मंगलवार 11 जनवरी 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

011-01-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 11/01/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

1 «  mīṭhē bachchē - gyān key|kī bul-bul bankar āp samān banānē key|kī sēvā karō , apnī dil sē pūchhō mērī yād kī yātrā ṭhīk hai ' '

1Essence: Sweet children, become nightingales of knowledge and serve others to make them similar to yourselves. 2Ask your heart: Is the pilgrimage of my remembrance all right?

2Praśhna  : kis viśhēṣh purūṣhārth sē beggar to prince ban saktē hō  ? 3Uttar  : beggar to prince bannē kē liē buddhi key|kī line clear hō .

3Question: With which special effort can you change from a beggar to a prince? 4Answer: In order to change from a beggar to a prince, keep the line of your intellect clear.

4Ēk bāp K|kē sivāē aur kōī bhī yād na āyē .

5Remember no one except the one Father.

5Yah śharīr bhī mērā nahī̃ .

6“Even this body is not mine”.

6Aisā jītē jī marnē kā purūṣhārth karnē vālē hī beggar haĩ , unkī hī vānaprasth avasthā hai kyōṅki buddhi mē̃ rahtā ab tō bāp kē sāth ghar jānā hai phir sukhdhām mē̃ ānā hai .

7Only those who make such effort to die alive are beggars. 8Only they are in the stage of retirement because their intellects remember that they have to return home with the Father and then go to the land of happiness.

7Ōm śhānti .

9Om shanti.

8Mīṭhē-mīṭhē bachchē jāntē haĩ paṛhāī mē̃ jāstī dhyān kis bāt par dēnā hai .

10You sweetest children know what it is you have to pay greater attention to in your study.

9Sarvguṇ sampann 16 kalā sampūrṇ , sampūrṇ nirvikārī , maryādā purūṣhōttam , ahiṃsā paramō dharm bannā hai .

11You have to become full of all virtues, sixteen celestial degrees full, completely viceless, the highest beings who follow the highest code of conduct and whose supreme religion is that of non-violence.

10Dēkhnā hai - hamārē mē̃ yah sab guṇ haĩ  ?

12Check to see whether you have all of these virtues.

11Jō bannā hai us taraph hī dhyān jāyēgā nā .

13You would pay attention to what you want to become.

12Yah banē̃gē kaisē  ?

14How will you become that?

13Paṛhnē aur paṛhānē sē .

15By studying and teaching.

14Bēhad K|kē bāp kō sārē din mē̃ kitnā yād kartē haĩ , kitnō̃ kō paṛhātē haĩ  !

16How much do you remember the unlimited Father throughout the day and how much do you teach others?

15Sampūrṇ tō ab tak kōī banā nahī̃ hai .

17No one has as yet become complete.

16Number-vār purūṣhārth anusār haĩ .

18It is numberwise according to the efforts you make.

17Bāp ēk-ēk bachchē par nazar rakhtē haĩ ki yah bachchā kyā kar rahā hai  !

19The Father has His vision on each child as to what each one is doing.

18Mērē arth|earth kyā service kartē haĩ  !

20What service is the child doing for Me?

19Kitnō̃ key|kī takdīr ūñchē tē ūñchī banā rahē haĩ  ?

21How many people's fortune is he making the highest on high?

20Har ēk apnī avasthā aur apnī khuśhī kō bhī jāntā hai .

22Each one of you knows your own stage and happiness.

21Atīndriya sukh kā jīvan har ēk kō apnā bhāstā hai .

23Each one of you feels your life to be that of supersensuous joy.

22Yah tō bachchō̃ kō niśhchay hai ki bāp kī yād sē hī tamōpradhān sē satōpradhān bantē haĩ .

24You children have the faith that it is only by having remembrance of the Father that you will become satopradhan from tamopradhan.

23Sahaj upāya hai hī yād kī yātrā .

25The easy method to use is the pilgrimage of remembrance.

24Apnī dil sē pūchhnā hai - hamārī yād kī yātrā ṭhīk hai  ?

26Ask your heart: Is my pilgrimage of remembrance all right?

