सोमवार 10 जनवरी 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
010-01-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 10/01/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
1 « mīṭhē bachchē - śhrīmat par tumhē̃ sabkī rūhānī khātirī karnī hai , khuśhī key|kī khurāk khānā aur khilānā yahī hai sachchī khātirī karnā ' '
1Essence: Sweet children, you have to offer everyone spiritual hospitality according to shrimat. 2Eat the nourishment of happiness and serve it to others; this is offering real hospitality. 3Question: What is the way to fill yourself with the power of spirituality on the path of knowledge?
2Praśhna : gyān mē̃ spirituality kā jauhar bharnē key|kī vidhi kyā hai , ussē kaun-kaun sē phāydē hōṅgē ? 3Uttar : jab kisī kō bhī gyān sunātē hō tō ātmā samajhkar ātmā kō gyān dō , issē spirituality kā jauhar bhar jāyēgā .
4What are its benefits? 5Answer: When you give knowledge to anyone, consider him to be a soul and then give him knowledge. 6By doing this, they will be filled with the power of spirituality.
4Is naī ādat sē kisī kō bhī gyān sunāyēṅgē tō usē jhaṭ tīr lag jāyēgā .
7By instilling this new habit in yourself, when you give this knowledge to anyone, the arrow will quickly strike the target.
5Śharīr kā bhān bhī khatm hōtā jāyēgā . 6Phir māyā K|kē tūphān vā burē saṅkalp bhī nahī̃ āyēṅgē .
8The consciousness of bodies will continue to finish and no storms of Maya or bad thoughts will come.
7Criminal eye bhī nahī̃ rahēgī .
9There will not even be any criminal eye.
8Ōm śhānti .
10Om shanti.
9Gyān kā tīsrā nētra dēnē vālā rūhānī bāp baiṭh rūhānī bachchō̃ kō samjhātē haĩ .
11The spiritual Father, who gives each of you a third eye of knowledge, sits here and explains to you spiritual children.
10Gyān kā tīsrā nētra sivāē bāp K|kē aur kōī dē nahī̃ saktā .
12No one, except the Father, can give you a third eye of knowledge.
11Abhī tum bachchō̃ kō gyān kā tīsrā nētra milā hai .
13Each of you children has now received a third eye of knowledge.
12Abhī tum jāntē hō ki yah purānī duniyā badalnē vālī hai .
14You now know that this old world is about to change.
13Bichārē manuṣhya nahī̃ jāntē ki kaun badlānē vālā hai aur kaisē badlātē haĩ kyōṅki unhō̃ kō gyān kā tīsrā nētra hī nahī̃ hai .
15The poor people don’t know who will change it or how He will change it, because they don’t have a third eye of knowledge.
14Tum bachchō̃ kō abhī gyān kā tīsrā nētra milā hai jissē tum sr̥iṣhṭi K|kē ādi madhya ant kō jān gayē hō .
16You children have now received a third eye of knowledge through which you know the beginning, the middle and the end of the world.
15Yah hai gyān key|kī saccharin .
17This is the saccharine of knowledge.
16Saccharin kā ēk būnd bhī kitnā mīṭhā hōtā hai .
18Even one drop of saccharine is so sweet.
17Gyān kā bhī ēk hī akṣhar hai manmanābhav .
19There is just the one word of knowledge ‘Manmanabhav’.
18Yah akṣhar sabhī sē kitnā mīṭhā hai .
20This word is the sweetest of all.
19Apnē kō ātmā samajh aur bāp kō yād karō .
21Consider yourselves to be souls and remember the Father.
20Bāp śhāntidhām aur sukhdhām kā rāstā batā rahē haĩ .
22The Father is showing you the path to the land of peace and the land of happiness.
21Bāp āyē haĩ bachchō̃ kō svarg kā varsā dēnē . 22Tō bachchō̃ kō kitnī khuśhī rahnī chāhiē .
23The Father has come to give you children your inheritance of heaven and so you children should have a great deal of happiness.
23Kahtē bhī haĩ khuśhī jaisī khurāk nahī̃ .
24It is said: There is no nourishment like happiness.
24Jō sadaiv khuśīmauj mē̃ rahtē haĩ unkē liē vah jaisē khurāk hōtī hai .
25It is as though it is nourishment for those who remain constantly happy and in pleasure.
2521 janm mauz mē̃ rahnē key|kī yah jabardast khurāk hai .
