बुधवार 12 जनवरी 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
012-01-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban 1 « mīṭhē bachchē - bāp sē pūrā varsā lēnē kē liē vikārō̃ kā dān jarūr dēnā hai , dēhī-abhimānī bannā hai , mama bābā kahtē hō tō lāyak banō . 2' '
0 12/01/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
3Praśhna : āstik banē huē bachchē bhī kis ēk bāt K|kē kāraṇ nāstik ban jātē haĩ ?
1Essence: Sweet children, in order to claim your full inheritance from the Father, you definitely have to donate the vices, become soul conscious and, since you say, "Mama, Baba", become worthy.
4Uttar : dēh-abhimān K|kē kāraṇ , jō kahtē ham sab kuchh jāntē haĩ . 5Purānī chāl chhōṛtē nahī̃ . 6Gyān key|kī gōlī lagnē kē bād phir māyā key|kī gōlī khātē rahtē .
2Question: Due to which one reason do some children who have become theists become atheists?
7Maĩ ātmā hū̃ , dēhī-abhimānī bannā hai , is bāt kō bhūlnē sē āstik banē huē bhī nāstik ban jātē haĩ .
3Answer: Because of body consciousness, children say that they know everything, so they don’t stop behaving in their old ways.
8Īśhvarīy gōd sē mar jātē haĩ .
4Even after being shot by knowledge, they continue to be shot by Maya.
9Gīt : āj nahī̃ tō kal …
5Even those who have become theists become atheists, by forgetting, "I am a soul and I have to become soul conscious". 6They leave God's lap and die. 7Song: If not today, then tomorrow, these clouds will disperse!
10Ōm śhānti .
8Om shanti.
11Vah bhī ghaṛī hai , yah bēhad key|kī ghaṛī hai .
9That is a clock and this is the unlimited clock.
12Usmē̃ bhī quarter , half aur full dikhāyā hai , ismē̃ bhī aisē hai .
10Quarter, half and full are shown on that clock as well as on this one.
134 hissē haĩ .
11There are four parts.
1415-15 minute milē huē haĩ .
12Each part is given 15 minutes.
15Vaisē yah phir ēk sē śhurū karē̃gē . 16Ismē̃ ādhākalp hai din , ādhākalp hai rāt .
13In the same way, here, you begin with 1 and it is the day for half the cycle and then it is the night for half the cycle.
17Jaisē nakśhē mē̃ dēkhā - north pōl mē̃ 6 mās rāt hōtī hai tō jarūr south pōl mē̃ 6 mās din hōgā .
14When you look at a map, at the North Pole, it is the night for six months and so, at the South Pole, it would definitely be the day for six months.
18Yahā̃ bhī brahmā kā din ādhākalp tō brahmā kī rāt ādhā-kalp .
15Here, too, the day of Brahma is half the cycle and the night of Brahma is half the cycle.
19Duniyā vālē yah nahī̃ jāntē ki yah drama kā chakra hai , jiskō kalpa vr̥ikṣha bhī kahā jātā hai , inkī āyu kitnī hai .
16People of the world don't know that this is the cycle of the drama and it is also called the kalpa tree. 17What is its duration?
20Nām hī hai kalpa vr̥ikṣha , itnī āyu vālā baṛā vr̥ikṣha tō kōī hōtā nahī̃ isliē inkī bhēṇṭ banyan tree sē kī jātī hai .
18Its name is the kalpa tree. 19There cannot be a tree of such a long duration. 20Therefore, this tree is compared to a banyan tree.
21Unkā bhī foundation saṛ gayā hai , bākī jhāṛ khaṛā hai isliē gāyā bhī jātā hai ki ēk ṭāṅg ṭūṭ gaī hai , bākī 3 pair par khaṛē haĩ .
21The foundation of that too has decayed but the tree is still standing. 22Therefore, it is remembered: One leg is broken and the other three legs are OK, (belief that a bull supports the world).
22Duniyā mē̃ yah kōī nahī̃ jāntē ādhākalp din aur ādhākalp rāt athavā ādhākalp gyān aur ādhākalp bhakti . 23Vah ādhā-ādhā nahī̃ kar saktē .
23No one in the world knows there is day for half the cycle and night for half the cycle, that is, there is knowledge for half the cycle and devotion for half the cycle.
