गुरुवार 25 नवंबर 2021 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

025-11-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 25/11/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - apnī takdīr ūñch banānī hai tō rūhānī sēvā kā śhauk rakhō , sabkō gyān dhan kā dān kartē rahō ' '

1Essence: Sweet children, in order to make your fortune elevated, have an interest in doing spiritual service. 2Continue to donate the wealth of knowledge to everyone.

Question

2Praśhna  : rūhānī bāp aisī kaun see|sī|C śhrīmat dētē haĩ jō āj tak kisī manuṣhya nē nahī̃ dī|the  ?

3Question: What shrimat that no human being has given does the spiritual Father now give?

Answer

3Uttar  : hē rūhānī bachchē , tum rūhānī sēvā mē̃ dadhīchi r̥iṣhi kī tarah haḍḍiyā̃ dō .

4Answer: O spiritual children, give your bones to doing spiritual service just as Dadhichi Rishi did.

4Bāp sē jō avināśhī gyān ratna milē haĩ unkā dān karō .

5Donate the imperishable jewels of knowledge you have received from the Father.

5Yahī hai sachchī sēvā .

6This is true service.

6Aisī sēvā karnē key|kī mat kōī bhī manuṣhya nahī̃ dē saktā .

7No human being can give directions to do such service.

7Rūhānī sēvā karnē vālē khuśhī mē̃ nāchtē rahē̃gē . 8Takdīr ūñch bantī jāyēgī .

8Those who do spiritual service will continue to dance in happiness and their fortune will continue to become elevated.

Song

9Gīt  : badal jāē duniyā …

9Song: Even though the world may change, we shall never turn away.

Murli

10Ōm śhānti .

10Om shanti.

11Bachchō̃ nē gīt kī dō line sunī .

11You children heard two lines of the song.

12Unhōnnē tō gīt banā diyā hai .

12Those people composed the song.

13Jaisē kōī key|kī sagāī hōtī hai tō yah pakkā hī hai ki strī-puruṣh kabhī ēk dō kō chhōṛē̃gē nahī̃ .

13When a couple marry, it is very firm that husband and wife will never leave one another.

14Kōī birlā aisē hōtē haĩ jō āpas mē̃ nahī̃ bantī haĩ tō chhōṛ bhī dētē haĩ .

14There are hardly any couples who do not get on with one another and then leave one another.

15Yahā̃ tum bachchē kiskē sāth pratigyā kartē hō  ?

15To whom do you children make a promise here?

16Īśhvar kē sāth . 17Jiskē sāth tum bachchō̃ key|kī vā sajaniyō̃ key|kī sagāī huī hai .

16To God, to the One you children, you brides, have become engaged to.

18Parantu aisā jō viśhva kā mālik banātē haĩ unkō bhī chhōṛ dētē haĩ .

17However, some of you even leave the One who makes you into the masters of the world!

19Yahā̃ tum bachchē baiṭhē hō . 20Tum jāntē hō abhī bēhad kā bāpdādā āyā ki āyā .

18When you are sitting here, you children know that unlimited BapDada is about to come.

21Yah avasthā jō tumhārī yahā̃ rahtī hai , bāhar centre par hō na sakē .

19When you go out to your own centres, you cannot have the same stage as you have here.

22Yahā̃ tum samajhē̃gē bāpdādā āyā ki āyā .

20Here, you understand that BapDada is about to come.

23Bāhar centre par samajhē̃gē bābā key|kī bajāī huī murlī I|āī|eye ki I|āī|eye .

21Outside, at the centres, you understand the murli Baba spoke is about to come.

24Yahā̃ aur vahā̃ mē̃ bahut fark rahtā hai kyōṅki yahā̃ bēhad K|kē bāpdādā K|kē sammukh tum baiṭhē hō .

22There is a lot of difference between here and there, because here, you are personally sitting in front of unlimited BapDada.

25Vahā̃ tum sammukh nahī̃ hō .

23There, you children are not personally in front of Him.

26Chāhtē hō sammukh jākar murlī sunē̃ .

24You desire to come and listen personally to the murli directly.

27Yahā̃ bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ āyā ki bābā āyā ki āyā . 28Jaisē aur satsaṅg hōtē haĩ . 29Vahā̃ samajhē̃gē phalānā svāmī āyēgā .

