शनिवार 11 दिसंबर 2021 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

011-12-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 11/12/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum abhī wonderful rūhānī yātrī hō , tumhē̃ is yātrā sē 21 janmō̃ kē liē nirōgī bannā hai ' '

1Essence: Sweet children, at this time you are wonderful spiritual pilgrims. 2You have to become free from disease for 21 births by staying on this pilgrimage.

Question

2Praśhna  : satyug mē̃ kaun see|sī|C chīz kām nahī̃ ātī hai jō bhakti mārg mē̃ bāp K|kē kām ātī hai  ?

3Question: What is not useful in the golden age but is useful to the Father on the path of devotion?

Answer

3Uttar  : divya dr̥iṣhṭi key|kī chābī .

4Answer: The key to divine vision. 5There is no need for this key in the golden age.

4Satyug mē̃ is chābī key|kī darkār nahī̃ rahtī . 5Jab bhaktimārg śhurū hōtā hai tō bhaktō̃ kō khuśh karnē kē liē sākṣhātkār karānā paṛtā hai .

6When the path of devotion begins, God has to grant the devotees visions in order to please them. 7This key is useful to the Father at that time.

6Us samay yah chābī bāp K|kē kām ātī hai isliē bāp kō divya dr̥iṣhṭi dātā kahā jātā hai .

8This is why the Father is called the Bestower of Divine Vision.

7Bāp tum bachchō̃ kō viśhva kī bādśhāhī dētē haĩ , divya dr̥iṣhṭi key|kī chābī nahī̃ .

9The Father gives you children the sovereignty of the world, but not the key to divine vision.

Song

8Gīt  : marnā tērī galī mē̃ …

10Song: To live in Your lane and to die in Your lane

Murli

9Ōm śhānti .

11Om shanti.

10Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ nē gīt sunā .

12You sweetest, spiritual children heard the song.

11Rūhānī bachchō̃ kō aṅgrējī mē̃ kahā jātā hai spiritual children .

13In English, ‘ruhani bachche’, is spiritual children.

12Spiritual father aur spiritual children .

14Spiritual Father and spiritual children.

13Ab yah tō rūhānī bachchē jāntē haĩ ki ham ātmāō̃ kō vahā̃ śharīr tō hai nahī̃ isliē vahā̃ kōī rūhrihān hō nahī̃ saktī .

15You spiritual children know that souls don't have bodies there in the soul world, and that this is why there can’t be any conversation there.

14Rūh sē rūhrihān arthāt vārtālāp tab hō jab dōnō̃ kō śharīr hō .

16There can be conversation or talking between souls when both are in bodies.

15Ātmāō̃ kō yahā̃ tō apnā-apnā śharīr hai .

17Here, souls have their own bodies.

16Bākī jō knowledgeful rūhānī bāp hai unkō apnā śharīr nahī̃ hai . 17Vah hai hī nirākār .

18However, the knowledge-full, spiritual Father doesn't have a body of His own; He is incorporeal.

18Bachchē samajhtē haĩ ki śhāntidhām mē̃ ham ātmāyē̃ aśharīrī rahtī haĩ .

19You children understand that souls in the land of peace are bodiless.

19Jaisē bāp bhī aśharīrī vā vichitr hai , aisē tum ātmāyē̃ bhī binā śharīr K|kē vahā̃ rahtī hō .

20Just as the Father is bodiless, without an image, so you souls too are without bodies there.

20Yah samajhnē key|kī bāt hai .

21This is something to be understood.

21Kahtē bhī haĩ naṅgē āyē haĩ , naṅgā jānā hai yānī yah śharīr rūpī vastra vahā̃ nahī̃ hōgā .

22It is said that you came naked (bodiless) and that you have to return bodiless, that is, you won't have the costume of a body there.

22Ātmā jab śhāntidhām mē̃ rahtī hai tō aśharīrī hai , śhānti mē̃ rahtī hai .

23When souls are in the land of peace, they are bodiless, they are in peace.

23Ab rūhānī bāp yah knowledge dētē haĩ .

24The spiritual Father is now giving you knowledge.

24Sārī duniyā mē̃ rūhānī bāp aur kōī hai nahī̃ .

