शुक्रवार 31 दिसंबर 2021 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

031-12-2021 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 31/12/21 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - sadā sukhī rahō , jitnā yād karē̃gē utnā sukh milēgā , yahī bāp tum bachchō̃ kō āśhīrvād dētē haĩ ' '

1Essence: Sweet children, remain constantly happy. 2The more you stay in remembrance, the more happiness you will receive. 3This is a blessing that the Father gives you.

Question

2Praśhna  : saṅgamyug par tum bachchē aisā kaun sā śhubh kārya kartē hō jō sārē kalp mē̃ nahī̃ hōtā  ?

4Question: What auspicious task do you children carry out at the confluence age that you don't do at any other time throughout the whole cycle?

Answer

3Uttar  : pavitra bannā aur banānā - sabsē śhubh kārya hai .

5Answer: To become pure and enable others to become pure is a most auspicious task. 6By becoming pure, you become the masters of the pure world.

4Pavitra bannē sē tum pavitra duniyā K|kē mālik ban jātē hō . 5Pavitra bannē key|kī yukti bāp nē batāī hai ki mīṭhē bachchē tum mujhē lav|love sē yād karō .

7The Father has shown you the way to become pure: Sweet children, remember Me with love!

6Dēhī-abhimānī banō .

8Become soul conscious!

7Aisī yukti sabkō sunātē rahō .

9Continue to tell everyone this method!

Song

8Gīt  : kisnē yah sab khēl rachāyā …

10Song: Who created this play and then hid Himself away?

Murli

9Ōm śhānti .

11Om shanti.

10Śhivbābā baiṭh karkē apnē bachchō̃ kō , sāligrāmō̃ kō samjhātē haĩ .

12Shiv Baba sits here and explains to His children, the saligrams.

11Śhivbābā kō tō sab jāntē hī haĩ .

13Everyone knows Shiv Baba.

12Yah bhī jāntē haĩ ki śhivbābā kō apnā śharīr nahī̃ hai .

14However, you also know that Shiv Baba doesn’t have a body of His own.

13Śhiv key|kī pratimā tō ēk hī hai .

15There is just one image of Shiva.

14Ismē̃ kōī fark nahī̃ ātā .

16It cannot be any different.

15Unkō dikhātē hī haĩ liṅg K|kē samān . 16Jaisē manuṣhya haĩ tō manuṣhya mē̃ kōī fark nahī̃ paṛ saktā . 17Āṅkh , nāk , kān sabkō dō haĩ .

17He is always portrayed as an oval form, in the same way that there cannot be any difference between human beings: they all have two eyes, two ears, a nose etc.

18Ātmā kōī chhipī huī chīz nahī̃ hai .

18The soul is not something unknown.

19Jaisē manuṣhyō̃ key|kī , dēvtāō̃ key|kī pūjā hōtī hai , vaisē ātmāō̃ aur paramātmā key|kī bhī pūjā hōtī hai .

19Just as human beings and deities are worshipped, so too, souls and the Supreme Soul are worshipped.

20Śhiv K|kē mandir mē̃ jāō tō ḍhēr chhōṭē-chhōṭē sāligrām rakhē huē haĩ , jinkī pūjā hōtī hai .

20When you go to a Shiva temple, you can see that there are so many little saligrams being worshipped.

21Manuṣhyō̃ kī dō prakār key|kī pūjā hōtī hai - ēk tō vikāriyō̃ key|kī , dūsrī nirvikāriyō̃ key|kī , uskō kahā jātā hai bhūt pūjā kyōṅki yahā̃ tō śharīr kōī kā bhī pavitra hai nahī̃ .

21Two types of human beings are worshipped: one is viceless and the other is vicious. 22That is called the worship of the elements.

225 tatvō̃ kā banā huā hai , miṭṭī kā banā huā but ( putlā ) hai .

23Why? 24Because, here, no one's body is pure; it is made of the five elements; it is a statue of clay.

23Mūrtiyā̃ banātē haĩ , tō bhī miṭṭī aur pānī milātē haĩ phir uskō sukhānē kē liē dhūp chāhiē .

25Even when they make idols, they use water and clay and then dry them with heat. 26Heat is also a form of fire.

24Dhūp bhī āg kā aṅśh hai , āgē dhūp sē āg jalātē thē .

27Previously, they would ignite a fire with the heat of the sun.

