गुरुवार 6 जनवरी 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
006-01-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 06/01/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
1 « mīṭhē bachchē - dēh-abhimān mē̃ ānē sē hī vikarma bantē haĩ , isliē pratigyā karō aur sab saṅg tōṛ ēk saṅg jōṛē̃gē
1Essence: Sweet children, sins are performed when you become body conscious.
2Praśhna : kaun sā khēl natural hai lēkin manuṣhya usē godly act samajhtē haĩ ?
2Therefore, promise you will break away from everyone else and forge all relationships with One.
3Uttar : drama mē̃ yah jō natural calamities ātī haĩ , vināśh K|kē samay ēk hī samudra key|kī lahar mē̃ sab khaṇḍ ṭāpū ādi khatm hō jātē haĩ , jiskā rehearsal abhī bhī hōtā rahtā hai , yah sab natural khēl hai .
3Question: What natural scenes do people consider to be acts of God? 4Answer: The natural calamities that come in the drama.
4Isē manuṣhya godly act kah dētē haĩ . 5Parantu bābā kahtē maĩ kōī direction nahī̃ dētā hū̃ , yah sab drama mē̃ nūndh hai .
5At the time of destruction, just one wave of an ocean will wipe away all the lands and islands. 6Rehearsals for this continue to take place at this time.
6Gīt : kaun āyā mērē man K|kē dvārē …
7All of those are natural scenes. 8People say that they are acts of God, but Baba says: I don’t give directions for those. 9All of those are fixed in the drama. 10Song: Who came to the door of my mind with the sound of ankle bells?
7Ōm śhānti .
11Om shanti.
8Kaun āyā arthāt kiskī yād I|āī|eye ?
12“Who came?” means whom did you remember?
9Aisē nahī̃ ki ākar dil mē̃ baiṭh gayā phir tō sarvavyāpī hō jāē . 10Nahī̃ , kaun āyā mērī yād mē̃ ?
13It isn't that someone came and sat in your heart. 14That would mean He is omnipresent; no, who came into my remembrance?
11Akālmūrt . 12Jiskō kāl khā na sakē .
15The Immortal Image is the One who cannot be eaten by death.
13Sikkh lōgō̃ kē pās akāltakht bhī hai .
16The Sikhs have the immortal throne.
14Unkē pās|pass akālī lōg bhī haĩ .
17They have the Akali people (caste of Sikhs).
15Vō lōg khud nahī̃ samajhtē ki sikkh dharm pravr̥itti mārg kā dharm hai .
18Those people don't understand that their Sikh religion is a religion of the family path.
16Ēk hī ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm prāyaḥ lōp hai .
19Only the one original eternal deity religion has disappeared.
17Dūsrā hai sannyās dharm , nivr̥itti mārg kā .
20Another religion is that of renunciation, the path of isolation.
18Gharbār chhōṛ had kā sannyās kar pavitra bantē haĩ .
21They leave their homes and families, take up limited renunciation and stay pure.
19Jaṅgal mē̃ tō jarūr pavitra hī rahtē hōṅgē .
22They would definitely stay pure in the forests.
20Har ēk dharm key|kī rasamrivāj alag hai . 21Śhikṣhā bhī alag hai .
23The customs and systems of all religions are different; their teachings are also different.
22Vah hai nivr̥itti mārg kā dharm , unkō follow karnē vālē kō bhī gharbār chhōṛ kaphnī pahannī paṛē .
24That is the religion of the path of isolation: those who follow them should also have to leave their homes and wear saffron clothes.
23Phir bhal vō lōg kahtē haĩ ghar gr̥ihastha mē̃ rahtē bhī gyān pā saktē hō parantu vah kōī gyān nahī̃ .
25Although those people say they can attain knowledge while living at home, neither is that knowledge, nor can the sannyasis make them do that.
24Na sannyāsī aisē karā saktē haĩ .
26In fact, a guru is one who grants salvation.
25Vāstav mē̃ gurū vah jō sadgati dēnē vālā hō .
27There is only One who can do that. 28Guru Nanak too gave teachings.
26Vah tō ēk hī hai . 27Gurūnānak nē bhī śhikṣhā dī hai .
29He also praised the Supreme Soul: The incorporeal One, the Immortal Image.
28Vah bhī paramātmā key|kī hī mahimā kartē haĩ . 29Ēkōaṅkār , akālmūrt , tumkō ab us akālmūrt arthāt parampitā paramātmā key|kī hī yād hai .
