सोमवार 29 नवंबर 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
029-11-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 29/11/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - duniyā mē̃ bhal aur kisī kā ḍar nahī̃ rakhō lēkin is bāp kā ḍar jarūr rakhō , ḍar rakhnā mānā pāp karmō sē bachē rahnā ' '
1Essence: Sweet children, you may not be afraid of anyone in the world, but you should definitely be afraid of this Father. 2To be afraid of Him means to be saved from performing sinful actions.
Question
2Praśhna : bābā har ēk bachchē kō apnī jāñch karnē ( chart rakhnē ) key|kī śhrīmat kyō̃ dētē haĩ ?
3Question: Why does Baba give all you children shrimat to check your charts?
Answer
3Uttar : kyōṅki īśhvarīy kāydē baṛē kaṛē haĩ .
4Answer: Because God’s laws are very strict. 5If, after becoming a Brahmin, you continue to make small mistakes, the punishment will be very severe. 6Therefore, Baba says: Check yourself.
4Agar brāhmaṇ bankar chhōṭī-mōṭī bhūlē̃ hōtī tō bahut kaṛī sazā khānī paṛēgī , isliē bābā kahtē apnī jāñch rakhō .
7If any old karmic accounts remain, you will receive a small chappati (reward) together with the slipper (punishment).
5Agar kōī bhī purānā hisāb-kitāb rah gayā tō mānī aur mōchrā khānā paṛēgā .
8The time of settlement is now very close.
6Ab kayāmat kā samay bahut najdīk hai isliē apnē sab hisāb-kitāb yōgbal sē chuktū karō .
9Therefore, settle all your karmic accounts with the power of yoga.
Murli
7Ōm śhānti .
10Om shanti.
8Bāp kī yād mē̃ tō bachchē āpēhī rahtē haĩ .
11You children stay in remembrance of the Father by yourselves.
9Ghaṛī-ghaṛī kahnē key|kī bhī darkār nahī̃ rahtī .
12There is no need to tell you over and over again to do this.
10Bāp kā direction hai ki chaltē-phirtē , uṭhtē-baiṭhtē bāp kō yād karō tō rāvaṇ jisnē tumkō patit banā diyā hai , un par jīt pā lē̃gē .
13The Father’s direction is: Remember the Father while walking, sitting and moving around. 14You will then conquer Ravan who made you impure.
11Tumkō kōī hathiyār ādi nahī̃ dētē , sirph yōgbal sē tum rāvaṇ par jīt pātē hō .
15You are not given any weapons etc. 16You conquer Ravan with just the power of yoga.
12Jīt pānī hai jarūr aur saṅgam par hī pātē hō , jabki rāvaṇ rājya khatm hō rāmrājya key|kī sthāpanā hōnī hai .
17You definitely have to gain victory which is attained at the confluence age when the kingdom of Ravan ends and the kingdom of Rama is to being established.
13Bāp hiṅsā tō kabhī sikhlā na sakē̃ .
18The Father can never teach you violence.
14Dēvtāō̃ kā hai hī ahiṃsā paramōdharma .
19The supreme religion of the deities is non-violence.
15Duniyā yah nahī̃ jāntī ki vahā̃ kām kaṭārī key|kī hiṅsā hōtī nahī̃ .
20The world doesn’t know that the violence of the sword of lust doesn’t exist there.
16Jō kalp pahlē nirvikārī banē hōṅgē vahī tumhārī bātō̃ kō mānē̃gē .
21Those who became viceless in the previous cycle will accept what you tell them.
17Abhī tum yuddha K|kē maidān mē̃ hō .
22You are now on a battlefield.
18Gāyā bhī huā hai śhiv śhakti sēnā .
23The Shiv Shakti Army has been remembered.
19Tum hō gupta warriors , har ēk apnē liē kar rahē haĩ .
24You are incognito warriors and each one of you is doing everything for yourself.
20Māyā jīt jagatjīt bannā hai .
25Become conquerors of Maya and conquerors of the world!
21Tum apnē liē kartē hō , gōyā apnē bhārat dēśh kē liē kartē hō .
26You are doing everything for yourselves which means you are doing it for your land of Bharat.
22Ismē̃ jō achchhī rīti puruṣhārth kartē haĩ vah pātē haĩ .