24Satyug kō bahut time dē diyā hai tō ādhā-ādhā nahī̃ hō saktā . 25Kōī hisāb hī nahī̃ rahtā .
24Because they have given a long time to the golden age, they cannot say it is half and half; there is no calculation.
26Manuṣhya āstik aur nāstik akṣhar kā bhī arth|earth nahī̃ samajhtē .
25People don’t even understand the meaning of the words ‘theist’ and ‘atheist’.
27Ādhā kalp sr̥iṣhṭi āstik rahtī hai , ādhā kalp nāstik rahtī hai .
26The world is theist for half the cycle and atheist for half the cycle.
28Vah āstik-panē kā varsā bāp sē miltā hai .
27The inheritance of theists is received from the Father.
29Kōī bhī nahī̃ jāntē tō śhivrātri kab hōtī hai .
28No one knows when it is Shiv Ratri (Night of Shiva).
30Time tō hōnā chāhiē nā , jabki bāp ākar rāt kō din banāvē .
29There has to be a time when the Father comes and changes night into day.
31Bābā kō hī ākar bhakti kā phal dē bhakti sē chhuṛānā hai .
30Baba alone has to come and give us the fruit of our devotion and liberate us from doing devotion.
32Parampitā paramātmā kō ānā bhī jarūr hai .
31The Supreme Father, the Supreme Soul, definitely has to come.
33Pukārtē haĩ patit-pāvan āō .
32People call out: O Purifier, come!
34Patit-pāvan kaun hai - yah nahī̃ jāntē , isliē unkō nāstik kahā jātā hai .
33They don’t know who the Purifier is and that is why they are called atheists.
35Jānnē vālō̃ mē̃ bhī number-vār purūṣhārth anusār haĩ .
34Those who know are also numberwise according to the efforts they make.
36Yahā̃ rahnē vālē bhī accurate na jānnē kāraṇ āśhcharyavat sunantī , kathantī , bhāgantī hō jātē haĩ .
35Because of not knowing accurately, even those who stay here become those who are amazed, who listen to knowledge, relate it to others and then run away.
37Bābā kā pahlā-pahlā pharmān hai - pavitratā kā . 38Bahut centres haĩ jahā̃ vikārī manuṣhya bhī amr̥it pīnē jātē haĩ , dhārṇā kuchh bhī nahī̃ kar saktē .
36Baba's first order is for purity. 37There are many centres where people who indulge in vice also go to drink nectar. 38They are unable to imbibe anything; they don’t even renounce the vices.
39Vikārō̃ kō bhī nahī̃ chhōṛtē . 40Jō amr̥it chhōṛ viṣh pītē haĩ unkō bhasmāsur kahā jātā hai .
39Those who stop drinking nectar and drink poison are called ‘Bhasmasur’ (devil who burnt himself to death).
41Kām chitā par chaṛh bhasma hō jātē haĩ , dēvtā bantē nahī̃ .
40They climb onto the pyre of lust and are burnt; they don’t become deities.
42Pahlē vikārō̃ kā dān dēnā chāhiē .
41First of all, the donation of vices has to be given.
43Dān dē̃ tab bābā mama kahnē lāyak hō̃ .
42Only when you donate those can you become worthy of saying, "Mama, Baba".
44Krōdh bhī cum|kam nahī̃ .
43Anger is no less.
45Krōdh mē̃ ākar pahlē tō gālī dētē haĩ phir mārnē bhī śhurū kar dētē haĩ . 46Ēk dō kā khūn bhī kar dētē haĩ .
44When people get angry, they first of all start insulting and then hitting one another; they even kill one another.
47Akhbārō̃ mē̃ aisē samāchār bahut chhaptē haĩ .
45A lot of news like that is printed in the newspapers.
48Bābā sē varsā lēnā hai tō in vikārō̃ sē , jinsē durgati huī hai , uskā dān jarūr dēnā paṛē .
46If you want to claim your inheritance from Baba, you definitely have to donate the vices that have brought you into degradation.
49Bābā kahtē haĩ bachchē tumkō aśharīrī ban chalnā hai , yah dēh-bhān chhōṛō .
47Baba says: Children, you have to be bodiless as you move along. 48Renounce body consciousness.
50Kitnā samay tum dēh-abhimānī rahē hō .
49You have been body conscious for so long.
