मंगलवार 28 दिसंबर 2021 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
028-12-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 28/12/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - practice karō maĩ ātmā hū̃ , maĩ ātmā hū̃ , śharīr kā bhān chhōṛ dō , bas śhivbābā kō yād kartē-kartē ghar jānā hai ' '
1Essence: Sweet children, practise: I am a soul. 2I am a soul. 3Renounce the consciousness of your body. 4Simply continue to remember Shiv Baba and return home.
Question
2Praśhna : śhivbābā kō kin bachchō̃ par bahut-bahut taras paṛtā hai ?
5Question: For which children does Shiv Baba feel a lot of mercy?
Answer
3Uttar : jō bachchē apnā valuable samay vyarth ganvā dētē haĩ , bāp kā bankar bāp key|kī service nahī̃ kartē .
6Answer: The Father feels a lot of mercy for the children who, even after belonging to the Father, waste their valuable time and don't do any service.
4Un par bāp kō bahut-bahut taras paṛtā hai . 5Bābā kahtē - mērē bachchē banē hō tō first grade bankar dikhāō .
7Baba says: You have become My children and so you have to show everyone this by becoming first grade.
6Gyān ratna jō miltē haĩ unkā dān karō .
8Donate the jewels of knowledge you receive.
Song
7Gīt : takdīr jagākar āī hū̃ …
9Song: I have come with my fortune awakened ….
Murli
8Ōm śhānti .
10Om shanti.
9Jaisē bābā gyān kā sāgar hai bachchō̃ kō bhī sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā gyān samjhātē rahtē haĩ aur chitrō̃ kē ūpar bhī achchhī tarah samjhātē rahtē haĩ .
11Just as Baba, as the Ocean of Knowledge, explains to you children the knowledge of the beginning, the middle and the end of the world, so He also explains the pictures to you very well.
10Bābā kā sīṛhī K|kē chitra par sārī rāt vichār chal rahā thā kyōṅki yah hai sabsē achchhē tē achchhā chitra samjhānē kā aur hai bhī bhāratvāsiyō̃ kē liē .
12Baba was thinking about the picture of the ladder all night because it is the best picture with which to explain; and it is for the people of Bharat.
11Śhivbābā tō gyān kā sāgar hai , yah bābā bhī gyān key|kī uchālē̃ dētē rahtē haĩ , iskō kahā jātā hai vichār sāgar manthan .
13Shiv Baba is the Ocean of Knowledge. 14This Baba continues to make waves. 15This is called churning the ocean.
12Tum bachchō̃ kā bahut thōṛā vichār sāgar manthan chaltā hai .
16You children churn very little; some of you children don't churn at all.
13Kaī bachchō̃ kā tō vichār sāgar manthan chaltā hī nahī̃ hai .
17The intellect of each of you should work.
14Har ēk key|kī buddhi chalnī chāhiē . 15Sīṛhī par bahut vichār chaltē haĩ .
18Baba has many thoughts about the picture of the ladder.
16Mūlvatan bhī ūpar mē̃ dikhānā paṛē .
19The incorporeal world has to be shown at the top.
17Sīṛhī tō hai sthūl vatan key|kī , 84 janmō̃ key|kī .
20The ladder is of the 84 births of the corporeal world.
18Gyān K|kē bigar yah chitra kōī banā na sakē̃ .
21No one without knowledge could create this picture.
19Gyān tō tum bachchō̃ mē̃ hī hai .
22Only you children have this knowledge.
20Sīṛhī banātē bhī vichār sāgar manthan chaltē rahnā chāhiē .
23Even while creating the picture, your churning should continue.
21Yah baṛī achchhī chīz hai .
24This is a very good thing.
22Ūpar mē̃ mūlvatan bhī jarūr chāhiē .
25The incorporeal world at the top is also definitely needed.
23Samjhāyā jātā hai - ātmāyē̃ mūlvatan mē̃ star misal rahtī haĩ .
26It is explained that souls stay in the incorporeal world like stars.
24Mūlvatan kē bād hai brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar puriyā̃ , jiskō sūkṣhma vatan kahā jātā hai .
27After the incorporeal world, there is the land of Brahma, Vishnu and Shankar, which is called the subtle region.
25Sīṛhī mē̃ tō bhārat kā hī dikhātē haĩ .
28In the picture of the ladder, only the things of Bharat are shown.
26Bhārat pāvan thā , abhī patit hai .