27Those who make very good effort in this will receive something.
23Jō 5 vikārō̃ par jīt pāyēṅgē vahī jagatjīt banē̃gē aur kōī chīz par jīt pānī nahī̃ hai .
28Those who are victorious over the five vices will become conquerors of the world. 29You don’t have to conquer anything else.
24Tumhārā hai hī rāvaṇ rājya par jīt pānā arthāt daivīguṇ dhāraṇ karnā .
30You have to conquer the kingdom of Ravan, that is, you have to imbibe divine virtues.
25Sivāē daivīguṇ dhāraṇ kiyē satyug mē̃ jā nahī̃ saktē .
31Unless you imbibe divine virtues, you cannot go to the golden age.
26Tō apnē sē pūchhnā hai ki kahā̃ tak hamnē daivīguṇ dhāraṇ kiyē haĩ ?
32So, ask yourself to what extent have you imbibed divine virtues.
27Daivīguṇ dhāraṇ karnā mānā rāvaṇ par jīt pānā .
33To imbibe divine virtues means to conquer Ravan.
28Kahtē haĩ rāmrājya thā tō ēk rām nē tō rājya nahī̃ kiyā hōgā ?
34It is said there was the kingdom of Rama, but there can’t have been just one Rama who ruled the kingdom.
29Prajā bhī tō hōgī .
35There must also have been the subjects.
30Yahā̃ rājā , rānī tathā prajā sab rāvaṇ par jīt pā rahē haĩ .
36Here, the king, the queen and the subjects are all conquering Ravan.
31Daivī-guṇ dhāraṇ kar rahē haĩ .
37They are imbibing divine virtues.
32Daivīguṇō̃ mē̃ khān-pān , bōlnā karnā sab śhuddha pavitra hōtā hai .
38Your food and drink, your way of speaking are all pure when you have divine virtues.
33Her|har bāt mē̃ sach batānā hai .
39Speak the truth about everything.
34Bāp hai hī satya .
40The Father is the Truth.
35Tō aisē bāp kē sāth kitnā sachchā bannā chāhiē .
41So you have to be so honest and truthful to such a Father.
36Agar sachchē nahī̃ banē̃gē tō kitnī burī gati hōgī .
42If you are not truthful, your state becomes very bad.
37Gati tō ūñch pānī chāhiē .
43You have to reach an elevated state.
38Nar sē nārāyaṇ , nārī sē lakṣhmī bannā hai .
44You have to become Narayan from an ordinary man and Lakshmi from an ordinary woman.
39Kahā bhī jātā hai - tumharī gati mat tum hī jānō .
45It is said, “Only You know Your ways and means.”
40Bāp jō mat dētē , ussē kitnī ūñch gati hōtī hai .
46You receive such a high status by following the directions the Father gives you.
41Ūñchē tē ūñchā bāp ūñchē sē ūñchī gati prāpt karātē haĩ .
47The highest-on-high Father enables you to claim the highest state.
42Tō ab śhrīmat par chalkar daivīguṇ dhāraṇ karnē haĩ .
48Therefore, now follow shrimat and imbibe divine virtues.
43Janma-janmāntar K|kē pāp yōgbal binā kaṭ nahī̃ saktē iskē liē yād kī yātrā baṛī achchhī chāhiē .
49The sins of many births can’t be cut away without the power of yoga. 50A very good pilgrimage of remembrance is needed for this.
44Yād achchhī rahēgī - amr̥itvēlē .
51You will be able to have very good remembrance at amrit vela.
45Us samay vāyumaṇḍal achchhā hōtā hai .
52The atmosphere is very good at that time.
46Din mē̃ bhal kitnā samay bhī baiṭhō , parantu amr̥itvēlē jaisā samay nahī̃ hai .
53No matter how much you sit during the day, there is no other time like that of amrit vela.
47Apnī bātē̃ gupta haĩ .
54Everything of ours is incognito.
48Aṅgrējī mē̃ kahtē haĩ « V|we are|or at war|vār ' ' hamārī yuddha hai rāvaṇ kē sāth .
55In English it is said: We are at war! 56Our war is with Ravan.
49Yah hai number one duśhman .
57He is the number one enemy.