25Dūsrē kō āp samān banātē haĩ  ?

27Do I make others similar to myself?

26Gyān bul-bul banē̃ haĩ  ?

28Have I become a nightingale of knowledge?

27Tum brāhmaṇ hī daivīguṇ dhāraṇ kar manuṣhya sē dēvtā bantē hō .

29You Brahmins imbibe divine virtues and change from human beings into deities.

28Tumhārē sivāē kōī dēvtā bannē vālā hai nahī̃ .

30No one other than you are going to become deities.

29Tum hī daivī gharānē K|kē bhātī bantē hō .

31Only you become members of the deity clan.

30Vahā̃ tumhārā hai daivī parivār .

32That is your deity family there.

31Abhī tum jāntē hō ham daivī parivār kā bannē liē khūb purūṣhārth kar rahē haĩ .

33You know you are now making a lot of effort to become those of the deity family.

32Bachchō̃ kō paṛhnā bhī kāydēsir hai .

34You children have to study systematically.

33Ēk din bhī absent nahī̃ rahnā hai .

35You mustn't be absent for a single day.

34Bhal bīmār hō , khāṭ par paṛē hō tō bhī buddhi mē̃ śhivbābā key|kī yād rahē .

36Even if you are ill and you are lying in bed, you must still have remembrance of Shiv Baba in your intellect.

35Ātmā jāntī hai ham bābā K|kē bachchē haĩ , bābā hamkō ghar lē chalnē āyā hai .

37This soul knows: I am a child of Baba and Baba has come to take me home.

36Kitnī sahaj yād hai .

38This is such easy remembrance!

37Yah bhī practice chāhiē .

39This practice is also required.

38Buddhi mē̃ ēk bābā key|kī hī yād rahē .

40Let there be remembrance of one Baba alone in your intellects.

39Bābā āyā hai , ham śhāntidhām mē̃ jākar phir sukhdhām mē̃ ānē vālē haĩ .

41Baba has come and we will now go to the land of peace and then to the land of happiness.

40Pichhāṛī tak itnī mēhnat karnī hai jō ēk śhivbābā key|kī hī yād rahē .

42You have to make so much effort till the end that you only remember the one Shiv Baba.

41Aur saṅg tōṛ ēk saṅg jōṛnā hai .

43Break away from everyone else and connect yourselves to the One.

42Mukh sē kōī jāp nahī̃ karnā hai aurō̃ kō āp samān banānē kē liē paṛhānā bhī hai .

44You don't have to chant anything with your mouth. 45Teach others in order to make them similar to yourselves.

43Bāp samjhātē haĩ tumkō us avasthā mē̃ jānā hai , jis satōpradhān avasthā mē̃ tum yahā̃ āyē thē , us avasthā mē̃ jākar phir usī avasthā mē̃ ānā hai satyug mē̃ .

46The Father explains: You have to reach that satopradhan stage again with which you came down here. 47You have to go into that stage and then go to the golden age with that stage.

44Kitnā sahaj hai .

48It is so easy.

45Tum bhakti mārg mē̃ gātē thē āp jab āyēṅgē tō ham aur saṅg tōṛ ēk tum saṅg jōṛē̃gē , ismē̃ mēhnat hai .

49You used to sing on the path of devotion: When You come, I will break away from everyone else and connect myself to You. 50This requires effort.

46Pavitratā key|kī bāt bhī mukhya hai .

51The aspect of purity is the main thing.

47Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rah kamal fool|phūl samān bannā hai .

52Live at home with your family and become like a lotus flower.

48Vah kamal bhī pānī sē , dharnī sē ūpar rahtā hai .

53A lotus remains above the water and soil.

49Tum chaitanya fool|phūl bhī dharnī kē ūpar hō tō tumkō bhī pratigyā karnī hai - ham pavitra rahtē huē ēk āpkō hī yād karē̃gē . 50Jō ant mē̃ sivāē āpkē aur kōī key|kī yād na āyē .

54You living flowers are also above the soil, so you have to make a promise: While remaining pure, I will remember You alone so that, at the end, I remember no one except You.