25Here, it has entered the intellects of you children that Baba is about to come, just as they are aware at other spiritual gatherings that such-and-such a swami is about to come.

30Parantu yah khyālāt bhī sabkī ēkras nahī̃ rahtī . 31Kōī kō sambandhī yād āyēgā .

26However, not everyone has the same thought; some of them would be remembering their relatives.

32Buddhi ēk gurū kē sāth bhī ṭhahartī nahī̃ hai .

27Their intellects do not remain stable on their guru.

33Kōī birlā hī hōgā jō svāmī key|kī yād mē̃ baiṭhā hōgā .

28Hardly anyone would be sitting in remembrance of his swami.

34Yahā̃ bhī aisē hai .

29It is the same here.

35Aisē nahī̃ ki sab śhivbābā key|kī yād mē̃ rahtē haĩ .

30It isn’t that everyone is in remembrance of Shiv Baba.

36Buddhi dauṛtī rahtī hai . 37Mitr sambandhī yād āyēṅgē .

31Their intellects continue to run around; they remember their friends and relatives.

38Sārā samay ēk hī śhivbābā K|kē sammukh rahnē mē̃ tō ahō saubhāgya .

32It would be great fortune for you if you were to remain personally in front of Shiv Baba all the time.

39Sthāī yād mē̃ kōī virlā hī rahtē haĩ .

33Hardly anyone stays in permanent remembrance.

40Yahā̃ śhivbābā K|kē sammukh rahnē mē̃ tō bahut khuśhī rahnī chāhiē .

34Here, there should be great happiness by staying personally in front of Shiv Baba.

41Atīndriya sukh gōpī vallabh K|kē gōp gōpiyō̃ sē pūchhō .

35Ask the gopes and gopis who belong to Gopi Vallabh, the Father of the gopes and gopis, about supersensuous joy.

42Yah yahā̃ kā gāyā huā hai .

36It is remembered of this time.

43Yahā̃ tum bābā key|kī yād mē̃ baiṭhē hō .

37You children are sitting here in remembrance of Baba.

44Jāntē hō abhī ham īśhvar K|kē banē haĩ phir daivī gōd mē̃ hōṅgē .

38You know that you now belong to God and you will then go into the lap of the deities.

45Bhal kōī key|kī buddhi mē̃ service K|kē khyālāt chaltē haĩ . 46Is chitra mē̃ yah correction karē̃ , yah likhē̃ . 47Parantu achchhē bachchē hōṅgē tō samajhē̃gē ki abhī tō bāp sē hī sunnā hai , aur kōī saṅkalp ānē nahī̃ dēgē .

39The intellects of some have thoughts of doing service of correcting this or of writing something on a particular picture, but good children would realise that, at this time, they should only listen to the Father and not allow any other thoughts to enter them.

48Bāp gyān ratnō̃ sē jhōlī bharnē āyē haĩ . 49Tō bāp sē hī buddhi-yōg lagānā hai .

40The Father has come to fill your aprons with jewels of knowledge and so you have to connect your intellects in yoga to the Father.

50Number-vār dhārṇā karnē vālē tō hōtē hī haĩ .

41There are those who imbibe, numberwise.

51Kōī achchhī rīti dhāraṇ kartē haĩ , kōī cum|kam dhāraṇ kartē haĩ .

42Some imbibe very well and some imbibe less.

52Buddhiyōg aur taraph dauṛtā rahēgā tō dhārṇā nahī̃ hōgī . 53Kachchē hō jāyēṅgē .

43If your intellect’s yoga wanders in other directions, you aren’t able to imbibe and you become weak.

54Ēk dō bār murlī sunī , dhārṇā nahī̃ huī tō ādat pakkī hō jātī hai .

44If you only listen to the murli once or twice and are unable to imbibe it, that habit becomes firm.

55Phir kitnā bhī suntā rahēgā , dhārṇā hōgī nahī̃ . 56Kiskō sunā nahī̃ sakē̃gē .

45Then, no matter how much you listen, you won’t be able to imbibe; you won’t be able to relate knowledge to anyone.

