सोमवार 13 दिसंबर 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
013-12-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 13/12/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - śhrēṣhṭh bannā hai tō śhrīmat par pūrā-pūrā chalō , śhrīmat par na chalnā hī sabsē baṛī khāmī hai ' '
1Essence: Sweet children, if you want to become elevated, follow shrimat fully. 2Not following shrimat is the biggest weakness.
Question
2Praśhna : kin bachchō̃ kā galā ghuṭ jātā hai , buddhi sē gyān nikal jātā hai ?
3Question: Which children’s throats choke and why is the knowledge removed from their intellects?
Answer
3Uttar : jō chaltē-chaltē apavitr ban jātē haĩ , paṛhāī chhōṛ bāp kō phārkatī dē dētē haĩ unkī buddhi sē gyān nikal jātā hai .
4Answer: The knowledge is removed from the intellects of those who, while moving along, become impure and stop studying and divorce the Father.
4Jab tak nirvikārī na banē̃ tab tak avināśhī gyān buddhi mē̃ baiṭh nahī̃ saktā . 5Buddhi kā tālā khul nahī̃ saktā .
5Unless you become viceless, the imperishable knowledge cannot sit in your intellect and the lock on your intellect cannot open.
6Patit bannē vālō̃ kā khān-pān bhī gandā hō jātā hai . 7Vah māyāvī manuṣhyō̃ sē jākar mil jātē haĩ phir galā hī ghuṭ jātā hai . 8Kisī kō bhī gyān sunā nahī̃ saktē haĩ .
6Then, those who become impure also have impure food and drink; they go and mix with devilish people and their throats choke; they are unable to relate knowledge to anyone.
Song
9Gīt : tumhē̃ pākē hamnē …
7Song: Having found You, I have found the whole world! 8The earth and the sky belong to me!
Murli
10Ōm śhānti .
9Om shanti.
11Yah gīt kaun gā rahē haĩ ?
10Who is singing this song?
12Jisnē bāp sē tīnō̃ jahān key|kī bādśhāhī lē lī hai .
11Those who have claimed the sovereignty of the three worlds from the Father.
13Āp sē jō kuchh milā hai unkō kōī haṭā na sakē .
12No one can take away from me what I have received from You.
14Hamkō kōī haṭā nahī̃ saktā arthāt kāl khā nahī̃ saktā . 15Aur nā hī hamārī rājāī kō kōī lē saktā hai .
13No one can move me away from here, that is, neither can death come to me nor can anyone take away my sovereignty.
16Bachchē jāntē haĩ ham us mālik sē varsā lē rahē haĩ .
14You children know you are claiming the inheritance from the Master.
17Bāp kō mālik bhī kahtē haĩ lēkin us mālik sē kyā miltā hai , kuchh bhī patā nahī̃ .
15The Father is also called the Master. 16What do you receive from that Master? 17They don’t know anything.
18Mālik kō kaisē ham yād karē̃ , unkā nām rūp kyā hai ?
18How can we remember the Master? 19What is His name and form?
19Kuchh bhī patā nahī̃ .
20They don’t know anything.
20Mālik tō sr̥iṣhṭi kā mālik ṭhaharā|ṭhahrā nā .
21The Master is the Master of the World.
21Vah huā rachayitā . 22Ham huē rachnā .
22He is the Creator and we are the creation.
23Bābā rachtē haĩ vārisō̃ kō athavā bachchō̃ kō phir unkō apnā mālik banā dētē haĩ .
23Baba creates heirs, that is, children and He then makes them His masters.
24Bachchē phir bāp K|kē mālik ban jātē haĩ .
24The children then become the masters of the Father.
25Bachchē kahtē haĩ mērē bāp key|kī jō jāydād hai unkā maĩ mālik hū̃ .
25The children say: I am the master of my father’s property.
26Bāp tō aisē nahī̃ kahē̃gē ki bachchē key|kī jāydād kā maĩ mālik hū̃ .
26A father wouldn’t say he is the master of his children’s property.
27Yah baṛī samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
27These matters have to be understood very clearly.
28Sensible bachchē hī samajh saktē haĩ .
28Only sensible children can understand these things.
29Buddhi sāph nahī̃ hai tō usmē̃ ratna ṭhahar na sakē̃ .
29When the intellect is not clean, jewels cannot stay in it.
30Jab dēhī-abhimānī hō tab ratna ṭhahar sakē̃ .
