गुरुवार 13 जनवरी 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

013-01-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 13/01/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

1 «  mīṭhē bachchē - tumhē̃ is kāṇṭō̃ K|kē jaṅgal kō daivī phūlō̃ kā bagīchā banānā hai , naī duniyā kā nirmāṇ karnā hai ' ' 2Praśhna  : tum bachchē bāp kē sāth kaun see|sī|C sēvā kartē hō jō kōī bhī nahī̃ kartā  ?

1Essence: Sweet children, you have to make this forest of thorns into a garden of divine flowers and construct the new world.

3Uttar  : sārē viśhva mē̃ sūryavanśhī , chandravanśhī rājdhānī key|kī sthāpanā karnē key|kī sēvā tum bachchē hī bāp K|kē sāth-sāth kartē hō jō kōī bhī nahī̃ kar saktā .

2Question: What service, which no one else can do, do you children do with the Father?

4Tum abhī naī duniyā kā foundation lagā rahē hō tō jarūr is purānī duniyā kā vināśh hōgā .

3Answer: Only you children do the service with the Father of establishing the sun and moon-dynasty kingdoms.

5Daivī phūlō̃ kā bagīchā banānā , kāṇṭō̃ K|kē jaṅgal kō khatm karnā - yah bāp kā hī kām hai .

4No one else in the whole world can do this. 5You are now laying the foundation of the new world.

6Gīt  : ōm namō śhivāē …

6Therefore, this old world is definitely to be destroyed. 7To create a garden of divine flowers and to destroy the forest of thorns is the task of the Father alone. 8Song: Salutations to Shiva.

7Ōm śhānti .

9Om shanti.

8Jab kōī sādhū sant yā vidvān lōg bhāṣhaṇ kartē haĩ tō pahlē kōī na kōī kō namastē kartē haĩ .

10When any sages or holy men give lectures, they first of all say “Salutations” to someone or other.

9Kōī śhivāē namaḥ kahtē , kōī kr̥iṣhṇa namaḥ kahtē , kōī gaṇēśh namaḥ bhī kahtē haĩ .

11Some say "Salutations to Shiva", some say "Salutations to Krishna" and some even say "Salutations to Ganesh”.

10Parantu namastē tō ūñchē tē ūñchē ēk bāp kō hī karnā chāhiē .

12However, salutations should be said to the one highest-on-high Father.

11Bachchē jāntē haĩ ūñchē tē ūñchā ēk bhagvān hai , uskā nām śhiv hai .

13You children know that the Highest on High is the one God and His name is Shiva.

12Gātē bhī haĩ śhivāē namaḥ .

14It is even sung: Salutations to Shiva.

13Śhiv kō hamēśhā bābā kahtē haĩ .

15Shiva is always called Baba.

14Śhivbābā pahlē-pahlē rachnā rachtē haĩ .

16First of all, Shiv Baba creates creation.

15Rachayitā ēk hai , rachnā bhī vāstav mē̃ ēk hai .

17The Creator is One and, in fact, there is also only one creation.

16Rachtā bāp kō aur rachnā duniyā kō kahā jātā hai .

18The Father is called the Creator and the world is called creation.

17Bāp jō duniyā create kartē haĩ sō jarūr naī hī create karē̃gē . 18Parantu bāp jarūr purānī duniyā mē̃ hī āyēṅgē , isliē bāp kō patit-pāvan kahā jātā hai .

19The world that the Father creates would surely be a new world but He would definitely come in the old world and this is why He is called the Purifier.

19Sārī duniyā K|kē manuṣhya mātra usmē̃ bhī khās bhāratvāsī bāp kō yād kartē haĩ ki patit-pāvan āō .

20All human beings of the world in general, and the people of Bharat in particular, remember the one Father: O Purifier, come!

20Jab sab duḥkhī aur patit hō jātē haĩ tab hī bāp kō pukārtē haĩ . 21Parantu duḥkhī kab huē aur yād kab sē kartē haĩ , yah nahī̃ jāntē .