29Bharat was pure and it is now impure.
27Akṣhar sab likhnē paṛtē haĩ .
30All the words have to be written.
28Bichārē manuṣhya tō kuchh bhī nahī̃ jāntē .
31Poor helpless people don't know anything.
29Jō pūjya thē vahī pujārī banē haĩ , yah kiskō bhī patā nahī̃ hai .
32Those who were worthy of worship have become worshippers. 33No one knows this.
30Tumhārē mē̃ bhī number-vār haĩ jō jāntē haĩ . 31Rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
34Among you, all of you also know this, numberwise; a kingdom is being established.
32Kōī tō bahut achchhī rīti puruṣhārth karnē lag paṛtē haĩ .
35Some begin to make effort very well. 36I am a soul.
33Maĩ ātmā hū̃ . 34Śharīr kō jaisē bhūl jātē haĩ aur kuchh dikhāī nahī̃ paṛtā kyōṅki samjhāyā jātā hai ki tum apnē kō ātmā samjhō .
37It is as though they have forgotten their bodies and they don't see anything else because it is explained that each of you has to consider yourself to be a soul.
35Śharīr kā bhān ṭūṭ jāyē .
38The consciousness of your body has to be broken.
36Kahtē haĩ nā - āp muyē mar gaī duniyā .
39It is said: When you die, the world is dead to you.
37Śhivbābā kō yād kartē-kartē apnē ghar jānā hai .
40You have to return home while remembering Shiv Baba.
38Is avasthā kō jamānē mē̃ hī mēhnat hai .
41Effort is required to make this stage firm.
39Sīṛhī par bhī samjhāyā jātā hai ki bhārat mē̃ ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm thā tō sukh-śhānti-pavitratā thī .
42It can be explained using the picture of the ladder that when there was the deity religion in Bharat, there was happiness, peace and purity.
40Abhī manuṣhya duḥkhī huē haĩ tō ghar kō yād kartē haĩ .
43Now that people are unhappy, they remember their home.
41Kōī kō bhī is sīṛhī K|kē chitra par samjhānā bahut achchhā hai .
44It is very good to explain to anyone using this picture of the ladder.
42Sīṛhī kē āgē jākar baiṭh jāē̃ tō bhī buddhi mē̃ rahē - ham bhāratvāsiyō̃ nē 84 janma liē haĩ .
45Go and sit down in front of the picture of the ladder and it will remain in your intellects that you people of Bharat have taken 84 births.
4384 janm siddh karnē haĩ .
46The 84 births have to be explained.
44Phir is hisāb sē samjhāyā jātā hai - jō ādhākalp kē bād ātē haĩ unhō̃ K|kē jarūr cum|kam janm hōṅgē .
47Then, according to this, it is explained that those who come after half the cycle would definitely take fewer births.
45Sārā din buddhi mē̃ yah gyān ṭapaktā rahē .
48This knowledge should continue to trickle into your intellects throughout the day.
46Satyug trētā mē̃ sampūrṇ nirvikārī , pūjya thē phir vikārī pujārī banē .
49In the golden and silver ages, people were completely viceless and worthy of worship and they then became vicious worshippers.
47Vikārī bannē K|kē kāraṇ hī apnē kō hindū kahlātē rahtē haĩ .
50Because of becoming vicious, they have continued to call themselves Hindus.
48Aur kōī nē apnā nām nahī̃ badalā hai .
51No others have changed their name.
49Hinduō̃ nē hī badalā hai .
52Only the Hindus had their name changed.
50Abhī tum bachchō̃ kō yah gyān miltā hai .
53You children are now receiving this knowledge.
51Gyān sāgar bābā tumkō nayā gyān dē rahē haĩ .
54Baba, the Ocean of Knowledge, is giving you new knowledge.
52Sīṛhī K|kē chitra par bahut bachchō̃ kō dhyān dēnā hai .
55You children have to pay a lot of attention to the picture of the ladder.
53Sirph kōī chitra K|kē sāmnē ākar baiṭh jāyē tō bhī buddhi mē̃ sab kuchh ā jāyēgā .
56Even if you simply come and sit in front of any picture of knowledge, a lot will enter your intellects.
54Sārī rāt buddhi chaltī rahē . 5584 kā chakra kaisē samjhāyā jāē .
57Your intellects will continue to work through the night as to how to explain the cycle of 84 births.