30Only when you become soul conscious can jewels remain in your intellect.
31Dēhī-abhimānī hōkar rahnā hai aur bāp sē varsā lēnā hai .
31You have to remain soul conscious and claim the inheritance from the Father.
32Us bāp kō yād karnā hai .
32Remember the Father.
33Jaisē laukik bāp bachchō̃ kō paidā kartē haĩ tō bachchē mālik ban jātē haĩ . 34Bachchē kahē̃gē mērā bāp .
33When a physical father creates children, the children become his masters. 34The children would say: He is our father, and the father would say: They are my children.
35Bāp kahēgā mērē bachchē .
35However, children don’t have anything.
36Parantu bachchē kē pās tō kuchh hai nahī̃ .
36They receive their father’s property.
37Unkō tō bāp key|kī milkiyat miltī hai .
37A father wouldn’t say his child’s property belongs to him.
38Bāp kabhī aisē nahī kahē̃gē ki bachchē key|kī milkiyat mērī hai .
38He understands his children are the masters of his property.
39Bāp samajhtē haĩ - bachchē mērī milkiyat K|kē mālik haĩ , yah baṛī dhāraṇāyukta bātē̃ haĩ .
39These matters have to be imbibed very well. 40You are unable to imbibe them because you have weaknesses.
40Dhārṇā nahī̃ hōtī kyōṅki khāmiyā̃ haĩ .
41It should be understood: I have many weaknesses in me.
41Samajhnā chāhiē mērē mē̃ bahut khāmiyā̃ haĩ .
42The number one weakness is in not following shrimat.
42Number one khāmī hai - jō śhrīmat par nahī̃ chaltē haĩ .
43It is only by following shrimat that you will become elevated.
43Śhrīmat sē hī śhrēṣhṭh bannā hai .
44Raja Yoga teaches you shrimat.
44Śhrīmat rājyōg sikhlātī hai .
45Shri means incorporeal.
45Śhrī mānā nirākār bhagvānuvāch , isliē ham praśhna pūchhtē haĩ ki gyān sāgar patit-pāvan parampitā paramātmā sē tumhārā kyā sambandh hai ?
46Shrimat means the versions of incorporeal God. 47This is why we ask the question: What is your relationship with the Ocean of Knowledge, the Purifier, the Supreme Father, the Supreme Soul?
46Yah bahut baṛē-baṛē board par likh dēnā chāhiē .
48This should be written on big boards.
47Paramātmā hai svarg kā rachayitā , tō jinkā paramātmā sē sambandh hōgā vah bhī jarūr svarg kā mālik ban hī jāyēgā .
49The Supreme Soul is the Creator of heaven. 50Those who have a relationship with God will definitely become the masters of heaven.
48Bāp ākar bachchō̃ kō salām kartē haĩ . 49Salām mālēkam bachchē .
51The Father comes and salutes you children: Salutations to the master children.
50Bachchē kahtē haĩ mālēkam salām .
52The children then respond: Salutations to the Master.
51Ham tō sirph brahmāṇḍ K|kē mālik haĩ , tum brahmāṇḍ aur viśhva dōnō̃ K|kē mālik bantē hō , isliē bābā bachchō̃ kō double salām kartē haĩ .
53I am the Master of just Brahmand. 54You become the masters of both Brahmand and the world. 55That is why Baba gives you children double salutes.
52Ēk hī bēhad kā bāp tumhārī kitnī niṣhkām sēvā kartē haĩ .
56That one unlimited Father does so much altruistic service for you.
53Laukik bāp niṣhkām nahī̃ hōtē .
57A physical father is not altruistic.
54Unkō āśh rahtī hai ham vānaprasth avasthā mē̃ jāyēṅgē tō bachchē hamārī sēvā karē̃gē .
58He expects his children to serve him when he retires.
55Asul yah kāydā thā - bachchē bāp key|kī sēvā kartē thē .
59That used to be the rule; children would serve their parents.
56Ājkal tō paisē uṛā dētē haĩ .
60However, nowadays, they use up all the money.
57Tum bachchē jāntē hō hamkō aisī bādśhāhī miltī hai bāp sē .
61You children know that you receive this sovereignty from the Father.
58Lakṣhmī-nārāyaṇ kē liē bhī likhō ki inhō̃ kō jāntē hō , inhō̃ kō yah svarg kī bādśhāhī kisnē dī|the ?
62Referring to Lakshmi and Narayan, write: Do you know them? 63Who gave them the sovereignty of heaven?