26This is the powerful nourishment for staying in pleasure for 21 births.
26Yah khurāk sadaiv ēk dō kō khilātē rahō .
27Continue to serve one another this nourishment.
27Ēk dō key|kī jabardast khātirī yah karnī hai .
28You have to give tremendous hospitality to one another.
28Aisī khātirī aur kōī manuṣhya , manuṣhya kī kar na sakē .
29No human being can give such hospitality to another.
29Tum bachchē śhrīmat par sabhī key|kī rūhānī khātirī kartē hō .
30You offer spiritual hospitality to everyone on the basis of shrimat.
30Sachchī-sachchī khuśh khair̆āphat bhī yah hai kiskō bāp kā parichay dēnā .
31To give someone the Father’s introduction is also a true state of well-being.
31Mīṭhē bachchē jāntē haĩ bēhad K|kē bāp dvārā hamkō jīvanmukti key|kī khurāk miltī hai .
32You sweet children know you are receiving the nourishment of liberation-in-life from the unlimited Father.
32Satyug mē̃ bhārat jīvanmukt thā , pāvan thā .
33In the golden age, Bharat was liberated-in-life; it was pure.
33Bāp bahut baṛī ūñchī khurāk dētē haĩ .
34The Father gives very great and elevated nourishment.
34Tab tō gāyan hai atīndriya sukh pūchhnā hō tō gōp-gōpiyō̃ sē pūchhō .
35This is why there is the song: If you want to know about supersensuous joy, ask the gopes and gopis.
35Yah gyān aur yōg key|kī kitnī first class wonderful khurāk hai aur yah khurāk ēk hī rūhānī surgeon kē pās hai aur kiskō is khurāk kā mālūm hī nahī̃ hai .
36This nourishment of knowledge and yoga is first class and wonderful and it is only the one spiritual Surgeon who has this nourishment. 37No one else knows about this nourishment.
36Bāp kahtē haĩ mīṭhē bachchō̃ tumhārē liē tirī ( hathēlī ) par saugāt lē āyā hū̃ .
38The Father says: Sweet children, I have brought you a gift on the palms of My hands.
37Mukti , jīvanmukti key|kī yah saugāt mērē pās|pass hī rahtī hai .
39These gifts of liberation and liberation-in-life remain with Me.
38Kalp-kalp maĩ hī ākar tumkō dētā hū̃ .
40It is I who comes every cycle to give you these.
39Phir rāvaṇ chhīn lētā hai .
41Then, Ravan snatches the gifts away.
40Tō abhī tum bachchō̃ kō kitnā khuśhī kā pārā chaṛhā rahnā chāhiē .
42So, how high should the mercury of happiness rise in you children?
41Tum jāntē hō hamārā ēk hī bāp , teacher aur sachchā-sachchā satgurū hai jō hamkō sāth lē jātē haĩ .
43You know it is only the one Father, Teacher and true Satguru who takes you back with Him.
42Most beloved bāp sē viśhva kī bādśhāhī miltī hai .
44You receive the kingdom of the world from the most beloved Father.
43Yah cum|kam bāt hai kyā !
45This is not a small thing.
44Tō sadaiv harṣhit rahnā chāhiē .
46Keep yourselves constantly cheerful.
45Godly student life is the best .
47“Godly student life is the best.”
46Yah abhī kā hī gāyan hai nā .
48This praise applies to this time.
47Phir naī duniyā mē̃ bhī tum sadaiv khuśhiyā̃ manātē rahē̃gē .
49Then, in the new world too, you will continue to celebrate in happiness.
48Duniyā nahī̃ jāntī ki sachchī-sachchī khuśhiyā̃ kab manāī jāyēṅgī .
50People of the world do not know when true happiness is celebrated.
49Manuṣhyō̃ kō tō satyug kā gyān hī nahī̃ hai .
51Human beings don’t have any knowledge of the golden age.
50Tō yahā̃ hī manātē rahtē haĩ .
52So, they continue to celebrate it here.
51Parantu is purānī tamōpradhān duniyā mē̃ khuśhī kahā̃ sē I|āī|eye .
53However, where can happiness come from in this old tamopradhan world?
52Yahā̃ tō trāhi-trāhi kartē rahtē haĩ .
54People here continue to cry out in distress.
53Kitnā duḥkh key|kī duniyā hai .
55This is a world of such sorrow.