25No one else in the whole world is the spiritual Father.

25Aur sabhī haĩ jismānī bāp .

26All others are physical fathers.

26Rūhānī bāp khud kahtē haĩ maĩ aśharīrī hū̃ .

27The spiritual Father Himself says: I am bodiless.

27Bāt karnē samay śharīr kā ādhār lēnā paṛtā hai .

28At the time of speaking, I have to take the support of a body.

28Bhal śhāstrō̃ mē̃ akṣhar haĩ ki prakr̥iti kā ādhār lēnā paṛtā hai . 29Parantu bāp samjhātē haĩ prakr̥iti kā tō śharīr banā huā hai .

29Although it is mentioned in the scriptures, “I take the support of matter”, the Father explains: This body is anyway made of matter.

30Maĩ sādhāraṇ śharīr kā ādhār lētā hū̃ .

30I take the support of an ordinary body.

31Rūhānī bāp kō rūhānī surgeon kahā jātā hai kyōṅki yād vā yōg sikhlātē haĩ , jissē hamārī ātmā ever nirōgī ban jātī hai . 3221 janm kabhī rōgī nahī̃ bantē .

31The spiritual Father is called the spiritual Surgeon because He teaches remembrance, that is, yoga, through which you souls become ever free from disease: you will not have any disease for 21 births.

33Phir jab māyā kā rājya hōtā hai tō ham rōgī ban jātē haĩ .

32Then, when it is the kingdom of Maya, we become diseased.

34Bāp ākar hamkō 21 janmō̃ kē liē nirōgī banātē haĩ .

33The Father comes and makes us free from disease for 21 births.

35Bāp kō yātrā sikhlānē vālā paṇḍā bhī kahā jātā hai .

34The Father is also called the Guide and He teaches us the pilgrimage.

36Ham wonderful rūhānī yātrī haĩ .

35We are wonderful, spiritual pilgrims.

37Is rūhānī yātrā kō aur kōī manuṣhy-mātra duniyā mē̃ nahī̃ jāntē haĩ .

36No other human being knows this spiritual pilgrimage.

38Bhārat khās aur duniyā ām , hamēśhā aisē kahā jātā hai .

37It is always said: Bharat in particular and the world in general.

39Khās hamkō yah rūhānī yātrā sikhlāī jātī hai .

38We are especially taught this spiritual pilgrimage.

40Kaun sikhlātē haĩ  ?

39Who teaches it?

41Spiritual father .

40The spiritual Father.

42Jismānī yātrāyē̃ tō manuṣhya janma-janmāntar kartē āyē haĩ .

41Human beings have been going on physical pilgrimages for birth after birth.

43Kōī-kōī tō ēk janm mē̃ dō chār yātrāyē̃ bhī kartē haĩ .

42Some even go on a pilgrimage two or four times in one birth.

44Vah kahē̃gē jīv ātmāō̃ key|kī yātrā aur yah hai ātmāō̃ key|kī yātrā .

43It would be said that that is the pilgrimage of living beings, whereas this is the pilgrimage of souls.

45Yah baṛī samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

44These matters have to be understood very clearly.

46Chaltē phirtē buddhi mē̃ bābā kō yād rakhnā hai tō ant matī sō gati hō jāyēgī .

45Make your intellects remember Baba while you are walking and moving along and your final thoughts will lead you to your destination.

47Bābā key|kī yād mē̃ ham bābā kē pās chalē jāyēṅgē .

46While in remembrance of Baba, we will go to the Father.

48Ab tum rūhānī bachchō̃ kō rūhānī bāp yah yātrā sikhlātē haĩ .

47The spiritual Father is teaching you spiritual children this pilgrimage.

49Gītā mē̃ manmanābhav akṣhar hai parantu unkā arth|earth bhī kōī samajhtē nahī̃ haĩ .

48The term ‘Manmanabhav’ is mentioned in the Gita, but no one understands the meaning of it.

50Bāp kahtē haĩ - mujhē yād karō tō tumhārē pāp bhasma hōṅgē .

49The Father says: Remember Me and your sins will be absolved.

51Phir kyā hōgā  ?

50What will happen then?