59Jarūr svarg sthāpan karnē vālā hī dēgā .
64It must definitely have been the One who established heaven who gave it.
60Purānī duniyā hō tab tō naī duniyā sthāpan karē̃gē .
65Only when the world becomes old would He establish the new world.
61Tō lakṣhmī-nārāyaṇ nē yah varsā pāyā śhrīmat par chalnē sē .
66Lakshmi and Narayan claim the inheritance by following shrimat.
62Śhrīmat rājyōg aur sahaj gyān sikhlātī hai .
67Shrimat teaches you easy knowledge and easy Raja Yoga.
63Jinkō samjhātē haĩ - vah rājā ban jātē haĩ .
68Those to whom this is explained become kings.
64Pahlē number mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa , usnē aisā kyā karma kiyā jō apnē mā̃ bāp sē bhī jāstī martabā pāyā .
69The number one is Shri Krishna. 70What actions did he perform that he claimed a higher status than his parents?
65Vah mahārājā mahārānī kahā̃ thē jinkē pās|pass kr̥iṣhṇa kā janm huā .
71Where were the emperor and empress to whom Krishna took birth?
66Jab tak nirvikārī hōkar nahī̃ rahē̃gē tab tak avināśhī gyān buddhi mē̃ baiṭh nahī̃ saktā .
72Unless you become viceless, the imperishable knowledge cannot sit in your intellects.
67Buddhi kā tālā khultā hī tab hai jab pavitra rahtē haĩ .
73Only when you remain pure do the locks on your intellects open.
68Apavitr bannē sē sab buddhi sē nikal jāyēgā .
74By your becoming impure, everything is removed from your intellects.
69Bahut bachchē phārkatī dē dētē haĩ .
75Many children divorce the Father; they stop studying.
70Paṛhāī kō hī chhōṛ dētē haĩ .
76They can never relate knowledge to anyone.
71Vah phir kabhī kiskō gyān sunā na sakē̃ .
77They become impure and they also eat impure food.
72Patit ban jātē , khān-pān bhī gandā khātē .
78They go and mix with devilish people.
73Māyāvī manuṣhyō̃ sē jākar miltē haĩ .
79Their throats begin to choke.
74Unkē galē ghuṭ jātē haĩ . 75Yah bāt bhī śhāstrō̃ mē̃ hai .
80This story is written in the scriptures: There used to be dancing in Vrindavan.
76Vr̥indāvan mē̃ rās ādi hōtī thī , manā kar dētē thē - kiskō sunāyēṅgē tō galā ghuṭ jāyēgā .
81They were forbidden to tell anyone else about it, and if they did tell anyone else, their throats would choke.
77Hai yah gyān key|kī bāt .
82That refers to this knowledge.
78Agar phārkatī dī|the , jākar nindā kartē haĩ tō galā ghuṭ jātā hai .
83If you divorce the Father and then defame Him, your throats will choke.
79Kahtē haĩ nā satgurū kā nindak ṭhaur na pāyē .
84It is said: Those who defame the Satguru cannot claim a status.
80Bāp kahtē haĩ sr̥iṣhṭi jab patit , purānī hō jātī hai tab maĩ ātā hū̃ .
85The Father says: I come when the world becomes old and impure.
81Manuṣhyō̃ kō tamōpradhān bannā hī hai .
86Human beings have to become tamopradhan.
82Jō kartavya karē̃gē vō ulṭā hī karē̃gē kyōṅki ulṭī mat mil rahī hai . 83Śhrīmat hai nahī̃ .
87Whatever actions they perform, they would only be wrong actions because they receive wrong directions; they don’t have shrimat.
84Ulṭī mat patit bhraṣhṭāchārī banātī hai .
88Wrong directions make them impure and corrupt.
85Āgē bhraṣhṭāchārī akṣhar hī nahī̃ thā .
89Previously, the word ‘corruption’ didn’t exist.
86Sannyāsī vikārō̃ kā sannyās kartē haĩ pāvan bannē kē liē .
90Sannyasis renounce the vices in order to become pure.
87Tō pahlē-pahlē yah bāt samjhānī hai ki parampitā paramātmā sē tumhārā kyā sambandh hai ?
91So, first of all, ask this: What is your relationship with the Supreme Father, the Supreme Soul?
88Sab bhagvān kō yād kartē haĩ .
92Everyone remembers God.
