रविवार 16 जनवरी 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
016-01-22 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 25-12-89 madhuban 1Rūhānī phakhur mē̃ rah bēphikr bādśhāh banō
0 16/01/22 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 25/12/89 1Maintain your spiritual intoxication and become a carefree emperor
2Āj baṛē-tē-baṛē bāp bachchō̃ kō alaukik divya saṅgamyug K|kē her|har din key|kī mubārak dē rahē haĩ .
2Today, the greatest Father is congratulating His children for each day of the alokik, divine confluence age.
3Duniyā vālō̃ kē liē viśhēṣh ēk baṛā din hōtā hai aur baṛē din par kyā kartē haĩ ?
3For the people of the world, just the one special day is a great day, and what do they do on the great day?
4Vah samajhtē haĩ baṛē dil sē manā rahē haĩ . 5Lēkin āp jāntē hō unhō̃ kā manānā kyā hai !
4They think that they celebrate it with generous hearts, but you know what their celebration is.
6Unhō̃ kā manānā aur āp baṛē-tē-baṛē bāp K|kē baṛē dil vālē bachchō̃ kā manānā - kitnā nyārā aur pyārā hai !
5They celebrate, but the celebration of you generous-hearted children of the greatest Father is unique and lovely.
7Jaisē duniyā vālō̃ kā baṛā din hai . 8Khuśhī mē̃ nāchtē-gātē ēk-dō kō us din key|kī mubārak dētē haĩ .
6When it is the great day for the people of the world, they sing and dance in happiness and give greetings to each other on that day.
9Aisē āp bachchō̃ kē liē saṅgamyug hī baṛā yug hai .
7Similarly, the confluence age is the greatest age for you children.
10Āyu mē̃ chhōṭā hai lēkin viśhēṣhatāō̃ aur prāpti dilānē mē̃ sabsē baṛā yug hai .
8Although it is a very short age, it is the greatest age of all in terms of its specialities and in enabling you to receive attainments.
11Tō saṅgamyug kā her|har din āpkē liē baṛā din hai kyōṅki baṛē-tē-baṛā bāp baṛē yug « saṅgamyug ' ' mē̃ hī miltā hai .
9So, each day of the confluence age is a great day for you because you meet the greatest Father during this greatest age, the confluence.
12Sāth-sāth bāp dvārā baṛē-tē-baṛī prāpti bhī abhī hōtī hai .
10Along with that, you also receive the greatest attainment from the Father at this time.
13Bāpdādā sabhī bachchō̃ kō baṛē-tē-baṛā « puruṣhōttam ' ' ab banātē haĩ .
11BapDada makes all of you children the greatest, the most elevated humans at this time.
14Jaisē āj K|kē din key|kī viśhēṣhtā hai khuśhiyā̃ manānā aur ēk-dō kō gift dēnā , mubārak dēnā aur father dvārā hī gift milnē kā din manātē haĩ .
12The speciality of this day is that you celebrate in happiness, to give one another gifts and greetings. 13This is celebrated as the day of receiving gifts from the Father.
15Āp sabkō bāp nē saṅgamyug par hī baṛē-tē-baṛī gift kyā dī hai ?
14What is the greatest gift of all that the Father has given you at the confluence age?
16Bāpdādā sadā kahtē haĩ ki mainnē āp bachchō̃ kē liē hathēlī par svarg kā rājya-bhāgya lāyā hai .
15BapDada always says that He has brought the fortune of the kingdom of heaven on the palm of His hand.
17Tō sabkī hathēlī par svarg kā rājya-bhāgya hai nā .
16So the fortune of heaven is on the palm of each one's hand, is it not?
18Jiskō kahtē haĩ - tirī par bahiśht ( hathēlī par svarg ) .
17It is said: Heaven on the palm of your hand.
19Issē baṛī gift aur kōī dē saktā hai ?
18Can anyone else give a gift greater than this?
20Kitnē bhī baṛē ādmī baṛī gift dē̃ lēkin bāp key|kī gift kē āgē vah kyā hōgī ?
19No matter how great the gifts a great person would give, what are they compared to the gift that the Father gives?
21Jaisē sūrya kē āgē dīpak .
20They are like a lamp next to the sun.
22Tō saṅgamyug key|kī yādgār niśhāniyā̃ anya dharmō mē̃ bhī rah gaī haĩ .
21So the memorials, the signs of the confluence age, also carry on in other religions.
23Āpkō baṛē yug mē̃ baṛē bāp nē baṛē-tē-baṛī gift dī hai , isliē āj K|kē baṛē din par is vidhi sē manātē haĩ .
22The great Father has given you the greatest gift during the great age. 23This is why they celebrate this great day in this way.