25Tō bachchō̃ kō yah patā hai ki nirākār key|kī bhī pūjā hōtī hai . 26Sākār dēvtāō̃ key|kī bhī hōtī hai , tō manuṣhyō̃ key|kī bhī pūjā hōtī hai .

28You children know that the incorporeal One is worshipped and that corporeal deities and human beings are also worshipped.

27Dēvtā haĩ pavitra , yahā̃ apavitr haĩ .

29Deities are pure, whereas human beings here are impure.

28Bākī pūjā tō bhūtō̃ ( 5 tatvō̃ ) key|kī hī hōtī hai .

30People just worship the five elements.

29Ātmā kyā chīz hai , yah manuṣhya nahī̃ jāntē .

31Human beings don't know what a soul is.

30Kahā jātā hai - realise your self .

32It is said: Realise yourself! 33Realise the soul!

31Ātmā kō realise karō .

34A soul is like a point.

32Ātmā hai bindī samān .

35Many have had visions of it.

33Kaīyō̃ nē sākṣhātkār bhī kiyā hai . 34Varṇan kartē haĩ chhōṭī see|sī|C light unsē nikal hamārē mē̃ pravēśh hō gaī .

36A disciple of a guru spoke about how a tiny light emerged from the guru’s body and merged into him.

35Achchhā issē phāydā tō kuchh bhī nahī̃ huā .

37However, there was no benefit through that.

36Nārad aur mīrā bhakti mē̃ tīkhē gāyē jātē haĩ .

38Narad and Meera are known to have been very firm devotees.

37Bhal sākṣhātkār hōtē haĩ parantu sīṛhī utarnī hōtī hai nā .

39Although they had visions, they still had to come down the ladder.

38Phāydā alpkāl kē liē hōtā hai .

40They only received temporary benefit.

39Abhī tum bachchē ātma-abhimānī banē hō .

41You children have now become soul conscious.

40Jāntē hō āgē ham dēh-abhimānī thē . 41Ab yah haĩ naī bātē̃ .

42You know that, previously, you were body conscious.

42Ātmā paṛh rahī hai .

43These are now new things.

43Yah tō ēkdam pakkā kar dēnā chāhiē , bābā hamkō paṛhātē haĩ .

44You souls are studying. 45Make it firm that Baba is teaching you.

44Yah tō pahlā pakkā niśhchay hō jāē .

46First and foremost, have this firm faith.

45Ātma-abhimānī bannā hai .

47Become soul conscious!

46Ādhākalp ātma-abhimānī bantē haĩ phir ādhākalp dēh-abhimānī bantē haĩ .

48You become soul conscious for half the cycle and then body conscious for half the cycle.

47Satyug mē̃ ātmā kō yah śhuddha abhimān nahī̃ hai ki ham paramātmā kō jāntē haĩ .

49In the golden age, souls do not have the pure pride of knowing God.

48Śhuddha abhimān aur aśhuddh abhimān hōtā hai nā .

50There is pure pride and impure pride.

49Kartavya bhī śhubh aur aśhubh hōtē haĩ .

51There are even pure and impure tasks.

50Kahā jātā hai śhubh kārya mē̃ dērī nahī̃ karnī chāhiē .

52It is said: You shouldn't delay in carrying out an auspicious task.

51Bāp kahtē haĩ maĩ tumkō kitnā achchhā banātā hū̃ .

53The Father says: I make you so good!

52Tum pavitra banō tō pavitra duniyā kā mālik banōgē .

54Become pure and you will become the masters of the pure world.

53In jaisā śhubh kārya kōī hō nahī̃ saktā .

55There cannot be any other task as auspicious as this one.

54Tum pāvan thē . 55Ab ghaṛī-ghaṛī bāp kahtē haĩ dēhī-abhimānī banō .

56You were pure and the Father now repeatedly tells you to become soul conscious.

56Apnē kō ātmā samajh bāp sē pūrā lav|love rakhnā hai .

57Consider yourselves to be souls and have full love for the Father.

57Ātmā kā sambandh hī ēk bāp sē hai .

58The soul has all relationships with the one Father.

58Vah baiṭh paṛhātē haĩ .

59He sits here and teaches you.

59Yah practical anubhav key|kī bāt hai .

60This is a matter of practical experience.

60Bēhad K|kē bāp sē ham bēhad svarg kā varsā lē rahē haĩ .