54Bāp tum bachchō̃ kō kitnā sahaj rāstā batātē haĩ .
56The Father shows you children a very easy path.
55Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē kamal fool|phūl samān rahō .
57Stay at home with your family and remain as pure as a lotus.
56Dhandhā-dhōrī ādi kartē bhī mujhē yād kartē rahō . 57Jaisē āśhik aur māśhuk hōtē haĩ .
58Remember Me while at your business. 59There is a lover and beloved; they continue to remember one another.
58Vah tō ēk dō kō yād kartē rahtē haĩ .
60One is his beloved and he is her lover.
59Vah unkā āśhik , vah unkā māśhuk hōtā hai .
61However, here, it is not like that.
60Yahā̃ vah bāt nahī̃ hai , yahā̃ tō tum sabhī ēk māśhuk K|kē janma-janmāntar sē āśhik hō rahtē hō .
62Here, you are lovers of the Beloved for birth after birth. 63The Father does not become your lover.
61Bāp kabhī tumhārā āśhik nahī̃ bantā .
64You remember that Beloved in order to call Him here.
62Tum us māśhuk sē milnē kē liē yād kartē āyē hō .
65You call out to Him even more when there is lot of sorrow.
63Jab duḥkh jāstī hōtā hai tō jāstī sumiraṇ kartē haĩ . 64Gāyan bhī hai duḥkh mē̃ sumiraṇ sab karē̃ , sukh mē̃ karē na kōy .
66This is why there is the saying: Everyone remembers God in times of suffering and no one remembers him in times of happiness.
65Is samay bāp bhī sarvśhaktivān hai , tō din-pratidin māyā bhī sarvśhaktivān , tamōpradhān hōtī jātī hai isliē ab bāp kahtē haĩ mīṭhē bachchē dēhī-abhimānī banō .
67At this time, the Father is the Almighty Authority. 68Day by day, Maya is also becoming a tamopradhan almighty authority. 69Therefore, the Father says: Sweet children, now become soul conscious.
66Apnē kō ātmā samajh mujh bāp kō yād karō aur sāth-sāth daivīguṇ bhī dhāraṇ karō tō tum aisē ( lakṣhmī-nārāyaṇ ) ban jāyēṅgē .
70Consider yourselves to be souls and remember Me, your Father, and, together with that, imbibe divine virtues and you will become like Lakshmi and Narayan.
67Is paṛhāī mē̃ mukhya bāt hai hī yād kī .
71The main aspect in this study is remembrance.
68Ūñch tē ūñch bāp kō bahut pyār , snēh sē yād karnā chāhiē .
72You have to remember the highest-on-high Father with a lot of love and affection.
69Vah ūñch tē ūñch bāp hī naī duniyā sthāpan karnē vālā hai .
73The Father is the One who establishes the new world.
70Bāp kahtē haĩ maĩ āyā hū̃ tum bachchō̃ kō viśhva kā mālik banānē , isliē ab mujhē yād karō tō tumhārē anēk janmō̃ K|kē pāp kaṭ jāyē̃ .
74He says: I have come to make you children into the masters of the world. 75Therefore, you must remember Me so that your sins of many births can be cut away.
71Patit-pāvan bāp kahtē haĩ tum bahut patit ban gayē hō isliē ab tum mujhē yād karō tō tum pāvan ban aur pāvan duniyā kā mālik ban jāyēṅgē .
76The Purifier Father says: You have become very impure. 77So, you have to remember Me in order to become pure and the masters of the pure world.
72Patit-pāvan bāp kō hī bulātē haĩ nā .
78You call out to the Purifier Father.
73Ab bāp āyē haĩ , tō jarūr pāvan bannā paṛē . 74Bāp duḥkhhartā , sukhkartā hai .
79Now that the Father has come, you definitely have to become pure.
75Barōbar satyug mē̃ pāvan duniyā thī tō sabhī sukhī thē .
80The Father is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.
76Ab bāp phir sē kahtē haĩ bachchē śhāntidhām aur sukhdhām kō yād kartē rahō .
81The golden age was definitely a pure world and so all were happy there.
77Abhī hai saṅgamyug . 78Khivaiyā tumkō is pār sē us pār lē jātē haĩ .
82Now, once again, the Father says: Children, remember the land of peace and the land of happiness.
79Naīyā kōī ēk nahī̃ , sārī duniyā jaisē ēk baṛā jahāj hai , unkō pār lē jātē haĩ .