56Ādhākalp hai rāvaṇ rājya , bād mē̃ jō ānē vālē haĩ vah yah gyān uṭhāyēṅgē hī nahī̃ .
58For half the cycle it is the kingdom of Ravan. 59Those who are to come later will not take this knowledge.
57Satyug trētā mē̃ ānē vālē hī uṭhāyēṅgē .
60Only those who are go to the golden and silver ages will take this knowledge.
58Jinkō satyug trētā mē̃ ānā hī nahī̃ hai , vah yah gyān uṭhāyēṅgē bhī nahī̃ .
61Those who are not to go to the golden and silver ages will not take this knowledge.
59Abhī tō bhārat key|kī kitnī saṅkhyā hai .
62Look at what the population of Bharat is now!
60Satyug trētā mē̃ hōtā hai ēk bachchā , ēk bachchī .
63In the golden and silver ages, they have one son and one daughter.
61Pichhāṛī mē̃ thōṛī gaṛbaṛ hōtī hai , parantu vikār key|kī bāt nahī̃ .
64Later, there are some complications, but it is still not a question of vice.
62Rāvaṇrājya hōtā hī hai - dvāpar mē̃ .
65The kingdom of Ravan begins in the copper age.
63Parantu trētā mē̃ dō kalā kam hō jānē sē kuchh na kuchh purity kam hō jātī hai .
66However, because the silver age is reduced by two degrees, the purity is also reduced a little.
64Rāvaṇ rājya aur rāmrājya kō bhī kōī samajhtē nahī̃ haĩ .
67No one understands about the kingdom of Ravan and the kingdom of Rama.
65Rājāī pad pānē vālē achchhā paṛhē̃gē .
68Those who are to claim a royal status will study well.
66Śhauk chāhiē kōī kā kalyāṇ karnē kā . 67Parantu takdīr mē̃ nahī̃ hai tō tadbīr hī nahī̃ kartē haĩ .
69There has to be an interest in benefiting others, but when it is not in your fortune, you don't make the effort.
68Dhārṇā kartē jāyē̃ tō service par bhī bābā bhēj dē̃ .
70If you continue to imbibe knowledge, Baba will send you somewhere to do service.
69Jinkō service kā śhauk hai vah tō din rāt service kartē haĩ .
71Those who have an interest in serving will continue to serve day and night.
70Sīṛhī K|kē rāz kō kōī samajh jāē̃ tō khuśhī kā pārā chaṛh jāyē .
72If someone were to understand the significance of the ladder, his mercury of happiness would rise.
71Bābā gyān kā sāgar hai , ham bachchē nadiyā̃ haĩ tō vah show dikhānā hai .
73Baba is the Ocean of Knowledge and we children are rivers. 74Therefore, we have to show that.
72Din-pratidin vr̥iddhi hōtī jāyēgī .
75Day by day, there will continue to be expansion.
73Rājāī tō sthāpan hōnī hī hai .
76The kingdom has to be established.
74Sīṛhī mē̃ bhī dikhāyā hai satyug śhrēṣhṭhāchārī pāvan bhārat , vahī ab patit bhraṣhṭāchārī durgati kō pāyā huā bhārat hai .
77In the picture of the ladder, Bharat is shown to be golden aged, elevated and pure, whereas that same Bharat has now become impure and corrupt and has reached degradation.
75Sab durgati kō pāyē huē haĩ tab tō bābā ākar sadgati kartē haĩ .
78Everyone is in degradation and this is why Baba comes and grants everyone salvation.
76Ismē̃ bhal kōī ātmā achchhī vā burī bhī hōtī hai .
79Some souls are good and other souls are bad here.
77Religious ādmī itnā pāp karma nahī̃ kartē haĩ .
80A religious person doesn't commit as much sin.
78Vēśhyāyē̃ ādi bahut pāp karma kartī haĩ .
81Prostitutes commit a lot of sin.
79Yah hai vēśhyālay .
82This is the brothel.
80Satyug hai śhivālay , unkī sthāpanā śhivbābā kartē haĩ .
83In the golden age, it is the Temple of Shiva and Shiv Baba is establishing it.
81Unkō kr̥iṣhṇapurī bhī kahtē haĩ arthāt kr̥ṣṇālay kahē̃ . . . parantu sthāpanā tō śhivbābā kartē haĩ nā .
84That is also called the land of Krishna, or it can be called Krishnalaya (Temple of Krishna). 85However, it is Shiv Baba who establishes it.