61We are claiming our inheritance of unlimited heaven from the unlimited Father.

61Bāp bhī kahtē haĩ hē mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ .

62The Father says: O sweetest children!

62Ātmāō̃ kō kahtē haĩ .

63He says this to you souls.

63Ātmā in kānō̃ sē suntī hai .

64The soul is listening with these ears.

64Tum samajhtē hō āj hamkō kaun mīṭhē-mīṭhē bachchē kah rahē haĩ  ?

65You understand who is calling you “sweetest children” today.

65Mīṭhē-mīṭhē bachchē . 66Bāp kā bachchō̃ par lav|love rahtā hai nā .

66A father loves his children and sustains them with a lot of happiness.

67Bahut khuśhī sē bachchō̃ key|kī pālnā kartē haĩ .

67That One, too, is the unlimited Father of the children.

68Yah bhī bachchō̃ kā bēhad kā bāp hai . 69Ātmā kahtī hai ham śharīr K|kē organs dvārā sunātā hū̃ .

68The soul (Shiv Baba) says: I am speaking through the organs of the body.

70Agyān kāl mē̃ bāp bachchō̃ kō kitnā lav|love kartē haĩ .

69On the path of ignorance, fathers love their children so much.

71Jāntē haĩ yah vāris hai , inhō̃ kō ham lāyak banātā hū̃ jissē bahut sukhī banē̃ . 72Achchhā varsā pāyē̃ .

70They know that they are their heirs. 71They make them worthy so that they become very happy and receive a good inheritance.

73Kahtē haĩ nā - bachchē jītē rahō , sukhī banō .

72It is said: Children, may you have a long life! 73May you remain happy!

74Āśhīrvād nikaltī rahēgī . 75Bachchā sadaiv sukhī hō .

74These blessings continue to emerge for children to remain constantly happy.

76Parantu vah tō sadā sukhī hō na sakē .

75However, they cannot remain constantly happy.

77Tum bachchē jāntē hō bābā hamkō āśhīrvād dē rahē haĩ - sadā sukhī rahō , mujhē yād karō .

76You children understand that Baba is giving you the blessing: May you remain constantly happy! 77Remember Me!

78Bāp kitnā pyār , prēm , namratā sē baiṭh samjhātē haĩ .

78The Father sits here and explains to you with so much love and humility.

79Bāp bachchō̃ kā servant hai nā .

79The Father is the Servant of you children.

80Kitnē bachchō̃ key|kī chākrī karnī hōtī hai .

80He has to look after so many children.

81Mā̃ mar jātī hai tō bāp kō sab kuchh bachchō̃ kā karnā paṛtā hai .

81When a mother dies, the father has to do everything for his children.

82Yah bāp kitnā bachchō̃ kō pyār sē samjhātē haĩ .

82This Father explains to you children with so much love!

83Apnē pairō̃ par khaṛā hōnā hai .

83You have to stand on your own feet.

84Hē ātmā tumkō bāp sē varsā lēnā hai .

84O souls, you have to claim your inheritance from the Father.

85Dēh kā bhān chhōṛ apnē kō ātmā samjhō - yah baṛā bhārī sabak ( pāṭh ) hai .

85Renounce body consciousness and consider yourselves to be souls. 86This is a very important lesson.

86Bachchē ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ .

87You children repeatedly forget this.

87Kahtē haĩ bābā kō yād karnā bhūl jātē haĩ .

88You say: We forget to remember Baba.

88Yād akṣhar baṛā sahaj hai .

89The word "remembrance" is very easy.

89Yōg vā nēṣhṭhā ādi yah śhāstrō̃ K|kē akṣhar haĩ .

90“Yoga” and “neshtha” (conducted meditation) are words that belong to the scriptures.

90Bāp kitnā sahaj batlātē haĩ sirph yād karō .

91The Father tells you such an easy thing: Simply remember Me!

91Bāp kō dēkhnē sē baṛī khuśhī hōnī chāhiē . 92Hamārē jaisā bābā duniyā mē̃ kisī kō nahī̃ miltā .

92When you see the Father you should experience great happiness because no one else in the world has a Baba like ours.

93Tum jāntē hō - ham ātmā patit banī thī . 94Ab bāp pāvan banātē haĩ , isliē pukārtē bhī haĩ hē patit-pāvan āō , ākar pāvan banāō .