83This is now the confluence age. 84The Boatman is taking you from this shore across to the other side.
80Tum mīṭhē bachchō̃ kō kitnī khuśhiyā̃ hōnī chāhiē .
85There is not only one boat; the whole world is like a big ship.
81Tumhārē liē tō sadaiv khuśhī hī khuśhī hai .
86He takes that across. 87You sweet children should have so much happiness.
82Bēhad kā bāp hamkō paṛhā rahē haĩ .
88For you, there is nothing but happiness.
83Vāh !
89Wah!
84Yah tō kab na sunā , na paṛhā .
90The unlimited Father is teaching us!
85Bhagvānuvāch maĩ tum rūhānī bachchō̃ kō rājyōg sikhā rahā hū̃ , tō pūrī rīti sīkhnā chāhiē . 86Dhārṇā karnī chāhiē .
91You have neither heard this before nor have you studied this. 92God speaks: I am teaching you spiritual children Raja Yoga, and so you should study it fully.
87Pūrī rīti paṛhnā chāhiē .
93You should study and also imbibe it fully.
88Paṛhāī mē̃ number-vār tō sadaiv hōtē hī haĩ .
94Everyone is always numberwise in studying anyway.
89Apnē kō dēkhnā chāhiē maĩ uttam hū̃ , madhyam hū̃ vā kaniṣhṭ hū̃ ?
95Each of you should look at yourself: Am I the highest, average or the lowest?
90Bāp kahtē haĩ apnē kō dēkhō maĩ ūñch pad pānē K|kē lāyak hū̃ ?
96The Father says: Check yourself: Am I worthy of claiming a high status?
91Rūhānī service kartā hū̃ ?
97Am I doing spiritual service?
92Kyōṅki bāp kahtē haĩ bachchē serviceable banō , follow karō .
98The Father says: O children, become serviceable and follow the Father.
93Maĩ āyā hī hū̃ service kē liē .
99I have come for the sake of doing service.
94Rōz service kartā hū̃ isliē hī tō yah rath liyā hai .
100I do service every day. 101This is why I have taken this one’s chariot.
95Inkā rath bīmār paṛ jātā hai tō bhī maĩ inmē̃ baiṭh murlī likhtā hū̃ .
102When this one’s chariot becomes ill, I sit in this one and write the murli.
96Mukh sē tō bōl nahī̃ saktē tō maĩ likh dētā hū̃ , tāki bachchō̃ kē liē murlī miss na hō tō maĩ bhī service par hū̃ nā . 97Yah hai rūhānī service .
103I cannot speak through the mouth, and I therefore write it down instead so that you children don’t miss a murli. 104Therefore, I too am on service; this is spiritual service.
98Tum bhī bāp key|kī service mē̃ lag jāō . 99On god fatherly service .
105You too should engage yourselves in the Father’s service: On Godfatherly Service.
100Bāp hī tumkō sārē viśhva kā mālik banānē āyē haĩ , jō achchhā puruṣhārth kartē haĩ unkō mahāvīr kahā jātā hai .
106The Father has come to make you into the masters of the world. 107Those who make effort well are called mahavirs.
101Dēkhā jātā hai kaun mahāvīr haĩ jō bābā K|kē direction par chaltē haĩ .
108It is seen who the mahavirs are who follow Baba’s directions.
102Bāp kā pharmān hai apnē kō ātmā samajh bhāī-bhāī dēkhō . 103Is śharīr kō bhūl jāō .
109The Father’s order is: Consider yourselves to be souls and see others as your brothers.
104Bābā bhī śharīr kō nahī̃ dēkhtē haĩ .
110Forget your bodies. 111Baba does not see bodies either.
105Bāp kahtē haĩ maĩ ātmāō̃ kō dēkhtā hū̃ .
112The Father says: I only see souls.
106Bākī yah tō gyān hai ki ātmā śharīr bigar bōl nahī̃ saktī .
113However, there is the knowledge that a soul cannot speak without a body.
107Maĩ bhī is śharīr mē̃ āyā hū̃ , loan liyā huā hai .
114I have entered this body; I have taken it on loan.
108Śharīr kē sāth hī ātmā paṛh saktī hai .
115Only when a soul is in a body can he study.
109Bābā key|kī baiṭhak yahā̃ hai .
116Baba sits here (middle of the forehead).
110Yah hai akāl takht .
117This is the immortal throne.