30You now have remembrance of that Immortal Image, the Supreme Father, the Supreme Soul. 31They sing the praise: The Immortal Image is beyond rebirth. 32The Lord Himself is the Creator.
30Mahimā kartē haĩ , akālmūrt , ayōni hai . 31Svayambhū arthāt rachtā hai . 32Nirbhay , nirvair , akālmūrt . . . satgurū prasād , jap sāhēb ādi yah mahimā hai - parampitā paramātmā key|kī .
33The Fearless One who has no animosity, the Immortal Image, the Satguru Prasad, Jap Saheb (chant the name of One) are all praise of the Supreme Father, the Supreme Soul. 34(Different forms of praise mentioned in the Sikh scriptures.)
33Akālmūrt kō hī māntē haĩ .
35They believe in the Immortal Image.
34Vahī batātē haĩ satyug ādi sat , hōsī bhī sat , phir yah bhī kahtē haĩ mūt palītī . . . patit-pāvan mānā hī mūt palītī kapaṛ dhōē , sāph kartē haĩ tab unkī mahimā gātē haĩ .
36He tells you that the golden age is the truth (it exists). 37Whatever is to happen is the truth. 38Then they also say that He washed the dirty impure clothes.
35Phir kahtē haĩ aśhaṅkh chōr harām khōr .
39The Purifier means He washes the dirty clothes.
36Yah bhī is samay key|kī hī mahimā hai .
40He cleans them and this is why He is praised.
37Phir nānak kahē nīñch vichār kar . . . phir unkē ūpar balihār jātē haĩ .
41Then they refer to human beings of this time as thieves and orphans. 42This is also remembered of this time.
38Jarūr jab vah āyā tab tō balihār jātē haĩ .
43Then Nanak says: Just think about this, o degraded one!
39Bābā kahtē maĩ ahilyāō̃ , gaṇikāō̃ , sādhuō̃ kā bhī uddhār karnē ātā hū̃ .
44They then sacrifice themselves to Him. 45They must definitely have sacrificed themselves when He came.
40Tō jarūr sab patit ṭhaharē . 41Ab yah hai bēhad key|kī bāt tō jarūr bēhad kā mālik hī ākar samjhāyēṅgē .
46Baba says: I come to uplift those with stone intellects, ones without virtues, the sages etc.
42Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar bhī mērī rachnā hai .
47Therefore, definitely all are impure.
43Brahmā dvārā ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā , śhaṅkar dvārā anēk dharmō kā vināśh .
48This is a matter of the unlimited and so the Master of the Unlimited would definitely come and explain. 49Brahma, Vishnu and Shankar are also My creation.
44Dūsrē jō ātē haĩ sirph apnē dharm key|kī sthāpanā kartē haĩ .
50The original eternal deity religion is established through Brahma.
45Aisē nahī̃ ki vō gurū lōg sadgati dātā haĩ .
51The innumerable religions are destroyed through Shankar.
46Sadgati kiskī karē̃gē ? 47Unkī vaṅśhāvalī key|kī hī pūrī vr̥iddhi nahī̃ huī hai tō sadgati kaisē karē̃gē .
52All the others who come simply establish their own religion. 53Those gurus are not bestowers of salvation. 54To whom would they grant salvation?
48Bāp kahtē haĩ maĩ ākar ādi sanātan dharm key|kī sthāpanā aur adharmō kā vināśh karātā hū̃ . 49Is samay sab tamōpradhān pāp ātmā ban gayē haĩ .
55Their own dynasty hasn't grown fully and so how could they grant salvation? 56The Father says: I come and establish the original eternal deity religion and inspire the destruction of all irreligiousness.
50Manuṣhya jō is bēhad drama K|kē pārṭdhārī haĩ , unhō̃ kō mālūm hōnā chāhiē ki sr̥iṣhṭi chakra kaisē phirtā hai .
57At this time, all have become tamopradhan, sinful souls. 58Human beings who are actors of this unlimited drama should know how this world cycle turns.
51Bāp ākar ham bachchō̃ kō trikāldarśhī banātē haĩ .
59The Father comes and makes us children trikaldarshi.
52Yah bhī samajhtē haĩ jarūr bāp ākar svarg , sachkhaṇḍ key|kī sthāpanā karē̃gē aur jhūṭh khaṇḍ kā vināśh karē̃gē .
