गुरुवार 23 दिसंबर 2021 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

023-12-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 23/12/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - yah suhāvanā kalyāṇkārī saṅgamyug hai , jismē̃ svayã bāp ākar patit bhārat kō pāvan banātē haĩ ' '

1Essence: Sweet children, this is the beautiful, benevolent confluence age in which the Father Himself comes and makes impure Bharat pure.

Question

2Praśhna  : saṅgamyug par jab bāp ātē haĩ tō unkē ānē sē hī kaun sā iśhārā mil jātā hai  ?

2Question: What signal do you receive at the confluence age as soon as the Father comes?

Answer

3Uttar  : is purānī duniyā K|kē ant hōnē kā iśhārā sabkō mil jātā hai kyōṅki bāp ātē hī haĩ patit sr̥iṣhṭi kā ant karnē , isliē vināśh kā sākṣhātkār bhī hōtā hai .

3Answer: Because the Father comes to bring about the end of this impure world, everyone receives the signal of this old world coming to an end. 4This is why there are visions of destruction.

4Abhī tumhē̃ naī duniyā K|kē jhāṛ sāmnē dikhāī dē rahē haĩ .

5You are now able to see the trees of the new world in front of you.

Song

5Gīt  : tumhē̃ pākē hamnē …

6Song: Having found You, we have found the whole world. 7The earth, the sky all belong to us.

Murli

6Ōm śhānti .

8Om shanti.

7Vāstav mē̃ kahnā chāhiē rūhānī bachchō̃ prati rūhānī bāp key|kī good morning kyōṅki bachchē jāntē haĩ bāp ātē hī haĩ rāt kō din banānē .

9In fact, “Good morning from the spiritual Father to the spiritual children”, should be said, because you children know that the Father comes to change night into day.

8Yah bhī hisāb kiyā jātā hai . 9Ākhrīn mē̃ bhī bābā ātē kis samay hai  ?

10You can calculate this: When is it that Baba ultimately comes?

10Tithi tārīkh nahī̃ .

11There is no date or time fixed.

11Parantu kis samay mē̃ ātē haĩ , jarūr 12 bajkar ēk minute huā hōgā tab bābā nē is śharīr mē̃ pravēśh kiyā hōgā .

12However, when He does come, it definitely must be one minute after midnight when Baba enters this body.

12Yah hai bēhad key|kī rāt aur din .

13This is the unlimited day and night.

13Tithi tārīkh nahī̃ batāī jā saktī hai .

14The time and date cannot be shown.

14Apnē bachchō̃ sē hī kahtē haĩ ham ākar rāt kō din , nark kō svarg banātē haĩ athavā patit duniyā kō pāvan duniyā banātē haĩ .

15He only tells His children that He comes to change night into day and hell into heaven, that is, He comes to make the impure world into the pure world.

15Samajh mē̃ ātā hai ki bābā kā ānā rātri kō hī kahā jātā hai .

16You can understand that it is said that Baba comes in the night.

16Śhivrātri kahtē haĩ nā .

17People speak of the Night of Shiva (Shiv Ratri).

17Ātē hī haĩ rāt kō din banānē .

18He comes to change night into day.

18Unkī kōī janmapatrī hai  ?

19Does He have a horoscope?

19Kr̥ṣṇajayantī key|kī bhī tithi-tārīkh kuchh nahī̃ hai kyōṅki unkō bahut dūr lē gayē haĩ .

20There is no time or date for the birthday of Krishna either because they have taken him to a very faraway period.

20Yah kiskō patā nahī̃ hai . 21Kr̥iṣhṇa kā janm kab huā  ?

21No one knows when Krishna took birth; there is no period, time or date.

22Saṃvat tithi-tārīkh kuchh nahī̃ hai .

22They just celebrate his birthday at night.

23Bākī sirph rāt kō manātē haĩ .

23In fact, Shiv Baba also comes in the night.

24Vāstav mē̃ śhivbābā hai hī rāt kō ānē vālā .

24You children say that it is the night of Shiv Baba.

25Tum bachchē kahē̃gē śhivbābā key|kī rātri . 26Bhārat mē̃ manātē bhī haĩ śhivrātri .