82Yah sīṛhī kā chitra bhī jarūrī hai .
86This picture of the ladder is also essential.
83Is par tō bahut dhyān dēnā chāhiē .
87A lot of attention has to be paid to this.
84Sīṛhī kō dēkhnē sē sārā 84 kā chakra buddhi mē̃ ā jātā hai .
88By your looking at the picture of the ladder, all the knowledge of your 84 births will enter your intellects.
85Parantu andar baṛā śhuddha hōnā chāhiē .
89However, internally, you have to be very pure.
86Śhivbābā sē yōg hō tab naśhā chaṛhē aur pad bhī pā sakē̃ .
90Only when you have yoga with Shiv Baba would you have that intoxication and claim a status.
87Aisē nahī̃ kahnā chāhiē ki jō milēgā , takdīr mē̃ jō hōgā . . . service kā śhauk rakhnā chāhiē .
91Don't say: Whatever I receive is fine! 92Whatever is in my fortune is ok! 93You should have an interest in doing service.
88Śharīr par tō bharōsā nahī̃ hai .
94There is no guarantee for your body.
89Āgē chalkar kailēmēṭīz bhī jōr sē ātī rahē̃gī phir khālī hāth jāyēṅgē .
95As you make further progress, calamities will continue to come with great force and you would then go back empty-handed.
90Earthquake mē̃ lākhō̃ manuṣhya mar paṛtē haĩ tō ḍar rahnā chāhiē , yōg key|kī yātrā sē ham satōpradhān ban jāyē̃ phir aurō̃ kō bhī banānā hai .
96Hundreds of thousands of people die in earthquakes and so there has to be fear. 97We have to become satopradhan by staying on the pilgrimage of yoga and make others the same.
91Dhan diyē dhan nā khuṭē . . . mēhnat karnī hai .
98Your wealth never diminishes by donating it. 99Make effort!
92Bāp tō samjhātē rahtē haĩ tumkō 21 janmō̃ kē liē apnē pāṅw par khaṛā rahnā hai isliē achchhī rīti puruṣhārth kartē rahō .
100The Father continues to explain to you that you have to stand on your own feet for 21 births and this is why you must continue to make effort very well.
93Puruṣhārth kā samay hī abhī hai .
101The time for making effort is now.
94Duniyā mē̃ kiskō patā nahī̃ hai ki 21 janmō̃ kē liē rājāī kaisē miltī hai .
102No one in the world knows how we can receive the kingdom for 21 births.
95Tum is sīṛhī par bahut achchhī rīti samjhā sakē̃gē . 9684 janm kaisē haĩ ?
103By using this picture of the ladder you will be able to explain very well how you take 84 births.
97Ūpar mē̃ likhā huā bhī hai śhiv bhagvānuvāch , nirākār patit-pāvan gyān kā sāgar samjhā rahē haĩ .
104At the top, it is written: God Shiva speaks. 105The Incorporeal, the Purifier, the Ocean of Knowledge, is explaining.
98Jinkō samjhātē haĩ vah phir aurō̃ kō bhī samjhāyēṅgē ki bachchē tumkō ab kārūn kā khajānā miltā hai tō vah lēnā chāhiē .
106Those to whom He explains will then explain to others: Children, you are now receiving limitless treasures and you should therefore take them.
99Ūñch pad pānā chāhiē .
107You should claim a high status.
100Yah hai pravr̥itti mārg kā gyān .
108This is knowledge for the household path.
101Ēk hī ghar sē ēk bhātī gyān mē̃ hai , dūsrā nahī̃ hai . 102Khiṭ-khiṭ tō hōgī hī .
109When one member of a family takes knowledge but another member of the same family doesn't, it creates conflict.
103Yah sapling lag rahā hai .
110The sapling is being planted.
104Ham pūjya sē pujārī kaisē banē̃ . 105Yah rāz baṛā samajhnē kā hai .
111How we become worshippers from being worthy of worship is a secret to be understood.
106Jō sabsē jāstī pūjya pāvan bantē haĩ , vahī sabsē jāstī patit bantē haĩ .
112Those who become the most worthy-of-worship, pure beings are the ones who become the most impure.
107Inkē bahut janmō̃ K|kē ant mē̃ hī pravēśh kiyā hai .
113I have entered this one at the end of his many births.
108Sab patit haĩ nā .
114All are impure.