21Everyone calls out to the Father when they have become unhappy and impure but they don't know when they became unhappy or since when they have been remembering the Father.

22Bāp baiṭh samjhātē haĩ - āgē bhī samjhāyā thā ki hē bachchē tum apnē duḥkh-sukh K|kē janmō̃ kō nahī̃ jāntē hō .

22The Father sits here and explains. 23He said earlier too: O children, you don’t know your births of happiness and sorrow.

23Maĩ jō gyān kā sāgar , knowledgeful hū̃ vah baiṭh tumkō samjhātā hū̃ .

24I, the Ocean of Knowledge, the knowledge-full One, sit here and explain to you.

24Śhivbābā kahtē haĩ maĩ manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp bhī hū̃ , mujhē patit-pāvan bhī kahtē haĩ tō jarūr patit duniyā bhī hai , pāvan duniyā bhī hai .

25Shiv Baba says: I am the Seed of the human world tree. 26I am called the Purifier. 27Therefore, there is definitely an impure world and a pure world.

25Pāvan duniyā kō heaven athavā garden kahā jātā hai phir jab duniyā patit hōtī hai tō kāṇṭō kā jaṅgal kahā jātā hai .

28The pure world is called heaven and the garden, and then, when the world becomes impure, it is called a forest of thorns.

26Bēśhumār manuṣhya hō jātē haĩ . 27Māyā kā rājya śhurū hō jātā hai .

29It is then that the kingdom of Maya begins and there are countless human beings.

28Kiskō bhī samjhānā hai ki āj sē 5 hajār varṣh pahlē bhārat garden of|off god thā .

30Explain to anyone who comes that, 5000 years before today, Bharat became the garden of God.

29Manuṣhya bahut sukhī thē .

31People there were very happy.

30Naī duniyā mē̃ sirph bhārat hī thā . 31Kōī bhī khaṇḍ kā nām niśhān bhī nahī̃ thā .

32There was just Bharat in the new world; there was no name or trace of any other land.

32Nayē bhārat mē̃ phir naī dēhlī bhī thī , jiskō paristān bhī kahā jātā thā .

33In new Bharat, there was also New Delhi which was called the land of angels.

33Bhārat hīrē jaisā thā , uskō hī sukhdhām bhī kahtē thē .

34Bharat was like a diamond and it used to be called the land of happiness.

34Ab tō bhārat purānā hai , unkō hī duḥkhdhām kahtē haĩ .

35Bharat is now old and it is called the land of sorrow.

35Ab bābā samjhātē haĩ ājkal dēhlī mē̃ viśhva nav nirmāṇ pradarśhanī kar rahē haĩ , manuṣhyō̃ kō samjhānē kē liē ki yah viśhva nayā kaisē hōtā hai .

36Baba now explains: In Delhi, they are now putting on an exhibition about the construction of the new world in order to explain to people how this world can become new.

36Chitra sāmnē rakhkar aur kōī samjhā na sakē , na kōī aisī viśhva nav nirmāṇ pradarśhanī khōl sakē .

37No one else can explain this with pictures in front of him, nor can anyone else have such an exhibition about the construction of the new world.

37Yah pahlā bār hī hai jō brahmākumār kumāriyā̃ baiṭh samjhātē haĩ .

38This is the first time that the Brahma Kumars and Kumaris are explaining this.

38Bhārat nayā thā tab hī sukhī thē .

39When Bharat was new, everyone was happy.

39Lakṣhmī-nārāyaṇ rājya kartē thē .

40Lakshmi and Narayan used to rule there.

40Viṣhṇupurī naī duniyā thī .

41The land of Vishnu was the new world.

41Naī duniyā kā nirmāṇ yānī foundation lagānā - yah parampitā paramātmā kā hī kām hai .

42It is the task of the Supreme Father, the Supreme Soul, alone to create the new world, that is, to lay the foundation.

42Bhāratvāsī jō khud hī apnē kō patit bhraṣhṭāchārī kahtē haĩ vē|way nayē viśhva kā nirmāṇ kar na sakē̃ .