25The people of Bharat celebrate the Night of Shiva (Shiv Ratri).

27Śhivjayantī bhī kahtē haĩ parantu vāstav mē̃ śhiv jayantī kahnā nahī̃ chāhiē kyōṅki unkī marantī nahī̃ hai .

26They also speak of the birthday of Shiva (Shiv Jayanti) but, in fact, you shouldn't say the birthday of Shiva because He never dies.

28Manuṣhya janamtā hai phir martā bhī hai .

27It is human beings who die and then take rebirth.

29Vah tō martā hī nahī̃ isliē śhiv-jayantī kahnā bhī wrong hai .

28He never dies. 29This is why it is wrong to say, “The birthday of Shiva”.

30Śhivrātri kahnā ṭhīk hai .

30It is correct to say “The Night of Shiva.”

31Yah śhivbābā batlātē haĩ .

31Shiv Baba tells you all of this.

32Dūsrā kōī aisē kah na sakē .

32No one else can say this.

33Bhal kahtē haĩ śhivōham parantu batā na sakē̃ , maĩ kab ātā hū̃  ? 34Kyā ākar kartā hū̃  ?

33Although they say, "Shivohum" (I am Shiva), they cannot tell you when I come or what I do when I come.

35Śhivbābā tō batlātē haĩ ki ab ādhākalp key|kī rātri pūrī hō din śhurū hōtā hai .

34Shiv Baba tells you that the night of half the cycle is now coming to an end and that the day is beginning.

36Yah gītā kā episode repeat hō rahā hai .

35The episode of the Gita is being repeated.

37Maut kā tūphān bhī sāmnē khaṛā hai .

36The storms of death are also just in front of you.

38Patit duniyā bhī barōbar hai .

37There definitely is the impure world too.

39Kaliyug kā ant hai . 40Musībatē̃ bhī sāmnē haĩ .

38It is now the end of the iron age and there are many difficulties in front of you.

41Samajhtē haĩ yah vahī mahābhārat laṛāī hai , jiskē liē śhāstrō̃ mē̃ gāyan hai natural calamities dvārā purānī duniyā kā vināśh hōnā hai .

39You understand that this is the same Mahabharat War which has been remembered in the scriptures. 40The old world is to be destroyed through natural calamities.

42Tō jarūr gītā kā bhagvān āyā hōgā .

41Therefore, the God of the Gita must definitely have come.

43Āyēgā hī kaliyug K|kē ant mē̃ .

42He comes at the end of the iron age.

44Satyug kā first prince , vah phir dvāpar mē̃ tō hō na sakē .

43The first prince of the golden age cannot exist in the copper age (in the same form).

45Manuṣhya kō 84 śharīr miltē haĩ . 46Har ēk janm mē̃ features badal jātē haĩ - ēk na milē dūsrē sē .

44Human beings receive 84 bodies and their features change in every birth. 45In no two births can they have the same features.

47Bhal abhī kr̥iṣhṇa kā gāyan pūjan hai parantu unkē accurate features tō hō na sakē̃ .

46Although Krishna is remembered and worshipped at this time, they cannot show his accurate features.

48Unkā phōṭō bhī nikal na sakē .

47You still cannot take his photograph.

49Aisē hī miṭṭī kā , kāgaj kā banā lētē haĩ .

48They simply make an image of him on paper or out of clay.

50Accurate features tō jab dhyān mē̃ jāō tab tum dēkh saktē hō .

49Only when you go into trance can you see his accurate features.

51Phōṭō nikāl nahī̃ saktē .

50You cannot take his photograph.

52Mīrā kr̥iṣhṇa sē dance kartī thī , bahut nāmīgrāmī hai .

51Meera used to dance with Krishna (in trance) and she was very well known.

53Śhirōmaṇī bhaktō̃ mē̃ gāī jātī hai .

52She is remembered among the main devotees.

54Kr̥iṣhṇa kō yād kartī thī tō jhaṭ unkō sākṣhātkār hōtā thā .

53She would remember Krishna and would instantly have a vision of him.