52Tum bachchē jāntē hō ham yād sē tamōpradhān sē satōpradhān ban jāyēṅgē .

51You children know that, by having remembrance, you will become satopradhan from tamopradhan.

53Is samay sab tamōpradhān haĩ . 54Sārā jhāṛ jaṛjaṛībhūt hō gayā hai .

52At this time all are tamopradhan; the whole tree is totally decayed.

55Ab ātmā satōpradhān kaisē banē  ?

53How can souls become satopradhan?

56Vāpis ghar mē̃ kaisē jāyē  ?

54How can we return home?

57Vahā̃ tō pavitra ātmāyē̃ hī rahtī haĩ .

55Only pure souls live there.

58Phir yahā̃ śharīr dhāraṇ kartē rajō tamō mē̃ ātī hai .

56While adopting bodies here, they go through the stages of sato, rajo and tamo.

59Her|har chīz key|kī stage hōtī hai .

57Everything goes through these stages.

60Gātē bhī haĩ duniyā badal rahī hai .

58They even sing: The world is changing.

61Inkō kahē̃gē purānī duniyā iron aged , naī duniyā kō kahā jātā hai golden age satyug .

59This is called the old iron-aged world and the new world is called the golden age, satyug.

62Ab bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ yah hōnā chāhiē .

60This should remain in the intellects of you children.

63Jab satyug thā tō ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm thā .

61When it was the golden age, there was the original, eternal deity religion.

64Abhī vah dharm nahī̃ hai .

62That religion doesn’t exist now.

65Deityism , Islamism , Buddhism , kriściyanijma . . yah mukhya haĩ .

63The main religions are Deityism, Islam, Buddhism and Christianity.

66Yugō̃ par bhī samjhāyā hai ki mukhya 4 yug haĩ .

64It is explained about the ages that there are four main ones.

67Bākī yah brāhmaṇō̃ kā saṅgamyug hai gupta .

65However, this confluence age of Brahmins is incognito.

68Parampitā paramātmā hī ākar brāhmaṇ dēvtā kṣhatriya dharm sthāpan kartē haĩ .

66The Supreme Father, the Supreme Soul, comes and establishes the Brahmin, deity and warrior religions.

69Yah sab bātē̃ bachchō̃ kō yād rakhnī hai aur apnā buddhiyōg bāp kē sāth rakhnā hai .

67You children have to remember all of these things and connect your intellects in yoga with the Father.

70Mūl bāt hī hai vikarmājīt bannē key|kī .

68The main thing is to become a conqueror of sin.

71Barōbar ham satōpradhān pavitra thē .

69We truly were satopradhan and pure.

72Asul mē̃ 24 carat sōnā thē . 73Phir satō mē̃ āyē 22 carat banē .

70We truly were 24 carat gold and then, when we became sato, we became 22 carat gold.

74Phir rajō mē̃ 18 carat , tamō mē̃ 9 carat banē̃ .

71Then we became rajo and were 18 carat gold and, by becoming tamo, we became 9 carat gold.

75Sōnē key|kī degree hōtī hai .

72There are degrees of carats in gold.

76Yah ātmā key|kī hī bāt hai .

73This also applies to souls.

77Jaisē bhramarī chhī-chhī kīṛō̃ kō lē ātī hai , unkō baiṭh āp samān banātī hai . 78Tum bhī bhū̃-bhū̃ kar manuṣhya sē dēvtā banātē hō .

74Just as a buzzing moth catches dirty insects and makes them the same as herself, so you also buzz knowledge and change humans into deities.

79Bhramarī kīṛē kō lē ākar ghar mē̃ ēkānt mē̃ biṭhātī hai , unmē̃ bhī kitnā akla hai .

75Moths catch insects and make them sit in solitude. 76The moths have so much wisdom.

80Tumhārī ātmā mē̃ bhī drama anusār part nūndhā huā hai .

77According to the drama, you souls also have parts recorded in you.

81Tum jāntē hō kalp pahlē bhī rūhānī bāp sē hamnē rūhānī gyān sunā thā .

78You know that you heard spiritual knowledge from the spiritual Father in the previous cycle.

82Kalp-kalp suntē rahē̃gē . 83Nothing new .