93You know that you souls became impure and that the Father is now making you pure and this is why you called out: O Purifier, come and purify me!

95Bāp kō yād karnē K|kē sivāē aur kōī taklīph nahī̃ dētē haĩ .

94The Father doesn't give you any difficulty except to remember Him.

96Iskā nām hī hai sahaj yād , sahaj gyān .

95This is called easy remembrance and easy knowledge.

97Yah bhī bachchē samajh gayē haĩ . 98Bāp sat hai , chaitanya hai .

96You children also understand that the Father is the Truth and the Living Being.

99Unkī ātmā gyān kā sāgar hai , gyān key|kī authority hai .

97That one Soul is the Ocean of Knowledge, the Authority of Knowledge.

100Yahā̃ manuṣhyō̃ key|kī mahimā hōtī hai , phalānā śhāstrō̃ key|kī authority hai .

98Human beings here are praised as authorities of such-and-such a scripture.

101Yahā̃ bāp kahtē haĩ maĩ hī sabhī vēdō̃ śhāstrō̃ kō jāntā hū̃ , authority hū̃ .

99The Father says: I know all the Vedas and scriptures. 100I am the Authority of them.

102Bhakti mārg mē̃ chitra bhī dikhātē haĩ - viṣhṇu key|kī nābhī sē brahmā nikalā . 103Unkō phir śhāstra diyē haĩ .

101On the path of devotion they have a picture showing Brahma emerging from the navel of Vishnu and he has then been portrayed holding scriptures.

104Brahmā dvārā sab vēdō̃ śhāstrō̃ kā sār samjhātē haĩ .

102He (Shiva) explains to you the essence of all the Vedas and scriptures through Brahma.

105Bāp sabhī bātē̃ achchhī rīti baiṭh samjhātē haĩ .

103The Father sits here and explains everything to you very clearly.

106Ab brahmā tō hai sūkṣhma-vatan mē̃ . 107Bhagvān hō gayā mūlvatan mē̃ .

104That Brahma is in the subtle region and God is in the incorporeal world.

108Ab sūkṣhmavatan mē̃ kiskō gyān sunāyēṅgē .

105To whom would He speak knowledge in the subtle region?

109Jarūr yahā̃ ākar sunāyēṅgē nā .

106He would definitely have to come here to speak it.

110Yah baṛī samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

107These matters have to be understood.

111Brahmā dvārā sab śhāstrō̃ kā sār bhagvān kahā̃ sunāyēṅgē  ?

108Where would God speak the essence of all the Vedas and scriptures through Brahma?

112Sunānē key|kī bāt tō yahā̃ hōtī hai .

109The question of speaking anything only applies here.

113Abhī tum practical mē̃ jāntē hō - kaisē bhagvān ākar brahmā dvārā hamē̃ sunātē haĩ .

110You now understand how God comes in a practical way and speaks to you through Brahma.

114Bachchō̃ kō tō athāh khuśhī hōnī chāhiē .

111You children should have a lot of happiness.

115Manuṣhya 5-10 lākh kamātē haĩ , kitnā khuśhī hōtī hai .

112When someone earns half a million to a million, he has so much happiness!

116Yahā̃ bāp baiṭh tumhārā khajānā bhartē haĩ .

113The Father sits here and fills your treasure store.

117Kahtē haĩ mujhē yād karō tō tum sōnē jaisā ban jāyēṅgē .

114He says: Remember Me and you will become like gold.

118Yah bhārat sōnē key|kī chiṛiyā ban jāyēgā .

115This Bharat will become The Golden Sparrow.

119Jāntē hō bābā mūlvatan sē ākar brahmā dvārā hamkō śhāstrō̃ kā sār samjhā rahē haĩ .

116You know that Baba has come from the incorporeal world and is explaining the knowledge of all the scriptures to you through Brahma.

120Sab rāz samjhātē haĩ .

117He explains all the secrets to you.

121Us yōg , tap-dān-puṇya ādi sē mukti tō kōī nahī̃ pātā hai .

118No one attains liberation by having that yoga or by giving donations or doing tapasya, etc.

122Manuṣhya samajhtē haĩ in sab rāstō̃ sē ham mukti mē̃ jātē haĩ .

119People think that they will attain liberation through all those paths.

123Agar aisā hōtā tō phir patit-pāvan bāp kō ānē key|kī kyā darkār .

120If it were like that, what need would there be for the Purifier Father to come?