55Kr̥iṣhṇa sē prīt thī . 56Sākṣhātkār mē̃ dēkhtī thī , isliē pavitra rahnā chāhtī thī .

54She adored Krishna; she would see him in her visions and this is why she wanted to remain pure.

57Jāntē haĩ vahā̃ vikār tō hōtā nahī̃ .

55You know that there are no vices there.

58Kr̥iṣhṇa sē prīt lagī tō pavitra jarūr bannā paṛē .

56If you love Krishna, you definitely have to remain pure.

59Patit tō kr̥iṣhṇa kē sāth mil na sakē̃ .

57Impure ones cannot meet Krishna.

60Mīrā pāvan rahī isliē unkī mahimā hai .

58It is because Meera remained pure that she is praised.

61Yah sab rāz bābā hī samjhātē haĩ .

59Only Baba explains all of these secrets to you.

62Bhakti mārg mē̃ tō unkī alpkāl kṣhaṇbhaṅgur key|kī bhāvnā pūrī huī .

60Her pure feelings were fulfilled for a temporary period on the path of devotion.

63Sākṣhātkār huā , jō manōkāmanā rakhtē haĩ , vah alpkāl kē liē pūrī hō jātī hai .

61She had a vision; whatever desires she had were fulfilled for a temporary period.

64Anēk prakār K|kē dēvtāyē̃ ādi haĩ . 65Unkā sākṣhātkār chāhtē haĩ .

62There are so many types of deities and people want visions of them.

66Tō drama plan anusār vah manōkāmanā pūrṇ hō jātī hai .

63Therefore, according to the drama plan, those desires are fulfilled.

67Bhakti mārg key|kī bhī nūndh hai .

64The path of devotion is also fixed.

68Vēd śhāstra paṛhtē , māthā mārtē tō bhī mukti-jīvanmukti mē̃ jā nahī̃ saktē .

65They study the Vedas and scriptures and beat their heads, but they cannot go into liberation or liberation-in-life.

69Āgē banāras mē̃ jākar kāśhī kalvaṭ khātē thē .

66Earlier, people used to go to Benares and sacrifice themselves at Kashi.

70Samajhtē thē śhivpurī arthāt mukti mē̃ jāyē̃ parantu jā nahī̃ saktē .

67They believed that they would go to the land of Shiva or into liberation. 68However, no one can go there.

71Mukti mē̃ lē jānē vālā hai hī ēk bāp .

69Only the one Father can take everyone into liberation.

72Unkō hī mukti-jīvanmukti dātā kahā jātā hai .

70He alone is called the Bestower of Liberation and Liberation-in-life.

73Dūsrā kōī lē jā nahī̃ saktā .

71No one else can take you into liberation.

74Satyug mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā tō jīvanmukti thī , jīvanbandh nahī̃ thā .

72In the golden age, when it was the kingdom of Lakshmi and Narayan, there was liberation-in-life, not bondage-in-life.

75Bahut thōṛē ādmī rahtē thē .

73There were very few people there.

76Is samay kitnē karōṛō̃ manuṣhya haĩ .

74At this time, there are so many hundreds of thousands of people.

77Satyug mē̃ itnē thē nahī̃ .

75There weren’t that many in the golden age.

78Bākī us samay sab kahā̃ thē  ?

76Where was everyone else at that time?

79Yah bhī abhī tumkō patā paṛā hai .

77Only at this time do you know this.

80Sr̥iṣhṭi K|kē ādi madhya ant key|kī knowledge abhī tumkō miltī hai .

78You receive the knowledge of the beginning, the middle and the end of the world at this time.

81Rachayitā aur rachnā K|kē ādi madhya ant kō kōī jān nahī̃ saktē .

79No one else can have the knowledge of the Creator or the beginning, the middle and the end of creation.

82Abhī tum jāntē hō patit sr̥iṣhṭi kā ant hai .

80You know that it is now the end of the impure world.

83Vah tō samajhtē haĩ kaliyug ajun 40 hajār varṣh chalnā hai parantu tum jāntē hō abhī kaliyug kā ant hōnā hai tab hī bāp ākar sārī knowledge sunātē haĩ .