51Satyug mē̃ tum ātma-abhimānī thē .
50In the golden age you were soul conscious.
52Tum samajhtē thē ham ātmā ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētē haĩ .
51You souls understood that you shed a body and take another.
53Vahā̃ māyā hōtī nahī̃ isliē duḥkh key|kī bāt nahī̃ rahtī .
52Maya doesn't exist there and that is why there is no question of sorrow there.
54Yahā̃ tō baṛā ādmī bīmār paṛē tō akhbār mē̃ paṛ jātā hai .
53Here, if an eminent person falls ill, it is printed in the newspapers.
55Kitnā unkō bachānē key|kī kōśhiśh kartē haĩ .
54They try so hard to save him.
56Dēkhō , is samay pope kā kitnā mān hai .
55Look how much regard the Pope has at this time!
57Parantu is samay sab haĩ nāstik .
56However, at this time, all are atheists.
58God father kō jāntē hī nahī̃ tō nāstik kahē̃gē nā .
57They don't know God, the Father, and so they would be called atheists.
59Kōī bāp kō 5-7 bachchē hō tō bachchē kahē̃gē kyā ki yah bāp hamārā sarvavyāpī hai .
58If a father has five or seven children, would the children say that their father is omnipresent?
60Yah bāp bhī kahtē haĩ maĩ rachayitā hū̃ , yah mērī rachnā hai .
59This Father says: I am the Creator and this is My creation.
61Rachnā mē̃ rachayitā vyāpak kaisē hō sakēgā .
60How could the Creator be present in the creation?
62Kitnī sahaj bāt hai , phir bhī samajhtē nahī̃ haĩ isliē bāp samjhātē rahtē haĩ pahlē nāstik sē āstik banāō jō kahē tō barōbar parampitā paramātmā hamārā bāp hai , unsē varsā lēnā hai .
61This is such a simple matter, and yet people don't understand it. 62This is why the Father continues to explain: First of all, make atheists into theists so they say that the Supreme Father, the Supreme Soul, truly is their Father and that they have to claim their inheritance from Him.
63Kanyā dān mē̃ jō paisē dētē haĩ , uskō bhī varsā kahē̃gē .
63The money that a girl is given as a donation (dowry) in marriage is also called an inheritance.
64Sukh kā varsā kaun dētē , duḥkh kā varsā kaun dētē , yah nahī̃ jāntē .
64They don't know who gives the inheritance of happiness and who gives the inheritance of sorrow.
65Bhāratvāsī svarg kō hī bhūl gayē haĩ .
65The people of Bharat have forgotten heaven.
66Nām bhī lētē haĩ , kahtē haĩ phalānā svarg mē̃ gayā , parantu samajhtē nahī̃ .
66They speak of it and say, "So-and-so has gone to heaven", but they don't understand it.
67Bāp kahtē haĩ bilkul tuchchh buddhi haĩ .
67The Father says: They have completely degraded intellects.
68Gātē haĩ patit-pāvan āō , parantu apnē kō patit samajhtē thōṛēhī haĩ .
68They sing: “O Purifier, come!” but they don't consider themselves to be impure.
69Bāp kahtē haĩ pahlē alpha par samjhāō .
69The Father says: First of all, explain about Alpha.
70Parampitā paramātmā sē tumhārā kyā sambandh hai !
70What is your relationship with the Supreme Father, the Supreme Soul?
71Jab kahē ham nahī̃ jāntē , bōlō , bāp kō nahī̃ jāntē hō !
71When they say that they don't know, tell them: You don't know your Father?
72Laukik bāp tō śharīr kā rachayitā huā , parampitā paramātmā tō ātmāō̃ kā bāp hai .
72A physical father is the creator of a body, but the Supreme Father, the Supreme Soul, is the Father of all souls.
73Tō kyā tum bāp kō nahī̃ jāntē hō ?
73So, you don't know the Father?
74Kitnī sahaj bāt hai . 75Parantu bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ nahī̃ baiṭhtī .
74This is such an easy thing, but it doesn’t sit in the intellects of some children.
76Nahī̃ tō service karnē lag paṛē̃ .
75Otherwise, they would begin to do service.
77Parampitā paramātmā sē kyā sambandh hai ?
76What is your relationship with the Supreme Father, the Supreme Soul?