89Bhagvān kahtē haĩ mujhē sab bhagat priya haĩ kyōṅki un sabkō mujhē hī gati sadgati dēnī hai .
93God says: I love all the devotees because I have to give them liberation and salvation.
90Vah samajhtē haĩ bhagvān ākar bhaktō̃ kō bhakti kā phal dētē haĩ , isliē bhagat bhagvān kō priya haĩ .
94They believe that God comes and gives the devotees the fruit of their devotion. 95That is why God loves the devotees.
91Bābā samjhātē haĩ - tumnē durgati kō pāyā hai , ab maĩ sadgati dēnē āyā hū̃ .
96Baba explains: You have reached degradation and I have now come to grant you salvation.
92Bhakti kē bād bhagvān kō ānā hai jarūr .
97God definitely has to come after devotion.
93Mujhē tumkō hī pahlē bhakti kā phal dēnā paṛtā hai .
98I first have to grant you the fruit of devotion.
94Aur tō śhurū sē lēkar mērē bhakta haĩ nahī̃ .
99Those people haven’t been My devotees from the beginning.
95Vah tō anēkō̃ key|kī bhakti kartē haĩ .
100They worship many others.
96Tum mērē pyārē bachchē hō , tum mālik thē phir māyā rāvaṇ nē tum par jīt pā lī aur phir bhakti śhurū hō gaī .
101You are My lovely children. 102You were the masters, then Maya, Ravan, conquered you and devotion began.
97Yah bhī drama hai .
103This too is in the drama.
98Maĩ tō sabkī sadgati kartā hū̃ .
104I grant everyone salvation.
99Ab tum mērī mat par chaltē hō nā .
105You are now following My directions, are you not?
100Mat dēnē kē liē jarūr mujhē ānā paṛtā hai .
106I definitely have to come to give you directions.
101Nahī̃ tō kaisē sadgati kā rāstā batāū̃ .
107How else would I show you the path to salvation?
102Maĩ is pahlē number K|kē bhagat K|kē tan mē̃ ātā hū̃ .
108I enter the body of the number one devotee.
103Yah hai nandīgaṇ .
109This one is Nandigan (bull).
104Śhiv K|kē mandir mē̃ sāmnē nandīgaṇ rakhtē haĩ .
110In the Shiva temples they always place a Nandigan in front of the image of Shiva.
105Ab vichār karō - parampitā paramātmā bail K|kē tan mē̃ tō nahī̃ āyēgā .
111Just think about this: The Supreme Father, the Supreme Soul, wouldn’t enter the body of a bull, would He?
106Rājyōg bail dvārā kaisē sikhāūṅgā .
112How could I teach you Raja Yoga through a bull?
107Gyān sāgar bail mē̃ pravēśh karē̃gē kyā !
113Would the Ocean of Knowledge enter a bull?
108Abhī tum gyānvān bantē hō .
114You are now becoming knowledgeable.
109Śhrīmat par chalkar lakṣhmī-nārāyaṇ , sūryavanśhī rājā-rānī ban rahē hō .
115You are following shrimat and becoming Lakshmi and Narayan, the sun-dynasty king and queen.
110Us rājdhānī kō kōī hamsē chhīn na sakē , na kōī tūphān lag sakē .
116No one can snatch the kingdom away from us and it can’t be affected by storms.
111Ham amarpurī K|kē mālik bantē haĩ .
117We are becoming the masters of the land of immortality.
112Yah mr̥ityulōk hai .
118This is the land of death.
113Amarnāth bābā hī kāl par jīt pahnānē vālā hai .
119Baba, the Lord of Immortality, enables us to conquer death.
114Unkā part alag hai .
120His part is separate.
115Tum sab pārvatiyā̃ hō , maĩ amarnāth hū̃ .
121All of you are Parvatis and I am the Lord of Immortality.
116Ham kabhī janm-maraṇ mē̃ nahī̃ ātē .
122I never enter the cycle of birth and death.
117Amarpurī svarg kā mālik tumkō banātā hū̃ .
123I make you into the masters of the land of immortality, heaven.
118Bhāratvāsiyō̃ kō vaikuṇṭha bahut pyārā lagtā hai .
124The people of Bharat love Vaikunth (Paradise) a great deal.
119Kahtē haĩ phalānā vaikuṇṭhvāsī huā .
125They say: So-and-so became a resident of heaven.
120Bahut mukh mīṭhā kar diyā .
126They sweeten their mouths by saying this.