43The people of Bharat who call themselves impure and corrupt cannot carry out the construction of the new world.

43Tum jāntē hō - vō lōg kyā-kyā foundation lagātē haĩ .

44You know what foundations those people have.

44Bāp kahtē haĩ maĩ svarg naī duniyā kā foundation lagātā hū̃ .

45The Father says: I lay the foundation of heaven, the new world.

45Purānī duniyā kā vināśh hōnā hai .

46The old world is to be destroyed.

46Yah hai kāṇṭō key|kī duniyā .

47This is a world of thorns.

47Manuṣhya jaisē kāṇṭē haĩ . 48Ēk dō kō duḥkh dētē rahtē haĩ .

48Human beings are like thorns; they continue to cause sorrow for one another.

49Bhārat garden of|off allāh thā .

49Bharat was the Garden of Allah.

50God nē sthāpan kiyā thā .

50God established it.

51Śhivāē namaḥ bhī kahtē haĩ .

51They also say: Salutations to Shiva.

52Śhivbābā nē kaisē sthāpan kiyā  ?

52How did Shiv Baba establish it?

53Barōbar brahmā dvārā garden of|off allāh vā daivī phūlō̃ kā bagīchā sthāpan kar rahē haĩ .

53He is truly establishing the Garden of Allah, the garden of divine flowers, through Brahma.

54Kāṇṭō K|kē jaṅgal kō badal daivī svarājya sthāpan karē̃gē .

54He will change the forest of thorns and establish the deity sovereignty.

55Bachchō̃ kō nimantraṇ dētē haĩ .

55He gives you children an invitation.

56Yahā̃ bhī bachchō̃ nē nimantraṇ diyā ki bābā ākar dēkhō ki ham chitrō̃ par kaisē samjhātē haĩ ki naī duniyā kī sthāpanā aur purānī duniyā kā vināśh kaisē hō rahā hai .

56Here, too, children gave an invitation: Baba, come and see how we use the pictures to explain how the new world is being established and how the old world is to be destroyed.

57Āp ākar dēkhō aur śhrīmat dō .

57Come and see this and give us shrimat.

58Bulā rahē haĩ .

58They invite Him.

59Ab in chitrō̃ par kiskō samjhānā tō bahut sahaj hai .

59It is very easy to explain to someone by using these pictures.

60Ūpar mē̃ parampitā paramātmā kā chitra hai .

60At the top, there is the picture of the Supreme Father, the Supreme Soul.

61Śhivāē namaḥ sabsē ūñch hai . 62Vah phir naī duniyā rachtē haĩ .

61Shiva, to whom they say “Salutations”, is the highest. 62He creates the new world.

63Nayē bhārat mē̃ in dēvī-dēvtā , lakṣhmī-nārāyaṇ kā hī rājya thā .

63There was the kingdom of Lakshmi and Narayan and just those deities in new Bharat.

64Tō ūñchē tē ūñchā parampitā paramātmā , vah phir sē sūryavanśhī , chandravanśhī rājdhānī key|kī sthāpanā kartē haĩ - brahmā aur brahmākumār kumāriyō̃ dvārā , vah satyug ādi mē̃ thē tō sthāpanā jarūr kaliyug ant mē̃ hī key|kī hōgī . 65Sō ab phir saṅgamyug par kar rahē haĩ .

64So, the Highest on High, the Supreme Father, the Supreme Soul, is once again establishing the sun and moon-dynasty kingdoms through Brahma and the Brahma Kumars and Kumaris. 65They existed at the beginning of the golden age. 66Therefore, He must definitely have established them at the end of the iron age and is now doing it once again at the confluence age.

66Vāstav mē̃ sabhī ātmāyē̃ śhiv key|kī santān haĩ aur prajāpitā brahmā K|kē bhī bachchē haĩ .

67In fact, all souls are the children of Shiva and all people are the children of Brahma, the Father of people, too. 68An entire part is recorded in each soul.