111Ātmā akālmūrt hai .
118Each soul is an immortal image.
112Ātmā kab chhōṭī baṛī nahī̃ hōtī hai , śharīr chhōṭā baṛā hōtā hai .
119Souls do not become smaller or larger; bodies become smaller or larger.
113Jō bhī ātmāyē̃ haĩ un sabhī kā takht yah bhr̥ikuṭī kā bīch hai .
120The middle of the forehead is the throne of each soul. 121Everyone’s body is different.
114Śharīr tō sabhī K|kē bhinn-bhinn hōtē haĩ . 115Kiskā akāl takht puruṣh kā hai , kiskā akāl takht strī kā hai .
122The immortal throne of some is that of a man and the immortal throne of others is that of a woman.
116Kiskā akāl takht bachchē kā hai .
123The immortal throne of some is of a child.
117Bāp baiṭh bachchō̃ kō rūhānī drill sikhlātē haĩ .
124The Father sits here and teaches spiritual drill to you children.
118Jab kōī sē bāt karō tō pahlē apnē kō ātmā samjhō . 119Ham ātmā phalānē bhāī sē bāt kartē haĩ .
125Whenever you talk to anyone, first of all consider yourself to be a soul: I, the soul, am talking to this brother.
120Bāp kā paigām dētē haĩ ki śhivbābā kō yād karō .
126Give the Father’s message to remember Shiv Baba.
121Yād sē hī junk utarnī hai . 122Sōnē mē̃ jab alloy paṛtī hai tō sōnē key|kī value hī kam hō jātī hai .
127It is by your having remembrance that the alloy will be removed from you. 128When gold has alloy mixed with it, its value decreases.
123Tum ātmāō̃ mē̃ bhī junk paṛnē sē tum valueless hō gayē hō .
129When alloy becomes mixed into you souls, you even become valueless.
124Ab phir pāvan bannā hai .
130You have to become pure again.
125Tum ātmāō̃ kō ab gyān kā tīsrā nētra milā hai .
131Each of you souls has now received a third eye of knowledge.
126Us nētra sē apnē bhāīyō̃ kō dēkhō .
132See your brothers through that eye.
127Bhāī-bhāī kō dēkhnē sē karmēndriyā̃ kab chañchal nahī̃ hōṅgī .
133By having the vision of brotherhood your sense organs will not become mischievous.
128Rāj-bhāg lēnā hai , viśhva kā mālik bannā hai tō yah mēhnat karō .
134If you want to claim your fortune of the kingdom and become masters of the world, make effort.
129Bhāī-bhāī samajh sabhī kō gyān dō . 130Tō phir yah ṭēv ( ādat ) pakkī hō jāyēgī .
135Consider everyone to be your brother and donate knowledge to them. 136This habit will then become firm.
131Sachchē-sachchē brothers tum sabhī hō .
137All of you are true brothers.
132Bāp bhī ūpar sē āyē haĩ , tum bhī āyē hō .
138The Father has come from up above and you too have come from up above.
133Bāp bachchō̃ sahit service kar rahē haĩ .
139The Father together with the children are doing service.
134Service karnē key|kī bāp himmat dētē haĩ .
140The Father gives you courage to do service.
135Himmatē mardā … tō yah practice karnī hai - maĩ ātmā bhāī kō paṛhātā hū̃ .
141So, you now have courage. 142Therefore, practise this: I, the soul, am teaching my brother.
136Ātmā paṛhtī hai nā .
143It is souls who study.
137Iskō spiritual knowledge kahā jātā hai , jō rūhānī bāp sē hī miltī hai .
144This is called spiritual knowledge which you receive from the spiritual Father.
138Saṅgam par hī bāp ākar yah knowledge dētē haĩ ki apnē kō ātmā samjhō .
145The Father comes and gives you this knowledge at the confluence age: Consider yourselves to be souls.
139Tum naṅgē āyē thē phir yahā̃ śharīr dhāraṇ kar tumnē 84 janm part bajāyā hai .
146You came bodiless, took bodies here and played your parts for 84 births.
140Ab phir vāpis chalnā hai isliē apnē kō ātmā samajh bhāī kī dr̥iṣhṭi sē dēkhnā hai .
147You now have to go back again. 148Therefore, consider yourselves to be souls and have the vision of brotherhood.
141Yah mēhnat karnī hai .
149You have to make this effort.