50Rām sampradāy nē rāvaṇ sampradāy par jīt pāī hai śhrīmat sē .
58The community of Rama conquered the community of Ravan by following shrimat.
51Bāp sarvśhaktimān hai nā .
59The Father is the Almighty Authority.
52Duniyā tō bichārī is samay ghōr andhiyārē mē̃ hai .
60The poor world is in complete darkness at this time.
53Unkō mālūm hī nahī̃ ki hamnē hār khāī hai .
61They don’t know that they have been defeated.
54Māyā sē hārē hār hai , māyā kiskō kahā jātā hai - yah bhī kōī nahī̃ jāntā hai .
62They have been defeated by Maya. 63No one even knows what Maya is.
55Sārī laṅkā par rāvaṇ kā rājya thā .
64There was the kingdom of Ravan over the whole of Lanka.
56Śhāstrō̃ mē̃ bhakti mārg key|kī kitnī dant kathāyē̃ likh dī haĩ , jō janma-janmāntar paṛhī haĩ .
65They have written so many tall stories of the path of devotion in the scriptures.
57Ab bhī kahtē haĩ śhāstra tō jarūr paṛhnē chāhiē .
66You have been reading those for birth after birth.
58Jō nahī̃ paṛhtē unkō nāstik kahā jātā hai aur bāp kahtē haĩ - śhāstra paṛhtē-paṛhtē sab nāstik ban paṛē haĩ .
67Even now they say that you should read the scriptures, that those who don’t study them are called atheists.
59Yah bātē̃ bachchō̃ kō achchhī tarah samjhānī chāhiē ki bhārat jab satōpradhān thā tō uskō svarg kahā jātā thā .
68The Father says: By studying the scriptures, all of you have become atheists. 69You children have to explain these things very well.
60Vahī bhāratvāsī 84 janm lētē-lētē ab patit tamōpradhān banē haĩ . 61Ab phir pāvan kaisē banē̃ . 62Bāp kahtē haĩ - mujhē yād karō tō satōpradhān pāvan ban jāyēṅgē , aur kōī bhī dēhdhārī kō yād nahī̃ karō .
70When Bharat was satopradhan, it was called heaven. 71Those same people of Bharat have become impure and tamopradhan while taking 84 births, and so how can they now become pure? 72The Father says: Remember Me and you will become satopradhan and pure. 73Don’t remember any bodily beings.
63Kiskō gurū nahī̃ banāō .
74Don’t make anyone your guru.
64Kahā jātā hai gurū binā ghōr andhiyārā .
75It is said: There is extreme darkness without a guru.
65Ḍhēr K|kē ḍhēr gurū haĩ .
76There are so many gurus!
66Parantu sab andhiyārē mē̃ lē jānē vālē haĩ .
77However, all of them lead you into darkness.
67Bāp kahtē haĩ - gyān sūrya jab āyē tab ghōr andhiyārā dūr hō .
78The Father says: When the Sun of Knowledge rises, extreme darkness is dispelled.
68Sannyāsī bhal pāvan bantē haĩ parantu janm tō vikār sē lētē haĩ nā .
79Although sannyasis become pure, they still take birth through vice.
69Dēvī-dēvtā tō vikār sē paidā nahī̃ hōtē .
80Deities are not born through vice.
70Yahā̃ sabkē śharīr mūt palītī haĩ .
81Here, everyone’s body is like impure, dirty clothes.
71Bāp aisē mūt palītī kapṛē sāph kartē haĩ .
82The Father washes such dirty impure clothes.
72Ātmā pavitra banē phir śharīr bhī achchhā milē . 73Uskē liē puruṣhārth karnā hai .
83You have to make effort to make yourselves, the souls, pure so you also receive pure bodies.
74Apnī jāñch rakhnī hai - mērē sē kōī burā kām tō nahī̃ hōtā hai .
84Check yourselves to see you do not perform any bad actions.
75Īśhvarīy kāydē bhī kaṛē haĩ .
85God’s laws are very strict.
76Kōī burā kām karē tō unkī sajā bahut kaṛī hai .
86When someone does something bad, the punishment for that is very severe.
77Kayāmat kā samay hai .
87It is the time of settlement.
78Sab hisāb-kitāb chuktū karnā hai - yōgbal sē .