124Agar vah vāpis jānē kā rāstā hōtā tō kōī jātē nā .

121If those were the paths to return home, some would be able to go back home.

125Duniyā mē̃ manuṣhyō̃ key|kī anēk mat haĩ .

122People in the world have many opinions.

126Ab bachchō̃ kō bāp nē samjhāyā hai vāpis kōī bhī jā nahī̃ saktē .

123The Father has now explained to you children that no one can return home.

127Bāp kahtē haĩ - maĩ in dvārā sab vēdō̃ śhāstrō̃ kā sār samjhātā hū̃ .

124He says: I tell you the essence of all the Vedas and scriptures through this one.

128Isnē bhī bahut gurū kiyē haĩ , paṛhā likhā hai , bāp kahtē haĩ in sabkō bhūl jāō .

125This one has also had many gurus. 126He is educated. 127The Father says: Forget all of those!

129Patit-pāvan tō parampitā paramātmā kō hī kahē̃gē .

128Only the Supreme Father, the Supreme Soul, is called the Purifier.

130Vah manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp , vr̥ikṣhapati chaitanya hai .

129He is the Seed of the Human World, the Seed of the Tree and the Sentient Being.

131Ātmāyē̃ sab chaitanya haĩ .

130All souls are sentient beings.

132Tum jāntē hō ham mūlvatan mē̃ jākar phir āyēṅgē part bajānē .

131You know that you will go to the incorporeal world and then come down here to play your parts.

133Ādhākalp sukh kā part bajāyēṅgē .

132You will play parts of happiness for half the cycle.

134Sārā madār paṛhāī par hai , jitnā paṛhē̃gē utnā ūñch pad pāyēṅgē .

133Everything depends on how much you study: the more you study, the higher the status you will claim.

135Yah paṛhāī bahut ūñchī hai .

134This study is very elevated.

136Aim object hī hai nar sē nārāyaṇ , manuṣhya sē dēvtā bannē key|kī .

135The aim and objective is to become Narayan from an ordinary human, to change from a human into a deity.

137Jab ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm hai tab kōī hiṅsā hōtī nahī̃ .

136At the time when it is the original, eternal deity religion, there is no violence.

138Vahā̃ vikār key|kī bāt hōtī nahī̃ . 139Na kōī laṛāī-jhagṛā hōtā hai .

137There is no question of vice there, nor is there any battling or quarrelling.

140Abhī tum samjhātē hō ki jab anēk dharm haĩ tō bhāṣhāyē̃ bhī anēk haĩ .

138You now explain that, since there are now innumerable religions, there are also innumerable languages.

141Sabkī ēk bhāṣhā hō nahī̃ saktī .

139Not everyone can have the same language.

142Ab advait dharm tumhārā sthāpan hō rahā hai .

140Your undivided religion is now being established.

143Advait vā dēvtā ēk akṣhar hō jātā hai .

141The words “undivided” and “deities” become synonymous.

144Abhī tum dēvtā dharm K|kē ban rahē hō .

142You are now becoming those who belong to the deity religion.

145Gīt bhī hai nā - bābā ham āpsē 21 janmō̃ kē liē sārē viśhva kī bādśhāhī lētē haĩ .

143There is the song: “Baba, I am claiming from You the sovereignty of the whole world for 21 births.”

146Vahā̃ aisē kōī nahī̃ kahē̃gē ki yah hamārī space hai , yahā̃ sē tum pās|pass na karō .

144There, no one would say: This is my space and so you cannot pass through here.

147Yahā̃ tō ēk dūsrē kō ḍarātē rahtē haĩ .

145Here, they continue to cause fear in one another.

148Baiṭhē-baiṭhē laṛnē-jhagaṛnē kā bhūt ā baiṭhā hai .

146For no reason, the evil spirit of fighting and quarrelling emerges.

149Tum bachchē jāntē hō ham śhrīmat par apnī rājdhānī sthāpan kar rahē haĩ .

147You children know that you are establishing your own kingdom by following shrimat.

150Ham viśhva K|kē mālik bantē haĩ .

148We are becoming the masters of the world.

151Ham hōṅgē bhārat mē̃ hī . 152Dēhlī K|kē ās-pās hī nadiyō̃ par hōṅgē .

149We will only exist in Bharat, by the rivers around Delhi.

153Vahā̃ sadaiv bahārī mausam hōtī hai , sab sukhī rahtē haĩ .