81Those people think that the iron age will still continue for another 40,000 years. 82However, you know that the iron age is now going to end and that this is why the Father comes and speaks this knowledge.

84Ūñchē tē ūñch hai hī bhagvān .

83God is the Highest on High.

85Unkā janm bhī yahā̃ hōtā hai .

84His birth takes place here.

86Ātē bhī haĩ saṅgam par aur ant hōnē kā iśhārā dētē haĩ .

85He comes at the confluence age and signals the end.

87Vināśh kā sākṣhātkār bhī karāyā hai .

86He has also given visions of destruction.

88Arjun kē liē bhī dikhāyā hai nā ki sākṣhātkār huā .

87Arjuna is portrayed as having been given a vision.

89Tum bachchō̃ mē̃ bhī bahutō̃ nē sākṣhātkār kiyā hai .

88Among you children, many of you too have had visions.

90Jitnā-jitnā najdīk āyēṅgē tō dēkhnē mē̃ āyēgā .

89The closer you come, the more you will be able to see everything.

91Manuṣhya jab ghar K|kē najdīk ātē haĩ tō sab bātē̃ yād ātī haĩ nā .

90When someone comes close to his home, he begins to remember everything.

92Tumkō bhī bahut sākṣhātkār hōtē rahē̃gē .

91You too will continue to have many visions.

93Muktidhām mē̃ jākar phir jīvanmukti mē̃ ānā hai .

92You will go to the land of liberation and then come down into liberation-in-life.

94Tum jāntē hō - barōbar bhārat viśhva kā mālik thā .

93You know that Bharat truly was the master of the world.

95Bāp kahtē haĩ - maĩ her|har 5 hajār varṣh kē bād ākar tumkō rājyōg sikhlātā hū̃ .

94The Father says: I come every 5000 years and teach you Raja Yoga.

96Yah sthāpanā hō rahī hai bhaviṣhya naī duniyā kē liē .

95This establishment is taking place for the future new world.

97Saṅgam par sthāpanā hōtī hai .

96Establishment takes place at the confluence age.

98Tum brāhmaṇ hō hī saṅgamyug par .

97You Brahmins exist at the confluence age.

99Vah haĩ śhūdra , tum hō brāhmaṇ .

98Those people are shudras, whereas you are Brahmins.

100Vah dēvtāyē̃ .

99The others are deities.

101Yah bātē̃ kōī śhāstrō̃ mē̃ nahī̃ haĩ .

100These things are not mentioned in the scriptures.

102Manuṣhya thōṛēhī jāntē haĩ ki saṅgam kiskō kahā jātā hai  !

101People don't know what the confluence age is.

103Inkō kalyāṇkārī suhāvanā saṅgamyug kahā jātā hai . 104Jahā̃ sē patit bhārat pāvan bantā hai .

102This is called the beautiful, benevolent confluence age when impure Bharat becomes pure.

105Bāp bhī kalyāṇkārī hai . 106Ātē bhī bhārat mē̃ haĩ .

103The Father is benevolent and He comes in Bharat.

107Bāp kahtē haĩ - abhī tumhārē 84 janm pūrē huē , ab tum patit hō , ēk bhī pāvan nahī̃ .

104The Father says: Your 84 births have now come to an end. 105You are now impure; not a single one is pure.

108Sab bhraṣhṭāchārī haĩ . 109Vikār sē paidā hōtē haĩ .

106Everyone is corrupt and born through vice.

110Tum śhrēṣhṭh dēvī-dēvtā thē phir kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra banē̃ .

107You were elevated deities and you then became warriors, merchants and shudras.

111Abhī brāhmaṇ banē hō phir dēvtā banē̃gē .

108You have now become Brahmins and will then become deities.

112Phir ant mē̃ ākar prajāpitā brahmā mukh dvārā sthāpanā kartē haĩ .

109He comes at the end and carries out establishment through the mouth of Prajapita Brahma.

113Kiskī  ?

110Of what?

114Svarg key|kī . 115Dēvī-dēvtā dharm key|kī .

111Of heaven and the deity religion.