67Har ēk ātmā mē̃ part sārā nūndhā huā hai .

69The first actors are those who take the full 84 births.

68Pahlē pārṭdhārī yah haĩ - jiskō pūrē 84 janma lēnē haĩ .

70The system of taking rebirth has continued from the beginning.

69Punarjanma lēnē kā rasam tō śhurū sē chaltā āyā hai . 70Satōpradhān phir satō rajō tamō banē haĩ .

71You are at first satopradhan and you then go through the stages of sato, rajo and tamo.

71Satōpradhān jab thē tō sūryavanśhī lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā , 16 kalā sampūrṇ thē .

72When you were satopradhan, it was the kingdom of the sun-dynasty Lakshmi and Narayan and you were 16 celestial degrees full.

72Phir 14 kalā banē .

73You then became 14 degrees.

73In dō yugō̃ kō garden of|off flower kahā jātā hai .

74These two ages are called the garden of flowers.

74Vah thā sukhdhām .

75That was the land of happiness.

75Yah chitrō̃ par samjhānā baṛā sahaj hai .

76It is very easy to explain with these pictures.

76Ūpar mē̃ śhivbābā , jis dvārā viśhva nav-nirmāṇ hō rahā hai .

77At the top is Shiv Baba through whom world renewal is taking place.

77Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar . . . unkō rachnē vālā yah śhivbābā hai .

78It is Shiv Baba who creates Brahma, Vishnu and Shankar.

78Yah bachchō̃ kō samjhānā hai ki naī duniyā kī sthāpanā aur purānī duniyā kā vināśh hōtā hai .

79It has to be explained to children how the new world is established and how the old world is destroyed.

79Ab itnē sab dharm haĩ - sirph ēk dēvī-dēvtā dharm nahī̃ hai . 80Vah prāyaḥ lōp hai .

80There are now so many religions, but just the one deity religion doesn't exist; it has disappeared.

81Jō dēvī-dēvtā dharm vālē thē vah apnē kō hindū kahlā rahē haĩ kyōṅki satyug mē̃ sab pāvan thē , ab sab patit haĩ .

81Those who belonged to the deity religion call themselves Hindus because everyone was pure in the golden age whereas they are now all impure.

82Bābā kā nām hī hai patit-pāvan .

82Baba's name is the Purifier.

83Ab patit banānē vālā kaun hai  ?

83Who makes you impure?

84Yah bāp hī samjhātē haĩ .

84Only the Father explains this to you.

85Bachchē phir aur bhāī bahanō̃ kō samjhātē haĩ .

85You children then explain to your other brothers and sisters.

86Patit banānē vālā hai rāvaṇ , jiskō varṣh-varṣh jalātē haĩ , rāvaṇ kā kōī rūp nahī̃ hai .

86It is Ravan who is burnt every year that makes you impure. 87Ravan has no form; he is incognito.

87Vah hai gupta . 885 vikār strī K|kē , 5 vikār purūṣh K|kē .

88The image represents the five vices of man and the five vices of woman.

89Bhārat kā baṛē tē baṛā duśhman hai hī rāvaṇ , jisnē bhārat kō kauṛī misal banāyā hai .

89Ravan is the biggest enemy of Bharat; he has made Bharat as worthless as a shell.

90Ab is rāvaṇ par jīt pahanō mērī mat dvārā .

90Now conquer Ravan by following My directions.

91Is samay sab patit ban gayē haĩ .

91At this time, all have become impure.

92Is kāraṇ parampitā paramātmā key|kī hī śhrīmat chāhiē . 93Śhrīmat hai bhagvān key|kī .

92At this time, the shrimat of the Supreme Father, the Supreme Soul, is required.

94Bhagvānuvāch , hē bachchō̃ athavā ātmāyē̃ , tum sārā samay dēh-abhimānī rahē hō .

93Shrimat are the directions of God. 94God speaks: O children, souls, you have been body conscious all this time.

95Ab dēhī-abhimānī banō .

95Now become soul conscious!