57Jiskō dhārṇā hōgī uskō service kā śhauk hōgā , uchhaltā rahēgā . 58Jākar dhan dān karū̃ , kyōṅki yah dhan ēk bāp K|kē sivāē aur kōī kē pās hai nahī̃ .

46Those who imbibe will be interested in doing service and will have a lot of enthusiasm for going and donating the wealth of knowledge, because no one, apart from the Father, has this wealth.

59Bāp yah bhī jāntē haĩ sabkō dhārṇā hō na sakē .

47The Father also knows not everyone is able to imbibe.

60Sab ēkras ūñch pad pā nahī̃ saktē isliē buddhi aur taraph bhaṭaktī rahtī hai .

48Not everyone can claim the same high status. 49This is why their intellects continue to wander in other directions.

61Bhaviṣhya takdīr itnī ūñch ban nahī̃ saktī hai .

50In that case, your future fortune cannot become that elevated.

62Phir kōī sthūl service mē̃ apnī haḍḍī dētē haĩ , sabkō rāzī kartē haĩ .

51Some give their bones in doing physical service and in making everyone happy.

63Jaisē bhōjan pakātē haĩ , khilātē haĩ yah bhī subject hai nā .

52For instance, cooking and serving food is also a subject.

64Service kā jinkō śhauk hōgā vah mukh sē kahnē binā rahē̃gē nahī̃ .

53Those who are interested in doing service will not be able to stay without saying something.

65Phir bābā dēkhtē bhī haĩ ki kahā̃ dēh-abhimān tō nahī̃ hai . 66Baṛē kā regard rakhtē haĩ vā nahī̃ .

54However, Baba still sees whether you are body conscious or not and whether you give regard to your seniors.

67Baṛē mahārathiyō̃ kā regard tō rakhnā hōtā hai .

55Regard has to be given to the senior maharathis.

68Hā̃ , kōī chhōṭā bhī hōśhiyār hō jātā hai , tō hō saktā hai baṛē kō unkā regard rakhnā paṛē kyōṅki buddhi unkī gallop kar lētī hai .

56Yes, it is possible that a younger one can become clever and then the older ones have to give regard to that younger one, because his intellect gallops ahead.

69Service kā śhauk dēkh bāp tō khuśh hōgā nā . 70Yah achchhī service karē̃gē .

57The Father is pleased when He sees that someone is interested in doing service for He knows that the soul will do very good service.

71Sārā din pradarśhanī samjhānē key|kī bhī practice karnī chāhiē .

58You should also practise explaining at the exhibition throughout the day.

72Prajā bhī tō ḍhēr bannī hai nā .

59Many subjects are to be created.

73Lākhō̃ prajā chāhiē .

60There have to be hundreds of thousands of subjects.

74Aur tō kōī upāya hai nahī̃ .

61There is no other way.

75Sūryavanśhī , chandravanśhī rājā rānī prajā sab yahā̃ bannē haĩ .

62The sun and moon dynasty kings, queens and subjects all have to be created here.

76Kitnī service karnī chāhiē .

63So much service has to be done.

77Bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai abhī ham brāhmaṇ banē haĩ .

64It is in the intellects of you children that you have now become Brahmins.

78Ghar gr̥ihastha mē̃ rahnē sē har ēk key|kī avasthā apnī rahtī hai nā .

65Each of you has your own individual stage while living at home with your family.

79Gharbār tō chhōṛnā nahī̃ hai .

66You don’t have to renounce your home and family.

80Bābā kahtē haĩ ghar mē̃ bhal rahō , parantu buddhi mē̃ yah niśhchay rakhnā hai ki yah purānī duniyā khatm huī paṛī hai .

67Baba says: You may live at home, but your intellects should have the faith that this old world is already destroyed.

81Hamārā ab bāp sē kām hai .

68Our connection is with the Father.

82Yah bhī jāntē haĩ kalp pahlē jinhōnnē yah gyān liyā thā , vahī lē̃gē .

69You also know that only those who took this knowledge in the previous cycle will do so again.

83Second by second hūbahū repeat hō rahā hai .

70Everything is being repeated identically second by second.

84Ātmā mē̃ gyān hai nā .

71The knowledge is in the soul.

85Bāp kē pās bhī gyān hai .

72The Father has knowledge.

86Tum bachchō̃ kō bhī bāp jaisā bannā hai , point dhāraṇ karnī hai .