109Bāp bhī samjhātē haĩ tō dādā bhī samjhātē haĩ tō dādiyā̃ bhī samjhātī haĩ .
115The Father explains, Dada also explains and the Dadis also explain.
110Bahan-bhāīyō̃ kā dhandhā hī yah hai .
116This is the only business of brothers and sisters.
111Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē kamal fool|phūl samān rahē̃ tō tumsē bhī tīkhē jā saktē haĩ .
117If those who live at home become as pure as a lotus, they can go ahead faster than you.
112Jō kāṇṭō̃ K|kē jaṅgal mē̃ rahtē service kartē haĩ , unkō phal jāstī miltā hai .
118Those who live in the forest of thorns and continue to do service receive a greater reward.
113Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē service bahut achchhī kartē haĩ , unhō̃ kō service mē̃ baṛā mazā āyēgā .
119Those who live at home with their family and do very good service will enjoy themselves a lot doing service.
114Śhivbābā bhī madad tō karē̃gē nā .
120Shiv Baba will also help.
115Kahē̃gē achchhā service chhōṛkar phalānī jagah jāō .
121He would say: OK, leave your job and go and serve at such-and-such a place.
116Jaisē dēkhō nimantraṇ miltē haĩ - projector show kē liē .
122For instance, you receive invitations for projector shows.
1174-5 mukhya chitra bhī lē jāō .
123Also take with you four to five main pictures.
118Vahā̃ service karkē āō .
124Go and do service there and come back.
119Service K|kē jō śhaukīn hōṅgē , kahē̃gē ham jākar samjhātē haĩ .
125Those who are interested in doing service would say: We will go and explain.
120Vahā̃ centre bhī khul saktā hai .
126Centres can also be opened there.
121Nimantraṇ tō bahut mil saktē haĩ .
127You can receive many invitations.
122Service vr̥iddhi kō pātī rahēgī .
128Service will continue to grow.
123Bāp gāyan tō karē̃gē nā . 124Yah bachchā bahut achchhī service karnē vālā hai .
129The Father will sing your praise: This child does very good service. 130Some run miles away from service.
125Kōī tō service sē 3 kōs dūr bhāgtē haĩ .
131By having an interest in doing service, you also receive help.
126Service kā śhauk rakhnē sē madad bhī miltī hai , jitnā bāp key|kī service karē̃gē utnā tākat milēgī , āyu bhī baṛhēgī .
132The more of the Father’s service you do, the more power you will receive and the more your lifespans will increase.
127Khuśhī kā pārā chaṛhēgā .
133Your mercury of happiness will rise.
128Nāmī-grāmī bhī hōṅgē apnē kul mē̃ .
134You will also become well known in your own clan.
129Puruṣhārth sē itnā ūñch ban saktē hō tō itnā puruṣhārth karnā chāhiē .
135If you can become so elevated by making effort, you should then make that much effort.
130Chalan sē hī mālūm paṛ jātā hai . 131Kiskō service kā śhauk hai .
136It can be known from your activities whether you have an interest in doing service.
132Rāt-din apnī kamāī kā chintan rakhnā paṛē .
137Day and night, be concerned about your earnings.
133Bahut bhārī kamāī hai .
138This income is very great.
134Bābā kō bhī kab-kab khyāl ātā hai , jākar bachchō̃ kō refresh karē̃ .
139Sometimes, even Baba has a thought of going to refresh some children.
135Bahut khuśhī hōgī .
140They would become very happy!
136Bābā kō tō serviceable bachchē hī yād paṛtē haĩ .
141Baba only remembers the serviceable children.
137Amr̥itvēlē vichār sāgar manthan kā dance achchhā chaltā hai , jiskā jō dhandhā usī mē̃ lagē rahtē haĩ .
142At amrit vela, a very good dance of the churning of knowledge takes place. 143Whatever someone's business is, that is what he remains occupied in.
138Savērē mē̃ vichār sāgar manthan chaltā hai .
144There can be very good churning in the morning.
139Bachchō̃ kō bhī pahlē tō murlī achchhī rīti dhāraṇ karnī paṛē .
145First of all, you children have to imbibe the murli very well.
140Revise karē̃ tab phir ākar murlī chalāyē̃ .
146Only when you revise it can you then give knowledge to others.
141Āgē bābā rāt kō dō bajē uṭhkar likhtē thē phir savērē mama murlī paṛhkar phir chalātī thī .