60You also understand that the Father definitely comes and establishes heaven, the land of truth, and destroys the land of falsehood.
53Sachkhaṇḍ key|kī sthāpanā karnē vālā sachchā ṭhaharā|ṭhahrā nā .
61The One who establishes the land of truth is the Truth.
54Yah sab bātē̃ bābā hī samjhātē haĩ .
62Only Baba explains all of these things.
55Sabhī tō dhāraṇ kar nahī̃ saktē kyōṅki dēh-abhimān bahut hai .
63Not everyone can imbibe all of these things because they have a lot of body consciousness.
56Jitnā dēhī-abhimānī hōṅgē , apnē kō ātmā aśharīrī samajhē̃gē , bābā kō yād karē̃gē tō dhārṇā hōgī .
64The more soul conscious you become and consider yourselves to be bodiless souls and remember Baba, the more you will be able to imbibe.
57Dēh-abhimānī kō dhārṇā nahī̃ hōgī .
65Those who are body conscious are unable to imbibe.
58Yōg sē hī ātmā K|kē pāp dagdha hōtē haĩ .
66Only by having yoga are the sins of you souls will burnt away.
59Din mē̃ tō dēh-abhimān rahtā hai . 60Tō dēhī-abhimānī bannē key|kī practice kab karnī chāhiē ?
67During the day, there is body consciousness, and so when should you practise being soul conscious?
61Bāp kahtē haĩ nīnd kō jītnē vālā banō .
68The Father says: Become conquerors of sleep.
62Bāp kitnī achchhī points samjhātē haĩ . 63Parantu kaī aisē bhī bachchē haĩ jō murlī suntē hī nahī̃ .
69The Father explains so many good points but there are some children who don't even listen to the murli.
64Paṛhāī tō mukhya hai . 65Kaisē bhī karkē murlī paṛhnī chāhiē .
70To study is the main thing: you must definitely study the murli in whatever way you can.
66Parantu aisē bhī nahī̃ vikārō̃ mē̃ girtē rahē̃ aur murlī māṅgtē rahē̃ .
71However, it shouldn't be that you continue to indulge in vice and also ask for murlis.
67Jab tak guarantee na karē̃ murlī nahī̃ bhējnī chāhiē .
72Until they guarantee this, murlis mustn't be sent to them.
68Jō murlī nahī̃ paṛhtē tō unkī gati kyā hōgī .
73What will become the state of those who don't study the murli?
69Achchhē-achchhē bachchē bhī murlī nahī̃ paṛhtē , naśhā chaṛh jātā hai .
74Even good children don't study the murli. 75They become intoxicated (wrongly).
70Nahī̃ tō ēk din bhī murlī miss nahī̃ karnī chāhiē .
76Otherwise, the murli should not be missed for a single day.
71Dhārṇā nahī̃ hōtī hai tō samajhnā chāhiē dēh-abhimān hai .
77If someone is unable to imbibe, it should be understood that there is body consciousness.
72Vah ūñch pad pā nahī̃ sakē̃gē .
78Such ones won't be able to claim a high status.
73Bābā achchhī rīti samjhātē haĩ , bachchō̃ kō bhī samjhānā paṛē .
79Baba explains very well and you children also have to explain to others.
74Bābā tō bāhar jā na sakē̃ .
80Baba cannot go outside.
75Bābā bachchō̃ kē āgē hī samjhātē haĩ .
81Baba explains in front of just you children.
76Yah baṛī mama bhī hai gupta .
82This senior Mama is incognito.
77Śhaktiyā̃ bāhar jā saktī haĩ .
83Shaktis can go outside.
78Conference hōtī hai , unmē̃ ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm kā tō kōī pratinidhi hai nahī .
84When conferences take place, there is no representative of the original eternal deity religion.
79Yah bhī point samjhānī hai .
85This point also has to be explained.
80Aur jō bhī dharm pitā ātē haĩ vah sirph dharm sthāpan karnē ātē haĩ , na ki adharmō̃ kā vināśh karnē .
86All the other fathers of religions that come simply come to establish a religion and not to destroy irreligiousness.
81Sat dharm key|kī sthāpanā , anēk adharmō̃ kā vināśh saṅgam par hī hōtā hai .
87Establishment of the religion of truth and the destruction of all irreligiousness only takes place at the confluence age.
82Jab utartī kalā hō jātī hai tab bāp ātē haĩ .