150There, it will always be Spring. 151Everyone remains very happy there.

154Prakr̥iti bhī satōpradhān hōtī hai nā .

152Even the elements are satopradhan.

155Tum samajh saktē hō ham kaisē daivī rājya sthāpan kar rahē haĩ phir sē .

153You can understand how you are once again establishing your deity kingdom.

156Tō bachchō̃ kō bāp kī yād mē̃ baṛā khuśhī mē̃ rahnā chāhiē .

154Therefore, you children should remain very happy in remembrance of the Father.

157Nirantar yād karō aur kōī taklīph nahī̃ dī|the jātī , ismē̃ hī mēhnat hai .

155Constantly stay in remembrance. 156Baba doesn’t give you any other difficulty.

158Ghaṛī-ghaṛī bāp kī yād bhūl jātī hai .

157Only for this is effort required.

159Dēh-abhimān mē̃ ānē sē ulṭā kām kar lētē haĩ .

158You repeatedly forget to remember the Father.

160Pahlā vikār hai hī dēh-abhimān kā .

159When you become body conscious, everything you do is wrong.

161Yah tumhārā baṛā duśhman hai .

160The first vice is body consciousness.

162Dēhī-abhimānī na hōnē K|kē kāraṇ phir kām ādi vikār ḍas lētē haĩ .

161That is your great enemy. 162When you don't remain soul conscious you are bitten by the vice of lust.

163Bachchē bhī samajhtē haĩ mañjil ūñchī hai .

163You children understand that the destination is very high.

164Pavitra bhī rahnā hai .

164You also have to remain pure.

165Tum hō sachchē-sachchē brāhmaṇ .

165You are true Brahmins.

166Karōṛō̃ kō bhū̃-bhū̃ kartē rahō .

166Continue to buzz this knowledge to millions of people.

167Kachhuē kā misāl bhī yahā̃ tumsē lagtā hai .

167The example of the tortoise also refers to you here.

168Bāp samjhātē haĩ - bhal tum apnā kām kāj ādi karō , office mē̃ baiṭhō , dēkhō kōī grāhak nahī̃ hai tō yād mē̃ baiṭh jāō .

168The Father explains: Carry on with your business, your office, etc. but, when you don't have any customers, sit down and have remembrance.

169Sāth mē̃ chitra rakhē hō̃ .

169Also keep the pictures with you.

170Phir tumkō ādat paṛ jāyēgī . 171Ham bābā key|kī yād mē̃ baiṭh jātē haĩ .

170You will then develop that habit: I am now sitting in remembrance of Baba.

172Yuktiyā̃ tō bābā anēk prakār key|kī batlātē haĩ .

171Baba shows you many different methods.

173Bhakti mārg mē̃ chitra kō yād kartē haĩ .

172On the path of devotion, they remember images.

174Yahā̃ yah hai phir vichitr key|kī yād .

173Here, you remember the One without an image.

175Yah naī bāt hai nā .

174This is something new.

176Apnē kō ātmā samajh aur bāp kō yād karō .

175Consider yourselves to be souls and remember the Father!

177Naī bāt hōnē kāraṇ mēhnat lagtī hai .

176Because this is a new thing, it takes effort.

178Ismē̃ practice karnī hōtī hai .

177You have to practise this.

179Gyān tō mil gayā hai .

178You have already received knowledge.

180Yah bhī samjhāyā hai viṣhṇu sē brahmā kaisē bantē haĩ .

179It has also been explained to you how Vishnu becomes Brahma.

181Viṣhṇu arthāt lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē 84 janmō̃ kē bād vahī brahmā-sarasvatī bantē haĩ .

180Vishnu, that is, Lakshmi and Narayan, become Brahma and Saraswati after 84 births.

182Yah bātē̃ aur kōī śhāstrō̃ mē̃ nahī̃ haĩ .

181These things are not mentioned in any scriptures.

183Aisē nahī̃ ki viṣhṇu key|kī nābhī sē kōī brahmā nikaltā hai .

182It isn't that Brahma emerges from the navel of Vishnu.

184Bāp kahtē haĩ - maĩ tum bachchō̃ kō svadarśhan chakradhārī banātā hū̃ .

183The Father says: I make you children into spinners of the discus of self-realisation.

185Uskā arth|earth bhī tum jāntē hō .

184You understand the meaning of that.