96Tum ātmā amar hō .

96You souls are immortal.

97Tum hī śharīr chhōṛtī aur lētī hō .

97You shed a body and take another.

98Bāp kahtē haĩ - hē brahmā tum apnē kō nahī̃ jāntē hō .

98The Father says: O Brahma, you do not know your own self.

99Tumhārē liē hī gātē haĩ - ādhākalp brahmā kā din , ādhākalp brahmā kī rāt .

99It is of you that it is said: For half the cycle there is the day of Brahma and for half the cycle there is the night of Brahma.

100Tum bachchē in bātō̃ kō samajhē huē hō tab tō pradarśhanī khōlī hai .

100You children have understood these things and this is why you have set up an exhibition.

101Ab in chitrō̃ dvārā samjhāō . 102Ab yah brahmā aur brahmākumār kumāriyā̃ parampitā paramātmā dvārā apnā varsā lē rahē haĩ .

101Now explain using these pictures: Brahma and the Brahma Kumars and Kumaris are now receiving their inheritance from the Supreme Father, the Supreme Soul.

103Gāyā jātā hai gyān sūrya pragaṭā , agyān andhēr vināśh . . . us sūrya key|kī bāt nahī̃ .

102It is remembered: When the Sun of Knowledge rises, the darkness of ignorance is dispelled. 103It is not a question of that sun.

104Maĩ gyān sūrya is samay gyān varṣhā kar rahā hū̃ , jissē tum patit sē pāvan ban rahē hō .

104I, the Sun of Knowledge, am raining knowledge on you at this time through which you become pure from impure.

105Barsāt kā pānī kōī kō pāvan nahī̃ banāyēgā .

105Rain water will not purify anyone.

106Mujhē patit-pāvan kahtē haĩ - mērē pās|pass hī knowledge hai ki patit sē pāvan aur phir pāvan sē patit kaisē bantē haĩ .

106I am called the Purifier. 107I alone have the knowledge of how you become pure from impure and impure from pure.

107Pāvan naī duniyā aur patit purānī duniyā kō kahā jātā hai .

108The new world is called pure and the old world is called impure.

108Patit banātā hai rāvaṇ .

109It is Ravan who makes it impure.

109Rāvaṇ kō śhaitān aur rām kō bhagvān kahā jātā hai .

110Ravan is called the Devil and Rama is called God.

110Vah rām , sītā vālā nahī̃ .

111It is not the Rama who belonged to Sita.

111Tum bachchō̃ kō yah sthāpanā aur vināśh kā rāz bhī samjhānā hai .

112You children also have to explain the secrets of establishment and destruction.

112Iskē liē yah viśhva nav nirmāṇ pradarśhanī hai .

113This world renewal exhibition is for that.

113Kōī bhī śhāstra mē̃ yah nahī̃ hai ki parampitā paramātmā brahmā dvārā sukhdhām key|kī sthāpanā kartē haĩ .

114It is not mentioned in any of the scriptures that the Supreme Father, the Supreme Soul, establishes the land of happiness through Brahma.

114Rāvaṇ phir duḥkhdhām banātē haĩ .

115Ravan makes it into the land of sorrow.

115Bāp ākar sukhdhām banātē haĩ . 116Ādhākalp sukh , ādhākalp duḥkh .

116The Father comes and makes it into the land of happiness.

117Satyug trētā din , dvāpar kaliyug rāt .

117There is happiness for half the cycle and sorrow for half the cycle.

118Rāt mē̃ ṭhōkarē̃ khātē haĩ . 119Bhagvān kō ḍhūṇḍhnē kē liē dhakkā khātē haĩ .

118The golden and silver ages are the day and the copper and iron ages are the night.

120Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .

119People stumble around in the night.

121Ādhākalp gyān , ādhākalp bhakti .

120They stumble along searching for God.

122Gyān kā sāgar athavā gyān sūrya parampitā paramātmā kō hī kahā jātā hai .

121This too is fixed in the drama. 122For half the cycle there is knowledge and for half the cycle there is devotion.

