mango juice).
136Duniyā vālō̃ kō yah bhī mālūm nahī̃ ki svarg hai kahā̃ ?
150People of the world don’t even know where heaven is.
137Vahā̃ sab kuchh satōpradhān hōtā hai .
151There, everything is satopradhan.
138Yah miṭṭī ādi vahā̃ nahī̃ paṛtī .
152There is no dust etc. there.
139Duḥkh key|kī kōī bāt hī nahī̃ hai .
153There is nothing of sorrow there.
140Parantu bachchō̃ kō yah naśhā ajun chaṛhtā nahī̃ hai ki bābā hamkō svarg kā mālik banānē kē liē yah paṛhāī paṛhā rahē haĩ .
154However, some children don’t yet have the intoxication that Baba is teaching them this study to make them into the masters of heaven.
141Chitra kitnē clear haĩ .
155The pictures are so clear!
142Chitra bannē mē̃ samay tō lagtā hai .
156It takes time to create pictures.
143Bābā sab kuchh service arth|earth banvātē hī rahtē haĩ .
157Baba continues to have everything made for service.
144Parantu kōī tō apnē dhandhē-dhōrī mē̃ itnā phasē huē haĩ jō bābā kō yād bhī nahī̃ kartē haĩ .
158However, some are so trapped in their businesses etc., that they don’t even remember Baba.
145Pradarśhanī K|kē chitrō̃ key|kī magazine bhī hai , vah bhī paṛhnī chāhiē .
159There is a magazine of the exhibition pictures. 160You should read it too.
146Gītā K|kē jō niyamī hōtē haĩ , vah kahā̃ bhī jāyēṅgē tō gītā jarūr paṛhē̃gē .
161Those who are regular students of the Gita will study the Gita no matter where they go.
147Ab tumkō sachchī gītā chitrō̃ sahit milī hai .
162You have now found the true Gita with pictures.
148Ab achchhī tarah mēhnat karnī chāhiē . 149Nahī̃ tō ūñch pad pā nahī̃ sakē̃gē .
163Now you should make very good effort, otherwise you won’t be able to claim a high status.
150Phir hāy-hāy karnī paṛēgī , jab sākṣhātkār hōgā .
164You would then cry out in distress when you are shown visions.
151Imtahān pūrā huā phir dūsrē class mē̃ number-vār baiṭh jātē haĩ .
165When their examinations are over, they go and sit in the next class, numberwise.
152Yahā̃ bhī jab sākṣhātkār hō jāyēgā tō number-vār rudra mālā phir vijay mālā mē̃ jāyēṅgē .
166Here, too, when all the visions have been given, you will go and become threaded, numberwise, in the rosary of Rudra and then the rosary of victory.
153School mē̃ kōī bachchē nā-pass hōtē haĩ tō kitnē duḥkhī hō jātē haĩ .
167When students fail at school, they feel so much sorrow.
154Tumhārī hai kalp kalpāntar key|kī bāzī .
168Your deal is for every cycle.
155Kaī bachchē pūrī magazine paṛhtē nahī̃ haĩ .
169Some children don’t read the magazines fully.
156Bachchō̃ kō magazine paṛhkar service karnī chāhiē .
170You children should read the magazines and do service.
157Likhtē haĩ bābā phalānī kō badalī kar dō . 158Achchhī brāhmaṇī bhēj dō .
171Some write: Baba, move this one somewhere else and send a good teacher here.
159Kōī-kōī brāhmaṇī kē sāth itnā pyār hō jātā hai , brāhmaṇī badlī|badalī hōnē sē gir paṛtē haĩ .
172They develop love for particular teachers. 173When their teacher is changed, they fall and stop going to the centre.
160Centre par ānā hī chhōṛ dētē haĩ . 161Kōī ulṭā kām hō jāē tō sachchāī sē phauran bābā kō likhnā chāhiē tō pāp kā asar kam hō jāyēgā .
174If you do something wrong, you should instantly write to Baba truthfully about it so that the effect of the sin can be reduced.
162Nahī̃ tō vr̥iddhi hōtī jāyēgī .
175Otherwise, it will continue to increase.
163Bābā sudhārnē kē liē kahtē haĩ parantu kōī kō sudharnā nahī̃ hai tō pāp karma karnā chhōṛtē hī nahī̃ haĩ .
176Baba tells you in order to reform you, but some of you don’t want to be reformed so you don’t stop performing sinful actions.
164Takdīr mē̃ nahī̃ hai tō bābā kō sachchā samāchār nahī̃ dētē haĩ .
177If it is not in their fortune, they don’t give Baba their news honestly.
165Bābā kē pās report ānē sē sudhārnē key|kī kōśhiśh karē̃gē .
178When Baba receives a report about someone, He tries to reform them.
166Achchhā !
179Achcha.
167Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
180To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
168Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
181The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
169Dhārṇā kē liē mukhya sār :
182Essence for dharna:
1701 ) aśharīrī bannē kā pūrā-pūrā abhyās karnā hai .
183 1. Practise becoming bodiless.
171Kōī bhī ulṭī-sulṭī bāt nahī̃ karnī hai .
184Don’t say any wrong things.
172Bahut mīṭhā bannā hai .
185Become very sweet.
173Kisī bāt mē̃ bhī bigaṛnā nahī̃ hai .
186Don’t become upset about anything.
1742 ) murlī kā simraṇ karnā hai . 175Jō suntē hō us par vichār sāgar manthan karnā hai .
187 2. Remember the murli and churn the ocean of knowledge about whatever you hear.
176Manmanābhav kā vrat rakhnā hai .
188Hold a fast of Manmanabhav.
Blessing
177Vardān : sadā pharmān K|kē tilak kō dhāraṇ kar first prize lēnē vālē pharmānvardār bhav
189Blessing: May you follow all orders and claim first prize by always wearing a tilak of following orders.
178Jin bachchō̃ K|kē mastak par pharmānbardārī key|kī smr̥iti kā tilak lagā huā hai , ēk saṅkalp bhī pharmān K|kē binā nahī̃ kartē unhē̃ first prize prāpt hōtī hai .
190 The children who have a tilak of the awareness of following orders on their foreheads, those who have no single thought without an order claim first prize.
179Jaisē sītā kō lakīr K|kē andar baiṭhnē kā pharmān thā , aisē her|har kadam uṭhātē huē , her|har saṅkalp kartē huē bāp K|kē pharmān key|kī lakīr K|kē andar rahō tō sadā safe rahē̃gē .
191For instance, Sita was ordered to stay within the line drawn for her. 192In the same way, while taking every step and having any thought, stay within the line of the Father’s orders and you will always remain safe.
180Kōī bhī prakār K|kē rāvaṇ K|kē saṅskār war|vār nahī̃ karē̃gē aur samay bhī vyarth nahī̃ jāyēgā .
193None of Ravan’s sanskars will attack you and your time will not be wasted.
Slogan
181Slōgan : kisī sē bhī lagāv hai tō vah lagāv purūṣhārth mē̃ albēlā avaśhya banāyēgā .
194Slogan: If you have attachment to anyone it will definitely make you careless in your efforts.
195*** Om Shanti ***