121Ab vaikuṇṭha sachmuch tō satyug mē̃ hōgā .
127However, Vaikunth only truly exists in heaven.
122Jab satyug hai tō punarjanma bhī satyug mē̃ lētē haĩ .
128When it is the golden age, people take rebirth in the golden age.
123Phir trētā mē̃ ātē haĩ tō punarjanma bhī trētā mē̃ lētē haĩ .
129Then, when they enter the silver age, they take rebirth in the silver age.
124Phir dvāpar mē̃ ātē haĩ tō punarjanma bhī dvāpar mē̃ lētē haĩ .
130Then, when they go into the copper age, they also take rebirth in the copper age.
125Parantu aisē thōṛēhī hō saktā hai jō marē̃gē kaliyug mē̃ , punarjanma lē̃gē satyug mē̃ .
131So, it isn’t that when a person dies in the iron age, he would take rebirth in the golden age.
126Svarg mē̃ janma lētē rahē̃ , iskā madār hai paṛhāī par .
132To continue to take rebirth in heaven depends on how you study.
127Bāp kahtē haĩ maĩ tumkō sr̥iṣhṭi kā mālik banātā hū̃ , maĩ niṣhkāmī hū̃ .
133The Father says: I make you into the masters of the world. 134I am altruistic.
128Ham viśhva kā mālik nahī̃ bantē .
135I don’t become the Master of the world.
129Tum svarg mē̃ jātē hō tō maĩ viśhrāmī hō jātā hū̃ .
136When you go to heaven, I go and rest in My retirement stage.
130Maĩ chakra mē̃ nahī̃ ātā hū̃ .
137I don’t enter the cycle.
131Is īśhvarīy janm kē bād tum daivī gōd mē̃ janma lē̃gē .
138After this Godly birth, you will take birth and go into the laps of the deities.
132Abhī tum janma-janmāntar āsurī gōd mē̃ janma lētē hō . 133Bhraṣhṭāchārī ban paṛē hō .
139You have been taking birth after birth in the laps of impure people and have now become degraded.
134Satyug mē̃ sab śhrēṣhṭhāchārī hōtē haĩ .
140In the golden age, everyone is elevated.
135Ab tum śhrīmat sē śhrēṣhṭhāchārī ban rahē hō .
141You are now becoming elevated by following shrimat.
136Vahā̃ viṣh hōtā nahī̃ .
142There is no poison there.
137Yahā̃ bhal sannyāsī haĩ parantu janm tō vikārō̃ sē lētē haĩ nā .
143Although sannyasis exist here, they take birth through poison, do they not?
138Satyug mē̃ vikārō̃ sē janm nahī̃ hōtā hai .
144In the golden age, no one takes birth through vice.
139Nahī̃ tō unhō̃ kō sampūrṇ nirvikārī kah na sakē̃ .
145Otherwise, they couldn’t be called completely viceless.
140Vahā̃ māyā hōtī nahī̃ .
146Maya doesn’t exist there.
141Parantu yah bātē̃ bhī jab kiskī buddhi mē̃ baiṭhē̃ .
147However, these things have to sit in your intellects.
142Ab bābā kahtē haĩ bachchē tumkō ghar jānā hai phir svarg mē̃ ākar rājya karnā hai .
148Baba says: Children, you now have to return home. 149You then have to go to heaven and rule there.
143Ātmāyē̃ paramdhām sē ātī haĩ part bajānē , phir jab tak patit-pāvan ākar liberate na karē tab tak ēk bhī jā nahī̃ saktā .
150Souls come from the supreme abode to play theirs parts; however, not until the Purifier comes and liberates you can a single one go home.
144Gapōṛā mārtē rahtē haĩ - phalānā pār nirvāṇ gayā .
151They continue to tell lies when they say that So-and-so went to the land of nirvana.
145Bāp ākar sab bātē̃ achchhī rīti samjhātē haĩ .
152The Father comes and explains everything to you very well.
146Pahlē-pahlē samjhāō parampitā paramātmā sē tumhārā kyā sambandh hai !
153First of all, ask: What is your relationship with the Supreme Father, the Supreme Soul?
147Dūsrē kiskō yah bhī praśhna pūchhnē āyēgā nahī .
154No one else would know how to ask this question.
148Tum kalp-kalp pattharbuddhi sē pārasbuddhi aur pārasbuddhi sē pattharbuddhi bantē āyē hō .