142Tum bachchō̃ kō apnī mēhnat karnī hai , dūsrē mē̃ hamārā kyā jātā .
150You children have to make your own effort. 151What concern do we have with others?
143Charity begins at home arthāt pahlē khud kō ātmā samajh phir bhāīyō̃ kō samjhāō tō achchhī rīti tīr lagēgā .
152Charity begins at home, that is, first consider yourselves to be souls and then explain to your brothers and the arrow will strike the target well.
144Yah jauhar bharnā hai .
153You have to fill yourselves with this force.
145Mēhnat karē̃gē tab hī ūñch pad pāyēṅgē .
154Only when you make effort will you claim a high status.
146Bāp āyē hī haĩ phal dēnē liē tō mēhnat karnī paṛē .
155The Father has come to give you the fruit, and so you should make effort.
147Kuchh sahan bhī karnā paṛtā hai .
156You also have to tolerate a few things.
148Tumhē̃ kōī ulṭī-sulṭī bāt bōlē tō tum chup rahō .
157Just remain silent when anyone says anything wrong.
149Tum chup rahē̃gē tō phir dūsrā kyā karēgā .
158What can the other person do if you remain silent?
150Tālī dō hāth sē bajtī hai .
159Clapping takes place with two hands.
151Ēk nē mukh key|kī tālī bajāī , dūsrā chup kar dē tō vah āpēhī chup hō jāyēṅgē .
160If the first one claps with his mouth but the other one remains silent, then the first one will automatically become silent.
152Tālī sē tālī bajnē sē āvāj hō jātā hai .
161Only when there is the clapping of two hands is there noise.
153Bachchō̃ kō ēk dō kā kalyāṇ karnā hai .
162You children have to bring benefit to each other.
154Bāp samjhātē haĩ bachchē sadaiv khuśhī mē̃ rahnē chāhtē hō tō manmanābhav . 155Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .
163The Father explains: Children, if you want to remain constantly happy, become “Manmanabhav”: consider yourselves to be souls and remember the Father.
156Bhāīyō̃ ( ātmāō̃ ) taraph dēkhō .
164Look at the soul, your brother.
157Bhāīyō̃ kō bhī yah knowledge dō .
165Give this knowledge to your brothers.
158Yah ṭēv ( ādat ) paṛ jānē sē phir kabhī criminal eye dhōkhā nahī̃ dēgī .
166When you develop this habit, you will not be deceived by any criminal eye.
159Gyān K|kē tīsrē nētra sē tīsrē nētra kō dēkhō .
167With the third eye of knowledge, look at the third eye.
160Bābā bhī tumhārī ātmā kō hī dēkhtē haĩ .
168Baba too only looks at you souls.
161Kōśhiśh yah karnī hai sadaiv ātmā kō hī dēkhē̃ . 162Śharīr kō dēkhē̃ hī nahī̃ .
169You have to try and only look at souls all the time and not even see their bodies.
163Yōg karātē hō tō bhī apnē kō ātmā samajh bhāīyō̃ kō dēkhtē rahē̃gē tō service achchhī hōgī . 164Bābā nē kahā hai bhāīyō̃ kō samjhāō .
170When you conduct meditation, if you consider yourself to be a soul and continue to see others as brothers, good service will be done.
165Bhāī sabhī bāp sē varsā lētē haĩ .
171Baba has said: Explain to your brothers.
166Yah rūhānī knowledge ēk hī bār tum brāhmaṇ bachchō̃ kō miltī hai .
172All the brothers take their inheritance from the Father.
167Tum brāhmaṇ hī phir dēvtā bannē vālē hō .
173You Brahmin children only receive this spiritual knowledge once.
168Is saṅgamyug kō thōṛēhī chhōṛē̃gē , nahī̃ tō pār kaisē jāyēṅgē , kūdē̃gē thōṛēhī .
174You are now Brahmins and you will then become deities. 175You cannot leave this confluence age.
169Yah wonderful saṅgamyug hai .
176Otherwise, how could you go across?
170Tō bachchō̃ kō rūhānī yātrā par rahnē key|kī ṭēv ( ādat ) ḍālnī hai .
177You cannot jump over it. 178This is the wonderful confluence age.
171Tumhārē hī phāydē key|kī bāt hai . 172Bāp key|kī śhikṣhā bhāīyō̃ kō dēnī hai .
179You children have to instil the habit of staying on the spiritual pilgrimage.