88All karmic accounts have to be settled with the power of yoga.
79Agar chuktū nahī̃ kiyā tō mōchrā khānā paṛēgā .
89If you don’t settle them, you will have to experience punishment.
80Phir kahā bhī jātā hai - mōchrā aur mānī .
90It is then said: Punishment is received together with a small reward.
81Mānī tō ( rōṭī tō ) sabkō milnī hai .
91Everyone is going to receive a small reward.
82Mukti aur jīvanmukti key|kī mānī sabkō dēgē .
92Everyone will be given the reward of liberation and liberation-in-life.
83Kōī pass with honour , kōī kō mōchrā milēgā phir thōṛī mānī milēgī , bēijjatī sē . 84Takht par tō vah baiṭh na sakē̃ .
93Some pass with honours, some will experience punishment and then receive a small reward with no honour; they will not be able to sit on the throne.
85Kōī bhī burā kām kiyā tō bēijjatī hōgī , sō bhī bāp kē āgē .
94If you perform bad actions, you will be dishonoured, and that, in front of the Father too!
86Śhivbābā baiṭhē haĩ nā .
95Shiv Baba is sitting here.
87Tumkō sākṣhātkār karāyēṅgē ki ham ismē̃ thā , tumkō kitnā samjhātē thē .
96You will be given visions: I was in this one and explained to you so much.
88Abhī maĩ sampūrṇ ( brahmā ) mē̃ hū̃ .
97I am now in the perfect Brahma.
89Tum bachchiyā̃ sampūrṇ bābā kē pās jātī hō .
98You children go to the perfect Baba.
90Us dvārā śhivbābā direction ādi dētē haĩ nā .
99Shiv Baba gives you directions through him.
91Tumkō bābā sākṣhātkār karāyēgā ki ismē̃ baiṭhkar tumkō kitnā paṛhātē thē , samjhātē thē ki daivīguṇ dhāraṇ karō , service karō .
100Baba will give you visions of how He used to sit in this one and teach you and tell to you: Imbibe divine virtues and do service.
92Kisī key|kī nindā nahī̃ karō .
101Don’t defame anyone.
93Tumnē phir bhī yah kām kiyē , ab khāō sajā .
102You still did that and so this is the punishment for it.
94Jitnē-jitnē pāp kiyē hōṅgē tō sajā khānī paṛēgī .
103There will have to be punishment for whatever sins you have committed.
95Kōī bahut sajāyē̃ khātē haĩ , kōī cum|kam .
104Some experience a lot of punishment and others less.
96Unmē̃ bhī number-vār haĩ , jitnā hō sakē yōgbal sē vikarmō kō kāṭtē rahnā hai .
105That too is numberwise. 106As much as possible, continue to cut your sins away with the power of yoga.
97Yah baṛē tē baṛā phurnā bachchō̃ kō rakhnā hai ki ham sampūrṇ pakkā sōnā kaisē banē̃ ?
107The greatest concern you children should have is how to become completely real gold.
98Uṭhtē baiṭhtē yahī buddhi mē̃ rahē , jitnā yād karē̃gē utnā ūñch pad pāyēgē .
108While walking and moving around, it should remain in your intellects that you will claim a high status according to how much you stay in remembrance.
99Māyā K|kē tūphānō̃ key|kī parvāh nahī̃ karnī hai , jitnā samay milē bāp kō yād karnā hai .
109You mustn’t be concerned about the storms of Maya. 110Remember the Father whenever you have time.
100Mujhē tamōpradhān sē satōpradhān bannā hai .
111I have to become satopradhan from tamopradhan.
101Bāp kō yād karē̃gē tō pāp kaṭ jāyēṅgē .
112If you remember the Father, your sins will be cut away.
102Kōī pāp bhī nahī̃ karnā chāhiē .
113You mustn’t commit any sins.
103Nahī̃ tō sauguṇā ban jāyēgā .
114Otherwise, they will accumulate one hundredfold.
104Māphī nahī̃ lī tō phir vr̥iddhi kō pātē-pātē satyānāśh hō jātī hai .
115If you don’t ask for forgiveness, they will increase and eventually everything will be ruined.
105Pāp pichhāṛī pāp māyā karātī rahēgī .
116Maya will make you commit sin after sin.