78Prajāpitā brahmā sē kyā sambandh hai ?
77What is your relationship with Brahma, the Father of People?
79Vah hai parampitā , yah hai prajāpitā .
78That one is the Supreme Father and this one is the Father of People.
80Prajāpitā tō jarūr phir yahā̃ hōgā nā .
79The Father of People would surely exist here.
81Prajāpitā brahmā kā nām sunā hai ?
80Have you ever heard the name of Brahma, the Father of the People?
82Nirākār paramātmā nē sr̥iṣhṭi kaisē rachī ?
81How did the incorporeal Supreme Soul create the world?
83Tō prajāpitā hai sākār , unkē bachchē be|B . K|kē . bhī jarūr hōṅgē .
82So, Brahma, the Father of the People, is corporeal and so his children would definitely be BKs.
84Bachchē hī varsē K|kē lāyak banē̃gē .
83Only the children would become worthy of the inheritance.
85Parantu achchhē-achchhē bachchē bhī yukti sē samjhātē nahī̃ haĩ .
84However, even good children don't explain clearly with tact.
86Naī-naī bātē̃ bābā samjhātē haĩ phir bhī bachchē apnī hī purānī chāl chaltē rahtē haĩ .
85Baba explains new things but, in spite of that, some children still continue to behave in their old ways; they don't imbibe anything new.
87Naī dhārṇā nahī̃ kartē haĩ . 88Dēh-abhimān rahtā hai .
86They still have body consciousness; they say: We know everything.
89Kahtē haĩ ham sab kuchh jāntē haĩ , parantu pahlī bāt na jānnē K|kē kāraṇ hī phārkatī dē dētē haĩ .
87However, because of not knowing the first thing, they divorce the Father; they become atheists from theists.
90Āstik sē nāstik ban jātē haĩ .
88They come into God's lap and then die.
91Īśhvarīy gōd mē̃ ākar phir mar jātē haĩ .
89They even say, "Baba, Mama", and then see how they die!
92Bābā mama kahtē bhī phir dēkhō martē kaisē haĩ . 93Gōlī lagī māyā key|kī athavā dēh-abhimān key|kī aur yah marā .
90They were shot by the bullet of Maya, that is, by body consciousness and they died.
94Yah hai gyān key|kī gōlī , vah hai māyā key|kī gōlī .
91This is the bullet of knowledge and that is the bullet of Maya.
95Māyā aisī gōlī lagā dētī hai jō ānā hī chhōṛ dētē haĩ .
92Maya shoots them in such a way that they stop coming.
96Tum pāṇḍavō̃ key|kī yuddha māyā sē hai .
93The war of you Pandavas is with Maya.
97Bāp samjhātē haĩ , mujhē gyān sāgar kahtē haĩ .
94The Father explains: I am called the Ocean of Knowledge.
98Gyān sāgar sē gyān gaṅgāyē̃ nikalī haĩ yā pānī key|kī ?
95Is it the Ganges of water that has emerged from the Ocean of Knowledge, or the Ganges of knowledge?
99Vahā̃ gaṅgā kā chitra bhī dēvī kā dikhātē haĩ , phir bhī buddhi mē̃ nahī̃ ātā yah kaun haĩ ?
96There, they even show a picture of Goddess Ganges. 97Even then, it doesn’t enter their intellects who that is.
100Dēvī-dēvtā tō kiskō amr̥it pilā na sakē̃ .
98Deities cannot give anyone nectar to drink.
101Yagya hamēśhā brāhmaṇō̃ dvārā rachā jātā hai .
99A sacrificial fire is always created by brahmins.
102Yagya mē̃ phir laṛāī kī bāt kahā̃ sē I|āī|eye ?
100How could there be any question of a battle in a sacrificial fire?
103Yah bātē̃ sensible bachchē hī samajhtē haĩ .
101Only sensible children understand these things.
104Buddhū tō bhūl jātē haĩ .
102Those who are fools forget them.
105School mē̃ bhī number-vār takdīrvān hōtē haĩ .
103In school, all are fortunate, numberwise.
106Bhal school mē̃ 12 mās baiṭhē rahē̃ parantu paṛhāī par dhyān nahī̃ dētē tō paṛh nahī̃ saktē .
104Although some may have been going to school for 12 months, if they haven't been paying attention, they wouldn’t be able to study.