173Bāp kahtē haĩ maĩ tum ātmāō̃ kō gyān dē rahā hū̃ . 174Ātmā kō hī dēkhtā hū̃ .
180This is for your benefit. 181You have to give the Father’s teachings to your brothers.
175Manuṣhya-manuṣhya sē bāt karēgā tō unkē mũh kō dēkhēgā nā .
182The Father says: I am giving you souls this knowledge. 183I see only the souls.
176Tum ātmā sē bāt kartē hō tō ātmā kō hī dēkhnā hai .
184When a human being talks to another human being, he looks at the face.
177Bhal śharīr dvārā gyān dētē hō parantu ismē̃ śharīr kā bhān tōṛnā hōtā hai .
185You speak to souls and so you have to look at the soul.
178Tumhārī ātmā samajhtī hai paramātmā bāp hamkō gyān dē rahē haĩ .
186Although you give knowledge through your body, you have to break the consciousness of your body.
179Bāp bhī kahtē haĩ ātmāō̃ kō dēkhtā hū̃ , ātmāyē̃ bhī kahtī haĩ ham paramātmā bāp kō dēkh rahē haĩ .
187You souls understand that the Supreme Soul, the Father, is giving you this knowledge. 188The Father says: I too look at souls.
180Unsē knowledge lē rahē haĩ , iskō kahā jātā hai spiritual gyān key|kī lēn-dēn - ātmā key|kī ātmā kē sāth .
189Souls also say: We are looking at the Supreme Soul, the Father and taking knowledge from Him.
181Ātmā mē̃ hī gyān hai . 182Ātmā kō hī gyān dēnā hai .
190This is called spiritual knowledge of give and take one soul to another soul.
183Yah jaisē jauhar hai .
191This is like power.
184Tumhārē gyān mē̃ yah jauhar bhar jāyēgā tō kiskō bhī samjhānē sē jhaṭ tīr lag jāyēgā .
192If your knowledge is filled with power, it will instantly strike the target when you explain to others.
185Bāp kahtē haĩ practice karkē dēkhō tīr lagtā hai yā nahī̃ .
193The Father says: Practise this and see if the arrow strikes the target.
186Yah naī ṭēv ( ādat ) ḍālnī hai tō phir śharīr kā bhān nikal jāyēgā . 187Māyā K|kē tūphān cum|kam āyēṅgē .
194Instil this new habit and the consciousness of bodies will be removed and fewer storms of Maya will come.
188Burē saṅkalp nahī̃ āyēṅgē .
195You will not have any bad thoughts.
189Criminal eye bhī nahī̃ rahēgī .
196No criminal eye will remain either.
190Ham ātmā nē 84 kā chakra lagāyā .
197We souls have been around the cycle of 84 births.
191Ab nāṭak pūrā hōtā hai .
198The play is now about to end.
192Ab bābā key|kī yād mē̃ rahnā hai .
199You now have to stay in remembrance of Baba.
193Yād sē hī tamōpradhān sē satōpradhān ban , satōpradhān duniyā K|kē mālik ban jāyēṅgē .
200Change from tamopradhan to satopradhan by having remembrance and you will become the masters of the satopradhan world.
194Kitnā sahaj hai .
201It is so easy!
195Bāp jāntē haĩ bachchō̃ kō yah śhikṣhā dēnā bhī mērā part hai .
202The Father knows it is in His part to give teachings to the children.
196Kōī naī bāt nahī̃ .
203This is not a new thing.
197Her|har 5000 varṣh bād hamkō ānā hōtā hai .
204I have to come every 5000 years. 205I am bound by this bondage.
198Maĩ bandhāyamān hū̃ , bachchō̃ kō baiṭh samjhātā hū̃ - mīṭhē bachchē rūhānī yād kī yātrā mē̃ rahō tō ant matē sō gati hō jāyēgī .
206I sit here and explain to you children: Sweet children, stay on the pilgrimage of remembrance and your last thoughts will lead you to your destination.
199Yah antkāl hai nā .
207This is the final period.
200Māmēkam yād karō tō tumhārī sadgati hō jāyēgī .
208Remember Me alone and you will receive salvation.
201Yād kī yātrā sē pāyā majbūt hō jāyēgā .
209Your pillar will become strong with the pilgrimage of remembrance.
202Yah dēhī-abhimānī bannē key|kī śhikṣhā ēk hī bār tum bachchō̃ kō miltī hai .