88The Father comes when it is the stage of descent.
83Chaṛhtī kalā tō ēk hī bār hōtī hai .
89The stage of ascent only comes once.
84Is par ēk śhlōk bhī hai - chhōṭēpan mē̃ paṛhā thā .
90There is also a verse about this. 91Baba read it in his childhood.
85Gurūnānak nē kahā hai - sab nindak hai , jhūṭhē haĩ .
92Guru Nanak said: All are those who defame God; all are false.
86Kōī bhī pavitra nahī̃ rahtē .
93Not a single person remains pure.
87Sikkh dharm mē̃ akālī hōtē haĩ jinkē ūpar kālā chakra bhī dikhātē haĩ .
94In the Sikh religion, they have the Akali caste who are shown with a black circle on their heads.
88Yah hai svadarśhan chakra . 89Yah bhī pavitratā key|kī niśhānī hai .
95That is the discus of self-realisation; it is a symbol of purity.
90Kaṅgan bhī bāndhtē haĩ - dōnō̃ pavitratā key|kī niśhānī haĩ .
96They also wear a bracelet and both of those are symbols of purity.
91Parantu vō lōg iskā arth|earth nahī̃ samajhtē haĩ , na pavitra rahtē haĩ .
97Neither do they understand the meaning of them nor do they remain pure.
92Janēū bhī pavitratā key|kī niśhānī hai .
98The sacred thread is also a symbol of purity.
93Ājkal tō sab kuchh uṛā diyā hai .
99Nowadays, they have removed all of them.
94Brāhmaṇ kul hai uttam , usmē̃ phir baṛī chōṭī rakhtē haĩ .
100The brahmin caste is the most elevated and they keep a long topknot.
95Parantu pāvan tō kōī bantē nahī̃ .
101However, none of them stays pure.
96Patit-pāvan ēk hī paramātmā ākar sabkō pāvan banātē haĩ .
102Only the one Supreme Father, the Supreme Soul, comes and purifies everyone.
97Aisē nahī̃ buddha , Christ ādi bhī kōī patit-pāvan thē .
103It isn't that Buddha and Christ were purifiers; no.
98Nahī̃ , gurū tō duniyā mē̃ anēk haĩ , sikhlānē vālē , paṛhānē vālē . 99Bākī sarv kā sadgati dātā patit-pāvan ēk hī hai .
104There are many gurus in the world who teach and educate you, but the Bestower of Salvation for All, the Purifier, is only One.
100Sabkō pāvan banākar sāth mē̃ lē jānē kē liē maĩ hī ātā hū̃ .
105I alone come to purify everyone and take you all back with Me.
101Gyān sāgar kē sāth madadgār tum gyān gaṅgāyē̃ bhī hō .
106Together with the Ocean of Knowledge, there are you Ganges of knowledge who are also His helpers.
102Gaṅgā nadī par bhī dēvī kā chitra rakh diyā hai .
107They have even placed images of goddesses at the River Ganges.
103Ab vāstav mē̃ gyān gaṅgāyē̃ tum hō . 104Parantu tumhārī ab pūjā nahī̃ hōtī kyōṅki tum ab lāyak ban rahē hō .
108In fact, you are the Ganges of knowledge, but you cannot be worshipped at this time because you are now becoming worthy.
105Pujārī sē pūjya ban rahē hō phir tumhārā pujārīpanā khatm hō jāyēgā .
109From being worshippers, you are becoming worthy of worship and you will then stop being worshippers.
106Yah rāz samjhātē haĩ parantu kōī key|kī buddhi mē̃ nahī̃ baiṭhtā hai .
110The significance of this is explained but it doesn't sit in anyone's intellect.
107Kadam-kadam bābā key|kī śhrīmat par chalnā hai .
111Follow Baba's shrimat at every step.
108Dēh-abhimān chhōṛtē rahō .
112Continue to renounce body consciousness.
109Yah sab mitr sambandhī ādi khatm hōnē vālē haĩ .
113All of those friends and relatives etc. are to be destroyed.
110Ham sab chalē jāyēṅgē . 111Parantu duniyā tō rahēgī nā .
114All of us will go back home, but the world will still remain.
112Bāp kahtē haĩ maĩ naī sr̥iṣhṭi kā rachayitā hū̃ , parantu maĩ āūṅgā tō patit duniyā mē̃ nā , tab tō mujhē patit-pāvan kahtē haĩ tō jarūr patit duniyā hōgī .