106Bēhad K|kē bāp sē bē-adabī hō jātī hai .
117There would then be disrespect for the unlimited Father.
107Yah bhī bahutō̃ kō patā nahī̃ paṛtā hai .
118Many are unaware of this.
108Bābā hamēśhā samjhātē haĩ aisē samjhō ki śhivbābā murlī chalātē haĩ . 109Śhivbābā direction dētē haĩ tō yād bhī rahē , ḍar bhī rahē .
119Baba always explains: Always consider it to be Shiv Baba speaking the murli and Shiv Baba giving directions so that you remember Him and are also afraid of Him.
110Bahut pāp kartē rahtē haĩ .
120Many continue to commit sin.
111Sāph bōlnā chāhiē ki bābā hamsē yah bhūl huī .
121You should tell Baba clearly: Baba, I made this mistake.
112Bāp samjhātē haĩ pāpō̃ kā bōjhā sir par bahut hai .
122The Father explains: There is a huge burden of sin on your heads.
113Jō kuchh kiyā hai vah batāō .
123Tell Baba about everything you have done.
114Sach batānē sē ādhā kam hō jāyēgā .
124Half will be reduced by telling Baba the truth.
115Bābā nē samjhāyā hai jō number one puṇya ātmā bantē haĩ , vahī phir pāp ātmā bhī number one bantē haĩ .
125Baba has explained that the one who becomes the number one charitable soul then becomes the number one sinful soul.
116Bābā khud kahtē haĩ - tumhārā bahut janmō̃ K|kē bhī ant kā janm hai .
126Baba Himself says: This is the last of your many births. 127You were charitable souls.
117Tum puṇya ātmā thē , sō ab pāp ātmā banē hō phir puṇya ātmā bannā hai .
128You have now become sinful souls and you once again have to become charitable souls.
118Apnā kalyāṇ tō karnā hai .
129You have to benefit yourselves.
119Yahā̃ tumhē̃ māthā ādi ṭēknē key|kī bhī darkār nahī̃ hai , sirph bāp kō yād karnā hai .
130There is no need for you to bow down here. 131Simply remember the Father.
120Bhal yah bhī bujurg hai , namastē kartē haĩ .
132Although this one is old, he still says “Namaste”.
121Bachchē ghar mē̃ ghaṛī-ghaṛī thōṛēhī namastē kartē haĩ .
133Children do not repeatedly say “Namaste” while at home.
122Ēk bār namastē kiyā phir respond mē̃ bhī kiyā jātā hai .
134When one person says “Namaste”, the other one responds once.
123Bāp kahtē haĩ - tum mujhē baṛā samajhkar namastē kartē hō , maĩ phir tumkō viśhva kā mālik samajh namastē kartā hū̃ .
135Baba says: You say “Namaste” to Me considering Me to be senior and I say “Namaste” to you considering you to be the masters of the world.
124Arth|earth hai nā .
136This is full of meaning.
125Manuṣhya tō rām-rām kah dētē haĩ parantu arth|earth kuchh nahī̃ samajhtē .
137People say “Rama, Rama!” but they don’t understand the meaning of that.
126Vāstav mē̃ rām arthāt śhivbābā .
138In fact, “Rama” means Shiv Baba.
127Rām vah raghupati nahī̃ , yah rām nirākār hai . 128Unkā nām hai śhivbābā .
139Rama is not the one from the highest clan of Raghu, but incorporeal Rama and His name is Shiv Baba.
129Śhiv kē āgē kōī aisā nahī̃ kahēgā ki maĩ rām key|kī pūjā kartā hū̃ .
140No one would say in front of Shiva that he is worshipping Rama.
130Ab bāp kahtē haĩ tum mandirō̃ mē̃ jākar samjhāō ki yah bhī manuṣhya thē .
141The Father now says: Go and explain at the temples: he too was a human being.
131Tum inhō̃ kē āgē jākar mahimā gātē hō - āp nirvikārī , sarvguṇ sampann , ham pāpī nīñch haĩ .
142You go and sing praise in front of them: You are viceless and full of all virtues, whereas I am a degraded sinner.
132Yah tan bhī manuṣhya kā hai aur vah tan bhī manuṣhya kā hai lēkin usmē̃ daivīguṇ haĩ isliē dēvtā hai .