116Tum yahā̃ āyē hō dēvī-dēvtā bannē , daivīguṇ dhāraṇ karnē .

112You have come here to imbibe divine virtues and become deities.

117Yah tō tum bachchō̃ kō mālūm hai ki kōī bhī vikārī kō yahā̃ allow nahī̃ kiyā jātā hai .

113You children know that no vicious ones are allowed here.

118Pahlē-pahlē pavitratā key|kī pratigyā lēnī hōtī hai .

114A promise of purity first has to be made.

119Ēk bār pratigyā kar phir agar tōṛtē haĩ tō ēkdam rasātal mē̃ chalē jātē haĩ , chaṇḍāl kā janm pā lētē haĩ .

115If, after making a promise, you break that promise, you end up in the depths of hell and take birth as a cremator.

120Yahā̃ bābā kē āgē patit kōī ā nahī̃ saktē .

116No impure ones can come here in front of Baba.

121Agar brāhmaṇī bhūl sē bhī lē ātī hai tō un par bhī baṛā dōṣh ā jātā hai .

117Even if a Brahmin teacher brings someone here by mistake, she too would be condemned.

122Dōnō̃ chaṇḍāl ban paṛtē haĩ .

118Both would become cremators.

123Jō pāvan nahī̃ ban saktē unkō yahā̃ ānē kā hukm nahī̃ hai .

119Those who are unable to become pure have no right to come here.

124Personal ākar samajh saktē haĩ parantu bābā key|kī sabhā mē̃ nahī̃ ā saktē .

120Anyone can come and listen personally (to the brothers or sisters), but they cannot come into Baba's gathering.

125Agar bhūl sē lē ātē haĩ tō unkō chōṭ bahut lagtī hai .

121Someone who brings anyone by mistake will also be hurt a lot.

126Ātē tō ḍhēr haĩ .

122So many come here.

127Sabkō mālūm hai ki bēhad bāp kē pās jātē haĩ , hamkō pavitra jarūr bannā hai .

123They all know that they are going to the unlimited Father and that they definitely do have to remain pure.

128Mīrā pavitra thī tō unkā kitnā mān hai .

124Meera remained pure and so there is so much regard for her.

129Ab tum gyān amr̥it pilātē hō phir bhī vah kahtē haĩ hamkō jahar chāhiē .

125You now give them the nectar of knowledge to drink, but those people say that they want to drink poison.

130Ablāō̃ par kitnē atyāchār kartē haĩ viṣh kē liē .

126So many innocent, weak ones are assaulted because of vice.

131Kr̥iṣhṇa key|kī tō bāt nahī̃ .

127There is no question of Krishna in this.

132Yah tō baṛī bhūl hai jō bhagvān kē badlē kr̥iṣhṇa kā nām ḍāl diyā hai .

128The great mistake is that they have put Krishna’s name instead of God’s.

133Bāp samjhātē haĩ ki bhakta kahtē haĩ bhakti kē bād bhagvān ātē haĩ phal dēnē tō bhakti niṣhphal huī nā parantu kuchh bhī nahī̃ samajhtē haĩ .

129The Father explains: Devotees say that God comes after they have performed devotion in order to give them the fruit of their devotion. 130Therefore, that devotion was fruitless but they don't understand anything.

134Bhārat hī golden aged thā , ab hai iron age .

131Bharat was golden aged and it is now iron aged.

135Kahtē bhī haĩ patit-pāvan āō tō patit ṭhaharē nā . 136Parantu kiskō kahō tum narkvāsī patit hō tō samajhtē nahī̃ .

132They call out to the Purifier to come and so they must be impure, but if you tell anyone that he is an impure resident of hell, he wouldn't understand that.

137Bābā nē jab samajhdār banāyā thā tō svarg thā , abhī bēsamajh hōnē sē kaṅgāl banē haĩ .

133When Baba had made you sensible, it became heaven. 134Now, because everyone is senseless, they are poverty-stricken.

138Jab dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā tō bhārat kitnā ūñch thā .

135Bharat was so elevated when it was the kingdom of deities.