155Every cycle, you change from those with stone intellects into those with divine intellects and then from those with divine intellects into those with stone intellects.
149Yah tō achchhī rīti samjhāyā jātā hai parantu jabki niśhchay baiṭhē . 150Barōbar śhivbābā K|kē ham bachchē haĩ .
156This is explained to you very well. 157However, this only happens when their intellects have the faith that they are the children of Shiv Baba.
151Bābā kahtē haĩ maĩ ab āyā hū̃ tumkō sukhdhām lē chalnē , chalē̃gē ?
158Baba says: I have now come to take you to the land of happiness; will you come with Me?
152Vahā̃ yah viṣh nahī̃ milēgā .
159You won’t get any poison there.
153Mūl bāt hī pavitratā kī hai .
160The main thing is purity.
154Jō kalp pahlē rahē thē , vahī ab bhī rah saktē haĩ .
161Those who remained pure in the previous cycle will be able to remain pure now.
155Bahut bachchiyā̃ likhtī haĩ bābā patā nahī̃ kab bandhan ṭūṭēgā .
162Many daughters write: Baba, I don’t know when this bondage will break.
156Yukti batāō .
163Show me a method for this.
157Bābā kahtē haĩ bachchē bandhan ṭūṭēgā apnē time par .
164Baba says: Children, the bondage will break in its own time.
158Bābā kyā karē̃gē ?
165What can Baba do?
159Ēk bandhan bhal chhūṭ jāyē phir bachchō̃ ādi mē̃ mōh paṛ jātā hai .
166If one bondage breaks, you then have attachment to the children.
160In sabsē buddhi nikālnē mē̃ baṛī mēhnat lagtī hai .
167A lot of effort is needed to remove your intellects from all of those things.
161Kaī tō aur hī jāstī mōh mē̃ ā jātē haĩ . 162Bahut haĩ jō mōh mē̃ laṭak paṛtē haĩ .
168The attachment of some becomes even greater; they become completely attached.
163Bābā kahtē haĩ tum mōh ēk bāp mē̃ rakhō tab dhārṇā hōgī .
169Baba says: Have attachment to One, for only then will you be able to imbibe.
164Kōī gyān uṭhā nahī̃ saktē haĩ tō bhāgantī hō jātē haĩ .
170When some are unable to take knowledge, they run away.
165Phir nām badnām hōtā hai .
171Then the name is defamed.
166Drama mē̃ kalp pahlē bhī yah huā thā .
172That happened in the drama in the previous cycle too.
167Jō second pās|pass huā vah drama .
173Whatever happened in the second that passed, it is in the drama.
168Ammā marē tō bhī haluā khānā , bībī marē tō bhī haluā khānā . . kachchē kō thōṛā jhaṭakā ātā hai .
174Eat halva if your mother dies or even if your wife dies. 175Those who are weak become a little shocked.
169Bahut sannyāsī bhī aisē hōtē haĩ , nahī̃ ṭhahar saktē haĩ tō gr̥ihastha mē̃ chalē jātē haĩ .
176Many sannyasis are also like that. 177When they are unable to stay there, they go back to their household.
170Chalan hī aisī hōtī hai .
178Their activity is like that.
171Yahā̃ tō ēk hī mukhya bāt hai .
179Here, there is just one main thing.
172Ham bhī us bāp sē varsā lē rahē haĩ , tum bhī unkō pitā samajhtē hō , ākar svarg kā varsā lē lō .
180We are claiming the inheritance from that Father. 181If you too consider Him to be your Father, then come and claim the inheritance of heaven; it is the same thing.
173Ēk hī bāt hai - second mē̃ jīvanmukti , pichhāṛī mē thōṛā hī samjhānē sē manuṣhya jhaṭ samajh jāyēṅgē .
182“Liberation-in-life in a second” is remembered. 183At the end, people will quickly understand when only a little is explained.
174Anēk mat haĩ , jissē bhārat bhraṣhṭa ban gayā hai .
184There are innumerable opinions through which Bharat has become degraded.
175Phir ēk key|kī mat sē ādhākalp kē liē bhārat śhrēṣhṭhāchārī bantā hai .
185Then, by the one direction being followed, Bharat becomes elevated once again for half a cycle.
176Śhrēṣhṭh jarūr bāp hī banāyēṅgē .
186It would definitely be only the Father who makes it elevated.
177Sabkō pār lē jānē vālā ēk hī bāp hai tō jarūr kōī ḍubōnē vālē bhī hōṅgē .