210Only once do you children receive these teachings for becoming soul conscious.
203Kitnā wonderful gyān hai .
211This is such wonderful knowledge!
204Bābā wonderful hai tō bābā kā gyān bhī wonderful hai .
212Baba is wonderful and Baba’s knowledge is also wonderful.
205Kab kōī batā na sakē .
213No one else can tell you this at any time.
206Abhī vāpas chalnā hai isliē bāp kahtē haĩ mīṭhē bachchō̃ yah practice karō .
214It is now time to return home. 215This is why the Father says: Sweet children, practise this.
207Apnē kō ātmā samajh ātmā kō gyān dō .
216Consider yourselves to be souls and give knowledge to souls.
208Tīsrē nētra sē bhāī-bhāī kō dēkhnā hai .
217Each of you has to use your third eye to see others as brothers.
209Yahī baṛī mēhnat hai .
218This is the greatest effort.
210Achchhā !
219Achcha.
211Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
220To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
212Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
221The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
213Dhārṇā kē liē mukhya sār :
222Essence for dharna:
2141 ) gyān K|kē tīsrē nētra sē ātmā kō dēkhnē kā abhyās karnā hai .
223 1. Practice looking at the third eye of others with your third eye of knowledge.
215Kōśhiśh karnī hai sadaiv ātmā kō hī dēkhē̃ , śharīr kō nahī̃ tō criminal khyāl nahī̃ āyēṅgē .
224Always try to look at the soul and not the body and you will not have any criminal thoughts and all bad thoughts will finish.
216Burē saṅkalp khatm hō jāyēṅgē .
225 2. Clapping takes place with two hands.
2172 ) tālī dō hāth sē bajtī hai isliē jab tumhē̃ kōī ulṭī-sulṭī bāt bōlē tō tum chup rahō .
226Therefore, when anyone tells you anything wrong, stay quiet. 227If you stay quiet, others will automatically become quiet.
218Agar tum chup rahē̃gē tō dūsrā āpēhī chup hō jāyēgā . 219Vardān : brahmā bāp K|kē pyār kā practical sabūt dēnē vālē sapūt aur samān bhav
228Blessing: May you become worthy and equal to Father Brahma and give the practical proof of your love for him. 229 If you say you have a lot of love for Father Brahma, the sign of that love is for you to love everything Father Brahma loved.
220Yadi kahtē hō ki brahmā bāp sē hamārā bahut pyār hai tō pyār key|kī niśhānī hai jissē bāp kā pyār rahā ussē pyār hō .
230Before you perform any action, speak any words or have any thoughts check: Did Father Brahma love this? 231The particular speciality of Father Brahma was that he did what he thought and did what he spoke about.
221Jō bhī karma karō , karma K|kē pahlē , bōl K|kē pahlē , saṅkalp K|kē pahlē check karō ki yah brahmā bāp kō priya hai ?
232Even though he faced opposition, he always remained seated on the seat of his position. 233To give the practical proof of your love is to follow the father, to become worthy and equal to him.
222Brahmā bāp key|kī viśhēṣhtā viśhēṣh yahī rahī - jō sōchā vah kiyā , jō kahā vah kiyā . 223Opposition hōtē bhī sadā apnī position par set rahē , tō pyār kā practical sabūt dēnā arthāt follow father kar sapūt aur samān bannā . 224Slōgan : khuśhnasīb ātmā vah hai jiskē saṅkalp mē̃ bhī duḥkh key|kī lahar nahī̃ ātī . 225Lavlīn sthiti kā anubhav karō
234Slogan: A fortunate soul is one who does not have any waves of sorrow even in his thoughts.
226Paramātma-pyār akhuṭ hai , aṭal hai , itnā hai jō sarv kō prāpt hō saktā hai lēkin paramātma-pyār prāpt karnē key|kī vidhi hai - nyārā bannā .
235*** Om Shanti *** 236Experience the stage of being merged in love. 237God’s love never limitless and strong, it is fixed and He has so much that everyone can receive it. 238But, the way to receive God’s love is to be detached.
227Jitnā nyārā banē̃gē utnā paramātma pyār kā adhikār prāpt hōgā .
239The more detached you become, the more you will claim a right to God’s love.
228Aisī nyārī pyārī ātmāyē̃ hī lavlīn sthiti kā anubhav kar saktī haĩ .
240Such loving and detached souls can experience the stage of being merged in love.