24Vah Christmas father kahtē haĩ .
24They use the term ‘Father Christmas’.
25Father sadā bachchō̃ kō dēnē vālā « dātā ' ' hai .
25The Father is the One who constantly bestows on the children.
26Chāhē laukik rīti sē bhī dēkhō - father bachchō̃ kā dātā hōtā hai .
26If you look at it in a worldly way too, a father is one who bestows on his children.
27Yah hai bēhad kā father .
27This One is the unlimited Father.
28Bēhad kā father gift bhī bēhad key|kī dētē haĩ .
28The unlimited Father gives an unlimited gift.
29Aur kōī bhī gift kitnā samay chalēgī ?
29How long would any other gift last?
30Kitnē achchhē-achchhē mubārak K|kē card gift mē̃ dētē haĩ . 31Lēkin āj kā din bīt gayā , phir us card kō kyā karē̃gē ?
30They send very beautiful greetings cards and gifts, but when the day has passed, what do they do with the cards?
32Thōṛā samay chaltā haĩ nā .
31They last for a short period.
33Khānē-pīnē key|kī mīṭhī chījē̃ bhī dēgē , vah bhī kitnā samay chalē̃gī !
32Even if they give something sweet to drink or eat, how long does that last?
34Kitnā samay khuśhī manāyēṅgē !
33For how long would there be a happy celebration?
35Nāchē̃gē , gāyēṅgē - ēk rāt .
34They would sing and dance for one night.
36Lēkin āp ātmāō̃ kō bāp aisī gift dētē haĩ jō is janm mē̃ tō sāth hai hī lēkin janm-janm sāth rahēgī .
35However, the Father gives you souls such a gift that it not only stays with you for this birth, but it stays with you for birth after birth.
37Duniyā vālē kahtē haĩ khālī hāth āyē aur khālī hāth jānā hai . 38Lēkin āp kyā kahē̃gē ?
36People of the world say, "You arrive empty-handed and you have to leave empty-handed" but what do you say?
39Āp phalak sē kahtē hō ki ham ātmāē̃ bāp dvārā milē huē khajānō̃ sē bharpūr hōkar jāyēṅgī aur anēk janm bharpūr rahē̃gī .
37You say with intoxication, "We souls will return full of all the treasures we have received from the Father and we will remain full for many births."
4021 janmō̃ tak yah gift sāth rahēgī .
38This gift will stay with you for 21 births.
41Aisī gift kabhī dēkhī hai ?
39Have you ever seen such a gift before?
42Chāhē kisī bhī foreign K|kē dēśh K|kē rājā vā rānī hō̃ , aisī gift dē saktē haĩ ?
40No matter which foreign country they may be a king or queen of, can they give such a gift?
43Chāhē pūrā takht dē dēvē̃ , offer karē̃ - yah takht āp lē lō .
41Even if they were to offer or give you their whole throne, what would you do?
44Āp kyā karē̃gē , kōī lēgā ?
42Would you accept it?
45Bāp K|kē diltakhta kē āgē yah takht bhī kyā hai !
43What is that throne compared to the Father’s heart-throne?
46Isliē āp sabhī phakhur mē̃ rahtē hō , phakhur arthāt rūhānī naśhā .
44This is why all of you remain in spiritual intoxication. 45Intoxication means spiritual intoxication.
47Is rūhānī phakhur mē̃ rahnē vālē kisī bhī bāt kā phikra nahī̃ kartē , bēphikr bādśhāh ban jātē haĩ .
46Those who stay in this spiritual intoxication do not worry about anything; they become carefree emperors.
48Abhī K|kē bhī bādśhāh aur bhaviṣhya mē̃ bhī rājāī prāpt kartē hō isliē sabsē baṛī aur sabsē achchhī yah bēphikr bādśhāhī hai .
47They become emperors now, and they also claim a kingdom in the future. 48Therefore, the greatest and best sovereignty is this carefree sovereignty.
49Kōī phikra hai ?
49Do you have any worries?
50Aur pravr̥itti mē̃ rahnē vālō̃ kō bāl-bachchō̃ kā phikra hai ?
50Do those who live in a household have any worries about their children?
51Kumār kō khānā banānē kā phikra jyādā hai , kumāriyō̃ kō kyā phikra hōtā hai ?
51Kumars have to worry more about preparing food. 52What worries do the kumaris have?
52Naukrī kā ki achchhī naukrī milē , phikra hai kyā ?
53Do you have to worry about a job? 54Do you have to worry about finding a good job?
53Bēphikr hō nā !
55You are carefree, are you not?
54Jiskō phikra hōgā vah bēphikr bādśhāhī kā majā nahī̃ lē sakē̃gē .