115The Father says: I am the Creator of the new world, but I still have to come into the old world which is why I am called the Purifier. 116Therefore, the world must surely be impure.
113Pāvan duniyā mē̃ tō patit hōṅgē nahī̃ .
117There won't be anyone impure in the pure world.
114Paramātmā kō heaven sthāpan karnā hai isliē unkō heavenly god father kahtē haĩ .
118God has to establish heaven and this is why He is called Heavenly God, the Father.
115Christ heaven nahī̃ sthāpan kartē .
119Christ does not establish heaven.
116Hā̃ , us samay jō ātmāē̃ ūpar sē ātī haĩ vah satōpradhān haĩ , bākī aur kōī bhī patit sē pāvan nahī̃ banātē .
120Yes, all the souls that come from up above at that time are satopradhan, but no one else can make impure ones pure.
117Tum bachchō̃ kō abhī aisā kōī vikarma nahī̃ karnā chāhiē jō patit kahā jāē .
121You children must not commit any sins now that would cause you to be called impure.
118Dēh-abhimān sē hī vikarma bantē haĩ .
122Sins are committed out of body consciousness.
119Tum guarantee kartē hō ki aur saṅg tōṛ ēk saṅg jōṛē̃gē .
123You guarantee that you will break away from everyone else and connect yourselves to the One.
120Ab tum pratigyā pūrī karō .
124Now fulfil that promise. 125Otherwise, there will be punishment.
121Nahī̃ tō daṇḍ khāyēṅgē . 122Granth mē̃ bhī hai chaṛhtī kalā tērē bhānē sarv kā bhalā .
126It is also mentioned in the Granth (Sikh scripture): Due to the stage of ascent, there is benefit for everyone.
123Akṣhar achchhē haĩ parantu jō kuchh paṛhē haĩ unkō tō bhūlnā paṛtā hai .
127These terms are very good, but whatever you had studied has to be forgotten.
124Bābā kō tō bachchō̃ K|kē nām bhī pūrē yād nahī̃ kyōṅki śhivbābā kō yād karnā hai isliē bābā kah dētē haĩ , khuśh rahō , ābād rahō , na bisarō , na yād rahō .
128Baba doesn't even fully remember the names of the children because he has to remember Shiv Baba. 129This is why Baba says: Stay happy, stay prosperous. 130Don't forget and don't remember.
125Parantu serviceable bachchō̃ kō bābā yād jarūr kartē haĩ ki phalānā bahut achchhā madadgār hai .
131However, Baba definitely remembers the serviceable ones: Such-and-such a child is a very good helper.
126Sāhūkār tō ghōr andhkār mē̃ paṛē haĩ .
132The wealthy are in extreme darkness.
127Kōī kō patā nahī̃ paṛtā ki maut sāmnē khaṛā hai .
133No one is aware that death is just ahead.
128Bhagvānuvāch - maĩ rājyōg sikhātā hū̃ tō jarūr knowledge sē goddess of|off wealth bantē haĩ .
134God speaks: I teach you Raja Yoga and so the goddess of wealth is definitely created through knowledge.
129Yah sārī rājdhānī ban rahī hai number-vār .
135A whole kingdom is being created, numberwise.
130Tum jāntē hō number-vār ham sab paṛh rahē haĩ .
136You know that you are studying, numberwise.
131Bābā kahtē haĩ maĩ rājdhānī sthāpan kar rahā hū̃ .
137Baba says: I am establishing a kingdom.
132Anēk dharmō̃ kā vināśh karātā hū̃ .
138I inspire the destruction of the innumerable religions.
133Param satgurū ēk hī hai .
139However, there is only the one supreme Satguru.
134Vah ūñchē tē ūñchā ēk bhagvān hī gāyā huā hai .
140Only the one, highest-on-high God is remembered.
135Ūñchē tē ūñchē brahmā viṣhṇu śhaṅkar kō bhī bhagvān nahī̃ kahtē , tō rām kr̥iṣhṇa kō bhagvān kaisē kahē̃gē .
141Even the highest-on-high Brahma, Vishnu and Shankar cannot be called God. 142So, how could Rama or Krishna be called God?
136Vah tō hai gyān kā sāgar patit-pāvan .
143That One is the Ocean of Knowledge, the Purifier.
137Bhagat bhagvān kō yād kartē haĩ , brahmā viṣhṇu śhaṅkar kō thōṛēhī yād kartē haĩ .