123Bhārat mē̃ hī śhiv jayantī manātē haĩ . 124Issē siddha hai ki bhārat hī śhiv key|kī janmabhūmi hai .

123Only the Supreme Father, the Supreme Soul, is called the Ocean of Knowledge and the Sun of Knowledge.

125Mujhē ānā bhī patit duniyā mē̃ paṛē , tab tō ākar patitō̃ kō pāvan banāū̃ . 126Jō pūjy-lakṣmī nārāyaṇ thē , vahī pujārī banē haĩ .

124It is only in Bharat that they celebrate the birthday of Shiva. 125This proves that Bharat alone is the birthplace of Shiva. 126I have to come into the impure world.

127Āpēhī pūjya , āpēhī pujārī .

127Only then can I purify the impure.

128Vahī lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī ātmā jinkō 84 janm bhōgnē haĩ tō bhinn-nām rūp mē̃ bhōgnē haĩ .

128Lakshmi and Narayan, who were worthy of worship, have become worshippers. 129Those who were worthy of worship have become worshippers.

129Tō yah brahmā jō sthāpanā kartē haĩ , vahī phir pālnā kartē haĩ .

130The Lakshmi and Narayan souls who have to take 84 births have to take them in different names and forms.

130Abhī vah ātmā patit banī hai tō phir unkē hī śharīr mē̃ ākar unkā nām brahmā rakhtā hū̃ .

131This Brahma carries out establishment and then also sustains it. 132That soul has now become impure and so I enter his body and name him Brahma.

131Pahlē-pahlē tō yah bāt samjhānī hai ki parampitā paramātmā sē tumhārā kyā sambandh hai  ?

133First of all, explain to them what their relationship with the Supreme Father, the Supreme Soul, is.

132Jarūr kahē̃gē bāp hai . 133Vah tō sab ātmāō̃ kā bāp huā .

134They would definitely say that He is the Father, He is the Father of all souls.

134Śhivbābā K|kē tum sab bachchē hō .

135All of you are the children of Shiv Baba.

135Is samay bhagat hō , bhagvān kō sab yād kartē haĩ .

136At this time, you are devotees. 137All of you remember God.

136Bhagat kahtē haĩ hē bhagvān hamkō bhakti kā phal dō , ham duḥkhī haĩ , jīvanmukti dō .

138Devotees say: O God, give us the fruit of devotion! 139We are unhappy; grant us liberation-in-life!

137Sādhu lōg bhī sādhnā kartē haĩ ki hamē̃ mukti-jīvanmukti dō .

140Sages too make spiritual endeavour to receive liberation and liberation-in-life.

138Is samay sab pukārtē haĩ ki ākar patitō̃ kō pāvan banāō .

141At this time, everyone calls out: Come and purify the impure!

139Bābā direction dētē haĩ ki aisē-aisē samjhāō .

142Baba gives you directions about how to explain.

140Ham ātmā śhāntidhām mē̃ rahnē vālī haĩ .

143We souls are residents of the land of peace.

141Ab ēk śharīr chhōṛ dūsrā lē part jarūr bajānā hai .

144We will shed our bodies, take others and definitely play our parts.

142Varṇō̃ sē bhī pās|pass hōnā hōtā hai .

145We have to go through the different castes.

143Yah drama avināśhī banā huā hai .

146This drama is eternally predestined; the cycle continues to turn.

144Chakra phirtā hī rahtā hai , iskō bhī jānnā chāhiē ki kaisē phirtā hai .

147You have to know how it turns. 148There is one Purifier, one Creator and one world.

145Patit-pāvan ēk , rachtā ēk , duniyā bhī ēk .

149You ask: How did we become impure from pure?

146Pūchhtē haĩ pāvan sē patit kaisē banē̃  ? 147Rāvaṇ key|kī āsurī mat par chalnē sē 5 vikār ā jātē haĩ .

150Because you followed the devilish dictates of Ravan, the five vices came into existence.