139Kahtē bhī haĩ svarg thā , lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā phir śhāstrō̃ mē̃ aisī-aisī bātē̃ likh dī haĩ jō lōg samajhtē haĩ vahā̃ bhī asur thē .

136They say that it used to be heaven and that it was the kingdom of Lakshmi and Narayan, but they then wrote such things in the scriptures that people believe that devils also existed there.

140Yah śhāstra kōī sadgati kē liē nahī̃ haĩ .

137Those scriptures are not for bringing about salvation.

141Vah tō jab bāp āyē tab sarv key|kī sadgati karē .

138Only when the Father comes does He grant salvation to everyone.

142Yah hai rāvaṇ rājya tab tō chāhtē haĩ rāmrājya hō .

139This is the kingdom of Ravan and that is why people want the kingdom of Rama.

143Yah nahī̃ jāntē ki rāvaṇrājya kab sē śhurū huā hai .

140They don’t know when the kingdom of Ravan began.

144Gyān sāgar bāp tō sabkō sadgati mē̃ lē jātē haĩ .

141The Father, the Ocean of Knowledge, takes everyone into salvation.

145Yah samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

142These matters have to be understood.

146Har ēk ātmā kō avināśhī part milā huā hai .

143Every soul has received an imperishable part.

147Ātmā śhāntidhām sē ātī hai is pr̥ithvī par part bajānē .

144Souls come from the land of peace onto this Earth to play their parts.

148Ātmā bhī avināśhī , drama bhī avināśhī .

145Souls are imperishable and the drama is imperishable.

149Usmē̃ ātmā avināśhī actor hai .

146Souls are imperishable actors within it.

150Paramdhām key|kī rahnē vālī hai .

147They are residents of the supreme abode.

15184 janm gāyē huē haĩ .

148Eighty four births are remembered.

152Vah tō 84 lākh kah dētē haĩ .

149Those people speak of 8.4 million births.

153Paramātmā kō patthar-bhittar mē̃ kah dētē tō glānī huī nā .

150They say that God is in the pebbles and stones and so that is defamation.

154Bāp bhārat par upkār kar svarg banātē haĩ .

151The Father uplifts Bharat and makes it into heaven.

155Rāvaṇ ākar apkār kar nark banā dētē haĩ .

152Ravan comes and defames it and makes it into hell.

156Yah khēl hai duḥkh sukh kā .

153This is a play about happiness and sorrow.

157Yah hai kāṇṭō̃ kā jaṅgal .

154This is a forest of thorns.

158Bāp ākar kāṇṭō̃ kō fool|phūl banātē haĩ .

155The Father comes and changes thorns into flowers.

159Baṛē sē baṛā kāṇṭā hai kām vikār .

156The biggest thorn is lust.

160Abhī bāp kahtē haĩ - maĩ pāvan banānē āyā hū̃ .

157The Father says: I have now come to purify you.

161Jō pāvan banē̃gē vahī pāvan duniyā K|kē mālik banē̃gē .

158Those who become pure will become the masters of the pure world.

162Bāp āyā hai sahaj yōg sikhlānē .

159The Father has come to teach you easy Raja Yoga.

163Kahtē haĩ mujh apnē māśhūk kō yād karō .

160He says: Remember Me, your Beloved!

164Sabhī ātmāyē̃ ēk māśhūk par āśhik haĩ .

161All souls are lovers of the one Beloved.

165Vah ākar sabkō lē jātē haĩ muktidhām , parantu bābā kahtē haĩ tum patit chal nahī̃ sakē̃gē .

162He comes and takes everyone to the land of liberation, but Baba says: You are not able to go there while you are impure.

166Mujhē yād karō tō khād nikal jāē .

163Remember Me so that the alloy can be removed.

167Drama anusār jab time ātā hai tab hī maĩ ātā hū̃ tum bachchō̃ kō pāvan banānē .

164According to the drama, I come when it is the time for Me to come to purify you children.

168Yah vahī mahābhārat laḍāī hai .

165This is the same Mahabharat War.

169Mr̥ityulōk mē̃ yah antim laṛāī hai .

166This is the last war in the land of death.

170Amarlōk mē̃ laṛāī hōtī nahī̃ .