147In the early days, Baba would wake up at 2am and write the murli and then, in the morning, Mama would read it and conduct the murli.
142Bhal murlī hāth mē̃ na bhī lēvē̃ , tō bhī achchhī chalā saktē haĩ .
148Even if you don't have a murli in your hands, you can still conduct a very good class.
143Jin-jin bachchō̃ kō murlī paṛhnē aur us par chintan karnē kā śhauk hai , vah service kartē rahē̃gē .
149The children who have an interest in studying the murli and then thinking about it will continue to do service.
144Murlī paṛhnē sē jāg paṛē̃gē .
150By studying the murli, they will be awakened.
145Yah murlī chhapnē kā kām tō bahut jōr sē chalēgā .
151The work of printing murlis will continue with great force.
146Tape kā bhī kām bahut baṛh jāyēgā .
152The work of the cassettes will also increase.
147Murlī vilāyat tak bhī jāyēgī .
153The murlis will also be sent abroad.
148Kōī key|kī buddhi mē̃ baiṭh jāē tō ēkdam naśhā chaṛh jāyēgā .
154If it sits in someone's intellect, he will become intoxicated.
149Uṭhtē-baiṭhtē 84 kā chakra buddhi mē̃ phirtā rahēgā . 150Kōī key|kī buddhi mē̃ tō kuchh bhī nahī̃ baiṭhtā hai .
155While he is walking and moving around, the cycle of 84 births will continue to turn around in his intellect.
151Khuśhī kā pārā nahī̃ chaṛhtā hai .
156Nothing sits in the intellects of some children.
152Tumhārā tō sārā din dhandhā hī yah rahnā chāhiē .
157Their mercury of happiness doesn't rise. 158This should be your business throughout the day.
153Yah hai ūñchē tē ūñchā dhandhā .
159This is the most elevated business of all.
154Bābā kō vyāpārī bhī kahā jātā hai nā .
160Baba is also called the Businessman.
155Yah avināśhī gyān ratnō̃ kā vyāpār kōī virlā karē .
161Hardly anyone does this business of the jewels of knowledge.
156Sārā din buddhi mē̃ yahī phirtā rahnā chāhiē aur khuśhī mē̃ mast rahnā chāhiē .
162It should turn around in your intellects throughout the day and you should also remain intoxicated with happiness.
157Yah khuśhī hai sārī andar key|kī .
163This happiness is all internal.
158Ātmā kō khuśhī hōtī hai - ōhō !
164The soul experiences happiness: Oho!
159Hamkō bābā mil gayā hai .
165I have now found Baba!
160Bēhad K|kē bāp nē 84 janmō̃ key|kī kahānī sunāī hai .
166The unlimited Father has told us the story of 84 births.
161Bachchē ; bāp kā , teacher kā śhukriyā mānē̃gē nā .
167Children would of course say thanks to their father and teacher.
162Student teacher dvārā pās|pass hōtē haĩ tō phir teacher kō saugāt bhī bhēj dētē haĩ .
168When a student passes because of the teacher, he sends a gift to his teacher.
163Tum bachchē jāntē haĩ bābā hamkō ūñch paṛhāī paṛhātē haĩ , jissē ham viśhva K|kē mālik ban jātē haĩ .
169You children know Baba is teaching us the highest education through which we become the masters of the world.
164Yah paṛhāī hai bahut sahaj . 165Parantu pūrā dhyān nahī̃ dētē haĩ .
170This study is very easy, but you don't pay full attention to it.
166First class knowledge hai .
171This knowledge is first-class.
167Inkō samajhnē sē kārūn kā khajānā miltā hai bhaviṣhya mē̃ .
172By understanding it, you receive limitless treasures in the future.
168Kamāl hai nā !
173It is a wonder.
169Har ēk bachchā samajh saktā hai ham kis grade mē̃ hai .
174Each of you children can understand what grade you can attain.
170Sārā madār hai - service par .
175Everything depends on the service you do.
171Bābā tō kahē̃gē third grade sē nikal first grade mē̃ ā jāō tab kuchh pad pā sakē̃gē .
176Baba would say: Come away from the third grade and come into the first grade, for only then will you be able to attain a status.
17221 janmō̃ key|kī result nikal jātī hai .
177The results are announced for 21 births.
173Bābā kō tō taras paṛtā hai . 174Vyarth samay ganvātē haĩ .