51Kōī avguṇ bhī na rahē .

55Let no defects remain.

52Jō bachchē aisē bantē haĩ vah sadaiv harṣhit rahtē haĩ .

56The children who become like that remain constantly cheerful.

53Yah practice achchhī rīti karnī hai .

57Practise this very well.

54Bachchē jāntē haĩ kabhī-kabhī avasthā murjhā jātī hai .

58You children know that your stage sometimes wilts.

55Māyā jhaṭ chhuīmuī kar dētī hai .

59Maya quickly makes some of you like a ‘touch-me-not’ plant.

56Har ēk kō apnē āpsē pūchhnā bahut jarūrī hai . 57Ham kitnā bāp kī yād mē̃ rah harṣhit rahtē haĩ  !

60It is necessary for each one of you to ask yourself: How much do I stay in remembrance of the Father and remain cheerful?

58Kitnā bāp key|kī service mē̃ time dētē haĩ  !

61How much time do I give to doing the Father's service?

59Bhal kōī kaisā bhī hai , tum bachchō̃ kō service kartē hī rahnā hai .

62No matter what someone else is like, you children have to continue to do service.

60Jāñch kartē haĩ kaun varsā pānē K|kē lāyak hai  !

63Baba looks to see who is worthy of claiming the inheritance.

61Jaisē bichchhū kō mālūm paṛtā hai - yah patthar hai yā narm chīz hai , tō patthar par kabhī ḍaṅk nahī̃ lagāyēgī .

64A scorpion can tell when something is hard like a stone and when something is soft. 65A scorpion would never sting a stone.

62Tumhārā dhandhā hī yah hai .

66This is your business.

63Tum bēhad bāp K|kē sṭūḍēnḍa hō nā .

67You are students of the unlimited Father, are you not?

64Paṛhāī par bahut madār hai .

68A lot depends on how you study.

65Śhurū mē̃ bachchē murlī bigar ēk din bhī rah nahī̃ saktē thē , kitnā taṛapatē thē .

69In the early days, children couldn't stay without a murli for even a day; they were so desperate to receive it.

66 ( class mē̃ baṛī bahinō̃ nē gīt sunāyā - tērī murlī mē̃ jādū … ) bāndhēliyō̃ kō kaisē murlī pahuñchātē thē  !

70(Senior sisters in the class had sung a song: There is magic in Your murli.) 71Just see how they used to send the murlis to those who were in bondage!

67Murlī mē̃ hī jādū hai nā .

72There is magic in the murli alone.

68Kaun sā jādū  ?

73Which magic?

69Viśhva kā mālik bannē kā jādū .

74The magic to become the masters of the world.

70Issē baṛā jādū kōī hōtā nahī̃ .

75There is no greater magic than this.

71Tō us samay murlī kā tumkō kitnā kadar thā .

76At that time, you valued the murli so much.

72Murlī pahuñchānē kē liē kitnā prayatna kartē thē .

77You used to make so much effort to send the murli to someone else.

73Samajhtē thē paṛhāī bigar bichārē kā kyā hall|hāl hōgā  ! 74Yahā̃ bābā jāntē haĩ bahut aisē bachchē haĩ jō murlī par pūrā dhyān hī nahī̃ dētē haĩ .

78You used to think: What would the condition be of the poor child without being able to study? 79Baba knows there are many children here who don't pay full attention to the murli.

75Murlī tō bachchō̃ kō refresh kartī hai .

80The murli refreshes you children.

76Bhagvān jō tumkō viśhva kā mālik banātē haĩ , unkī murlī nahī̃ sunē̃gē tō bhagvān teacher kyā kahē̃gē .

81What would God, the Teacher, say if you don’t listen to the murli of God, who makes you into the masters of the world?

77Bābā kō wonder lagtā hai .

82Baba is amazed.

78Chaltē-chaltē bahut bachchō̃ kō māyā kā tūphān aisā lagtā hai jō murlī paṛhnā , class mē̃ ānā chhōṛ dētē 1 Q .

83While moving along, many children experience such storms of Maya that they stop studying the murli and coming to class.