143These are human bodies (now) and those too are human bodies (deities), but those bodies have divine virtues and so they are deities.
133Tum khud kahtē hō - hamārē mē̃ āsurī guṇ haĩ isliē bandar haĩ .
144You yourselves say you have devilish traits and so you are like monkeys.
134Sūrat dōnō̃ key|kī ēk hai . 135Sīrat mē̃ fark hai .
145The features of the two are similar but the characters are different.
136Bhāratvāsī hī sirtāj thē .
146The people of Bharat were crowned.
137Abhī no|know tāj , garīb bhī bhāratvāsī hī haĩ .
147Now they have no crowns; the people of Bharat are now poor.
138Bāp bhī bhārat mē̃ hī ātē haĩ , jahā̃ svarg banānā hai vahā̃ bāp āyēgā nā .
148The Father comes in Bharat. 149The Father comes in the place where heaven is to be created.
139Kahā jātā hai kalaṅgī avatār , kitnē kalaṅk lagāyē haĩ .
150It is said: “Kalangi-avtar”, the incarnation that has been defamed so much.
140Agar aur dharm vālē bhī kuchh kahtē haĩ , vah bhī bhāratvāsiyō̃ kō follow kartē haĩ .
151If those of other religions say something, they are only following the people of Bharat.
141Pattharbuddhi hōnē K|kē kāraṇ mujhē bhī patthar-bhittar mē̃ kah dētē haĩ .
152Because they are those with stone intellects, they also say that He is in the pebbles and stones.
142Bāp kō jāntē hī nahī̃ ki bāp ismē̃ pravēśh kar bhārat kō kitnā sirtāj banātē haĩ .
153They don’t know the Father at all and they don’t know He enters this one and makes Bharat crowned (the highest).
143Bhārat key|kī kitnī sēvā kartē haĩ .
154He serves Bharat so much!
144Bāp kahtē haĩ mērī tum glāni kartē hō . 145Maĩ tumkō svarg kā mālik banātā hū̃ .
155The Father says: You defame Me and I make you into the masters of the world.
146Tum kitnā apkār kartē hō .
156You defame Me so much.
147Rāvaṇ nē tumhārī mat kitnī mār ḍālī hai .
157Ravan has completely destroyed your common sense.
148Burī gati hō gaī hai , tab bulātē haĩ patit-pāvan āō .
158You have reached a very bad state and this is why you call out to the Purifier.
149Samjhānī kitnī sahaj miltī hai . 150Phir bhī kaī bachchē bhūl jātē haĩ .
159The explanation you are given is so easy and yet many of you children forget this.
151Yōg nahī̃ tō dhārṇā bhī nahī̃ hōtī hai isliē bābā kahtē haĩ bāndhēliyā̃ sabsē jāstī yād kartī haĩ .
160If you don’t have yoga, you’re unable to imbibe this. 161This is why Baba says: Those in bondage remember the Father the most.
152Śhivbābā key|kī yād mē̃ sahan bhī kartī haĩ .
162They also tolerate a lot in remembrance of Shiv Baba.
153Bhāratvāsiyō̃ mē̃ jō dēvī-dēvtā bannē vālē haĩ vahī yahā̃ āyēṅgē .
163Only the people of Bharat who are to become deities will come here.
154Ārya samājī tō dēvtāō̃ key|kī mūrtiyō̃ kō māntē hī nahī̃ .
164The Arya Samajis do not believe in the idols of the deities at all.
155Jhāṛ K|kē pichhāṛī mē̃ ṭālī hai , 2-3 janm bhī muśhkil hōṅgē . 156Bahut lōg samajhtē haĩ - vikār binā duniyā kaisē chalēgī .
165At the top of the tree, there are branches and twigs of those who hardly take two or three births.
157Arē dēvtāō̃ kō sampūrṇ nirvikārī kahā jātā hai nā .
166Many people wonder how the world would continue without vice.
158Yah bhī kiskō patā nahī̃ ki vahā̃ vikār hōtā hī nahī̃ hai .
167Oh! but the deities are said to be completely viceless.
159Kalp pahlē vālē jhaṭ samajh jātē haĩ .
168No one understands that vice doesn’t exist there.