56Someone who has any worries cannot experience the pleasure of a carefree kingdom.
55Viśhva key|kī rājāī tō 20 janm hōgī lēkin yah bēphikr bādśhāhī aur diltakhta - yah ēk hī is yug mē̃ miltē haĩ ēk janm kē liē .
57You will have the kingdom of the world for 20 births, but you receive this carefree kingdom and heart-throne for one birth during this age only.
56Tō ēk kā mahatva hai nā !
58So there is the importance of One, is there not?
57Bāpdādā sadā bachchō̃ kō yahī kahtē - « brāhmaṇ jīvan arthāt bēphikr bādśhāh ' ' .
59BapDada always says to the children: Brahmin life means to be a carefree emperor.
58Brahmā bāp bēphikr bādśhāh banē tō kyā gīt gāyā - pānā thā sō pā liyā , kām bākī kyā rahā , āp kyā kahtē hō ?
60When Brahma Baba became a carefree emperor, what song did he sing? 61"I found that which had to be found. 62What else is there left to do?"
59Sēvā kā kām bākī rahā huā hai , lēkin vah bhī karāvanhār bāp karā rahē haĩ aur karātē rahē̃gē .
63What do you say? 64The work of serving is left to do, but the Karavanhar Father is enabling that to be done and will continue to do so.
60Hamkō karnā hai - issē bōjh hō jātā hai .
65By thinking that you have to do it, you have a burden.
61Bāp hamārē dvārā karā rahē haĩ - tō bēphikr hō jāyēṅgē .
66The Father is doing it through you. 67When you have this consciousness, you will become carefree.
62Niśhchay hai yah śhrēṣhṭh kārya hōnā hī hai vā huā hī paṛā hai isliē niśhchaybuddhi , niśhchint , bēphikr rahtē haĩ .
68You have the faith that this elevated task will definitely be carried out. 69It is already certain. 70This is why those whose intellects have faith remain carefree and without any worries.
63Yah tō sirph bachchō̃ kō busy rahnē liē sēvā kā ēk khēl karā rahē haĩ .
71Baba makes the children play the game of doing service in order to keep them busy.
64Nimitt banāē vartamān aur bhaviṣhya sēvā K|kē phal kā adhikārī banā rahē haĩ .
72By making you instruments, He enables you to claim the right to the fruit of service for the present and the future.
65Kām bāp kā , nām bachchō̃ kā .
73It is the Father's work but the children’s name.
66Phal bachchō̃ kō khilātē , khud nahī̃ khātē haĩ .
74He gives the fruit to the children; He Himself does not eat it.
67Tō bēphikr huē nā .
75So, you are carefree, are you not?
68Sēvā mē̃ saphaltā kā sahaj sādhan hī yah hai , karānē vālā karā rahā hai .
76The easy way to achieve success in service is to have the consciousness that the One who is inspiring you is the One who is doing everything.
69Agar « maĩ kar rahā hū̃ ' ' tō ātmā key|kī śhakti pramāṇ sēvā kā phal miltā hai .
77If you think that you are doing it, then the fruit you receive from doing service is according to the capacity of the soul.
70Bāp karā rahā hai tō bāp sarvśhaktivān hai . 71Karma kā phal bhī itnā hī śhrēṣhṭh miltā hai .
78If you think that the Father is enabling it to be done, then He is the Almighty Authority, so the fruit received from doing that action is equally elevated.
72Tō sadā bāp dvārā prāpt huī bēphikr bādśhāhī vā hathēlī par svarg K|kē rājya-bhāgya key|kī godly gift smr̥iti mē̃ rakhō .
79Constantly keep in your consciousness the Godly gift of the carefree kingdom you have received from Baba and the fortune of the kingdom of heaven which has been placed on the palm of your hand.
73Bāp aur gift dōnō̃ key|kī yād sē her|har din tō kyā lēkin her|har ghaṛī baṛē-tē-baṛī ghaṛī hai , baṛā din hai - aisī anubhūti karē̃gē .
80When you have remembrance of the Father and the gift, not just every day, but every moment will be experienced as the greatest moment of the greatest day.
74Duniyā vālē tō sirph mubārak dētē haĩ .
81People of the world simply give greetings.
75Kyā kahtē haĩ ?
82What do they say?
76Happy hō , healthy-wealthy hō … kah dētē haĩ .
83“Be happy, be healthy, be wealthy”, but they don’t become that.
77Lēkin ban tō nahī̃ jātē haĩ nā . 78Bāp tō aisī mubārak dētē jō sadā kē liē health-wealth happy vardānō̃ K|kē rūp mē̃ sāth rahtī hai .