107Bāp tō ātmāō̃ kō paṛhātē haĩ . 108Vah tō manuṣhyō̃ kō paṛhātē haĩ .
105The Father teaches you souls, whereas they teach human beings.
109Bāp kahtē haĩ hē ātmā suntī hō ?
106The Father asks: O souls, are you listening?
110Aur kōī ātmā sē bāt nahī̃ kar saktē . 111Bāp kahtē haĩ lucky sitārē samajhtē hō ?
107No one else can talk to souls. 108The Father says: Lucky stars, do you believe that I am teaching you?
112Tumkō paṛhātā hū̃ . 113Ātmā hī kartī aur karātī hai .
109It is souls that do everything or enable it to be carried out.
114Karankarāvanhār ātmā bhī hai tō paramātmā bhī hai .
110Souls, as well as the Supreme Soul, are Karankaravanhar.
115Jaisē ātmā , ātmā sē karātī hai vaisē paramātmā bāp ātmāō̃ sē karātē haĩ .
111Just as a soul enables other souls to do something, so the Father too, the Supreme Soul, enables souls to do something.
116Bāp kahtē haĩ maĩ tum ātmāō̃ sē achchhā kām karātā hū̃ .
112The Father says: I make you souls carry out a good task.
117Sabhī kō bāp kā parichay dēnā hai .
113You have to give everyone the Father's introduction.
118Pahlē-pahlē yah praśhnāvalī uṭhāō .
114First of all, give them questionnaire to fill in.
119Vah hai pārlaukik parampitā paramātmā , vah hai laukik pitā .
115This one is the parlokik Supreme Father, the Supreme Soul, and those are physical fathers.
120Ātmā aur śharīr alag hai nā .
116Souls are separate from their bodies.
121Śharīr kā pitā laukik bāp , ātmāō̃ kā pitā parampitā paramātmā . 122Vah hai baṛā bābā .
117A physical father is the father of a body, whereas the Supreme Father, the Supreme Soul, is the Father of souls.
123Sab bhagat unkō hī yād kartē haĩ .
118He is the Senior Baba. 119All devotees remember Him.
124Sarv kā patit-pāvan vah hai .
120He is the Purifier of all.
125Ājkal tō anēk gurū haĩ , jō jagatgurū nām rakhātē haĩ .
121Nowadays, there are so many gurus who have themselves named ‘Jagad Guru’ (world guru).
126Jagat-ambāyē̃ bhī bahut nikalī haĩ .
122There are also many world mothers who have emerged.
127Yah hai sab jhūṭh .
123All of them are false.
128Jhūṭh mē̃ sach kā patā muśhkil paṛtā hai .
124It is with difficulty that the truth is recognised amongst the falsehood.
129Baṛē-baṛē nām rakh baiṭhē haĩ . 130Parantu sach tō chhip na sakē .
125They have given themselves great names, but the truth cannot remain hidden.
131Kahtē haĩ - sach tō biṭhō nach .
126It is said: Where there is truth, the soul dances.
132Dance kartē rahō .
127Continue to dance.
133Dance tō maśhhūr hai .
128Dancing is very famous.
134Tum āstik ban gayē , dhārṇā key|kī tō svarg mē̃ tum dance karnā .
129If you become theists and you imbibe everything, you will dance in heaven.
135Dēvtāyē̃ hī dance karē̃gē .
130Only deities will dance.
136Patit duniyā hai nark .
131The impure world is hell.
137Tō nark kō svarg athavā pāvan duniyā , yah gurū sādhū lōg thōṛēhī banāyēṅgē .
132Those gurus and holy men are not going to change hell into heaven and the pure world.
138Iskō kahā jātā hai kumbhī pāk nark .
133This is called the extreme depths of hell.
139Svarg kō kahā jātā hai śhivālay .
134Heaven is called Shivalaya, the Temple of Shiva.
140Pahlē tō yah likhvā lō ki parampitā paramātmā hamārā bāp hai , usnē prajāpitā brahmā dvārā hī brāhmaṇō̃ key|kī rachnā rachī hai .
135First of all, get them to write that the Supreme Father, the Supreme Soul, is their Father. 136He has created Brahmins through Brahma, the Father of People.
141Ham śhivbābā K|kē pōtrē ṭhaharē .
137We are Shiv Baba's grandchildren.