73You children have to become equal to the Father and imbibe the points.

87Sab point ēk sāth nahī̃ samjhāī jātī haĩ .

74Not all points are explained at the same time.

88Lakṣhya pakkā rakhā jātā hai .

75A firm aim has to be kept.

89Vināśh bhī sāmnē khaṛā hai .

76Destruction is just ahead of you.

90Yah vahī vināśh hai .

77This too is the same destruction.

91Satyug , trētā mē̃ kōī laṛāī ādi hōtī nahī̃ hai .

78In the golden and silver ages there is no war etc.

92Vah tō bād mē̃ jab bahut dharm hōtē haĩ , laśhkar baṛē hōtē haĩ tab laṛāī śhurū hōtī hai .

79It is later when there are many religions and big armies that war takes place.

93Pahlē-pahlē ātmāyē̃ satōpradhān sē utartī haĩ phir satō rajō tamō mē̃ ātī haĩ .

80Souls first come down in their satopradhan stage and then go through the stages of sato, rajo and tamo.

94Yah sab buddhi mē̃ rakhnā hai .

81All of this has to be kept in your intellects.

95Kaisē rājdhānī sthāpan hō rahī hai . 96Yahā̃ baiṭhē hō tō yah buddhi mē̃ rakhnā hai .

82Even while sitting here, you have to keep it in your intellects how the kingdom is being established.

97Śhivbābā ākar hamkō khajānā dētē haĩ , jiskō buddhi mē̃ dhāraṇ karnā hai .

83Shiv Baba comes and gives us treasures which the intellects have to imbibe.

98Achchhē-achchhē bachchē notes lētē haĩ , notes lēnā achchhā hai , tō buddhi mē̃ topics āyēṅgī .

84Good children take notes; it is good to take notes. 85Then, topics will enter your intellects.

99Āj is topic par samjhāyēṅgē .

86“Today, I will explain on this topic”.

100Bāp kahtē haĩ hamnē tumkō kitnā khajānā diyā thā .

87The Father says: I gave you so many treasures!

101Satyug trētā mē̃ tumhārē pās|pass athāh dhan thā phir vām mārg mē̃ jānē sē kam hōtā gayā .

88In the golden and silver ages you had a lot of wealth but when you went on to the path of sin it continued to decrease.

102Khuśhī bhī kam hōtī gaī .

89Even your happiness decreased.

103Kuchh na kuchh vikarma hōnē lagē .

90You began to perform sinful actions.

104Utartē-utartē kalāyē̃ kam hōtī jātī haĩ .

91While coming down, your degrees continued to decrease.

105Satōpradhān satō , rajō , tamō key|kī stages hōtī haĩ nā .

92There are the stages of satopradhan, sato, rajo and tamo.

106Satō sē rajō mē̃ ātē haĩ tō aisē nahī̃ phaṭ sē ā jātē haĩ .

93It isn’t that you instantly go from the sato stage into the rajo stage.

107Tamōpradhān mē̃ bhī āhistē-āhistē utartē hō , usmē̃ bhī satō rajō tamō stages āyēṅgī .

94You come down gradually even in the tamopradhan stage. 95In that too, there are the sato, rajo and tamo stages.

108Phaṭ sē tamōpradhān nahī̃ hōṅgē .

96You don’t become tamopradhan instantly.

109Dhīrē-dhīrē sīṛhī utartē jātē haĩ . 110Kalā kam hōtī hai .

97You continue to come down the ladder gradually and your degrees decrease.

111Abhī jump lagānā hai .

98You now have to take a jump.

112Tamōpradhān sē satōpradhān bannā hai , iskē liē time bākī thōṛā hai .

99You have to become satopradhan from tamopradhan and there is very little time for this.

113Gāyā huā bhī hai chaṛhē tō chākhē baikuṇṭh ras .

100It is also remembered: Those who climb taste the sweetness of the nectar of heaven.

114Kām key|kī chamāṭ lagtī hai tō ēkdam chaknāchūr hō jātē haĩ .

101When you are slapped by lust, you become completely crushed and your bones break.

115Haḍguḍ ṭūṭ jātē haĩ , jaisē kōī manuṣhya apnā jīvghāt kartē haĩ .