160Gāyan bhī hai ; bhagvānuvāch - kām mahāśhatru hai .
169Those of the previous cycle will understand this very quickly.
161Parantu bhagvān nē kab kahā thā - yah kiskō patā nahī̃ hai .
170It is remembered that God says: Lust is the greatest enemy, but no one knows when God said this.
162Abhī tum bachchē jagatjīt ban rahē hō . 163Parantu ūñch pad pānē kē liē mēhnat karnī hai .
171You children are now becoming the conquerors of the world, but effort has to be made to claim a high status.
164Bāp kahtē haĩ - gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē sirph buddhiyōg mērē sē lagāō .
172The Father says: While living at home, simply connect your intellects in yoga to Me.
165Jabki bāp K|kē ban gayē hō tō bāp sē lav|love hōnā chāhiē .
173Now that you belong to the Father, you should have love for the Father.
166Bākī aurō̃ kē sāth kām nikālnē kē liē pyār rakhnā hai .
174Have love for others just in name.
167Buddhi mē̃ yah khyāl rakhnā hai ki bichārō̃ kō svargvāsī kaisē banāyē̃ . 168Sachchī yātrā par chalnē key|kī yukti batāyē̃ .
175Let your intellects be concerned about how to make the poor into residents of heaven and how to show them the way to go on the true pilgrimage.
169Vah hai jismānī yātrā , jō janma-janmāntar kartē āyē haĩ .
176Those are physical pilgrimages that you have been going on for birth after birth.
170Yah ēk hī yād kī yātrā hai .
177This is the only pilgrimage of remembrance.
171Abhī hamārē 84 janm pūrē huē phir satyug key|kī history repeat hōnī hai .
178Our 84 births have now come to an end and the history of the golden age has to repeat again.
172Patit tō ghar jā nahī̃ saktē .
179Impure ones cannot go back home.
173Pāvan banānē kē liē patit-pāvan bāp chāhiē .
180The Purifier Father is needed to make you pure.
174Bhal sannyāsī pāvan bantē haĩ parantu vāpis jā nahī̃ saktē .
181Although sannyasis become pure, they cannot go back home.
175Sabkō lē jānē vālā bāp hī hai .
182Only the Father takes everyone back home.
176Bāp ākar sabkō rāvaṇ sē chhuṛāē mukt kar dētē haĩ .
183The Father comes and liberates you all from Ravan and makes you free.
177Satyug mē̃ duḥkh dēnē vālī kōī chīz hōtī nahī̃ .
184There is nothing in the golden age that causes sorrow.
178Nām hī hai sukhdhām .
185The very name is the land of happiness.
179Yah hai duḥkhdhām .
186This is the land of sorrow.
180Vah kṣhīrsāgar , yah hai viṣhay sāgar .
187That is the ocean of milk whereas this is the ocean of poison.
181Abhī tum jāntē hō svarg mē̃ kitnē sukh ārām sē rahtē haĩ .
188You now know how they live in heaven with so much happiness and comfort.
182Kṣhīr sāgar sē nikal viṣhay sāgar mē̃ kaisē ātē haĩ , yah kōī nahī̃ jāntē .
189No one knows how you come out of the ocean of milk and go into the ocean of poison.
183Bāp samjhātē haĩ śhrīmat par chalnā hai phir javābdār vah hai .
190The Father tells you to follow shrimat and that He is then responsible.
184Śhrīmat kahtī hai - hā̃ bhal jāō , bachchō̃ kō sambhālō .
191Shrimat says: You may go and look after your children.
185Unkō bhū̃-bhū̃ kartē rahō , tō kuchh na kuchh kalyāṇ hō jāyēgā . 186Svarg mē̃ tō ā jāyēṅgē .
192Continue to buzz this knowledge to them so that they can be benefited a little and go to heaven.
187Bāp ākar narkvāsī sē svargvāsī banātē haĩ 21 janm kē liē .
193The Father comes and changes you from residents of hell into residents of heaven for 21 births.
188Yah bhī tumhārī buddhi mē̃ hai .
194Only you have this in your intellects.
189Manuṣhya tō kuchh bhī nahī̃ jāntē .
195People don’t know anything.
190Yah bhī pahlē kuchh nahī̃ jāntē thē .
196This one didn’t know anything previously either.