186Yah tumhārē akṣhar hī aisē gupta haĩ jō kōī copy kar na sakē .

185Your words are so incognito that others cannot copy them.

187Ājkal copy bhī kartē haĩ nā .

186Nowadays, everyone copies one another.

188Saphēd pōśhdhārī bhī bahut bantē haĩ , rīs kartē haĩ .

187Many dress in white clothes and they compete with you.

189Ismē̃ kōī copy kar na sakē̃ .

188No one can copy you in this.

190Abhī tum bachchē samajhtē hō jō ham bābā sē rōz sammukh baiṭh suntē haĩ . 191Bāhar mē̃ bhī bachchē samajhtē hōṅgē - madhuban mē̃ śhivbābā brahmā dvārā murlī chalātē haĩ .

189You children now understand that you personally sit in front of Baba every day and listen to Him, and the children outside also understand that Shiv Baba is conducting the murli through Brahma Baba in Madhuban.

192Ātmā hī bāp kō yād kartī hai .

190You souls remember the Father.

193Yād sē vikarma vināśh hōṅgē kyōṅki jab sē vikārī banē haĩ , pāp kartē hī āyē haĩ tō janma-janmāntar kā sir par bōjhā hai .

191Your sins will be absolved by having remembrance. 192Since you became vicious and continued to commit sin, you have been accumulating a huge burden of the sins of many births on your heads.

194Tamōpradhān bantē jātē haĩ .

193You have continued to become tamopradhan.

195Tamōpradhān bannē mē̃ ādhākalp lagā hai .

194It has taken you half the cycle to become tamopradhan.

196Satō rajō tamō bantē ātmā mailī hōtī hai nā - khād paṛnē sē .

195Souls become dirty when alloy is mixed into them. 196Souls go through the stages of sato, rajo and tamo.

197Vah khād jarūr nikālnī chāhiē .

197That alloy definitely has to be removed.

198Nahī̃ tō bāp kī yād K|kē sivāē ātmā uṛ nahī̃ saktī .

198Without having remembrance of the Father, souls cannot fly.

199Māyā rāvaṇ sabkē paṅkh kāṭ dētī hai .

199Maya, Ravan, has cut off everyone's wings.

200Yah bhī samajh key|kī bāt hai .

200This too is something that has to be understood.

201Mōkṣh ādi tō kiskō bhī miltā hī nahī̃ .

201No one receives eternal liberation, etc.

202Bulātē haĩ ham patitō̃ kō ākar pāvan banāō .

202You call out: Come and purify us impure ones!

203Bas ismē̃ aur kōī bāt hī nahī̃ .

203There is nothing else to this.

204Bāp śhikṣhā dētē haĩ tum tamōpradhān sē satōpradhān kaisē banē̃gē .

204The Father teaches you how to become satopradhan from tamopradhan.

205Bachchō̃ kō likhtē bhī rahtē haĩ . 206Bachchē tum bāp kō bhūlnē sē tamōpradhān banē hō .

205He continues to write to children: Children, because you forgot the Father you have become tamopradhan.

207Ab bāp kō yād karō tō satōpradhān banē̃gē .

206Now remember the Father and you will become satopradhan.

208Satōpradhān viśhva kā mālik bannē kē liē bāp kō yād karō .

207In order to become the masters of the satopradhan world, remember the Father.

209Tumhārī ātmā mē̃ 84 janmō̃ kā gyān hai .

208You souls have the knowledge of 84 births.

21084 kā chakra pūrā kiyā hai .

209You have completed the cycle of 84 births.

211Ātmā mē̃ kitnā bhārī part bharā huā hai .

210The soul has such an important part.

212Yah wonder lagtā hai . 213Itnī chhōṭī ātmā mē̃ kitnā part bharā huā hai .

211It is a wonder that such a tiny soul has such a huge recorded part!

214Ātmā kahtī hai ham 84 janma lētē haĩ .

212The soul says: I take 84 births.

215Yah bhī abhī tumkō samajh milī hai .

213You receive this understanding at this time.

216Manuṣhya tō kuchh bhī nahī̃ jāntē haĩ .

214Human beings don't know anything at all.

217Bāp abhī samjhā rahē haĩ - tum ātmāyē̃ 84 janm bhōgtī hō .

215The Father now explains to you souls how you take 84 births.

218Ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī hō .

216You shed a body and take another.