79You will hear it every cycle; it is nothing new.

84Yah bhī bāp hī samjhā saktē haĩ .

80Only the Father can explain this.

85Jhāṛ kō jānnē vālā tō bīj hai nā .

81The Seed knows the tree.

86Bāp ātē haĩ tumkō trikāldarśhī banānē .

82The Father comes to make you trikaldarshi.

87Tīnō̃ kālō̃ key|kī knowledge dētē haĩ nā .

83He gives you the knowledge of all three aspects of time.

88Tumkō jītē jī adopt kartē haĩ .

84He adopts you while alive.

89Jaisē kanyā kō bhī jītē jī adopt kartē haĩ ki yah hamārī strī hai .

85A kumari is also adopted while alive, and made into a wife.

90Ab prajāpitā brahmā key|kī strī tō hai nahī̃ , tō yah adopt hōtē haĩ , parampitā paramātmā brahmā dvārā adopt kartē haĩ .

86Prajapita Brahma does not have a wife. 87This one is adopted. 88The Supreme Father, the Supreme Soul, adopts you through Brahma.

91Tum bhī kahtē hō yah hamārā bābā hai . 92Parampitā paramātmā bāp bhī kahtē haĩ tum mērē bachchē hō .

89You say: This is our Baba and the Supreme Father, the Supreme Soul, also says: You are My children.

93Vah śhivbābā hai rūhānī , prajāpitā brahmā dādā hai jismānī .

90That Shiv Baba is spiritual and Prajapita Brahma Dada is physical.

94Rūhānī bāp jab tak śharīr mē̃ na āyē tō knowledge kaisē sunāyē .

91How could the spiritual Father speak knowledge unless He enters a body?

95Parampitā paramātmā kō hī knowledgeful kahā jātā hai .

92Only the Supreme Father, the Supreme Soul, is called knowledge-full.

96Kōī bhī prakār key|kī knowledge hamēśhā ātmā mē̃ hī rahtī hai .

93Any type of knowledge is always kept in the souls.

97Jismānī knowledge bhī ātmā hī paṛhtī hai nā .

94Even worldly knowledge is studied by souls.

98Parantu tamōpradhān hōnē K|kē kāraṇ ātma-abhimān kōī kō rahtā hī nahī̃ .

95However, because of being tamopradhan, no one is able to remain soul conscious.

99Ātma-abhimānī tum abhī bantē hō .

96You are becoming soul conscious at this time.

100Satyug mē̃ yah bātē̃ nahī̃ samjhāī jāyēṅgī .

97These things will not be explained in the golden age.

101Is samay bāp kahtē haĩ tum apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō kyōṅki pāpō̃ kā bōjhā is samay sir par hai , vah utārnā hai .

98It is at this time that the Father says: Consider yourselves to be souls and remember the Father because the burdens of sin that are on your heads at this time have to be removed.

102Bāp kō bulātē bhī is samay haĩ ki ākar patitō̃ kō pāvan banāō .

99You call out to the Father at this time: Come and purify the impure.

103Ātmā hī impure tamōpradhān banī hai , isliē bāp kō yād kartī hai .

100Souls have become impure and tamopradhan and this is why they remember the Father.

104Bhakta kōī bhī nahī̃ jāntē ki parampitā paramātmā kōī bindī hai .

101None of the devotees know that the Supreme Father, the Supreme Soul is a point.

105Bindī kā tō mandir banā na sakē̃ , śhōbhā hī nahī̃ hōgī .

102A temple dedicated to a point cannot be built; it wouldn’t seem right.

106Ēk tō liṅg banātē haĩ phir sākṣhātkār kē liē kahtē haĩ hajārō̃ sūrya sē tējōmay hai .

103Firstly, they make a Shivalingam, but then, referring to visions, they say that He is brighter than 1000 suns!

107Kyā liṅg itnā tējōmay hai  ? 108Jaisē arjun kē liē dikhāyā hai nā .

104Is the Shivalingam that bright, as they have described Arjuna saying?

109Unkō sākṣhātkār huā tējōmay rūp kā , kahā ham tēj sahan nahī̃ kar saktē haĩ .