102It is as though you have committed suicide.

116Ātmaghāt nahī̃ , jīvghāt kahā jātā hai .

103It is not said, “Suicide of the soul”, but, “Suicide of the body.”

117Aisē yah bhī ātmā kā ghāt hō jātā hai . 118Key|kī kamāī sab khatm hō jātī hai .

104In the same way, there is suicide of the soul, and everything you have earned is then all finished.

119Yahā̃ tō bāp sē varsā pānā hai , bāp kō yād karnā hai kyōṅki bāp sē bādśhāhī miltī hai .

105Here, you have to claim the inheritance from the Father. 106Remember the Father because you receive the sovereignty from the Father.

120Apnē sē pūchhnā hai ki hamnē bāp kō yād kar kitnī bhaviṣhya kē liē kamāī kī  ?

107Ask yourself: How much have I earned for the future by remembering the Father?

121Kitnē andhō̃ kī lāṭhī banē̃  ?

108For how many blind ones have I become a stick?

122Ghar-ghar mē̃ paigām dēnā hai ki yah purānī duniyā badal rahī hai .

109Give the message to every home that this old world is now to change.

123Bāp naī duniyā kē liē rājyōg sikhā rahē haĩ .

110The Father is teaching you Raja Yoga for the new world.

124Sīṛhī mē̃ dikhāyā hai , yah banānē mē̃ mēhnat lagtī hai .

111It is shown in the picture of the ladder that it takes effort to make this (world) new.

125Sārā din khyālāt chaltā rahtā hai ki aisā sahaj banāvē̃ jō kōī samajh jāē .

112Throughout the day, you think about how to make it very easy so that anyone can understand.

126Sārī duniyā tō nahī̃ āyēgī .

113The whole world will not come here.

127Dēvī-dēvtā dharm vālē hī āyēṅgē .

114Only those of the deity religion will come here.

128Tumhārī service tō bahut chalnī hai .

115Your service is going to continue for a long time.

129Tum jāntē hō hamārā class kab tak chalēgā  !

116You know for how long your class will continue.

130Vah tō lākhō̃ varṣh kalp key|kī āyu samajhtē haĩ . 131Tō śhāstra ādi sunātē hī rahtē haĩ .

117Those people believe that the duration of the cycle is hundreds of thousands of years and they continue to relate the scriptures etc.

132Samajhtē haĩ jab ant hōgā tab sabkā sadgati dātā āyēgā . 133Phir jō hamārē chēlē haĩ unkī gati hō jāyēgī . 134Phir ham bhī jākar jyōti mē̃ samā jāyēṅgē , parantu aisā tō hai nahī̃ .

118They believe that the Bestower of Salvation for All will come when it is the end, and those who are disciples will then receive salvation and will go and merge into the light. 119However, it isn’t like that.

135Tum jāntē hō ham amar bāp dvārā sachchī-sachchī amarkathā sun rahē haĩ .

120You know you are now listening to the true story of immortality from the immortal Father.

136Tō amar bābā jō kahtē haĩ vah mānnā bhī chāhiē .

121Therefore, you should listen to what immortal Baba tells you.

137Sirph kahtē haĩ mujhē yād karō aur pavitra banō .

122He simply says: Remember Me and become pure!

138Nahī̃ tō bahut sajāyē̃ khānī paṛēgī , pad bhī cum|kam milēgā .

123Otherwise, a lot of punishment will have to be experienced and a low status received.

139Service mē̃ mēhnat karnī hai . 140Jaisē dadhīchi r̥iṣhi kā misāl hai , haḍḍiyā̃ bhī service mē̃ dē dī .

124Effort has to be made in doing service just like the example of Dadhichi Rishi who even gave his bones to service.

141Apnē śharīr kā bhī khyāl nahī̃ karkē service mē̃ rahnā hai , iskō kahā jātā hai haḍḍī service aur dūsrā hai rūhānī haḍḍī service .

125Remain engaged in doing service without even thinking about your body. 126This is known as serving with your bones. 127The other is spiritually serving with your bones.

142Rūhānī service vālē rūhānī knowledge hī sunātē rahē̃gē .

128Those who do spiritual service will only continue to relate spiritual knowledge.