167There is no war in the land of immortality.

171Vahā̃ hai hī rāmrājya . 172Vahā̃ rahtē haĩ dharmātmāyē̃ .

168There, it is the kingdom of Rama where righteous souls (dharamatmas) live.

173Yahā̃ haĩ pāp ātmāyē̃ . 174Pāp kartē rahtē haĩ .

169Here, there are sinful souls who continue to commit sin.

175Puṇya ātmāō̃ key|kī duniyā kō svarg kahā jātā hai .

170The world of charitable souls is called heaven.

176Bāp kahtē haĩ - maĩ ēk second mē̃ tumkō chaṛhtī kalā mē̃ lē jātā hū̃ .

171The Father says: I take you into the stage of ascending in a second.

177Ismē̃ sirph yah ēk hī antim janm lagtā hai aur utartī kalā mē̃ 84 janm lagtē haĩ .

172It takes just this one final birth, whereas for the stage of descending, it takes 84 births.

178Tō bāp kahtē haĩ uṭhtē baiṭhtē mujhē yād karō .

173The Father says: Remember Me while you walk and move around.

179In sādhuō̃ kā bhī uddhār karnē mujhē ānā paṛtā hai .

174I have to come to uplift even these sages and holy men.

180Tamōpradhān buddhi manuṣhya jō kuchh suntē haĩ vah sat-sat kartē rahtē haĩ .

175Whatever people with tamopradhan intellects hear, they continue to say that it is true.

181Andh-śraddhālu haĩ nā . 182Iskō kahā jātā hai blind faith , guṛiyō̃ kī pūjā kartē rahtē haĩ . 183Biography kō jāntē nahī̃ .

176They have blind faith; that is called blind faith. 177They continue to worship dolls without knowing their biographies.

184Ab bāp ākar in sabkā gyān dētē haĩ , iskō rūhānī spiritual knowledge kahā jātā hai .

178The Father now comes and gives you knowledge of all of these things. 179This is called spiritual knowledge.

185Vah hai śhāstrō̃ key|kī philosophy .

180That is the philosophy of the scriptures.

186Yah bhī bāp hī ākar bachchō̃ kō samjhātē haĩ .

181Only the Father comes and explains all of this to you children.

187Duniyā mē̃ tō ēk bhī manuṣhya nahī̃ , jō parampitā paramātmā kō yathārth rīti jāntē hō̃ .

182Not a single human being in the world knows the Supreme Father, the Supreme Soul, accurately.

188Manuṣhya hōkar aur bāp kō na jānē tō jānvar sē bhī badtar ṭhaharē .

183If, as human beings, they don't know the Father, they are worse than animals.

189Dēvtāō̃ kē āgē jākar mahimā gātē haĩ - āp sarvguṇ sampann haĩ . . . haĩ tō dōnō̃ manuṣhya nā parantu yah hai sārā kāṇṭō̃ kā jaṅgal .

184They go in front of the deities and sing the praise, “You are full of all virtues.” 185Both are human beings, but here, this is a forest full of thorns.

190Bābā tumkō kāṇṭō̃ sē fool|phūl banātē haĩ .

186Baba is changing you from thorns into flowers.

191Bhārat sachkhaṇḍ thā phir rāvaṇ ākar jhūṭhkhaṇḍ banātē haĩ .

187Bharat was the land of truth and then Ravan came and made it into the land of falsehood.

192Sachkhaṇḍ banānē vālā hai parampitā paramātmā .

188It is the Supreme Father, the Supreme Soul, who makes it into the land of truth.

193Bāp hī ākar parichay dētē haĩ , sō bhī brāhmaṇ bachchō̃ kō .

189Only the Father comes and gives you His introduction; He gives it to Brahmin children.

194Phir yah gyān rahēgā nahī̃ .

190This knowledge will not then remain.

195Tum bachchē yōgbal sē viśhva K|kē mālik bantē hō .

191Through the power of yoga you children become the masters of the world.

196Bāhubal sē kab kiskō viśhva kī bādśhāhī nahī̃ mil saktī hai .

192No one can receive sovereignty of the world through physical power.