105He had a vision of a very bright form and said that he wasn't able to tolerate it.

110Yah akṣhar sunā huā hai nā .

106People have heard these words.

111Yahā̃ bhī śhurū mē̃ bahutō̃ kō sākṣhātkār huā thā .

107Here, too, many had visions in the beginning.

112Kahtē thē band karō , ham sahan nahī̃ kar saktē haĩ .

108They used to say: Stop it, I’m unable to tolerate it!

113Āṅkhē lāl hō jātī thī .

109Their eyes would become red.

114Vah samajhtē haĩ hamnē paramātmā kā sākṣhātkār kiyā .

110They thought that they had had a vision of God.

115Kisnē karāyā  ?

111Who gave them that vision?

116Kr̥iṣhṇa nē tō nahī̃ karāyā .

112Krishna did not grant that vision.

117Śhivbābā nē hī sākṣhātkār karāyā .

113Shiv Baba granted that vision.

118Unkō divya dr̥iṣhṭi dātā kahā jātā hai .

114He is called the Bestower of Divine Vision.

119Bāp kahtē haĩ - chābī maĩ tum bachchō̃ kō nahī̃ dē saktā hū̃ .

115The Father says: I cannot give you children the key.

120Yah chīz mujhē hī bhakti mārg mē̃ kām ātī hai .

116This is something that is only useful to Me on the path of devotion.

121Satyug mē̃ iskī darkār nahī̃ rahtī hai .

117There is no need for it in the golden age.

122Tum pujārī sē pūjya ban jātē hō .

118You will have become worthy of worship from worshippers.

123Bāp kahtē haĩ - maĩ tumkō viśhva kā rājya bhāgya dēkar apnē paramdhām mē̃ jākar baiṭh jātā hū̃ .

119The Father says: I give you your fortune of the kingdom of the world and then I go and sit in My supreme abode.

124Maĩ pūjya , pujārī nahī̃ bantā hū̃ .

120I don't become worthy of worship or a worshipper.

125Tum bachchē abhī sensible banē hō , chalan sē bhī samjhā jātā hai ki yah kitnā mīṭhā hai , inkō dhārṇā bahut achchhī hōtī hai .

121You children have now become sensible. 122It can be understood from someone's behaviour how sweet he is and how he has imbibed divine virtues very well.

126Kitnē topics banātē haĩ .

123So many topics are created.

127Bābā jō topic sunātē haĩ vah note rakhnē chāhiē .

124You should keep a note of all the topics that Baba gives.

128Āj yātrā par samjhāyēṅgē .

125Today, Baba will explain about pilgrimages.

129Yātrā dō prakār key|kī hōtī hai .

126There are two types of pilgrimage.

130Yah hai number one topic .

127This is a number one topic.

131Manuṣhya sab jismānī yātrā karātē haĩ bhakti mārg mē̃ .

128On the path of devotion all human beings take you on physical pilgrimages.

132Gyān mārg mē̃ jismānī yātrā hōtī nahī̃ .

129There are no physical pilgrimages on the path of knowledge.

133Tumhārī hai rūhānī yātrā .

130Yours is a spiritual pilgrimage.

134Bāp samjhātē haĩ tamōpradhān sē satōpradhān tum is yātrā sē banē̃gē .

131The Father explains that you will become satopradhan from tamopradhan through this pilgrimage.

135Ātmā pavitra bannē K|kē binā ghar jā nahī̃ saktī hai .

132A soul cannot go home without becoming pure.

136Sab ātmāyē̃ yahā̃ hī ātī rahtī haĩ .

133All souls continue to come down here; no one returns home.

137Jātē kōī bhī nahī̃ . 138Government kō bhī tum samjhā saktē hō - satyug mē̃ jab dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā tō ēk bachchā , ēk bachchī hōtē thē , sō bhī yōgbal sē .

134You can also explain to the Government: In the golden age, when there was the kingdom of the deities, they had one son and one daughter, and, in that too, through the power of yoga.

139Ab khyāl karō satyug mē̃ kitnē thōṛē manuṣhya hōṅgē aur sampūrṇ nirvikārī , lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī gaddī chalī hai .