79Gyān sē naphrat mānā bābā sē naphrat .

84To dislike knowledge means to dislike Baba.

80Bāp sē naphrat mānā viśhva kī bādśhāhī sē naphrat .

85To dislike the Father means to dislike the sovereignty of the world.

81Māyā bilkul nīchē lē jātī hai .

86Maya brings you right down.

82Buddhi kō ēkdam mār ḍāltī hai , jō kuchh bhī samajhtē nahī̃ .

87She completely kills your intellects so that you don't understand anything.

83Bhal bhakti tō bahut kartē parantu ēkdam blind faith , bēsamajh ban gayē haĩ .

88Although people perform a lot of devotion, they have absolutely blind faith and have become completely senseless.

84Bāp khud kahtē haĩ tum kitnā lāyak thē . 85Ab na lāyak ban gayē hō .

89The Father Himself says: You were so worthy and have now become unworthy.

86Ab maĩ phir āyā hū̃ tum bachchō̃ kō lāyak banānē isliē śhrīmat par jarūr chalnā hai .

90I have now come once again to make you children worthy. 91Therefore, you definitely have to follow His shrimat.

87Bāp kahtē haĩ ismē̃ aur kuchh karnā nahī̃ hai sirph bāp kō yād karō aur paṛhō .

92The Father says: You don't have to do anything else: simply remember the Father and study.

88School mē̃ bachchē paṛhtē bhī haĩ aur teacher kō bhī yād kartē haĩ .

93At school, children study and also remember their teacher.

89Character bhī sudhārnē haĩ .

94Your characters are also reformed.

90Tumhārī bhī aim object sāmnē khaṛī hai .

95Your aim and objective is in front of you.

91Tumkō yah bannā hai , unhō̃ K|kē character achchhē haĩ tab tō sārā din manuṣhya gātē haĩ - āp sarvguṇ sampann . . manuṣhya kō jab tak bāp kā parichay nahī̃ milā hai tab tak andhiyārē mē̃ haĩ .

96You have to become like them. 97It is because of their good character that people sing all day: You are full of all virtues. 98Until people receive the Father's introduction, they are in darkness.

92Sārī duniyā K|kē manuṣhya is samay nidhankē haĩ .

99People of the whole world are orphans at this time.

93Unhō̃ kō bāp kā paigām pahuñchānā hai .

100You have to enable the Father's message to reach them all.

94Tum bēhad bāp K|kē bachchē hō nā .

101You are the children of the unlimited Father.

95Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .

102The Father says: Remember Me and your sins will be absolved.

96Bachchō̃ kō yukti nikālnī hai ki sabkō paigām kaisē pahuñcāyē̃ , akhbār dvārā hī sabkō paigām pahuñchēgā ki ēk bāp kō yād karō tō pāvan ban jāyēṅgē .

103You children have to find a method with which you can enable the message to reach everyone. 104The message, “Remember the one Father and you will become pure,” will reach everyone through the newspapers.

97Sabhī ātmāyē̃ pahlē pāvan thī ab sab apavitr haĩ .

105All souls were pure at first and they are now all impure.

98Yahā̃ kōī pavitra ātmā hō na sakē .

106There cannot be any pure souls here.

99Pavitra ātmāyē̃ hōtī haĩ pavitra duniyā mē̃ .

107Pure souls exist in the pure world.

100Ātmā pavitra ban jātī hai phir yah purānā chōlā chhōṛnā hī hai .

108When souls become pure, they have to shed their old costumes.

101Yah hō nahī̃ saktā ki ātmā pāvan hō aur śharīr patit hō tō bābā kō yād kartē-kartē apnē kō tamōpradhān sē satōpradhān banānā hai .

109It is not possible that a soul would become pure and the body remains impure. 110By remembering the Father, you will make yourself satopradhan from tamopradhan.

102Pahlē-pahlē jab tum āyē tō pavitra thē ab phir pavitra bannā hai .

111When you first came down, you were pure and you now have to become pure once again.

103Ātmā pavitra bankar jāyēgī phir pavitra duniyā mē̃ āyēgī .