144Devotees remember God; they don't remember Brahma, Vishnu or Shankar: they have now become adulterated.
138Yah tō abhī vyabhichārī ban gayē haĩ .
145So many good things have to be imbibed.
139Tō kitnī achchhī-achchhī bātē̃ dhāraṇ karnē kī haĩ .
146Those who do something will receive the return of it.
140Jō karēgā sō pāyēgā .
147You are the Ganges of knowledge.
141Gyān gaṅgāyē̃ tum hō .
148You are the river banks.
142Tum nadiyō̃ kā hī chōr ( kinārā ) hai .
149The ocean cannot go anywhere.
143Sāgar tō kahā̃ jā nahī̃ saktā . 144Parantu vah hai jaṛ sāgar , yah hai chaitanya .
150However, that is a non-living ocean whereas this One is the living Ocean.
145Usmē̃ tō ēk tūphān key|kī lahar uṭhī tō bahut nuksān hō jātā hai .
151So much damage is caused by just one wave of a physical ocean in a storm.
146Vināśh K|kē samay jōr sē tūphān āyēgā , sab khaṇḍ ṭāpū ādi khalās hō jāyēṅgē . 147Dērī nahī̃ lagtī .
152At the time of destruction, there will be storms with great force. 153All the lands, the islands etc. will be destroyed; it won't take long.
148Natural calamities kō godly act kah dētē haĩ .
154They consider natural calamities to be Godly acts.
149Tab kahā hai ki śhaṅkar dvārā vināśh tō godly act hī huī nā . 150Parantu bāp kahtē haĩ maĩ kōī aisā direction ādi nahī̃ dētā hū̃ .
155This is why they say that destruction takes place through Shankar and have therefore said it is a Godly act. 156However, the Father says: I don’t give such a direction.
151Yah sab drama mē̃ nūndh hai .
157All of that is fixed in the drama.
152Tūphān , natural calamities ādi-ādi sab apnā kām karē̃gī .
158The storms and natural calamities will all do their work.
153Kalp-kalp yah calamities ānī hī haĩ aur sab khaṇḍ khatm hōṅgē . 154Bākī ēk bhārat rah jāyēgā .
159These calamities will come cycle after cycle; all lands will be destroyed and only the one Bharat will remain.
155Uskē liē taiyārī hōtī hai .
160Preparations are being made for this.
156Rehearsal hōtī rahēgī .
161Rehearsals will continue to take place.
157Yah natural khēl banā huā hai .
162This natural play has been created.
158Tum śhiv śhaktiyā̃ hī kahā̃ par jākar samjhā saktī hō ki tum sab chāhtē hō śhānti sthāpan hō , parantu tum jāntē hō śhānti hōtī kahā̃ hai ?
163You Shiv Shaktis can go anywhere and explain to them: All of you want peace to be established, but do you know where there can be peace?
159Sukh kahā̃ hōtā hai , duḥkh kahā̃ hai - yah sab samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
164Where there can be happiness and where there is sorrow are all things to be understood.
160Abhī duḥkhdhām hai .
165It is now the land of sorrow.
161Yahī bhārat sukhdhām thā .
166This same Bharat was the land of happiness.
162Ādi sanātan dēvī dēvtāō̃ kā rājya thā .
167It used to be the kingdom of the original eternal deities.
163Kaliyug hai duḥkhdhām , inkā vināśh jarūr hōnā hai .
168The iron age is the land of sorrow and it is definitely to be destroyed.
164Pahlē ant hōkar phir ādi hōnī hai .
169First, there will be the end and then the beginning.
165Madhya mē̃ haĩ anēk dharm .
170In the middle, there are many religions.
166Satyug mē̃ ēk dharm thā .
171In the golden age there was just the one religion.
167Yah drama kā chakra hai . 168Ismē̃ 4 mukhya dharm haĩ .
172This is the cycle of the drama and it has four main religions.
169Ēk dharm kā pāyā ( ṭāṅg ) gum hai .
173The leg of one religion is lost.
170Dēvtā dharm sthāpan karnē vālā kaun hai - yah batāō ?
174Tell us the One who establishes the deity religion.
171Parampitā paramātmā brahmā dvārā sthāpanā karātē haĩ .
175The Supreme Father, the Supreme Soul, carries out establishment through Brahma.
172Vāstav mē̃ tum bhī prajāpitā brahmā key|kī aulād hō .