135Now, just think about how few human beings there will be in the golden age. 136The dynasty that continued was of the perfect, viceless Lakshmi and Narayan.

140Tō jarūr bachchā bhī hōgā .

137Therefore, they must definitely have had a son.

141Ham jab yōgbal sē viśhva K|kē mālik bantē haĩ tō kyā yōgbal sē bachchā nahī̃ paidā kar saktē .

138Since we are able to become the masters of the world through the power of yoga, can we not have children through the power of yoga?

142Yah drama mē̃ nūndh hai .

139This is fixed in the drama.

143Pavitra hōnē K|kē kāraṇ sākṣhātkār hōtā hai ki bachchā hōnē vālā hai . 144Vah khuśhī rahtī hai .

140Because of being pure, they have a vision that they are going to have a baby and they have that happiness.

145Vikār key|kī kōī bāt nahī̃ .

141There is no question of vice.

146Tumsē pūchhtē haĩ bachchē kaisē paidā hōṅgē  ?

142People ask you how children will be born there.

147Bōlō , papītē kā jhāṛ male|mail|mēl female ēk dō K|kē bājū mē̃ hōnē sē phal paidā hōtā hai .

143Tell them: Male and female papaya trees next to one another bear fruit.

148Agar dōnō̃ ēk dō K|kē bājū mē̃ nahī̃ hōṅgē tō phal nahī̃ hōgā .

144If that male and female are not next to one another, they won't bear fruit.

149Wonder hai nā .

145It is a wonder!

150Tō vahā̃ kyō̃ nahī̃ yōgbal sē bachchā hō saktā hai .

146So, why could children not be born there through the power of yoga?

151Mōr ḍēl kā bhī misāl hai .

147There is also the example of the peacock and peahen.

152Unkō kahā jātā hai national bird .

148That is called the national bird.

153Prēm K|kē āṅsū sē garbh hō jātā hai .

149She conceives through tears of love.

154Yah vikār nahī̃ huā nā .

150That is not vice.

155Yah bhārat śhivālay thā , śhivbābā nē banāyā thā .

151Bharat was the Shiva Temple and Shiv Baba created it.

156Ab rāvaṇ nē vēśhyālay banāyā hai .

152Ravan has now made it into a brothel.

157Yah bhī kiskō patā nahī̃ hai śhiv jayantī tō manātē haĩ , rāvaṇ jayantī kahā̃ hai .

153Although they celebrate Shiva’s birthday, no one knows Ravan’s birthday.

158Rāvaṇ kā tō kiskō bhī patā nahī̃ hai .

154No one knows anything about Ravan.

159Unkō banākar phir daśhaharē K|kē din mār ḍāltē haĩ .

155On Dashera they create an effigy of Ravan and then burn it.

160Tum bachchē jāntē hō rāvaṇ 5 vikārō̃ kō in paṭākō̃ ādi sē nahī̃ jalānā hai .

156You children know that Ravan, the five vices, is not to be burnt with those fireworks.

161Yōgbal sē un par vijay pānī hai , jō yōg bābā hī ākar sikhlātē haĩ .

157You conquer him with the power of yoga and only Baba comes and teaches you this yoga.

162Kahtē haĩ yōgī bhav , hōlī|holy bhav .

158He says: May you be yogi! 159May you be holy!

163Gītā mē̃ phir akṣhar hai manmanābhav , mujhē yād karō , is yātrā sē hī tum śhāntidhām mē̃ chalē jāyēṅgē .

160In the Gita, the term "Manmanabhav!" is mentioned. 161Remember Me! 162Only through this pilgrimage will you go to the land of peace.

164Phir amarlōk mē̃ ā jāyēṅgē .

163You will then go to the land of immortality.

165Manuṣhya yātrā par jātē haĩ tō pavitra rahtē haĩ .

164When people go on a pilgrimage they remain pure.

166Kāśhī mē̃ jānē vālē pavitra rahtē haĩ parantu kāśhī mē̃ rahnē vālē kōī pavitra nahī̃ rahtē .

165Those who go to Kashi remain pure, but those who live at Kashi don't remain pure.

167Yahā̃ rāvaṇ rājya mē̃ hai patitō̃ kā vyavahār patitō̃ sē .