142Varsā bhī vahī dēgē .
138He will give us the inheritance.
143Gyān sāgar bhī vahī hai .
139He is also the Ocean of Knowledge.
144Avināśhī gyān ratna brahmā dvārā dētē haĩ .
140He gives us the imperishable jewels of knowledge through Brahma.
145Pahlē brahmā kō miltē haĩ phir mukh vaṅśhāvalī kō miltē haĩ .
141First of all, Brahma receives them and then the mouth-born creation receive them.
146School mē̃ bhī kōī-kōī pīchhē ānē vālē bhī tīkhē nikal jātē haĩ kyōṅki paṛhāī achchhī kartē haĩ .
142At schools too, some who started late go ahead quickly because they study well. 143Here, you have to study and also teach others very well.
147Yahā̃ bhī achchhī rīti paṛhnā aur paṛhānā hai . 148Jō āp samān na banāvē , tō jarūr unmē̃ kuchh na kuchh khāmiyā̃ haĩ isliē dhārṇā nahī̃ hōtī .
144Those who don't make others similar to themselves definitely have something lacking in them, for this is why they are unable to imbibe.
149Kām vikār kā agar semi naśhā bhī hōgā tō dhārṇā muśhkil hōgī .
145If there is even semi-intoxication of the vice of lust, it will be difficult to imbibe anything.
150Likhtē haĩ bābā kām kā tūphān bahut taṅg kartā hai . 151Bētālā banā dētā hai .
146Some write: Baba, storms of lust harass me a great deal; they drive me crazy.
152Bāp kahtē haĩ bachchē kām mahāśhatru hai , unkō yōgbal sē jītō .
147The Father says: Children, lust is a great enemy. 148Conquer it with the power of yoga.
153Kalp pahlē bhī tumnē jītā hai .
149You conquered it in the previous cycle.
154Bāp key|kī gaddī par baiṭhē hō . 155Unkē pīchhē royal gharānā bhī hai .
150You are sitting on the Father's throne, and there is the royal family after that.
156Sirph ēk janm pavitra bannē sē itnā ūñch ban jāyēṅgē .
151By becoming pure for just one birth, you will become so elevated.
157Pavitra na rahnē sē bahut ghāṭā paṛ jāyēgā .
152By not becoming pure, you will have a great loss.
158Maut sāmnē khaṛā hai .
153Death is standing just ahead.
159Accident ādi kitnē hōtē rahtē haĩ .
154So many accidents continue to take place.
160Rajōpradhān K|kē samay itnā maut nahī̃ hōtā hai .
155Not as many deaths took place when it was the rajopradhan period.
161Ab tō pomp hai .
156Now, there is so much pomp.
162Āgē itnī maśhīnē̃ ādi nahī̃ thī .
157Earlier, there weren't so many machines etc.
163Āgē laṛāī kōī steamer athavā aeroplane sē thōṛēhī hōtī thī .
158In earlier days, they never used to battle with steamers and aeroplanes.
164Yah tō sab ab nikalē haĩ . 165Yahā̃ thē nahī̃ .
159All of those have emerged now; they didn't exist before.
166Pahlē satyug mē̃ thē tō phir saṅgam par hī hōnā chāhiē . 167Jō sukh phir tumkō svarg mē̃ milnā hai .
160They existed in the golden age and so they would have to exist at the confluence age and you will experience this happiness in heaven.
168Aeroplane jō banātē haĩ vah bhī vahā̃ hōṅgē .
161Those who build aeroplanes will also be there.
169Prajā mē̃ bhī kōī na kōī ā jāyēṅgē .
162Someone or other will go into the subjects.
170Saṅskār lē jāyēṅgē phir ākar banāyēṅgē .
163They will carry those sanskars with them and then build them there.
171Abhī banātē haĩ vināśh kē liē phir sukh K|kē kām mē̃ āyēṅgē .
164At the moment they build them for destruction, whereas at that time they will be used to give happiness.
172Vahā̃ tō phulaprūph hōṅgē .
165They will be full proof there.
173Māyā key|kī pomp sē vināśh hōgā .
166Destruction will take place through the pomp of Maya.
174Vināśh tō jarūr hōnā hai nā .
167Destruction definitely has to take place.