143Gyān dhan dān kartē khuśhī mē̃ nāchtē rahē̃gē .

129While donating the wealth of knowledge, they will continue to dance in happiness.

144Duniyā mē̃ jō manuṣhya service kartē haĩ vah hai jismānī .

130The service that people in the world do is physical service.

145Śhāstra baiṭh sunātē haĩ , vah kōī rūhānī service nahī̃ hai .

131They sit and relate scriptures, but that is not spiritual service.

146Rūhānī service sirph bāp hī sikhlātē haĩ .

132Only the one Father teaches you how to do spiritual service.

147Spiritual bāp hī ākar spiritual bachchō̃ ( ātmāō̃ ) kō paṛhātē haĩ .

133Only the spiritual Father comes and teaches you spiritual children, you souls.

148Tum ab taiyārī kar rahē hō - satyug naī duniyā mē̃ jānē kē liē .

134You are now making preparations to go to the new world of the golden age.

149Vahā̃ tumsē kōī vikarma nahī̃ hōgā .

135There, you won’t perform sinful actions.

150Vah hai rāmrājya .

136It is the kingdom of Rama.

151Vahā̃ hōtē hī haĩ thōṛē .

137There, there are only a few people.

152Vah thōṛē manuṣhya ākar paṛhē̃gē .

138Those same few people will come and study here.

153Abhī tō rāvaṇrājya mē̃ sab duḥkhī haĩ nā .

139Now, in the kingdom of Ravan, all are unhappy.

154Yah sārī knowledge tumhārī buddhi mē̃ hai , number-vār puruṣhārth anusār .

140You have all this knowledge in your intellects, numberwise, according to the efforts you make.

155Is sīṛhī K|kē chitra mē̃ hī sārī knowledge ā jātī hai .

141All the knowledge is included in the picture of the ladder.

156Yah chitra banānē kē liē machinery chāhiē .

142Machinery is required to make these pictures.

157Us government key|kī rōz akhbārē̃ kitnī chhaptī haĩ .

143That Government has so many newspapers printed every day.

158Kitnī kārōbār chaltī hai .

144They have so much business!

159Yahā̃ tō sab hāth sē banānā paṛtā hai .

145Here, everything has to be done by hand.

160Bāp kahtē haĩ - yah antim janm pavitra banō tō pavitra duniyā K|kē mālik banōṅgē .

146The Father says: Become pure in this final birth and you will become the masters of the pure world.

161Yah knowledge kōī kē pās nahī̃ hai .

147No one has this knowledge.

162Kahē̃gē is sīṛhī mē̃ aur dharmō kā samāchār kahā̃ hai  ? 163Vah bhī is gōlē mē̃ lagā huā hai .

148Some people say: There’s no information about any of the other religions in the picture of the ladder.

164Vah naī duniyā mē̃ tō ātē hī nahī̃ haĩ .

149That information is included in the picture of the cycle.

165Unhō̃ kō śhānti miltī hai .

150They don’t go to the new world; they receive peace.

166Bhāratvāsī hī svarg mē̃ thē nā .

151Only the people of Bharat existed in heaven.

167Bhārat mē̃ hī bāp rājyōg sikhlānē ātē haĩ isliē bhārat kā prāchīn rājyōg sab pasand kartē haĩ .

152The Father only comes in Bharat to teach you Raja Yoga. 153This is why everyone likes the ancient Raja Yoga of Bharat.

168Is chitra sē vah khud hī samajh jāyēṅgē , barōbar naī duniyā mē̃ sirph bhārat hī thā .

154They will be able to understand for themselves from this picture that there truly was just Bharat in the new world.

169Apnē dharm kō bhī samajh jāyēṅgē .

155They will also be able to understand about their own religion.

170Jaisē Christ āyā dharm sthāpan karnē .

156Christ also came to establish a religion.

171Is samay vah bhī beggar rūp mē̃ hai , sabhī tamōpradhān haĩ .

157At this time, he too is in a beggar form. 158All are tamopradhan.

172Yah rachtā aur rachnā key|kī kitnī baṛī knowledge hai .

159This knowledge of the Creator and creation is so vast.

173Tum kah saktē hō ki hamkō kisī K|kē paisē key|kī darkār nahī̃ hai .

160You can say you don’t need anyone’s money.