84However, the Father gives you such greetings that health, wealth and happiness stay with you for all time in the form of a blessing.
79Sirph mukh sē kah karkē khuśh nahī̃ kartē haĩ , lēkin banātē haĩ aur bannā hī manānā hai kyōṅki avināśhī bāp key|kī mubārak bhī avināśhī hōgī nā . 80Tō mubārak vardān ban jātī hai .
85He does not make you happy by simply saying it in words, but He makes you this, and to become it is to celebrate it, because the greetings of the imperishable Father would also be imperishable.
81Āp tanā sē nikalē huē hō .
86So the greetings become a blessing.
82Yah sab śhākhāyē̃ haĩ , yah sabhī dharm āpkī śhākhāyē̃ haĩ nā !
87All of you have emerged from the trunk. 88All others are branches.
83Kalpa vr̥ikṣha key|kī śhākhāyē̃ haĩ isliē vr̥ikṣha key|kī niśhānī Christmas tree dikhātē haĩ .
89All the religions are your branches, are they not? 90They are the branches of the kalpa tree.
84Christmas tree kabhī sajī huī dēkhī hai ?
91A Christmas tree is a symbol of this tree.
85Ismē̃ kyā kartē haĩ ?
92Have you ever seen a decorated Christmas tree?
86 ( stage par dō Christmas vr̥ikṣha sajē rakhē haĩ ) ismē̃ kyā dikhāyā hai ?
93(There are two decorated Christmas trees on the stage.) 94What has been shown on it?
87Viśhēṣh chamaktē huē jagē huē bulb dikhātē haĩ . 88Chhōṭē-chhōṭē balbō̃ sē hī sajātē haĩ .
95They especially show sparkling light bulbs; they decorate it with tiny bulbs.
89Iskā arth|earth kyā hai ?
96What is the meaning of that?
90Kalpa vr̥ikṣha key|kī āp chamaktī huī ātmāyē̃ hō aur jō bhī dharm pitāyē̃ ātē haĩ vah bhī apnē hisāb sē satōpradhān hōtē haĩ isliē golden aged ātmā chamaktī huī hōtī hai isliē yah kalpa vr̥ikṣha key|kī niśhānī anya dharm key|kī śhākhāē̃ bhī her|har varṣh niśhānī manātē rahtē haĩ .
97You are the sparkling souls of the kalpa tree. 98The founders of religions that come are also satopradhan in their own way. 99This is why the golden-aged souls are sparkling. 100Therefore, this symbol of the kalpa tree is celebrated by the branches of other religions every year.
91Sārē vr̥ikṣha kā great-great grand father hai nā .
101The Father is the great-great-grandfather of the entire tree, is he not?
92Kaun sā bāp great-great grand father hai ?
102Which father is the great-great-grandfather?
93Bāp nē brahmā kō āgē rakhā hai .
103The Father has placed Brahma in front.
94Sākār sr̥iṣhṭi key|kī ātmāō̃ kā ādi pitā , ādināth brahmā hai isliē great great grand father hai .
104He is the original father of the souls of the corporeal world. 105Brahma is Adinath (the first lord); this is why he is the great-great-grandfather.
95Ādi dēv kē sāth āp bhī hō nā ki akēlē ādi dēv hai .
106All of you are also with Adi Dev, are you not? 107Or is Adi Dev alone?
96Āp ādi ātmāyē̃ abhī ādi dēv kē sāth hō aur āgē bhī sāth rahē̃gī , itnā naśhā hai ?
108You first souls are with Adi Dev now, and you will also be with him in the future. 109Do you have so much intoxication?
97Khuśhī K|kē gīt sadā gātē rahtē hō nā yā sirph āj gāyēṅgē ?
110You constantly sing songs of happiness, do you not? 111Or will you only sing them today?
98Āj viśhēṣh double foreigners kā din hai .
112Today is especially for the double foreigners.
99Āp kē liē rōz baṛā din hai yā āj hai ?
113Is every day a great day for you, or just today?
100Chārō̃ ōr dēśh-vidēśh K|kē bachchē kalpa vr̥ikṣha mē̃ chamaktē huē sitārē dikhāī dē rahē haĩ .
114Everywhere, the children of this land and abroad are seen to be the sparkling stars on the kalpa tree.
101Sūkṣhma rūp mē̃ tō sab madhuban mē̃ pahuñchē huē haĩ . 102Vah bhī sab ākārī rūp mē̃ manā rahē haĩ .
115Everyone has come to Madhuban in a subtle form, whereas you are all celebrating in the angelic form.
103Āp sākārī rūp mē̃ manā rahē hō .
116You are celebrating in corporeal forms.