197Bhārat jō viśhva kā mālik thā , sō ab kaṅgāl banā hai .

193Bharat, which used to be the master of the world, has now become poverty-stricken.

198Manuṣhyō̃ key|kī buddhi aisī hai jō bāhar mē̃ board dēkhtē bhī haĩ , likhā huā hai prajāpitā brahmākumār kumāriyā̃ . . . tō bhī nahī̃ samajhtē ki yah ēk īśhvarīy family hai .

194The intellects of human beings are such that even though they see the board outside on which it is written “Prajapita Brahma Kumars and Kumaris”, they don't understand that this is a Godly family.

199Itnē ḍhēr be|B . K|kē . haĩ , ismē̃ andhaśhraddhā key|kī tō bāt hō na sakē .

195There are so many BKs. 196There cannot be any blind faith here.

200Yah hai īśhvarīy parivār .

197This is God's families.

201Samajhtē haĩ yah bhī kōī institution hai .

198They think that this is an institution.

202Arē , yah tō family hai nā .

199Oh! but this is a family.

203Kumār , kumāriyā̃ . . . yah tō ghar huā nā .

200There are kumars and kumaris and so this is a home.

204Itnī pradarśhanī kartē hō , samjhātē hō phir bhī samajhtē thōṛēhī haĩ .

201You hold so many exhibitions and explain so much to people, yet they don't understand anything.

2057 din kā jab course lē achchhī rīti samajhē̃ tab buddhi mē̃ baiṭhē ki bāp phir sē bēhad kā varsā dēnē āyē haĩ .

202Only when they take the seven days' course and understand very clearly can it sit in their intellects that the Father has once again come to give you the unlimited inheritance.

206Achchhā  !

203Achcha.

207Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

204To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

208Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

205The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

209Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

206Essence for dharna:

2101 ) chaṛhtī kalā mē̃ jānē kē liē uṭhtē-baiṭhtē ēk bāp kī yād mē̃ rahnā hai .

207 1. In order to go into the stage of ascending, stay in remembrance of the one Father while walking and moving around.

211Bāp samān sabhī par upkār karnā hai .

208Uplift everyone in the same way as the Father does.

2122 ) gyān amr̥it pīnā aur pilānā hai .

209 2. Drink the nectar of knowledge and also help others to do so.

213Kāṇṭō̃ kō fool|phūl banānē key|kī sēvā karnī hai .

210Do the service of changing thorns into flowers.

Blessing

214Vardān  : marjīvā sthiti dvārā himmat aur hullās key|kī avināśhī stamp lagānē vālē prāpti sampann bhav

211Blessing: May you be full of attainments and be stamped an imperishable stamp of courage and enthusiasm with your stage of dying alive.

215Jō prāptiyō̃ sē sampann hōtē haĩ unkē her|har chalan , nain chain sē umaṅg-utsāh dikhāī dētā hai .

212 Zeal and enthusiasm is visible in the eyes and features and in every activity of those who are full of attainments.

216Lēkin himmat aur hullās key|kī avināśhī stamp lagānē kē liē apnē past K|kē vā īśhvarīy maryādāō̃ K|kē viparīt jō saṅskār , svabhāv , saṅkalp vā karma hōtē haĩ unsē marjīvā banō .

213However, in order to be stamped with an imperishable stamp of courage and enthusiasm, you have to die alive to your past and the old sanskars, nature, thoughts and actions that are against the Godly codes of conduct.

217Pratigyā rūpī switch kō set kar practical mē̃ pratigyā pramāṇ chaltē rahō .

214Set the switch of your promise and continue to move along according to your promise in a practical way.

218Himmat kē sāth hullās hō tō prāpti key|kī jhalak dūr sē hī dikhāī dēgī .

215Along with courage, also have enthusiasm and the sparkle of attainment then will be visible from a distance.

Slogan

219Slōgan  : mēlē vā jhamēlē mē̃ double light rahnē vālā hī dhāraṇāmūrta hai .

216Slogan: Those who are double light in a mela or and a jamela (a chaotic situations) are embodiments of dharna.

217*** Om Shanti ***