1485 vikārō̃ kō hī rāvaṇ mat kahā jātā hai , isliē rāvaṇ kō jalātē haĩ . 149Parantu rāvaṇ jaltā hī nahī̃ .

151The five vices are called the directions of Ravan. 152This is why an effigy of Ravan is burnt, but Ravan doesn't get burnt.

150Ab bāp kahtē haĩ bachchē tumkō is rāvaṇ par jīt pānī hai , jō jītē̃gē vahī rāmrājya K|kē mālik banē̃gē .

153The Father says: Children, you now have to conquer Ravan. 154Those who conquer him will become the masters of the kingdom of Rama.

151Yah hai antim janm arthāt sr̥iṣhṭi kā ant hai .

155This is the final birth, that is, it is the end of the world.

152Sr̥iṣhṭi kā ādi bhī bāp kartē haĩ . 153Ant kā vināśh bhī bāp kartē haĩ .

156It is the Father who brings about the beginning of the world and also the final destruction of the world.

154Bāp kahtē haĩ maĩ naī duniyā kā foundation bhī lagātā hū̃ aur purānī duniyā kā vināśh bhī karātā hū̃ .

157The Father says: I lay the foundation of the new world and also inspire the destruction of the old world.

155Gāyā huā hai - brahmā dvārā sthāpanā , ab brahmā akēlā tō nahī̃ hōgā .

158It is remembered that establishment takes place through Brahma. 159However, it would not be through Brahma alone.

156Brahmākumār aur kumāriyō̃ dvārā bhārat kō garden of|off daivī flower banātā hū̃ .

160I make Bharat into a garden of divine flowers through the Brahma Kumars and Kumaris.

157Yah tō hai kāṇṭō̃ kā jaṅgal .

161This is a forest of thorns.

158Inkō ab āg lagnī hai .

162It now has to be set on fire.

159Tum ab jāgē hō , manuṣhya tō sōyē huē haĩ .

163You have now awakened whereas the rest of the people are still sleeping.

160Yahā̃ tō duḥkh aśhānti hai .

164Here, there is sorrow and peacelessness.

161Bachchō̃ kō hamēśhā apnē śhāntidhām , sweet home kō yād karnā hai .

165You children always have to remember your land of peace, your sweet home.

162Tō sweet bādśhāhī varsē mē̃ milēgī .

166You will then receive the sweet kingdom as your inheritance.

163Is rāvaṇ rājya kō bhūltē jāō .

167Continue to forget this kingdom of Ravan.

164Bhārat jō paristān thā sō ab kabristān banā hai phir paristān banēgā .

168Bharat, which was the land of angels, has now become a graveyard but it will become the land of angels once again.

165Yah chakra hai .

169This is a cycle.

166Viśhva naī taiyār hō jāyēgī tō purānī kō jarūr āg lagēgī .

170When the new world is ready, the old world will definitely be set on fire.

167Ab tumkō naī duniyā kē liē taiyār hōnā hai .

171You now have to prepare yourself for the new world.

168Phir vahā̃ chalkar hīrē javāharō̃ K|kē mahal banāyēṅgē .

172You will go there and build palaces studded with diamonds and jewels.

169Ab tō jhōpaṛiyā̃ haĩ .

173There are now just huts.

170Kalp-kalp patit duniyā sō pāvan bantī hai . 171Pāvan sō patit bantī hai .

174Every cycle, the impure world becomes pure again and the pure world becomes impure.

172Patit dhīrē-dhīrē bantē haĩ .

175You become impure gradually.

173Makān nayā jaldī bantā hai , purānā hōnē mē̃ time lagtā hai .

176A new building is built very quickly but it takes time to become old.

174Gyān sē tum nayē viśhva K|kē mālik ban jāyēṅgē .

177By studying this knowledge you will become the masters of the new world.

175Ab tum 16 kalā bantē hō phir 14 kalā phir dhīrē-dhīrē kalā kamtī hōtī jātī hai .

178You are now becoming 16 celestial degrees full and you will then become 14 degrees. 179The degrees will continue to decrease gradually.