104Sabhī kā man bāp key|kī godly gift kō dēkh khuśhī mē̃ nāch rahā hai .
117Everyone's mind is dancing in happiness on seeing the Father’s Godly gift.
105Bāpdādā bhī sarv sākār rūp aur ākār rūpdhārī bachchō̃ kō sadā harṣhit bhav key|kī mubārak dē rahē haĩ . 106Sadā dilkhuśh miṭhāī khātē rahō aur prāpti K|kē gīt gātē rahō .
118BapDada is also giving special greetings to all you children in your corporeal forms and in your subtle forms that you may remain constantly cheerful, constantly to eat the sweet that brings happiness to the heart (Dilkhush toli) and to sing songs of attainment.
107Drama anusār bhārat vālō̃ kō viśhēṣh bhāgya milā huā hai .
119According to the drama, those from Bharat have been given special fortune.
108Achchhā .
120Achcha.
109Sabhī teachers nē baṛā din manāyā ki rōz manātī hō ?
121Did all you teachers celebrate the great day, or do you celebrate every day?
110Baṛā bāp hai aur baṛē āp bhī hō isliē jō duniyā vālō̃ K|kē baṛē din haĩ uskō mahatva dētē haĩ .
122The Father is great and all of you are also great and this is why you give importance to the great days of the people of the world.
111Ismē̃ bhī āp baṛē , chhōṭē bhāīyō̃ kō utsāh dilātē hō .
123Through this, you senior ones give enthusiasm to your younger brothers.
112Sabhī teachers bēphikr bādśhāh hō ?
124Are all of you teachers carefree emperors?
113Bādśhāh arthāt sadā niśhchay aur naśhē mē̃ sthit rahnē vālē kyōṅki niśhchay vijayī banātā hai aur naśhā khuśhī mē̃ sadā ūñchā uṛātā hai .
125To be an emperor means to be constantly stable in your faith and intoxication, because faith makes you victorious, and intoxication makes you constantly fly high in happiness.
114Tō bēphikr bādśhāh hī hōṅgē nā !
126So, you would be carefree emperors, would you not?
115Kōī phikra hai kyā ?
127Do you have any worries?
116Sēvā kaisē baṛhēgī , achchhē-achchhē jigyāsu patā nahī̃ kab āyēṅgē , kab tak sēvā karnī paṛēgī - yah sōchtē tō nahī̃ hō ?
128How will service increase? 129You don't worry, wondering when good students will come, do you? 130For how long will you have to do service? 131You don't wonder about this, do you?
117Asōch bannē sē hī sēvā baṛhēgī , sōchnē sē nahī̃ baṛhēgī .
132Service will increase by not thinking. 133By thinking about it, it will not increase.
118Asōch ban buddhi kō free rakhē̃gē tab bāp key|kī śhakti madad K|kē rūp mē̃ anubhav karē̃gē .
134If you become free from thinking and keep your intellect free, you will experience the Father’s power in the form of help.
119Sōchnē mē̃ hī buddhi busy rakhē̃gē tō bāp key|kī touching , bāp key|kī śhakti grahaṇ nahī̃ kar sakē̃gē .
135If you keep your intellect busy thinking, you will not then be able to catch the Father’s touchings or imbibe power from the Father.
120Bābā aur ham - combined haĩ , karāvanhār aur karnē kē nimitt maĩ ātmā .
136Baba and I are combined. 137Baba is Karavanhar (the One who enables it to be done) and I am an instrument soul who does it.
121Iskō kahtē haĩ asōch arthāt ēk key|kī yād .
138This is known as the stage of not thinking, that is, of having remembrance of One.
122Śhubhchintan mē̃ rahnē vālē kō kabhī chintā nahī̃ hōtī .
139Those who keep pure and positive thoughts (chintan) never worry (chinta).
123Jahā̃ chintā hai vahā̃ śhubhchintan nahī̃ aur jahā̃ śhubhchintan hai vahā̃ chintā nahī̃ .
140Where there are worries, there are no pure thoughts, and where there are pure thoughts, there are no worries.
124Achchhā !
141Achcha.
125Chārō̃ ōr K|kē godly gift K|kē adhikārī , baṛē tē baṛē bāp K|kē baṛē tē baṛē bhāgyavān ātmāyē̃ , ādi pitā K|kē sadā sāthī ādi ātmāyē̃ , sadā baṛē tē baṛē bāp dvārā muhabbat key|kī mubārak , avināśhī vardān prāpt karnē vālē sarv sākārī rūpdhārī aur ākārī rūpdhārī - sabhī bachchō̃ kō dilkhuśh miṭhāī kē sāth yādpyār aur namastē .