174Paisā ham kyā karē̃gē  !

161What would you do with money?

175Tum yah sunō aur dūsrō̃ kō sunānē kē liē yah chitra ādi chhapāō .

162Just tell them: Listen to these things and also have some of these things printed for others.

176In chitrō̃ sē kām lēnā hai .

163Make use of these pictures.

177Hall|hāl banāō , jahā̃ yah knowledge sunāī jāyē .

164Take a hall where this knowledge can be related.

178Bākī ham paisā lēkar kyā karē̃gē .

165What would we do with your money?

179Tumhārē hī ghar kā kalyāṇ hōnā hai .

166It is only your home that will be benefited.

180Tum sirph prabandh karō , bahut ākar sunē̃gē .

167You just make the arrangements and many will come and listen.

181Rachnā aur rachtā key|kī knowledge tō baṛī achchhī hai .

168The knowledge of the Creator and creation is very good.

182Yah tō manuṣhyō̃ kō hī samajhnī hai , vilāyat vālē yah knowledge sunkar bahut pasand karē̃gē . 183Bahut khuśh hōṅgē .

169People have to understand this. 170Those from abroad will enjoy listening to this knowledge a great deal; they will become very happy.

184Samajhē̃gē ham bhī bāp kē sāth yōg lagāyēṅgē tō vikarma vināśh hō jāyēṅgē .

171They will understand that if they too have yoga with the Father, their sins will be absolved.

185Sabkō bāp kā parichay dēnā hai .

172Give everyone the Father’s introduction.

186Samajhē̃gē yah knowledge god father K|kē sivāē kōī dē na sakē .

173They will understand that no one, apart from God, the Father, can give this knowledge.

187Kahtē haĩ khudā nē bahiśht sthāpan kiyā .

174They say that Khuda (God) established bahist (heaven).

188Parantu vah kaisē ātē haĩ , yah kiskō patā nahī̃ hai .

175However, no one knows how He comes.

189Tumhārī bātē̃ sunkar bahut khuśh hōṅgē .

176People will become very happy when they hear what you tell them.

190Phir puruṣhārth kar yōg sīkhē̃gē .

177They will then make effort to study yoga.

191Tamōpradhān sē satōpradhān bannē kē liē bhī puruṣhārth karē̃gē .

178They will even make effort to become satopradhan from tamopradhan.

192Service kē liē tō bahut khyāl karnā chāhiē .

179You should have many ideas for doing service.

193Bhārat mē̃ hunar dikhāyē̃ tab bāhar bhējē̃gē .

180Only when you show your skills in Bharat can you then be sent abroad.

194Yah manuṣhya jānē̃gē , naī duniyā bannē mē̃ kōī dēr thōṛēhī lagtī hai .

181People will realise that it doesn’t take long to make the world new.

195Kahā̃ bhī earthquake ādi hōtī hai tō 2-3 varṣh mē̃ ēkdam nayē makān ban jātē haĩ .

182After an earthquake takes place somewhere, new buildings are built there within two to three years.

196Jitnā bahut kārīgar hōṅgē utnā jaldī makān banē̃gē .

183The more workers there are, the more quickly the building will be built.

197Ēk mās mē̃ bhī makān banā saktē haĩ .

184A building can even be built in a month.

198Kārīgar , sāmān ādi sab taiyār hō phir bannē mē̃ dērī thōṛēhī lagēgī .

185If the workers and material are all prepared, it doesn’t take long to build it.

199Vilāyat mē̃ makān kaisē bantē haĩ , minute motor .

186Look how they build buildings abroad: like “A motor a minute.”

200Tō svarg mē̃ kitnā jaldī bantē hōṅgē .

187Therefore, they will build them very quickly in heaven.

201Sōnā , chāndī bahut tumhārē kō mil jātē haĩ .

188You receive a lot of gold and silver.

202Khāniyō̃ sē sōnā , chāndī , hīrē ādi lē ātē haĩ .

189They bring gold, silver and diamonds from the mines etc.

203Hunar tō sab sīkh rahē haĩ .

190They are learning all of those skills now.

204Science kā kitnā ghamaṇḍ hai .

191There is so much arrogance of science.

205Yahī science phir vahā̃ bhī kām āyēgī .