176In fact, you too are the children of Brahma, the Father of People.
173Śhiv key|kī bhī aulād hō .
177You are also the children of Shiva.
174Brahmā key|kī aulād hōnē K|kē kāraṇ āpas mē̃ bhāī-bahin hō .
178Because of being the children of Brahma, you are brothers and sisters.
175Tum jāntē hō ham unkē banē haĩ .
179You know that you now belong to him.
176Parampitā paramātmā pahlē brāhmaṇ dharm rachtē haĩ .
180The Supreme Father, the Supreme Soul, first creates the Brahmin religion.
177Brāhmaṇ dharm hai chōṭī aur sab dharm vālē bād mē̃ āyē haĩ number-vār .
181The Brahmin religion is the topknot. 182All the others came later, numberwise.
178Ākhir mē̃ tumhārī pratyakṣhatā hōnī hai jarūr .
183In the end, there will definitely be your revelation.
179Achchhā .
184Achcha.
180Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
185To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
181Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
186The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
182Dhārṇā kē liē mukhya sār :
187Essence for dharna:
1831 ) gyān key|kī dhārṇā kē liē jitnā hō sakē , dēhī-abhimānī rahnā hai .
188 1. In order to imbibe this knowledge, remain soul conscious as much as possible.
184Aśharīrī bannē kā abhyās rāt kō jāgkar karnā hai .
189Practise being bodiless by staying awake at night.
1852 ) kaisē bhī karkē murlī rōz sunnī vā paṛhnī hai .
190 2. No matter how, definitely read and study a murli every day.
186Ēk din bhī miss nahī̃ karnī hai aur saṅg tōṛ ēk saṅg jōṛnē key|kī pratigyā karnī hai .
191Don't miss it for a single day. 192Promise to break away from everyone else and connect yourself to the One.
187Vardān : bindū rūp mē̃ sthit rah uṛtī kalā mē̃ uṛnē vālē double light bhav
193Blessing: May you become double light and fly in the flying stage by stabilising in a point form.
188Sadā smr̥iti mē̃ rakhō ki ham bāp K|kē nayanō̃ K|kē sitārē haĩ , nayanō̃ mē̃ sitārā arthāt bindū hī samā saktā hai .
194 Constantly keep in your awareness that you are the stars of the Father’s eyes. 195“Stars of the eyes” means only points can be in the eyes.
189Āṅkhō̃ mē̃ dēkhnē key|kī viśhēṣhtā bhī bindū kī hai .
196The speciality of seeing with the eyes is with points.
190Tō bindū rūp mē̃ rahnā - yahī uṛtī kalā mē̃ uṛnē kā sādhan hai .
197So, stay in a point form, for this is the way to fly in the flying stage.
191Bindū ban her|har karma karō tō light rahē̃gē .
198Perform every action as a point and you will remain light.
192Kōī bhī bōjh uṭhānē key|kī ādat na hō .
199Do not have the habit of carrying any type of burden.
193Mērā kē bajāē tērā kahō tō double light ban jāyēṅgē .
200Instead of saying “mine”, say “Yours” and you will become double light.
194Sva unnati vā viśhva sēvā K|kē kārya kā bhī bōjh anubhav nahī̃ hōgā .
201You will then not have any burden in your self-progress or in the task of world service.
195Slōgan : viśhva parivartak vah hai jō negative kō positive mē̃ parivartan kar dē .
202Slogan: A world transformer is one who transforms negative into positive. 203*** Om Shanti ***
196Lavlīn sthiti kā anubhav karō
204Experience the stage of being merged in love:
197Dēh key|kī smr̥iti sē aisē khōyē huē rahō jō dēh-bhān kā , din-rāt kā , bhūkh aur pyās kā , sukh K|kē , ārām K|kē sādhanō̃ kā kisī bhī bāt K|kē ādhār par jīvan na hō , tab kahē̃gē lav|love mē̃ lavlīn sthiti .
205Remain lost to the awareness of the body in such a way that your life is not based on body consciousness, day or night, hunger or thirst, happiness or facilities of comfort. 206Then your stage will be that of being merged in love.
198Jaisē śhamā jyōti-svarūp hai , light might rūp hai , aisē śhamā K|kē samān svayã bhī light-might rūp ban jāō .
207Just as a flame is a form of light, it is the form of light and might, in the same way, like the flame, you become the form of light and might.