142To all the children everywhere who have a right to the Godly gift, to the greatest, fortunate souls who belong to the greatest Father, to the adi (first) souls who are constantly companions of Adi Pita (the first father), to all the souls in the corporeal and subtle forms who have received greetings of love and eternal blessings from the greatest Father, to all the children, love, remembrance and namaste together with the sweet that brings happiness to the heart (Dilkhush toli).
126Pūnā-bīdar group : rōz amr̥itvēlē dilkhuśh miṭhāī khātē hō ?
143BapDada meeting a group from Pune and Bidar: 144Every day at amrit vela, do you eat Dilkhush toli?
127Jō rōz amr̥itvēlē dilkhuśh miṭhāī khātē haĩ vō svayã bhī sārā din khuśh rahtē haĩ aur dūsrē bhī unkō dēkh khuśh hōtē haĩ .
145Those who eat Dilkhush toli at amrit vela every day remain happy throughout the day and others also become happy on seeing them.
128Yah aisī khurāk hai jō kōī bhī paristhit ā jāē lēkin yah dilkhuśh khurāk paristhiti kō chhōṭā banā dētī hai , pahāṛ kō rūī banā dētī hai .
146This is such nourishment that, no matter what situations come, this nourishment of Dilkhush will make the situation very small; it will turn a mountain into cotton wool.
129Itnī tākat hai is khurāk mē̃ !
147This nourishment has that much power.
130Jaisē śharīr K|kē hisāb sē bhī jō tandarūst vā śhaktiśhālī hōgā vah her|har paristhiti kō sahaj pār karēgā aur jō kamjōr hōgā vah chhōṭī see|sī|C bāt mē̃ bhī ghabrā jāyēgā .
148Those who are healthy and strong physically will easily be able to overcome all situations, whereas those who are weak will be afraid of small things.
131Kamjōr kē āgē paristhiti baṛī hō jātī hai aur śhaktiśhālī kē āgē paristhiti pahāṛ sē rūī ban jātī hai .
149In front of weak ones, situations become a big thing, whereas in front of strong, powerful ones, situations like mountains become like cotton wool.
132Tō rōz dilkhuśh miṭhāī khānā mānā sadā dilkhuśh rahē̃ .
150So to eat Dilkhush toli every day means that your heart remains constantly happy.
133Yah alaukik khuśhī K|kē din kitnē thōṛē haĩ !
151There are so few days of this alokik happiness.
134Dēvtāī khuśhī aur brāhmaṇō̃ key|kī khuśhī mē̃ bhī phark hai .
152There is a difference between the happiness of deities and the happiness of Brahmins.
135Yah brāhmaṇ jīvan key|kī paramātm-khuśī , atīndriya sukh key|kī anubhūti dēvtāī jīvan mē̃ bhī nahī̃ hōgī isliē is khuśhī kō jitnā chāhē manāō .
153You will not experience this Godly happiness of Brahmin life, this experience of supersensuous joy, even in your deity life. 154Therefore, celebrate this happiness as much as you want.
136Rōz samjhō āj khuśhī manānē kā din hai .
155Every day, consider it to be a day to celebrate in happiness.
137Yahā̃ ānē sē khuśhī baṛh gaī hai nā !
156Your happiness has increased by coming here, has it not?
138Yahā̃ sē nīchē utarē̃gē tō cum|kam tō nahī̃ hōgī ?
157It will not then decrease as soon as you go down (the mountain), will it?
139Uṛtī kalā abhī hai , phir tō jitnā pāyā utnā khātē rahē̃gē .
158It is now your flying stage, and you will then continue to eat from all you have attained.
140Tō sadā yah smr̥iti mē̃ rakhō ki ham dilkhuśh miṭhāī khānē vālē haĩ aur dūsrō̃ kō khilānē vālē haĩ kyōṅki jitnā dēgē utnā aur baṛhtī jāyēgī .
159So, always have the awareness that you are those who eat the Dilkhush toli and you also serve it to others because the more you give, the more it increases.
141Dēkhō , khuśhī kā chēhrā sabkō achchhā lagtā hai aur kōī duḥkh aśhānti mē̃ ghabrāyā huā chēhrā hō tō achchhā nahī̃ lagēgā nā !
160Look, everyone loves to see happy faces. 161You would not like it if someone had a face that showed peacelessness and sorrow, would you?
142Jab dūsrō̃ kā achchhā nahī̃ lagēgā tō apnā bhī nahī̃ lagnā chāhiē .
162Since you don’t like that type of face on others, you shouldn’t like yours to be like that either.
143Tō sadaiv khuśhī K|kē chēhrē sē sēvā kartē rahō .
163So always continue to serve with a happy face.