166Here, in the kingdom of Ravan, the interaction is between impure ones.

168Vahā̃ hai hī pāvan kā vyavahār pāvan sē .

167There, the interaction is of the pure with the pure.

169Phir bhī nīchē tō utarnā hī hai .

168Nevertheless, you still have to come down.

170Bābā nē samjhāyā hai - ādhākalp hai din , ādhākalp hai rāt .

169Baba has explained that, for half the cycle, it is the day and for the other half, the night.

171Yah bhī brāhmaṇō̃ key|kī bāt hai .

170This relates to Brahmins.

172Brāhmaṇ hī phir dēvtā bantē haĩ .

171It is Brahmins who then become deities.

173Naī duniyā mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kahā̃ sē āyē  ?

172Where did Lakshmi and Narayan come from in the new world?

174Kōī laṛāī tō nahī̃ key|kī .

173They didn't battle with anyone.

175Mahābhārat laṛāī dikhātē haĩ phir unkī result tō kuchh bhī dikhātē nahī̃ haĩ .

174They show a great war, but nothing of its result. 175It is said: There were the five Pandavas.

176Kahtē haĩ 5 pāṇḍav thē .

176How many Pandavas are all of you?

177Tum kitnē pāṇḍav hō  !

177You are spiritual guides.

178Tum hō rūhānī paṇḍē .

178You know that everyone now has to return home.

179Jāntē hō ab sabkō vāpis jānā hai .

179Baba comes to take everyone back home.

180Bābā ātē hī haĩ sabkō lē jānē .

180He is the Supreme Guide, the Liberator.

181Vah hai supreme paṇḍā athavā guide , liberator , māyā sē mukt kar sāth lē jātē haĩ .

181He liberates you from Maya and takes you back with Him. 182The Guide who takes you back with Him is definitely needed.

182Sāth mē̃ lē jānē vālā guide tō jarūr chāhiē .

183Keep these things very well in your intellects.

183Yah bātē̃ buddhi mē̃ achchhī rīti yād rahnī chāhiē .

184Those scriptures are already printed and anyone can go and read them.

184Vah śhāstra tō chhapē huē hōtē haĩ . 185Kōī bhī jākar paṛh saktē haĩ .

185Only the Father gives this knowledge; there is no question of reading scriptures.

186Yah gyān tō bāp hī dētē haĩ .

186You listen to the Father and imbibe it.

187Phir śhāstra paṛhnē key|kī bāt hī nahī̃ . 188Bāp sē sunkar dhārṇā karnī hai .

187Number one is the pilgrimage of remembrance, for it is through this that you will become pure.

189Number one hai yād kī yātrā , unsē hī pavitra banē̃gē .

188No one else can explain the history and geography to you.

190History geography tō kōī bhī samjhā na sakē .

189You are very weak in staying on this pilgrimage.

191Yātrā mē̃ bahut kachchē haĩ . 192Yād mē̃ hī vighna paṛē̃gē .

190It is in remembrance that there are obstacles; knowledge is very easy.

193Knowledge tō bahut sahaj hai . 194Bāp samjhātē haĩ yah drama kā chakra hai .

191The Father explains: This is the cycle of the drama and it has four equal parts.

195Unkē 4 bhāg haĩ equal . 196Lākhō̃ varṣh āyu hōtī tō manuṣhya kitnē baṛh jātē .

192If its duration were hundreds of thousands of years, the number of human beings would increase so much.

197Government bhī kitnā kahēgī ki birth na hō . 198Yah tō bāp kā kām hai .

193The Government also says that there should be no more births, but this is only the Father's task.

199Vah sab tō jismānī yuktiyā̃ nikāltē rahtē haĩ . 200Bābā kī hai yah rūhānī yukti .

194All those people continue to find physical methods, but this method of the Father’s is spiritual.

201Bāp kahtē haĩ maĩ ātā hī hū̃ anēk dharmō̃ kā vināśh kar ēk dharm key|kī sthāpanā karnē .

195The Father says: I come to destroy the innumerable religions and to establish the one religion.

202Ēk mat satyug mē̃ hī hōgā , yahā̃ thōṛēhī hō saktā hai .