178Baba feels mercy when you waste your time unnecessarily.
175Bābā samjhātē haĩ drama plan anusār mujhē ānā paṛtā hai - sadgati dēnē kē liē .
179Baba explains: According to the drama plan, I have to come to grant you salvation.
176Yah hai hī durgati key|kī duniyā .
180This is the world of degradation.
177Pūchhō tum durgati mē̃ hō ? 178Tō kahē̃gē hamārē liē tō yahā̃ hī svarg hai .
181When you ask them "Are you in degradation?" they would reply, "This is heaven for us.
179Ham tō svarg mē̃ baiṭhē haĩ .
182We are sitting in heaven."
180Yah buddhi mē̃ nahī̃ ātā hai ki svarg satyug kō kahā jātā hai .
183It doesn't enter their intellects that the golden age is called heaven.
181Baṛē-baṛē paṇḍit , vidvān haĩ . 182Kiskī bhī buddhi mē̃ nahī̃ ātā hai ki yah tō purānī iron aged duniyā hai .
184There are great scholars and pandits; it doesn't enter any of their intellects that this is the iron-aged old world.
183Baṛē ghamaṇḍ sē baiṭhē haĩ .
185They sit there in great arrogance.
184Kitnā bhakti mārg kā zōr hai .
186There is such a strong influence of the path of devotion!
185Bhakti kā tō bahut pomp hai .
187There is a lot of pomp in devotion.
186Kumbha K|kē mēlē par lākhō̃ manuṣhya jātē haĩ .
188So many hundreds of thousands of people go to the Kumbha melas (gatherings).
187Yah hai antim pomp .
189This is the final pomp.
188Māyā is taraph ānē nahī̃ dētī hai .
190Maya doesn't allow you to come to this side.
189Chūhē misal phū̃k dētī hai , sārā khūn chūs lētī hai .
191She continues to blow and bite like a mouse with her mouth and sucks all your blood away!
190Achchhā .
192Achcha.
191Mīṭhē mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
193To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
192Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
194The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
193Dhārṇā kē liē mukhya sār :
195Essence for dharna:
1941 ) savērē-savērē uṭhkar vichār sāgar manthan karnā hai .
196 1. Wake up early in the morning and churn the ocean of knowledge.
195Murlī paṛhkar us par chintan karkē dhāraṇ karnā hai .
197Read the murli, churn it and imbibe it.
196Avināśhī gyān ratnō̃ kā vyāpār karnā hai .
198Do the business of the imperishable jewels of knowledge.
1972 ) service kā bahut-bahut śhauk rakhnā hai .
199 2. Have a great interest in doing service.
198Śharīr par kōī bharōsā nahī̃ , isliē 21 janmō̃ key|kī kamāī abhī hī jamā karnī hai .
200There is no guarantee for your body. 201Therefore, accumulate your earnings for 21 births now.
Blessing
199Vardān : silence key|kī śhakti dvārā apnē register kō sāph karnē vālē lōkpriy , prabhū priya bhav
202Blessing: May you keep your register clean with the power of silence and be loved by God and divine family.
200Jaisē science nē aisī invention kī hai jō likhā huā sab miṭ jāē , mālūm na paṛē . 201Aisē āp silence key|kī śhakti sē apnē register kō rōz sāph karō tō prabhū priya vā daivī lōk priya ban jāyēṅgē .
203 Just as science has created an invention whereby whatever you have written can be erased so you can’t even tell something was written on it. 204In the same way, clean your register with the power of silence and you will be loved by God and the divine family.
202Sachchāī saphāī kō sabhī pasand kartē haĩ .
205Everyone loves honesty and cleanliness.
203Isliē ēk din K|kē kiyē huē vyarth saṅkalp vā vyarth karma key|kī dūsrē din līk bhī na rahē , bītī kō bītī kar fullstop lagā dō tō register sāph rahēgā aur sāhēb rāzī hō jāyēgā .
206This is why you must not let any wasteful thoughts or wasteful actions stay from one day to the next. 207Let the past be the past and put a full stop and your register will remain clean and the Lord will be pleased.
Slogan
204Slōgan : vyarth saṅkalp karnā vā dūsrō̃ K|kē vyarth saṅkalp chalānē kē nimitt bannā - yah bhī apavitratā hai .
208Slogan: To have wasteful thoughts or to be instrumental in creating wasteful thoughts in others is also impurity.
209*** Om Shanti ***