112You souls will become pure and go back and then go to the pure world.

104Śhāntidhām sē hōkar phir garbh mahal mē̃ āyēṅgē .

113Souls will go to the land of peace and then go into palaces of a womb.

105Vahā̃ duḥkh kā nām niśhān nahī̃ rahtā hai .

114There is no name or trace of sorrow there.

106Rāvaṇrājya hī nahī̃ hai .

115There is no kingdom of Ravan there.

107Parantu purūṣhārth kar ūñch pad pānā hai , iskē liē yah paṛhāī hai .

116However, you must make effort to claim a high status. 117This study is for that.

108Svarg mē̃ tō sab jāyēṅgē . 109Lēkin ūñch pad pānē kā purūṣhārth karnā hai .

118Everyone will go to heaven, but you have to make effort to claim a high status.

110Yah tō jāntē hō svarg key|kī sthāpanā aur nark kā vināśh hō rahā hai .

119You know that heaven is being established and hell is to be destroyed.

111Śhivālay sthāpan hōgā tō vēśhyālay khatm hō jāyēgā .

120When the Temple of Shiva is established, the brothel will be destroyed.

112Śhivālay mē̃ tō ānā hī hai .

121You have to go to the Temple of Shiva.

113Kōī yē śharīr chhōṛ jākar prince princess banē̃gē .

122Some will shed their bodies and become princes and princesses.

114Kōī prajā mē̃ chalē jāyēṅgē .

123Some will become part of the subjects.

115Jinkī bilkul line clear hai , ēk bāp K|kē sivāē aur kōī key|kī yād nahī̃ ātī hai , unkō kahā jātā hai pūrē beggar .

124Those whose line of the intellect is completely clear and who remember no one but the one Father are said to be complete beggars.

116Śharīr kō bhī yād nahī̃ karnā hai arthāt jītē jī marnā hai .

125You mustn't even remember your body, that is, you must die alive.

117Hamkō tō ab apnē bēhad K|kē ghar jānā hai .

126We now have to go to our unlimited home.

118Apnē ghar kō bhūl gayē thē . 119Ab bāp nē yād dilāyā hai .

127We had forgotten our home and so the Father has now reminded us of it.

120Bāp mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō samjhātē haĩ tum vānaprasthī hō .

128The Father explains to you sweetest children: You are in the stage of retirement.

121Is samay tum sabkī vānaprasth avasthā hai .

129At this time, it is the stage of retirement for all of you.

122Ab maĩ āyā hū̃ vāṇī sē parē sthān par sab bachchō̃ kō lē jānē kē liē .

130I have now come to take all of you children back to the place beyond sound.

123Vānaprasth avasthā mē̃ jānē kē liē sab bhagat bhakti kartē haĩ .

131All devotees perform devotion in order to go into the stage of retirement.

124Ab bāp samjhātē haĩ sab vānaprasth avasthā mē̃ kaisē jātē haĩ .

132The Father now explains to you how you go into the stage of retirement.

125Unhō̃ kō is akṣhar K|kē arth|earth kā bhī patā nahī̃ sirph nām sunā hai .

133They don't even know the meaning of that expression; they have just heard it.

126Bhal dvāpar sē lēkar laukik gurūō̃ dvārā bahut purūṣhārth kiyā hai parantu vāpis tō kōī jā nahī̃ saktā .

134Although they have been making a lot of effort through their worldly gurus from the copper age onwards, none of them can go back home.

127Bāp kahtē haĩ ab chhōṭē athavā baṛē sabkī vānaprasth avasthā hai .

135The Father says: It is now the stage of retirement for all; young and old.

128Sachchī-sachchī vānaprasth avasthā tō tumhārī hai kyōṅki vāpis jānā hai .

136Yours is the true stage of retirement because you are to return home.

129Bēhad kā bāp sabkō vāpis lē jānē āyā hai .

137The unlimited Father has come to take everyone back home.

130Tō bachchō̃ kō bahut khuśhī hōnī chāhiē .

138You children should remain very happy.