187Only the one Father takes you across. 188Therefore, there must definitely also be someone who makes you drown.
178Bāp tō sabkō kahtē haĩ vikārō̃ kā sannyās karnā hī paṛēgā tab hī tum pavitra duniyā K|kē mālik ban sakē̃gē .
189The Father tells everyone: You definitely do have to renounce the vices. 190Only then will you be able to become the masters of the pure world.
179Bābā varsā dē rahē haĩ .
191Baba is giving you the inheritance.
180Ḍhēr brahmākumāriyā̃ haĩ .
192There are many Brahma Kumaris; you too are BKs.
181Tum bhī be|B . K|kē . hō , varsā rūhānī bāp sē miltā hai .
193You receive the inheritance from the spiritual Father.
182Kitnā sahaj hai .
194This is so easy!
183Parantu kōī key|kī sirph kathnī hai , karnī nahī̃ tō kōī kō tīr nahī̃ lagtā hai .
195However, some only speak about this; they don’t put it into practice and so the arrow doesn’t strike the target.
184Kathnī sē bhal aur kiskā bhalā hō jāyēgā parantu khud key|kī karnī nahī̃ hai tō gir paṛēgā .
196Others might benefit from your words, but if your deeds are not like that, you would fall.
185Jinkō gyān dēgē vah chaṛh jāyēgā , khud gir paṛēgā .
197The one to whom you give knowledge would ascend and you yourself would fall.
186Aisē bhī bahut haĩ , bābā bachchō̃ kō pūrā varsā will kar dētē haĩ , ab tum lāyak ban svarg K|kē mālik banō .
198There are many like this. 199The Father wills you children the full inheritance. 200Now become worthy and become the masters of heaven.
187Achchhā !
201Achcha.
188Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
202To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
189Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
203The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
190Dhārṇā kē liē mukhya sār :
204Essence for dharna:
1911 ) śhrēṣhṭhāchārī bannē kē liē apnī sab khāmiyā̃ nikāl sadā śhrīmat par chalnā hai .
205 1. In order to become elevated, remove your weaknesses and constantly follow shrimat.
192Buddhi mē̃ gyān ratnō̃ key|kī dhārṇā dēhī-abhimānī bankar karnī hai .
206Enable your intellect to imbibe the jewels of knowledge by becoming soul conscious.
1932 ) apnī kathnī aur karnī ēk karnī hai .
207 2. Let your words and deeds be the same.
194Gyān key|kī dhārṇā kē liē sabsē mōh nikāl ēk bāp mē̃ hī mōh rakhnā hai .
208In order to imbibe knowledge, remove your attachment from everyone else and have attachment to only the one Father.
Blessing
195Vardān : bāp-dādā kē sāth dvārā māyā kō dūr sē hī mūrchhit karnē vālē māyājīt , jagatjīt bhav
209Blessing: May you make Maya unconscious from a distance by keeping BapDada’s company and become a conqueror of Maya and a conqueror of the world.
196Jaisē bāp K|kē snēhī banē hō aisē bāp kō sāthī banāō tō māyā dūr sē hī mūrchhit hō jāyēgī .
210 Just as you are loving to the Father, so make the Father your Companion too and Maya will become unconscious from a distance.
197Śhurū-śhurū kā jō vāydā hai tumhī̃ sē khāū̃ , tumhī̃ sē baiṭhū̃ , tumhī̃ sē rūh kō rijhāū̃ . . . isī vāydē pramāṇ sārī dincharyā mē̃ her|har kārya bāp kē sāth karō tō māyā disturb kar nahī̃ saktī , uskā destruction hō jāyēgā .
211The promise you made in the beginning, “I will eat with You, I will sit with You, I will console my soul with You…” 212Carry out all your activities of the day with the Father according to this promise and Maya will not be able to disturb you; her destruction will take place. 213So, always keep your Companion with you.
198Tō sāthī kō sadā sāth rakhō , sāth key|kī śhakti sē vā milan mē̃ magan rahnē sē māyājīt , jagatjīt ban jāyēṅgē .
214With the power of His company and by being lost in meeting Him, you will become a conqueror of Maya and a conqueror of the world.
Slogan
199Slōgan : apnī ūñchī vr̥itti sē pravr̥itti key|kī paristhitiyō̃ kō change karō .
215Slogan: With your highest attitude, change the situation of your household.
216*** Om Shanti ***