144Mātāyē̃ aisī sēvā kartī hō ?
164Do the mothers do such service?
145Ghar vālē āpkō dēkhkar khuśh hō jāē̃ .
165Your family members should be happy to see you.
146Chāhē kōī gyān kō burā bhī samajhtē hō phir bhī khuśhī key|kī jīvan kō dēkhkar man sē anubhav jarūr kartē haĩ ki inkō kuchh milā hai jō khuśh rahtē haĩ .
166Even if others consider the path of knowledge to be bad, when they see your life of happiness, they would definitely feel in their minds that you have found something that makes you stay happy.
147Bāhar abhimān sē na bhī bōlē̃ lēkin andar mahsūs kartē haĩ aur ākhir tō jhuknā hī hai .
167Even if they do not say anything externally because of their arrogance, they do feel it internally, and they will eventually have to bow down.
148Āj gālī dētē haĩ kal charaṇō̃ par jhukē̃gē .
168Today they insult you and tomorrow they will fall at your feet.
149Kahā̃ jhukē̃gē ?
169Where will they bow down?
150 « ahō prabhū ' ' kahkar jhuknā jarūr hai .
170They will definitely have to bow down and say, “O Prabhu!”
151Tō aisī sthiti hōgī tab tō jhukē̃gē nā !
171They will only bow down when you have such a stage.
152Kōī bhī kisī kē āgē jhuktā hai tō usmē̃ kōī baṛāpan hōtā hai , kōī viśhēṣhtā hōtī hai , us viśhēṣhtā par jhuktā hai .
172When others bow down in front of someone, it is because that one has some greatness or some speciality because they are bowing to that speciality.
153Aisē tō kōī nahī̃ jhukēgā nā .
173No one would bow down just like that.
154Dikhāī dē - in jaisī jīvan kōī kī hai hī nahī̃ , sadā khuśh rahtē haĩ .
174Let it be visible that no one else has a life like yours and that you always remain happy.
155Rōnē key|kī paristhiti mē̃ bhī khuśh rahē̃ , man khuśh rahē .
175Even in a situation of tears, be happy; let your mind be happy.
156Aisē nahī̃ hanstē rahō , lēkin man khuśh hō .
176Not that you just continue to laugh loudly, but your mind should be happy.
157Pāṇḍav kyā samajhtē haĩ ?
177What do you Pandavas think?
158Aisā anubhav dūsrō̃ kō hōtā hai yā abhī kam hōtā hai ?
178Do others have that experience or are there only a few such experiences at the moment?
159Khuśhmijāz rahnē vālē apnē chēhrē sē bahut sēvā kartē haĩ .
179Those who remain happy in themselves do a lot of service through their faces.
160Mukh sē bōlō , nahī̃ bōlō lēkin āpkī sūrat , gyān key|kī sīrat kō svataḥ pratyakṣha karēgī .
180Whether you say something in words or not, your face will automatically reveal your character of knowledge.
161Tō yahī yād rakhnā ki dilkhuśh miṭhāī khānī hai aur aurō̃ kō bhī khilānī hai .
181So just remember that you have to eat Dilkhush toli and also serve it to others.
162Jō svayã khātā hai vah khilānē K|kē binā rah nahī̃ saktā hai .
182Those who eat it cannot remain without serving it to others.
163Achchhā !
183Achcha.
164Bēlagām , sōlāpur group apnē is śhrēṣhṭh jīvan kā dēkh harṣhit hōtē hō ?
184BapDada meeting Belgam and Solapur: 185Are you happy on seeing your elevated lives?
165Kyōṅki yah jīvan hīrē tulya jīvan hai .
186This life of yours is as valuable as a diamond.
166Hīrē kā mūlya hōtā hai nā !
187A diamond is valuable, is it not?
167Tō is jīvan kō itnā amūlya samajhkar her|har karma karō .
188Perform every action while considering your life to be invaluable.
168Brāhmaṇ jīvan arthāt alaukik jīvan .
189A Brahmin life means an alokik life.
169Alaukik jīvan mē̃ sādhāraṇ chalan nahī̃ hō saktī .
190You cannot have ordinary behaviour in an alokik life.
170Jō bhī karma kartē hō vah alaukik hōnā chāhiē , sādhāraṇ nahī̃ .
191Let whatever actions you perform be alokik, not ordinary.
171Alaukik karma tab hōtā hai jab alaukik svarūp key|kī smr̥iti rahtī hai kyōṅki jaisī smr̥iti hōgī vaisī sthiti hōgī . 172Smr̥iti mē̃ rahē - ēk bāp dūsrā na kōī .
192You perform alokik actions when you have an alokik awareness, because as is your awareness, so will be your stage. 193Keep it in your awareness that you belong to the Father alone and none other.