131Tum jāntē hō sabkō bāp hī sweet silence home mē̃ lē jātē haĩ kyōṅki ātmāō̃ kō ab śhānti chāhiē .

139You know that only the Father takes everyone to the sweet silence home because souls now need peace.

132Yahā̃ tō śhānti hō na sakē .

140There cannot be peace here.

133Śhāntidhām kā mālik tō ēk bābā hī hai , jab mālik āyē tab sabkō lē jāyē .

141Only the one Baba is the Master of the land of peace. 142Only when the Master comes can He take everyone back home.

134Bhakti kartē thē śhāntidhām mē̃ jānē kē liē .

143They perform devotion in order to go to the land of peace.

135Aisē kōī nahī̃ kahtē ham sukhdhām mē̃ jāyē̃ .

144No one says they want to go to the land of happiness.

136Bābā kahtē haĩ ham tum bachchō̃ kō promise kartā hū̃ ki tum sabkō ghar lē jāūṅgā agar mērī śhrīmat par chalē̃gē tō . 137Sukhdhām mē̃ kōī na bhī chalē , śhāntidhām mē̃ tō jarūr lē jāūṅgā .

145Baba says: I promise you children that I will take all of you back home if you follow My shrimat. 146Even if some don't go to the land of happiness, I will definitely take them to the land of peace. 147I won't leave anyone alone.

138Chōṛūgā̃ kiskō bhī nahī̃ . 139Nahī̃ chalē̃gē tō sajāyē̃ dēkar , mārpīṭ dilākar bhī lē calūṅgā .

148If you don't come back with Me, there will be punishment; there will be beating and then I will take you back.

140Jaisē bachchō̃ kō sazā dī jātī hai nā . 141Tum bachchō̃ kō bhī aisē lē chalē̃gē kyōṅki drama mē̃ part hī aisā hai isliē apnī kamāī kar chalō tō achchhā hai .

149Just as children are punished, so I will also take you children back in the same way because such is that part of the drama. 150Therefore, it is better if you come with Me having earned your income.

142Pad bhī achchhā milēgā .

151You will also receive a good status.

143Pichhāṛī mē̃ ānē vālē kyā sukh pāyēṅgē .

152What happiness would those who come at the end receive?

144Bābā kahtē tum chāhō vā na chāhō tumhārē sab śharīrō̃ kō āg lagākar ātmāō̃ kō jarūr lē chalnā hai .

153Baba says: Whether you want it or don't want it, the bodies of all of you will be burnt in the fire and all the souls will definitely be taken home.

145Mērī mat par chal agar sarvguṇ sampann 16 kalā sampūrṇ banē̃gē tō ūñch pad pāyēṅgē kyōṅki mujhē bulāyā hī hai ki āō ghar lē chalō arthāt maut dō .

154If you follow My directions and become all virtuous, sixteen celestial degrees full, you will claim a high status. 155You have called out to Me to take you back home, that is, you have asked for death.

146Yah tō sab jāntē haĩ , maut āyā ki āyā .

156All of you know that death is about to come.

147Chhī-chhī kōī yahā̃ rahnā nahī̃ hai .

157No one dirty is going to remain here.

148Bāp kahtē haĩ maĩ sabkō chhī-chhī duniyā sē jarūr lē jāūṅgā .

158The Father says: I will definitely take everyone away from this dirty world.

149Jō achchhī tarah paṛhē̃gē vahī sukhdhām mē̃ āyēṅgē .

159Those who study well will go to the land of happiness.

150Sukhdhām vā svarg kōī āsmān mē̃ nahī̃ hai .

160The land of happiness or heaven is not up in the sky.

151Tumhārā yādgār mandir dēlvāṛā hai .

161The Dilwala Temple is your memorial.

152Ādi dēv baiṭhā hai . 153Bāpdādā hai nā .

162Adi Dev is also sitting there; there are Bap and Dada.

154Inkē hī śharīr mē̃ bābā virājmān hōtā hai .

163Baba enters this one's body.

155Tum jāntē hō yah bāpdādā dōnō̃ baiṭhē haĩ .

164You know that both Bap and Dada are sitting here.