219Punarjanma lētē-lētē sīṛhī nīchē utartē āyē haĩ .

217While taking rebirth you continue to come down the ladder.

220Ab phir satōpradhān bankar rājya karnā hai tō kitnī khuśhī hōnī chāhiē .

218You are now becoming satopradhan and will then rule the kingdom. 219Therefore, you should experience so much happiness!

221Bābā hamkō bēhad kā varsā kalp-kalp dētē hī haĩ .

220Baba gives us the unlimited inheritance cycle after cycle.

222Tum bachchō̃ kō ab pahchān milī hai .

221You children have now received this recognition.

223Tum jāntē hō ham mālā K|kē dānē bantē haĩ jō phir number-vār rājya karē̃gē .

222You know that you are becoming beads of the rosary and that you will then rule the kingdom, numberwise.

224Vahā̃ K|kē rājdhānī key|kī jō rasam-rivāj hōgī vahī phir repeat hōgī .

223Whatever the customs and systems of that kingdom are, they will repeat.

225Unkē liē phāltū khyālāt karnē key|kī darkār hī nahī̃ hai .

224You mustn't have waste thoughts about how this or that will happen.

226Yah kaisē hōgā , kyā hōgā . 227Jaisē rājya kiyā hōgā vaisē karē̃gē .

225You will rule the kingdom as you ruled it in the past.

228Vah sākṣhī hō dēkhnā hai .

226Just continue to watch as detached observers.

229Chintan karnē key|kī darkār nahī̃ ki kyā hōgā .

227There is no need to think about what will happen.

230Achchhā  !

228Achcha.

231Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

229To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

232Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

230The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

233Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

231Essence for dharna:

2341 ) śhubh kārya mē̃ dērī nahī̃ karnī hai .

232 1. Don't delay in carrying out an auspicious task.

235Pavitra ban bāp sē pūrā varsā lēnā hai .

233Become pure and claim your full inheritance from the Father.

236Apnē kō lāyak banākar apnē pairō̃ par khaṛā hōnā hai .

234Make yourself worthy and stand on your own feet.

237Ēk bāp sē pūrā lav|love rakhnā hai .

235Have full love for the one Father.

2382 ) kām-kāj kartē , ēk vichitr bāp kō yād karnā hai .

236 2. While doing everything, remember the one Father without an image.

239Kōī bhī vyarth khyālāt nahī̃ karnē haĩ .

237Don't have waste thoughts!

240Satōpradhān bannā hai .

238Become satopradhan!

241Apār khuśhī mē̃ rahnā hai .

239Maintain unlimited happiness!

Blessing

242Vardān  : śhrēṣhṭh mat K|kē ādhār par māyāvī saṅgdōṣh sē parē rahnē vālē śhakti svarūp bhav

240Blessing: May you become an embodiment of power and stay beyond any influence of the company of Maya on the basis of following elevated directions.

243Bachchō̃ key|kī ēk complain rahtī hai ki sambandhī nahī̃ suntē , saṅg achchhā nahī̃ hai , is kāraṇ śhaktiśhālī nahī̃ ban saktē .

241 There is a complaint from the children, which is that their relatives do not listen to them, they do not have good company and, because of this, they cannot become powerful.

244Lēkin śhrēṣhṭh mat K|kē ādhār par gyān svarūp , śhakti svarūp K|kē vardānī ban apnī sthiti kō achal banāō .

242However, you are blessed as being an embodiment of knowledge and an embodiment of power. 243Therefore, make your stage unshakeable on the basis of following elevated directions.

245Sākṣhī hōkar har ēk kā part dēkhō .

244Observe each one’s part as a detached observer.

246Apnē satōguṇī part mē̃ sthit rahō .

245Remain stable playing your satoguni part.

247Sadā bāp K|kē saṅg mē̃ rahō tō tamōguṇī ātmā K|kē saṅg K|kē raṅg kā prabhāv paṛ nahī̃ saktā .

246Constantly stay in the Father’s company and you will not be coloured by any colour of the company of tamoguni souls.

Slogan

248Slōgan  : karmayōgī vah hai jō karma K|kē kalpa vr̥ikṣha kī ḍālī par baiṭh karma kartē bhī uparām sthiti mē̃ rahē .

247Slogan: A karma yogi is one who acts while seated on a branch of the kalpa tree of actions while staying in the stage of being beyond.

248*** Om Shanti ***