173Tō bāp key|kī smr̥iti sadā samarth banātī hai , isliē karma bhī śhrēṣhṭh alaukik hōtā hai .
194So, having the awareness of the Father makes you constantly powerful. 195Therefore, your actions would also be elevated and alokik.
174Sārā din jaisē agyānī jīvan mē̃ mērā-mērā kartē rahē , ab yahī mērā bāp key|kī taraph lagā diyā nā !
196In worldly life, you continued to say “mine, mine” all day long, and now this “mine” is used for the Father.
175Abhī aur sab mērā-mērā khatm hō gayā .
197All other forms of “mine” have now finished.
176Brāhmaṇ bannā arthāt sab kuchh tērā kar diyā .
198To be a Brahmin means everything is Yours.
177Yah galatī|galtī tō nahī̃ kartē hō - mērē kō tērā , tērē kō mērā tō nahī̃ banā dētē hō ?
199You do not make the mistake of making “Yours” into “mine” and “mine” into “Yours”, do you?
178Jab kōī matlab hōgā tō kahē̃gē - mērā , aur kōī matlab nahī̃ hōgā tō kahē̃gē tērā .
200When you have a selfish motive, you would say “mine” and when there is no such motive, you would say “Yours”.
179Mērā bhalē kahō lēkin « mērā bābā ' ' kahō .
201You may say “mine”, but let it be “My Baba!”
180Bākī sab mērā-mērā chhōṛkar ēk mērā .
202Put aside all other forms of “mine” and let only the One be “mine”.
181Ēk mērā kahnē sē mēhnat sē chhūṭ jāyēṅgē , bōjh utar jāyēgā .
203By saying the One is “mine”, you will become free from having to do hard work and all burdens will be removed.
182Nahī̃ tō gr̥ihasthī jīvan mē̃ kitnā bōjh hai !
204Otherwise, household life is such a burden.
183Abhī halkē double light hō gayē isliē sadā uṛtī kalā vālē hō .
205You have now become light, double light, and this is why you have the flying stage.
184Uṛtī kalā K|kē sivāē rūktī kalā mē̃ rūknā nahī̃ hai .
206Stay in the flying stage. 207Never stop in the stopping stage.
185Sadā hī uṛtē chalō .
208Constantly continue to fly.
186Bāp nē apnā banā liyā - sadā isī khuśhī mē̃ rahō .
209Always maintain the happiness that the Father has made you His.
187Vardān : gyān K|kē sāth-sāth guṇō̃ kō emerge kar number one bannē vālē sarvguṇ sampann bhav
210Blessing: May you become full of all virtues and claim number one by enabling virtues as well as knowledge to emerge. 211 At present, it is necessary to be a bestower of virtues through your actions with one another.
188Vartamān samay āpas mē̃ viśhēṣh karma dvārā guṇ dātā bannē key|kī āvaśhyaktā hai , isliē gyān K|kē sāth-sāth guṇō̃ kō emerge karō .
212For this, as well as knowledge, also enable virtues to emerge. 213Have the thought: I always have to be an image of virtues and carry out the special task of making everyone else an image of virtues.
189Yahī saṅkalp karō ki mujhē sadā guṇ mūrt ban sabkō guṇ mūrt banānē kā viśhēṣh kartavya karnā hī hai tō vyarth dēkhnē , sunnē vā karnē key|kī phursat hī nahī̃ rahēgī .
214There will not then be any time to see, hear or do anything wasteful. 215Instead of looking at others, while following Father Brahma, continue to donate virtues at every second and you will become an example who is full of all virtues and who fill everyone else with all virtues and becomes number one.
190Dūsrō̃ kō dēkhnē kē bajāē brahmā bāp kō follow kartē huē her|har second guṇō̃ kā dān kartē chalō tō sarvguṇ sampann bannē aur banānē kā example ban number one hō jāyēṅgē . 191Slōgan : silence key|kī power dvārā negative kō positive mē̃ parivartan karnā hī mansā sēvā hai . 192Lavlīn sthiti kā anubhav karō
216Slogan: To transform the negative into positive with the power of silence is to serve with the mind.
193Yah paramātma pyār aisā sukhdāī pyār hai jō is pyār mē̃ ēk second bhī khō jāō tō anēk duḥkh bhūl jāyēṅgē aur sadā kē liē sukh K|kē jhūlē mē̃ jhūlnē lagē̃gē .
217*** Om Shanti *** Experience the stage of being merged in love. 218God’s love gives so much happiness that if you become lost in this love for even one second, you will forget all the many types of sorrow and will begin to swing in the swing of happiness for all time.