156Is samay tum bachchē jō rājyōg sīkh rahē hō unkī niśhānī mandir mē̃ dikhāī hai .

165The symbol of you children who are studying Raja Yoga at this time is shown in the temple.

157Mahārathī , ghōṛēsavār bhī haĩ .

166There are elephant riders and horse riders.

158Kalp-kalp hūbahū aisā hī mandir banēgā jō tum jākar dēkhē̃gē .

167Cycle after cycle, an identical temple will be built which you can go and see.

159Tum kahē̃gē yah sab ṭūṭ jāyēṅgē , phir kaisē banē̃gē  ?

168You say: All of that will be destroyed, so how could it be built again?

160Yah khyāl nahī̃ karnā chāhiē .

169You shouldn’t think about that.

161Svarg abhī kahā̃ hai phir svarg K|kē mahal hōṅgē .

170Heaven doesn’t exist now, but there will then be palaces in heaven.

162Yah pahāṛiyā̃ ādi ṭūṭ jāyēṅgī , phir banē̃gī , ābū phir bhī banēgā  !

171All the mountains will break up and then be created again. 172Abu will be created again.

163Bahut bachchē is bāt mē̃ bahut mūñjhtē haĩ .

173Many children are very confused about this aspect.

164Bāp kahtē haĩ mūñjhnē key|kī darkār nahī̃ .

174The Father says: There is no need to be confused.

165Kahtē haĩ - dvārikā samudra kē nīchē chalī gaī phir nikalēgī .

175It is said: Dwarka went beneath the sea and will emerge again.

166Nīchē jō chīz gaī sō gaī , khatm hō jāyēgī .

176Anything that has gone down below has gone; it would be destroyed.

167Tum jāntē hō svarg mē̃ ham apnē mahal ādi banāyēṅgē .

177You know that you will build your palaces in heaven.

168Vahā̃ bilkul hī satōpradhān sab naī-naī chījē̃ hōgī .

178There, everything will be completely new and satopradhan.

169Tum vahā̃ K|kē phal ādi dēkhkar ātē hō .

179You go there in trance and see the fruit of that place etc.

170Tum jāntē hō ham vahā̃ jānē vālē haĩ .

180You know you are going to go there.

171World key|kī history-geography repeat hōtī hai tō svarg bhī repeat hōgā .

181World history and geography repeat and so heaven too will repeat.

172Yah niśhchay hōnā chāhiē .

182Let there be this faith.

173Parantu kiskī takdīr mē̃ nahī̃ hai tō kahē̃gē yah kaisē hō saktā hai . 174Itnē sab phir āyēṅgē phir mahal ādi banē̃gē  !

183However, if it isn't in someone's fortune he would ask: How is it possible for all of those people to come again in order for the palaces etc. to be built again?

175Tum jāntē hō sōmnāth K|kē mandir kō lūṭkar lē jātē haĩ phir bhī mandir banāyēṅgē . 176Yah khēl hī pūjya sē pujārī , pujārī sē pūjya bannē kā hai .

184People looted the Somnath Temple and still people build more temples. 185This play is that of becoming a worshipper from being worthy of worship and changing from worthy of worship to a worshipper.

177Brāhmaṇ , dēvtā , kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra . . . yah chakra hai .

186There is the cycle of Brahmins, deities, warriors, merchants and shudras.

178Tum bachchē padmāpadam bhāgyaśhālī bantē hō .

187You children become multimillion times fortunate.

179Tumhārē kadam mē̃ padam kā chhāp lag jātā hai .

188Your every step is imprinted with multimillions.

180Tum jāntē hō hamārē kadam mē̃ padam haĩ arthāt paṛhāī K|kē kadam mē̃ padam samāyē huē haĩ .

189You know that you have multimillions in every step, that is, multimillions are merged in every step of your study.

181Jitnā paḍhēṅgē utnā ūñch pad pāyēṅgē .

190The more you study, the higher the status you will claim.

182Satyug hai golden age .

191Satyug is the golden age.

183Vahā̃ key|kī dharnī bhī kitnī sundar hōtī hai .