191Jaisē inkē 84 janmō̃ key|kī kahānī hai - « tattvam ' ' yah bhī rājyōg sīkh rahē haĩ .
197Just as there is the story of this one’s 84 births, so the same applies to you.
192Tum hō rājr̥iṣhi .
198He too is studying Raj Yoga.
193Vah haĩ haṭhyōg r̥iṣhi . 194Tum gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahkar rājāī prāpt kar rahē hō .
199You are Raj Rishis and those people are hatha yogi rishis. 200You are attaining a kingdom while living at home.
195Tum sab śharaṇāgati hōnē āyē hō nā .
201All of you have come here to seek refuge.
196Ab samajhtē haĩ ham tō svarg mē̃ baiṭhē haĩ .
202Those people believe they are sitting in heaven.
197Duniyā mē̃ hai māyā kā pomp .
203There is the pomp of Maya in the world.
198Jab tak nark kā vināśh na hō tab tak svarg kaisē hō saktā hai .
204How could heaven exist unless hell is destroyed?
199Māyāvī puruṣh iskō hī svarg samajh baiṭhē haĩ .
205The people influenced by Maya consider this to be heaven.
200Bābā kō naī duniyā sthāpan karnē mē̃ kitnī mēhnat lagtī hai .
206Baba has to make so much effort to establish the new world.
201Pūrē narkvāsī haĩ .
207All are complete residents of hell.
202Svargvāsī bantē hī nahī̃ haĩ .
208They don’t become residents of heaven at all!
203Bāp kitnā pyār sē samjhātē haĩ .
209The Father explains to you with so much love.
204Achchhā !
210Achcha.
205Mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ rāvaṇ par jīt pānē sē hī tum jagatjīt banē̃gē .
211Sweetest children, you will become conquerors of the world by conquering Ravan.
206Uskē liē pūrā puruṣhārth karnā hai .
212Full effort has to be made for that.
207Achchhā !
213Achcha.
208Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
214To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
209Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
215The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
210Dhārṇā kē liē mukhya sār :
216Essence for dharna:
2111 ) aisā kōī kām nahī̃ karnā hai jō bēijjatī hō . 212Sajāyē̃ khānī paṛē̃ .
217 1. Don’t perform any actions that would dishonour you and bring you punishment.
213Māyā K|kē tūphānō̃ key|kī parvāh na kar jitnā samay milē bāp kō yād karnā hai .
218Don’t be concerned about the storms of Maya but remember the Father whenever you have time.
214Ēk bāp sē sachchā-sachchā lav|love rakhnā hai .
219Have true love for the one Father.
2152 ) apnī ūñch gati banānē kē liē sachchē bāp sē sachchā rahnā hai .
220 2. In order to reach an elevated state, remain honest and true to the true Father.
216Kōī bhī bāt chhipānī nahī̃ hai .
221Don’t hide anything.
Blessing
217Vardān : yād K|kē mantra dvārā saṅkalp aur karma mē̃ avināśhī siddhi prāpt karnē vālē siddhi svarūp bhav
222Blessing: May you use the mantra of remembrance, to achieve imperishable success in your thoughts and actions and become an embodiment of success.
218Āp bachchē almighty government K|kē messenger hō isliē kōī sē bhī discuss karnē mē̃ apnā mind disturb nahī̃ karnā .
223 You children are messengers of the Almighty Government: therefore, do not allow your mind to be disturbed while discussing anything with anyone.
219Yād kā mantra use karnā .
224Use the mantra of remembrance.
220Jaisē kōī vāṇī sē yā anya kisī tarīkē sē vaśh nahī̃ hōtē haĩ tō mantr-jantra kartē haĩ , āpkē pās|pass ātmik dr̥iṣhṭi kā nētra aur manmanābhav kā mantra hai jissē apnē saṅkalpō̃ kō siddh kar siddhi svarūp ban saktē hō .
225When someone is not able to be controlled by words or other methods, they use magical mantras. 226You have the eyes of soul-conscious vision and the mantra of “Manmanabhav” with which you can make your thoughts practical and become an embodiment of success.
Slogan
221Slōgan : action conscious kē bajāē soul conscious banō .
227Slogan: Instead of being action conscious, become soul conscious.
228*** Om Shanti ***