175Brāhmaṇō̃ dvārā yagya bhī rachā huā hai , ismē̃ sārī purānī duniyā svāhā hō jāyēgī .
168This sacrificial fire has been created through Brahmins and the whole of the old world will be sacrificed into it.
176Brāhmaṇō̃ dvārā hī yagya rachtē haĩ , miltā bhī brāhmaṇō̃ kō hai .
169Sacrificial fires are always created by those brahmins but it is you Brahmins who will receive everything.
177Brāhmaṇ varṇa hī sō dēvtā varṇa bantā hai .
170Those who belong to the Brahmin clan will then belong to the deity clan.
178Śhivbābā brahmā dvārā brāhmaṇ banātē haĩ .
171Shiv Baba creates Brahmins through Brahma.
179Brāhmaṇ phir dēvtā bantē haĩ .
172Brahmins then become deities.
180Kitnī sīdhī bāt hai , parantu bachchō̃ par baṛā wonder lagtā hai jō itnī sahaj bāt bhī kaī bachchē dhāraṇ nahī̃ kar saktē haĩ .
173This is such a straightforward matter but Baba is amazed at some children. 174Some children are unable to imbibe such a simple thing!
181Achchhā !
175Achcha.
182Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
176To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
183Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
177The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
184Dhārṇā kē liē mukhya sār :
178Essence for dharna:
1851 ) bāp kē sāth sadā sachchē rahnā hai .
179 1. Always remain honest with the Father.
186Vikārō̃ kā dān dēkar phir bhasmāsur nahī̃ bannā hai .
180After donating the vices, don't become Bhasmasur (devil who burnt himself to death).
187Pavitratā kā pharmān jarūr pālan karnā hai .
181Definitely follow the order of purity.
1882 ) vikārō̃ K|kē sūkṣhma naśhē kō yōgbal sē samāpt karnā hai .
182 2. Finish the subtle intoxication of vices with the power of yoga. 183Study very well and also teach others.
189Paṛhāī achchhī rīti paṛhnī aur paṛhānī hai . 190Vardān : mañjil kō sāmnē rakh brahmā bāp kō follow kartē huē first number lēnē vālē tīvr puruṣhārthī bhav
184Blessing: May you be an intense effort-maker who follows Father Brahma and claims a first number by keeping your destination in front of you. 185 Intense effort-makers always keep their destination in front of them. 186They never look around here and there.
191Tīvr puruṣhārthī K|kē sāmnē sadā mañjil hōtī hai .
187Souls who claim a first number see but do not see, hear but do not hear anything wasteful.
192Vē|way kabhī yahā̃ vahā̃ nahī̃ dēkhtē .
188They keep their destination in front of them and follow Father Brahma.
193First number mē̃ ānē vālī ātmāyē̃ vyarth kō dēkhtē huē bhī nahī̃ dēkhtī , vyarth bātē̃ suntē huē bhī nahī̃ suntī . 194Vē|way mañjil kō sāmnē rakh brahmā bāp kō follow kartī haĩ .
189Father Brahma considered himself to be one who does as he performed actions and never considered himself to be the one who inspires everything. 190This was why he was always light even while looking after his responsibilities. 191Follow the Father in the same way.
195Jaisē brahmā bāp nē apnē kō karanhār samajhkar karma kiyā , kabhī karāvanhār nahī̃ samjhā , isliē jimmēvārī sambhāltē bhī sadā halkē rahē . 196Aisē follow father karō . 197Slōgan : jō bāt avasthā kō bigāṛnē vālī hai - usē suntē huē bhī nahī̃ sunō . 198Lavlīn sthiti kā anubhav karō
192Slogan: Hear but do not hear anything that would spoil your stage.
199Bāp kā bachchō̃ sē itnā pyār hai jō rōz pyār kā respond dēnē kē liē itnā baṛā patra likhtē haĩ .
193*** Om Shanti *** 194Experience the stage of being merged in love. 195The Father has so much love for the children that He writes such a long letter every day to give a response of love.
200Yādpyār dētē haĩ aur sāthī ban sadā sāth nibhātē haĩ , tō is pyār mē̃ apnī sab kamjōriyā̃ kurbān kar samān sthiti mē̃ sthit hō jāō .
196He gives love and remembrance and fulfils His companionship as a Companion. 197Surrendering all your weaknesses out of this love, remain stable in a stage of being equal.