192The land there is so beautiful!

184Kitnē sundar mahal bantē haĩ .

193So many beautiful palaces are built.

185Her|har chīz satōpradhān hōtī hai .

194Everything there is satopradhan.

186Dēkhnē sē hī nain ṭhaṇḍē hō jātē haĩ .

195Your eyes become cool as soon as you see them.

187Aisī rājdhānī K|kē tum mālik ban rahē hō , tō kitnā achchhī rīti purūṣhārth karnā chāhiē .

196You are becoming the masters of such a kingdom and so you should make such good effort.

188Purūṣhārth sē hī prārabdha bantī hai .

197Only when effort is made is a reward created.

189Bachchō̃ kō gyān tō buddhi mē̃ hai .

198You children have knowledge in your intellects.

190Bāp kō yād karnā hai , laukik sambandh sē mamatva miṭānā hai sirph ēk bāp kō yād karnā hai .

199Remember the Father and end all attachment to worldly relations. 200Simply remember the one Father.

191Achchhā  !

201Achcha.

192Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād pyār aur good morning .

202To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

193Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

203The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

194Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

204Essence for dharna:

1951 ) bāp kī yād mē̃ rah sadā harṣhit rahnā hai . 196Kabhī murjhānā nahī̃ hai .

205 1. Stay in remembrance of the Father and remain constantly cheerful.

197Bīmārī mē̃ bhī murlī jarūr sunnī va paṛhnī hai .

206Never wilt. 207Definitely listen to or read a murli even when you are ill.

1982 ) paṛhāī sē kadam-kadam mē̃ padam jamā karnē haĩ aur saṅg tōṛ ēk bāp sē jōṛnā hai .

208 2. Accumulate multimillions at every step in this study and break away from everyone else and connect yourself to the one Father.

199Vardān  : sadā her|har saṅkalp aur karma mē̃ brahmā bāp kō follow karnē vālē samīp aur samān bhav

209Blessing: May you always follow Father Brahma in your thoughts and actions and become close and equal to him. 210 Father Brahma achieved success in every task with his determined thoughts. 211He demonstrated belonging to the one Father and none other practically. 212He never became disheartened.

200Jaisē brahmā bāp nē dr̥iṛh saṅkalp sē her|har kārya mē̃ saphaltā prāpt kī , ēk bāp dūsrā na kōī - yah practical mē̃ karma karkē dikhāyā .

213He was always victorious with the lesson of “nothing new”. 214He changed a situation as big as the Himalayas into cotton wool and found a way. 215He was never afraid. 216Constantly keep a big heart in the same way.

217Be happy.

201Kabhī dilśhikasta nahī̃ banē̃ , sadā nothing new K|kē pāṭh sē vijayī rahē , himālay jaisī baṛī bāt kō bhī pahāṛ sē rūī banāē rāstā nikālā , kabhī ghabrāyē nahī̃ , aisē sadā baṛī dil rakhō , dilkhuśh rahō . 202Her|har kadam mē̃ brahmā bāp kō follow karō tō samīp aur samān ban jāyēṅgē . 203Slōgan  : atīndriya sukh kā anubhav karnā hai tō gōpī vallabh key|kī sachchī-sachchī gōpikā banō .

218Follow Father Brahma in every step and you will become close and equal to him. 219Slogan: In order to experience supersensuous joy, become a true gopika of Gopi Vallabh (Father of the gopis).

204Lavlīn sthiti kā anubhav karō

220*** Om Shanti *** 221Experience the stage of being merged in love.

205Jitnā bēhad key|kī prāptiyō̃ mē̃ magan rahē̃gē utnā had key|kī ākarṣhaṇ sē parē rah paramātma pyār mē̃ samānē kā anubhav karē̃gē .

222To the extent that you are merged in the unlimited attainments, accordingly you will stay beyond limited attractions and experience yourself to be merged in God’s love.

206Āpkī yah lavlīn sthiti vātāvaraṇ mē̃ rūhāniyat key|kī khuśhbū phailāyēgī .

223Your stage of being merged in love will spread the fragrance of spirituality in the atmosphere.