192This same science will then also be useful there.

206Yahā̃ sīkhnē vālē vahā̃ dūsrā janma lē kām mē̃ āyēṅgē .

193Those who learn the things here will then take another birth and use all the things they learnt in their previous birth.

207Us samay tō sārī naī duniyā hō jātī hai , rāvaṇ rājya hī khatm hō jātā hai .

194At that time, the whole world becomes new and the kingdom of Ravan is destroyed.

2085 tatva bhī kāydēmujīb service mē̃ rahtē haĩ . 209Svarg ban jātā hai .

195Even the five elements remain engaged in doing service with discipline; it becomes heaven.

210Vahā̃ kōī upadrav nahī̃ hōtā hai .

196There are no calamities there.

211Rāvaṇ rājya hī nahī̃ hai , sabhī satōpradhān haĩ .

197There is no kingdom of Ravan there because everyone is satopradhan.

212Sabsē achchhī bāt hai ki bāp sē bahut love hōnā chāhiē .

198The best thing is that you should have a lot of love for the Father.

213Bāp jō phurnā dētē haĩ uskō dhāraṇ karnā aur dūsrō̃ kō dān dēnā hai .

199Have the same concern that the Father has and donate to others.

214Jitnā dān dēgē utnā ikaṭṭhā hō jāyēgā .

200The more you donate, the more you will accumulate.

215Service hī nahī̃ karē̃gē tō dhārṇā kaisē hōgī .

201If you don’t do service, how would you be able to imbibe?

216Service mē̃ buddhi chalnī chāhiē .

202Your intellects should work for service.

217Service tō bahut ḍhēr hō saktī hai .

203A lot of service can be done.

218Kōī kartē rahē̃ .

204Someone has to continue to do it.

219Din-pratidin unnati kō pānā hai .

205Day by day, progress has to be made.

220Apnī bhī unnati karnī hai .

206You also have to make progress.

221Achchhā  !

207Achcha.

222Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

208To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

223Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

209The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

224Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

210Essence for dharna:

2251 ) āpas mē̃ ēk dō kā regard rakhnā hai .

211 1. Have regard for one another.

226Service kā bahut-bahut śhauk rakhnā hai .

212Have a lot of interest in doing service.

227Gyān ratnō̃ sē apnī jhōlī bharkar phir uskā dān karnā hai .

213Fill your aprons with the jewels of knowledge and then donate them.

2282 ) ēk bāp sē hī sunnē kā saṅkalp rakhnā hai .

214 2. Think that you should only listen to the one Father.

229Dūsrē khyālātō̃ mē̃ buddhi kō bhaṭkānā nahī̃ hai .

215Don’t allow your intellect to wander in thinking about other things.

Blessing

230Vardān  : īśhvarīy authority dvārā saṅkalp vā buddhi kō order pramāṇ chalānē vālē master sarvśhaktivān bhav

216Blessing: May you keep your thoughts and intellect under your orders and use them with spiritual authority as a master almighty authority.

231Jaisē sthūl hāth pāṅw kō bilkul sahaj rīti jahā̃ chāhō vahā̃ chalātē hō vā karma mē̃ lagātē hō vaisē saṅkalp vā buddhi kō jahā̃ lagānē chāhō vahā̃ lagā sakō - isē hī kahtē haĩ īśhvarīy authority .

217 Just as you easily use your physical hands and feet as you want, in the same way, you should be able to focus your thoughts and your intellect wherever you want. 218This is known as spiritual authority.

232Jaisē vāṇī mē̃ ānā sahaj hai vaisē vāṇī sē parē jānā bhī itnā hī sahaj hō , isī abhyās sē sākṣhātkār mūrt banē̃gē .

219Just as it is easy to come into sound, let it be just as easy to go beyond sound. 220By practising this you will be able to become an image that grants visions.

233Tō ab is abhyās kō sahaj aur nirantar banāō tab kahē̃gē master sarvśhaktivān .

221So, make this practice easy and constant and you will then be called a master almighty authority.

Slogan

234Slōgan  : svasthiti śhaktiśhālī hō tō paristhiti uskē āgē kuchh bhī nahī̃ hai .

222Slogan: When your original stage is powerful, adverse situations will be nothing in front of it.

223*** Om Shanti ***