176Ab kaliyug mē̃ hai no|know kalā .

180Now, in the iron age, there are no degrees.

177Bhārat pāvan thā , ab patit banā hai .

181Bharat was pure and it has now become impure.

178Yah khēl bhārat par hī hai .

182This play is based on Bharat.

179Rāvaṇ sē hārē hār . . . ab tum śhrīmat par jīt pātē hō .

183Those who are defeated by Ravan are defeated by everything. 184You are now gaining victory by following shrimat.

180Achchhā  !

185Achcha.

181Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

186To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

182Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

187The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

183Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

188Essence for dharna:

1841 ) śhrīmat par bhārat kō pāvan banānē key|kī sēvā karnī hai .

189 1. Do the service of purifying Bharat by following shrimat.

185Rāvaṇ key|kī mat kō chhōṛ ēk bāp key|kī śhrīmat par chalnā hai .

190Stop following the dictates of Ravan and follow the shrimat of the one Father.

1862 ) is duḥkhdhām kō bhūl apnē sweet home , śhāntidhām kō yād karnā hai .

191 2. Forget this land of sorrow and remember your sweet home, the land of peace. 192Prepare yourselves to go to the new world.

187Svayã kō naī duniyā mē̃ chalnē kē liē taiyār karnā hai . 188Vardān  : apnē śhrēṣhṭh karma rūpī darpaṇ dvārā brahmā bāp K|kē karma dikhlānē vālē bāp samān bhav

193Blessing: May you reveal Father Brahma’s actions through the mirror of your elevated actions and become equal to Father Brahma. 194 Every elevated Brahmin soul is a mirror of Father Brahma’s actions in every action they perform. 195Let Father Brahma’s actions be visible in the mirror of your actions.

189Ēk-ēk brāhmaṇ ātmā , śhrēṣhṭh ātmā her|har karma mē̃ brahmā bāp K|kē karma kā darpaṇ hō .

196The speaking, walking, sitting and doing everything of the children who perform every action with such attention are like those of Father Brahma.

190Brahmā bāp K|kē karma āpkē karma K|kē darpaṇ mē̃ dikhāī dē̃ .

197Every action would be worthy of a blessing and blessings would constantly be emerging through their lips.

191Jō bachchē itnā attention rakhkar her|har karma kartē haĩ unkā bōlnā , chalnā , uṭhnā , baiṭhnā sab brahmā bāp K|kē samān hōgā .

198Some speciality would be visible even in their ordinary actions. 199So, claim this certificate and you will then be said to be equal to Father Brahma. 200Slogan: In order to experience the avyakt stage be in solitude.

192Her|har karma vardān yōgya hōgā , mukh sē sadaiv vardān nikaltē rahē̃gē . 193Phir sādhāraṇ karma mē̃ bhī viśhēṣhtā dikhāī dēgī . 194Tō yah certificate lō|low tab kahē̃gē bāp samān . 195Slōgan  : avyakt sthiti kā anubhav karnē kē liē bāhyamukhtā kō chhōṛ antarmukhī ēkāntvāsī banō .

201Put aside extroversion and let your stage be introverted.

196Lavlīn sthiti kā anubhav karō

202*** Om Shanti *** 203Experience the stage of being merged in love.

197Bāp kā bachchō̃ sē itnā pyār hai jō sadā kahtē bachchē jō hō , jaisē hō - mērē hō .

204The Father has so much love for the children that He always says: Whatever the children are, however they are, they are Mine.

198Aisē āp bhī sadā pyār mē̃ lavlīn rahō , dil sē kahō bābā jō hō vah sab āp hī hō .

205In the same way, you children also remain merged in the Father. 206Say with your heart: Whatever Baba is, You are everything.

199Kabhī asatya K|kē rājya K|kē prabhāv mē̃ nahī̃ āō , apnē satya svarūp mē̃ sthit rahō .

207Never be influenced by anything in the kingdom of falsehood. 208Remain stable in your kingdom of truth.