196Only in the golden age, not here, can there be one direction.

203Apnē kō bhāī-bhāī kōī samajhtē hī nahī̃ .

197None of them consider themselves to be brothers.

204Bāp bachchō̃ kō bahut yuktiyā̃ samjhātē rahtē haĩ .

198The Father explains many methods to you children.

205Apnē pās|pass topics key|kī list rakhnī chāhiē .

199Keep a list of topics with you.

206Ēk-ēk topic bahut first class hai .

200Every topic is first class.

207Bābā kahtē haĩ - tum bachchō̃ kō jāstī ṭā̃-ṭā̃ nahī̃ karnī hai .

201Baba says: You children must not talk too much.

208Sirph kahnā hai śhivbābā kahtē haĩ sab ātmāō̃ kā bāp maĩ param ātmā hū̃ , mujhē hī bhagvān kahā jātā hai .

202Simply say: Shiv Baba says: I am the Father of all souls, I am the Supreme Soul, I am called God.

209Kōī manuṣhya kō bhagvān nahī̃ kah saktē .

203No human being can be called God.

210Rūhānī yātrā aur jismānī yātrā key|kī topic bahut achchhī hai .

204The topic of the spiritual pilgrimage and physical pilgrimages is very good.

211Jismānī yātrā mr̥ityulōk mē̃ hōtī hai , yah hai mr̥ityulōk , vah hai amarlōk .

205Physical pilgrimages take place in the land of death and this is the land of death, whereas that is the land of immortality.

212Tum bachchē kalp-kalp bāp kē sāth madadgār bantē hō , isliē tum hō rūhānī sweet children .

206You children become the Father's helpers every cycle. 207This is why you are sweet, spiritual children.

213Achchhā  !

208Achcha.

214Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

209To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

215Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

210The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

216Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

211Essence for dharna:

2171 ) khud sensible bankar dūsrō̃ kō bhī banānā hai .

212 1. Become sensible yourself and make others the same.

218Apnī chalan bahut royal aur mīṭhī rakhnī hai .

213Keep your behaviour very royal and sweet.

2192 ) rūhānī yātrā par tatpar rahnā hai .

214 2. Remain engaged on the spiritual pilgrimage.

220Apnē pās|pass achchhī topics note rakhnī hai .

215Keep a list of good topics with you.

221Ēk-ēk topic par vichār sāgar manthan karnā hai .

216Churn the ocean of knowledge on each topic.

Blessing

222Vardān  : antar svarūp mē̃ sthit rah apnē vā bāp K|kē gupta rūp kō pratyakṣha karnē vālē sachchē snēhī bhav

217Blessing: May you be truly loving and reveal the incognito form of the Father and yourself by remaining stable in your inner form.

223Jō bachchē sadā antar key|kī sthiti mē̃ athavā antar svarūp mē̃ sthit rah antarmukhī rahtē haĩ , vē|way kabhī kisī bāt mē̃ lipta nahī̃ hō saktē .

218 The children who remain stable in their inner stage, those who are introverted by being stable in their inner form, cannot become engrossed in anything else.

224Purānī duniyā , sambandh , sampatti , padārtha jō alpkāl aur dikhāvā mātra haĩ unsē dhōkhā nahī̃ khā saktē .

219They cannot be deceived by the old world, relations, wealth or physical possessions which are all temporary and showy.

225Antar svarūp key|kī sthiti mē̃ rahnē sē svayã kā śhakti svarūp jō gupta hai vah pratyakṣha hō jātā hai aur isī svarūp sē bāp key|kī pratyakṣhatā hōtī hai .

220By remaining stable in your inner form, your incognito form of power will be revealed and, with this form, the Father will be revealed.

226Tō aisā śhrēṣhṭh kartavya karnē vālē hī sachchē snēhī haĩ .

221Those who carry out such an elevated task are truly loving.

Slogan

227Slōgan  : niśhchay aur janm siddha adhikār key|kī śhān mē̃ rahō tō parēśhān nahī̃ hōṅgē .

222Slogan: Keep the pride and honour of your faith and Godly birthright and you will not get distressed.

223*** Om Shanti ***